शुक्रवार 31 मई 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
031-05-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 31/05/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē , sabsē baṛā kāṇṭā hai dēh-abhimān , issē hī sab vikār ātē haĩ , isliē dēhī-abhimānī banō ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to change thorns into flowers. 2The biggest thorn is body consciousness. 3It is through this that all the other vices come. 4Therefore, become soul conscious.
Question
2Praśhna : bhaktō̃ nē bāp K|kē kis karttavya kō na samajhnē K|kē kāraṇ sarvavyāpī kah diyā hai ?
5Question: Due to not understanding which of the Father’s tasks have devotees considered Him to be omnipresent?
Answer
3Uttar : bāp bahurūpī hai , jahā̃ āvaśhyaktā hōtī second mē̃ kisī bhī bachchē mē̃ pravēśh kar sāmnē vālī ātmā kā kalyāṇ kar dētē haĩ .
6Answer: The Father is the One with many forms and, wherever there is a need, He enters a child in a second and benefits the soul in front of that one.
4Bhaktō̃ kō sākṣhātkār karā dētē haĩ .
7He grants visions to devotees.
5Vah sarvavyāpī nahī̃ lēkin bahut tīkhā rocket hai .
8He is not omnipresent but is a very fast rocket.
6Bāp kō ānē-jānē mē̃ dērī nahī̃ lagtī .
9It doesn't take the Father long to come and go.
7Is bāt kō na samajhnē K|kē kāraṇ bhakta lōg sarvavyāpī kah dētē haĩ .
10Due to not understanding this, devotees say that He is omnipresent.
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Yah hai chhōṭā-sā gulśhan .
12This is a small flower garden.
10Human gulśhan .
13It is a human flower garden.
11Bagīchē mē̃ tum jāō tō usmē̃ purānē jhāṛ bhī hōtē haĩ kisma-kisma K|kē .
14When you go to a garden, there are also various old trees in it.
12Kahā̃ mukhṛiyā̃ bhī hōtī haĩ , kahā̃ ādhī khilī huī mukhṛiyā̃ hōtī haĩ .
15In some places, there are closed buds, in some places, there are half-opened buds.
13Yah bhī bagīchā hai nā .
16This too is a garden.
14Ab yah tō bachchē jāntē haĩ yahā̃ ātē haĩ kāṇṭō̃ sē fool|phūl bannē .
17You children know that you come here to change from thorns into flowers.
15Śhrīmat sē ham kāṇṭē sē fool|phūl ban rahē haĩ .
18By following shrimat, we are changing from thorns into flowers.
16Kāṇṭē jaṅgal K|kē haĩ , fool|phūl bagīchē mē̃ hōtē haĩ .
19Thorns are in a forest, whereas flowers are in a garden.
17Bagīchā hai svarg , jaṅgal hai nark .
20Heaven is a garden and hell is a forest.
18Bāp bhī samjhātē haĩ yah hai patit kāṇṭō̃ kā jaṅgal , vah hai phūlō̃ kā bagīchā .
21The Father also explains that this is a forest of impure thorns and that is a garden of flowers.
19Phūlō̃ kā bagīchā thā , vah abhī phir kāṇṭō̃ kā jaṅgal banā hai .
22There was a garden of flowers which has now become a forest of thorns.
20Dēh-abhimān hai sabsē baṛā kāṇṭā .
23Body consciousness is the biggest thorn of all.
21Uskē bād phir sab vikār ātē haĩ .
24After that come all the other vices.
22Vahā̃ tō tum dēhī-abhimānī rahtē hō .
25There, you remain soul conscious.
23Ātmā mē̃ gyān rahtā hai - abhī hamārī āyu pūrī hōtī hai . 24Ab ham yah purānā śharīr chhōṛ dūsrā jākar lē̃gē .
26You souls know that when you have finished your lifespans, you will shed your old bodies and take others.
25Sākṣhātkār hōtā hai , ham garbh mahal mē̃ jākar virājmān hōṅgē .
27The soul has a vision that he will go and reside in the palace of a womb.
26Phir mukhṛī bankar , mukhṛī sē fool|phūl banē̃gē , yah ātmā kō gyān hai .
28He will then become a bud and then, from a bud, he will become a flower. 29You souls have this knowledge.
27Sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai , yah gyān nahī̃ hai .
30You won't have the knowledge of how the world cycle turns.
28Sirph yah gyān rahtā hai ki yah śharīr purānā hai , iskō ab badalnā hai .
31Each one will just have the knowledge that that is an old body and that he now has to change it.
29Andar mē̃ khuśhī rahtī hai .
32He has that happiness inside him.
30Kaliyugī duniyā key|kī kōī bhī rasm ādi vahā̃ hōtī nahī̃ .
33None of the systems etc. of the iron-aged world will exist there.
31Yahā̃ hōtī hai lōk lāj kul key|kī maryādā , fark hai nā .
34Here, the opinions of society and the codes of conduct of the family have to be considered, and so there is a difference.
32Vahā̃ key|kī maryādā kō satya maryādā kahā jātā hai .
35The codes of conduct of that place are said to be the true codes of conduct.
33Yahā̃ tō hai asatya maryādā . 34Sr̥iṣhṭi tō hai nā .
36Here, the codes of conduct are false. 37The world does exist though.
35Bāp ātē hī haĩ jabki āsurī sampradāy hai .
38The Father comes when it is a devilish world.
36Usmē̃ hī daivī sampradāy key|kī jab sthāpanā hō jātī hai tab vināśh hōtā hai .
39When the deity world has been established, destruction will take place.
37Tō jarūr āsurī sampradāy hai , usmē̃ hī daivīguṇ vālī sampradāy sthāpan hō rahī hai .
40Therefore, this is surely a devilish community and the community of those with divine virtues is being established in this.
38Yah bhī samjhāyā hai yōgbal sē tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp naṣhṭ hōtē haĩ .
41It has also been explained that your sins of birth after birth will be cut away with the power of yoga.
39Is janm mē̃ bhī jō pāp kiyē haĩ , vah bhī batānē paṛē .
42You also have to tell Baba about the sins you have committed in this birth.
40Usmē̃ bhī khās hai vikār key|kī bāt .
43In that too, the main thing is the aspect of vice.
41Yād mē̃ hai bal .
44There is power in remembrance.
42Bāp hai sarvśhaktimān , tum jāntē hō jō sarv kā bāp hai unkē sāth yōg lagānē sē pāp bhasma hōtē haĩ .
45The Father is the Almighty Authority. 46You know that, by having yoga with the One who is the Father of All, your sins will be burnt away.
43Yah lakṣhmī-nārāyaṇ sarv śhaktimān haĩ nā . 44Sārī sr̥iṣhṭi par inkā rājya hai .
47Lakshmi and Narayan are almighty authorities; it is their kingdom over the whole world.
45Vah hai hī naī duniyā . 46Her|har chīz naī .
48That is a new world; everything is new.
47Ab tō jamīn hī kalrāṭhī hō gaī hai .
49Now, even land has become barren.
48Abhī tum bachchē naī duniyā K|kē mālik bantē hō . 49Tō itnī khuśhī rahnī chāhiē .
50You children are now becoming the masters of that new world, and so you should have so much happiness.
50Jaisē student vaisī khuśhī bhī jāstī hōgī .
51As are the students, so the happiness they have.
51Tumhārī yah hai ūñch tē ūñch university .
52This is your highest-on-high university.
52Ūñch tē ūñch paṛhānē vālā hai .
53The One who is teaching you is also the Highest on High.
53Bachchē paṛhtē bhī haĩ ūñch tē ūñch bannē kē liē .
54You children study in order to become the highest on high.
54Tum kitnā nīch thē .
55You were so degraded.
55Ēkdam nīch sē phir ūñch bantē hō .
56From being completely at the bottom, you are becoming the highest.
56Bāp khud hī kahtē haĩ tum svarg K|kē lāyak thōṛēhī hō . 57Apavitr vahā̃ jā na sakē̃ .
57The Father Himself says: You are not worthy of heaven; impure ones cannot go there.
58Nīchē haĩ tab tō ūñch dēvtāō̃ kē āgē unhō̃ key|kī mahimā gātē haĩ .
58It is because you are at the bottom that you sing praise in front of the highest deity idols.
59Mandirō̃ mē̃ jākar unhō̃ key|kī ūñchāī aur apnī nīchtā kā varṇan kartē haĩ .
59You go to the temples and speak to the deity idols of their greatness and of your degradation.
60Phir kahtē haĩ rahm karō tō ham bhī aisē ūñch banē̃ .
60You then ask for mercy so that you can also become as elevated.
61Unhō̃ kē āgē māthā ṭēktē haĩ .
61You go and bow your heads in front of them.
62Haĩ tō vah bhī manuṣhya parantu unmē̃ daivī guṇ haĩ , mandirō̃ mē̃ jātē haĩ , unhō̃ key|kī pūjā kartē haĩ ki ham bhī unhō̃ jaisē banē̃ .
62They too were human beings, but they had divine virtues. 63You go to the temples and worship them so that you can become like them.
63Yah kōī kō patā nahī̃ hai ki unhō̃ kō aisā kisnē banāyā ?
64However, no one knows who made them that.
64Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārā drama baiṭhā huā hai - kaisē is daivī jhāṛ kā sapling lagtā hai .
65The whole drama of how the sapling of this deity tree is being planted is now sitting in your intellects.
65Bāp ātē bhī haĩ saṅgamyug par .
66The Father comes at the confluence age.
66Yah patit duniyā hai isliē bāp kō bulātē haĩ , hamkō ākar patit sē pāvan banāō .
67This is an impure world, which is why people call out to the Father: Come and make us impure ones pure.
67Abhī tum pāvan hōnē kē liē purūṣhārth kartē hō .
68You are now making effort to become pure.
68Bākī sab hisāb-kitāb chuktū kar chalē jāyēṅgē śhāntidhām .
69All the others will settle their karmic accounts and go back to the land of peace.
69Manmanābhav kā mantra hai mukhya , jō tumkō bāp dētē haĩ .
70The main thing is the mantra of “Manmanabhav” that the Father gives you.
70Gurū lōg tō ḍhēr K|kē ḍhēr haĩ , kitnē mantra dētē haĩ .
71There are so many gurus and they give so many mantras.
71Bāp kā hai hī ēk mantra .
72The Father has just the one mantra.
72Bāp nē bhārat mē̃ ākar mantra diyā thā jissē tum dēvī-dēvtā banē thē .
73The Father came in Bharat and gave you a mantra with which you became deities.
73Bhagvānuvāch hai nā .
74God speaks.
74Vō lōg bhal śhlōk ādi kahtē haĩ parantu arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē .
75Although those people recite verses, they don’t understand the meaning of them at all.
75Tum arth|earth samjhā saktē hō .
76You can explain their meaning.
76Kumbha K|kē mēlē mē̃ jātē haĩ , vahā̃ bhī tum sabkō samjhā saktē hō .
77They go to the Kumbh mela, so you can explain to everyone there too.
77Yah hai patit duniyā nark .
78This is hell, an impure world.
78Satyug pāvan duniyā thī jiskō hī svarg kahā jātā hai .
79The golden age was a pure world which was called heaven.
79Patit duniyā mē̃ kōī pāvan hō na sakē .
80There cannot be any pure beings in an impure world.
80Manuṣhya gaṅgā snān kar pāvan hōnē kē liē jātē haĩ kyōṅki samajhtē haĩ śharīr kō hī pāvan banānā hai . 81Ātmā tō sadaiv pāvan hai hī .
81People go to bathe in the Ganges in order to become pure because they believe that it is the body that has to be purified and that the soul is ever pure.
82Ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ .
82They say that each soul is the Supreme Soul.
83Tum likh bhī saktē hō , ātmā pavitra hōgī gyān snān sē , na ki pānī K|kē snān sē .
83You can also write: Souls become pure by bathing in this knowledge, not by bathing in water.
84Pānī kā snān tō rōz kartē rahtē haĩ .
84You continue to bathe in water every day.
85Jō bhī nadiyā̃ haĩ unmē̃ rōz snān kartē rahtē haĩ .
85People go to bathe in the rivers every day.
86Pānī bhī vahī pītē haĩ .
86They also drink that water.
87Ab pānī sē hī sab kuchh kiyā jātā hai .
87Now, everything is done with water.
88Bātē̃ kitnī sahaj haĩ parantu kiskī bhī buddhi mē̃ ātī nahī̃ haĩ .
88These are such easy matters, but they don't enter anyone's intellect.
89Gyān sē hī sadgati hōtī hai second mē̃ .
89Salvation is received in a second through this knowledge.
90Phir kahtē haĩ gyān itnā athāh hai , jō sārā samudra syāhī banāō , jaṅgal kō kalam banāō , dhartī kō kāġaz banāō … tō bhī ant nahī̃ hō saktā .
90It is said: There is so much knowledge that even if you made the whole ocean into ink, the jungle into pens and the earth into paper, there can be no end to the knowledge.
91Bāp bhinn-bhinn points tō rōz samjhātē rahtē haĩ .
91The Father continues to explain different points every day.
92Bāp kahtē haĩ āj tumkō bahut guhya bātē̃ sunātā hū̃ .
92The Father says: Today, I am telling you very deep things.
93Bachchē kahtē haĩ pahlē kyō̃ nahī̃ sunāyā !
93Some children ask: Why did You not tell us before?
94Arē , pahlē kaisē sunāyēṅgē .
94Ah! how could I tell you in advance?
95Kahānī śhurū sē lēkar number-vār sunāyēṅgē nā .
95A story is told in the right order from the beginning.
96Pichhāṛī kā part pahlē kaisē sunā sakē̃gē .
96How can the part of a later period be told first?
97Yah bhī bāp sunātē rahtē haĩ .
97The Father continues to tell you this.
98Yah sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant kā rāz tum jāntē hō .
98You know the secrets of the beginning, the middle and the end of the world cycle.
99Tumsē kōī bhī pūchhē tō tum jhaṭ response kar saktē hō .
99If anyone asks you, you can instantly respond to him.
100Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ , jinkī buddhi mē̃ baiṭhā huā hai .
100You are numberwise as to whose intellects this knowledge sits in.
101Tumhārē pās|pass ātē haĩ , pūrā response nahī̃ miltā hai tō bāhar jākar kahtē haĩ yahā̃ tō pūrī samjhānī nahī̃ miltī hai , phāltū chitra rakhē haĩ isliē unhē̃ samjhānē vālē baṛē achchhē chāhiē .
101If people come to you and don’t receive a proper response, they would go away and say that they didn’t receive a proper explanation and that there are just useless pictures kept here. 102Therefore, someone who can explain very well is needed.
102Nahī̃ tō vah bhī pūrā samajhtē nahī̃ haĩ .
103Otherwise, those people would not be able to understand fully.
103Samjhānē vālē bhī pūrā nahī̃ tō jaisē kō taisā milā .
104If the one who is explaining hasn't understood fully, it is as though like attracts like.
104Bāp kahtē haĩ kahā̃-kahā̃ ham dēkhtē haĩ , ādmī baṛā samajhdār hai , bachchē itnē shrewd ( hōśhiyār ) nahī̃ haĩ tō phir ham hī unmē̃ pravēśh kar madad kar lētē haĩ kyōṅki bāp tō hai bahut chhōṭā rocket . 105Ānē-jānē mē̃ dērī nahī̃ lagtī hai .
105The Father says: Sometimes, I see that the person who has come is a very sensible person, but that the child (who is explaining) is not so shrewd. 106So, I enter that one and help. 107Because the Father is the tiniest rocket, it doesn't take Him long to come and go.
106Unhōnnē phir bahurūpī vā sarvavyāpī key|kī bāt uṭhā lī hai .
108Those people have then taken this as Him being the One with many forms and omnipresent.
107Yah tō bāp tum bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
109The Father sits here and explains to you children.
108Kōī-kōī ādmī achchhē hōtē haĩ tō unhō̃ kō samjhānē vālē bhī aisē chāhiē .
110Some people are good and they therefore need a person who can explain to them very well.
109Ājkal tō kōī chhōṭēpan sē bhī śhāstra kaṇṭha kar lētē haĩ kyōṅki ātmā saṅskār lē ātī hai .
111Nowadays, some children are able to learn the scriptures by heart in their childhood because those souls carry those sanskars.
110Kahā̃ bhī janma lē phir vahā̃ vēd śhāstra ādi paṛhnē lag paṛē̃gē .
112The soul takes birth somewhere and would then begin to study the Vedas and scriptures etc. there.
111Ant matī sō gati hōtī hai nā .
113It is said that your final thoughts lead you to your destination.
112Ātmā saṅskār lē jātī hai nā .
114The soul carries those sanskars.
113Abhī tum bachchē samajhtē hō ākhir vah din āyā āj . . . . jō svarg K|kē dvār sach-sach khultē haĩ .
115You children now understand that at last the day has come when the gates to heaven will truly open.
114Naī duniyā kī sthāpanā , purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .
116The new world has to be established and the old world destroyed.
115Manuṣhyō̃ kō tō yah bhī patā nahī̃ ki svarg naī duniyā mē̃ hōtā hai .
117People don't know that heaven exists in the new world.
116Tum bachchē hī jāntē hō ham sachchī-sachchī satya nārāyaṇ kī kathā vā amarnāth key|kī kathā sun rahē haĩ .
118Only you children know that you are listening to the true story of the true Narayan and the story of the Lord of Immortality.
117Hai ēk hī kathā , sunāī bhī ēk nē hai .
119It is just one story and it is just the One who tells it.
118Phir uskē śhāstra banāyē haĩ .
120They made a scripture of it.
119Dr̥iṣhṭānt sab tumhārē haĩ , jō phir bhakti mārg mē̃ uṭhā liyē haĩ .
121All the examples apply to you, but those on the path of devotion took them up.
120Tō saṅgam par bāp hī ākar sab bātē̃ samjhātē haĩ .
122So, the Father only comes at the confluence age and explains everything.
121Yah baṛā bhārī bēhad kā khēl hai , ismē̃ pahlē hai satyug-trētā rām rājya , phir hōtā hai rāvaṇ rājya .
123This is a very important, unlimited play. 124First of all, there are the golden and silver ages, the kingdom of Rama, and then there is the kingdom of Ravan.
122Yah drama banā huā hai , inkō anādi avināśhī kahā jātā hai .
125This drama is predestined. 126It is called eternal and imperishable.
123Ham sab ātmāyē̃ haĩ , yah gyān kōī kō hai nahī̃ jō tumkō bāp nē gyān diyā hai .
127All of you are souls. 128No one else has this knowledge that the Father has given you.
124Jō bhī ātmāyē̃ haĩ unhō̃ kā part drama mē̃ nūndhā huā hai .
129The parts of all souls are fixed in the drama.
125Jis samay jiskā jō part hōgā usī samay āyēṅgē , vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .
130At whatever time a soul has to play a part, he will come at that time and expansion will continue to take place.
126Bachchō̃ kē liē mukhya bāt hai patit sē pāvan bannā .
131The main thing for you children is to become pure from impure.
127Bulātē bhī haĩ hē patit-pāvan āō .
132You call out: O Purifier, come!
128Bachchē hī bulātē haĩ .
133It is you children who call out.
129Bāp bhī kahtē haĩ hamārē bachchē kām chitā par baiṭh bhasma hō gayē haĩ , yah haĩ yathārth bātē̃ .
134The Father too says: My children have been burnt by sitting on the pyre of lust. 135These are real matters.
130Ātmā jō akāl hai , unkā yah takht hai .
136This is the throne of the immortal soul.
131Loan liyā huā hai .
137He has taken it on loan.
132Brahmā kē liē bhī tumsē pūchhtē haĩ yah kaun hai ? 133Bōlō , dēkhō likhā huā hai bhagvānuvāch , maĩ sādhāraṇ tan mē̃ ātā hū̃ .
138When people ask who Brahma is, tell them: Look, it is written that God speaks and that He enters an ordinary body.
134Vah sajā huā śhrīkr̥iṣhṇa hī 84 janma lē sādhāraṇ bantā hai , sādhāraṇ hī phir vah kr̥iṣhṇa bantā hai .
139That decorated Shri Krishna takes 84 births and then becomes ordinary. 140That ordinary one then becomes Krishna.
135Nīchē tapasyā kar rahē haĩ .
141He is doing tapasya at the bottom.
136Jāntē haĩ ham yah bannē vālē haĩ .
142He knows that he is going to become that.
137Trimūrti tō bahutō̃ nē dēkhā hai . 138Parantu unkā arth|earth bhī chāhiē nā .
143Many people have seen a Trimurti picture but it has to have a meaning.
139Sthāpanā jō kartē haĩ phir pālnā bhī vahī karē̃gē .
144The one who carries out establishment will then also sustain it.
140Sthāpanā K|kē samay kā nām , rūp , dēśh , kāl alag , pālnā kā nām rūp , dēśh , kāl alag hai .
145The name, form, place and time of establishment are different from the name, form, place and time of sustenance.
141Yah bātē̃ samjhānē mē̃ tō baṛī sahaj haĩ .
146These matters can be explained very easily.
142Yah nīchē tapasyā kar rahē haĩ phir yah bannē vālē haĩ .
147This one is doing tapasya down below and will then become that again.
143Yahī 84 janma lē yah bantē haĩ , kitnā sahaj gyān hai second kā .
148That one takes 84 births and becomes this. 149This is such easy knowledge of just a second!
144Buddhi mē̃ yah gyān hai ham yah dēvtā bantē haĩ .
150Your intellects know that you are becoming deities.
14584 janm bhī in dēvtāō̃ kō hī lēnē haĩ aur kōī lētē haĩ kyā ?
151It is those deities who have to take 84 births. 152Does anyone else take them?
146Nahī̃ . 14784 kā rāz bhī bachchō̃ kō samjhā diyā hai .
153No; the secret of 84 births has been explained to you children.
148Dēvtāyē̃ hī haĩ jō pahlē-pahlē ātē haĩ .
154It is the deities who come first.
149Khilaunā hōtā hai nā machhliyō̃ kā .
155There is a toy which is a fish on a string.
150Machhlī aisē nīchē ātī hai , phir ūpar chaṛhtī hai .
156The fish comes down and then goes up.
151Vah bhī jaisē sīṛhī hai .
157That is also like a ladder.
152Bhramarī , kachhuē ādi K|kē bhī jō misāl diyē jātē haĩ vah sab is samay K|kē haĩ .
158The examples of the buzzing moth and the tortoise etc. apply to this time.
153Bhramarī mē̃ bhī dēkhō kitnā akla hai !
159Look how much wisdom a buzzing moth has.
154Manuṣhya apnē kō bahut aklmand samajhtē haĩ parantu bāp kahtē haĩ bhramarī jitnā bhī akla nahī̃ hai .
160People consider themselves to be very clever, but the Father says: They don't even have as much wisdom as the buzzing moths.
155Sarp purānī khāl chhōṛkar naī lē lētē haĩ .
161A snake sheds its old skin and takes a new one.
156Bachchō̃ kō kitnā samajhdār banāyā jātā hai , samajhdār aur lāyak .
162You children are being made so sensible; sensible and worthy.
157Ātmā apavitr hōnē K|kē kāraṇ lāyak nahī̃ hai .
163When a soul is impure he is not worthy.
158Tō unkō pavitra banāē lāyak banāyā jātā hai .
164So he is made pure and then made worthy.
159Vah hai hī lāyak duniyā .
165That is a worthy world.
160Yah tō ēk bāp kā hī kām hai jō is sārī sr̥iṣhṭi kō hell sē heaven banātē haĩ .
166It is the task of the Father alone to change this whole world from hell into heaven.
161Heaven kyā hōtā hai , yah manuṣhyō̃ kō patā nahī̃ hai .
167People don't know what heaven is.
162Heaven kahā jātā hai dēvī-dēvatāō̃ key|kī rājdhānī kō .
168Heaven is the kingdom of deities.
163Satyug mē̃ hai dēvī-dēvatāō̃ kā rājya .
169In the golden age, it is the kingdom of deities.
164Tum samajhtē hō satyug naī duniyā mē̃ ham hī rājya bhāgya kartē thē .
170You understand that you used to rule the new world of the golden age.
16584 janm bhī hamnē hī liyā hōgā .
171We are the ones who have taken 84 births.
166Kitnā bār rājya liyā hai aur phir gavā̃yā hai , yah bhī tum jāntē hō .
172You know that you have claimed the kingdom and then lost it countless times.
167Rām mat sē tumnē rājya liyā hai , rāvaṇ mat sē rājya gavā̃yā hai .
173You claimed the kingdom by following the directions of Rama and you lost it by following the directions of Ravan.
168Abhī phir ūpar chaṛhnē liē tumkō rām mat miltī hai , girnē liē nahī̃ miltī hai .
174You are now receiving the directions of Rama to go up again. 175You do not receive them to fall down.
169Samjhātē tō bahut achchhī tarah sē haĩ parantu bhakti mārg key|kī buddhi baṛī muśhkil change hōtī hai .
176The Father explains to you very well, but it is very difficult for the intellects of those on the path of devotion to change.
170Bhakti mārg kā show bahut hai .
177There is a lot of show on the path of devotion.
171Vah hai duban ( daldal ) , ēkdam galē tak usmē̃ ḍūb paṛtē haĩ .
178That is a bog and people sink in it up to their necks.
172Jab sabhī kā ant hōtā hai tab maĩ ātā hū̃ , sabhī kō gyān sē pār lē jātā hū̃ .
179When it is the end for everyone, I come and take everyone beyond with this knowledge.
173Maĩ ākar in bachchō̃ dvārā kārya karātā hū̃ .
180I come and carry out the task through you children.
174Bābā kē sāth service karnē vālē tum brāhmaṇ hī hō , jinkō khudāī khidmatgār kahā jātā hai .
181There are only you Brahmins who do service with Baba and you are called God’s helpers.
175Yah sabsē achchhē tē achchhī khidmat hai .
182This is the best service of all.
176Bachchō̃ kō śhrīmat miltī hai - aisē-aisē karō .
183You children receive shrimat to do this and that.
177Phir unsē chhāṇṭ kar nikalē̃gē .
184Then, selected ones emerge from that.
178Yah bhī naī bāt nahī̃ hai .
185These are not new things.
179Kalp pahlē bhī jitnē dēvī-dēvtā nikalē thē vahī nikalē̃gē . 180Drama mē̃ nūndh hai .
186However many deities emerged in the previous cycle, that many will emerge again; it is fixed in the drama.
181Tumkō sirph paigām pahuñchānā hai .
187You just have to make the message reach everyone.
182Hai bahut sahaj .
188It is very easy.
183Tum jāntē hō bhagvān ātē hī haĩ kalp K|kē saṅgam par jabki bhakti full force mē̃ hai .
189You know that God comes at the confluence age of each cycle when devotion is in full force.
184Bāp ākar sabkō lē jātē haĩ .
190The Father comes and takes everyone back.
185Tum par abhī br̥ihaspati kī daśhā hai .
191There are now the omens of Jupiter over you.
186Sab svarg mē̃ jātē haĩ phir paṛhāī mē̃ number-vār hōtē haĩ .
192You will all go to heaven, but it is numberwise according to how you study.
187Kōī par maṅgal key|kī daśhā , kōī par rāhū kī daśhā baiṭhtī hai .
193Some have auspicious omens over them, others have the omens of Saturn.
188Achchhā !
194Achcha.
189Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
195To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
190Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
196The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
191Dhārṇā kē liē mukhya sār :
197Essence for dharna:
1921 ) lāyak aur samajhdār bannē kē liē pavitra bannā hai .
198 1. In order to become worthy and sensible, become pure.
193Sārī duniyā kō hell sē heaven banānē kē liē bāp kē sāth service karnī hai .
199Do service with the Father in order to change the whole world from hell into heaven.
194Khudāī khidmatgār bannā hai .
200Become a helper of God.
1952 ) kaliyugī duniyā key|kī rasm-rivāj , lōk-lāj , kul key|kī maryādā chhōṛ satya maryādāō̃ kā pālan karnā hai .
201 2. Renounce the systems of this iron-aged world, opinions of society and family codes of conduct and observe the true codes of conduct.
196Daivī-guṇ sampann ban daivī sampradāy key|kī sthāpanā karnī hai .
202Become full of divine virtues and establish the deity community.
Blessing
197Vardān : apavitratā kā aṅśh - ālasya aur albēlēpan kā tyāg karnē vālē sampūrṇ nirvikārī bhav
203Blessing: May you renounce carelessness, laziness and any trace of impurity and become completely viceless.
198Dincharyā K|kē kōī bhī karma mē̃ nīchē ūpar hōnā , ālasya mē̃ ānā yā albēlā hōnā - yah vikār kā aṅśh hai , jiskā prabhāv pūjyanīy bannē par paṛtā hai .
204 When there are ups and downs in your daily timetable, when you have laziness or carelessness, it is because of a trace of vice and that also has an impact on your becoming worthy of worship.
199Yadi āp amr̥itvēlē svayã kō jāgr̥it sthiti mē̃ anubhav nahī̃ kartē , majbūrī sē vā sustī sē baiṭhtē hō tō pujārī bhī majbūrī vā sustī sē pūjā karē̃gē .
205If you do not experience yourself to be fully awake at amrit vela, if you sit out of compulsion or with laziness, your worshippers will then also worship you with a feeling of compulsion or with laziness.
200Tō ālasya vā albēlēpan kā bhī tyāg kar dō tab sampūrṇ nirvikārī ban sakē̃gē .
206So, renounce laziness and carelessness and you will then be able to become completely viceless.
Slogan
201Slōgan : sēvā bhalē karō lēkin vyarth kharcha nahī̃ karō .
207Slogan: When you do service, do not have any wasteful expenditure.
208*** Om Shanti ***