मंगलवार 28 मई 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-05-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 28/05/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp hai sarv sambandhō̃ K|kē pyār key|kī saccharin , ēk mīṭhē māśhuk kō yād karō tō buddhi sab taraph sē haṭ jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, the Father is the saccharine of love of all relationships. 2Remember the one sweet Beloved and your intellects will move away from all other directions.

Question

2Praśhna  : karmātīt bannē kā sahaj purūṣhārth vā yukti kaun-sī hai  ?

3Question: What easy effort do you make in order to become karmateet?

Answer

3Uttar  : bhāī kī dr̥iṣhṭi kō pakkā karnē kā puruṣhārth karō .

4Answer: You make effort for your vision of brotherhood to become firm.

4Buddhi sē ēk bāp K|kē sivāē aur sab kuchh bhūl jāyē .

5Forget everything except the one Father from your intellect.

5Kōī bhī dēhdhārī sambandh yād na āyē tab karmātīt banē̃gē .

6When you don't remember any bodily relationships, you can become karmateet.

6Apnē kō ātmā bhāī-bhāī samajhnā - yahī puruṣhārth key|kī mañzil hai .

7The destination of your efforts is to consider yourselves to be souls, brothers.

7Bhāī-bhāī samajhnē sē dēh key|kī dr̥iṣhṭi , vikārī khyālāt ḵẖatm hō jāyēṅgē .

8By considering yourselves to be brothers, body-conscious vision and all vicious thoughts will end.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Double ōm śhānti .

10Double Om shanti.

10Double kaisē hai , yah tō tum bachchō̃ key|kī hī buddhi mē̃ hai .

11It is in the intellects of only you children how it is double.

11Bāp bhī bachchō̃ kō hī baiṭh samjhātē haĩ .

12The Father sits here and explains to only you children.

12Pahlē tō bāp kā niśhchay hōnā chāhiē kyōṅki yah bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .

13First of all, you should have faith in the Father because He is the Father, Teacher and also the Guru.

13Yū̃ tō laukik rīti sē alag-alag hōtē haĩ .

14In the world, all three are separate.

14Teacher javānī mē̃ kiyā jātā hai . 15Gurū 60 varṣh key|kī āyu kē bād kartē haĩ . 16Yah tō jab ātē haĩ , tīnō̃ hī ikaṭṭhī service kartē haĩ .

15You have a teacher when you are young, and a guru is adopted after the age of 60. However, when that One comes here, He does all three types of service at the same time.

17Kahtē haĩ chhōṭē-baṛē sab paṛh saktē haĩ .

16He says: All, young and old, can study here.

18Bachchō̃ key|kī brain achchhī fresh hōtī hai .

17Children's brains are very good and fresh.

19Yah tō bachchē samajh gayē , chhōṭē-baṛē sab jīv key|kī ātmā jarūr haĩ .

18You children surely understand that young and old are all living souls.

20Ātmā jīv mē̃ pravēśh kartī hai .

19A soul enters a living body.

21Ātmā aur jīv mē̃ fark tō hai nā .

20There is a difference between a soul and a living body.

22Yahā̃ tum bachchō̃ kō ātmā aur paramātmā kā gyān diyā jātā hai .

21Here, you children are given the knowledge of souls and the Supreme Soul.

23Ātmā tō avināśhī hai , bākī śharīr yahā̃ bhraṣhṭāchār sē paidā hōtā hai .

22Souls are imperishable, but bodies are created here through corruption.

24Vahā̃ tō bhraṣhṭāchār kā nām hī nahī̃ hōtā .

23There, there is no mention of corruption.

25Gāyā jātā hai sampūrṇ nirvikārī duniyā .

24It is remembered that that is a completely viceless world.

26Śhrēṣhṭhāchārī aur bhraṣhṭāchārī akṣhar hai nā .

25There are the words "elevated" and "corrupt".

27Yah sab bātē̃ bāp hī samjhātē haĩ .

26Only the Father explains all of these things.

28Bachchō̃ kō sirph yah pakkā niśhchay hō jāē ki ham ātmāō̃ kā bāp hamkō paṛhātē haĩ .

27You children should simply have the firm faith that the Father of us souls is teaching us.

29Bāp ātē hī haĩ puruṣhōttam saṅgamyug par .

28The Father comes at the most auspicious confluence age.

30Tō issē siddha hōtā hai kaniṣhṭ sē puruṣhōttam banātē haĩ .

29So, this proves that, from being the lowest, He makes you the most elevated.

31Yah duniyā hī kaniṣhṭ tamōpradhān hai , iskō raurav nark kahā jātā hai .

30This world is degraded and tamopradhan; it is called the extreme depths of hell.

32Ab hamkō vāpis jānā hai , isliē apnē kō ātmā samjhō .

31We now have to return home, and this is why you have to consider yourselves to be souls.

33Bāp āyē haĩ lēnē liē .

32The Father has come to take you back.

34Ham bhāī haĩ - yah pakkā niśhchay kar lō .

33Have the firm faith that we are brothers.

35Yah dēh tō rahēgī nahī̃ . 36Phir vikār key|kī dr̥iṣhṭi ḵẖalās hō jāyēgī .

34These bodies will not remain, and the vision of vice will end.

37Yah hai baṛī mañzil .

35This is a high destination.

38Is mañzil par bahut thōṛē pahũch saktē haĩ , mēhnat hai .

36Very few can reach this destination because it requires effort.

39Pichhāṛī mē̃ kōī bhī chīz yād na āyē , iskō kahā jātā hai karmātīt avasthā .

37Nothing should be remembered at the end. 38That is called the karmateet stage.

40Yah dēh bhī vināśhī hai , issē bhī mamatva nikal jāē .

39Even this body is perishable. 40You have to remove your attachment from it.

41Purānē sambandh mē̃ mamatva nahī̃ rakhnā hai .

41You mustn't have any attachment to old relationships.

42Ab tō nayē sambandh mē̃ jānā hai .

42You now have to go into new relationships.

43Purānā āsurī sambandh strī-puruṣh kā kitnā chhī-chhī hai .

43The old devilish relationships between husbands and wives are so dirty.

44Bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .

44The Father says: Consider yourselves to be souls.

45Ab vāpis jānā hai .

45You now have to return home.

46Ātmā-ātmā samajhtē rahē̃gē tō phir śharīr kā bhān nahī̃ rahēgā .

46If you consider yourselves to be souls, there will no longer be the consciousness of bodies.

47Strī-puruṣh key|kī kaśhiśh nikal jāyēgī .

47The attraction between males and females will be removed.

48Likhā huā bhī hai antkāl jō strī simarē , aisē chintan mē̃ jō marē … isliē kahtē haĩ antkāl gaṅgā jal mukh mē̃ hō , śhrīkr̥iṣhṇa key|kī yād hō .

48It is written: Those who remember a woman at the end, those who die with such thoughts… 49This is why it is said: “At the final moments, let there be the water of the Ganges in your mouth and also the remembrance of Shri Krishna.”

49Bhakti mārg mē̃ tō śhrīkr̥iṣhṇa key|kī yād rahtī hai .

50On the path of devotion, they remember Shri Krishna.

50Śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch kah dētē haĩ .

51They say: God Shri Krishna speaks.

51Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ dēh kō bhī yād nahī̃ karnā hai .

52Here, the Father says: You mustn't even remember your bodies.

52Apnē kō ātmā samjhō aur sab taraph sē dil haṭātē jāō .

53Consider yourselves to be souls and continue to remove your hearts from everything else.

53Sabhī sambandhō̃ kā pyār ēk mē̃ jaisē saccharin hō jātā hai .

54In all relationships, the love of the One becomes like saccharine.

54Sabkā mīṭhā aur phir sabkā māśhuk bhī hai .

55He is the sweetest Beloved of everyone.

55Māśhuk ēk hī hai . 56Parantu bhakti mārg mē̃ nām kitnē rakh diyē haĩ .

56There is just the one Beloved, but, on the path of devotion, they have given Him so many names.

57Bhakti kā vistār bahut hai . 58Yagya , tap , dān , tīrtha , vrat karnā , śhāstra paṛhnā yah sab bhakti key|kī sāmagrī hai .

57There is a lot of expansion of devotion: sacrificial fires, tapasya, making donations, going on pilgrimages, holding fasts and reading scriptures are all the paraphernalia of devotion.

59Gyān key|kī sāmagrī tō kuchh bhī hai nahī̃ .

58There is no paraphernalia of this knowledge.

60Yah bhī tum note kartē hō samjhānē kē liē . 61Bākī tumhārē kāġaz ādi kuchh bhī rahē̃gē nahī̃ .

59You continue to note this down to explain to others, but none of your paper etc. will remain.

62Bāp samjhātē haĩ - bachchē , tum śhāntidhām sē āyē thē , śhānt hī thē .

60The Father explains: Children, you came from the land of peace. 61You were peaceful.

63Śhānti K|kē sāgar sē tum śhānti kā , pavitratā kā varsā lētē hō .

62You claim the inheritance of peace and purity from the Ocean of Peace.

64Abhī tum varsā lē rahē hō nā .

63You are now claiming your inheritance.

65Gyān bhī lē rahē hō .

64You are also receiving this knowledge.

66Status sāmnē khaṛā hai .

65Your status is in front of you.

67Yah gyān sivāē bāp K|kē aur kōī dē na sakē .

66No one, apart from the Father, can give this knowledge.

68Yah hai rūhānī gyān .

67This is spiritual knowledge.

69Rūhānī bāp ēk hī bār ātē haĩ , rūhānī gyān dēnē liē .

68The spiritual Father only comes once in order to give this spiritual knowledge.

70Unkō kahtē bhī haĩ patit-pāvan .

69He is called the Purifier.

71Subah kō bachchō̃ kō baiṭh drill karātē haĩ .

70Baba sits here and conducts drill for the children in the morning.

72Vāstav mē̃ iskō drill bhī nahī̃ kahā jāē .

71In fact, this should not even be called drill.

73Bāp sirph kahtē haĩ - bachchē , apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō .

72The Father simply says: Children, consider yourselves to be souls and remember Me.

74Kitnā sahaj hai .

73It is so easy.

75Tum ātmā hō nā .

74You are souls.

76Kahā̃ sē āyē hō  ?

75Where have you come from?

77Paramdhām sē .

76From the supreme abode.

78Aisē aur kōī bhī pūchhē̃gē nahī̃ .

77No one else would ask you this.

79Pārlaukik bāp hī bachchō̃ sē pūchhtē haĩ - bachchō̃ , paramdhām sē āyē hō nā , is śharīr mē̃ part bajānē .

78Only the parlolik Father asks you children: Children, you came from the supreme abode and entered those bodies to play your parts.

80Part bajātē-bajātē ab nāṭak pūrā huā .

79You have played your parts and the play has now come to an end.

81Ātmā patit banī tō śharīr bhī patit banā hai .

80When souls became impure, their bodies also became impure.

82Sōnē mē̃ hī alloy paṛtī hai phir unkō galāyā jātā hai .

81Alloy is mixed into gold and so it then has to be melted.

83Vah sannyāsī lōg aisē arth|earth kabhī nahī̃ samjhāyēṅgē .

82Those sannyasis would never explain this meaning.

84Vō tō īśhvar kō jāntē hī nahī̃ .

83They don't even know God.

85Bāp sē yōg rakhō , yah māntē hī nahī̃ .

84They don't even believe in having yoga with the Father.

86Bāp jō sikhlātē haĩ vah aur kōī sikhlā na sakē .

85No one else can teach you what the Father teaches you.

87Ismē̃ tō practical mē̃ mēhnat karnī hōtī hai .

86Here, you have to make effort practically.

88Bāp tō kitnā sahaj karkē samjhātē haĩ .

87The Father explains to you so easily.

89Gātē bhī haĩ patit-pāvan hai , sarvśhaktimān hai , usē hī śhrī-śhrī kahā jātā hai .

88It is remembered: He is the Purifier, the Almighty Authority. 89He alone is called Shri Shri.

90Aur śhrī kahā jātā hai dēvtāō̃ kō .

90Deities are also called Shri.

91Unkō śhōbhtā hai . 92Unhō̃ key|kī ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra haĩ .

91It suits them because both souls and bodies there are pure.

93Ātmā kō tō kōī nirlēp kah na sakē .

92No one can say that souls are immune to the effect of action.

94Ātmā hī 84 janma lētī hai .

93It is souls that take 84 births.

95Parantu manuṣhya na jānnē K|kē kāraṇ unrighteous ban paṛē haĩ .

94However, because of not having knowledge, people have become unrighteous.

96Ēk bāp hī ākar righteous banātē haĩ .

95Only the one Father comes and makes you righteous.

97Rāvaṇ unrighteous banātē haĩ .

96Ravan makes you unrighteous.

98Chitra tō tumhārē pās|pass haĩ .

97You have the pictures.

99Bākī aisā 10 śhīśh vālā rāvaṇ kōī hōtā nahī̃ .

98There isn't a Ravan with ten heads.

100Satyug mē̃ tō rāvaṇ hai nahī̃ , yah tō clear hai .

99Ravan doesn't exist in the golden age. 100That is very clear.

101Parantu jō sunnē vālē hōṅgē vah kahē̃gē yahā̃ kā sapling hai .

101However, for those who listen to your knowledge, it is said that they are saplings who belong here.

102Kōī thōṛā sunē̃gē , kōī bahut bhī sunē̃gē .

102Some only listen to a little and others listen to a lot.

103Bhakti mārg kā dēkhō vistār kitnā hai .

103Look how much expansion there is on the path of devotion.

104Anēk prakār K|kē bhakta haĩ .

104There are many types of devotees.

105Aur phir pahlē sē hī sunā hai - bhagātē thē .

105In the beginning they heard that women were abducted.

106Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē liyē bhī kahtē haĩ nā - bhagāyā .

106They also say of Shri Krishna that he abducted women.

107Phir aisē śhrīkr̥iṣhṇa kō pyār kyō̃ kartē haĩ  ? 108Pūjtē kyō̃ haĩ  ?

107In that case, why do they love and worship such a Shri Krishna?

109Tō bāp baiṭh samjhātē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa tō first prince hai .

108The Father sits here and explains that Shri Krishna is the first prince.

110Vah tō kitnā buddhivān hōgā .

109He would be so wise.

111Sārē viśhva kā mālik kyā cum|kam buddhivān hōgā  !

110Would someone who is the master of the whole world have so little wisdom?

112Vahā̃ unhō̃ kō vajīr ādi hōtē nahī̃ . 113Rāy lēnē key|kī darkār nahī̃ .

111There, they don't have advisers etc., they don't need to take advice.

114Rāy lēkar tō sampūrṇ banā hai , phir rāy kyā lē̃gē  !

112After taking advice, he became perfect, so what other advice would he take?

115Tumkō ādhākalp kōī key|kī rāy nahī̃ lēnī hōtī hai .

113You don't need to take anyone's advice for half a cycle.

116Svarg aur nark kā nām bhī sunā hai .

114You have heard the names of heaven and hell.

117Yah tō svarg hō na sakē .

115This place cannot be heaven.

118Pattharbuddhi haĩ jō samajhtē haĩ yahā̃ hamkō dhan hai , mahal ādi sab haĩ , yahī svarg hai .

116Those who have stone intellects consider this to be heaven because they have wealth and palaces and everything else here.

119Parantu tum jāntē hō svarg tō hai naī duniyā .

117However, you know that the new world is heaven.

120Svarg mē̃ tō sab sadgati mē̃ hōtē haĩ .

118In heaven, all are in salvation.

121Svarg-nark ikaṭṭhā thōṛēhī hōgā .

119Heaven and hell cannot exist at the same time.

122Svarg kiskō kahā jātā hai , uskī āyu kitnī hai - yah sab bāp nē tumhē̃ samjhāyā hai .

120What is called heaven? 121How long is its duration? 122The Father has explained all of these things to you.

123Duniyā tō ēk hī hai .

123It is one and the same world.

124Naī kō satyug , purānī kō kaliyug kahā jātā hai .

124The new world is called the golden age and the old world is called the iron age.

125Ab bhakti mārg ḵẖalās hōnā hai .

125The path of devotion is now ending.

126Bhakti kē bād chāhiē gyān .

126After devotion, there has to be knowledge.

127Sabhī jīv ātmāyē̃ part bajātē-bajātē patit banī haĩ .

127All living beings have become impure while playing their parts.

128Yah bhī bāp nē samjhāyā hai . 129Tum sukh jāstī pātē hō .

128The Father has explained that you receive greater happiness.

1303/4 hai sukh , bākī 1/4 hai duḥkh .

129There is three quarters happiness and one quarter sorrow.

131Ismē̃ bhī jab tamōpradhān hō jātē haĩ tab duḥkh jāstī hōtā hai .

130In this too, you have greater sorrow when you become tamopradhan.

132Ādhā-ādhā hō tō majā hī kaisē hō .

131If it were half and half, how would you enjoy it?

133Majā tab hai jabki svarg mē̃ duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ rahtā , tab tō svarg kō sab yād kartē haĩ .

132There is pleasure when there is no name or trace of sorrow, when it is heaven. 133This is why everyone remembers heaven.

134Naī duniyā aur purānī duniyā kā yah bēhad kā khēl hai , jiskō kōī jān nahī̃ saktā .

134No one knows about this unlimited play of the old world and the new world.

135Bāp bhāratvāsiyō̃ kō hī samjhātē haĩ , bākī jō sab haĩ , vah ādhākalp mē̃ hī ātē haĩ .

135The Father only explains to the people of Bharat. 136All the others come in the second half of each cycle.

136Ādhākalp mē̃ hō sirph tum sūryavanśhī , chandravanśhī .

137In the first half of the cycle, there are just you who belong to the sun dynasty and the moon dynasty.

137Tum pavitra rahtē hō isliē tumhārī āyu baṛī rahtī hai aur duniyā bhī naī hai .

138You remain pure and this is why you have long lifespans and the world is also new.

138Vahā̃ everything new hai , anāj , pānī , dharnī ādi sab nayā .

139There, everything is new: food, water, land etc. are all new.

139Āgē chalkar tum bachchō̃ kō sab sākṣhātkār karātē rahē̃gē ki aisē-aisē hōgā .

140As you make further progress, you children will be given visions of how everything will be in the golden age.

140Śhurū mē̃ bhī huē , phir pichhāṛī mē̃ bhī hōnē chāhiē .

141You had visions in the beginning and so you will also have them at the end.

141Nazdīk āyēṅgē tō khuśhī hōtī rahēgī .

142As you come closer, you will be happy.

142Manuṣhya bāhar dēśh sē apnē dēśh mē̃ ātē haĩ tō khuśhī hōtī hai nā .

143When a person returns to his own country from abroad, he becomes happy.

143Kōī bāhar mē̃ kahā̃ martē haĩ tō unkō aeroplane sē bhī apnē dēśh mē̃ lē ātē haĩ .

144When a person dies abroad, his body is brought back to his own country by plane.

144Sabsē first class pavitra tē pavitra dharnī bhārat hai .

145The purest and most first-class land was Bharat.

145Bhārat key|kī mahimā kō tum bachchō̃ K|kē sivāē aur kōī jāntē hī nahī̃ .

146No one, apart from you children, knows the praise of Bharat.

146Wonder of|off dī|the world hai nā - uskā nām hai svarg .

147It was the wonder of the world. 148It was called heaven.

147Vah jō wonders dikhātē haĩ , vah haĩ sab nark K|kē .

149The wonders that people show are the wonders of hell.

148Kahā̃ nark K|kē wonders , kahā̃ svarg K|kē - rāt-din kā fark hai  !

150There is the difference of day and night between the wonders of heaven and the wonders of hell.

149Nark K|kē wonders bhī bahut manuṣhya dēkhnē jātē haĩ .

151Many people go to see the wonders of hell.

150Kitnē ḍhēr mandir haĩ .

152There are so many temples.

151Vahā̃ tō mandir hōtē nahī̃ .

153There are no temples there.

152Natural beauty rahtī hai .

154There is natural beauty there.

153Manuṣhya bahut thōṛē hōtē haĩ .

155There are very few human beings there.

154Sugandha ādi key|kī bhī darkār nahī̃ rahtī hai .

156There is no need for any perfume etc.

155Har ēk kō apnā-apnā first class bagīchā rahtā hai , first class fool|phūl hōtē haĩ .

157Each one of you will have your own first-class garden in which there will be first-class flowers.

156Vahā̃ key|kī tō havā bhī first class hōgī .

158The air there will also be first class.

157Garmī ādi kabhī taṅg nahī̃ karēgī . 158Sadaiv bahārī mausam rahēgā .

159You won't be troubled by hot weather etc., it will always be spring.

159Agarbattī key|kī bhī darkār nahī̃ .

160There is even no need for incense sticks.

160Svarg kā tō nām suntē hī mukh pānī hōtā hai .

161As soon as you hear the name of heaven, your mouth begins to water.

161Tum kahē̃gē aisē svarg mē̃ tō jhaṭ pahuñchē̃ , kyōṅki tum svarg kō jāntē hō parantu phir dil kahtī hai - abhī tō ham bēhad K|kē bāp kē sāth haĩ , bāp paṛhātē haĩ , aisā chance phir thōṛēhī milēgā .

162You would say: We should quickly go to such a heaven. 163This is because you know heaven. 164However, your hearts then say: At this time, we are with the unlimited Father. 165The Father is teaching us. 166We will not receive such a chance again.

162Yahā̃ manuṣhya , manuṣhya kō paṛhātē , vahā̃ dēvtāyē̃ , dēvtāō̃ kō paṛhāyēṅgē .

167Here, human beings teach human beings. 168There, deities teach deities.

163Yahā̃ tō bāp paṛhātē haĩ . 164Rāt-din kā fark hai  !

169Here, it is the Father who is teaching you; there is the difference of day and night.

165Kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

170You should have so much happiness.

16684 janm bhī tumnē liyē haĩ .

171You have taken 84 births.

167Tum hī world key|kī history-geography kō jāntē hō ki hamnē tō anēk bār yah rājya liyā phir rāvaṇ rājya mē̃ āyē .

172Only you know the history and geography of the world: We claimed the kingdom many times and went into the kingdom of Ravan again.

168Ab bāp kahtē haĩ , tum ēk janm pavitra banō tō 21 janm tum pāvan ban jāyēṅgē .

173The Father now says: Become pure for one birth and you will then become pure for 21 births.

169Kyō̃ nahī̃ banē̃gē  !

174Why would you not become that?

170Parantu māyā aisī hai , bhāī-bahan key|kī bhī dāl nahī̃ galatī|galtī , kachchē rah jātē haĩ .

175However, Maya is such that there is impure vision between brother and sister too; they remain weak.

171Dāl galē tab , jab apnē kō ātmā samajh bhāī-bhāī samjhō .

176There will be no problem (pure vision) when you consider yourselves to be souls and brothers.

172Dēh kā bhān nikal jāē .

177Remove the consciousness of bodies.

173Yah hai mēhnat .

178This requires effort.

174Sahaj bhī bahut hai .

179It is very easy.

175Kōī kō kahē̃gē bahut difficult hai tō unkī dil haṭ jāyēgī isliē iskā nām hī hai sahaj yād .

180If you tell someone that it is difficult, his heart would move away. 181So, this is why it is called easy remembrance.

176Gyān bhī sahaj hai .

182This knowledge is also easy.

17784 K|kē chakra kō jānnā hai , pahlē-pahlē bāp kā parichay dēnā hai .

183You have to know the cycle of 84 births. 184First of all, give the Father's introduction.

178Bāp kī yād sē hī ātmā key|kī junk uṛ jāyēgī aur pavitra duniyā kā varsā pāyēṅgē .

185The rust on you souls will be removed by having remembrance of the Father. 186You will then receive the inheritance of the pure world.

179Pahlē bāp kō yād karō .

187First of all, remember the Father.

180Bhārat kā prāchīn yōg hī kahtē haĩ , jissē bhārat kō viśhva kī bādśhāhī miltī hai .

188People speak of the ancient yoga of Bharat through which Bharat receives the sovereignty of the world.

181Prāchīn kitnē varṣh huē  ?

189How many years ago is “ancient”?

182Tō lākhō̃ varṣh kahtē .

190They say that it was hundreds of thousands of years ago.

183Tum jāntē hō 5 hazār varṣh key|kī bāt hai , vahī rājyōg phir sē bāp sikhlā rahē haĩ , ismē̃ mūnjhnē key|kī darkār hī nahī̃ .

191You know that it is a matter of only 5000 years. 192The Father is once again teaching you that same Raja Yoga. 193There is no need to be confused about this.

184Pūchhā jātā hai tum ātmāō̃ kā nivās sthān kahā̃ hai  ?

194You are asked: Where is the residence of you souls?

185Tō kahē̃gē hamārā nivās sthān bhrakuṭī hai .

195You say that you reside in the centre of the forehead.

186Tō ātmā kō hī dēkhnā paṛē .

196So, you have to look at souls.

187Yah gyān tumkō abhī miltā hai phir vahā̃ gyān key|kī darkār hī nahī̃ rahēgī .

197You receive this knowledge at this time. 198Then, there will be no need for this knowledge there.

188Mukti-jīvanmukti kō pā liyā , ḵẖalās .

199Once you have received liberation and liberation-in-life, that’s all.

189Mukti vālē bhī apnē samay par jīvanmukti mē̃ ākar sukh pāyēṅgē .

200Those who have received liberation will go into liberation-in-life at their own time and experience happiness.

190Sab jīvanmukti mē̃ ātē haĩ via mukti .

201Everyone goes into liberation-in-life via liberation.

191Yahā̃ sē jāyēṅgē śhāntidhām aur kōī duniyā hai nahī̃ .

202You will go to the land of peace from here. 203There is no other world.

192Drama anusār sabkō vāpis jānā hī hai .

204According to the drama, everyone has to go back.

193Vināśh key|kī taiyāriyā̃ hō rahī haĩ .

205Preparations are being made for destruction.

194Itnā kharchā kar bombs banātē haĩ sō rakhnē kē liē thōṛēhī banātē haĩ .

206They spend so much money on manufacturing bombs, but they are not manufacturing them just to keep them.

195Bārūd hai hī vināśh kē liē .

207The armaments are all for destruction.

196Satyug-trētā mē̃ yah chījē̃ hōtī nahī̃ .

208These things do not exist in the golden and silver ages.

197Ab 84 janm pūrē huē , ham yah śharīr chhōṛ ghar jāyēṅgē .

209Your 84 births have now ended. 210We will shed our bodies and go back home.

198Dīpmālā par sab nayē-nayē achchhē-achchhē kapṛē pahantē haĩ nā .

211Everyone wears good, new clothes at Deepmala.

199Tum ātmā bhī naī bantī hō .

212You souls are also becoming new.

200Yah hai bēhad key|kī bāt .

213This is an unlimited matter.

201Ātmā pavitra bannē sē śharīr bhī first class miltā hai .

214When souls becomes pure, they receive first-class bodies.

202Is samay artificial fashion kartē haĩ , powder ādi lagākar ḵẖūbṣhūrat ban jātē haĩ .

215At this time, people follow artificial fashion. 216They put on powder etc. to look beautiful.

203Vahā̃ tō natural beauty hōtī hai .

217There is natural beauty there.

204Ātmā ever beautiful ban jātī hai .

218Souls become ever beautiful.

205Yah tō tum samajhtē hō . 206School mē̃ sab ēk jaisē nahī̃ hōtē .

219You understand in a school that not everyone is the same.

207Tum bhī puruṣhārth kartē hō - ham aisā lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃ .

220You are also making effort to become like Lakshmi and Narayan.

208Yah hai tumhārā īśhvarīy kul .

221This is your Godly clan.

209Phir hōtā hai sūryavanśhī-chandravanśhī gharānā .

222Then, there will be the sun dynasty and moon dynasty clans.

210Tum brāhmaṇō̃ mē̃ rājāī nahī̃ hai .

223You Brahmins do not have a kingdom.

211Tum abhī saṅgam par hō .

224You are now at the confluence age.

212Kaliyug mē̃ ab rājāī hai nahī̃ .

225There aren’t any kingdoms now in the iron age.

213Bhal kōī rājāī rah bhī jātī , nil tō kabhī hōtī nahī̃ .

226There may be some kingdoms left, because it never becomes nil.

214Ab tum yah bannē liē puruṣhārth kar rahē hō .

227You are now making effort to become that.

215Dēkhē̃gē ham ātmāyē̃ bhāī haĩ aur vah hai bāp .

228You souls see that you are brothers and that that One is the Father.

216Bāp kahtē haĩ ēk dō kō bhāī-bhāī dēkhō .

229The Father says: See one another as brothers.

217Tīsrā nētra gyān kā tō milā hai .

230Each of you has received a third eye of knowledge.

218Tum ātmā kahā̃ nivās kartī hō  ?

231Where do you souls reside?

219Ātmā bhāī pūchhtā hai , ātmā kahā̃ rahtī hai  ?

232The soul, the brother asks: Where does the soul reside?

220Tō kahtē haĩ - yahā̃ , bhrakuṭī mē̃ .

233You say: Here, in the centre of the forehead.

221Yah tō common bāt hai .

234This is something common.

222Ēk bāp K|kē sivāē kuchh bhī yād na āyē .

235You mustn't remember anything except the one Father.

223Pichhāṛī mē̃ tō śharīr bhī aisē bāp kī yād mē̃ chhūṭē - yah practice pakkī karnī hai .

236At the end, you will even shed your bodies in remembrance of the Father. 237You have to make this practice firm.

224Achchhā  !

238Achcha.

225Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

239To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

226Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

240The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

227Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

241Essence for dharna:

2281 ) satyug mē̃ first class sundar śharīr prāpt karnē kē liē abhī ātmā kō pāvan banānā hai , kaṭ utār dēnī hai .

242 1. In order to attain a first-class, beautiful body in the golden age, make your soul pure now. 243Remove the rust.

229Artificial fashion nahī̃ karnā hai .

244Do not follow artificial fashion.

2302 ) ever pavitra bannē kē liē practice karnī hai ki ēk bāp K|kē sivāē kuchh bhī yād na āyē .

245 2. In order to become ever pure, practise remembering no one except the one Father.

231Yah dēh bhī bhūlī huī hō .

246You should even forget that body of yours.

232Bhāī kī dr̥iṣhṭi natural pakkī hō .

247Make the natural vision of brotherhood firm.

Blessing

233Vardān  : śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā K|kē sahyōg sē ātmāō̃ kō parivartan karnē vālē saphaltā sampann bhav

248Blessing: May you transform souls with the co-operation of your good wishes and pure feelings and become filled with total success.

234Jab kisī bhī kārya mē̃ sarv brāhmaṇ bachchē saṅgaṭhit rūp mē̃ apnē man key|kī śhubh bhāvnāō̃ aur śhubh kāmnāō̃ kā sahyōg dētē haĩ - tō is sahyōg sē vāyumaṇḍal kā kilā ban jātā hai jō ātmāō̃ kō parivartan kar lētā hai .

249 When all of you Brahmin children collectively give the co-operation of your good wishes and pure feelings with your minds for any task, a fortress is then created in the atmosphere with this co-operation to transform souls.

235Jaisē pāñch aṅguliyō̃ K|kē sahyōg sē kitnā bhī baṛā kārya sahaj hō jātā hai , aisē har ēk brāhmaṇ bachchē kā sahyōg sēvāō̃ mē̃ saphaltā sampann banā dētā hai .

250Just as a big task becomes very easy with the co-operation of five fingers, in the same way, the co-operation of every Brahmin child in doing service fills it with total success.

236Sahyōg key|kī result saphaltā hai .

251The result of co-operation is success.

Slogan

237Slōgan  : kadam-kadam mē̃ padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālā hī sabsē baṛā dhanvān hai .

252Slogan: Those who accumulate an income of multimillions at every step are the wealthiest of all.

253*** Om Shanti ***