मंगलवार 2 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

002-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 02/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum yahā̃ yād mē̃ rahkar pāp dagdha karnē kē liē āyē hō isliē buddhiyōg niṣhphal na jāē , is bāt kā pūrā dhyān rakhnā hai ' '

1Essence: Sweet children, you have come here to stay in remembrance and burn your sins away. 2Therefore, pay full attention so that your intellects’ yoga is not fruitless.

Question

2Praśhna  : kaun-sā sūkṣhma vikār bhī ant mē̃ musībat khaṛī kar dētā hai  ?

3Question: Which subtle vice creates some difficulty at the end?

Answer

3Uttar  : agar sūkṣhma mē̃ bhī habach ( lālach ) kā vikār hai , kōī chīz habach K|kē kāraṇ ikaṭṭhī karkē apnē pās|pass jamā karkē rakh dī tō vahī ant mē̃ musībat K|kē rūp mē̃ yād ātī hai isliē bābā kahtē - bachchē , apnē pās|pass kuchh bhī na rakhō .

4Answer: If there is even a subtle form of the vice of greed, if you collect and keep something with you out of greed, you will remember that thing at the end and create some difficulty. 5This is why Baba says: Children, do not keep anything with you.

4Tumhē̃ sab saṅkalpō̃ kō bhī samēṭkar bāp kī yād mē̃ rahnē key|kī ṭēv ( ādat ) ḍālnī hai isliē dēhī-abhimānī bannē kā abhyās karō .

6You have to merge all thoughts and instil the habit of staying in remembrance of the Father. 7Therefore, practise being soul conscious.

Murli

5Ōm śhānti .

8Om shanti.

6Bachchō̃ kō rōz-rōz yād dilātē haĩ - dēhī-abhimānī banō kyōṅki buddhi idhar-udhar jātī hai .

9Baba reminds you children every day: Be soul conscious because your intellects wander here and there.

7Agyānkāl mē̃ bhī kathā vārtā suntē haĩ tō buddhi bāhar bhaṭaktī hai .

10On the path of ignorance, while listening to religious stories, their intellects wander outside.

8Yahā̃ bhī bhaṭaktī hai isliē rōz-rōz kahtē haĩ dēhī-abhimānī banō .

11Here, too, the intellects wander everywhere. 12This is why you are told every day to be soul conscious.

9Vah tō kahē̃gē ham jō sunātē haĩ us par dhyān dō , dhāraṇ karō .

13Those people say: Pay attention to what we say and imbibe it.

10Śhāstra jō sunātē haĩ vah vachan dhyān par rakhō .

14Pay attention to the versions that are mentioned in the scriptures.

11Yahā̃ tō bāp ātmāō̃ kō samjhātē haĩ , tum sab student dēhī-abhimānī hōkar baiṭhō .

15Here, the Father explains to you souls: All of you students have to sit here in soul consciousness.

12Śhivbābā ātē haĩ paṛhānē kē liē .

16Shiv Baba comes here to teach you.

13Aisā kōī college nahī̃ hōgā jahā̃ samajhē̃gē śhivbābā paṛhānē ātē haĩ .

17There isn't any other college where they consider Shiv Baba to be teaching them.

14Aisā school hōnā hī chāhiē purūṣhōttam saṅgamyug par .

18Only the most auspicious confluence age does such a school exist.

15Student baiṭhē haĩ aur yah bhī samajhtē haĩ parampitā paramātmā ātē haĩ hamkō paṛhānē .

19You students are sitting here and you understand that the Supreme Father, the Supreme Soul, comes here to teach you.

16Śhivbābā ātē haĩ hamkō paṛhānē .

20Shiv Baba comes to teach us.

17Pahlī-pahlī bāt samjhātē haĩ tumkō pāvan bannā hai tō māmēkam yād karō parantu māyā ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai isliē bāp ḵẖabardār kartē haĩ .

21The first thing He explains is: You have to become pure. 22Therefore, constantly remember Me alone. 23However, Maya makes you repeatedly forget this. 24This is why the Father cautions you.

18Kōī kō samjhānā hai tō bhī pahlī-pahlī bāt samjhāō ki bhagvān kaun hai  ? 19Bhagvān jō patit-pāvan duḥkh hartā , sukh kartā hai , vah kahā̃ hai  ?

25If you are going to explain to someone, the first thing you have to explain is who God is and where God, who is the Purifier, the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness is.

20Unkō yād tō sab kartē haĩ .

26Everyone does remember Him.

21Jab kōī āphatē̃ ātī haĩ , kahtē haĩ hē bhagvān rahm karō .

27When they have difficulty, they say: O God, have mercy!

22Kiskō bachānā hōtā hai tō bhī kahtē haĩ hē bhagvān , ō god hamkō duḥkh sē liberate karō .

28When people have to be saved, they say: O God, O God, liberate us from sorrow!

23Duḥkh tō sabkō hai .

29Everyone has sorrow.

24Yah tō pakkā mālūm hai satyug kō sukhdhām kahā jātā hai , kaliyug kō duḥkhdhām kahā jātā hai .

30You know for sure that the golden age is called the land of happiness and that the iron age is called the land of sorrow.

25Yah bachchē jāntē haĩ phir bhī māyā bhulā dētī hai .

31You children know this, but Maya still makes you forget.

26Yah yād mē̃ biṭhānē key|kī rasm bhī drama mē̃ hai kyōṅki bahut haĩ jō sārā din yād nahī̃ kartē haĩ , ēk minute bhī yād nahī̃ kartē haĩ phir yād dilānē kē liē yahā̃ biṭhātē haĩ .

32This system of inspiring you to sit in remembrance is fixed in the drama because there are many who don't have remembrance at all throughout the day. 33They don't have remembrance for even a minute, so they are made to sit here to inspire them to have remembrance.

27Yād karnē key|kī yukti batlātē haĩ tō pakkā hō jāē .

34You are given methods for staying in remembrance so that it becomes firm.

28Bāp kī yād sē hī hamkō satōpradhān bannā hai .

35We have to become satopradhan by having remembrance of the Father.

29Satōpradhān bannē key|kī bāp nē first class real yukti batāī hai .

36The Father has told you a first-class, real method for becoming satopradhan.

30Patit-pāvan tō ēk hī hai , vah ākar yukti batātē haĩ .

37Only the One is the Purifier. 38He comes and tells you the method.

31Yahā̃ tum bachchē śhānti mē̃ tab baiṭhtē hō jabki bāp kē sāth yōg hai .

39You children sit here in peace when you have yoga with the Father.

32Agar buddhi kā yōg yahā̃-vahā̃ gayā tō śhānt mē̃ nahī̃ haĩ , gōyā aśhānt haĩ .

40If your intellects’ yoga wanders here and there, you are not in peace, which means that you are peaceless.

33Jitnā samay yahā̃-vahā̃ buddhiyōg gayā , vah niṣhphal huā kyōṅki pāp tō kaṭtē nahī̃ .

41All the time your intellects’ yoga wanders here and there, it is wasted, because your sins are not being cut away.

34Duniyā yah nahī̃ jāntī ki pāp kaisē kaṭtē haĩ  !

42The world doesn't know how sins are cut away.

35Yah baṛī mahīn bātē̃ haĩ .

43These are very subtle matters.

36Bāp nē kahā hai mērī yād mē̃ baiṭhō , tō jab tak yād kī tār juṭī huī hai , utnā samay saphaltā hai .

44The Father has told you: Stay in remembrance of Me. 45So, for the duration of the time that your thread of remembrance is connected, there is success.

37Zarā bhī buddhi idhar-udhar gaī tō vah time west|waste huā , niṣhphal huā .

46If your intellects wander here and there, even slightly, that time is wasted and fruitless.

38Bāp kā direction hai nā ki bachchē mujhē yād karō , agar yād nahī̃ kiyā tō niṣhphal huā .

47The Father's direction is: Children, remember Me! 48If you do not remember Me, that is fruitless.

39Issē kyā hōgā  ?

49What will happen through that?

40Tum jaldī satōpradhān nahī̃ banē̃gē phir tō ādat paṛ jāyēgī . 41Yah hōtā rahēgā .

50You will not become satopradhan quickly. 51That habit will then be instilled and it will continue to happen.

42Ātmā is janm K|kē pāp tō jāntī hai .

52A soul knows the sins he has committed in this birth.

43Bhal kōī kahtē haĩ hamkō yād nahī̃ hai , parantu bābā kahtē haĩ 3-4 varṣh sē lēkar sab bātē̃ yād rahtī haĩ .

53Although some people say that they don't remember them, Baba says: You remember everything from the age of three or four years.

44Śhurū mē̃ itnē pāp nahī̃ hōtē haĩ , jitnē bād mē̃ hōtē haĩ .

54You don't commit as many sins in the beginning as you commit later.

45Din-pratidin criminal eye hōtī jātī hai , trētā mē̃ dō kalā kam hōtī haĩ .

55Day by day, your eye continues to become criminal. 56It becomes two degrees less in the silver age.

46Chandramā key|kī 2 kalā kitnē mē̃ kam hōtī haĩ .

57How long does it take for the moon to decrease by two degrees?

47Dhīrē-dhīrē kam hōtī jātī haĩ phir 16 kalā sampūrṇ bhī chandramā kō kahā jātā hai , sūrya kō nahī̃ kahtē .

58It continues to decrease gradually. 59At that time, the moon is also said to be 16 celestial degrees full. 60This is not said of the sun.

48Chandramā kī hai ēk mās key|kī bāt , yah phir hai kalp key|kī bāt .

61For the moon, it is a matter of one month, whereas here, it is a matter of a cycle.

49Din-pratidin nīchē utartē jātē haĩ .

62Day by day, you continue to come down.

50Phir yād kī yātrā sē ūpar chaṛh saktē haĩ .

63Then you climb up on the pilgrimage of remembrance.

51Phir tō darkār nahī̃ jō ham yād karē̃ aur ūpar chaṛhē̃ . 52Satyug kē bād phir utarnā hai .

64There is then no need for you to have remembrance to climb up; after the golden age, you have to come down.

53Satyug mē̃ bhī yād karē̃ tō nīchē utarē hī nahī̃ .

65If you were to have remembrance in the golden age, you would not even come down.

54Drama anusār utarnā hī hai , tō yād hī nahī̃ kartē haĩ .

66However, according to the drama, you have to come down and this is why you don't remember at all.

55Utarnā bhī jarūr hai phir yād karnē kā upāya bāp hī batlātē haĩ kyōṅki ūpar jānā hai .

67You definitely have to come down, and then the Father shows you the method of remembrance because you have to climb up.

56Saṅgam par hī ākar bāp sikhlātē haĩ ki ab chaṛhtī kalā śhurū hōtī hai .

68The Father comes and teaches you at the confluence age how the stage of ascent now begins.

57Hamkō phir apnē sukhdhām mē̃ jānā hai .

69We then have to go to our land of happiness.

58Bāp kahtē haĩ ab sukhdhām mē̃ jānā hai tō mujhē yād karō .

70The Father says: You now have to go to the land of happiness, and so remember Me.

59Yād sē tumhārī ātmā satōpradhān ban jāyēgī .

71You souls will become satopradhan by having remembrance.

60Tum duniyā sē nirālē hō , baikuṇṭh duniyā sē bilkul nyārā hai .

72You are different from the world. 73Paradise is completely different from this world.

61Baikuṇṭh thā , ab nahī̃ hai .

74Paradise existed before, but it doesn't exist now.

62Kalp key|kī āyu lambī kar dēnē K|kē kāraṇ bhūl gayē haĩ .

75Because of having lengthened the duration of the cycle, they have forgotten this.

63Abhī tum bachchō̃ kō tō baikuṇṭh bahut nazdīk dikhāī dētā hai . 64Bākī thōṛā time hai .

76You children now find Paradise to be very close; there is very little time left.

65Yād kī yātrā mē̃ hī kamī hai isliē samajhtē haĩ abhī time hai .

77When there is something lacking in the pilgrimage of remembrance you think that there is still time left.

66Yād kī yātrā jitnī hōnī chāhiē utnī nahī̃ hai .

78There isn't as much pilgrimage of remembrance as there should be.

67Tum paigām pahuñchātē hō drama K|kē plan anusār , kōī kō paigām nahī̃ dētē haĩ tō gōyā service nahī̃ kartē haĩ .

79You enable the message to reach everyone according to the drama plan. 80If you are not giving others the message, it means you are not doing service.

68Sārī duniyā mē̃ paigām tō pahuñchānā hai ki bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .

81You have to make the message reach the whole world: The Father says: Constantly remember Me alone!

69Gītā paṛhnē vālē jāntē haĩ , ēk hī gītā śhāstra hai , jismē̃ yah mahāvākya haĩ .

82Those who study the Gita know that there is just the one Gita scripture in which this elevated version is mentioned.

70Parantu usmē̃ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai tō yād kiskō karē̃ .

83However, they have said that those are the versions of God Shri Krishna, and so whom would they remember?

71Bhal śhiv key|kī bhakti kartē haĩ parantu yathārth gyān nahī̃ jō śhrīmat par chalē̃ .

84Although they worship Shiva, they don't have this accurate knowledge in order to be able to follow shrimat.

72Is samay tumkō miltī hai īśhvarīy mat , inkē pahlē thī mānav mat .

85At this time, you are receiving God’s directions, whereas, previously, you had the directions of human beings.

73Dōnō̃ mē̃ rāt-din kā fark hai .

86There is the difference of day and night between the two.

74Mānav mat kahtī hai īśhvar sarvavyāpī hai . 75Īśhvar key|kī mat kahtī hai nahī̃ .

87Human dictates of the mind say that God is omnipresent, whereas the directions of God say: No!

76Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ svarg key|kī sthāpanā karnē tō jarūr yah nark hai .

88The Father says: I have come to establish heaven and so this is surely hell.

77Yahā̃ 5 vikār sabmē̃ pravēśh haĩ .

89The five vices exist in everyone here.

78Vikārī duniyā hai tab tō maĩ ātā hū̃ nirvikārī banānē kē liē .

90This world is vicious and I have therefore come to make it viceless.

79Jō īśhvar K|kē bachchē banē , unkē pās|pass vikār tō hō nahī̃ saktē .

91Those who become the children of God cannot have those vices.

80Rāvaṇ kā chitra 10 śhīśh vālā dikhātē haĩ .

92They show pictures of Ravan with ten heads.

81Kabhī kōī kah na sakē ki rāvaṇ key|kī sr̥iṣhṭi nirvikārī hai .

93No one can ever say that the world of Ravan is viceless.

82Tum jāntē hō abhī rāvaṇ rājya hai , sabhī mē̃ 5 vikār haĩ .

94You know that it is now the kingdom of Ravan and that there are the five vices in everyone.

83Satyug mē̃ hai rāmrājya , kōī bhī vikār nahī̃ .

95In the golden age, there is the kingdom of Rama and there are no vices.

84Is samay manuṣhya kitnē duḥkhī haĩ .

96At this time, people are so unhappy.

85Śharīr kō kitnē duḥkh lagtē haĩ , yah hai duḥkhdhām , sukhdhām mē̃ tō śhārīrik duḥkh bhī nahī̃ hōtē haĩ .

97Bodies experience so much suffering. 98This is a land of sorrow. 99In the land of happiness, the body doesn't experience any sorrow.

86Yahā̃ tō kitnī hospitals bharī huī haĩ , inkō svarg kahnā bhī baṛī bhūl hai .

100Here, so many hospitals are full. 101To call this place heaven is a great mistake.

87Tō samajhkar aurō̃ kō samjhānā hai , vah paṛhāī kōī kō samjhānē kē liē nahī̃ hai .

102So, you have to understand and then explain to others. 103Those studies are not for explaining to others.

88Imtahān pās|pass kiyā aur naukrī par chaṛhā .

104You pass your examinations and start work.

89Yahā̃ tō tumkō sabkō paigām dēnā hai .

105Here, you have to give everyone the message.

90Sirph ēk bāp thōṛēhī dēgē .

106The one Father alone will not give this message.

91Jō bahut hōśhiyār haĩ unkō teacher kahā jātā hai , cum|kam hōśhiyār haĩ tō unkō student kahā jātā hai .

107Those who are very clever are called teachers. 108Those who are less clever are called students.

92Tumhē̃ sabkō paigām dēnā hai , pūchhnā hai bhagvān kō jāntē hō  ?

109You have to give everyone the message. 110Ask them: Do you know God?

93Vah tō bāp hai sabkā .

111He is everyone's Father.

94Tō mūl bāt hai bāp kā parichay dēnā kyōṅki kōī jāntē nahī̃ haĩ .

112So, the main thing is to give the Father's introduction because no one knows it.

95Ūñch tē ūñch bāp hai , sārē viśhva kō pāvan banānē vālā hai .

113The Father is the Highest on High. 114He is the One who makes the whole world pure.

96Sārā viśhva pāvan thā , jismē̃ bhārat hī thā .

115The whole world was pure and there was just Bharat in that.

97Aur kōī dharm vālā kah na sakē ki ham naī duniyā mē̃ āyē haĩ .

116None of those of the other religions can say that they went into the new world.

98Vah tō samajhtē haĩ hamārē sē āgē kōī hōkar gayē haĩ .

117They believe that someone existed before them.

99Christ bhī jarūr kōī mē̃ āyēgā .

118Christ will also definitely enter someone.

100Unkē āgē jarūr kōī thē .

119There was definitely someone existing before him.

101Bāp baiṭh samjhātē haĩ maĩ is brahmā tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

120The Father sits here and explains: I enter this body of Brahma.

102Yah bhī kōī māntē nahī̃ ki brahmā K|kē tan mē̃ ātē haĩ .

121No one believes that He enters the body of Brahma.

103Arē , brāhmaṇ tō chāhiē jarūr .

122Oh! but Brahmins are definitely needed.

104Brāhmaṇ kahā̃ sē āyēṅgē .

123Where would Brahmins come from?

105Jarūr brahmā sē hī tō āyēṅgē nā .

124They would definitely come from Brahma.

106Achchhā , brahmā kā bāp kabhī sunā  ?

125Achcha, have you ever heard of the father of Brahma?

107Vah hai great-great grand father . 108Unkā sākār father kōī nahī̃ .

126He is the great-great-grandfather, he doesn't have a physical father.

109Brahmā kā sākār bāp kaun  ?

127Who is the physical father of Brahma?

110Kōī batlā na sakē .

128No one can tell you this.

111Brahmā tō gāyā huā hai .

129Brahma has been remembered.

112Prajāpitā bhī hai .

130He is also the Father of people.

113Jaisē nirākār śhivbābā kahtē haĩ , unkā bāp batāō  ?

131Similarly, you speak of incorporeal Shiv Baba. 132Who is His Father?

114Phir sākār prajāpitā brahmā kā bāp batāō .

133Then, who is the father of the physical Prajapita Brahma?

115Śhivbābā tō adopt kiyā huā nahī̃ hai .

134Shiv Baba has not been adopted.

116Yah adopt kiyā huā hai .

135This one has been adopted.

117Kahē̃gē inkō śhivbābā nē adopt kiyā .

136It would be said that Shiv Baba adopted this one.

118Viṣhṇu kō śhivbābā nē adopt kiyā hai , aisā nahī̃ kahē̃gē .

137It would not be said that Shiv Baba adopted Vishnu.

119Yah tō tum jāntē hō brahmā sō viṣhṇu bantē haĩ .

138You know that Brahma becomes Vishnu.

120Adopt tō huā nahī̃ .

139He is not adopted.

121Śhaṅkar kē liē bhī batāyā hai , unkā kōī part hai nahī̃ .

140Shankar is shown as having no part.

122Brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā yah 84 kā chakra hai .

141Brahma becomes Vishnu and Vishnu becomes Brahma. 142This is a cycle of 84 births.

123Śhaṅkar phir kahā̃ sē āyā .

143Where did Shankar come from then?

124Unkī rachnā kahā̃ hai .

144Where is his creation?

125Bāp key|kī tō rachnā hai , vah sab ātmāō̃ kā bāp hai aur brahmā key|kī rachnā haĩ sab manuṣhya .

145There is the creation of the Father. 146He is the Father of all souls, whereas the creation of Brahma are all human beings.

126Śhaṅkar key|kī rachnā kahā̃ hai  ?

147So, where is the creation of Shankar?

127Śhaṅkar sē kōī manuṣhya duniyā nahī̃ rachī jātī .

148The human world is not created through Shankar.

128Bāp ākar yah sab bātē̃ samjhātē haĩ phir bhī bachchē ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

149The Father comes here and explains all of these things, but, in spite of that, you children repeatedly forget them.

129Harēk key|kī buddhi number-vār hai nā .

150The intellect of each one is numberwise.

130Jitnī buddhi utnī teacher key|kī paṛhāī dhāraṇ kar saktē haĩ .

151The more intellect (wisdom) you have, the more you are able to imbibe the Teacher's teachings.

131Yah hai bēhad key|kī paṛhāī . 132Paṛhāī K|kē anusār hī number-vār pad pātē haĩ .

152This is an unlimited study and you claim a status, numberwise, according to how you study.

133Bhal paṛhāī ēk hī hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī parantu dynasty bantī hai nā .

153Although it is the same study to change from human beings into deities, a dynasty is created.

134Yah bhī buddhi mē̃ ānā chāhiē ki ham kaun-sā pad pāyēṅgē  ?

154It should also enter your intellects what status you will claim.

135Rājā bannā tō mēhnat kā kām hai .

155It requires effort to become a king.

136Rājāō̃ kē pās dās-dāsiyā̃ bhī chāhiē .

156Kings also need maids and servants.

137Dās-dāsiyā̃ kaun bantē haĩ , yah bhī tum samajh saktē hō .

157Who will become maids and servants? 158You can also understand this.

138Number-vār purūṣhārth anusār harēk kō dāsiyā̃ miltī hōṅgī . 139Tō aisā nahī̃ paṛhnā chāhiē jō janma-janmāntar dās-dāsī banē̃ .

159Each one would have maids and servants, numberwise, according to their efforts, so you should not study in such a way that you become maids and servants for birth after birth.

140Purūṣhārth karnā hai ūñch bannē kā .

160You have to make effort to become elevated.

141Tō sachchī śhānti bāp kī yād mē̃ hai , jarā bhī buddhi idhar-udhar gaī tō time west|waste hōgā . 142Kamāī kam hōgī .

161So, there is real peace in having remembrance of the Father. 162If your intellects wander here and there, even slightly, time is wasted and there is less income earned.

143Satōpradhān ban nahī̃ sakē̃gē .

163You won't be able to become satopradhan.

144Yah bhī samjhāyā hai ki hāthō̃ sē kām kartē rahō , dil sē bāp kō yād karō .

164It has also been explained that, while you continue to work with your hands, you have to remember the Father with your heart.

145Śharīr kō tandarūst rakhnē kē liē ghūmnā phirnā , yah bhī bhal karō . 146Parantu buddhi mē̃ bāp kī yād rahē .

165In order to keep your body healthy, you may tour around, but let your intellect have remembrance of the Father.

147Agar sāth mē̃ kōī hō tō jharmuī-jhagmuī nahī̃ karnī hai .

166If you have someone with you, you mustn't gossip.

148Yah tō har ēk key|kī dil gavāhī dētī hai .

167Each one's heart is a witness for this.

149Bābā samjhā dētē haĩ aisī avasthā mē̃ chakkar lagāō .

168Baba explains that you should tour around in such a stage.

150Pādrī lōg jātē haĩ ēkdam śhānt mē̃ , tum lōg gyān key|kī bātē̃ sārā samay tō nahī̃ karē̃gē phir jabān kō śhānt mē̃ lākar śhivbābā key|kī yād mē̃ race karnī chāhiē .

169Priests walk in total silence. 170You people don't speak this knowledge all the time. 171Therefore, keep yourselves quiet and race in remembrance of Shiv Baba.

151Jaisē khānē K|kē samay bābā kahtē haĩ - yād mē̃ baiṭhkar khāō , apnā chart dēkhō .

172For instance, Baba says: When you are eating, sit and eat in remembrance. 173Look at your chart.

152Bābā apnā tō batātē haĩ ki ham bhūl jātē haĩ .

174Baba tells you his own chart and how he forgets to remember.

153Kōśhiśh kartā hū̃ , bābā kō kahtā hū̃ bābā ham pūrā samay yād mē̃ rahū̃gā .

175I try to remember Baba and I say to Baba: Baba, I will stay in remembrance all the time.

154Āp hamārī khānsī band karō . 155Sugar cum|kam karō .

176You just stop my cough and reduce my sugar.

156Apnē sāth jō mēhnat kartā hū̃ , vah batātā hū̃ . 157Parantu maĩ khud hī bhūl jātā hū̃ tō khānsī cum|kam kaisē hōgī .

177I tell you the effort that I make on myself, but I, myself, forget to remember. 178So, how would the cough be reduced?

158Jō bātē̃ bābā kē sāth kartā hū̃ , vah sach sunātā hū̃ .

179I tell you honestly the conversation I have with Baba.

159Bābā bachchō̃ kō batā dētē haĩ , bachchē bāp kō nahī̃ sunātē , lajjā ātī hai .

180Baba tells you children, but you children don't tell the Father because you are ashamed.

160Jhāṛū lagāō , khānā banāō tō bhī śhivbābā key|kī yād mē̃ banāō tō tākat āyēgī .

181When you sweep the floor or prepare food, do that in remembrance of Shiv Baba and you will receive strength.

161Yah bhī yukti chāhiē , ismē̃ tumhārā hī kalyāṇ hōgā phir tum yād mē̃ baiṭhē̃gē tō aurō̃ kō bhī kaśhiśh hōgī . 162Ēk-dō kō kaśhiśh tō hōtī hai nā .

182This method too is needed. 183You will also benefit from that. 184When you sit in remembrance, others will also be pulled; there is a pull for one another.

163Jitnā tum jāstī yād mē̃ rahē̃gē utnā sannāṭā achchhā hō jāyēgā .

185The more you stay in remembrance, the better the dead silence will be.

164Ēk-dō kā prabhāv drama anusār paṛtā hai .

186According to the drama, there is an influence on one another.

165Yād kī yātrā tō bahut kalyāṇkārī hai , ismē̃ jhūṭh bōlnē key|kī darkār nahī̃ hai .

187The pilgrimage of remembrance is very beneficial. 188There is no need to tell lies about this.

166Sachchē bāp K|kē bachchē haĩ tō sachchā hōkar chalnā hai .

189You are children of the true Father and so you have to move along with honesty.

167Bachchō̃ kō tō sab kuchh miltā hai . 168Viśhva kī bādśhāhī miltī hai tō phir lōbh kar 10-20 sāṛiyā̃ ādi kyō̃ ikaṭṭhī kartē hō .

190You children receive everything; you receive the sovereignty of the world, so why should you have greed and accumulate 10 to 20 saris?

169Agar bahut chījē̃ ikaṭṭhī kartē rahē̃gē tō marnē samay bhī yād āyēgī isliē misāl dētē haĩ ki strī nē unkō kahā lāṭhī bhī chhōṛ dō , nahī̃ tō yah bhī yād āyēgī .

191If you continue to accumulate many things, you will remember them at the time of dying. 192This is why the example is given: His wife told him to renounce even his stick because, otherwise, he would remember that at the end.

170Kuchh bhī yād nahī̃ rahnā chāhiē .

193Nothing should be remembered.

171Nahī̃ tō apnē liē hī musībat lātē haĩ .

194Otherwise, you are creating some difficulty for yourself.

172Jhūṭh bōlnē sē sauguṇā pāp chaṛh jātā hai .

195By telling lies, you accumulate one hundred-fold sin.

173Śhivbābā kā bhaṇḍārā sadaiv bharā rahtā hai , jāstī rakhnē key|kī bhī darkār kyā hai .

196Shiv Baba's treasure store is always full, so there is no need for you to keep a lot.

174Jiskī chōrī hō jātī hai tō sab kuchh diyā jātā hai .

197If everything someone has is stolen, he is given everything.

175Tum bachchō̃ kō bāp sē rājāī miltī hai , tō kyā kapṛē ādi nahī̃ milē̃gē .

198You children receive the kingdom from the Father, so would you not receive clothes etc.?

176Sirph phāltū kharchā nahī̃ karnā chāhiē kyōṅki ablāyē̃ hī madad kartī haĩ svarg key|kī sthāpanā mē̃ .

199Just don't have unnecessary expenditure because it is the innocent, weak mothers who help in the establishment of heaven.

177Unkē paisē aisē barbād bhī nahī̃ karnē chāhiē .

200Therefore, their money should not be wasted just like that.

178Vah tumhārī parvariśh kartī haĩ tō tumhārā kām hai unhō̃ key|kī parvariśh karnā .

201They look after you and so it is your duty to look after them.

179Nahī̃ tō sau guṇā pāp sir par chaṛhtā hai .

202Otherwise, one hundred-fold sin is accumulated on your heads.

180Achchhā  !

203Achcha.

181Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

182Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

183Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

1841 ) bāp kī yād mē̃ baiṭhtē samay zarā bhī buddhi idhar-udhar nahī̃ bhaṭaknī chāhiē .

207 1. At the time of sitting in remembrance of the Father, your intellects should not wander here and there even slightly.

185Sadā kamāī jamā hōtī rahē .

208Constantly continue to accumulate your income.

186Yād aisī hō jō sannāṭā hō jāē .

209Let your remembrance be such that there is dead silence.

1872 ) śharīr kō tandurūsta rakhnē K|kē liyē ghūmnē phirnē jātē hō tō āpas mē̃ jharmuī-jhagmuī ( parchintan ) nahī̃ karnā hai . 188Jabān kō śhānt mē̃ rakh bāp kō yād karnē key|kī race karnī hai .

210 2. In order to keep your body healthy, do not gossip with your companions when you tour around, but keep yourself quiet and race in remembrance of the Father.

189Bhōjan bhī bāp kī yād mē̃ khānā hai .

211Take your meals in remembrance of the Father.

Blessing

190Vardān  : niśhchaybuddhi ban kamjōr saṅkalpō̃ key|kī jāl kō samāpt karnē vālē saphaltā sampann bhav

212Blessing: May you become full of success by your intellect having faith and end any web of weak thoughts.

191Abhī tak majority bachchē kamjōr saṅkalpō̃ kō svayã hī emerge kartē haĩ - sōchtē haĩ patā nahī̃ hōgā yā nahī̃ hōgā , kyā hōgā … yah kamjōr saṅkalp hī dīvār ban jātē haĩ aur saphaltā us dīvār K|kē andar chhip jātī hai .

213 Until now, weak thoughts emerge in the majority of you children. 214They think: I don’t know whether something will happen or not, or what will happen. 215These weak thoughts become a wall and success gets hidden behind that wall.

192Māyā kamjōr saṅkalpō̃ key|kī jāl bichhā dētī hai , usī jāl mē̃ phans jātē haĩ isliē maĩ niśhchaybuddhi vijayī hū̃ , saphaltā mērā janm siddha adhikār hai - is smr̥iti sē kamjōr saṅkalpō̃ kō samāpt karō .

216Maya spins a web of waste thoughts and you become trapped in that web. 217Therefore, let your intellect have faith of becoming victorious and of your having the birthright of success and thereby finish weak thoughts.

Slogan

193Slōgan  : tīsrā , jvālāmukhī nētra khulā rahē tō māyā śhaktihīn ban jāyēgī .

218Slogan: Keep your third eye, your volcanic eye, open and Maya will become powerless.

219*** Om Shanti ***