शनिवार 6 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp kī yād sē buddhi svachchha bantī hai , divyaguṇ ātē haĩ isliē ēkānt mē̃ baiṭh apnē āpsē pūchhō ki daivīguṇ kitnē āyē haĩ ? 2' '
1Essence: Sweet children, your intellects become clean with the power of remembrance and you also imbibe divine virtues. 2Therefore, sit in solitude and ask yourselves how many divine virtues you have developed.
Question
3Praśhna : sabsē baṛā āsurī avguṇ kaun-sā hai , jō bachchō̃ mē̃ nahī̃ hōnā chāhiē ?
3Question: What is a very great, devilish defect which you children must not have?
Answer
4Uttar : sabsē baṛā āsurī avguṇ hai kisī sē raph-ḍaph bāt karnā yā kaṭuvachan bōlnā , isē hī bhūt kahā jātā hai .
4Answer: It is a very great, devilish defect to speak in a rough or harsh manner to someone. 5This is also called an evil spirit.
5Jab kōī mē̃ yah bhūt pravēśh kartē haĩ tō bahut nuksān kar dētē haĩ isliē unsē kinārā kar lēnā chāhiē .
6When this evil spirit enters someone, it causes a lot of damage and you therefore have to step away from that.
6Jitnā hō sakē abhyās karō - ab ghar jānā hai phir naī rājdhānī mē̃ ānā hai .
7As much as possible, practise: I now have to return home and go into the new kingdom.
7Is duniyā mē̃ sab kuchh dēkhtē huē kuchh bhī dikhāī na dē .
8While seeing everything in this world, do not see anything.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ , jānā tō hai śharīr chhōṛkar .
10The Father sits here and explains to you children that you have to shed your bodies and then return home.
10Is duniyā kō bhī bhūl jānā hai .
11You also have to forget this world.
11Yah bhī ēk abhyās hai .
12This too is a practice.
12Jab kōī śharīr mē̃ khiṭpiṭ hōtī hai tō śharīr kō bhī kōśhiśh kar bhūlnā hōtā hai tō duniyā kō bhī bhūlnā hōtā hai .
13When there are complications of the body, you have to try and forget your body and also forget the world.
13Bhūlnē kā abhyās rahtā hai subah kō .
14The practice of forgetting should be done in the morning.
14Bas , ab vāpis jānā hai .
15“I now have to return home, that is all.”
15Yah gyān tō bachchō̃ kō milā hai . 16Sārī duniyā kō chhōṛ ab ghar jānā hai .
16You children have received the knowledge that you have to renounce the whole world and return home.
17Jāstī gyān key|kī tō darkār nahī̃ rahtī .
17There is no need for a lot of knowledge.
18Kōśhiśh kar usī dhun mē̃ rahnā hai .
18You have to try and maintain that concern.
19Bhal śharīr kō kitnī bhī taklīph hōtī hai , bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai - kaisē abhyās karō .
19No matter how much difficulty you may have with your bodies, it has been explained to you children how to practise this.
20Jaisēki tum hō hī nahī̃ .
20It is as though you don't exist.
21Yah bhī achchhā abhyās hai .
21This too is a good practice.
22Bākī thōṛā samay hai .
22There is now little time left.
23Jānā hai ghar , phir bāp key|kī madad hai yā inkī apnī madad hai .
23We now have to return home. 24You have the Father's help and this one's help.
24Madad miltī jarūr hai aur purūṣhārth bhī karnā hōtā hai .
25You definitely do receive help, but you also have to make your own efforts.
25Yah jō kuchh dēkhnē mē̃ ātā hai , vah hai nahī̃ .
26Whatever you can see, that does not exist.
26Ab ghar jānā hai .
27You now have to return home.
27Vahā̃ sē phir apnī rājdhānī mē̃ ānā hai .
28You then have to go into your own kingdom.
28Pichhāṛī mē̃ yah dō bātē̃ jākar rahtī haĩ - jānā hai phir ānā hai .
29At the end, there are just these two things that remain: You have to go and come.
29Dēkhā jātā hai is yād mē̃ rahnē sē śharīr K|kē rōg jō taṅg kartē haĩ , vah bhī automatically ṭhaṇḍē hō jātē haĩ . 30Vah khuśhī rah jātī hai .
30It has been seen that, by your staying in remembrance, any illnesses of the body that used to trouble you will automatically reduce and just happiness will remain.
31Khuśhī jaisī khurāk nahī̃ isliē bachchō̃ kō bhī yah samjhānā paṛtā hai .
31There is no nourishment like happiness.
32Bachchē , ab ghar chalnā hai , sweet home mē̃ chalnā hai , is purānī duniyā kō bhūl jānā hai .
32Therefore, it has to be explained to you children: Children, you now have to return home. 33You have to go to your sweet home. 34You have to forget this old world.
33Iskō kahā jātā hai yād kī yātrā .
35This is called the pilgrimage of remembrance.
34Abhī hī bachchō̃ kō mālūm paṛtā hai .
36It is only now that you children know about this.
35Bāp kalp-kalp ātē haĩ , yahī sunātē haĩ kalp bād phir milē̃gē .
37The Father comes every cycle. 38He says the same thing, that He will meet you again after another cycle.
36Bāp kahtē haĩ - bachchē , abhī tum jō suntē hō , phir kalp bād bhī yahī sunē̃gē .
39The Father says: Children, whatever you are listening to now, you will listen to the same things after a cycle.
37Yah tō bachchē jāntē haĩ , bāp kahtē haĩ - ham kalp-kalp ākar bachchō̃ kō mārg batātā hū̃ .
40You children know that the Father says: I come every cycle and show you children the path.
38Mārg par chalnā bachchō̃ kā kām hai .
41It is the duty of you children to follow that path.
39Bāp ākar mārg batātē haĩ , sāth mē̃ lē jātē haĩ .
42The Father comes and shows you the path and also takes you back with Him.
40Sirph mārg nahī̃ batātē lēkin sāth mē̃ lē bhī jātē haĩ .
43He doesn't just show you the path, but He also takes you back with Him.
41Yah bhī samjhāyā jātā hai - yah jō chitra ādi haĩ , pichhāṛī mē̃ kuchh bhī kām nahī̃ ātē .
44It has also been explained to you that these pictures, etc. will be of no use at the end.
42Bāp nē apnā parichay dē diyā hai .
45The Father has given you His own introduction.
43Bachchē samajh jātē haĩ bāp kā varsā bēhad key|kī bādśhāhī hai .
46You children understand that the Father's inheritance is the unlimited sovereignty.
44Jō kal mandirō̃ mē̃ jātē thē , mahimā gātē thē in bachchō̃ ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) key|kī , bābā tō inhō̃ kō bhī bachchē-bachchē kahē̃gē nā , jō unhō̃ K|kē ūñch bannē key|kī mahimā gātē thē , ab phir ūñch bannē kā purūṣhārth kartē haĩ .
47Those who used to go to the temples yesterday and sing the praise of these children (Lakshmi and Narayan) - Baba would call them "Children, children" anyway - they used to sing praise of them becoming so elevated and they are now making effort once again to become elevated.
45Śhivbābā kē liē naī bāt nahī̃ .
48This is not anything new for Shiv Baba.
46Tum bachchō̃ kē liē naī bāt hai .
49It is something new for you children.
47Yuddha K|kē maidān mē̃ tō bachchē haĩ .
50It is you children who are on a battlefield.
48Saṅkalp-vikalp bhī inhē̃ taṅg karē̃gē .
51It is you who are troubled by negative and wasteful thoughts.
49Yah khānsī bhī inkē karma kā hisāb-kitāb hai , inkō bhōgnā hai .
52This cough is also this one's karmic account which he has to suffer.
50Bābā tō mauj mē̃ hai , inkō karmātīt bannā hai .
53Baba is in a state of pleasure. 54This one has to become karmateet.
51Bāp tō hai hī sadā karmātīt avasthā mē̃ .
55The Father is always in the karmateet stage.
52Ham tum bachchō̃ kō māyā K|kē tūphān ādi karmabhōg āyēṅgē .
56It is I and you children who experience storms of Maya, etc. and the suffering of karma.
53Yah samjhānā chāhiē .
57This has to be explained.
54Bāp tō rāstā batātē haĩ , bachchō̃ kō sab kuchh samjhātē haĩ .
58The Father shows you the path. 59He explains everything to you children.
55Is rath kō kuchh hōtā hai tō tumkō feeling āyēgī ki dādā kō kuchh huā hai .
60When something happens to this chariot, you have the feeling that something has happened to Dada.
56Bābā kō kuchh nahī̃ hōtā , inkō hōtā hai .
61Nothing happens to Baba; it happens to this one.
57Gyān mārg mē̃ andhaśhraddhā key|kī bāt nahī̃ hōtī .
62There is no blind faith on the path of this knowledge.
58Bāp samjhātē haĩ maĩ kis tan mē̃ ātā hū̃ .
63The Father explains which body He enters.
59Bahut janmō̃ K|kē ant K|kē patit tan mē̃ maĩ pravēśh kartā hū̃ .
64I enter this impure body at the end of the last of his many births.
60Dādā bhī samajhtē haĩ jaisē aur bachchē haĩ , maĩ bhī hū̃ .
65Dada also understands that he too is a child like the other children.
61Dādā purūṣhārthī hai , sampūrṇ nahī̃ hai .
66Dada is also an effort-maker; he is not perfect.
62Tum sab prajāpitā brahmā K|kē bachchē brāhmaṇ purūṣhārth kartē hō , viṣhṇu pad pānē .
67All of you Brahmin children of Prajapita Brahma are making effort to attain the Vishnu status.
63Lakṣhmī-nārāyaṇ kahō , viṣhṇu kahō , bāt tō ēk hī hai .
68Whether you say Lakshmi and Narayan or Vishnu, it is the same thing.
64Bāp nē samjhāyā bhī hai āgē nahī̃ samajhtē thē .
69The Father has explained to you, whereas, previously, you didn't understand anything.
65Na brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō , na apnē āp kō samajhtē thē .
70You neither understood about Brahma, Vishnu and Shankar nor your own selves.
66Abhī tō bāp kō , brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō dēkhnē sē buddhi mē̃ ātā hai - yah brahmā tapasyā kartē haĩ .
71Now, when you see the Father and Brahma, Vishnu and Shankar, it enters your intellects that this Brahma is doing tapasya.
67Yahī saphēd dress hai .
72He is in the same white dress.
68Karmātīt avasthā bhī yahā̃ hōtī hai .
73It is here that you have the karmateet stage.
69In advance tumkō sākṣhātkār hōtā hai - yah bābā phariśhtā banē̃gē .
74You have visions in advance: this Baba will become an angel.
70Tum bhī jāntē hō ham karmātīt avasthā kō pākar phariśhtā banē̃gē number-vār .
75You also know that you will attain your karmateet stage and become angels, numberwise.
71Jab tum phariśhtē bantē hō tab samajhtē hō ki ab laṛāī lagēgī .
76You understand that when you become angels, the war will begin.
72Mirūā maut … yah bahut ūñch avasthā hai .
77It is said: “Death to the prey and happiness for the hunter”. 78This is a very high stage.
73Bachchō̃ kō dhārṇā karnī hai .
79You children have to imbibe this knowledge.
74Yah bhī niśhchay hai ki ham chakra lagātē haĩ .
80You have the faith that you go around the cycle.
75Aur kōī in bātō̃ kō samajh na sakē .
81No one else can understand these things.
76Nayā gyān hai aur phir pāvan bannē kē liē bāp yād sikhātē haĩ , yah bhī samajhtē hō bāp sē varsā miltā hai .
82This is new knowledge and the Father teaches you remembrance in order for you to become pure. 83You also understand that you receive the inheritance from the Father.
77Kalp-kalp bāp K|kē bachchē bantē haĩ , 84 kā chakra lagāyā hai .
84You become the Father's children every cycle. 85You have been around the cycle of 84 births.
78Kōī kō bhī tum samjhāō tum ātmā hō , parampitā paramātmā bāp hai , ab bāp kō yād karō .
86Explain to anyone that they are souls, that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Father and that they must now remember that Father.
79Tō unkī buddhi mē̃ āyēgā daivī prince bannā hai tō itnā purūṣhārth karnā hai .
87It will then enter those people's intellects that now they have to become divine princes and that they also have to make that much effort.
80Vikār ādi sab chhōṛ dēnā hai .
88You have to renounce all the vices, etc.
81Bāp samjhātē haĩ bahan-bhāī bhī nahī̃ , bhāī-bhāī samjhō aur bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur kōī taklīph nahī̃ hai .
89The Father explains: Do not even consider yourselves to be brothers and sisters, but consider yourselves to be brothers and remember the Father and your sins will be absolved. 90There is no other difficulty.
82Pichhāṛī mē̃ aur kōī bātō̃ key|kī darkār nahī̃ paṛēgī .
91At the end, there will be no need for anything else.
83Sirph bāp kō yād karnā hai , āstik bannā hai .
92You simply have to remember the Father. 93You have to become theists.
84Aisā sarvguṇ sampann bannā hai .
94You have to become full of all virtues like them.
85Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra baṛā accurate hai .
95The picture of Lakshmi and Narayan is very accurate.
86Sirph bāp kō bhūl jānē sē daivī guṇ dhāraṇ karnā bhī bhūl jātē haĩ .
96By simply forgetting the Father, you even forget to imbibe divine virtues.
87Bachchē ēkānt mē̃ baiṭh vichār karō - bābā kō yād karkē hamkō yah bannā hai , yah guṇ dhāraṇ karnā hai .
97Children, sit in solitude and think about this: “I have to remember Baba and become like them. 98I have to imbibe those virtues.”
88Bāt tō bahut chhōṭī hai .
99It is a very small thing.
89Bachchō̃ kō kitnī mēhnat karnī paṛtī hai .
100You children have to make so much effort.
90Kitnā dēh-abhimān ā jātā hai .
101Some children become so body conscious!
91Bāp kahtē haĩ « dēhī-abhimānī bhav ' ' .
102The Father says: May you be soul conscious!
92Bāp sē hī varsā lēnā hai .
103You have to claim your inheritance from the Father.
93Bāp kō yād karē̃gē tab tō kichṛā nikalēgā .
104If you remember the Father, the rubbish will be removed.
94Bachchē jāntē haĩ abhī bābā āyā huā hai .
105You children know that Baba has now come.
95Brahmā dvārā naī duniyā kī sthāpanā kartē haĩ .
106He establishes the new world through Brahma.
96Tum bachchē jāntē hō sthāpanā hō rahī hai .
107You children know that that establishment is taking place.
97Itnī sahaj bāt bhī tumsē khisak jātī hai .
108Such a simple matter slips away from you.
98Ēk alaph hai , bēhad K|kē bāp sē bādśhāhī miltī hai .
109There is just the one Alpha and you receive the sovereignty from that unlimited Father.
99Bāp kō yād karnē sē naī duniyā yād ā jātī hai .
110By remembering the Father, you remember the new world.
100Ablāyē̃-kubjāyē̃ bhī bahut achchhā pad pā saktī haĩ .
111Innocent, hunchbacked mothers can also claim a very good status.
101Sirph apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
112You simply have to consider yourselves to be souls and remember the Father.
102Bāp nē tō rāstā batāyā hai .
113The Father has shown you the way.
103Kahtē haĩ - apnē kō ātmā niśhchay karō .
114He says: Have the faith that you are souls.
104Bāp key|kī pahchān tō milī .
115You have received the Father's introduction.
105Buddhi mē̃ baiṭh jātā hai ab 84 janm pūrē huē , ghar jāyēṅgē phir ākar svarg mē̃ part bajāyēṅgē .
116It has now sat in your intellects that you have completed 84 births and that you will now go home and then go and play your parts in heaven.
106Yah praśhna nahī̃ uṭhtā ki kahā̃ yād karū̃ , kaisē karũ ?
117The question doesn't arise: Where should I remember Baba? 118How can I remember Him?
107Buddhi mē̃ hai ki bāp kō yād karnā hai .
119It is in your intellects that you have to remember the Father.
108Bāp kahā̃ bhī jāyē , tum tō unkē hī bachchē hō nā .
120No matter where the Father goes, you are still His children.
109Bēhad K|kē bāp kō yād karnā hai .
121You have to remember the unlimited Father.
110Yahā̃ baiṭhē hō tō tumkō ānand ātā hai . 111Sammukh bāp sē miltē hō .
122When you sit here, you experience bliss because you meet the Father personally, face to face.
112Manuṣhya mūnjh jātē haĩ ki śhivbābā key|kī jayantī kaisē hōgī !
123People become confused about how there can be the birth of Shiv Baba.
113Yah bhī samajhtē nahī̃ ki śhivrātri kyō̃ kahā jātā hai ?
124They don't understand why it is called the night of Shiva.
114Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē samajhtē haĩ nā rāt kō jayantī hōtī hai parantu is rātri key|kī bāt nahī̃ .
125For Shri Krishna, they understand that his birth took place at night, but it is not a question of this (limited) night.
115Vah ādhā kalp key|kī rāt pūrī hōtī hai phir bāp kō ānā paṛtā hai naī duniyā kī sthāpanā karnē , hai bahut sahaj .
126The night of half a cycle comes to an end and so the Father then has to come to establish the new world. 127It is very easy.
116Bachchē khud samajhtē haĩ - sahaj hai .
128You children can understand for yourselves that this is very easy.
117Daivī guṇ dhāraṇ karnē haĩ .
129You have to imbibe divine virtues.
118Nahī̃ tō sau guṇā pāp hō jātā hai .
130Otherwise, one hundred-fold sin will be accumulated.
119Mērī nindā karānē vālē ūñch ṭhaur nahī̃ pā sakē̃gē .
131Those who cause me to be defamed Me cannot claim a high status.
120Bāp key|kī nindā karāyēṅgē tō pad bhraṣhṭa hō jāyēgā .
132If you have the Father defamed, your status will be destroyed.
121Bahut mīṭhā bannā chāhiē .
133You have to become very sweet.
122Raph-ḍaph bāt karnā - yah daivīguṇ nahī̃ hai .
134To speak roughly is not a divine virtue.
123Samajhnā chāhiē yah āsurī avguṇ hai .
135You should understand that that is a devilish trait.
124Pyār sē samjhānā hōtā hai - yah tumhārā daivī guṇ nahī̃ hai .
136You have to explain with love: that is not a divine virtue.
125Yah bhī bachchē jāntē haĩ abhī kaliyug pūrā hōtā hai , yah hai saṅgamyug .
137You children know that the iron age is coming to an end. 138This is the confluence age.
126Manuṣhyō̃ kō tō kuchh patā nahī̃ hai .
139People don't know anything.
127Kumbhakaraṇ key|kī nīnd mē̃ sōyē paṛē haĩ .
140They are sleeping in the sleep of Kumbhakarna.
128Samajhtē haĩ 40 hazār varṣh paṛē haĩ . 129Ham jītē rahē̃gē , sukh bhōgtē rahē̃gē .
141They believe that they still have 40,000 years and that they will continue to live and experience happiness.
130Yah nahī̃ samajhtē din-pratidin aur hī tamōpradhān bantē haĩ .
142They don't understand that, day by day, they are becoming more and more tamopradhan.
131Tum bachchō̃ nē vināśh kā sākṣhātkār bhī kiyā hai !
143You children have had visions of destruction.
132Āgē chalkar brahmā kā , śhrīkr̥iṣhṇa kā bhī sākṣhātkār kartē rahē̃gē . 133Brahmā kē pās jānē sē tum svarg kā aisā prince banē̃gē isliē aksar karkē brahmā aur śhrīkr̥iṣhṇa dōnō̃ K|kē sākṣhātkār hōtē haĩ .
144As you progress further, you will also have visions of Brahma and Shri Krishna: By going to Brahma, you will become a prince of heaven like that one. 145This is why people generally have a vision of both Brahma and Shri Krishna.
134Kōī kō viṣhṇu kā hōtā hai . 135Parantu unsē itnā samajh nahī̃ sakē̃gē .
146Some have a vision of Vishnu, but they aren't able to understand as much from that vision.
136Nārāyaṇ kā hōnē sē samajh saktē haĩ .
147By having a vision of Narayan, they can understand something.
137Yahā̃ ham jātē hī haĩ dēvtā bannē kē liē .
148We come here in order to become deities.
138Tō tum abhī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā pāṭh paṛhtē hō .
149You are now studying the lesson of the beginning, middle and end of the world.
139Pāṭh paṛhāyā jātā hai yād kē liē .
150A lesson is taught to you so that you can have remembrance.
140Pāṭh ātmā paṛhtī hai .
151It is the souls that study.
141Dēh kā bhān utar jātā hai .
152The consciousness of bodies is removed.
142Ātmā hī sab kuchh kartī hai .
153It is the souls that do everything.
143Achchhē athavā burē saṅskār ātmā mē̃ hī hōtē haĩ .
154Good and bad sanskars are in each soul.
144Tum mīṭhē-mīṭhē bachchē 5 hazār varṣh kē bād ākar milē hō .
155You sweetest children have come and met Me after 5000 years.
145Tum vahī hō .
156You are the same ones.
146Features bhī vahī haĩ , 5 hazār varṣh pahlē bhī tum hī thē .
157You have the same features. 158You are the same ones of 5000 years ago.
147Tum bhī kahtē hō 5 hazār varṣh bād āp vahī ākar milē hō , jō hamkō manuṣhya sē dēvtā banā rahē hō .
159You also say: “Baba, You are the same One who has come and met us after 5000 years and You are now changing us from human beings into deities.
148Ham dēvtā thē phir asur ban paṛē haĩ .
160We were deities and we then became devils.”
149Dēvtāō̃ K|kē guṇ gātē āyē , apnē avguṇ varṇan kartē āyē .
161You have been singing praise of the deities and speaking of your own defects.
150Ab phir dēvtā bannā hai kyōṅki daivī duniyā mē̃ jānā hai .
162You now have to become deities again because you have to go to the deity world.
151Tō ab achchhī rīti purūṣhārth kar ūñch pad pāō .
163Therefore, now make very good effort and claim a high status.
152Teacher tō sabkō kahē̃gē nā , paṛhō . 153Achchhī marks mē̃ pās|pass hō tō hamārā bhī nām bālā aur tumhārā bhī nām bālā hōgā .
164A teacher would tell everyone to study and would say: If you pass with good marks, my name will be glorified and your name will also be glorified.
154Aisē bahut kahtē haĩ - bābā , āpkē pās|pass ānē sē kuchh nikaltā hī nahī̃ . 155Sab bhūl jātē haĩ .
165Many children say: “Baba, when I come to You, nothing emerges from inside; I forget everything.”
156Ānē sē hī chup hō jāyēṅgē .
166As soon as you come to Baba, you become quiet.
157Yah duniyā jaisē ki khatm huī paṛī hai .
167It is as though this world is finished.
158Phir tum āyēṅgē naī duniyā mē̃ .
168You will then go to the new world.
159Vah tō baṛī śhōbhnik naī duniyā hōgī .
169That will be a very beautiful, new world.
160Kōī śhāntidhām mē̃ viśhrām pātē haĩ .
170Some receive rest in the land of peace.
161Kōī kō viśhrām nahī̃ miltā hai . 162All-round part hai .
171Some don't receive any rest; they have all-round parts.
163Parantu tamōpradhān duḥkh sē chhūṭ jātē haĩ .
172However, they become liberated from being tamopradhan and experiencing sorrow.
164Vahā̃ śhānti , sukh sab mil jātā hai .
173They then receive peace and happiness there.
165Tō aisē achchhī rīti purūṣhārth karnā chāhiē .
174So, you should make effort so well.
166Aisē nahī̃ ki jō nasīb mē̃ hōgā .
175Do not think that you will receive whatever is destined for you.
167Nahī̃ , purūṣhārth karnā chāhiē .
176No, you have to make effort.
168Samjhā jātā hai ki rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
177It can be understood that a kingdom is being established.
169Ham śhrīmat par apnē liē rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .
178We are establishing a kingdom for ourselves by following shrimat.
170Bābā jō śhrīmat dēnē vālā hai vah khud rājā ādi nahī̃ banā hai .
179Baba who gives us shrimat never becomes a king, etc.
171Unkī śhrīmat sē ham bantē haĩ .
180We become that by following His shrimat.
172Naī bāt hai nā .
181This is something new.
173Kabhī kōī nē na tō sunī , na dēkhī .
182No one has ever heard this before or even seen it.
174Abhī tum bachchē samajhtē hō śhrīmat par ham baikuṇṭh key|kī bādśhāhī sthāpan kartē haĩ .
183You children understand that you are now establishing the sovereignty of Paradise by following shrimat.
175Hamnē anginat bār rājāī sthāpan kī hai .
184We have established that kingdom countless times.
176Kartē aur ganvātē haĩ .
185We claim it and then lose it.
177Yah chakra phirtā hī rahtā hai .
186This cycle continues to turn.
178Pādrī lōg jab chakra lagānē nikaltē haĩ tō aur kōī kō dēkhnā bhī pasand nahī̃ kartē haĩ .
187When Christian priests go for a walk, they don't even like to look at other people.
179Sirph Christ key|kī hī yād mē̃ rahtē haĩ .
188They simply stay in remembrance of Christ.
180Śhānti mē̃ chakra lagātē haĩ .
189They walk around in silence.
181Samajh hai nā .
190They have that understanding.
182Christ key|kī yād mē̃ kitnā rahtē haĩ . 183Jarūr Christ kā sākṣhātkār huā hōgā .
191They stay in remembrance of Christ so much; they must surely have had a vision of Christ.
184Sab pādrī aisē thōṛēhī hōtē haĩ . 185Kōṭō̃ mē̃ kōī , tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ .
192Not all priests are like that; they are a handful out of multimillions. 193It is the same with you.
186Kōṭō̃ mē̃ kōī aisī yād mē̃ rahtē hōṅgē .
194Only a handful out of multimillions would stay in remembrance like that.
187Try karkē dēkhō .
195Just try this and see.
188Aur kōī kō nahī̃ dēkhō .
196Do not look at anyone else.
189Bāp kō yād kartē svadarśhan chakra phirātē rahō . 190Tumkō athāh khuśhī hōgī .
197By remembering the Father and continuing to spin the discus of self-realisation, you will have a lot of happiness.
191Śhrēṣhṭhāchārī dēvtāō̃ kō kahā jātā hai , manuṣhyō̃ kō bhraṣhṭāchārī kahā jātā hai .
198Deities are said to be elevated and human beings are said to be corrupt.
192Is samay tō dēvtā kōī hai nahī̃ .
199At this time, no one is a deity.
193Ādhākalp din , ādhākalp rāt - yah bhārat key|kī hī bāt hai .
200It is said of Bharat: It is the day for half a cycle and the night for half a cycle.
194Bāp kahtē haĩ maĩ ākar sabkī sadgati kartā hū̃ , bākī jō aur dharm vālē haĩ , vah apnē-apnē samay par apnē dharm key|kī ākar sthāpanā kartē haĩ .
201The Father says: I come and grant everyone salvation. 202Those who belong to other religions come at their own times to establish their religions.
195Sab ākar yah mantra lē jātē haĩ . 196Bāp kō yād karnā hai , jō yād karē̃gē vah apnē dharm mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .
203Everyone who comes here takes this mantra back with them: You have to remember the Father. 204Those who remember Him will claim a high status in their religion.
197Tum bachchō̃ kō purūṣhārth karkē rūhānī museum athavā college khōlnē chāhiē .
205You children should make effort to open a spiritual museum or college.
198Likh dō - viśhva key|kī athavā svarg kī rājāī second mē̃ kaisē mil saktī hai , ākar samjhō .
206Just write: Come and understand how you can receive the kingdom of the world of heaven in a second.
199Bāp kō yād karō tō baikuṇṭh key|kī bādśhāhī milēgī .
207Remember the Father and you will receive the sovereignty of Paradise.
200Achchhā !
208Achcha.
201Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
209To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
202Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
210The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
203Dhārṇā kē liē mukhya sār :
211Essence for dharna:
2041 ) chaltē-phirtē ēk bāp key|kī hī yād rahē aur kuchh dēkhtē huē bhī dikhāī na dē - aisā abhyās karnā hai .
212 1. While walking and moving around, let there be remembrance of only the one Father. 213Practise not seeing anything while seeing everything.
205Ēkānt mē̃ apnī jāñch karnī hai ki hamārē mē̃ daivīguṇ kahā̃ tak āyē haĩ ?
214Sit in solitude and check yourself: To what extent have I imbibed divine virtues?
2062 ) aisā kōī karttavya nahī̃ karnā hai , jissē bāp key|kī nindā hō , daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .
215 2. Do not perform any such actions that you would cause defamation of the Father. 216Imbibe divine virtues.
207Buddhi mē̃ rahē - abhī ghar jānā hai phir apnī rājdhānī mē̃ ānā hai .
217Let it remain in your intellect: I now have to return home and then go into the kingdom.
Blessing
208Vardān : sēvāō̃ mē̃ śhubh bhāvnā key|kī addition dvārā śhaktiśhālī phal prāpt karnē vālē saphaltāmūrt bhav
218Blessing: May you receive powerful fruit by having the addition of everyone’s good wishes for service and thereby become an embodiment of success.
209Jō bhī sēvā kartē hō usmē̃ sarv ātmāō̃ K|kē sahyōg key|kī bhāvnā hō , khuśhī key|kī bhāvnā vā sadbhāvnā hō tō her|har kārya sahaj saphal hōgā .
219 Whatever service you do, let it be filled with feelings of co-operation from all souls, with feelings of happiness and good wishes and all tasks will easily then be successful.
210Jaisē pahlē jamānē mē̃ kōī kārya karnē jātē thē tō sārē parivār key|kī āśhīrvād lēkar jātē thē .
220In the early days, when anyone used to go to carry out a special task, he would go with blessings from everyone in the family.
211Tō vartamān sēvāō̃ mē̃ yah addition chāhiē .
221So, this addition is needed for the present service.
212Kōī bhī kārya śhurū karnē K|kē pahlē sabhī key|kī śhubh bhāvnāyē̃ , śhubh kāmanāyē̃ lō|low .
222Before beginning any task, take everyone’s good wishes and pure feelings.
213Sarv key|kī santuṣhṭatā kā bal bharō tab śhaktiśhālī phal nikalēgā .
223Fill yourself with the power of everyone’s contentment and powerful fruit will then emerge.
Slogan
214Slōgan : jaisē bāp jī-hāzir kahtē haĩ vaisē āp bhī sēvā mē̃ jī hāzir , jī hazūr karō tō puṇya jamā hō jāyēgā .
224Slogan: Just as the Father says, “Yes, My lord”, in the same way, when you also say, “Yes, my Lord! 225Yes, my Lord!” you then accumulate charity.
226*** Om Shanti ***