रविवार 23 जून 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-06-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 19-03-2000 madhuban
0 23/06/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 19/03/2000
1 « nirmāṇ aur nirmān K|kē balance sē duāō̃ kā khātā jamā karō ' '
1Accumulate in your account of blessings by keeping a balance 2of being constructive and having humility.
2Āj bāpdādā apnē hōlī|holy happy hansō̃ key|kī sabhā mē̃ āyē haĩ .
3Today, BapDada has come into the gathering of His holy, happy swans.
3Chārō̃ ōr hōlī|holy hans dikhāī dē rahē haĩ .
4Holy swans are visible everywhere.
4Hōlīhãsō̃ key|kī viśhēṣhtā kō sabhī achchhī tarah sē jāntē hō .
5All of you know very well the speciality of holy swans.
5Sadā hōlī|holy happy hans arthāt svachchha aur sāph dil .
6To be a constantly holy and happy swan means to have a clean and clear heart.
6Aisē hōlīhãsō̃ key|kī svachchha aur sāph dil hōnē K|kē kāraṇ her|har śhubh āśhāyē̃ sahaj pūrṇ hōtī haĩ .
7Because holy swans have clean and clear hearts, all their pure desires are easily fulfilled.
7Sadā tr̥ipt ātmā rahtē haĩ .
8This is called having clean hearts and such souls remain constantly fully satisfied.
8Śhrēṣhṭh saṅkalp kiyā aur pūrṇ huā .
9As soon as you have an elevated thought, it is fulfilled.
9Mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
10There is no need to make effort.
10Kyō̃ ?
11Why?
11Bāpdādā kō sabsē priya , sabsē samīp sāph dil pyārē haĩ .
12Souls who are the most loved and the closest to BapDada are those with clean hearts.
12Sāph dil sadā bāpdādā K|kē diltakhta naśhīn , sarv śhrēṣhṭh saṅkalp pūrṇ hōnē K|kē kāraṇ vr̥itti mē̃ , dr̥iṣhṭi mē̃ , bōl mē̃ , sambandh-sampark mē̃ saral aur spaṣhṭ ēk samān dikhāī dētē haĩ .
13Those who have clean hearts are constantly seated on BapDada’s heart throne. 14Because they have all their elevated thoughts fulfilled, their attitude, vision, words, contacts and relationships are easy and clear and they are seen to be the same.
13Saraltā key|kī niśhānī hai - dil , dimāg , bōl ēk samān .
15The sign of their easiness is that their hearts, heads and speech are all the same.
14Dil mē̃ ēk , bōl mē̃ aur ( dūsrā ) - yah saraltā key|kī niśhānī nahī̃ hai .
16To have one thing in your heart and something else in your speech is not a sign of easiness.
15Saral svabhāv vālē sadā nirmāṇchit , nirahaṅkārī , nir-svārthī hōtē haĩ .
17Those with an easy nature constantly have a nature of humility. 18They are egoless and selfless.
16Holy hans key|kī viśhēṣhtā - saral-chit , saral vāṇī , saral vr̥itti , saral dr̥iṣhṭi .
19A holy swan has the specialities of an easy nature, easy words, an easy attitude and easy vision.
17Bāpdādā is varṣh mē̃ sabhī bachchō̃ mē̃ dō viśhēṣhatāyē̃ chalan aur chēhrē mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ .
20This year, BapDada would like to see two specialities both in the activity and on the faces of all the children.
18Sabhī pūchhtē haĩ nā - āgē kyā karnā hai ?
21All of you ask: “What are we going to do next?
19Is season K|kē viśhēṣh samāpti kē bād kyā karnā hai ?
22What are we going to do after the last meeting of this season?”
20Sabhī sōchtē hō nā - āgē kyā hōnā hai !
23All of you are thinking: “What is going to happen next?
21Āgē kyā karnā hai !
24What we are going to do next?”
25BapDada wants to see this speciality in all the children.
22Sēvā K|kē kṣhētra mē̃ tō yathāśhakti majority nē bahut achchhī pragati kī hai , āgē baṛhē haĩ .
26The majority of you have progressed very well on the field of service according to your power and have moved forward.
23Bāpdādā is unnati kē liē mubārak bhī dētē haĩ - bahut achchhā , bahut achchhā , bahut achchhā .
27BapDada also congratulates you for this progress. 28Very good! 29Very good! 30Very good!
24Sāth-sāth result mē̃ ēk bāt dikhāī dī , kyā vah sunāyē̃ ?
31As well as this, BapDada also saw one thing in your results. 32Should He tell you that?
25Teachers sunāyē̃ , double foreigners sunāyē̃ ?
33Teachers, should Baba tell you? 34Double foreigners, should Baba tell you?
26Pāṇḍav sunāyē̃ ?
35Pandavas, should Baba tell you?
27Hāth uṭhāō tabhī sunāyēṅgē , nahī̃ tō nahī̃ sunāyēṅgē .
36Only when you raise your hands will Baba tell you. 37Otherwise, Baba will not tell you.
28 ( sabhī nē hāth uṭhāyā ) bahut achchhā .
38(Everyone raised their hands.) 39Very good!
29Ēk bāt kyā dēkhī ?
40What is the one thing that Baba saw?
30Kyōṅki āj vatan mē̃ bāpdādā key|kī āpas mē̃ rūhrihān thī , kaisē rūhrihān karē̃gē ?
41Today Bap and Dada had a heart-to-heart conversation with each other in the subtle region. 42How would they have a heart-to-heart conversation?
31Dōnō̃ kaisē ēk dō mē̃ rūhrihān karē̃gē ?
43How do the two of them converse with each other?
32Jaisē yahā̃ is duniyā mē̃ āp lōg mono acting kartē hō nā ! 33Bahut achchhī-achchhī kartē hō .
44In this world, you people perform “mono acting;” you do this very well.
34Tō āp lōṅgō key|kī sākārī duniyā mē̃ tō ēk ātmā dō part bajātī hai aur bāpdādā dō ātmāyē̃ ēk śharīr hai .
45In your corporeal world, one soul plays two parts, but BapDada is two souls in one body.
35Phark huā nā !
46There is a difference, is there not?
36Tō bahut majē key|kī bāt hōtī hai .
47And so, it is very interesting.
37Tō āj vatan mē̃ bāpdādā key|kī rūhrihān chalī - kis bāt par ?
48So, today, BapDada had a heart-to-heart conversation in the subtle region.
38Āp sab jāntē hō ki brahmā bāp kō umaṅg kyā hōtā hai ?
49About what? 50Do you all know what Father Brahma had a lot of enthusiasm for?
39Jāntē hō nā achchhī tarah sē ?
51You know this very well, do you not?
40Brahmā bāp kā umaṅg thā - jaldī sē jaldī hō .
52Father Brahma was enthusiastic for everything to take place very quickly.
41Tō śhiv bāp nē kahā brahmā bāp kō - vināśh vā parivartan karnā tō ēk tālī bhī nahī̃ , chapṭī ( chuṭkī ) bajānē key|kī bāt hai .
53Therefore, Father Shiva said to Father Brahma: For destruction and transformation to take place is not even a matter of one clap. 54It is a matter of just snapping your fingers.
42Lēkin āp pahlē 108 nahī̃ , ādhī mālā banākar dō .
55However, first of all, create a rosary, not of 108, but at least half of that.
43Tō brahmā bāp nē kyā uttar diyā hōgā ?
56And so, what reply would Father Brahma have given? 57What reply would he have given?
44Batāō .
58Tell Baba!
45 ( taiyār hō rahē haĩ ) achchhā - ādhī mālā bhī taiyār nahī̃ huī hai ?
59(It is being prepared.) 60Achcha, is even half the rosary not yet ready?
46Pūrī mālā key|kī bāt chhōṛō , ādhī mālā taiyār huī hai ?
61Let alone the whole rosary, is even half the rosary ready?
47 ( sabhī hans rahē haĩ ) hãsnā mānā kuchh hai !
62(Everyone was laughing.) 63Because you are laughing, it means that there must be something in that.
48Jō bōltē haĩ ādhī mālā taiyār hai , vah ēk hāth uṭhāō .
64Those who say that half the rosary is ready, raise one hand!
49Taiyār huī hai ?
65Is it ready?
50Bahut thōṛē haĩ .
66There are very few.
51Jō samajhtē haĩ ki hō rahī hai , vah hāth uṭhāō .
67Those who think that the rosary is still being prepared, raise your hand!
52Majority kahtē haĩ hō rahī hai aur minority kahtē haĩ hō gaī hai .
68The majority say that it is being prepared. 69The minority say that it is ready.
53Jinhōnnē hāth uṭhāyā hai ki taiyār huī hai , unkō bāpdādā kahtē haĩ āp nām likh-kar dēnā .
70BapDada is asking all of those who raised their hands to say that the rosary is ready, to write down the names and give them to BapDada.
54Achchhī bāt hai nā !
71This would be good, would it not?
55Bāpdādā hī dēkhē̃gē aur kōī nahī̃ dēkhē̃gē , band hōgā .
72BapDada will also see this, will He not? 73No one else will see it because it will be sealed.
56Bāpdādā dēkhē̃gē ki aisē achchhē ummīdvār ratna kaun-kaun haĩ .
74BapDada will see who are such hopeful jewels.
57Bāpdādā bhī samajhtē haĩ hōnē chāhiē .
75BapDada also thinks that there has to be some.
58Tō insē nām lēnā , inkā phōṭō nikālō .
76So take the names from them, take their photograph!
59Tō brahmā bāp nē kyā javāb diyā ? 60Āp sabnē tō achchhē-achchhē javāb diyē .
77So, what reply did Father Brahma give? 78All of you gave very good replies.
61Brahmā bāp nē kahā tō bas sirph itnī dērī hai jō āp chapṭī bajāyēṅgē , vah taiyār hō jāyēṅgē .
79Father Brahma said: The delay is just a matter of you snapping your fingers and they will be ready.
62Tō achchhī bāt huī nā !
80Therefore, this is good, is it not?
63Tō śhiv bāp nē kahā achchhā sārī mālā taiyār hai ?
81Then, Father Shiva asked: Achcha, is the whole rosary ready?
64Ādhī mālā kā tō javāb milā , sārī mālā kē liē pūchhā .
82The answer for half the rosary has been received and He asked about the full rosary.
65Usmē̃ kahā thōṛā time chāhiē .
83For that, he said that a little time is needed.
66Yah rūhrihān chalī .
84This was the heart-to-heart conversation that took place.
67Kyō̃ thōṛā time chāhiē ?
85Why is a little time needed?
68Rūhrihān mē̃ tō praśhna-uttar hī chaltā hai nā .
86There would definitely be questions and answers in their heart-to-heart conversations, would there not?
69Kyō̃ thōṛā time chāhiē ?
87Why is a little time still needed?
70Kaun see|sī|C viśhēṣh kamī hai jiskē kāraṇ ādhī mālā bhī rūkī huī hai ?
88What is the particular weakness that prevents even half the rosary from being ready yet?
71Tō chārō̃ ōr K|kē bachchē her|har area , area K|kē emerge kartē gayē , jaisē āpkē zone haĩ nā , aisē hī ēk-ēk zone nahī̃ , zone tō bahut-bahut baṛē haĩ nā . 72Tō ēk-ēk viśhēṣh śhahar kō emerge kartē gayē aur sabkē chēhrē dēkhtē gayē , dēkhtē-dēkhtē brahmā bāp nē kahā ki ēk viśhēṣhtā abhī jaldī sē jaldī sabhī bachchē dhāraṇ kar lē̃gē tō mālā taiyār hō jāyēgī .
89So, Father Brahma said: All the children of each area have begun to emerge. 90Just as you have your zones, in the same way, not from each zone, because the zones are very big, aren’t they, but He made each and every special city emerge and looked at each one’s faces. 91After looking at their faces, Father Brahma said: If all the children were quickly to imbibe one particular speciality, the rosary would be ready.
73Kaun see|sī|C viśhēṣhtā ?
92What speciality?
74Tō yahī kahā ki jitnī service mē̃ unnati kī hai , service kartē huē āgē baṛhē haĩ .
93And so, he said: You have made great progress in service, and you have moved ahead whilst doing that service.
75Achchhē āgē baṛhē haĩ lēkin ēk bāt kā balance cum|kam hai .
94You have made very good progress but there is a lack of a balance in one particular aspect.
76Vah yahī bāt ki nirmāṇ karnē mē̃ tō achchhē āgē baṛh gayē haĩ lēkin nirmāṇ kē sāth nirmān - vah hai nirmāṇ aur vah hai nirmān .
95The aspect is that, you have made very good progress in the task of construction (nirman), but, along with construction, there also has to be humility (nirman). 96It is one thing to be constructive and it is another to be humble.
77Mātrā kā antar hai .
97There is the difference of just one letter.
78Lēkin nirmāṇ aur nirmān dōnō̃ K|kē balance mē̃ antar hai .
98However, there is a difference in the balance of being constructive and having humility.
79Sēvā key|kī unnati mē̃ nirmāntā kē bajāē kahā̃-kahā̃ , kab-kab sva-abhimān bhī mix hō jātā hai .
99Whilst progressing in doing service, instead of having humility, your own ego sometimes gets mixed in at some places.
80Jitnā sēvā mē̃ āgē baṛhtē haĩ , utnā hī vr̥itti mē̃ , dr̥iṣhṭi mē̃ , bōl mē̃ , chāl mē̃ nirmāntā dikhāī dē , is balance key|kī abhī bahut āvaśhyaktā hai .
100The more progress you make in the service you do, let humility be seen to the same extent in your attitude, vision, words and behaviour. 101Therefore, this balance is needed.
81Abhī tak jō sabhī sambandh-sampark vālō̃ sē blessing milnī chāhiē vah blessing nahī̃ miltī hai .
102This is why you don’t receive the blessings that you should be receiving from all your contacts and relationships.
82Aur puruṣhārth kōī kitnā bhī kartā hai , achchhā hai lēkin puruṣhārth kē sāth agar duāō̃ kā khātā jamā nahī̃ hai tō dātā-pan key|kī stage , merciful bannē key|kī stage key|kī anubhūti nahī̃ hōgī .
103No matter how many other efforts you make, although they are good, nevertheless, as well as making effort, if you are not accumulating in your account of blessings, you will not then be able to experience the stage of being a bestower and the stage of being merciful.
83Āvaśhyak hai - sva puruṣhārth aur sāth-sāth bāpdādā aur parivār K|kē chhōṭē-baṛō̃ key|kī duāyē̃ .
104It is necessary to make effort for yourselves, and, at the same time, also receive blessings from BapDada and the junior and senior members of the family.
84Yah duāyē̃ jō haĩ - yah puṇya kā khātā jamā karnā hai .
105To receive these blessings means to accumulate in your account of charity.
85Yah marks mē̃ addition hōtī hai .
106This comes in addition to your marks.
86Kitnī bhī service karō , apnī service key|kī dhun mē̃ āgē baṛhtē chalō , lēkin bāpdādā sabhī bachchō̃ mē̃ yah viśhēṣhtā dēkhnē chāhtē haĩ ki sēvā kē sāth nirmāntā , milansār - yah puṇya kā khātā jamā hōnā bahut-bahut āvaśhyak hai .
107Do as much service as you like. 108That’s it! 109Continue to progress by staying engrossed in doing your service, but BapDada wishes to see this speciality in all the children, that along with service, it is very, very necessary to accumulate in your account of charity by being humble and harmonious.
87Phir nahī̃ kahnā ki mainnē tō bahut service key|kī , mainnē tō yah kiyā , mainē tō yah kiyā , mainē tō yah kiyā , lēkin number pīchhē kyō̃ ?
110You mustn’t then say that you did so much service, that you did this, and that you did that and yet you then ask why your number is behind.
88Isliē bāpdādā pahlē sē hī iśhārā dētē haĩ ki vartamān samay yah puṇya kā khātā bahut-bahut jamā karō .
111This is why BapDada is signalling you in advance. 112At the present time, you must accumulate in your account of charity a great deal.
89Aisē nahī̃ sōchō - yah tō hai hī aisā , yah tō badalnā nahī̃ hai .
113Do not think, “This one is like that anyway. 114This one is not going to change.”
90Jab prakr̥iti kō badal saktē hō , adjust karē̃gē nā prakr̥iti kō ?
115You are able to change nature. 116You adjust to nature, do you not?
91Tō kyā brāhmaṇ ātmā kō adjust nahī̃ kar saktē hō ?
117So, are you not able to adjust to Brahmin souls? 118Adjust to those who are against you.
92Against kō adjust karō - yah hai nirmāṇ aur nirmān kā balance .
119This is what it means to keep a balance between being constructive and being humble.
93Sunā !
120Did you hear this?
94Last mē̃ homework tō dēgē nā !
121Baba would give you homework in the last meeting, would He not?
95Kuchh tō homework milēgā nā !
122You would receive some homework, would you not?
96Tō bāpdādā ānē vālī season mē̃ āyēgā lēkin … condition ḍālēgā .
123So, BapDada will come in the next season, but... 124He is saying, “But…”
97Dēkhō sākār kā part bhī chalā , avyakt part bhī chalā , itnā samay avyakt part chalnē kā svapn mē̃ bhī nahī̃ thā .
125Look! 126The part sakar Baba played continued, and the part avyakt Baba plays also continues. 127No one ever dreamt that this avyakt part would continue for so long.
98Tō dōnō̃ part ḍrāmānusār chalē .
128So, both of these parts have continued to be played according to the drama.
99Ab kōī tō condition ḍālnī paṛēgī yā nahī̃ !
129Now, should there be a condition or not?
100Kyā rāy hai ?
130What is your advice?
101Kyā aisē hī chaltā rahēgā ?
131Should it continue just like this?
102Kyō̃ ?
132Why?
103Āj vatan mē̃ programme bhī pūchhā .
133Today, in the subtle region, Baba was asked about the programme.
104Tō bāpdādā key|kī rūhrihān mē̃ yah bhī chalā ki yah drama kā part kab tak ?
134Therefore, in their heart-to-heart conversation BapDada also discussed how long this part will continue to be played in the drama.
105Kyā kōī date hai ?
135Is there a date for this?
106 ( dēhrādūn key|kī prēm bahan sē ) janm-patrī sunāō , kab tak ?
136(Baba asked Sister Prem from Dehradun.) 137Tell Baba the horoscope! 138How long will this continue?
107Abhī yah question uṭhā hai , kab tak ?
139This question has now arisen. 140How long is this going to continue?
108Tō lēkin . . . kē liē 6 mās tō haĩ hī nā !
141So, you have six months, have you not?
1096 mās kē bād hī dūsrī season śhurū hōtī hai .
142The next season will begin after six months.
110Tō bāpdādā result dēkhnē chāhtē haĩ .
143Therefore, BapDada wants to see the result.
111Dil sāph , kōī bhī dil mē̃ purānē saṅskār kā , abhimān-apamān key|kī mahsūstā kā dāg nahī̃ hō .
144Clean hearts! 145Let there be no stains of any old sanskars, any arrogance (abhimaan) or any feeling of being insulted (apman) in your hearts.
112Bāpdādā kē pās bhī dil kā chitra nikālnē key|kī machinery hai .
146BapDada also has the machinery with which to take a picture of your hearts.
113Yahā̃ X-ray mē̃ yah sthūl dil dikhāī dētā hai nā .
147Here, you are able to see it with an x-ray. 148However, those are physical hearts.
114Tō vatan mē̃ dil kā chitra bahut spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
149The pictures of hearts are very clearly visible in the subtle region.
115Kaī prakār K|kē chhōṭē-baṛē dāg , ḍhīlē spaṣhṭ dikhāī dētē haĩ .
150There are many types of small and large stains. 151Some stains are faint and others are very clearly visible.
116Āj hōlī|holy manānē āyē hō nā !
152You have come here today to celebrate Holi, have you not?
117Last turn hōnē K|kē kāraṇ pahlē homework batā diyā lēkin hōlī|holy kā arth|earth aurō̃ kō bhī sunātē hō ki hōlī|holy manānā arthāt bītī sō bītī karnā .
153Because this is the last meeting, you were first given your homework. 154However, you also tell others the meaning of the festival of Holi. 155To celebrate Holi means to let the past be the past.
118Hōlī|holy manānā arthāt dil mē̃ kōī bhī chhōṭā baṛā dāg nahī̃ rahnā , bilkul sāph dil , sarv prāpti sampann .
156To celebrate Holi means to have no type of large or small stain on your heart. 157It means to have a totally clean heart, and to be full of all attainments.
119Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki bāpdādā kā bachchō̃ sē pyār hōnē K|kē kāraṇ ēk bāt achchhī nahī̃ lagtī .
158BapDada also told you children earlier that, because BapDada has love for you, there is one thing He doesn’t like.
120Vah hai - mēhnat bahut kartē haĩ .
159It is that you labour a lot.
121Agar dil sāph hō jāē tō mēhnat nahī̃ , dilārām dil mē̃ samāyā rahēgā aur āp dilārām K|kē dil mē̃ samāyē huē rahē̃gē . 122Dil mē̃ bāp samāyā huā hai .
160If your hearts were to become clean, you wouldn’t have to labour. 161The Comforter of Hearts would remain merged in your hearts and you would remain merged in the heart of the Comforter of Hearts.
123Kisī bhī rūp key|kī māyā , chāhē sūkṣhma rūp hō , chāhē royal rūp hō , chāhē mōṭā rūp hō , kisī bhī rūp sē māyā ā nahī̃ saktī .
162When the Father is merged in your hearts, then no form of Maya, whether in a subtle form, a royal form or a gross form, can enter your hearts.
124Svapn mātra , saṅkalp mātra bhī māyā ā nahī̃ saktī .
163Maya cannot even enter your thoughts or dreams.
125Tō mēhnat mukt hō jāyēṅgē nā !
164Therefore, you will become free from having to labour, will you not?
126Bāpdādā mansā mē̃ bhī mēhnat mukt dēkhnē chāhtē haĩ .
165BapDada also wants to see you free from having to labour even in your minds.
127Mēhnat mukt hī jīvanmukt kā anubhav kar saktē haĩ .
166Only those who are free from labouring are able to experience the stage of being liberated in life.
128Hōlī|holy manānā mānā mēhnat mukt , jīvanmukt anubhūti mē̃ rahnā .
167To celebrate Holi means to stay in the experience of being free from having to labour (mehnatmukt) whilst having liberation in life (jeevanmukt).
129Ab bāpdādā mansā śhakti dvārā sēvā kō śhaktiśhālī banānē chāhtē haĩ .
168BapDada now wants you to make service powerful with the power of your minds.
130Vāṇī dvārā sēvā chaltī rahī hai , chaltī rahēgī , lēkin ismē̃ samay lagtā hai .
169Service done with words has continued and it will continue, but it takes time.
131Samay cum|kam hai , sēvā abhī bhī bahut hai .
170Time is short and there is still a lot of service to be done.
132Result āp sabnē sunāī .
171All of you gave the result.
133Abhī tak 108 key|kī mālā bhī nikāl nahī̃ saktē . 13416 hajār , 9 lākh - yah tō bahut dūr hō gayē .
172Up to now, you haven’t even been able to create the rosary of 108. Therefore, the preparation of the rosary of 16,000 and 900,000 is still very far away.
135Iskē liē fast vidhi chāhiē .
173For this, you need a fast method.
136Pahlē apnī mansā kō śhrēṣhṭh , svachchha banāō , ēk second bhī vyarth nahī̃ jāyē .
174First, make your minds elevated and clean. 175Let not a single second be wasted.
137Abhī tak majority K|kē west|waste saṅkalp key|kī percentage rahī huī hai .
176Even now, in the majority of you, there is still some percentage of waste thoughts.
138Aśhuddh nahī̃ lēkin west|waste haĩ isliē mansā sēvā fast gati sē nahī̃ hō saktī .
177They aren’t impure thoughts, but they are waste thoughts. 178This is why the service done through your minds is not being done at a fast speed.
139Abhī hōlī|holy manānā arthāt mansā kō vyarth sē bhī hōlī|holy banānā .
179To celebrate Holi now means even to make your minds free from waste thoughts and to be holy.
140Hōlī|holy manāī ?
180Did you celebrate Holi?
141Manānā arthāt bannā .
181To celebrate means to become.
142Duniyā vālē tō bhinn-bhinn raṅgō̃ sē hōlī|holy manātē haĩ lēkin bāpdādā sab bachchō̃ kē ūpar divya guṇō̃ K|kē , divya śhaktiyō̃ K|kē , gyān gulāb K|kē raṅg ḍāl rahē haĩ .
182People of the world celebrate Holi with many different colours. 183However, BapDada is sprinkling the colours of divine virtues, divine powers and the roses of knowledge over all of you children.
143Āj vatan mē̃ aur bhī samāchār thā .
184In the subtle region today, there was also some other news.
144Ēk tō sunāyā - rūhrihān kā .
185You were told the first news which was the heart-to-heart conversation.
145Dūsrā yah thā ki jō bhī āpkē achchhē-achchhē sēvā sāthī advance party mē̃ gayē haĩ , unhō̃ kā āj vatan mē̃ hōlī|holy manānē kā din thā .
186The second item of news was that it was the day of celebrating Holi in the subtle region for all of your good service companions, who have gone into the advance party.
146Āp sabkō bhī jab kōī maukā hōtā hai tō yād tō ātī hai nā .
187Whenever there is any such opportunity, you remember them all, do you not?
147Apnī dādiyō̃ key|kī , sakhiyō̃ key|kī , pāṇḍavō̃ key|kī yād tō ātī hai nā !
188You remember your Dadis, friends and Pandavas, do you not?
148Bahut baṛā group hō gayā hai advance party kā .
189The group of the advance party has become very large.
149Agar nām nikālō tō bahut haĩ .
190If you were to take their names, there are many.
150Tō vatan mē̃ āj sab prakār key|kī ātmāyē̃ hōlī|holy manānē āī thī .
191Therefore, all types of souls had come to celebrate Holi in the subtle region.
151Sabhī apnē-apnē puruṣhārth key|kī prālabdh pramāṇ bhinn-bhinn part bajā rahē haĩ .
192All are playing their various parts according to the fruition of their efforts.
152Advance party kā part abhī tak gupta hai .
193The parts that those of the advance party play are still incognito.
153Āp sōchtē hō nā - kyā kar rahē haĩ ?
194You do wonder about what they must be doing, do you not?
154Vah āp lōgō̃ kā āhvān kar rahē haĩ ki sampūrṇ ban divya janm dvārā naī sr̥iṣhṭi kē nimitt banō .
195They are invoking all of you. 196They want you all to become complete and take a divine birth, and thereby become instruments for the new world.
155Sabhī apnē part mē̃ khuśh haĩ .
197All of them are happy playing their own parts.
156Yah smr̥iti nahī̃ hai ki ham saṅgamyug sē āyē haĩ .
198They are not aware that they went there from the confluence age.
157Divyatā hai , pavitratā hai , paramātma lagan hai , lēkin gyān clear emerge nahī̃ hai .
199Although they do have divinity, purity and love for God, this knowledge has not clearly emerged.
158Nyārāpan hai , lēkin agar gyān emerge hō jāē tō sabhī bhāg karkē madhuban mē̃ tō ā jāyē̃ nā !
200They are unique. 201However, if this knowledge were to emerge in them, they would all come running to Madhuban, wouldn’t they?
159Lēkin inhō̃ kā part nyārā hai , gyān key|kī śhakti hai .
202However, their parts are unique. 203They do have the power of this knowledge.
160Śhakti cum|kam nahī̃ huī hai .
204Their power hasn’t decreased.
161Nirantar maryādā pūrvak ghar kā vātāvaraṇ , mā̃-bāp key|kī santuṣhṭatā aur sthūl sādhan bhī sab prāpt haĩ .
205The atmosphere in their homes is constantly according to the codes of conduct; their parents are content with them. 206They also have all the physical facilities.
162Maryādā mē̃ bahut pakkē haĩ .
207They are very firm in observing the codes of conduct.
163Number-vār tō haĩ lēkin viśhēṣh ātmāyē̃ pakkē haĩ .
208All of them are numberwise, but the special souls are very firm.
164Mahsūs kartē haĩ ki hamārā pūrv janm aur punarjanma mahān rahā hai aur rahēgā .
209They do feel that their previous births were great and that their next births too will be great.
165Features bhī sabhī K|kē majority ēk royal family key|kī tr̥ipt ātmāyē̃ , bharpūr ātmāyē̃ , harṣhit ātmāyē̃ aur divya guṇ sampann ātmāyē̃ dikhāī dētē haĩ .
210The features visible in the majority of them are those of contented souls of a royal family. 211Those souls are seen to be complete, cheerful and full of all the divine virtues.
166Yah tō huī unhō̃ key|kī history , lēkin vatan mē̃ kyā huā ?
212That is their history. 213However, what happened in the subtle region?
167Hōlī|holy kaisē manāī ?
214How did they celebrate Holi?
168Āp lōgō̃ nē dēkhā hōgā ki hōlī|holy mē̃ bhinn-bhinn raṅgō̃ K|kē , sūkhē raṅg , thāliyā̃ bharkar rakhtē haĩ .
215All of you must have seen how people outside have trays of various coloured dry powder.
169Tō vatan mē̃ bhī jaisē sūkhā raṅg hōtā hai nā - aisē bahut mahīn chamaktē huē hīrē thē lēkin bōjh vālē nahī̃ thē , jaisē raṅg kō hāth mē̃ uṭhāō tō halkā hōtā hai nā !
216Just as there is dry powder here, in the same way, there were many subtle sparkling diamonds in the subtle region. 217However, those diamonds were not heavy. 218When you hold powder in your hands, it is very light, isn’t it?
170Aisē bhinn-bhinn raṅg K|kē hīrō̃ key|kī thāliyā̃ bharī huī thī .
219Similarly, there were many trays filled with diamonds of many different colours.
171Tō jab sab ā gayē , tō vatan mē̃ svarūp kaun sā hōtā hai , jāntē hō ?
220Do you know what form everyone takes in the subtle region when they come?
172Light kā hī hōtā hai nā !
221It would be a form of light, would it not?
173Dēkhā hai nā !
222You have seen it, haven’t you?
174Tō light key|kī prakāśhmay kāyā tō pahlē hī chamaktī rahtī hai .
223The bodies of light are already sparkling anyway.
175Tō bāpdādā nē sabhī kō apnē saṅgamyugī śharīr mē̃ emerge kiyā .
224Therefore, BapDada made everyone emerge in their confluence-aged bodies.
176Jab saṅgamyugī śharīr mē̃ emerge huē tō ēk dō mē̃ bahut milan manānē lagē .
225When they emerged in their confluence-aged body, they all began to celebrate a meeting with one another.
177Advance party K|kē janm key|kī bātē̃ bhūl gayē aur saṅgam key|kī bātē̃ emerge hō gaī .
226They forgot everything about their advance party birth and all the things of the confluence age emerged.
178Tō āp samajhtē hō ki saṅgamyug key|kī bātē̃ jab ēk dō mē̃ kartē haĩ tō kitnī khuśhī mē̃ ā jātē haĩ .
227So, you can all understand how happy they became when they started to share the things of the confluence age with one another.
179Bahut khuśhī mē̃ ēk dō sē lēn-dēn kar rahē thē .
228They were sharing these with each other in great happiness.
180Bāpdādā nē bhī dēkhā - yah baṛē mauj mē̃ ā gayē haĩ tō milnē dō inhō̃ kō .
229BapDada saw that they were enjoying themselves very much, and so He thought, “Let them meet one another.”
181Āpas mē̃ apnē jīvan key|kī bahut see|sī|C kahāniyā̃ ēk dō kō sunā rahē thē , bābā nē aisā kahā , bābā nē aisē mērē sē pyār kiyā , śhikṣhā dī|the .
230They began to share the stories of their lives with each other: “Baba said this. 231Baba loved me in this way. 232Baba gave these teachings.
182Bābā aisē kahtā hai , bābā-bābā , bābā-bābā hī thā .
233Baba used to say this.” 234They constantly spoke of Baba; Baba and nothing but Baba.
183Kuchh samay kē bād kyā huā ? 184Sabkē saṅskārō̃ kā tō āpkō patā hai .
235After some time…, you know everyone’s sanskars anyway.
185Tō sabsē ramaṇīk kaun thī is group mē̃ ?
236Who was the most entertaining? 237Who was the most entertaining in this group?
186 ( dīdī aur chandramaṇī dādī ) tō dīdī pahlē uṭhī .
238(Didi and Dadi Chandermani.) 239Didi got up first.
187Chandramaṇī dādī kā hāth pakaṛā aur rās śhurū kar dī .
240She took hold of Dadi Chandermani’s hand and began to do a raas (circle dancing).
188Aur dīdī jaisē yahā̃ naśhē mē̃ chalī jātī thī nā , vaisē naśhē mē̃ khūb rās kiyā .
241Just as Didi used to be intoxicated in trance here, in the same way, she danced a lot.
189Mama kō bīch mē̃ ṭhahrāyā aur circle lagāyā , ēk dō kō āṅkh michaunī key|kī , bahut khēlā aur bāpdādā bhī dēkh-dēkh bahut muskarā rahē thē .
242They made Mama stand in the centre and formed a circle around her. 243They played hide and seek with one another. 244They played a lot while BapDada just continued to smile and watch everything.
190Hōlī|holy manānē āyē tō khēlē̃ bhī .
245They went there to celebrate Holi and so they played a lot.
191Kuchh samay kē bād sabhī bāpdādā key|kī bā̃hō̃ mē̃ samā gayē aur sab ēkdam lavlīn hō gayē aur uskē bād phir bāpdādā nē sabkē ūpar bhinn-bhinn raṅgō̃ K|kē jō hīrē thē , bahut mahīn thē , jaisē kisī chīz kā chūrā hōtā hai nā , aisē thē . 192Lēkin chamak bahut thī tō bāpdādā nē sabkē ūpar ḍālā .
246After some time, all of them were enfolded in Baba’s arms and became absorbed in love. 247After that, BapDada threw the diamonds, which were very subtle and of various colours, over everyone. 248Just as you have very fine powder here, so too, those diamonds were like that and they were sparkling very much.
193Tō chamaktī huī body thī nā tō uskē ūpar vah bhinn-bhinn raṅg K|kē hīrē paṛnē sē bahut sabhī jaisē saj gayē .
249BapDada threw those over everyone. 250Their bodies were already sparkling, and when the various coloured diamonds fell on them, they became very well decorated.
194Lāl , pīlā , harā . . . jō sāt raṅg kahtē haĩ nā .
251Red, green, yellow: seven colours are spoken of, are they not?
195Tō sāt hī raṅg thē .
252All of those seven colours were present.
196Tō bahut sabhī aisē chamak gayē jō satyug mē̃ bhī aisī dress nahī̃ hōgī .
253All of them began to sparkle so much. 254Even in the golden age, there won’t be such clothes.
197Sab mauj mē̃ tō thē hī .
255They were all enjoying themselves anyway.
198Phir ēk dō kō bhī ḍālnē lagē .
256They then began to sprinkle one another.
199Ramaṇīk bahanē̃ bhī tō bahut thī nā .
257There were many playful entertaining sisters.
200Bahut-bahut mauj manāī .
258They really enjoyed themselves a great deal.
201Mauj kē bād kyā hōtā hai ?
259What do you do after you have enjoyed yourselves?
202Bāpdādā nē in advance sabkō bhōg khilāyā , āp tō kal bhōg lagāyēṅgē nā lēkin bāpdādā nē madhuban kā , saṅgamyug kā bhinn-bhinn bhōg sabkō khilāyā aur usmē̃ viśhēṣh hōlī|holy kā bhōg kaun sā hai ?
260You will offer bhog tomorrow, but BapDada gave everyone the various kinds of confluence-aged bhog of Madhuban in advance. 261Within that, what is the special bhog of Holi?
203 ( gēvar-jalēbī ) āp lōg gulāb kā fool|phūl bhī taltē haĩ nā .
262(Thicker version of jalebi – ghevar - decorated with rose petals- and jalebi). 263All of you also fry rose petals, do you not?
204Tō variety saṅgamyug K|kē hī bhōg khilāyē .
264They were given the various kinds of bhog of the confluence age.
205Āpsē pahlē bhōg unhōnnē lē liyā hai , āpkō kal milēgā .
265All of them took bhog before all of you. 266You will receive it tomorrow.
206Achchhā .
267Achcha.
207Matlab tō bahut manāyā , nāchā , gāyā .
268In essence, they all celebrated and danced and sang a great deal.
208Sabhī nē milkē vāh bābā , mērā bābā , mīṭhā bābā K|kē gīt gāyā .
269They all sang the songs of Wah Baba! 270My Baba! 271My sweet Baba!
209Tō nāchā , gāyā , khāyā aur last kyā hōtā hai ?
272They danced, sang, ate. 273So, what happens at the end?
210Badhāī aur vidāī . 211Tō āpnē bhī manāyā ki sirph sunā ?
274Greetings and congratulations are given and you bid farewell. 275Therefore, did all of you celebrate this or did you just listen to it?
212Lēkin pahlē abhī phariśhtā ban prakāśhmay kāyā vālē ban jāō .
276However, you first have to become angels, those with bodies of light.
213Ban saktē hō yā nahī̃ ?
277Are you able to become like this or not?
214Mōṭā śharīr hai ?
278Are your bodies too gross?
215Nahī̃ .
279No!
216Second mē̃ chamaktā huā double light kā svarūp ban jāō .
280Become a double-light sparkling form in a second.
217Ban saktē hō ?
281Are you able to become this?
218Bilkul phariśhtā .
282Become complete angels.
219 ( bāpdādā nē sabhī kō drill karāī )
283(Baba conducted drill.)
220Abhī apnē ūpar bhinn-bhinn raṅgō̃ K|kē chamaktē huē hīrē sūkṣhma śharīr par ḍālō aur sadā aisē divya guṇō̃ K|kē raṅg , śhaktiyō̃ K|kē raṅg , gyān K|kē raṅg sē svayã kō raṅgtē rahō .
284Now, sprinkle the diamonds of various colours over your subtle sparkling bodies and remain constantly coloured with the divine colours of virtues, powers and this knowledge.
221Aur sabsē baṛā raṅg bāpdādā K|kē saṅg K|kē raṅg mē̃ sadā raṅgē rahō .
285The greatest colouring of all is to be coloured by BapDada’s company. 286Therefore, remain constantly coloured with this colour.
222Aisē amar bhav .
287May you remain like this eternally!
223Achchhā .
288Achcha.
224Aisē dēśh-vidēśh K|kē phariśhtē svarūp bachchō̃ kō , sadā sāph dil , prāpti sampann bachchō̃ kō , sachchī hōlī|holy manānā arthāt arth|earth sahit chitra pratyakṣha rūp mē̃ lānē vālē bachchō̃ kō , sadā nirmāṇ aur nirmān kā balance rakhnē vālē bachchō̃ kō , sadā duāō̃ K|kē puṇya kā khātā jamā karnē vālē bachchō̃ kō bahut-bahut padamguṇā yādpyār aur namastē .
289To the angelic children of this land and abroad, to the children who constantly have clean hearts and are constantly full of all attainments, to those who celebrate a true Holi, which means to put this image into your actual practical form, to the children who maintain a balance between being constructive and humble, to the children who constantly accumulate blessings in their accounts, multi-multimillion-fold love, remembrance and namaste from BapDada.
Blessing
225Vardān : madhurtā dvārā bāp key|kī samīpatā kā sākṣhātkār karānē vālē mahān ātmā bhav
290Blessing: May you be a great soul who gives a vision of closeness to the Father with your sweetness.
226Jin bachchō̃ K|kē saṅkalp mē̃ bhī madhurtā , bōl mē̃ bhī madhurtā aur karma mē̃ bhī madhurtā hai vahī bāp K|kē samīp haĩ . 227Isliē bāp bhī unhē̃ rōz kahtē haĩ mīṭhē-mīṭhē bachchē aur bachchē bhī respond dētē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bābā .
291 The children who have sweetness in their thoughts, sweetness in their words and sweetness in their actionos are close to the Father, and this is why the Father says to them every day: Sweet, sweet children. 292The children also respond with, “Sweet, sweet Baba!”
228Tō yah rōz kā madhur bōl madhurtā sampann banā dētā hai .
293So, these sweet words every day make you full of sweetness.
229Aisē madhurtā kō pratyakṣha karnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hī mahān haĩ .
294Elevated souls who reveal sweetness are great.
230Madhurtā hī mahāntā hai .
295Sweetness is greatness.
231Madhurtā nahī̃ tō mahāntā kā anubhav nahī̃ hōtā .
296If there isn’t sweetness, there cannot then be the experience of greatness.
Slogan
232Slōgan : kōī bhī kārya double light bankar karō tō manōrañjan kā anubhav karē̃gē .
297Slogan: Perform every task while being double light and you will experience entertainment.
298*** Om Shanti ***