गुरुवार 6 जून 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-06-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/06/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp bāgvān hai , is bāgvān kē pās tum māliyō̃ kō bahut achchhē-achchhē khuśhbūdār fool|phūl lānē haĩ , aisā fool|phūl nahī̃ lāō jō murjhāyā huā hō ' '
1Essence: Sweet children, the Father is the Master of the Garden.You gardeners have to bring very good, fragrant flowers to that Master of the Garden. 2Do not bring wilted flowers.
Question
2Praśhna : bāp key|kī nazar kin bachchō̃ par paṛtī hai , kiskē ūpar nahī̃ paṛtī hai ?
3Question: On which children does the Father’s vision fall and on whom does it not fall?
Answer
3Uttar : jō achchhī khuśhbū dēnē vālē fool|phūl haĩ , anēk kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē key|kī service kartē haĩ , unhē̃ dēkh-dēkh bāp khuśh hōtā . 4Un par hī bāp key|kī nazar jātī hai aur jinkī vr̥itti gandī hai , āṅkhē dhōkhā dētī haĩ , un par bāp key|kī nazar bhī nahī̃ paṛtī .
4Answer: The Father is pleased to see the flowers that give a good fragrance and those who do the service of changing many thorns into flowers: the Father’s vision falls on them. 5The Father’s vision does not fall on those who have a dirty attitude and those whose eyes are deceitful.
5Bāp tō kahē̃gē bachchē fool|phūl ban anēkō̃ kō fool|phūl banāō tab hōśhiyār mālī kahē jāyēṅgē .
6The Father says: Children, become flowers and make many others into flowers because only then will you be called clever gardeners.
Murli
6Ōm śhānti .
7Om shanti.
7Bāgvān bāp baiṭh apnē phūlō̃ kō dēkhtē haĩ kyōṅki aur sab centres par tō fool|phūl aur mālī haĩ , yahā̃ tum bāgvān pās|pass ātē hō apnī khuśhbū dēnē .
8The Father, the Master of the Garden, sits here and looks at His flowers, because, at the centres, there are flowers and gardeners. 9Here, you come to the Master of the Garden to give your own fragrance.
8Tum fool|phūl hō nā .
10You are flowers.
9Tum bhī jāntē hō , bāp bhī jāntē haĩ - kôṭō̃ K|kē jaṅgal kā bījrūp hai rāvaṇ .
11You know and the Father also knows that the seed of the jungle of thorns is Ravan.
10Yū̃ tō sārē jhāṛ kā bīj ēk hī hai parantu phūlō̃ K|kē bagīchē sē phir kāṇṭō̃ kā jaṅgal banānē vālā bhī jarūr hōgā .
12In fact, the Seed of the whole tree is only One, but there must definitely be someone who changes the garden of flowers into a jungle of thorns.
11Vah hai rāvaṇ .
13That one is Ravan.
12Tō judge karō bāp ṭhīk samjhātē haĩ nā .
14So, now judge whether the things that the Father explains are correct.
13Dēvtāō̃ rūpī phūlō̃ K|kē bagīchē kā bījrūp hai bāp .
15The Father is the Seed of the flower garden of deities.
14Tum abhī dēvī-dēvtā ban rahē hō nā .
16You are now becoming deities.
15Yah tō har ēk jāntē haĩ ki ham kis kisma kā fool|phūl haĩ .
17Each one of you knows what type of flower you are.
16Bāgvān bhī yahā̃ hī ātē haĩ phūlō̃ kō dēkhnē .
18The Master of the Garden comes to look at the flowers here too.
17Vah tō sab haĩ mālī .
19All the rest are gardeners.
18Vah bhī anēk prakār K|kē mālī haĩ .
20There are many types of gardeners.
19Us bagīchē K|kē bhī bhinn-bhinn prakār K|kē mālī hōtē haĩ nā .
21There are also many varieties of gardener in those gardens (physical).
20Kōī key|kī 500 rupayā tanakhvāh hōtī , kōī key|kī 1000 , kōī key|kī 2000 rupayā .
22Some are paid 500 rupees, some 1000 rupees and some 2000 rupees.
21Jaisē mugal garden kā mālī jarūr bahut hōśhiyār hōgā . 22Uskī pagār bhī adhik hōgī .
23For example, the gardener of the Mughal Garden must be very clever; his salary would be very high.
23Yah tō bēhad kā baṛā bagīchā hai , usmē̃ bhī anēk prakār K|kē number-vār mālī haĩ .
24This is an unlimited garden and there are many types of gardener, numberwise.
24Jō bahut achchhē mālī hōtē haĩ vah bagīchē kō bahut achchhā śhōbhnik banā dētē haĩ , achchhē fool|phūl lagātē haĩ .
25The very good gardeners must make their gardens very beautiful; they plant very good flowers.
25Government house kā mugal garden kitnā achchhā hai .
26The Mughal Garden of Government House is very beautiful.
26Yah hai bēhad kā bagīchā . 27Ēk hai bāgvān .
27This is an unlimited garden and there is the one Master of the Garden.
28Ab kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal kā bīj hai rāvaṇ aur phūlō̃ K|kē bagīchē kā bīj hai śhivbābā .
28The seed of the jungle of thorns is Ravan and the Seed of the garden of flowers is Shiv Baba.
29Varsā miltā hai bāp sē .
29You receive your inheritance from the Father.
30Rāvaṇ sē varsā nahī̃ miltā . 31Vah jaisē śhrāp dētā hai .
30You do not receive an inheritance from Ravan; it is as though he curses you.
32Jab śhrāpit hōtē haĩ tō jō sukh dēnē vālā hai unkō sab yād kartē haĩ kyōṅki vah hai sukh dātā , sadā sukh dēnē vālā .
31When you are cursed, you all remember the One who bestows happiness on you, because He is the Bestower of Happiness, the One who gives constant happiness.
33Mālī bhī bhinn-bhinn prakār K|kē haĩ , bāgvān ākarkē māliyō̃ kō bhī dēkhtē haĩ ki kaisē chhōṭā-mōṭā bagīchā banātē haĩ .
32There are many varieties of gardener. 33The Master of the Garden comes to see His gardeners and to see whether they are making small or big gardens.
34Kaun-kaun sē fool|phūl haĩ , vah bhī khyāl mē̃ lātē haĩ .
34He also keeps in mind which type of flowers they are.
35Kabhī-kabhī bahut achchhē-achchhē mālī bhī ātē haĩ , unhō̃ K|kē phūlō̃ key|kī sajāvaṭ bhī aksar karkē achchhī hō jātī hai .
35Sometimes, very good gardeners come here. 36The flowers they bring are often a very good decoration.
36Tō bāgvān kō bhī khuśhī hōtī hai - ōhō !
37So, the Master of the Garden becomes pleased. 38Oh!
37Yah mālī tō baṛā achchhā hai , fool|phūl bhī achchhē-achchhē lāyē haĩ .
39This gardener is very good. 40He has brought very good flowers.
38Yah hai bēhad kā bāp aur unkī haĩ bēhad key|kī bātē̃ .
41That is the unlimited Father and these are His unlimited matters.
39Tum bachchē dil mē̃ samajhtē hō bābā bilkul satya kahtē haĩ .
42You children understand in your hearts that what Baba tells you is the absolute truth.
40Ādhākalp chaltā hai rāvaṇ rājya .
43For half a cycle, there is the kingdom of Ravan.
41Phūlō̃ K|kē bagīchē kō kāṇṭō̃ kā jaṅgal rāvaṇ banā dētā hai .
44It is Ravan who makes the garden of flowers into a jungle of thorns.
42Jaṅgal mē̃ kāṇṭē hī kāṇṭē hōtē haĩ .
45There is nothing but thorns in this jungle.
43Bahut duḥkh dētē haĩ .
46They cause a great deal of sorrow.
44Bagīchē K|kē bīch mē̃ kāṇṭē thōṛēhī hōtē haĩ , ēk bhī nahī̃ .
47There are no thorns mixed in the garden; there is not even a single one.
45Bachchē jāntē haĩ . 46Rāvaṇ dēh-abhimān mē̃ lē ātā haĩ .
48You children know that Ravan makes you body conscious.
47Baṛē tē baṛā kāṇṭā hai dēh-abhimān .
49The biggest thorn of all is body consciousness.
48Bābā nē rātri kō bhī samjhāyā kinhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi kāmī rahtī hai , tō kōī key|kī semi kāmī dr̥iṣhṭi hai .
50Baba also explained last night that the vision of some is lustful and the vision of others is semi-lustful.
49Kōī nayē-nayē bhī ātē haĩ jō pahlē achchhā-achchhā chaltē haĩ , samajhtē haĩ vikār mē̃ kabhī nahī̃ jāyēṅgē , pavitra rahē̃gē .
51There are some new ones who come and they follow this path very well at first and believe that they will never indulge in lust and that they will remain pure.
50Us samay śhmaśhānī vairāgya ātā hai .
52At that time, they have distaste similar to the distaste one experiences at a cremation ground.
51Phir vahā̃ ( ghar mē̃ ) jātē haĩ tō kharāb hō paṛtē haĩ . 52Dr̥iṣhṭi gandī hō paṛtī hai .
53However, when they go back home, they become bad; their vision becomes dirty.
53Yahā̃ jinkō achchhā-achchhā fool|phūl samajh bāgvān kē pās lē ātē haĩ ki bābā yah bahut achchhā fool|phūl hai , kōī-kōī mālī kān mē̃ ākar batātē haĩ yah phalānā fool|phūl hai .
54You consider many to be very good flowers and bring them here to the Master of the Garden and say: Baba, this one is a very good flower. 55Some gardeners come here and whisper in Baba’s ear that this one is such-and-such a flower.
54Mālī tō jarūr batāyēṅgē nā .
56A gardener will definitely tell his Master of the Garden.
55Aisē nahī̃ ki bābā antaryāmī hai , mālī har ēk key|kī chāl-chalan batātē haĩ ki bābā inkī dr̥iṣhṭi achchhī nahī̃ hai , inkī chalan royal nahī̃ hai , inkī 10-20 percent sudharī hai .
57It is not that Baba knows the secrets of each one’s heart. 58You gardeners tell Baba about each one’s behaviour: Baba, that one’s vision is not good. 59That one’s behaviour is not royal. 60That one’s vision has reformed by 10 to 20%.
56Mūl haĩ āṅkhē̃ , jō bahut dhōkhā dētī haĩ .
61The eyes are the main things that deceive you the most.
57Mālī ākar bāgvān kō sab kuchh batāyēṅgē .
62You gardeners come and tell the Master of the Garden everything.
58Bābā ēk-ēk sē pūchhtē haĩ batāō tumnē kaisē fool|phūl lāyē haĩ ?
63Baba asks each of you: Tell Me, what type of flowers have you brought?
59Kōī gulāb K|kē fool|phūl hōtē haĩ , kōī mōtiyē K|kē , kōī ak K|kē bhī lē ātē haĩ .
64Some are roses, some are jasmine whereas others bring uck flowers.
60Yahā̃ bahut khabardār rahtē haĩ . 61Jaṅgal mē̃ jātē haĩ tō phir murjhā jātē haĩ .
65They remain very cautious here, but when they go back into the jungle, they wilt.
62Bābā dēkhtē haĩ ki yah kis prakār K|kē fool|phūl haĩ .
66Baba sees what type of flower each one is.
63Māyā bhī aisī hai jō māliyō̃ kō bhī baṛā jōr sē thappaṛ lagā dētī hai , jō mālī bhī kāṇṭē ban paṛtē haĩ .
67Maya is such that she slaps the gardeners very hard, so that even the gardeners become thorns.
64Bāgvān ātē haĩ tō pahlē-pahlē bagīchē kō dēkhtē haĩ , phir bāp baiṭh unkō śhrr̥iṅgārtē haĩ .
68When the Master of the Garden comes, He first looks at the garden. 69Then, He sits and decorates the flowers.
65Bachchē , khabardār rahō , khāmiyā̃ nikāltē jāō , nahī̃ tō phir bahut pachhatāyēṅgē .
70He says: Children, remain cautious! 71Continue to remove your weaknesses. 72Otherwise, you will have to repent a great deal.
66Bābā āyē haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ banānē , unkē badalē|badlē ham naukar banē̃ !
73Baba has come to make you into Lakshmi and Narayan. 74Why should we become servants instead?
67Apnī jāñch kī jātī hai , ham aisā ūñch lāyak bantē haĩ ?
75Each of you has to check yourself: Am I becoming elevated and worthy?
68Yah tō jāntē hō kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal kā bīj rāvaṇ hai , phūlō̃ K|kē bagīchē kā bīj hai rām .
76You know that Ravan is the seed of the jungle and that Rama is the Seed of the garden of flowers.
69Yah sab bātē̃ bāp baiṭh batātē haĩ .
77The Father sits here and explains all of these things to you.
70Bābā phir bhī school key|kī paṛhāī kī mahimā kartē haĩ , vah paṛhāī phir bhī achchhī hai , kyōṅki usmē̃ source of income hai . 71Aim object bhī hai .
78Baba still praises the education at those schools. 79That education is also good, because you receive a source of income through that and there is also an aim and objective.
72Yah bhī pāṭhśhālā hai , ismē̃ aim object hai .
80This too is a school and you also have an aim and objective.
73Phir kahā̃ bhī yah aim object hōtī nahī̃ hai .
81At no other places do they have an aim or objective.
74Tumhārī ēk hī aim|M|am hai nar sē nārāyaṇ bannē key|kī .
82You have the one aim of changing from an ordinary human into Narayan.
75Bhakti mārg mē̃ satya nārāyaṇ kī kathā bahut-bahut suntē haĩ , her|har mās brāhmaṇ kō bulātē haĩ , brāhmaṇ gītā sunātē haĩ .
83On the path of devotion, people listen a great deal to the story of becoming a true Narayan. 84They invite a brahmin priest once a month to relate the Gita to them.
76Ājkal tō gītā sab sunātē haĩ , sachchā-sachchā brāhmaṇ tō kōī hai nahī̃ .
85Nowadays, everyone relates the Gita. 86None of them are true Brahmins.
77Tum hō sachchē-sachchē brāhmaṇ . 78Sachchē bāp K|kē bachchē hō .
87Only you are true Brahmins, children of the true Father.
79Tum sachchī-sachchī kathā sunātē hō .
88You relate the true story.
80Satya nārāyaṇ kī kathā bhī hai , amarkathā bhī hai , tījrī kī kathā bhī hai .
89There is the story of the true Narayan, the story of immortality and the story of the third eye.
81Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
90God speaks: I make you into kings of kings.
82Vō lōg gītā tō sunātē āyē haĩ . 83Phir kaun rājā banā ?
91Those people have been relating the Gita but who became a king?
84Aisā kōī hai jō kahē maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banāūṅgā , maĩ khud nahī̃ banūṅgā ?
92Is there anyone who can say that he will make you into a king of kings and that he himself will not become that?
85Aisā kabhī sunā ?
93Have you ever heard this before?
86Yah ēk hī bāp hai jō bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
94There is only the one Father who sits here and explains this to you children.
87Bachchē jāntē haĩ yahā̃ bāgvān pās|pass refresh hōnē ātē haĩ .
95You children know that you come here to the Master of the Garden in order to be refreshed.
88Mālī bhī bantē haĩ , fool|phūl bhī bantē haĩ .
96You become gardeners as well as flowers.
89Mālī tō jarūr bannā hai .
97You definitely have to become gardeners.
90Kisma-kisma K|kē mālī haĩ .
98There are many types of gardeners.
91Service nahī̃ karē̃gē tō achchhā fool|phūl kaisē banē̃gē ?
99If you don’t do service, how would you become a good flower?
92Har ēk apnē dil sē pūchhē ki maĩ kis prakār kā fool|phūl hū̃ ? 93Kis prakār kā mālī hū̃ ?
100Each one of you should ask your heart what type of flower you are and what type of gardeners you are.
94Bachchō̃ kō vichār sāgar manthan karnā paṛē .
101You children have to churn the ocean of knowledge.
95Brāhmaṇiyā̃ jāntī haĩ - mālī bhī kisma-kisma K|kē hōtē haĩ nā .
102You teachers know that there are various types of gardener.
96Kōī achchhē-achchhē mālī bhī ātē haĩ , jinkā baṛā achchhā bagīchā hōtā hai .
103Some good gardeners whose gardens are very good and big also come here.
97Jaisē achchhā mālī tō bagīchā bhī achchhā banātē haĩ .
104If a gardener is good, he also creates a very good garden.
98Achchhē-achchhē phūl lē ātē haĩ , jō dēkh dil khuśh hō jātā hai .
105He brings such good flowers that the heart becomes pleased on seeing them.
99Kōī-kōī halkē phūl lē ātē haĩ .
106Some even bring cheap flowers.
100Bāgvān samajh jātē haĩ yah kyā-kyā pad pāyēṅgē .
107The Master of the Garden understands what status they will claim.
101Abhī tō time paṛā hai .
108There is now still some time left.
102Ēk-ēk kāṇṭē kō fool|phūl banānē mē̃ mēhnat lagtī hai .
109It takes effort to change each thorn into a flower.
103Kōī tō fool|phūl bannā chāhtē nahī̃ , kāṇṭā hī pasand kartē haĩ .
110Some don’t even want to change into a flower; they prefer to remain a thorn.
104Āṅkhō̃ key|kī vr̥itti bahut gandī rahtī hai .
111Their attitude, shown by their eyes, remains very dirty.
105Yahā̃ ātē haĩ tō bhī unsē khuśhbū nahī̃ ātī .
112Even when they come here, they have no fragrance in them.
106Bāgvān chāhtē haĩ mērē āgē phūl baiṭhē tō achchhā hai , jinkō dēkh khuśh hōtā hū̃ .
113The Master of the Garden prefers to have flowers in front of Him. 114When He sees them, He becomes very pleased.
107Dēkhtā hū̃ ki vr̥itti aisī hai tō us par nazar bhī nahī̃ ḍāltē haĩ isliē ēk-ēk kō dēkhtē haĩ , yah mērē fool|phūl kis prakār K|kē haĩ ?
115When He see that someone’s attitude is bad, He does not even look at that one. 116This is why He examines each of you to see what type of flower you are.
108Kitnī khuśhbū dētē haĩ ?
117How much fragrance do you give?
109Kāṇṭē sē fool|phūl banē haĩ vā nahī̃ ?
118Have you changed from a thorn into a flower or not?
110Har ēk khud bhī samajh saktē haĩ ki ham kahā̃ tak fool|phūl banē haĩ ? 111Puruṣhārth kartē haĩ ?
119Each one of you can understand for yourself to what extent you have become a flower and whether you make effort.
112Ghaṛī-ghaṛī kahtē haĩ - bābā , ham āpkō bhūl jātē haĩ .
120Some repeatedly say, “Baba I forget You!
113Yōg mē̃ ṭhahar nahī̃ saktē haĩ .
121I cannot stay in yoga”.
114Arē , yād nahī̃ karē̃gē tō fool|phūl kaisē banē̃gē ?
122So, how can you become a flower if you don’t have remembrance?
115Yād karō tō pāp kaṭē̃ tab fool|phūl bankar phir aurō̃ kō bhī fool|phūl banāyēṅgē , tab mālī nām rakh saktē haĩ .
123Remember Baba and your sins will be cut away and you will become a flower and will also be able to make others into flowers. 124Only then would you be called a gardener.
116Bābā māliyō̃ key|kī māṅg kartē rahtē haĩ .
125Baba continues to ask for gardeners.
117Hai kōī mālī ?
126Is anyone here a gardener?
118Kyō̃ nahī̃ mālī ban saktē haĩ ?
127Why can’t you become a gardener?
119Bandhan tō chhōṛnā chāhiē .
128You have to let go of your bondages.
120Andar mē̃ jōśh ānā chāhiē . 121Service kā ulhās rahnā chāhiē .
129You should have the inner strength and enthusiasm for doing service.
122Apnē paṅkh āzād karnē kē liē mēhnat karnī chāhiē .
130You have to make effort to free your wings.
123Jismē̃ bahut pyār hai , unkō chhōṛnā hōtā hai kyā ?
131Would you leave the person whom you love a great deal?
124Bāp key|kī service liē jab tak fool|phūl ban aurō̃ kō nahī̃ banāyā hai tō ūñch pad kaisē pāyēṅgē ?
132How can you claim a high status unless you become a flower and do the Father's service of making others into flowers?
12521 janmō̃ kē liē ūñch pad hai .
133The high status you claim is for 21 births.
126Mahārājāyē̃ , rājāyē̃ , baṛē-baṛē sāhūkār bhī haĩ .
134There are emperors, kings and even very wealthy subjects.
127Phir number-vār cum|kam sāhūkār bhī haĩ , prajā bhī hai .
135Then, numberwise, there are less wealthy ones and subjects.
128Ab ham kyā banē̃ ?
136Now, what should you become?
129Jō abhī puruṣhārth karē̃gē vah kalp-kalpāntar banē̃gē .
137Whatever you become from the efforts you make now, you will become that every cycle.
130Abhī pūrā jōr dēkar puruṣhārth karnā paṛē .
138You now have to make effort with full force.
131Nar sē nārāyaṇ bannā chāhiē , jō achchhē puruṣhārthī hōṅgē vah amal karē̃gē .
139You have to become Narayan from an ordinary human. 140Those who are good effort-makers will put everything into practice.
132Rōz key|kī āmdanī aur ghāṭē kō dēkhnā hōtā hai .
141You have to check your profit and loss account every day.
13312 mās key|kī bāt nahī̃ , rōz apnā ghāṭā aur fāydā nikālnā chāhiē .
142It is not a matter of doing this every 12 months. 143You have to check your profit and loss accounts every day.
134Ghāṭā nahī̃ ḍālnā chāhiē .
144You must not make a loss.
135Nahī̃ tō third class ban paṛē̃gē .
145Otherwise, you will become third-class.
136School mē̃ bhī number-vār tō hōtē haĩ nā .
146In schools too, all are numberwise.
137Mīṭhē-mīṭhē bachchē jāntē haĩ - hamārā bīj hai vr̥ikṣhapati , jiskē ānē sē ham par br̥ihaspati kī daśhā baiṭhtī hai .
147You very sweet children know that the Seed is the Lord of the Tree and that when He comes we experience the omens of Jupiter.
138Phir rāvaṇ rājya ātā hai tō rāhū kī daśhā baiṭhtī hai .
148Then, when the kingdom of Ravan comes, we experience the omens of Rahu.
139Vah ēkdam highest , vah ēkdam lowest .
149One is the highest and the other is the lowest.
140Ēkdam śhivālay sē vēśhyālay banā dētē haĩ .
150The Temple of Shiva completely changes into a brothel.
141Abhī tum bachchō̃ par hai br̥ihaspati kī daśhā .
151There are now the omens of Jupiter over you children.
142Pahlē nayā vr̥ikṣha hōtā hai . 143Phir ādhā sē purānā śhurū hōtā hai .
152At first, the tree is new and then, after half its lifespan, it begins to get old.
144Bāgvān bhī hai , mālī bhī vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .
153There is the Master of the Garden and then the number of gardeners also increases.
145Bāgvān pās|pass lē ātē haĩ .
154You bring them to the Master of the Garden.
146Har ēk mālī phūl lē ātē haĩ .
155Every gardener brings flowers.
147Kōī tō aisē achchhē phūl lē ātē haĩ , taṛaphtē haĩ bābā kē pās jāyē̃ .
156Some bring such good flowers that they are desperate to come to Baba.
148Kaisī-kaisī yuktiyō̃ sē bachchiyā̃ ātī haĩ .
157Some daughters find clever ways to come.
149Bābā kahtē haĩ baṛā achchhā fool|phūl lāyā hai .
158Baba says: You have brought very good flowers.
150Bhal mālī second class hai , mālī sē fool|phūl achchhē hōtē haĩ - taṛaphtē haĩ śhivbābā kē pās jāyē̃ , jō bābā hamkō itnā ūñch viśhva kā mālik banātē haĩ .
159The gardener is second class and the flowers are better than the gardener. 160They are desperate to come to Shiv Baba, the One who makes them into the elevated masters of the world.
151Ghar mē̃ mār khātī haĩ tō bhī kahtī haĩ śhivbābā hamārī rakṣhā karō .
161Even if they are beaten at home, they ask Shiv Baba to protect them.
152Unkō hī sachchī drōpadī kahā jātā hai .
162They are called true Draupadis.
153Past jō hō gayā sō phir repeat hōnā hai .
163Whatever happened in the past has to repeat.
154Kal pukārā thā nā , āj bābā āyē haĩ bachānē kē liē yuktiyā̃ batātē haĩ - aisē-aisē bhū̃-bhū̃ karō .
164Yesterday, you were calling out and, today, Baba has come and is showing you ways in which you can protect yourself. 165Buzz the knowledge in this way.
155Tum hō bhramariyā̃ , vah haĩ kīṛā .
166You are the buzzing moths and they are the insects.
156Un par bhū̃-bhū̃ kartē rahō .
167Continue to buzz this knowledge to them.
157Bōlō , bhagvānuvāch - kām mahāśhatru hai , uskō jītnē sē viśhva kā mālik bantē haĩ .
168Tell them that God says: Lust is your greatest enemy. 169By conquering it, you will become the masters of the world.
158Kōī na kōī samay ablāō̃ K|kē bōl lag jātē haĩ tō phir ṭhaṇḍē hō jātē haĩ .
170Sometimes, the words of innocent ones strike them so that they cool down and say: OK, you have permission to go.
159Kahtē haĩ - achchhā , bhalē jāō . 160Aisā banānē vālē pās|pass jāō .
171You may go to the One who makes you into such deities.
161Mērī takdīr mē̃ nahī̃ hai tum tō jāō .
172It is not in my fortune, but you may go.
162Aisē drōpadiyā̃ pukārtī haĩ .
173The Draupadis call out in this way.
163Bābā likhtē haĩ bhū̃-bhū̃ karō .
174Baba writes to them: Buzz this knowledge to them.
164Kōī-kōī striyā̃ bhī aisī hōtī hai jinkō sūpnakhā , pūtanā kahā jātā hai .
175However, some women are such that they are called Surpankha and Putna (female devils).
165Puruṣh unkō bhū̃-bhū̃ kartē haĩ , vah kīṛā ban paṛtī haĩ , vikār bigar rah nahī̃ saktī .
176The men buzz this knowledge to them and they become like insects. 177They cannot stay without vice.
166Bāgvān pās|pass kisma-kisma K|kē ātē haĩ , bāt mat pūchhō .
178Many different types come to the Master of the Garden, don’t even ask!
167Kōī-kōī kanyāyē̃ bhī kāṇṭā ban paṛtī haĩ isliē bābā kahtē haĩ apnī janmapatrī batāō .
179Even some kumaris become thorns. 180This is why Baba says: Tell Me about your horoscope (the actions you have performed from birth).
168Bāp kō sunāyēṅgē nahī̃ , chhipāyēṅgē tō vah vr̥iddhi hōtī jāyēgī .
181If you hide it and do not tell the Father, it will increase.
169Jhūṭh chal na sakē .
182You must not lie.
170Tumhārī vr̥itti kharāb hōtī jāyēgī .
183Your attitude will continue to be spoilt.
171Bāp kō sunānē sē tum bach jāyēṅgē .
184However, you will be saved by telling the Father.
172Sach batānā chāhiē , nahī̃ tō bilkul mahārōgī ban jāyēṅgē .
185You should tell the truth; otherwise you will become severely diseased.
173Bāp kahtē haĩ vikārī jō bantē haĩ unkā kālā mũh hōtā hai .
186The Father says: The faces of those who indulge in vice are ugly.
174Patit mānā kālā mũh .
187To become impure means to make your face dirty.
175Kr̥iṣhṇa kō bhī śhyām-sundar kahtē haĩ .
188Shri Krishna is called the ugly and the beautiful one.
176Kr̥iṣhṇa kō kālā banā diyā hai .
189They portray Shri Krishna with a dark blue complexion.
177Rām kō , nārāyaṇ kō bhī kālā dikhātē haĩ .
190They have even portrayed Rama and Narayan as bluish.
178Arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē haĩ .
191They do not understand the meaning at all.
179Tumhārē pās|pass tō nārāyaṇ kā chitra gōrā hai , tumhārī tō yah aim object hai .
192You have a beautiful picture of Narayan with a fair complexion. 193That is your aim and objective.
180Tumkō kālā nārāyaṇ thōṛēhī bannā hai .
194You don’t want to become the dark blue Narayan.
181Yah mandir jō banāyē haĩ , aisē thē nahī̃ .
195Narayan is not like the one shown in the temple.
182Vikār mē̃ girnē sē phir kālā mũh hō jātā hai .
196By indulging in vice, their faces become ugly.
183Ātmā kālī ban gaī hai .
197It is souls that become ugly.
184Iron age sē golden age mē̃ jānā hai .
198You have to go from the iron age to the golden age.
185Sōnē key|kī chiṛiyā bannā hai .
199You have to become golden sparrows.
186Kālī kalkattē vālī kahtē haĩ .
200Goddess Kali is remembered as Kali of Calcutta.
187Kitnī bhayaṅkar śhakla dikhāī dētī hai . 188Bāt mat pūchhō .
201They have shown such a fearsome form of her, don’t even ask!
189Bāp kahtē haĩ - bachchē , yah sab hai bhakti mārg .
202The Father says: Children, all of that belongs to the path of devotion.
190Abhī tumhē̃ tō gyān milā hai .
203You have now received this knowledge.
191Achchhā !
204Achcha.
192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
194Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
1951 ) apnē paṅkh āzād karnē key|kī mēhnat karnī hai , bandhanō̃ sē mukt hō hōśhiyār mālī bannā hai .
208 1. Make effort to free your wings. 209Liberate yourself from bondage and become a clever gardener.
196Kāṇṭō kō fool|phūl banānē key|kī sēvā karnī hai .
210Do the service of changing thorns into flowers.
1972 ) apnē āpkō dēkhnā hai ki maĩ kitnā khuśhbūdār fool|phūl banā hū̃ ?
211 2. Check yourself and see to what extent you have become a fragrant flower.
198Mērī vr̥itti śhuddha hai ?
212Is your attitude pure?
199Āṅkhē dhōkhā tō nahī̃ dētī haĩ ?
213Do your eyes deceive you?
200Apnī chāl-chalan kā pōtāmēl rakh khāmiyā̃ nikālnī hai .
214Keep a chart of your behaviour and remove your defects.
Blessing
201Vardān : svarājya adhikār K|kē naśhē aur niśhchay sē sadā śhaktiśhālī bannē vālē sahajyōgī , nirantar yōgī bhav
215Blessing: May you be an easy and constant yogi who is constantly powerful with the intoxication and faith of having a right to self-sovereignty.
202Svarājya adhikārī arthāt her|har karmēndriy par apnā rājya . 203Kabhī saṅkalp mē̃ bhī karmēndriyā̃ dhōkhā na dē̃ .
216 To be a self-sovereign means to have total control over all your physical senses so that your physical senses do not deceive you even in your thoughts.
204Kabhī thōṛā bhī dēh-abhimān āyā tō jōśh yā krōdh sahaj ā jātā hai , lēkin jō svarājya adhikārī haĩ vah sadā niranhakārī , sadā hī nirmāṇ ban sēvā kartē haĩ isliē maĩ svarājya adhikārī ātmā hū̃ - is naśhē aur niśhchay sē śhaktiśhālī ban māyājīt sō jagatjīt banō tō sahajyōgī , nirantar yōgī ban jāyēṅgē .
217If you sometimes have the slightest body consciousness, you then use force or anger, but those who are self-sovereigns, masters of themselves, are constantly egoless and they constantly serve with humility. 218Therefore, be powerful with the intoxication and faith of being a master of yourself, a self-sovereign: You will then easily be an easy and constant yogi and become a conqueror of Maya and a conqueror of the world.
Slogan
205Slōgan : light house ban man-buddhi sē light phailānē mē̃ busy rahō tō kisī bāt mē̃ bhay nahī̃ lagēgā .
219Slogan: Be a lighthouse and remain busy in spreading light with your mind and intellect and you will not be afraid of anything.
220*** Om Shanti ***