बुधवार 3 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 03/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - kalaṅgīdhar bannē kē liē apnī avasthā achal-aḍōl banāō , jitnā tum par kalaṅk lagtē haĩ , utnā tum kalaṅgīdhar bantē hō ' '
1Essence: Sweet children, in order to become a Kalangidhar (one who was defamed and became worthy of worship), make your stage unshakeable and immovable. 2The more accusations made against you, the more you become a Kalangidhar.
Question
2Praśhna : bāp key|kī āgyā kyā hai ?
3Question: What is the Father's order?
3Kis mukhya āgyā par chalnē vālē bachchē dil takhtnaśhīn bantē haĩ ?
4By following which main order do you children become seated on the heart throne?
Answer
4Uttar : bāp key|kī āgyā hai - mīṭhē bachchē , tumhē̃ kōī sē bhī khiṭ-khiṭ nahī̃ karnī hai .
5Answer: The Father's order is: Sweet children, you mustn't have any conflict with anyone.
5Śhānti mē̃ rahnā hai .
6Remain peaceful.
6Agar kōī kō tumhārī bāt achchhī nahī̃ lagtī tō tum chup rahō .
7If someone doesn't like something you say, just remain silent.
7Ēk-dō kō taṅg nahī̃ karō .
8Do not harass one another.
8Bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn tab ban saktē jab andar kōī bhī bhūt na rahē , mukh sē kabhī kōī kaḍuvē bōl na nikalē̃ , mīṭhā bōlnā jīvan key|kī dhārṇā hō jāē .
9You can become seated on BapDada's heart throne when there are no evil spirits inside you, when you don't speak bitter words and speaking sweetly becomes your way of life.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Bhagvānuvāch , ātma-abhimānī bhav - pahlē-pahlē jarūr kahnā paṛē .
11God speaks: May you be soul conscious! 12This definitely has to be said first.
11Yah hai bachchō̃ kē liē sāvadhānī .
13This is a caution for you children.
12Bāp kahtē haĩ ki ham bachchē-bachchē kahtē haĩ tō ātmāō̃ kō hī dēkhtā hū̃ , śharīr tō purānī juttī hai .
14The Father says: When I say "Child, child" I am looking at a soul. 15The body is an old shoe.
13Yah satōpradhān ban nahī̃ saktā .
16That cannot become satopradhan.
14Satōpradhān śharīr tō satyug mē̃ hī milēgā .
17You will receive satopradhan bodies in the golden age.
15Abhī tumhārī ātmā satōpradhān ban rahī hai . 16Śharīr tō vahī purānā hai .
18You souls are now becoming satopradhan, but your bodies are the same old bodies.
17Abhī tumkō apnī ātmā kō sudhārnā hai . 18Pavitra bannā hai .
19You souls now have to reform yourselves; you have to become pure.
19Satyug mē̃ śharīr bhī pavitra milēgā .
20In the golden age, you will receive pure bodies.
20Ātmā kō śhuddha karnē kē liē ēk bāp kō yād karnā hōtā hai .
21In order to purify your soul, remember the one Father.
21Bāp bhī ātmā kō dēkhtē haĩ .
22The Father also only looks at you souls.
22Sirph dēkhnē sē ātmā śhuddha nahī̃ banēgī .
23You souls will not become pure by His just looking at you.
23Vah tō jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā śhuddha hōtē jāyēṅgē .
24The more you remember the Father, the purer you will continue to become.
24Yah tō tumhārā kām hai .
25That is your duty.
25Bāp kō yād kartē-kartē satōpradhān bannā hai .
26You have to become satopradhan by remembering the Father.
26Bāp tō āyā hī hai rāstā batānē .
27The Father has come to show you the way.
27Yah śharīr tō ant tak purānā hī rahēgā .
28This body will remain old till the end.
28Yah tō sirph karmēndriyā̃ haĩ , jissē ātmā kā connection hai .
29These are just physical organs which have a connection with the soul.
29Ātmā gul-gul ban jātī hai phir kartavya bhī achchhē kartī hai .
30When a soul has become beautiful, he performs good actions.
30Vahā̃ pañchhī jānvar bhī achchhē-achchhē rahtē haĩ .
31There, even birds and animals are very good.
31Yahā̃ chiṛiyā manuṣhyō̃ kō dēkh bhāgtī hai , vahā̃ tō aisē achchhē-achchhē pañchhī tumhārē āgē-pīchhē ghūmtē phirtē rahē̃gē vah bhī kāydēsir .
32Here, birds fly away when they see human beings, whereas there, such good birds will be flying around you in a disciplined manner.
32Aisē nahī̃ ghar K|kē andar ghus āyēṅgē , gand karkē jāyēṅgē .
33It isn't that they would come into your home, dirty it and then fly away again.
33Nahī̃ , bahut kāydē key|kī duniyā hōtī hai .
34No, that is a very disciplined world.
34Āgē chal tumkō sab sākṣhātkār hōtē rahē̃gē .
35As you progress further, you will have visions of everything.
35Abhī margin tō bahut paṛī hai .
36Now there is a lot of margin.
36Svarg key|kī mahimā tō aparamapār hai .
37The praise of heaven is limitless.
37Bāp key|kī mahimā bhī aparamapār hai , tō bāp K|kē property key|kī mahimā bhī aparamapār hai .
38The Father's praise is limitless, and so even the praise of the Father's property is also limitless.
38Bachchō̃ kō kitnā naśhā chaṛhnā chāhiē .
39You children should be so intoxicated.
39Bāp kahtē haĩ maĩ un ātmāō̃ kō yād kartā hū̃ , jō service kartē haĩ vah automatically yād ātē haĩ .
40The Father says: I remember the souls who do service; they are automatically remembered.
40Ātmā mē̃ man-buddhi hai nā .
41A mind and intellect are in each soul.
41Samajhtē haĩ ki ham first number key|kī service kartē yā second number key|kī kartē haĩ .
42You can understand whether you are doing first-class service or second-class service.
42Yah sab number-vār samajhtē haĩ .
43You understand all of this, numberwise.
43Kōī tō museum banātē haĩ , president , governor ādi kē pās jātē haĩ .
44Some build museums and go to the President or Governor etc.
44Jarūr achchhī rīti samjhātē hōṅgē .
45They must definitely be explaining to them very well.
45Sabmē̃ apnā-apnā guṇ hai .
46Each one has his own virtues.
46Kōī mē̃ achchhē guṇ hōtē haĩ tō kahā jātā hai yah kitnā guṇvān hai .
47When someone has good virtues, it is said: That one is so virtuous.
47Jō serviceable hōṅgē vah sadaiv mīṭhā bōlē̃gē .
48Those who are serviceable will always speak very sweetly.
48Kaṛuvā kabhī bōl nahī̃ sakē̃gē .
49They would never be able to speak bitter words.
49Jō kaṛuvā bōlnē vālē haĩ unmē̃ bhūt hai .
50Those who speak bitterly have evil spirits in them.
50Dēh-abhimān hai number one , phir unkē pīchhē aur bhūt pravēśh kartē haĩ .
51Body consciousness is number one. 52Then the other evil spirits follow that and enter.
51Manuṣhya bad-chalan bhī bahut chaltē haĩ .
53People have very bad behaviour.
52Bāp kahtē haĩ in bichārō̃ kā dōṣh nahī̃ hai .
54The Father says: The poor things can’t be blamed.
53Tumkō mēhnat aisī karnī hai jaisē kalp pahlē kī hai , apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō phir āhistē-āhistē sārē viśhva key|kī ḍōr tumhārē hāthō̃ mē̃ ānē vālī hai .
55You have to make the same effort that you made in the previous cycle. 56Consider yourselves to be souls and remember the Father, and then the string (control) of the whole world will gradually come into your hands.
54Drama kā chakra hai , time bhī ṭhīk batātē haĩ .
57This is the drama cycle and it is telling you the time accurately.
55Bākī bahut cum|kam samay bachā hai .
58There is very little time left.
56Vō lōg ājādī dētē haĩ tō dō ṭukṛā kar dētē haĩ , āpas mē̃ laṛtē rahē̃ .
59When those people give independence to a country, they split the country in two. 60They then continue to fight among themselves.
57Nahī̃ tō unhō̃ kā bārūd ādi kaun lēgā .
61Otherwise, who would buy their ammunition etc.?
58Yah bhī unhō̃ kā vyāpār hai nā .
62That is also their business.
59Drama anusār yah bhī unhō̃ key|kī chālākī hai .
63According to the drama, that is their cleverness.
60Yahā̃ bhī ṭukṛē-ṭukṛē kar diyā hai .
64They have split everything up into pieces here too.
61Vah kahtē yah ṭukṛā hamkō milē , pūrā baṇṭvārā nahī̃ kiyā gayā hai , is taraph pānī jāstī jātā hai , khētī bahut hōtī hai , is taraph pānī cum|kam hai .
65One side says: We should receive this piece of land because it has not been distributed properly. 66There is more water flowing on that side, there is a lot more land on that side and very little water on this side.
62Āpas mē̃ laṛ paṛtē haĩ , phir civil war hō paṛtī hai .
67They fight among themselves in this way and then there is a civil war.
63Jhagaṛē|jhagṛē tō bahut hōtē haĩ .
68There is a lot of fighting.
64Tum jab bāp K|kē bachchē banē hō tō tum bhī gālī khātē hō .
69When you become the Father's children, you also have to take insults.
65Bābā nē samjhāyā thā - abhī tum kalaṅgīdhar bantē hō .
70Baba has explained that each of you is now becoming a Kalangidhar.
66Jaisē bābā gālī khātē haĩ , tum bhī gālī khātē hō .
71You are also insulted in the same way that Baba is.
67Yah tō jāntē hō ki in bichārō̃ kō patā nahī̃ hai ki yah viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
72You know that those poor helpless people do not know that you are to become the masters of the world.
6884 janmō̃ key|kī bāt tō bahut sahaj hai .
73The matter of 84 births is very easy.
69Āpēhī pūjya , āpēhī pujārī bhī tum bantē hō .
74You are the ones who become worthy of worship and you are the ones who are then worshipped.
70Kōī key|kī buddhi mē̃ dhārṇā nahī̃ hōtī hai , yah bhī drama mē̃ unkā aisā part hai .
75If someone’s intellect is unable to imbibe anything, that would be said to be his part in the drama.
71Kar kyā saktē haĩ .
76What can one do?
72Kitnā bhī māthā mārō parantu ūpar chaṛh nahī̃ saktē haĩ .
77No matter how much you beat your head, he just cannot climb up.
73Tadbīr tō karāī jātī hai lēkin unkī takdīr mē̃ nahī̃ hai .
78He is inspired to make effort, but it is not in his fortune.
74Rājdhānī sthāpan hōtī hai , unmē̃ sab chāhiē .
79A kingdom is being established and all are needed in that.
75Aisā samajhkar śhānt mē̃ rahnā chāhiē .
80You should think in this way and remain silent.
76Kōī sē bhī khiṭpiṭ key|kī bāt nahī̃ .
81There shouldn't be any conflict with anyone.
77Pyār sē samjhānā paṛtā hai - aisē na karō .
82You have to explain with love: Do not do that.
78Yah ātmā suntī hai , issē aur hī pad kam hō jāyēgā .
83Your status will become even lower if you do. 84It is the soul that listens.
79Kōī-kōī kō achchhī bāt samjhāō tō bhī aśhānt hō paṛtē haĩ , tō chhōṛ dēnā chāhiē .
85Sometimes, when you tell someone a good thing, he becomes peaceless. 86In that case, you should leave him alone.
80Khud bhī aisā hōgā tō ēk-dō kō taṅg kartā rahēgā .
87If someone is like that, he will continue to harass others.
81Yah pichhāṛī tak rahēgā .
88That will continue till the end.
82Māyā bhī din-pratidin kaṛī hōtī jātī hai .
89Maya becomes more and more severe day by day.
83Mahārathiyō̃ sē māyā bhī mahārathī hōkar laṛtī hai .
90Maya also becomes a maharathi and fights with the maharathis.
84Māyā K|kē tūphān ātē haĩ phir practice hō jātī hai bāp kō yād karnē key|kī , ēkdam jaisē achal-aḍōl rahtē haĩ .
91When storms of Maya come, develop the practice of remembering the Father and you will remain completely unshakeable and immovable.
85Samajhtē haĩ māyā hairān karēgī . 86Ḍarnā nahī̃ hai .
92You understand that Maya will harass you, but you mustn't be afraid.
87Kalaṅgīdhar bannē vālō̃ par kalaṅk lagtē haĩ , ismē̃ nārāz nahī̃ hōnā chāhiē .
93Those who are to become Kalangidhars will be insulted, but you mustn't become upset because of that.
88Akhbār vālē kuchh bhī khilāph ḍāltē haĩ kyōṅki pavitratā key|kī bāt hai .
94Journalists can print anything against you because it is a matter of purity.
89Ablāō̃ par atyāchār hōṅgē .
95Innocent ones will be assaulted.
90Akāsur-bakāsur nām bhī hai .
96There are the names of the devils, Akasur and Bakasur.
91Striyō̃ kā nām bhī pūtanā , sūpnakhā hai .
97There are even names of female devils such as Putna and Supnakha.
92Ab bachchē pahlē-pahlē mahimā bhī bāp key|kī sunātē haĩ .
98First of all, you children relate praise of the Father.
93Bēhad kā bāp kahtē haĩ tum ātmā hō .
99The unlimited Father says: You are souls.
94Yah knowledge ēk bāp K|kē sivāē kōī dē nahī̃ saktā .
100No one, apart from the Father, can give you this knowledge.
95Rachtā aur rachnā kā gyān , yah hai paṛhāī , jissē tum svadarśhan chakradhārī ban chakravartī rājā bantē hō .
101The knowledge of the Creator and creation is the study through which you become spinners of the discus of self-realisation and rulers of the globe.
96Alaṅkār bhī tumhārē haĩ parantu tum brāhmaṇ purūṣhārthī hō isliē yah alaṅkār viṣhṇu kō dē diyā hai .
102The ornaments also belong to you, but you Brahmins are effort-makers. 103This is why these ornaments have been given to Vishnu.
97Yah sab bātē̃ - ātmā kyā hai , paramātmā kyā hai , kōī bhī batā nahī̃ saktē .
104No one else can tell you all the things about what a soul is and what the Supreme Soul is. 105Where did souls come from?
98Ātmā kahā̃ sē I|āī|eye , nikal kaisē jātī , kabhī kahtē haĩ āṅkhō̃ sē nikalī , kabhī kahtē haĩ bhrakuṭī sē nikalī , kabhī kahtē haĩ māthē sē nikal gaī .
106How does a soul leave a body? 107Sometimes, they say that he departed through the eyes, sometimes, through the forehead and sometimes they say that he left through the scull.
99Yah tō kōī jān nahī̃ saktā .
108No one can know this.
100Abhī tum jāntē hō - ātmā śharīr aisē chhōṛēgī , baiṭhē-baiṭhē bāp kī yād mē̃ dēh kā tyāg kar dēgē .
109You now know that the soul will shed his body while just sitting in remembrance of the Father.
101Bāp kē pās tō khuśhī sē jānā hai .
110You should go to the Father in great happiness.
102Purānā śharīr khuśhī sē chhōṛnā hai . 103Jaisē sarp kā misāl hai .
111You have to shed your old bodies in happiness, just like the example of the snake.
104Jānvarō̃ mē̃ bhī jō akla hai , vah manuṣhyō̃ mē̃ nahī̃ hai .
112Human beings don't even have the wisdom that animals have.
105Vah sannyāsī ādi tō sirph dr̥iṣhṭānt dētē haĩ .
113Those sannyasis etc. simply give those examples.
106Bāp kahtē haĩ tumkō aisā bannā hai jaisē bhramarī kīṛē kō transfer kar dētī hai , tumkō bhī manuṣhya rūpī kīṛē kō transfer kar dēnā hai .
114The Father says: You have to become like the buzzing moths who convert the insects. 115You too have to convert them from human insects.
107Sirph dr̥iṣhṭānt nahī̃ dēnā hai lēkin practical karnā hai .
116You mustn't just give examples, but do it in a practical way.
108Ab tum bachchō̃ kō vāpis ghar jānā hai .
117You children now have to return home.
109Tum bāp sē varsā pā rahē hō tō andar mē̃ khuśhī hōnī chāhiē .
118You are receiving the inheritance from the Father and so there should be that happiness inside you.
110Vah tō varsē kō jāntē hī nahī̃ .
119Those people don't know about the inheritance.
111Śhānti tō sabkō miltī hai , sab śhāntidhām mē̃ jātē haĩ .
120Everyone receives peace; everyone goes to the land of peace.
112Sivāē bāp K|kē kōī bhī sarv key|kī sadgati nahī̃ kartē .
121No one, apart from the Father, can grant salvation to everyone.
113Yah bhī samjhānā hōtā hai , tumhārā nivr̥itti mārg hai , tum tō brahm mē̃ līn hōnē kā purūṣhārth kartē hō .
122You also have to explain: “You belong to the path of isolation and you make effort to merge into the brahm element.
114Bāp tō pravr̥itti mārg banātē haĩ .
123The Father creates the family path.”
115Yah bahut guhya bāt hai .
124This is a very deep thing.
116Pahlē tō kōī kō alaph-bē hī paṛhānā paṛtā hai .
125First of all, you have to teach others the lesson of Alpha and beta.
117Bōlō tumkō dō bāp haĩ - had kā aur bēhad kā .
126Tell them: You have two fathers: a limited one and the unlimited One.
118Had K|kē bāp kē pās janma lētē hō vikār sē .
127You take birth to a limited father through vice.
119Kitnē apār duḥkh miltē haĩ .
128So much sorrow is received.
120Satyug mē̃ tō apār sukh haĩ .
129In the golden age, there is limitless happiness.
121Vahā̃ tō janm hī makkhan misal hōtā hai .
130There, birth is as smooth as butter.
122Kōī duḥkh key|kī bāt nahī̃ . 123Nām hī hai svarg .
131There is no question of sorrow; the very name is heaven.
124Bēhad K|kē bāp sē bēhad key|kī bādśhāhī kā varsā miltā hai .
132You receive the inheritance of the unlimited sovereignty from the unlimited Father.
125Pahlē hai sukh , pīchhē hai duḥkh .
133First, there is happiness and then there is sorrow.
126Pahlē duḥkh phir sukh kahnā wrong hai .
134It is wrong to say that there is sorrow first and that then there is happiness.
127Pahlē naī duniyā sthāpan hōtī hai , purānī thōṛēhī sthāpan hōtī hai .
135It is a new world that is established first. 136It is not an old world that is established.
128Purānā makān kabhī kōī banātē haĩ kyā .
137Would anyone build an old building?
129Naī duniyā mē̃ tō rāvaṇ hō na sakē .
138Ravan cannot exist in the new world.
130Yah bhī bāp samjhātē haĩ tō buddhi mē̃ yuktiyā̃ hō̃ .
139The Father also explains: You have to have all of these methods in your intellects.
131Bēhad kā bāp bēhad kā sukh dētē haĩ .
140The unlimited Father gives you unlimited happiness.
132Kaisē dētē haĩ āō tō samjhāyē̃ .
141How does He give that? 142Come and we will explain to you.
133Kahnē key|kī bhī yukti chāhiē .
143You need to have ways of explaining this.
134Duḥkhdhām K|kē duḥkhō̃ kā bhī tum sākṣhātkār karāō .
144Also, let them see all the types of sorrow in the land of sorrow.
135Kitnē athāh duḥkh haĩ , aparampār haĩ .
145There is so much sorrow! 146It is limitless.
136Nām hī hai duḥkhdhām .
147The very name is the land of sorrow.
137Inkō sukhdhām kōī kah nahī̃ saktā .
148No one can call this a land of happiness.
138Sukhdhām mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa rahtē haĩ .
149Shri Krishna stays in the land of happiness.
139Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mandir kō bhī sukhdhām kahtē haĩ .
150Even Shri Krishna’s Temple is called the land of happiness.
140Vah sukhdhām kā mālik thā , jiskī mandirō̃ mē̃ abhī pūjā hōtī hai .
151He was the master of the land of happiness and he is worshipped in the temples even now.
141Abhī yah bābā lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ jāyēṅgē tō kahē̃gē ōhō !
152If this Baba were to go to the Lakshmi and Narayan Temple now, he would say: “Oho!
142Yah tō ham bantē haĩ .
153I am going to become that!”
143Inkī pūjā thōṛēhī karē̃gē .
154He would not worship them now.
144Number one bantē haĩ tō phir second third key|kī pūjā kyō̃ karē̃ .
155He is becoming number one, so he would not worship those who are second or third.
145Ham tō sūryavanśhī bantē haĩ .
156“I am becoming part of the sun dynasty.”
146Manuṣhyō̃ kō thōṛēhī patā hai . 147Vah tō sabkō bhagvān kahtē rahtē haĩ .
157People don't know this; they call everyone God.
148Andhkār kitnā hai .
158There is so much darkness!
149Tum kitnā achchhī rīti samjhātē hō .
159You explain so well.
150Time lagtā hai .
160It takes time.
151Jō kalp pahlē lagā thā , jaldī kuchh bhī kar nahī̃ saktē .
161It will take as much time as it did in the previous cycle.
152Hīrē jaisā janm tumhārā yah abhī kā hai .
162Nothing can be hurried. 163Your present birth is like a diamond.
153Dēvtāō̃ kā bhī hīrē jaisā janm nahī̃ kahē̃gē .
164Even the birth of the deities cannot be said to be like a diamond.
154Vah kōī īśhvarīy parivār mē̃ thōṛēhī haĩ .
165They are not in God's family.
155Yah hai tumhārā īśhvarīy parivār . 156Vah hai daivī parivār .
166This is your Godly family and that is your divine family.
157Kitnī naī-naī bātē̃ haĩ .
167These are such new things.
158Gītā mē̃ tō āṭē mē̃ namak misal hai .
168In the Gita, it is like a pinch of salt in a sackful of flour.
159Kitnī bhūl kar dī hai - śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍālkar .
169People have made such a mistake by putting Shri Krishna’s name.
160Bōlō , tum dēvtāō̃ kō tō dēvtā kahtē hō phir śhrīkr̥iṣhṇa kō bhagvān kyō̃ kahtē hō .
170Tell them: You call the deities deities, so why do you call Shri Krishna God?
161Viṣhṇu kaun hai ?
171Who is Vishnu?
162Yah bhī tum samajhtē hō .
172You understand this.
163Manuṣhya tō bigar gyān K|kē aisē hī pūjā kartē rahtē haĩ .
173People continue to perform worship just like that, without knowledge.
164Prāchīn bhī dēvī-dēvtā haĩ jō svarg mē̃ hōkar gayē haĩ .
174The deities are the most ancient and they were previously in heaven.
165Satō , rajō , tamō mē̃ sabkō ānā hai .
175Everyone has to go through the stages of sato, rajo and tamo.
166Is samay sab tamōpradhān haĩ .
176At this time, all are tamopradhan.
167Bachchō̃ kō points tō bahut samjhātē haĩ .
177Many points are explained to you children.
168Badge par bhī tum achchhā samjhā saktē hō .
178You can explain very well using the badge.
169Bāp aur paṛhānē vālē teacher kō yād karnā paṛē .
179You have to remember the Father and the Teacher who is teaching you.
170Parantu māyā key|kī bhī kitnī kaśhmakaśhā chaltī hai .
180However, there is such a tug of war with Maya.
171Bahut achchhī-achchhī points nikaltī rahtī haĩ .
181Many very good points continue to emerge.
172Agar sunē̃gē nahī̃ tō sunā kaisē sakē̃gē .
182If you don't listen to anything, how would you be able to relate those points?
173Aksar karkē bāhar mē̃ baṛē mahārathī idhar-udhar jātē haĩ tō murlī miss kar dētē haĩ , phir paṛhtē nahī̃ .
183Generally, when the maharathis are on tour, they miss the murlis; they don’t read them then.
174Pēṭ bharā huā hai .
184They are full.
175Bāp kahtē haĩ kitnī guhya-guhya bātē̃ tumkō sunātā hū̃ , jō sunkar dhāraṇ karnā hai .
185The Father says: I tell you such deep things! 186You have to listen to them and imbibe them.
176Dhārṇā nahī̃ hōgī tō kachchē rah jāyēṅgē .
187If you don't imbibe anything, you remain weak.
177Bahut bachchē bhī vichār sāgar manthan kar achchhī-achchhī points sunātē haĩ .
188Many children churn the ocean of knowledge and relate very good points.
178Bābā dēkhtē haĩ , suntē haĩ jaisī-jaisī avasthā aisī-aisī points nikāl saktē haĩ .
189Baba sees that they extract points according to their stage.
179Jō kabhī isnē nahī̃ sunāī hai vah serviceable bachchē nikāltē haĩ .
190The serviceable children are able to extract some points which this one has never related.
180Service par hī lagē rahtē haĩ .
191They remain engaged in doing service.
181Magazine mē̃ bhī achchhī points ḍāltē haĩ .
192Many good points are also printed in the magazine.
182Tō tum bachchē viśhva kā mālik bantē hō .
193So, you children are becoming the masters of the world.
183Bāp kitnā ūñch banātē haĩ , gīt mē̃ bhī hai nā sārē viśhva key|kī bāgṛōr tumhārē hāth mē̃ hōgī .
194The Father makes you so elevated! 195It says in the song: You will have the string (control) of the whole world in your hands.
184Kōī chhīn na sakē .
196No one can snatch it away from you.
185Yah lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik thē nā .
197Lakshmi and Narayan were the masters of the world.
186Unhō̃ kō paṛhānē vālā jarūr bāp hī hōgā .
198It would definitely have been the Father who taught them.
187Yah bhī tum samjhā saktē hō . 188Unhōnnē rājya pad pāyā kaisē ?
199You can explain how they attained that royal status.
189Mandir K|kē pujārī kō patā nahī̃ .
200The temple priests do not know this.
190Tumkō tō athāh khuśhī hōnī chāhiē .
201You should have a lot of happiness.
191Yah bhī tum samjhā saktē hō īśhvar sarvavyāpī nahī̃ .
202You can also explain that God is not omnipresent.
192Is samay tō 5 bhūt sarvavyāpī haĩ .
203Tell them: At this time, the five evil spirits are omnipresent.
193Ēk-ēk mē̃ yah vikār haĩ .
204These vices are in each and every one.
194Māyā K|kē 5 bhūt haĩ .
205There are the five evil spirits of Maya.
195Māyā sarvavyāpī hai .
206Maya is omnipresent.
196Tum phir īśhvar sarvavyāpī kah dētē hō .
207You say that God is omnipresent.
197Yah tō bhūl hai nā .
208That is a mistake.
198Īśhvar sarvavyāpī hō kaisē saktā .
209How can God be omnipresent?
199Vah tō bēhad kā varsā dētē haĩ .
210He gives you the unlimited inheritance.
200Kāṇṭō̃ kō fool|phūl banātē haĩ .
211He changes thorns into flowers.
201Samjhānē key|kī practice bhī bachchō̃ kō karnī chāhiē .
212You children have to practise explaining to others.
202Achchhā !
213Achcha.
203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
214To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
215The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
205Dhārṇā kē liē mukhya sār :
216Essence for dharna:
2061 ) jab kōī aśhānti phailātē haĩ yā taṅg kartē haĩ tō tumhē̃ śhānt rahnā hai .
217 1. When someone spreads peacelessness or troubles you, you have to remain silent.
207Agar samjhānī miltē huē bhī kōī apnā sudhār nahī̃ kar saktē tō kahē̃gē inkī takdīr kyōṅki rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
218If some do not reform themselves, even after being cautioned about something, you can only say that that is their fortune because a kingdom is being established.
2082 ) vichār sāgar manthan kar gyān key|kī naī-naī points nikāl service karnī hai .
219 2. Churn the ocean of knowledge and serve by extracting new points.
209Bāp murlī mē̃ rōz jō guhya bātē̃ sunātē haĩ , vah kabhī miss nahī̃ karnī hai .
220Never miss the deep things that the Father relates to you every day.
Blessing
210Vardān : pavitratā kō ādi anādi viśhēṣh guṇ K|kē rūp mē̃ sahaj apnānē vālē pūjya ātmā bhav
221Blessing: May you easily adopt purity as your original and eternal, special virtue and become a worthy of worship soul.
211Pūjyanīy bannē kā viśhēṣh ādhār pavitratā par hai .
222 The special basis for becoming worthy of worship is purity.
212Jitnā sarv prakār key|kī pavitratā kō apnātē hō utnā sarv prakār sē pūjyanīy bantē hō .
223The more you adopt all types of purity, the more you will accordingly become worthy of worship in every way.
213Jō vidhipūrvak ādi anādi viśhēṣh guṇ K|kē rūp sē pavitratā kō apnātē haĩ vahī vidhipūrvak pūjē jātē haĩ .
224Those who originally and eternally adopt purity as a special virtue with discipline, are also the ones who will be worshipped with discipline.
214Jō gyānī aur agyānī ātmāō̃ K|kē samparka mē̃ ātē pavitra vr̥itti , dr̥iṣhṭi , vibration sē yathārth sampark-sambandha nibhātē haĩ , svapn mē̃ bhī jinkī pavitratā khaṇḍit nahī̃ hōtī hai - vahī vidhipūvark pūjya bantē haĩ .
225Those who are in contact with souls who are gyani and agyani (without knowledge), who fulfil their relationships and connections properly while keeping their pure attitude, vision and vibrations and whose purity is not broken even in their dreams, are the ones who will be worshipped with discipline.
Slogan
215Slōgan : vyakt mē̃ rahtē avyakt phariśhtā bankar sēvā karō tō viśhva kalyāṇ kā kārya tīvragati sē sampann hō .
226Slogan: While living in the gross world, serve as an avyakt angel and the task of world benefit will be accomplished at a fast speed.
227*** Om Shanti ***