मंगलवार 25 जून 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-06-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 25/06/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - pakkā-pakkā niśhchay karō ki ham ātmā haĩ , ātmā samajhkar her|har kām śhurū karō tō bāp yād āyēgā , pāp nahī̃ hōgā ' '

1Essence: Sweet children, have the firm faith that you are souls. 2Begin any task in the consciousness of being a soul and you will have remembrance of the Father and not commit any sin.

Question

2Praśhna  : karmātīt sthiti kō prāpt karnē kē liē kaun-sī mēhnat har ēk kō karnī hai  ?

3Question: What effort does each of you have to make in order to reach the karmateet stage?

3Karmātīt sthiti K|kē samīpatā key|kī niśhānī kyā hai  ?

4What indicates your being close to your karmateet stage?

Answer

4Uttar  : karmātīt bannē kē liē yād K|kē bal sē apnī karmēndriyō̃ kō vaśh mē̃ karnē key|kī mēhnat karō .

5Answer: In order to become karmateet, make effort to control your physical organs with the power of remembrance.

5Abhyās karō maĩ nirākār ātmā nirākār bāp key|kī santān hū̃ .

6Practise: I, an incorporeal soul, am a child of the incorporeal Father.

6Sab karmēndriyā̃ nirvikārī ban jāyē̃ - yah hai jabardast mēhnat .

7The greatest effort you make is for all your physical organs to become viceless.

7Jitnā karmātīt avasthā K|kē samīp ātē jāyēṅgē utnā aṅg-aṅg śhītal , sugandhit hōtē jāyēṅgē .

8The closer you come to your karmateet stage, the more every organ of yours will become cool and fragrant.

8Unsē vikārī bāns nikal jāyēgī . 9Atīndriya sukh kā anubhav hōtā rahēgā .

9The bad odour of vice will be removed from them and you will continue to experience supersensuous joy.

Murli

10Ōm śhānti .

10Om shanti.

11Śhiv bhagvānuvāch .

11God Shiva speaks.

12Yah tō bachchō̃ kō nahī̃ batānā hai ki kiskē prati .

12You children do not have to be told to whom He speaks.

13Bachchē jāntē haĩ - śhivbābā gyān kā sāgar hai . 14Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

13You children know that Shiv Baba is the Ocean of Knowledge and that He is the Seed of the human world.

15Tō jarūr ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ .

14Therefore, He would surely speak to souls.

16Bachchē jāntē haĩ śhivbābā paṛhā rahē haĩ .

15You children understand that Shiv Baba is teaching you.

17Bābā akṣhar sē samajhtē haĩ param ātmā kō hī bābā kahtē haĩ .

16By using the word “Baba”, you understand that it refers to Baba, the Supreme Soul.

18Sab manuṣhya mātra us param ātmā kō hī father kahtē haĩ  !

17All human beings refer to that Supreme Soul as the Father.

19Bābā paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

18Baba resides in the supreme abode.

20Pahlē-pahlē yah bātē̃ pakkī karnī hai .

19You first have to make this aspect firm.

21Apnē kō ātmā samajhnā hai aur yah pakkā niśhchay karnā hai .

20Consider yourselves to be souls and have very firm faith in this.

22Bāp jō sunātē haĩ , vah ātmā hī dhāraṇ kartī hai .

21You souls have to imbibe what the Father says to you.

23Jō gyān paramātmā mē̃ hai vah ātmā mē̃ bhī ānā chāhiē .

22The knowledge that is in the Supreme Soul has to enter you souls too.

24Jō phir mukh sē varṇan karnā hōtā hai .

23You then have to relate that to others through your lips.

25Jō kuchh bhī paṛhāī paṛhtē haĩ , vah ātmā hī paṛhtī hai .

24Whatever it is you study, it is the soul that studies.

26Ātmā nikal jāyē tō paṛhāī ādi kā kuchh bhī mālūm na paṛē .

25When a soul leaves his body, he doesn’t know anything about studying etc.

27Ātmā saṅskār lē gaī , jākar dūsrē śharīr mē̃ baiṭhī .

26The soul carries his sanskars and goes and sits in his next body.

28Tō pahlē apnē kō ātmā pakkā-pakkā samajhnā paṛē .

27Therefore, firstly, you firmly have to consider yourselves to be souls.

29Dēh-abhimān ab chhōṛnā paṛē .

28You now have to renounce body consciousness.

30Ātmā suntī hai , ātmā dhāraṇ kartī hai .

29It is souls that listen and souls that imbibe.

31Ātmā ismē̃ nahī̃ hōtī tō śharīr hil bhī na sakē .

30When there is no soul in a body, the body cannot even move.

32Ab tum bachchō̃ kō yah pakkā-pakkā niśhchay karnā hai - param ātmā ham ātmāō̃ kō gyān dē rahē haĩ .

31You children now have to have the firm faith that the Supreme Soul is giving this knowledge to you souls.

33Ham ātmā bhī śharīr dvārā suntī haĩ aur paramātmā śharīr dvārā sunā rahē haĩ - yahī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ . 34Dēh yād ātī hai .

32You repeatedly forget that you are souls who are listening through your bodies and that the Supreme Soul is speaking through a body, because you only remember bodies.

35Yah bhī jāntē hō achchhē vā burē saṅskār ātmā mē̃ hī rahtē haĩ .

33You also know that good and bad sanskars are contained within each soul.

36Śharāb pīnā , chhī-chhī bāt karnā … yah bhī ātmā kartī hai organs dvārā .

34It is souls that drink alcohol and speak of dirty things through their physical organs.

37Ātmā hī in organs dvārā itnā part bajātī hai .

35It is souls that play their parts through their organs.

38Pahlē-pahlē ātma-abhimānī jarūr bannā hai .

36First of all, you definitely have to become soul conscious.

39Bāp ātmāō̃ kō hī paṛhātē haĩ .

37The Father teaches souls.

40Ātmā hī phir yah knowledge sāth mē̃ lē jāyēgī .

38Souls then carry this knowledge back with them.

41Jaisē vahā̃ param ātmā gyān sahit rahtē haĩ , vaisē tum ātmāyē̃ phir yah knowledge sāth mē̃ lē jāyēṅgī .

39Just as the Supreme Soul resides there with knowledge, in the same way, you souls carry this knowledge with you.

42Maĩ tum bachchō̃ kō is gyān sahit lē jātā hū̃ .

40I take you children back home with this knowledge.

43Phir tum ātmāō̃ kō part mē̃ ānā hai , tumhārā part hai naī duniyā mē̃ prālabdh bhōgnā . 44Gyān bhūl jātā hai .

41Then, you souls have to go down to play your parts. 42Your parts are to experience the reward in the new world, but you forget this knowledge.

45Yah sab achchhī rīti dhāraṇ karnā hai .

43You have to imbibe all of this very well.

46Pahlē-pahlē yah bahut-bahut pakkā karnā hai ki maĩ ātmā hū̃ , bahut haĩ jō yah bhūl jātē haĩ .

44First of all, each of you has to make it extremely firm that you are a soul. 45There are many who forget this.

47Apnē sāth bahut-bahut mēhnat karnī hai .

46You have to make a great deal of effort on yourselves.

48Viśhva kā mālik bannā hai tō mēhnat bigar thōṛēhī banē̃gē .

47You cannot become the masters of the world without making effort.

49Ghaṛī-ghaṛī is point kō hī bhūl jātē haĩ kyōṅki yah naī knowledge hai .

48Because this knowledge is new, you repeatedly forget these points.

50Jab apnē kō ātmā bhūl dēh-abhimān mē̃ ātē haĩ tō kuchh na kuchh pāp hōtē haĩ .

49When you forget that you are souls and become body conscious, you commit one sin or another.

51Dēhī-abhimānī bannē sē kabhī pāp nahī̃ hōṅgē . 52Pāp kaṭ jāyēṅgē . 53Phir ādhā-kalp kōī pāp nahī̃ hōgā .

50You would never commit sin by being soul conscious; your sins will be cut away and no sins will be committed for half a cycle.

54Tō yah niśhchay rakhnā chāhiē - ham ātmā paṛhtī haĩ , dēh nahī̃ .

51Therefore, have the firm faith that it is you souls, and not your bodies, who are studying.

55Āgē jismānī manuṣhya mat miltī thī , ab bāp śhrīmat dē rahē haĩ .

52Previously, you used to receive directions from bodily beings. 53Now, you are receiving shrimat from the Father.

56Yah naī duniyā key|kī bilkul naī knowledge hai .

54This is completely new knowledge for the new world.

57Tum sab nayē ban jāyēṅgē , ismē̃ mūñjhnē key|kī bāt hī nahī̃ .

55All of you will become new. 56There is nothing to be confused about in this.

58Anēkānēk bār tum purānē sē nayē , nayē sē purānē bantē āyē hō , isliē achchhī rīti purūṣhārth karnā hai .

57You have changed from old to new and new to old innumerable times. 58Therefore, you have to make very good effort.

59Ham ātmā karmēndriyō̃ dvārā yah kām kartē haĩ .

59You souls perform actions through your sense organs.

60Office ādi mē̃ bhī apnē kō ātmā samajhkar karmēndriyō̃ sē kām kartē rahē̃gē tō sikhlānē vālā bāp jarūr yād paṛēgā .

60Even when you are at your office etc., if you consider yourselves to be souls while you continue to act through your sense organs, you will definitely be able to remember the Father who teaches you.

61Ātmā hī bāp kō yād kartī hai .

61It is souls that remember the Father.

62Bhal āgē bhī kahtē thē ham bhagvān kō yād kartā hū̃ . 63Parantu apnē kō sākār samajh nirākār kō yād kartē thē .

62Previously, although you used to say that you remembered God, you remembered the Incorporeal while considering yourselves to be corporeal.

64Apnē kō nirākār samajh nirākār kō yād kabhī nahī̃ kartē thē .

63You never used to consider yourselves to be incorporeal while remembering the Incorporeal.

65Abhī tumkō apnē kō nirākār ātmā samajh nirākār bāp kō yād karnā hai .

64You souls now have to consider yourselves to be incorporeal and remember the incorporeal Father.

66Yah baṛī vichār sāgar manthan karnē key|kī bāt hai .

65This is an aspect that has to be churned very well.

67Bhal kōī-kōī likhtē haĩ - ham 2 ghaṇṭā yād mē̃ rahtē haĩ . 68Kōī kahtē haĩ ham sadaiv śhivbābā kō yād kartē haĩ . 69Parantu sadaiv kōī yād kar na sakē .

66Although some write and say that they stay in remembrance for two hours and some say that they remember Shiv Baba constantly, no one can have constant remembrance.

70Agar yād kartā hō tō pahlē sē hī karmātīt avasthā hō jāyē .

67If you did, you would have reached your karmateet stage by now.

71Karmātīt avasthā tō baṛī jabardast mēhnat sē hōtī hai .

68Only after making a great deal of effort can you reach your karmateet stage.

72Ismē̃ sab vikārī karmēndriyā̃ vaśh hō jātī haĩ .

69In that stage, all your vicious physical organs are under your control.

73Satyug mē̃ sab karmēndriyā̃ nirvikārī ban jātī haĩ .

70In the golden age, all your physical organs become viceless.

74Aṅg-aṅg sugandhit hō jātā hai .

71Every organ of yours becomes filled with fragrance.

75Abhī bānsī chhī-chhī aṅg hai .

72Physical organs are dirty now and full of bad odour.

76Satyug key|kī tō bahut pyārī mahimā hai .

73The praise of the golden age is very lovely.

77Uskō kahā jātā hai heaven naī duniyā , vaikuṇṭha .

74It is called heaven, the new world, Paradise.

78Vahā̃ K|kē features , tāj ādi yahā̃ par kōī banā na sakē̃ .

75The features and the crowns etc. that exist there cannot be created by anyone here.

79Bhal tum dēkhkar bhī ātē hō . 80Parantu yahā̃ vah banā na sakē .

76Even though you go into trance and see them, you cannot create them here.

81Vahā̃ tō natural śhōbhā rahtī hai tō ab tum bachchō̃ kō yād sē hī pāvan bannā hai .

77There is natural beauty there. 78Therefore, you children now have to become pure by having remembrance.

82Yād kī yātrā bahut-bahut karnī hai .

79You have to stay on the pilgrimage of remembrance a great deal.

83Ismē̃ baṛī mēhnat hai .

80This requires great effort.

84Yād kartē-kartē karmātīt avasthā kō pā lē̃ tō sab karmēndriyā̃ śhītal hō jāyē̃ .

81While remembering Baba, you will reach your karmateet stage and all your physical organs will become cool.

85Aṅg-aṅg bahut sugandhit hō jāyē̃ , badbū nahī̃ rahēgī .

82Every limb will be full of fragrance and no bad odour will remain.

86Abhī tō sabhī karmēndriyō̃ mē̃ badbū hai .

83There is now a bad odour in all the physical organs.

87Yah śharīr kōī kām kā nahī̃ hai .

84These bodies are of no use.

88Tumhārī ātmā abhī pavitra ban rahī hai .

85You souls are now becoming pure.

89Śharīr tō ban na sakē .

86Your bodies cannot become pure.

90Vah tab banē̃ jab tumkō nayā śharīr milē .

87That will only happen when you receive new bodies.

91Aṅg-aṅg mē̃ sugandh hō - yah mahimā dēvtāō̃ kī hai .

88The praise “Fragrance in every physical organ” refers to the deities.

92Tum bachchō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .

89You children should experience a great deal of happiness.

93Bāp āyā hai tō khuśhī kā pārā chaṛh jānā chāhiē .

90The Father has come and your mercury of happiness should therefore rise.

94Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

91The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

95Gītā K|kē akṣhar kitnē clear haĩ .

92The words of the Gita are so clear.

96Bābā nē kahā bhī hai - mērē jō bhakta haĩ , jō gītā-pāṭhī hōṅgē , vah śhrīkr̥iṣhṇa K|kē pujārī jarūr hōṅgē .

93Baba has also said: Those who are My devotees and those who study the Gita will definitely be devotees of Shri Krishna.

97Tab bābā kahtē haĩ dēvtāō̃ K|kē pujāriyō̃ kō sunānā .

94This is why Baba says: Also relate this to the worshippers of the deities.

98Manuṣhya śhiv key|kī pūjā kartē haĩ aur phir kah dētē haĩ sarvavyāpī .

95People worship Shiva and then say that He is omnipresent!

99Glāni kartē huē bhī mandirō̃ mē̃ rōz jātē haĩ .

96Even though they defame Him, they go to the temples every day.

100Śhiv K|kē mandir mē̃ ḍhēr K|kē ḍhēr jātē haĩ .

97So many people go to the Shiva Temple.

101Bahut ūñchī sīṛhī chaṛhkar jātē haĩ ūpar mē̃ , śhiv kā mandir ūpar banāyā jātā hai .

98They climb very steep steps to the top. 99The Temple to Shiva is built at the top.

102Śhivbābā bhī ākar K|kē sīṛhī batātē haĩ nā .

100Shiv Baba comes and shows you the picture of the ladder.

103Unkā ūñchā nām , ūñchā ṭhā̃v hai .

101His name is the highest and His place of residence is also the highest.

104Kitnā ūpar jātē haĩ .

102People go so high up.

105Badrīnāth , amarnāth vahā̃ śhiv K|kē mandir haĩ .

103There are temples to Shiva at Badrinath and Amarnath.

106Ūñch chaṛhānē vālā hai , tō unkā mandir bhī bahut ūñch banātē haĩ .

104He elevates us and so they build a temple to Him high up.

107Yahā̃ guru śhikhar kā mandir bhī ūñchī pahāṛī par banāyā huā hai .

105Here, too, the Guru Shikhar Temple is built high on a mountain.

108Ūñch bāp baiṭh tumkō paṛhātē haĩ .

106The highest Father sits here and teaches you.

109Duniyā mē̃ aur kōī nahī̃ jāntē ki śhivbābā ākar paṛhātē haĩ .

107No one else in the world knows that Shiv Baba comes and teaches you.

110Vah tō sarvavyāpī kah dētē haĩ .

108They say that He is omnipresent.

111Abhī tumhārē sāmnē aim object bhī khaṛī hai .

109You now have your aim and objective in front of you.

112Sivāē bāp K|kē aur kaun kahēgā - yah tumhārī aim object hai .

110Who else, apart from the Father, would say: “This is your aim and objective”?

113Yah bāp hī tum bachchō̃ kō batlātē haĩ .

111Only the Father tells you children this.

114Tum kathā bhī satya nārāyaṇ key|kī suntē hō .

112You also listen to the story of the true Narayan.

115Vah tō jō past hō jātā hai , unkī kathāyē̃ batātē haĩ ki āgē kyā-kyā huā .

113Those people simply relate religious stories of the things that happened in the past and tell you what happened next.

116Jiskō kahānī kahā jātā hai .

114This too is called a story.

117Yah ūñch tē ūñch bāp baṛē tē baṛī kahānī sunātē haĩ .

115That highest-on-high Father is telling you a great story.

118Yah kahānī tumkō bahut ūñch banānē vālī hai .

116This story will make you very elevated.

119Yah sadaiv yād rakhnī chāhiē aur bahutō̃ kō sunānī hai .

117You should remember it constantly and also relate it to many others.

120Kahānī sunānē kē liē hī tum pradarśhanī vā museum banātē hō .

118You create museums and exhibitions to relate these stories.

1215 hazār varṣh pahlē bhārat hī thā , jismē̃ dēvtāyē̃ rājya kartē thē .

119Five thousand years ago, there was just Bharat and the deities used to rule there.

122Yah hai sachchī-sachchī kahānī , jō dūsrā kōī batā na sakē .

120This is a true story that no one else can tell you.

123Yah real kahānī hai jō chaitanya vr̥ikṣhapati bāp baiṭh samjhātē haĩ , jissē tum dēvtā bantē hō .

121This is a real story which the Father, the living Lord of the Tree, explains to you and through which you become deities.

124Ismē̃ pavitratā mukhya hai .

122Purity is the main thing in this.

125Pavitra nahī̃ banē̃gē tō dhārṇā nahī̃ hōgī .

123If you don't become pure, you won't be able to imbibe.

126Śhērnī K|kē dūdh kē liē sōnē kā bartan chāhiē , tab hī dhārṇā hō sakēgī .

124A golden vessel is required to hold the milk of a lioness. 125Only then can imbibing take place.

127Yah kān bartan misal haĩ nā .

126Your ears are like a vessel.

128Yah sōnē kā bartan hōnā chāhiē .

127They should be a golden vessel.

129Abhī patthar kā hai .

128They are like stone at present.

130Sōnē kā banē tab hī dhārṇā hō sakē .

129Imbibing can take place when they become golden.

131Baṛā attention sē sunnā aur dhāraṇ karnā hai .

130You have to listen with great attention and imbibe everything.

132Kahānī tō easy hai , jō gītā mē̃ likhī hai .

131The story is easy and it is also written in the Gita.

133Vah kahāniyā̃ sunākar kamāī kartē haĩ .

132Those people relate stories and earn an income.

134Sunnē vālō̃ sē unhō̃ key|kī kamāī hō jātī hai .

133They earn their income from those who listen to the stories.

135Yahā̃ tumhārī bhī kamāī hai .

134Here, you also have an income.

136Dōnō̃ kamāī chaltī rahtī haĩ .

135Both types of income continue at the same time.

137Dōnō̃ vyāpār haĩ .

136Both are businesses.

138Paṛhātē bhī haĩ .

137You are also being taught.

139Kahtē haĩ manmanābhav , pavitra banō .

138He says: Be “Manmanabhav”! 139Become pure!

140Aisē aur kōī nahī̃ kahtē , na manmanābhav rahtē haĩ .

140No one else can say this nor does anyone remain in the state of “Manmanabhav”.

141Kōī bhī manuṣhya yahā̃ pavitra hō nahī̃ saktē kyōṅki bhraṣhṭāchār key|kī paidāis hai .

141No human being here can be pure because creation takes place here through impurity.

142Rāvaṇ rājya kaliyug ant tak chalnā hai , usmē̃ pāvan hōnā hai . 143Pāvan kahā jātā hai dēvtāō̃ kō , na ki manuṣhyō̃ kō .

142The kingdom of Ravan has to continue till the end of the iron age and you have to become pure during that time. 143Deities, not human beings, are said to be pure.

144Sannyāsī bhī manuṣhya haĩ , unhō̃ kā hai nivr̥itti mārg kā dharm .

144Sannyasis are also human beings but their religion is the path of isolation.

145Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum pavitra ban jāyēṅgē .

145The Father says: Remember Me and you will become pure.

146Bhārat mē̃ pravr̥itti mārg kā hī rājya chalā hai .

146There has always been the kingdom of the family path in Bharat.

147Nivr̥itti mārg vālō̃ sē tumhārā kōī connection nahī̃ hai .

147You have no connection with those on the path of isolation.

148Yahā̃ tō strī-purūṣh dōnō̃ kō pavitra bannā hai .

148Here, both husband and wife have to become pure.

149Dōnō̃ pahiyē chaltē haĩ tō ṭhīk hai , nahī̃ tō jhagaṛā hō paṛtā hai .

149When both wheels move together that is fine; otherwise, there is quarrelling.

150Pavitratā par hī jhagaṛā|jhagṛā chaltā hai .

150There is quarrelling because of purity.

151Aur kōī satsaṅg mē̃ pavitratā par jhagaṛā hō , aisā kabhī sunā nahī̃ hōgā .

151You would never have heard of any quarrelling because of purity in any other spiritual gathering.

152Yah ēk hī bār jab bāp ātē haĩ tab jhagaṛā|jhagṛā hōtā hai .

152This quarrelling only takes place once, when the Father comes.

153Sādhū sant ādi kabhī kahtē haĩ kyā ki ablāō̃ par atyāchār hōṅgē  !

153Do sages or holy men ever say that innocent ones will be assaulted?

154Yahā̃ bachchiyā̃ pukārtī haĩ bābā hamkō bachāō .

154Here, daughters cry out: Baba, save us!

155Bāp bhī pūchhtē haĩ naṅgan tō nahī̃ hōtē hō  ?

155The Father also asks: You don't become impure, do you?

156Kyōṅki kām mahāśhatru hai nā .

156Lust is the greatest enemy.

157Ēkdam gir paṛtē haĩ .

157You fall down completely.

158Is kām vikār nē sabkō worth not A penny banāyā hai .

158It is this vice of lust that has made everyone not worth a penny.

159Bāp kahtē haĩ 63 janm tum vēśhyālay mē̃ rahtē hō , abhī pāvan ban śhivālay mē̃ chalnā hai . 160Yah ēk janm pavitra banō .

159The Father says: You have been staying in the brothel for 63 births.

161Śhivbābā kō yād karō tō śhivālay svarg mē̃ chalē̃gē .

160Now become pure and go to the Temple of Shiva. 161Become pure in just this one birth. 162Remember Shiv Baba and you will go to the Temple of Shiva, heaven.

162Phir bhī kām vikār kitnā jabardast hai .

163Nevertheless, the vice of lust is very powerful; it troubles you so much.

163Kitnā hairān kartē haĩ , kaśhiśh hōtī hai . 164Kaśhiśh kō nikālnā chāhiē .

164There is so much attraction. 165That attraction has to be removed.

165Jabki vāpis jānā hai tō pavitra jarūr bannā hai .

166Since you have to return home, you definitely have to become pure.

166Teacher kōī baiṭhā thōṛēhī rahēgā .

167The Teacher will not just remain seated here all the time.

167Paṛhāī thōṛā samay chalēgī .

168The study will continue for a short time.

168Bābā batā dētē haĩ .

169Baba tells you that this is His chariot.

169Hamārā yah rath hai nā .

170He tells you the age of the chariot.

170Rath key|kī āyu kahē̃gē .

171The Father says: I am ever immortal.

171Bāp kahtē ham tō sadaiv amar haĩ , hamārā nām hī hai amarnāth .

172My name is the Lord of Immortality.

172Punarjanma nahī̃ lētē isliē amarnāth kahā jātā hai .

173It is because He doesn't take rebirth that He is called the Lord of Immortality.

173Tumkō ādhā kalp kē liē amar banātē haĩ .

174He makes you immortal for half of each cycle.

174Phir bhī tum punarjanma lētē hō .

175Even then, you still continue to take rebirth.

175Tō ab tum bachchō̃ kō jānā hai ūpar .

176So, you children now have to go back up above.

176Mũh us taraph , ṭāṅgē is taraph karnī haĩ .

177You have to face that direction and put your feet in the other direction.

177Phir is taraph mũh kyō̃ phirānā chāhiē .

178So, why should you then turn your faces in the other direction (towards the old world)?

178Kahtē haĩ bābā bhūl hō gaī , mũh is taraph hō gayā .

179Some say: Baba, I made a mistake and my face turned in the other direction.

179Tō gōyā ulṭē ban jātē haĩ .

180So, that means you became the wrong way round.

180Tum bāp kō bhūl dēh-abhimānī bantē hō tō ulṭā ban jātē hō .

181You forget the Father and become body conscious and so you become the wrong way round.

181Bāp sab kuchh batlātē haĩ .

182The Father explains everything to you.

182Bāp sē kuchh bhī māṅgnā nahī̃ hai ki tākat dō , śhakti dō .

183You must not ask the Father for anything: Give me strength, give me power!

183Bāp tō rāstā batlātē haĩ - yōg bal sē aisā bannā hai .

184The Father shows you the way: You have to become like that with the power of yoga.

184Tum yōgbal sē itnē sāhūkār bantē hō jō 21 janm kabhī kōī sē māṅgnē key|kī darkār nahī̃ . 185Itnā tum bāp sē lētē hō .

185You become so wealthy with the power of yoga that you don't need to ask anyone for anything for 21 births; you receive so much from the Father.

186Samajhtē hō bābā tō athāh kamāī karātē haĩ , kahtē haĩ jō chāhō sō lē lō|low .

186You understand that Baba inspires you to earn a lot of income. 187He says: Take whatever you want!

187Yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ highest .

188This Lakshmi and Narayan are the highest.

188Phir jō chāhē sō lō .

189Then, you can take whatever you want.

189Pūrā paṛhē̃gē nahī̃ tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .

190If you don't study fully, you will become part of the subjects.

190Prajā bhī jarūr banānī hai .

191Subjects definitely have to be created as well.

191Tumhārē museum āgē chalkar ḍhēr hō jāyēṅgē aur tumkō baṛēbaṛē hall|hāl milē̃gē , college milē̃gē , jismē̃ tum service karē̃gē .

192As you progress further, you will have lots of museums and you will receive big halls and colleges where you can serve.

192Yah jō śhādiyō̃ kē liē hall|hāl banātē haĩ , yah bhī tumkō jarūr milē̃gē .

193You will also definitely receive the halls that people build for carrying out wedding ceremonies.

193Tum samjhāyēṅgē - śhiv bhagvā-nuvāch , maĩ tumkō aisā pavitra banātā hū̃ , tō trustee hall|hāl dē dēgē .

194You should explain that God Shiva speaks: I make you very pure (the deities). 195The trustees will then give you their hall.

194Bōlō bhagvānuvāch - kām mahāśhatru hai , jissē duḥkh pāyā hai .

196Tell them: God speaks: Lust is the greatest enemy through which you have received sorrow.

195Ab pāvan ban pāvan duniyā mē̃ chalnā hai .

197Now become pure and go to the pure world.

196Tumkō hall|hāl miltē rahē̃gē .

198You will continue to receive halls.

197Phir kahē̃gē too late .

199It will then be said: Too late!

198Bāp kahtē haĩ maĩ aisē mupht mē̃ thōṛēhī lūṅgā jō phir bharkar dēnā paṛē .

200The Father says: I will not take anything from you for nothing for which I would then have to give a return.

199Bachchō̃ K|kē pāī-pāī sē talāv bantā hai . 200Bākī tō sabkā miṭṭī mē̃ mil jānā hai .

201The pennies of the children create the lake, and everything of everyone else will turn to dust.

201Bāp sabsē baṛā sarrāph bhī hai . 202Sōnār , dhōbī , kārīgar bhī hai .

202The Father is the greatest Pawnbroker, Goldsmith, Laundryman and Artisan.

203Achchhā  !

203Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

206Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2071 ) bāp jō sachchī-sachchī kahānī sunātē haĩ , vah attention sē sunnī aur dhāraṇ karnī hai , bāp sē kuchh bhī māṅgnā nahī̃ hai .

207 1. Listen with attention to the true story that the Father tells you and imbibe it. 208Never ask the Father for anything.

20821 janmō̃ kē liē apnī kamāī jamā karnī hai .

209Accumulate an income for yourself for 21 births.

2092 ) vāpas ghar chalnā hai , isliē yōgbal sē śharīr key|kī kaśhiśh samāpt karnī hai .

210 2. You have to return home. 211Therefore, finish the attraction of bodies with the power of yoga.

210Karmēndriyō̃ kō śhītal banānā hai .

212Make your physical organs cool.

211Is dēh kā bhān chhōṛnē kā purūṣhārth karnā hai .

213Make effort to renounce all consciousness of your body.

Blessing

212Vardān  : ēk sthān par rahtē anēk ātmāō̃ key|kī sēvā karnē vālē light-might sampann bhav

214Blessing: May you be full of light and might and serve many souls while you stay in one place.

213Jaisē light house ēk sthān par sthit hōtē dūr-dūr key|kī sēvā kartā hai . 214Aisē āp sabhī ēk sthān par hōtē anēkō̃ key|kī sēvā arth|earth nimitt ban saktē hō ismē̃ sirph light-might sē sampann bannē key|kī āvaśhyaktā hai .

215 Just as a lighthouse is in one place and serves far into the distance, in the same way, all of you can become instruments to serve many souls while you stay in one place. 216For this, you simply need to be full of light and might.

215Man-buddhi sadā vyarth sōchnē sē mukt hō , manmanābhav K|kē mantra kā sahaj svarūp hō - mansā śhubh bhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā , śhrēṣhṭh vr̥itti aur śhrēṣhṭh vibration sē sampann hō tō yah sēvā sahaj kar saktē hō .

217Let your mind and intellect be constantly free from having waste thoughts. 218Become an easy embodiment of the mantra of “Manmanabhav”. 219Let the state of your mind be full of good wishes, pure feelings, an elevated attitude and elevated vibrations and you will then easily be able to do this service.

216Yahī mansā sēvā hai .

220This is true service with your mind.

Slogan

217Slōgan  : ab āp brāhmaṇ ātmāyē̃ might banō aur dūsrī ātmāō̃ kō mike banāō .

221Slogan: You Brahmin souls now have to have might and make other souls into mics.

222*** Om Shanti ***