शुक्रवार 28 जून 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-06-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 28/06/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - antarmukhī banō arthāt chup rahō , mukh sē kuchh bhī bōlō nahī̃ , her|har kārya śhānti sē karō , kabhī bhī aśhānti nahī̃ phailāō ' '
1Essence: Sweet children, become introverted, that is, remain silent. 2Do not say anything with your mouths. 3Carry out every task peacefully. 4Never spread peacelessness.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ kō kaṅgāl banānē vālā sabsē baṛā duśhman kaun hai ?
5Question: What is a very great enemy of you children that has made you poverty-stricken?
Answer
3Uttar : krōdh .
6Answer: Anger.
4Kahā jātā hai jahā̃ krōdh hai vahā̃ pānī kē maṭkē bhī sūkh jātē haĩ .
7It is said that when there is anger, even urns of water dry up.
5Bhārat kā maṭkā jō hīrē-javāharō̃ sē bharā huā thā , vah is bhūt K|kē kāraṇ khālī hō gayā hai .
8The urn of Bharat that was once filled with diamonds and jewels has now become empty because of that evil spirit.
6In bhūtō̃ nē hī tumkō kaṅgāl banāyā hai .
9It is that evil spirit that has made you poverty-stricken.
7Krōdhī manuṣhya khud bhī taptā hai , dūsrō̃ kō bhī tapātā hai isliē ab is bhūt kō antarmukhī ban nikālō .
10An angry person becomes heated and he also makes others heated. 11Therefore, now become introverted and remove that evil spirit.
Murli
8Ōm śhānti .
12Om shanti.
9Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - mīṭhē bachchē , antarmukhī banō .
13The Father says to you children: Sweet children, become introverted.
10Antarmukhtā arthāt kuchh bhī bōlō nahī̃ .
14To become introverted means not to say anything.
11Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
15Consider yourselves to be souls and remember the Father.
12Yah bāp baiṭh śhikṣhā dētē haĩ bachchō̃ kō .
16The Father sits here and gives these teachings to you children.
13Aur kuchh bhī bōlnē kā ismē̃ hai nahī̃ .
17There is no need to say anything more about this.
14Sirph samjhānī dī jātī hai . 15Gr̥ihastha vyavahār mē̃ aisē rahnā hai .
18You are simply given an explanation of how to live at home with your families.
16Yah hai manmanābhav .
19This is “Manmanabhav”.
17Mujhē yād karō , yah hai pahlī mukhya point .
20Remember Me! 21This is the first and the main point.
18Tum bachchō̃ kō ghar mē̃ krōdh bhī nahī̃ karnā chāhiē .
22You children should not get angry at home.
19Krōdh aisā hai jō pānī kā maṭkā bhī sukhā dē .
23Anger is such that it even dries up an urn of water.
20Krōdhī manuṣhya aśhānti phailātā hai isliē gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē śhānti mē̃ rahnā hai .
24An angry person spreads peacelessness. 25Therefore, while living at home with your families you must remain peaceful.
21Bhōjan khākar apnē dhandhē athavā office ādi mē̃ chalē jānā , vahā̃ bhī silence mē̃ rahnā achchhā hai .
26Eat your meal and go to your office or your business etc. 27There, too, it is good to remain in silence.
22Sab kahtē haĩ hamkō śhānti chāhiē .
28Everyone says that they want peace.
23Yah tō bachchō̃ kō batāyā hai śhānti kā sāgar ēk bāp hī hai .
29It has been explained to you children that only the one Father is the Ocean of Peace.
24Bāp hī direction dētē haĩ mujhē yād karō .
30The Father gives you the direction: Remember Me.
25Ismē̃ bōlnā kuchh bhī nahī̃ hai . 26Antarmukh rahnā hai .
31There is no need to say anything; just remain introverted.
27Office ādi mē̃ apnā kām bhī karnā hai tō ismē̃ jāstī bōlnā nahī̃ hōtā , bilkul mīṭhā bannā hai .
32You also have to do your work at the office, but you do not have to talk a lot. 33You have to become totally sweet.
28Kōī kō duḥkh nahī̃ dēnā chāhiē .
34Do not cause sorrow for anyone.
29Laṛāī ādi karnā yah sab krōdh hai , sabsē baṛā duśhman hai kām . 30Phir dūsrā number hai krōdh .
35To fight etc. is to become angry. 36Your greatest enemy is lust and the second number is anger.
31Ēk-dūsrē kō duḥkh pahuñchātē haĩ .
37It makes you cause sorrow for one another.
32Krōdh sē kitnī laṛāī hō jātī hai .
38So many fights take place through anger.
33Bachchē jāntē haĩ satyug mē̃ laṛāī hōtī nahī̃ .
39You children understand that there is no fighting in the golden age.
34Yah hai rāvaṇpanē key|kī niśhānī .
40Anger is a sign of someone being like Ravan.
35Krōdh vālē kō bhī āsurī sampradāy kahā jātā hai .
41Those with anger are called ones who belong to the devilish community.
36Bhūt key|kī pravēśhtā hai nā .
42An evil spirit enters them.
37Ismē̃ bōlnā kuchh bhī nahī̃ hai kyōṅki un manuṣhyō̃ kō tō gyān hai nahī̃ . 38Vah tō krōdh karē̃gē , krōdh vālē kē sāth krōdh karnē sē laṛāī lag jātī hai .
43There is no need to say anything to them because those human beings don’t have this knowledge; they will continue to be angry. 44If you become angry with an angry person, a fight would take place.
39Bāp samjhātē haĩ - yah baṛā kaṛā bhūt hai , inkō yukti sē bhagānā chāhiē .
45The Father explains: That is a very forceful evil spirit; you have to chase it away tactfully.
40Mukh sē kōī kaḍuvē śhabda nahī̃ nikālnā chāhiē .
46Do not allow bitter words to emerge from your lips.
41Yah bahut nuksānkār hai .
47They cause a great deal of harm.
42Vināśh bhī krōdh sē hī hōtā hai nā .
48Destruction too takes place due to anger.
43Ghar-ghar mē̃ jahā̃ krōdh hōtā hai , vahā̃ aśhānti bahut rahtī hai .
49When there is anger in a home, there is a great deal of peacelessness.
44Krōdh kiyā tō tum bāp kā nām badnām karē̃gē .
50If you get angry, you defame the Father’s name.
45In bhūtō̃ kō bhagānā hai .
51You have to chase away those evil spirits.
46Ēk bār bhagāyā tō phir ādhākalp kē liē yah bhūt hōṅgē hī nahī̃ .
52Once you chase them away, they will not exist for half a cycle.
47Yah 5 vikār abhī fullforce mē̃ haĩ .
53Those five vices are now in full force.
48Aisē samay hī bāp ātē haĩ , jabki vikār full force mē̃ haĩ .
54It is at this time, when the vices are in full force, that the Father comes.
49Yah ôkhē̃ baṛī criminal haĩ .
55These eyes are very criminal.
50Mukh bhī criminal hai .
56The mouth is also criminal.
51Jōr sē bōlnē sē manuṣhya tap jātā hai aur ghar kō bhī tapā dētē haĩ .
57People speak loudly and get heated and they also heat their home.
52Kām aur krōdh yah dōnō̃ baṛē duśhman haĩ .
58Lust and anger are your two greatest enemies.
53Krōdh vālē yād kar na sakē̃ .
59Those with anger cannot stay in remembrance.
54Yād karnē vālē sadaiv śhānti mē̃ rahē̃gē .
60Those who stay in remembrance would always stay peaceful.
55Apnē dil sē pūchhnā hai - hamārē mē̃ bhūt tō nahī̃ haĩ ?
61Ask your own heart: Do I have an evil spirit in me?
56Mōh kā bhī , lōbh kā bhī bhūt hōtā hai .
62There is also the evil spirit of attachment and there is the evil spirit of greed too.
57Lōbh kā bhūt bhī cum|kam nahī̃ .
63The evil spirit of greed is no less.
58Yah sab bhūt haĩ kyōṅki rāvaṇ sēnā hai .
64All of them are evil spirits because they belong to Ravan’s army.
59Bāp bachchō̃ kō yād kī yātrā sikhlātē haĩ .
65The Father teaches you children the pilgrimage of remembrance.
60Parantu bachchē ismē̃ mūñjhtē bahut haĩ .
66However, many become very confused about this.
61Samajhtē nahī̃ haĩ kyōṅki bhakti bahut kī hai nā .
67They do not understand because they have done a great deal of devotion.
62Bhakti hai dēh-abhimān .
68The path of devotion is body consciousness.
63Ādhākalp dēh-abhimān rahā hai .
69For half a cycle there has been body consciousness.
64Bāharmukhtā hōnē K|kē kāraṇ apnē kō ātmā samajh nahī̃ saktē .
70Because of being extroverted, you were not able to consider yourselves to be souls.
65Bāp jōr bahut lagātē haĩ - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
71The Father emphasises this a great deal: Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father.
66Parantu ātā hī nahī̃ .
72However, they don’t know how to do this.
67Aur sab bātē̃ māntē bhī haĩ . 68Phir kah dētē yād kaisē karē̃ , kōī chīz tō dikhāī nahī̃ paṛtī .
73They accept all the other things and yet they still ask: How can we have remembrance?
69Unkō samjhāyā jātā hai - tum apnē kō ātmā samajhtē hō .
74We cannot see anything. 75It is explained to them: Do you consider yourselves to be souls?
70Yah bhī jāntē hō vah bēhad kā bāp hai .
76You also know that that One is your unlimited Father.
71Mukh sē śhiv-śhiv bōlnā nahī̃ hai .
77You do not have to say, “Shiva, Shiva” with your lips.
72Andar mē̃ jāntē hō nā maĩ ātmā hū̃ .
78You know internally that you are a soul.
73Manuṣhya śhānti māṅgtē haĩ , śhānti kā sāgar vah paramātmā hī hai .
79Human beings ask for peace. 80Only the Supreme Soul is the Ocean of Peace.
74Jarūr varsā bhī vahī dēgē .
81He would surely be the One who gives the inheritance.
75Ab bāp samjhātē haĩ , mērē kō yād karō tō śhānti hō jāyēgī . 76Aur janma-janmāntar K|kē vikarma bhī vināśh hōṅgē .
82The Father now explains: Remember Me and you will become peaceful and your sins of innumerable births will be absolved.
77Bākī kōī chīz hai nahī̃ .
83There is nothing else.
78Kōī itnā baṛā liṅg nahī̃ .
84There isn’t a huge oval image.
79Ātmā chhōṭī hai , bāp bhī chhōṭā hai .
85Souls are tiny and the Father is also tiny.
80Yād tō sabhī kartē haĩ - hē bhagvān , hē god .
86Everyone remembers Him and says: O Bhagwan! 87O God!
81Kaun kahtā hai ?
88Who says this?
82Ātmā kahtī hai - apnē bāp kō yād kartē haĩ .
89Souls say this. 90Souls remember their Father.
83Tō bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ manmanābhav .
91Therefore, the Father says to the children: Manmanabhav!
84Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , antarmukh hōkar rahō .
92Sweetest children, remain introverted.
85Yah jō kuchh dēkhtē hō vah khatm hō jānā hai . 86Bākī ātmā śhānti mē̃ rahtī hai .
93Everything you see is going to be destroyed and souls will reside in peace.
87Ātmā kō śhāntidhām hī jānā hai .
94Souls have to return to the land of peace.
88Jab tak ātmā pavitra nahī̃ banī hai tab tak śhāntidhām jā nahī̃ saktī .
95Souls cannot return to the land of peace until they become pure.
89R̥iṣhi muni ādi sab kahtē haĩ śhānti kaisē milē .
96Even sages and holy men ask how they can attain peace.
90Bāp tō sahaj yukti batātē haĩ . 91Parantu bachchō̃ mē̃ bahut haĩ jō śhānti mē̃ nahī̃ rahtē haĩ .
97The Father shows you an easy way, but there are many of you children who are not able to remain peaceful.
92Bābā jāntē haĩ gharō̃ mē̃ rahtē haĩ , bilkul śhānt nahī̃ rahtē .
98Baba knows that some of you who live at home do not remain peaceful at all.
93Centres par thōṛā time jātē haĩ , andar mē̃ śhānt hō bāp kō yād karē̃ , vah nahī̃ hai .
99They go to a centre for a short while. 100Nevertheless, they do not remain peaceful internally and they do not remember the Father.
94Sārā din ghar mē̃ haṅgāmā kartē rahtē haĩ , tō centre par ānē sē bhī śhānti mē̃ nahī̃ rah saktē haĩ .
101Throughout the day, they continue to create chaos at home. 102Therefore, they are not able to be peaceful even when they go to a centre.
95Kōī key|kī dēh sē pyār hō gayā tō unkē man kō kabhī śhānti hō na sakē .
103When someone has love for someone's body, his mind can never experience peace.
96Bas , uskī hī yād ātī rahēgī .
104You just keep remembering that one, that’s all!
97Bāp samjhātē haĩ - manuṣhyō̃ mē̃ haĩ 5 bhūt .
105The Father explains: Human beings have five evil spirits in them.
98Kahtē haĩ nā inmē̃ bhūt key|kī pravēśhtā hai .
106It is said, “An evil spirit has entered this one.”
99In bhūtō̃ nē hī tumkō kaṅgāl banāyā hai .
107It is those evil spirits that have made you poverty-stricken.
100Vah tō karkē ēk bhūt hōtā , vah bhī kabhī pravēśh kar lētā hai .
108At the most, there would only be one evil spirit (ghost) that could enter someone at any time.
101Bāp kahtē haĩ yah 5 bhūtō̃ key|kī har ēk mē̃ pravēśhtā hai .
109The Father says: Those five evil spirits are inside everyone.
102In bhūtō̃ kō bhagānē kē liē hī pukārtē haĩ .
110People call out to God in order to have those evil spirits removed.
103Bābā , ākar hamkō śhānti dō , in bhūtō̃ kō bhagānē key|kī yukti batāō .
111They say: Baba, come and give us peace. 112Show us the way to chase away those evil spirits.
104Yah bhūt tō sabhī mē̃ haĩ .
113Those evil spirits are present in everyone.
105Yah rāvaṇ rājya hai nā .
114This is the kingdom of Ravan.
106Sabsē kaṛā bhūt hai kām-krōdh .
115The biggest evil spirits are lust and anger.
107Bāp ākar bhūtō̃ kō bhagātē haĩ tō unkī ēvaz mē̃ kuchh milnā tō chāhiē nā .
116The Father comes and chases away those evil spirits. 117Therefore, He should be given a return for that.
108Vah bhūt-prēt bhagātē haĩ , miltā kuchh bhī nahī̃ .
118Those people chase away evil spirits and ghosts but they do not receive anything.
109Yah tō bachchē jāntē haĩ bāp ātē haĩ sārē viśhva sē bhūtō̃ kō bhagānē .
119You children know that the Father comes in order to chase away the evil spirits from the whole world.
110Abhī sārē viśhva mē̃ sabmē̃ bhūtō̃ key|kī pravēśhtā hai .
120Those evil spirits are now present in everyone in the world.
111Dēvtāō̃ mē̃ kōī bhūt nahī̃ hōtā , na dēh-abhimān kā , na kām , krōdh , lōbh , mōh … kuchh nahī̃ hōtā .
121There are no evil spirits in the deities. 122They do not have evil spirits of body consciousness – no lust, anger, greed or attachment; none at all.
112Lōbh kā bhūt bhī cum|kam nahī̃ . 113Yah aṇḍā khāū̃ , vah khāū̃ . . . . . . . . bahutō̃ mē̃ bhūt rahtē haĩ .
123The evil spirit of greed too is no less: "I want to eat eggs! 124I want to eat this or that!" 125Many have this evil spirit.
114Apnē dil sē samajhtē haĩ - barōbar hamārē mē̃ kām kā bhūt hai , krōdh kā bhūt hai .
126You understand in your heart whether you have an evil spirit of lust or an evil spirit of anger within you.
115Tō in bhūtō̃ kō nikālnē kē liē bāp kitnā māthā mārtē haĩ .
127Therefore, the Father has to beat his head so much to remove those evil spirits.
116Dēh-abhimān mē̃ ānē sē dil hōtī hai bhākī pahanū̃ , yah karū̃ .
128By coming into body consciousness you have a desire to embrace someone.
117Phir kamāī sārī chaṭ hō jātī hai .
129Then the whole of your income is destroyed.
118Krōdh vālē kā bhī yah hall|hāl hai .
130The same thing happens to those who have anger.
119Krōdh mē̃ ākar bāp bachchō̃ kō mār dētē haĩ , bachchē bāp kō mār dētē haĩ , strī pati kō mār ḍāltī hai .
131A father becomes angry and hits his son or the son hits his father or the wife kills her husband.
120Jēl mē̃ jākar tum dēkhō kaisē-kaisē case hōtē haĩ .
132Just go and see what kinds of cases they have in prisons.
121In bhūtō̃ key|kī pravēśhtā K|kē kāraṇ kyā hall|hāl bhārat kā hō gayā hai !
133Just see what the condition of Bharat has become since those evil spirits entered.
122Bhārat kā jō baṛā maṭkā thā jō sōnē-hīrō̃ ādi sē bharā huā thā , vah ab khālī hō gayā hai .
134The huge urn of Bharat that was completely full of gold and diamonds has now become empty.
123Krōdh K|kē kāraṇ kahtē haĩ nā - pānī kā maṭkā bhī sūkh jātā hai .
135Because of someone’s anger, it is said that even an urn of water dries up.
124Tō yah bhārat kā bhī aisā hall|hāl hō gayā hai .
136Bharat has also reached the same condition.
125Yah bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ .
137No one knows this either.
126Bāp hī ātē haĩ bhūtō̃ kō nikālnē kē liē . 127Jō aur kōī bhī manuṣhya mātra nahī̃ nikāl saktē .
138Only the Father comes and removes the evil spirits; no human being can remove them.
128Yah 5 bhūt baṛē jabardast haĩ . 129Ādhākalp tō inkī pravēśhtā rahī hai . 130Is samay tō bāt mat pūchhō .
139Those five evil spirits are very powerful; they have existed for half a cycle; don’t even ask!
131Bhal kōī pavitra rahtē haĩ parantu janm tō vikār sē hī miltā hai . 132Bhūt tō haĩ nā .
140Although some remain pure, their births are still through vice; it is still a vice.
1335 bhūtō̃ nē bhārat kō bilkul kaṅgāl banā diyā hai .
141The five evil spirits have made Bharat completely poverty-stricken.
134Drama kaisē banā huā hai , jō bāp baiṭh samjhātē haĩ .
142Just look how the drama is made! 143The Father sits and explains this.
135Bhārat kaṅgāl banā hai , jō bāhar sē karjā lētē rahtē haĩ .
144Bharat has become so poverty-stricken that it has to take loans from abroad.
136Bhārat kē liē hī bāp samjhātē haĩ , abhī tum bachchō̃ kō is paṛhāī sē kitnā dhan miltā hai .
145The Father explains the things of Bharat. 146You children receive so much wealth through this study.
137Yah avināśhī paṛhāī hai jō avināśhī bāp paṛhātē haĩ .
147This is an imperishable education that the imperishable Father teaches.
138Bhakti mārg mē̃ kitnī sāmagrī hai .
148The path of devotion has so much paraphernalia.
139Bābā chhōṭēpan sē gītā paṛhtē thē aur nārāyaṇ key|kī pūjā kartē thē . 140Samajh kuchh bhī nahī̃ thī .
149Baba used to study the Gita from a very young age and he also used to worship Narayan, but he did not understand anything at all.
141Maĩ ātmā hū̃ , vah hamārā bāp hai , yah bhī samajh nahī̃ thī isliē pūchhtē haĩ kaisē yād karũ ?
150He did not even understand that he is a soul and that that One is our Father. 151This is why you ask how you can have remembrance.
142Arē , tum tō bhakti mārg mē̃ yād kartē āyē hō - hē bhagvān āō , liberate karō , hamārā guide banō .
152Oh! but you have been remembering Him on the path of devotion and saying: O God, come and liberate us! 153Become our Guide!
143Guide miltā hai mukti-jīvanmukti kē liē .
154The Guide is needed for you to attain liberation and liberation-in-life.
144Bāp is purānī duniyā sē naphrat dilātē haĩ .
155The Father inspires you to have distaste for this old world.
145Is samay sabkī ātmāyē̃ kālī haĩ , tō unkō gōrā śharīr kaisē milēgā .
156At this time, every soul has become ugly, and so how can anyone receive a beautiful body?
146Bhal karkē chamṛī kitnī bhī saphēd hai , parantu ātmā tō kālī hai nā .
157No matter how fair the skin may be, the soul is still ugly.
147Jō saphēd ḵẖūbṣhūrat śharīr vālē haĩ , unkō apnā naśhā kitnā rahtā hai .
158Those who have fair skin and beautiful bodies have so much intoxication about themselves.
148Manuṣhyō̃ kō yah patā hī nahī̃ paṛtā hai ki ātmā gōrī kaisē bantī hai ?
159Human beings don’t even know how souls become beautiful.
149Isliē unkō kahā jātā hai nāstik .
160This is why they are called atheists.
150Jō apnē bāp rachayitā aur rachnā kō nahī̃ jāntē haĩ vah haĩ nāstik , jō jāntē haĩ vah huē āstik .
161Those who don’t know their Father, the Creator, or His creation are called atheists. 162Those who know Him are called theists.
151Bāp kitnā achchhī rīti baiṭh tum bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
163The Father sits here and explains everything to you children very clearly.
152Har ēk apnē dil sē pūchhē - kahā̃ tak hamārē mē̃ saphāī hai ?
164Each one of you should ask your heart: To what extent is there cleanliness within me?
153Kahā̃ tak ham apnē kō ātmā samajh bāp kō yād kartā hū̃ ?
165To what extent do I consider myself to be a soul and how much do I remember the Father?
154Yād K|kē bal sē hī rāvaṇ par vijay pānī hai .
166It is with the power of remembrance that you have to gain victory over Ravan.
155Ismē̃ śharīr K|kē balvān hōnē key|kī bāt hī nahī̃ hai .
167There is no question in this of being physically powerful.
156Is samay sabsē balvān America hai kyōṅki unkē pās|pass dhan-daulat , bārūd ādi bahut hai tō bal hō gayā jismānī , mārnē liē .
168At this time, it is America that is the most powerful, because it has lot of wealth, property and armaments etc. 169That is physical power for killing everyone.
157Buddhi mē̃ hai ham vijay pāyē̃ .
170It is in their intellects that they want to have victory.
158Tumhārā tō hai rūhānī bal , tum vijay pātē hō rāvaṇ par . 159Jissē tum viśhva K|kē mālik ban jātē hō .
171Yours is spiritual power, through which you gain victory over Ravan and through which you become the masters of the world.
160Tumhārē ūpar kōī jīt pā nahī̃ saktā . 161Ādhākalp kē liē kōī chhīn nahī̃ saktā aur kōī kō bāp sē varsā miltā nahī̃ .
172No one can conquer you or snatch your kingdom away for half a cycle. 173No one else receives this inheritance from the Father.
162Tum kyā bantē hō , thōṛā vichār karō .
174Just think for a moment what you are becoming!
163Bāp kō tō bahut pyār sē yād karnā hai aur svadarśhan chakradhārī bannā hai .
175You have to remember the Father with a great deal of love and also spin the discus of self-realisation.
164Vah samajhtē haĩ svadarśhan chakra sē viṣhṇu nē sabkā sir kāṭā hai .
176People think that Vishnu used the discus of self-realisation to cut off the heads of others.
165Lēkin ismē̃ hiṅsā key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
177However, there is no question of violence in this.
166Tō mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō bāp kahtē haĩ - mīṭhē bachchē , tum kyā thē , ab apnī hālat tō dēkhō !
178Therefore, the Father tells you sweetest children: Sweet children, look what you were before and look at your condition now.
167Bhal tum kitnī bhī bhakti ādi kartē thē parantu bhūt nikāl nahī̃ sakē .
179No matter how much devotion you did, you were not able to remove the evil spirits.
168Abhī antarmukh hōkar dēkhō hamārē mē̃ kōī bhūt tō nahī̃ hai ?
180Now become introverted and see whether there are any evil spirits within you.
169Kōī sē dil lagāī , bhākī pahanī tō samjhō chaṭ khātē mē̃ gayā .
181If you attach your heart to anyone or embrace someone, you should then understand that everything you had earned is lost.
170Unkā tō mũh dēkhnā bhī achchhā nahī̃ lagtā .
182Baba does not even like to look at such people’s faces.
171Vah tō jaisē achhūt hai , svachchha nahī̃ hai .
183It is as though they become untouchables; they are not clean.
172Andar mē̃ dil khātī hai barōbar maĩ achhūt hū̃ .
184Their consciences bite them and they feel that they have definitely become untouchable.
173Bāp kahtē haĩ dēh sahit sab kuchh bhūlō , apnē kō ātmā samjhō , yah avasthā rakhnē sē hī tum dēvtā banē̃gē .
185The Father says: Forget everything, including your bodies, and consider yourselves to be souls. 186It is only by maintaining this stage that you will become a deity.
174Tō kōī bhī bhūt nahī̃ ānā chāhiē .
187Therefore, there should be no evil spirit in you.
175Samjhātē rahtē haĩ apnī jāñch karō .
188Baba continues to tell you to check yourselves.
176Bahutō̃ mē̃ krōdh hai , gālī dēnē bigar rahtē nahī̃ haĩ , phir laṛāī chal paṛtī hai .
189Many have anger in them; they can’t stay without insulting someone. 190Then a fight takes place.
177Krōdh tō bahut kharāb hai .
191Anger is very bad.
178Bhūtō̃ kō bhagākar ēkdam clear hōnā hai .
192Chase away those evil spirits and become absolutely clear.
179Śharīr yād bhī na āyē tab ūñch pad pā saktē haĩ isliē 8 ratna gāyē jātē haĩ .
193You should not even remember your own bodies. 194Only then will you claim a high status. 195This is why only eight jewels have been remembered.
180Tumkō gyān ratna miltē haĩ ratna bannē kē liē .
196You receive the jewels of knowledge in order to become a jewel.
181Kahtē haĩ bhārat mē̃ 33 krōṛ dēvtāyē̃ thē , parantu unmē̃ bhī 8 ratna pass with honour hōṅgē .
197People say that there were 330 million deities. 198However, only eight jewels pass with honours.
182Unkō hī prize milēgī .
199They are the ones who receive a prize.
183Jaisē scholarship miltī hai nā .
200It is like receiving a scholarship.
184Tum jāntē hō mañzil bahut bhārī hai .
201You understand that the destination is very high.
185Chaltē-chaltē gir paṛtē haĩ , bhūt key|kī pravēśhtā hō jātī hai .
202Some fall while moving along when an evil spirit enters them.
186Vahā̃ vikār hōtā hī nahī̃ .
203There is no vice there.
187Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārē drama kā chakra phirnā chāhiē .
204The drama of the whole cycle should spin in the intellects of you children.
188Tum jāntē hō 5 hajār varṣh mē̃ kitnē mās , kitnē ghaṇṭē , kitnē second hōtē haĩ .
205You know how many years, how many months, hours and minutes and seconds there are in 5000 years.
189Kōī hisāb nikālē tō nikal saktā hai .
206If any of you want to, you can calculate that.
190Phir yah jō jhāṛ hai , usmē̃ bhī yah likh dēgē ki kalp mē̃ itnē varṣh itnē mās , itnē din , itnē ghaṇṭē , itnē second hōtē haĩ .
207You can then write on the picture of the tree that there are so many years, months, days, hours and seconds in each cycle.
191Manuṣhya kahē̃gē yah tō bilkul accurate batātē haĩ .
208People will say that what you tell them is absolutely accurate.
19284 janmō̃ kā hisāb batātē haĩ . 193Tō kalp key|kī āyu kyō̃ nahī̃ batāyēṅgē .
209If Baba tells you about the account of 84 births, why would He not tell you about the duration of the cycle?
194Bachchō̃ kō mukhya bāt tō batāī hai ki kaisē bhī karkē bhūtō̃ kō tō bhagānā hai .
210The main aspect that you children have been told is: No matter what, you have to chase away those evil spirits.
195In bhūtō̃ nē tumhārī pūrī satyānāśh kar dī hai .
211Those evil spirits have destroyed all truth.
196Sab manuṣhya mātra mē̃ bhūt jarūr haĩ .
212Those evil spirits are definitely present in every human being.
197Hai hī bhraṣhṭāchār key|kī paidāis .
213They are born through impurity.
198Vahā̃ bhraṣhṭāchār hōtā nahī̃ . 199Rāvaṇ hī nahī̃ hai .
214There, there is no impurity; there is no Ravan.
200Rāvaṇ kō bhī kōī samajhtē nahī̃ haĩ .
215No one understands what Ravan is either.
201Tum rāvaṇ par jīt pātē hō phir rāvaṇ hōgā hī nahī̃ .
216You gain victory over Ravan so that Ravan will no longer exist.
202Abhī purūṣhārth karō .
217Now, make effort!
203Bāp āyē haĩ tō bāp kā varsā jarūr milnā chāhiē .
218The Father has come, and so you surely have to receive the inheritance from Him.
204Tum kitnā bārī dēvtā bantē hō . 205Kitnā bārī asur bantē hō , unkā hisāb nahī̃ nikāl saktē .
219You cannot calculate how many times you have become deities or how many times you have become devils.
206Anginat bār banē hōṅgē .
220You have become those countless times.
207Achchhā bachchē , śhānti mē̃ rahō tō kabhī krōdh nahī̃ āyēgā .
221Achcha, children, remain in silence and you will never become angry.
208Bāp jō śhikṣhā dētē haĩ , us par amal karnā chāhiē .
222You should put into practice the teachings that the Father gives you.
209Achchhā !
223Achcha.
210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
224To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
211Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
225The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
212Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2131 ) apnē āp sē pūchhnā hai - hamārē mē̃ kōī bhī bhūt tō nahī̃ hai ?
227 1. Ask yourself: Is there any evil spirit in me?
214, āṅkhē criminal tō nahī̃ hōtī haĩ ?
228Do my eyes become criminal?
215, zōr sē bōlnē vā aśhānti phailānē kā saṅskār tō nahī̃ hai ?
229Do I have the sanskars of speaking too loudly and spreading peacelessness?
216, lōbh-mōh kā vikār satātā tō nahī̃ hai ?
230Does the vice of attachment or greed harass me?
2172 ) kisī bhī dēhdhārī sē dil nahī̃ lagānā hai .
231 2. Don't attach your heart to any bodily being.
218Dēh sahit sab kuchh bhūl yād kī yātrā sē svayã mē̃ rūhānī bal bharnā hai .
232Forget everything, including your own body, and fill yourself with spiritual power by remaining on the pilgrimage of remembrance.
219Ēk bār bhūtō̃ kō bhagākar ādhākalp kē liē chhuṭkārā pānā hai
233Once you chase away those evil spirits, you become free from them for half a cycle.
Blessing
220Vardān : īśhvarīy vidhān kō samajh vidhi sē siddhi prāpt karnē vālē first division K|kē adhikārī bhav
234Blessing: May you have a right to the first division and achieve success by using the right method and understanding the Godly laws.
221Ēk kadam key|kī himmat tō padam kadamō̃ key|kī madad , drama mē̃ is vidhān key|kī vidhi nūndhī huī hai .
235 Take one step of courage and you will receive multimillion steps of help. 236This method is fixed in the drama as a law.
222Agar yah vidhi , vidhān mē̃ nahī̃ hōtī tō sabhī viśhva K|kē pahlē rājā ban jātē .
237If this method were not fixed as a law, everyone would become the first king of the world.
223Number-vār bannē kā vidhān is vidhi K|kē kāraṇ hī bantā hai .
238The law of being numberwise is because of this method.
224Tō jitnā chāhē himmat rakhō aur madad lō|low .
239Each one of you can receive help according to how much courage you have.
225Chāhē surrender hō , chāhē pravr̥itti vālē hō - adhikār samān hai lēkin vidhi sē siddhi hai .
240Whether you are surrendered or part of a family, you have equal rights and you achieve success by using the right method.
226Is īśhvarīy vidhān kō samajh albēlēpan key|kī līlā kō samāpt karō tō first division kā adhikār mil jāyēgā .
241Understand this Godly law and finish any games of carelessness. 242You will then receive a right to the first division.
Slogan
227Slōgan : saṅkalp K|kē khajānē kē prati economy K|kē avatār banō .
243Slogan: Become an incarnation of economy in regard to your treasure of thoughts.
244*** Om Shanti ***