सोमवार 1 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
001-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 01/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - śhāntidhām pāvan ātmāō̃ kā ghar hai , us ghar mē̃ chalnā hai tō sampūrṇ pāvan banō ' '
1Essence: Sweet children, the land of peace is the home of pure souls. 2If you want to go to that home, become completely pure.
Question
2Praśhna : bāp sabhī bachchō̃ sē kaun-sī guarantee kartē haĩ ?
3Question: What guarantee does the Father give all of you children?
Answer
3Uttar : mīṭhē bachchē , tum mujhē yād karō tō maĩ guarantee kartā hū̃ ki bigar sazā khāyē tum mērē ghar mē̃ chalē̃gē .
4Answer: Sweet children, remember Me and I guarantee that you will go to My home without experiencing punishment.
4Tum ēk bāp sē dil lagāō , is purānī duniyā kō dēkhtē bhī nahī̃ dēkhō , is duniyā mē̃ rahtē pavitra bankar dikhāō , tō bābā tumhē̃ viśhva kī bādśhāhī avaśhya dēgē .
5Just attach your hearts to the one Father. 6While looking at this old world, do not see it. 7While living in this world, demonstrate how to remain pure and Baba will definitely give you the sovereignty of the world.
Murli
5Ōm śhānti .
8Om shanti.
6Rūhānī bachchō̃ sē rūhānī bāp pūchh rahē haĩ , yah tō bachchē jāntē haĩ bāp āyā hai ham bachchō̃ kō apnē ghar lē jānē liē , ab ghar jānē key|kī dil hōtī hai ?
9The spiritual Father asks you spiritual children: You children know that the Father has come to take you back to His home; so do you desire to go home?
7Vah hai sab ātmāō̃ kā ghar .
10That is the home of all souls.
8Yahā̃ sab jīv ātmāō̃ kā ghar ēk nahī̃ hai .
11Here, the homes of all embodied souls are not just one home.
9Yah tō samajhtē hō bāp āyā huā hai .
12You understand that the Father has come.
10Nimantraṇ par bulāyā hai bāp kō . 11Hamkō ghar arthāt śhāntidhām lē chalō .
13You invited the Father to come here: Take us home! 14That means: to the land of peace.
12Ab bāp kahtē haĩ apnē dil sē pūchhō - hē ātmāyē̃ , tum patit kaisē chal sakē̃gī ?
15The Father now says: Ask your hearts, O souls, how you would be able to go back home impure.
13Pāvan tō jarūr bannā hai .
16You surely have to become pure.
14Ab ghar chalnā hai aur tō kōī bāt nahī̃ kahtē .
17You now have to return home. 18He doesn't tell you anything else.
15Bhakti mārg mē̃ tumnē itnā samay purūṣhārth kiyā hai , kiskē liē ?
19You have been making effort for so long on the path of devotion. 20What was that for?
16Mukti kē liē .
21For liberation.
17Tō ab bāp pūchhtē haĩ ghar chalnē kā vichār hai ?
22So, the Father now asks you: Do you feel like going home?
18Bachchē kahtē - bābā iskē liē hī tō itnī bhakti kī hai .
23Children reply: Baba, it is for this that we have performed devotion for so long.
19Yah bhī jāntē hō jō bhī jīv ātmāyē̃ haĩ , sabkō lē jānā hai .
24You also know that all human souls have to be taken back.
20Parantu pavitra bankar ghar jānā hai phir pavitra ātmāyē̃ hī pahlē-pahlē ātī haĩ .
25However, you have to return home after becoming pure, and it is the pure souls that come here first.
21Apavitr ātmāyē̃ tō ghar mē̃ rah nahī̃ saktī .
26Impure souls cannot live in the home.
22Abhī jō bhī karōṛō̃ ātmāyē̃ haĩ , sabkō ghar jarūr jānā hai .
27The billions of souls now definitely have to return home.
23Us ghar kō śhāntidhām vā vānaprasth kahā jātā hai .
28That home is called the land of peace and the stage of retirement.
24Ham ātmāō̃ kō pāvan bankar pāvan śhāntidhām jānā hai . 25Bas .
29We souls have to become pure and go to the pure land of peace; that’s all!
26Kitnī sahaj bāt hai .
30This is such an easy thing.
27Vah hai pāvan śhāntidhām ātmāō̃ kā . 28Vah hai pāvan sukhdhām jīv ātmāō̃ kā . 29Yah hai patit duḥkhdhām jīv ātmāō̃ kā .
31That is the souls’ pure land of peace and the other is the pure land of happiness of human, embodied souls, whereas this is the impure land of sorrow of human, embodied souls.
30Ismē̃ mūnjhnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .
32There is no need to be confused about this.
31Śhāntidhām jahā̃ sab pavitra ātmāyē̃ nivās kartī haĩ .
33The land of peace is the place where all pure souls reside.
32Vah hai ātmāō̃ key|kī pavitra duniyā - viceless , incorporeal world .
34That is the pure world of souls, the viceless, incorporeal world.
33Yah purānī duniyā hai sab jīv ātmāō̃ key|kī . 34Sab patit haĩ .
35This is the old world of all embodied souls where all are impure.
35Ab bāp āyē haĩ ātmāō̃ kō pāvan banākar , pāvan duniyā śhāntidhām mē̃ lē jānē .
36The Father has now come to make you souls pure and to take you back to the pure world of the land of peace.
36Phir jō rājyōg sīkhtē haĩ vahī pāvan sukhdhām mē̃ āyēṅgē .
37Then, those who study Raja Yoga will go to the pure land of happiness.
37Yah tō bahut sahaj hai , ismē̃ kōī bhī bāt kā vichār nahī̃ karnā hai .
38This is very easy. 39You don’t have to think about anything in this.
38Buddhi sē samajhnā hai .
40You have to use your intellects to understand.
39Ham ātmāō̃ kā bāp āyā huā hai , hamkō pāvan śhāntidhām mē̃ lē jānē .
41The Father of us souls has come to take us to the pure land of peace.
40Vahā̃ jānē kā rāstā jō ham bhūl gayē thē , sō ab bāp nē batāyā hai .
42We had forgotten the way to go there, and the Father has now shown us.
41Kalp-kalp maĩ aisē hī ākar kahtā hū̃ - hē bachchē , mujh śhivbābā kō yād karō .
43I come and tell you every cycle: O children, remember Me, Shiv Baba.
42Sarv kā sadgati dātā ēk satgurū hai .
44Only the one Satguru is the Bestower of Salvation for All.
43Vahī ākar bachchō̃ kō paigām athavā śhrīmat dētē haĩ ki bachchō̃ abhī tumkō kyā karnā hai ?
45He alone comes and gives you children the message, that is, shrimat, regarding what you children now have to do.
44Ādhākalp tumnē bahut bhakti kī hai , duḥkh uṭhāyā hai .
46You have performed a lot of devotion and taken a lot of sorrow for half a cycle.
45Kharchā kartē-kartē kaṅgāl ban gayē hō .
47By incurring expense, you have become poverty-stricken.
46Ātmā bhī satōpradhān sē tamōpradhān ban gaī hai .
48Souls have become tamopradhan from satopradhan.
47Bas , yah thōṛī bāt hī samajhnē kī hai .
49Just these few things have to be understood.
48Ab ghar chalnā hai vā nahī̃ ?
50Do you now want to go back home or not?
49Hā̃ bābā , jarūr chalnā hai .
51Yes Baba, we definitely want to go back home.
50Vah hamārā sweet silence home hai .
52That is our sweet silence home.
51Yah bhī samajhtē hō barōbar abhī ham patit haĩ isliē jā nahī̃ saktē haĩ .
53You also understand that you are now truly impure and that is why you are unable to go back home.
52Ab bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .
54The Father now says: Remember Me and your sins will be cut away.
53Kalp-kalp yahī paigām dētā hū̃ .
55I give you this same message every cycle.
54Apnē kō ātmā samjhō , yah dēh tō khalās hō jānī hai .
56Consider yourselves to be souls because those bodies are going to be destroyed.
55Bākī ātmāō̃ kō vāpis jānā hai .
57Souls, however, have to go back home.
56Unkō kahtē haĩ nirākārī duniyā .
58That is called the incorporeal world.
57Sab nirākārī ātmāyē̃ vahā̃ rahtī haĩ .
59All incorporeal souls reside there.
58Vah ghar hai ātmāō̃ kā .
60That is the home of souls.
59Nirākār bāp bhī vahā̃ rahtē haĩ .
61The incorporeal Father also resides there.
60Bāp ātē haĩ sabsē pichhāṛī mē̃ kyōṅki phir sabkō vāpis lē jānā hai .
62The Father comes at the end because, again, He has to take everyone back home.
61Ēk bhī patit ātmā rahtī nahī̃ hai , ismē̃ kōī mūnjhnē vā taklīph key|kī bāt nahī̃ hai .
63Not a single impure soul will remain here. 64There is no question of becoming confused or having any difficulty in this.
62Gātē bhī haĩ hē patit-pāvan ākar hamkō pāvan banāē sāth lē chalō .
65People sing: O Purifier, come and purify us and take us back with You!
63Sabkā bāp hai nā .
66He is the Father of all.
64Phir jab ham naī duniyā mē̃ part bajānē ātē haĩ tō bahut thōṛē rahtē haĩ .
67At that time, when we go to play our parts in the new world, very few people will reside there.
65Bākī itnī krōṛ ātmāyē̃ kahā̃ jākar rahtī haĩ ?
68Where will all the billions of souls go and reside?
66Yah bhī jāntē hō satyug mē̃ thōṛī jīv ātmāyē̃ thī , chhōṭā jhāṛ thā phir vr̥iddhi kō pāyā hai .
69You also know that there were few human souls in the golden age; the tree was small and it then grew.
67Jhāṛ mē̃ anēk dharmō̃ key|kī variety hai .
70There is a variety of innumerable religions in the tree.
68Uskō hī kalpa vr̥ikṣha kahā jātā hai .
71It is called the kalpa tree.
69Kuchh bhī agar nahī̃ samajhtē hō tō pūchh saktē hō .
72If you don't understand anything, you can ask Baba.
70Kaī kahtē haĩ - bābā , ham kalp key|kī āyu 5 hazār varṣh kaisē mānē̃ ?
73Some say: Baba, how can we accept that the duration of the cycle is 5000 years?
71Arē , bāp tō satya hī sunātē haĩ .
74The Father is only telling you the truth.
72Chakra kā hisāb bhī batāyā hai .
75He has also told you the account of the cycle.
73Is kalp K|kē saṅgam par hī bāp ākar daivī rājdhānī sthāpan kartē haĩ , jō abhī nahī̃ hai .
76The Father comes at the confluence age of each cycle and establishes the deity kingdom which doesn't exist now.
74Satyug mē̃ phir ēk daivī rājdhānī hōgī .
77In the golden age, there will then be one deity kingdom.
75Is samay tumkō rachtā aur rachnā kā gyān sunātē haĩ .
78At this time, He is giving you the knowledge of the Creator and the creation.
76Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ .
79The Father says: I come at the confluence age of every cycle.
77Naī duniyā kī sthāpanā kartā hū̃ .
80I establish the new world.
78Purānī duniyā khatm hō jānī hai .
81The old world is to end.
79Drama plan anusār , naī sē purānī , purānī sē naī bantī hai .
82According to the drama plan, the new world becomes old and the old world becomes new.
80Iskē 4 bhāg bhī pūrē haĩ jiskō svāstikā bhī kahtē haĩ parantu samajhtē kuchh bhī nahī̃ haĩ .
83This is also shown in the four equal parts of the swastika, but they don't understand anything.
81Bhaktimārg mē̃ tō jaisē guṛiyō̃ kā khēl khēltē rahtē haĩ .
84On the path of devotion, it is as though they simply continue to play with dolls.
82Athāh chitra haĩ , dīpmālā par khās dukān nikāltē haĩ , anēkānēk chitra haĩ .
85There are so many pictures. 86On Deepmala, they especially put them up in shops. 87There are so many pictures.
83Abhī tum samajh gayē hō ēk hai śhivbābā aur ham bachchē .
88You understand that there is now one Shiv Baba and you children.
84Phir yahā̃ āō tō lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya , phir rām-sītā kā rājya , phir bād mē̃ aur-aur dharm ātē haĩ , jissē tum bachchō̃ kā connection hī nahī̃ hai .
89You come here, and then it is the kingdom of Lakshmi and Narayan and then the kingdom of Rama and Sita. 90Then the other religions come. 91You children have no connection with them.
85Vah apnē-apnē samay par ātē haĩ phir sabkō vāpis jānā hai .
92They come at their own time and then everyone has to return home.
86Tum bachchō̃ kō bhī ab ghar jānā hai .
93You children now have to return home.
87Yah sārī duniyā vināśh hōnī hai .
94This whole world is to be destroyed.
88Ab ismē̃ kyā rahnā hai .
95What is the point of staying here any longer?
89Is duniyā sē dil hī nahī̃ lagtī .
96Your hearts are not attached to this world at all.
90Dil lagānī hai ēk māśhuk sē , vah kahtē haĩ mujh ēk kē sāth dil lagāō tō tum pāvan banē̃gē .
97You have to attach your hearts to the one Beloved. 98He says: Connect your hearts to Me alone and you will become pure.
91Ab bahut gaī thōṛī rahī , time jātā rahtā hai .
99A lot of time has now gone by and little time remains. 100Time continues to pass by.
92Yōg mē̃ nahī̃ rahē hōṅgē tō phir ant mē̃ vah bahut paśhchātāp karē̃gē , sajā khāyēṅgē , pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .
101If you don't stay in yoga, you will have a lot of repentance at the end. 102There will be punishment and your status will be destroyed.
93Yah bhī tumkō abhī mālūm paṛā hai ki apnā ghar chhōṛē hamkō kitnā samay huā hai .
103You now know how long it has been since you left your home.
94Ghar jānē liē hī tō māthā mārtē haĩ nā .
104People beat their heads in order to go home.
95Bāp bhī ghar mē̃ hī milēgā .
105You will meet the Father in the home.
96Satyug mē̃ tō nahī̃ milēgā .
106You will not meet Him in the golden age.
97Muktidhām mē̃ jānē kē liē manuṣhya kitnī mēhnat kartē haĩ .
107People make so much effort to go to the land of liberation.
98Uskō kahā jātā hai bhakti mārg .
108That is called the path of devotion.
99Abhī bhakti mārg khalās hōnā hai drama anusār .
109According to the drama, the path of devotion is now to end.
100Abhī maĩ tumkō ghar lē jānē K|kē liyē āyā hū̃ .
110I have now come to take you back home.
101Jarūr lē jāūṅgā .
111I will definitely take you back.
102Jitnā jō pāvan banē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .
112The purer someone becomes, the higher the status he will claim.
103Ismē̃ mūnjhnē key|kī bāt hī nahī̃ .
113There is no question of being confused about this.
104Bāp kahtē haĩ - bachchē tum mujhē yād karō , maĩ guarantee kartā hū̃ tum bigar sajā khāyē ghar chalē jāyēṅgē .
114The Father says: Children, remember Me and I guarantee that you will return home without experiencing punishment.
105Yād sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
115Your sins will be absolved by having remembrance.
106Agar yād nahī̃ karē̃gē tō sajāyē̃ khānī paṛēgī , pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .
116If you don’t remember Me, you will have to experienced punishment and your status will be destroyed.
107Her|har 5 hazār varṣh bād maĩ yahī ākar samjhātā hū̃ .
117I come and explain this every 5000 years.
108Maĩ anēkānēk bār āyā hū̃ tumkō vāpis lē jānē .
118I have come countless times to take you all back home.
109Tum bachchē hī hār-jīt kā part bajātē hō , phir maĩ ātā hū̃ lē jānē .
119Only you children play the parts of victory and defeat, and I then come to take you back.
110Yah hai patit duniyā , isliē gātē bhī haĩ patit-pāvan āō , ham vikārī patit haĩ , ākar nirvikārī pāvan banāō .
120This is an impure world which is why people sing: O Purifier, come! 121We are vicious sinners; come and make us viceless and pure!
111Yah hai vikārī duniyā .
122This is a vicious world.
112Abhī tum bachchō̃ kō sampūrṇ nirvikārī bannā hai .
123You children now have to become completely viceless.
113Jō pīchhē ātē haĩ vah sajā khākar jātē haĩ isliē phir ātē bhī aisī duniyā mē̃ haĩ jahā̃ dō kalā kam hō jātī haĩ . 114Unkō sampūrṇ pavitra nahī̃ kahē̃gē isliē ab purūṣhārth bhī pūrā karnā chāhiē .
124Those who come later go to heaven after experiencing punishment. 125This is why they go into a world that is two degrees less; they cannot be called completely pure. 126This is why you must now make full effort.
115Aisā na hō ki cum|kam pad hō jāē .
127It should not be that your status is reduced.
116Bhal rāvaṇ rājya nahī̃ hai parantu pad tō number-vār hai nā .
128Although that is not the kingdom of Ravan, the status is numberwise.
117Ātmā mē̃ khād paṛtī hai tō phir uskō śharīr bhī aisā milēgā .
129When alloy is mixed in a soul, he receives a body accordingly.
118Ātmā golden aged sē silver aged ban jātī hai .
130Souls become silver aged from golden aged.
119Chāndī key|kī khād ātmā mē̃ paṛtī hai phir din-pratidin jāstī chhī-chhī khād paṛtī hai mulammē key|kī .
131Alloy of silver is mixed into souls and then, day by day, there is dirtier alloy mixed into souls.
120Bāp bahut achchhī rīti samjhātē haĩ .
132The Father explains to you very well.
121Kōī nahī̃ samajhtē haĩ tō hāth uṭhāō .
133If you aren't able to understand something, raise your hand!
122Jisnē 84 janmō̃ kā chakra lagāyā hai , unkō hī samjhāyēṅgē .
134The Father explains to those who have been around the cycle of 84 births.
123Bāp kahtē haĩ inkē 84 janmō̃ K|kē ant mē̃ maĩ ākar pravēśh kartā hū̃ .
135The Father says: I enter this one at the end of his 84 births.
124Inkō hī phir pahlē number mē̃ ānā hai .
136He then has to go into the first number.
125Jō pahlē thā , vah last mē̃ hai .
137The one who was number one is now the last one.
126Unkō hī pahlē number mē̃ jānā hai , jō bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ patit ban gayā hai , maĩ patit-pāvan unkē hī śharīr mē̃ ātā hū̃ , unkō pāvan banātā hū̃ .
138The one who has become impure at the end of his many births is the one who comes first. 139I, the Purifier, enter his body alone. 140I make him pure.
127Kitnā clear kar samjhātā hū̃ .
141I explain to you so clearly.
128Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp bhasma hōṅgē .
142The Father says: Remember Me and your sins will be burnt away.
129Gītā kā gyān tō tumnē bahut sunā aur sunāyā hai parantu unsē bhī tumnē sadgati kō nahī̃ pāyā .
143You have listened a great deal to the knowledge of the Gita and also related it to others, but you didn't attain salvation through that.
130Bahut sannyāsiyō̃ nē tumkō mīṭhī-mīṭhī āvāz sē śhāstra sunāyē , jis āvāz kō sunkar baṛē-baṛē ādmī jākar ikaṭṭhē hōtē haĩ .
144Many sannyasis have related the scriptures to you very sweetly. 145Hearing that sound, many eminent people have gathered together.
131Kanras hai nā .
146It is sweetness for the ears.
132Bhakti mārg hai hī kanras .
147The path of devotion is just sweetness for the ears.
133Ismē̃ tō ātmā kō bāp kō yād karnā hai .
148Here, souls have to remember the Father.
134Bhakti mārg ab pūrā hōtā hai .
149The path of devotion is now ending.
135Bāp kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō gyān dēnē āyā hū̃ , jō kōī nahī̃ jāntē .
150The Father says: I have come to give you the knowledge that no one else knows.
136Maĩ hī gyān kā sāgar hū̃ .
151I alone am the Ocean of Knowledge.
137Gyān kahā jātā hai knowledge kō .
152Gyan is called knowledge.
138Tumkō sab kuchh paṛhātē haĩ .
153I teach you everything.
13984 kā chakra bhī samjhātē haĩ , tumhārē mē̃ sārī knowledge hai .
154I also explain to you the cycle of 84 births. 155You have all of this knowledge in you.
140Sthūlvatan sē sūkṣhmavatan cross kar phir mūlvatan mē̃ jātē hō .
156From the physical world you cross the subtle region and go to the incorporeal world.
141Pahlē-pahlē hai lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī dynasty .
157First of all, there is the dynasty of Lakshmi and Narayan.
142Vahā̃ vikārī bachchē nahī̃ hōtē , rāvaṇ rājya hī nahī̃ .
158There are no vicious children there. 159There is no kingdom of Ravan there.
143Yōgbal sē sab kuchh hōtā hai , tumkō sākṣhātkār hōtā hai - ab bachchā ban garbh mahal mē̃ jānā hai .
160Everything happens with the power of yoga. 161You have a vision that a baby will now enter the palace of a womb.
144Khuśhī sē jātē haĩ .
162He departs in happiness.
145Yahā̃ tō manuṣhya kitnā rōtē chillātē haĩ .
163Here, people weep and wail so much!
146Yahā̃ tō garbh jēl mē̃ jātē haĩ nā .
164Here, you go into the jail of a womb.
147Vahā̃ rōnē pīṭnē key|kī bāt nahī̃ .
165There is no question of weeping or wailing there.
148Śharīr tō badalnā jarūr hai . 149Jaisē sarp kā misāl hai , ismē̃ mūnjhnē key|kī bāt hī nahī̃ .
166The body definitely has to be changed, just as there is the example of a snake. 167However, there is no question of becoming confused about this.
150Jāstī pūchhnē kā rahtā nahī̃ hai .
168There is no need to ask many questions.
151Ēkdam pāvan bannē K|kē puruṣhārth mē̃ lag jānā chāhiē .
169You should totally engage yourself in making effort to become pure.
152Bāp kō yād karnā muśhkil hōtā hai kyā !
170Is it difficult to remember the Father?
153Bāp K|kē sāmnē baiṭhē hō nā .
171You are sitting in front of the Father.
154Maĩ tumhārā bāp tumkō sukh kā varsā dētā hū̃ .
172I, your Father, am giving you your inheritance of happiness.
155Tum yah ēk antim janm yād mē̃ nahī̃ rah saktē hō !
173Can you not stay in remembrance for this final birth?
156Yahā̃ achchhī rīti samajhtē bhī haĩ phir ghar mē̃ jākar strī ādi kā chēhrā dēkhtē haĩ tō māyā khā jātī hai .
174You children understand this very well when you are here, but when you return home and see the face of your wives etc., Maya eats you.
157Bāp kahtē haĩ kōī mē̃ bhī mamatva nahī̃ rakhō .
175The Father says: Do not have attachment to anyone.
158Vah tō sab kuchh khatm hōnā hī hai .
176All of that is definitely to be destroyed.
159Yād tō ēk bāp kō hī karnā hai .
177You have to remember the one Father.
160Chaltē phirtē bāp aur apnī rājdhānī kō yād karō .
178While walking and moving around, remember the Father and your kingdom.
161Daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ .
179You also have to imbibe divine virtues.
162Satyug mē̃ yah gandī chījē̃ mās ādi hōtā hī nahī̃ .
180In the golden age, there are no dirty things such as meat etc.
163Bāp kahtē haĩ vikārō̃ kō bhī chhōṛ dō .
181The Father says: Still renounce the vices.
164Ham tumkō viśhva kī bādśhāhī dētā hū̃ , kitnī āmdanī hōtī hai . 165Tō kyō̃ nahī̃ pavitra rahē̃gē .
182I am giving you the sovereignty of the world. 183There is so much income in that, so why should we not remain pure?
166Sirph ēk janm pavitra rahnē sē kitnī bhārī āmdanī hō jātī hai .
184By remaining pure for just one birth, you earn such a huge income.
167Bhal ikaṭṭhē rahō , gyān talvār bīch mē̃ hō .
185You may live together, but let there be the sword of knowledge in between you.
168Pavitra rah dikhāyā tō sabsē ūñch pad pāyēṅgē kyōṅki bāl brahmchārī ṭhaharē .
186If you demonstrate that you remain pure, you will claim the highest status of all because you would then be ones who are celibate from birth.
169Phir knowledge bhī chāhiē .
187This knowledge is also needed.
170Aurō̃ kō āp samān banānā hai .
188You have to make others similar to yourselves.
171Sannyāsiyō̃ kō dikhānā hai ki kaisē ham ikaṭṭhē rahtē pavitra rahtē haĩ .
189You have to demonstrate to the sannyasis how you can live together and still remain pure.
172Tō samajhē̃gē inmē̃ tō baṛī tākat hai .
190They would then understand that you have some great power.
173Bāp kahtē haĩ is ēk janm pavitra rahnē sē 21 janm tum viśhva K|kē mālik banē̃gē .
191The Father says: By remaining pure for this one birth, you will become the masters of the world for 21 births.
174Kitnī baṛī prize miltī hai tō kyō̃ nahī̃ pavitra rah dikhāyēṅgē .
192You receive such a big prize and so why would you not demonstrate how to remain pure?
175Time hī bākī thōṛā hai .
193Very little time remains.
176Āvāz bhī hōtā rahēgā , akhbār mē̃ bhī paṛēgā .
194There will continue to be the sound and it will also be printed in the newspapers.
177Rehearsal tō dēkhī hai nā .
195You have seen the rehearsals.
178Ēk atom bomb sē kyā hall|hāl hō gayā .
196Look what happened with just one atomic bomb!
179Abhī tak hospital mē̃ paṛē haĩ .
197Even now people are still in hospital.
180Abhī tō aisē bombs ādi banātē haĩ jō kōī taklīph nahī̃ , phaṭ sē khatm .
198Nowadays, they make such bombs etc. that there will be no difficulty: everyone will be destroyed instantly.
181Aur yah rehearsal hōkar phir final hōgā .
199These rehearsals will take place and it will then become final.
182Dēkhē̃gē phaṭ sē martē haĩ vā nahī̃ ?
200They experiment to see if people die instantly or not.
183Phir aur yukti rachē̃gē .
201Then they would find other methods.
184Hospital ādi hōṅgī nahī̃ .
202There won't be any hospitals etc.
185Kaun baiṭh khidmat ( sēvā ) karē̃gē .
203Who would sit and serve others?
186Kōī brāhmaṇ ādi khilānē vālā nahī̃ rahēgā .
204No Brahmin etc. will remain to feed you.
187Bomb chhōṛā aur khalās .
205As soon as the bomb is released, everything will be destroyed.
188Earth quake mē̃ sab dab jāyēṅgē . 189Dērī nahī̃ lagēgī .
206Everything will be buried in the earthquakes; it will not take time.
190Yahā̃ ḍhēr manuṣhya haĩ .
207Here, there are crowds of people.
191Satyug mē̃ bahut thōṛē hōtē haĩ .
208In the golden age, there will be very few.
192Tō itnē sab kaisē vināśh hōṅgē !
209How then will all of them be destroyed?
193Āgē chal dēkhnā hai , vahā̃ tō śhurū mē̃ 9 lākh haĩ .
210As you progress further, you will be able to see what happens. 211There will be 900,000 there at the beginning.
194Fakīr bhī tum hō , sāhēb bhī tumkō pyārā hai .
212You are the fakirs (religious ascetics) and you love the Lord.
195Abhī sabkō chhōṛ apnē kō ātmā samajh liyā hai , aisē fakīrō̃ kō bāp pyārā lagtā hai .
213You have now renounced everything and you consider yourselves to be souls. 214The Father loves such fakirs.
196Satyug mē̃ bahut chhōṭā-sā jhāṛ hōgā .
215In the golden age, there will be a small tree.
197Bātē̃ tō bahut samjhātē haĩ .
216Baba explains many things to you.
198Jō bhī actors haĩ , sab ātmāyē̃ avināśhī haĩ , apnā-apnā part bajānē ātī haĩ .
217All actors are imperishable souls and they come here to play their own parts.
199Kalp-kalp tum hī ākar bāp sē student ban paṛhtē hō .
218You come every cycle to become the Father's students and to study.
200Jāntē hō bābā hamkō pavitra banākar sāth lē jāyēṅgē .
219You know that Baba will make you pure and take you back with Him.
201Bābā bhī drama anusār bandhāyamān haĩ , sabkō vāpis jarūr lē jāyēṅgē isliē nām hī hai pāṇḍav sēnā .
220According to the drama, Baba is definitely bound to take everyone back home. 221This is why the name is the Pandava Army.
202Tum pāṇḍav kyā kar rahē hō ?
222What are you Pandavas doing?
203Tum bāp sē rājya bhāgya lē rahē hō , hūbahū kalp pahlē misal . 204Number-vār purūṣhārth anusār .
223You are claiming your fortune of the kingdom from the Father, exactly as you did in the previous cycle, numberwise, according to the efforts you make.
205Achchhā !
224Achcha.
206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
225To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
226The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
208Dhārṇā kē liē mukhya sār :
227Essence for dharna:
2091 ) bāp kā pyārā bannē kē liē pūrā fakīr bannā hai .
228 1. In order to be loved by the Father, become complete fakirs.
210Dēh kō bhī bhūl svayã kō ātmā samajhnā hī fakīr bannā hai .
229To forget your body and consider yourself to be a soul is to become a fakir.
211Bāp sē baṛē tē baṛī prize lēnē kē liē sampūrṇ pāvan bankar dikhānā hai .
230In order to claim the biggest prize from the Father, demonstrate how to become completely pure.
2122 ) vāpas ghar jānā hai isliē purānī duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .
231 2. You have to return home and this is why you must not attach your heart to the old world.
213Ēk māśhūk sē hī dil lagānī hai .
232Attach your heart to only the one Beloved.
214Bāp aur rājdhānī kō yād karnā hai .
233Remember the Father and the kingdom.
Blessing
215Vardān : brāhmaṇ jīvan mē̃ sadā cheerful aur careful mood|mūḍ mē̃ rahnē vālē combined rūpdhārī bhav
234Blessing: May you constantly have a cheerful and careful mood by staying combined in your Brahmin life.
216Yadi kisī bhī paristhiti mē̃ prasannatā key|kī mood|mūḍ parivartan hōtī hai tō usē sadākāl key|kī prasannatā nahī̃ kahē̃gē .
235 If your mood of happiness changes in any situation, that would not then be called permanent happiness.
217Brāhmaṇ jīvan mē̃ sadā cheerful aur careful mood|mūḍ hō .
236Constantly have a cheerful and careful mood in your Brahmin life.
218Mood|mūḍ badalnī nahī̃ chāhiē .
237Let your mood not change.
219Jab mood|mūḍ badaltī hai tō kahtē haĩ mujhē tō ēkānt chāhiē . 220Āj mērā mood|mūḍ aisā hai .
238When your mood changes, you would say that you want solitude because your mood is like that today.
221Mood|mūḍ badaltī tab hai jab akēlē hōtē hō , sadā combined rūp mē̃ rahō tō mood|mūḍ nahī̃ badalēgī .
239Your mood changes when you are alone. 240Remain constantly combined and your mood will not change.
Slogan
222Slōgan : kōī bhī utsav manānā arthāt yād aur sēvā K|kē utsāh mē̃ rahnā .
241Slogan: To celebrate a festival means to have enthusiasm for remembrance and service.
242*** Om Shanti ***