मंगलवार 9 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - sachchē bāp kē sāth andar bāhar sachchā banō , tab hī dēvtā ban sakē̃gē .

1Essence: Sweet children, remain honest internally and externally with the true Father for only then will you be able to become deities.

2Tum brāhmaṇ hī fariśhtā sō dēvtā bantē hō

2It is only you Brahmins who become angels and then deities.

Question

3Praśhna  : is gyān kō sunnē vā dhāraṇ karnē kā adhikārī kaun hō saktā hai  ?

3Question: Who has a right to hear and imbibe this knowledge?

Answer

4Uttar  : jisnē all-round part bajāyā hai , jisnē sabsē jāstī bhakti kī hai , vahī gyān kō dhāraṇ karnē mē̃ bahut tīkhē jāyēṅgē .

4Answer: Those who have played all-round parts; those who have performed the most devotion are the ones who will become clever in imbibing this knowledge.

5Ūñch pad bhī vahī pāyēṅgē .

5They are the ones who will claim a high status.

6Tum bachchō̃ sē kōī kōī pūchhtē haĩ - tum śhāstrō̃ kō nahī̃ māntē hō  ?

6Some people ask you children: Do you not believe in the scriptures?

7Tō bōlō jitnā hamnē śhāstra paṛhē haĩ , bhakti kī hai , utnā duniyā mē̃ kōī nahī̃ kartā .

7Tell them: No one in the world has studied the scriptures as much as we have or has done as much devotion as we have.

8Hamē̃ ab bhakti kā phal milā hai , isliē ab bhakti key|kī darkār nahī̃ .

8We have now received the fruit of our devotion; this is why we no longer need to do devotion.

Murli

9Ōm śhānti .

9Om shanti.

10Bēhad kā bāp bēhad K|kē bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ , sabhī ātmāō̃ kā bāp sabhī ātmāō̃ kō samjhātē haĩ kyōṅki vah sarv kā sadgati dātā hai .

10The unlimited Father sits here and explains to you unlimited children. 11The Father of all souls explains to all souls because He is the One who grants salvation to all.

11Jō bhī ātmāyē̃ haĩ , jīv ātmāyē̃ hī kahē̃gē .

12All souls are said to be in human bodies.

12Śharīr nahī̃ tō ātmā dēkh nahī̃ saktī .

13If a soul doesn’t have a body, he cannot see.

13Bhal drama K|kē plan anusār svarg key|kī sthāpanā bāp kar rahē haĩ parantu bāp kahtē haĩ maĩ svarg kō dēkhtā nahī̃ hū̃ .

14Although the Father establishes heaven according to the drama plan, the Father says: I do not see heaven.

14Jinhō̃ kē liē hai vahī dēkh saktē haĩ .

15Only those for whom heaven is made are able to see it.

15Tumkō paṛhākar phir maĩ tō kōī śharīr dhāraṇ kartā hī nahī̃ hū̃ .

16After teaching you, I do not take a body.

16Tō bigar śharīr dēkh kaisē sakū̃gā .

17Therefore, how could I see anything without a body?

17Aisē nahī̃ , jahā̃-tahā̃ mauzūd hū̃ . 18Sab kuchh dēkhtē haĩ .

18It is not that I am present here, there and everywhere and that I can see everything; no.

19Nahī̃ , bāp sirph dēkhtē haĩ tum bachchō̃ kō , jinkō gul-gul ( fool|phūl ) banākar yād kī yātrā sikhlātē haĩ .

19The Father simply sees you children and He teaches you the pilgrimage of remembrance and He makes you into beautiful flowers.

20' yōg ' akṣhar bhakti kā hai .

20The word “yoga” belongs to the path of devotion.

21Gyān dēnē vālā ēk gyān kā sāgar hai , unkō hī satgurū kahā jātā hai .

21Only the Ocean of Knowledge gives this knowledge. 22Only He is called the Satguru.

22Bākī sab haĩ gurū .

23All others are gurus.

23Sach bōlnē vālā , sachkhaṇḍ sthāpan karnē vālā vahī hai .

24The One who speaks the truth is the One who establishes the land of truth.

24Bhārat sachkhaṇḍ thā , vahā̃ sab dēvī-dēvtā nivās kartē thē .

25Bharat was the land of truth and it was where all the deities used to reside.

25Tum abhī manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō .

26You are now becoming deities from human beings.

26Tō bachchō̃ kō samjhātē haĩ - sachchē bāp kē sāth andar-bāhar sachchā bannā hai .

27Therefore, you children are told to become honest with the Father, internally and externally.

27Pahlē tō kadam-kadam par jhūṭh hī thā , vah sab chhōṛnā paṛēgā , agar svarg mē̃ ūñch pad pānā chāhtē hō tō .

28Previously, there was falsehood at every step. 29You now have to renounce all of that if you want to claim a high status in heaven.

28Bhal svarg mē̃ tō bahut jāyēṅgē parantu bāp kō jānkar bhī vikarmō̃ kō vināśh nahī̃ kiyā tō sajāyē̃ khākar hisāb-kitāb chuktū karnā paṛēgā , phir pad bhī bahut cum|kam milēgā .

30Many of you will go to heaven, but, after recognising the Father, if you haven’t had your sins absolved, you will have to settle your karmic accounts by experiencing punishment and you will receive a low status.

29Rājdhānī sthāpan hō rahī hai purūṣhōttam saṅgamyug par .

31The kingdom is being established at this most auspicious confluence age.

30Rājdhānī na tō satyug mē̃ sthāpan hō saktī , na kaliyug mē̃ kyōṅki bāp satyug yā kaliyug mē̃ nahī̃ ātē haĩ .

32The kingdom cannot be established in the golden age or in the iron age because the Father does not come into the golden or the iron age.

31Is yug kō kahā jātā hai purūṣhōttam kalyāṇkārī yug .

33This age is called the most auspicious and benevolent age.

32Ismē̃ hī bāp ākar sabkā kalyāṇ kartē haĩ .

34The Father only comes in this age and benefits everyone.

33Kaliyug kē bād satyug ānā hai isliē saṅgamyug bhī jarūr chāhiē .

35The golden age comes after the iron age. 36This is why there has to be the confluence age.

34Bāp nē batāyā hai yah patit purānī duniyā hai .

37The Father has explained that this world is old and impure.

35Gāyan bhī hai dūr dēśh kā rahnē vālā … tō parāyē dēśh mē̃ apnē bachchē kahā̃ sē milē̃gē .

38There is a song: The Resident of the Faraway Land. 39How can He meet His children in the foreign land?

36Parāyē dēśh mē̃ phir parāyē bachchē hī miltē haĩ .

40He meets foreign children in the foreign land, of course.

37Unhō̃ kō achchhī rīti samjhātē haĩ - maĩ kismē̃ pravēśh kartā hū̃ .

41He explains to them very clearly who it is whose body He enters.

38Apnā bhī parichay dētē haĩ aur jismē̃ pravēśh kartā hū̃ unkō bhī samjhātā hū̃ ki yah tumhārā bahut janmō̃ K|kē ant kā janm hai .

42He gives His own introduction and He also explains to the one whom He enters that this is now the final one of his many births.

39Kitnā clear hai .

43It is very clear.

40Abhī tum yahā̃ purūṣhārthī hō , sampūrṇ pavitra nahī̃ .

44You are still effort-makers here; you are not completely pure.

41Sampūrṇ pavitra kō phariśhtā kahā jātā hai .

45Those who are completely pure are called angels.

42Jō pavitra nahī̃ unkō patit hī kahē̃gē .

46Those who are not pure are called impure.

43Phariśhtā bannē kē bād phir dēvtā bantē hō .

47Only after becoming angels do you become deities.

44Sūkṣhmavatan mē̃ tum sampūrṇ phariśhtā dēkhtē hō , unhō̃ kō phariśhtā kahā jātā hai .

48You see perfect angels in the subtle region; they are called angels.

45Tō bāp samjhātē haĩ - bachchē , ēk alf kō hī yād karnā hai .

49The Father explains: Children, only remember the one Alpha.

46Alf mānā bābā , unkō allāh bhī kahtē haĩ .

50Alpha means Baba. 51He is also known as Allah.

47Bachchē samajh gayē haĩ bāp sē svarg kā varsā miltā hai .

52You children have understood that you receive your inheritance of heaven from the Father.

48Svarg kaisē rachtē haĩ  ?

53How is heaven created?

49Yād kī yātrā aur gyān sē .

54Through the pilgrimage of remembrance and this knowledge.

50Bhakti mē̃ gyān hōtā nahī̃ .

55There is none of this knowledge on the path of devotion.

51Gyān sirph ēk hī bāp dētē haĩ brāhmaṇō̃ kō .

56Only the one Father gives this knowledge to you Brahmins.

52Brāhmaṇ chōṭī haĩ nā .

57Brahmins are the topknot.

53Abhī tum brāhmaṇ hō phir bājōlī khēlē̃gē . 54Brāhmaṇ dēvtā kṣhatriya . . . . . . . . iskō kahā jātā hai virāṭ rūp .

58You are now Brahmins and you then play the game of somersaulting: Brahmins, deities, warriors, merchants. 59This is called the variety-form image.

55Virāṭ rūp kōī brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā nahī̃ kahē̃gē .

60The variety-form image is not that of Brahma, Vishnu and Shankar.

56Usmē̃ chōṭī brāhmaṇ tō haĩ nahī̃ .

61The topknot of Brahmins is not shown in that image.

57Bāp brahmā tan mē̃ ātē haĩ - yah tō kōī jāntā nahī̃ .

62No one knows that the Father comes into the body of Brahma.

58Brāhmaṇ kul hī sarvōttam kul hai , jabki bāp ākar paṛhātē haĩ .

63The Brahmin clan is the most elevated clan because the Father comes and teaches them.

59Bāp śhūdrō̃ kō tō nahī̃ paṛhāyēṅgē nā .

64The Father would not teach shudras.

60Brāhmaṇō̃ kō hī paṛhātē haĩ .

65He only teaches you Brahmins.

61Paṛhānē mē̃ bhī time lagtā hai , rājdhānī sthāpan hōnī hai .

66This study takes time because a kingdom is being established.

62Tum ūñch tē ūñch purūṣhōttam banō .

67You have to become the most elevated humans.

63Naī duniyā kaun rachēgā  ?

68Who creates the new world?

64Bāp hī rachēgā .

69The Father creates it.

65Yah bhūlō mat .

70Do not forget this.

66Māyā tumkō bhulātī hai , unkā tō dhandhā hī yah hai .

71Maya makes you forget this. 72That is her business.

67Gyān mē̃ itnā interfere nahī̃ kartī hai , yād mē̃ hī kartī hai .

73She does not interfere as much in this knowledge as she does in remembrance.

68Ātmā mē̃ bahut kichṛā bharā huā hai , vah bāp kī yād bigar sāph hō na sakē .

74You souls are filled with a great deal of rubbish and that cannot be cleared without your having remembrance of the Father.

69Yōg akṣhar sē bachchē bahut mūnjhtē haĩ .

75Some children become very confused by the word “yoga”.

70Kahtē haĩ bābā hamārā yōg nahī̃ lagtā .

76They say: Baba, I am unable to have yoga.

71Vāstav mē̃ yōg akṣhar un haṭhyōgiyō̃ kā hai .

77In fact, the word “yoga” belongs to hatha yogis.

72Sannyāsī kahtē haĩ brahm sē yōg lagānā hai .

78Sannyasis say, “Have yoga with the brahm element.”

73Ab brahm tatva tō bahut baṛā lambā-chauṛā hai , jaisē ākāśh mē̃ stars dēkhnē mē̃ ātē haĩ , vaisē vahā̃ bhī chhōṭē-chhōṭē star misal ātmāyē̃ haĩ . 74Vah hai āsmān sē pār , jahā̃ sūrya chānd key|kī rōśhnī nahī̃ .

79However, the brahm element is vast. 80Just as stars are visible in the sky, in the same way, there are tiny souls like stars up above, beyond the sky, where there is no light of the sun or moon.

75Tō dēkhō kitnē chhōṭē-chhōṭē rocket tum hō .

81So, just see, you are such tiny rockets.

76Tab bābā kahtē haĩ - pahlē-pahlē ātmā kā gyān dēnā chāhiē .

82This is why Baba says: First of all, you have to give everyone the knowledge of souls.

77Vah tō ēk bhagvān hī dē saktē haĩ .

83Only God can give this knowledge.

78Aisē nahī̃ , sirph bhagvān kō nahī̃ jāntē . 79Parantu ātmā kō bhī nahī̃ jāntē .

84It is not only that people don’t know God, but they do not know about souls either.

80Itnī chhōṭī see|sī|C ātmā mē̃ 84 K|kē chakra kā avināśhī part bharā huā hai , inkō hī kudrat kahā jātā hai , aur kuchh nahī̃ kah saktē .

85Such a tiny soul is filled with an imperishable part in the cycle of 84 births. 86This is called the wonder of nature. 87It cannot be called anything else.

81Ātmā 84 kā chakra lagātī hī rahtī hai .

88Souls continue to go around the cycle of 84 births.

82Her|har 5 hajār varṣh bād yah chakra phirtā hī rahtā hai .

89This cycle continues to turn every 5000 years.

83Yah drama mē̃ nūndh hai .

90This is fixed in the drama.

84Duniyā avināśhī hai , kabhī vināśh kō nahī̃ pātī .

91The world is imperishable; it can never be destroyed.

85Vō lōg dikhātē haĩ baṛī pralay hōtī hai phir śhrīkr̥iṣhṇa aṅgūṭhā chūstā huā pīpal K|kē pattē par ātā hai .

92People say that annihilation takes place and that Shri Krishna then comes on a pipal leaf, sucking his thumb.

86Parantu aisē kōī hōtā thōṛēhī hai . 87Yah tō bēkāydē hai . 88Mahāpralay kabhī hōtī nahī̃ .

93However, this does not happen; it is against the law of nature because total annihilation never takes place.

89Ēk dharm key|kī sthāpanā aur anēk dharmō̃ kā vināśh chaltā hī rahtā hai .

94One religion is established and all other religions are destroyed. 95This continues for all time.

90Is samay mukhya 3 dharm haĩ .

96At this time, there are three main religions.

91Yah tō auspicious saṅgamyug hai .

97This is the most auspicious confluence age.

92Purānī duniyā aur naī duniyā mē̃ rāt-din kā fark hai .

98There is a difference of night and day between the old world and the new world.

93Kal naī duniyā thī , āj purānī hai .

99Yesterday the world was new and today it is old.

94Kal key|kī duniyā mē̃ kyā thā - yah tum samajh saktē hō .

100Only you understand what existed in the world yesterday.

95Jō jis dharm kā hai , us dharm key|kī hī sthāpanā kartē haĩ .

101Whichever religion it is, it is established by the one who belongs to that religion.

96Vō tō sirph ēk ātē haĩ , bahut nahī̃ hōtē .

102Only one soul comes, not many.

97Phir dhīrē-dhīrē vr̥iddhi hōtī hai .

103Then, expansion gradually takes place.

98Bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ kō kōī taklīph nahī̃ dētā hū̃ .

104The Father says: I do not give you children any difficulty.

99Bachchō̃ kō taklīph kaisē dēgē  !

105How could I give any difficulty to the children?

100Most beloved bāp hai nā .

106He is the most beloved Father.

101Kahtē haĩ maĩ tumhārā sadgati dātā , duḥkh hartā sukh kartā hū̃ .

107He says: I am the Bestower of Salvation for you. 108I am the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

102Yād bhī mujh ēk kō kartē haĩ .

109It is I alone whom you remember.

103Bhakti mārg mē̃ kyā kar diyā hai , kitnī gāliyā̃ mujhē dētē haĩ  !

110What have people been doing on the path of devotion? 111They have defamed Me a great deal.

104Kahtē haĩ god is one .

112It is said: God is One.

105Sr̥iṣhṭi kā chakra bhī ēk hī hai , aisē nahī̃ , ākāśh mē̃ kōī duniyā hai . 106Ākāśh mē̃ stars haĩ .

113There is only one world cycle. 114It is not that there is another world up in the sky; there are stars in the sky.

107Manuṣhya tō samajhtē haĩ ēk-ēk star mē̃ sr̥iṣhṭi hai . 108Nīchē bhī duniyā hai .

115People think that there is a world in every star and that there is also a world down below.

109Yah sab haĩ bhakti mārg key|kī bātē̃ .

116All of those things belong to the path of devotion.

110Ūñch tē ūñch bhagvān ēk hai .

117There is only the one highest-on-high God.

111Kahtē bhī haĩ sārē sr̥iṣhṭi key|kī ātmāyē̃ tumhārē mē̃ pirōī huī haĩ , yah jaisē mālā hai .

118It is said: All the souls of the whole world are threaded within You like a rosary.

112Inkō bēhad key|kī rūdra mālā bhī kah saktē haĩ . 113Sūtra mē̃ bāndhī huī haĩ .

119That can also be called the unlimited rosary of Rudra; they are all threaded together.

114Gātē haĩ parantu samajhtē kuchh nahī̃ .

120People sing this but they don’t understand anything.

115Bāp ākar samjhātē haĩ - bachchē , maĩ tumkō zarā bhī taklīph nahī̃ dētā hū̃ .

121The Father comes and explains: Children, I don’t give you the slightest difficulty.

116Yah bhī batāyā hai jinhōnnē pahlē-pahlē bhakti kī hai , vahī gyān mē̃ tīkhē jāyēṅgē .

122You have also been told that the first ones who did devotion become the ones who will go fast in this knowledge.

117Bhakti jāstī kī hai tō phal bhī unkō jāstī milnā chāhiē .

123If they have done a great deal of devotion, they will also receive a great deal of fruit.

118Kahtē haĩ bhakti kā phal bhagvān dētē haĩ , vah hai gyān kā sāgar . 119Tō jarūr gyān sē hī phal dēgē .

124It has been said that God gives the fruit of devotion. 125He is the Ocean of Knowledge, and so He would surely give the knowledge as fruit.

120Bhakti K|kē phal kā kiskō bhī patā nahī̃ hai .

126No one knows about the fruit of devotion.

121Bhakti kā phal hai gyān , jissē svarg kā varsā sukh miltā hai .

127The fruit of devotion is this knowledge through which you receive the inheritance of the happiness of heaven.

122Tō phal dētē haĩ arthāt narkvāsī sē svargvāsī banātē haĩ ēk bāp .

128Only the one Father gives you this fruit, that is, He changes you from residents of hell into residents of heaven.

123Rāvaṇ kā bhī kiskō patā nahī̃ hai . 124Kahtē bhī haĩ yah purānī duniyā hai .

129No one even knows about Ravan. 130They say that this world is old.

125Kab sē purānī hai - vah hisāb nahī̃ lagā saktē haĩ .

131How long has it been old? 132They cannot calculate this.

126Bāp hai manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ kā bījrūp .

133The Father is the Seed of the human world tree.

127Satya hai .

134He is the Truth.

128Vah kabhī vināśh nahī̃ hōtā , inkō ulṭā jhāṛ kahtē haĩ . 129Bāp ūpar mē̃ hai , ātmāyē̃ bāp kō ūpar dēkh bulātī haĩ , śharīr tō nahī̃ bulā saktā .

135He can never be destroyed. 136This tree is called the inverted tree; the Father is up above. 137Souls look up and call out to the Father. 138Bodies cannot call out.

130Ātmā tō ēk śharīr sē nikal dūsrē mē̃ chalī jātī hai .

139A soul leaves a body and enters another one.

131Ātmā na ghaṭtī , na baṛhtī , na kabhī mr̥ityu kō pātī hai .

140Souls never increase or decrease in size, nor do they ever die.

132Yah khēl banā huā hai .

141This play is predestined.

133Sārē khēl K|kē ādi-madhy-ant kā rāz bāp nē batāyā hai .

142The Father has explained to you the secrets of the beginning, the middle and the end of the whole play.

134Āstik bhī banāyā hai .

143He has also made you into theists.

135Yah bhī batāyā ki in lakṣhmī-nārāyaṇ mē̃ yah gyān nahī̃ hai .

144He has also told you that Lakshmi and Narayan don’t have this knowledge.

136Vahā̃ tō āstik-nāstik kā patā hī nahī̃ rahtā hai .

145There you don’t know about atheists or theists.

137Is samay bāp hī arth|earth samjhātē haĩ .

146It is at this time that the Father explains the meaning of this.

138Nāstik unkō kahā jātā hai jō na bāp kō , na rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō , na duration kō jāntē haĩ .

147Atheists are those who do not know the Father or the beginning, the middle and the end of His creation or its duration.

139Is samay tum āstik banē hō .

148At this time you become theists.

140Vahā̃ yah bātē̃ hī nahī̃ .

149This aspect is not there at all.

141Khēl hai nā .

150This is a play.

142Jō bāt ēk second mē̃ hōtī vah phir dūsrē second mē̃ nahī̃ hōtī .

151Whatever happens in one second does not repeat in the next second.

143Drama mē̃ ṭik-ṭik hōtī rahtī hai .

152The drama continues to tick away.

144Jō past huā chakra phirtā jāyēgā . 145Jaisē bioscope hōtā hai , dō ghaṇṭē yā tīn ghaṇṭē bād phir vahī bioscope hūbahū repeat hōgā .

153That which has passed, that reel continues to turn, just as when a film is shown, that same film is repeated again identically after two or three hours.

146Makān ādi tōṛ ḍāltē haĩ phir dēkhē̃gē banā huā hai .

154The buildings etc. collapse in the film and later you see those same buildings being shown again.

147Vahī hūbahū repeat hōtā hai .

155That also repeats identically.

148Ismē̃ mūnjhnē key|kī bāt hī nahī̃ .

156There is no need to be confused about this.

149Mukhya bāt hai ātmāō̃ kā bāp paramātmā hai .

157The main aspect is that of God, the Father of souls.

150Ātmāyē̃ paramātmā alag rahē bahukāl . . . . alag hōtī haĩ , yahā̃ ātī haĩ part bajānē .

158Souls have been separated from the Supreme Soul for a long time. 159They separate and then come down here to play their parts.

151Tum pūrē 5 hazār varṣh alag rahē hō .

160You have remained separated for a total of 5000 years.

152Tum mīṭhē bachchō̃ kō all-round part milā hai isliē tumkō hī samjhātē haĩ . 153Gyān K|kē bhī tum adhikārī hō .

161You sweet children have received all-round parts. 162This is why it is only explained to you that you are the ones who have a right to this knowledge.

154Sabsē jāstī bhakti jisnē kī hai , gyān mē̃ bhī vahī tīkhē jāyēṅgē , pad bhī ūñch pāyēṅgē .

163Those who have done the most devotion are the ones who will go fast in this knowledge and they will also claim a high status.

155Pahlē-pahlē ēk śhivbābā key|kī bhakti hōtī hai phir dēvtāō̃ key|kī .

164First, it is Shiv Baba who is worshipped and then the deities.

156Phir 5 tatvō̃ key|kī bhī bhakti kartē , vyabhichārī ban jātē haĩ .

165Later, you become adulterated by worshipping the five elements.

157Abhī bēhad kā bāp tumkō bēhad mē̃ lē jātē haĩ , vah phir bēhad K|kē bhakti K|kē agyān mē̃ lē jātē haĩ .

166The Father is now taking you into the unlimited whereas those people lead you into the unlimited ignorance of devotion.

158Ab bāp tum bachchō̃ kō samjhātē haĩ - apnē kō ātmā samajh mujh ēk bāp kō yād karō .

167The Father now explains to you children: Consider yourselves to be souls and remember Me, the Father.

159Phir bhī yahā̃ sē bāhar jānē sē māyā bhulā dētī hai .

168However, when they leave here, Maya makes them forget.

160Jaisē garbh mē̃ paśhchātāp kartē haĩ - ham aisē nahī̃ karē̃gē , bāhar ānē sē bhūl jātē haĩ . 161Yahā̃ bhī aisē hai , bāhar jānē sē hī bhūl jātē haĩ .

169Just as a soul repents in a womb and promises not to perform any more sinful actions but forgets that when he comes out, so it is the same here. 170When they leave here, they forget.

162Yah bhūl aur abhul kā khēl hai .

171This is a play about forgetting and not forgetting.

163Abhī tum bāp K|kē adopted bachchē banē hō . 164Śhivbābā hai nā .

172You have now become the adopted children of the Father, that is of Shiv Baba.

165Vah hai sab ātmāō̃ kā bēhad kā bāp .

173He is the unlimited Father of all souls.

166Bāp kitnā dūr sē ātē haĩ .

174The Father comes from so far away.

167Unkā ghar hai paramdhām .

175His home is the supreme abode.

168Paramdhām sē āyēṅgē tō jarūr bachchō̃ kē liē saugāt lē āyēṅgē .

176When He comes from the supreme abode, He surely brings a gift for the children.

169Hathēlī par bahiśht saugāt mē̃ lē ātē haĩ .

177He brings Paradise on the palm of His hand as the gift.

170Bāp kahtē haĩ second mē̃ svarg kī bādśhāhī lō|low . 171Sirph bāp kō jānō .

178The Father says: Take your kingdom of heaven in a second: simply recognise the Father.

172Sabhī ātmāō̃ kā bāp tō hai nā .

179He is the Father of all souls.

173Kahtē haĩ maĩ tumhārā bāp hū̃ .

180He says: I am your Father.

174Maĩ kaisē ātā hū̃ - vah bhī tumkō samjhātā hū̃ .

181I also explain to you how I come.

175Mujhē rath tō jarūr chāhiē .

182I definitely need a chariot.

176Kaun-sā rath  ?

183Which chariot?

177Kōī mahātmā kā tō nahī̃ lē saktē .

184I cannot take the chariot of any of the mahatmas.

178Manuṣhya kahtē haĩ tum brahmā kō bhagvān , brahmā kō dēvtā kahtē hō .

185Human beings say that you call Brahma God and that you also call Brahma a deity.

179Arē , ham kahā̃ kahtē haĩ  !

186Oh! but we don’t say this.

180Jhāṛ kē ūpar ēkdam ant mē̃ khaṛē haĩ , jabki jhāṛ sārā tamōpradhān hai .

187He is shown standing at the top of the tree when the whole tree becomes tamopradhan.

181Brahmā bhī vahā̃ khaṛā hai tō bahut janmō̃ K|kē ant kā janm huā nā .

188Brahma is shown there and so this would be the last of his many births.

182Bābā khud kahtē haĩ mērē bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm mē̃ jab vānaprasth avasthā hōtī hai tab bāp āyē haĩ . 183Jō ākar dhandhā ādi chhuṛāyā .

189Baba himself says: When I reach the age of retirement, the Father enters me in my final birth, He came and made me renounce my whole business etc.

184Sāṭh varṣh kē bād manuṣhya bhakti kartē haĩ bhagvān sē milnē kē liē .

190People begin to do devotion after the age of 60 in order to meet God.

185Bāp kahtē haĩ tum sab manuṣhya mat par thē , abhī bābā tumhē̃ śhrīmat dē rahē haĩ .

191The Father says: You were all following the dictates of human beings. 192Baba is now giving you shrimat.

186Śhāstra likhnē vālē bhī manuṣhya haĩ .

193It is human beings who write the scriptures.

187Dēvtāyē̃ tō likhtē nahī̃ , na paṛhtē haĩ .

194Deities neither write them nor study them.

188Satyug mē̃ śhāstra hōtē nahī̃ . 189Bhakti hī nahī̃ .

195There are no scriptures in the golden age; there is no devotion.

190Śhāstrō̃ mē̃ sab karmkāṇḍ likhā huā hai . 191Yahā̃ vah bāt hai nahī̃ .

196In the scriptures, it is all the physical rituals that are mentioned; it is not like that here.

192Tum dēkhtē hō bābā gyān dētē haĩ .

197You can see that Baba gives you this knowledge.

193Bhakti mārg mē̃ tō hamnē śhāstra bahut paṛhē haĩ .

198You have studied many scriptures on the path of devotion.

194Kōī pūchhē tum vēdō̃-śhāstrō̃ ādi kō nahī̃ māntē hō  ? 195Bōlō , jō bhī manuṣhya mātra haĩ unsē jyādā ham māntē haĩ .

199If anyone asks you, “Do you not believe in the Vedas and scriptures?” tell them: We believe in them more than any other human beings.

196Śhurū sē lēkar avyabhichārī bhakti hamnē śhurū kī hai .

200We are the ones who began unadulterated devotion in the beginning.

197Abhī hamkō gyān milā hai .

201We have now received this knowledge.

198Gyān sē sadgati hōtī hai phir ham bhakti kō kyā karē̃gē .

202It is through this knowledge that there is salvation and so why should we do devotion?

199Bāp kahtē haĩ - bachchē , hear no evil , see no evil . . . . tō bāp kitnā simple rīti samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchē , apnē kō ātmā niśhchay karō .

203The Father says: Children, hear no evil! see no evil! 204Therefore, the Father explains in such a simple way: Sweetest children, have the faith that you are souls.

200Maĩ ātmā hū̃ , vah kah dētē allāh hū̃ .

205I am a soul. 206They say that they are Allah.

201Tumkō śhikṣhā miltī hai maĩ ātmā hū̃ , bāp kā bachchā hū̃ .

207You receive the teachings to consider yourselves to be souls, children of the Father.

202Yahī māyā ghaṛī-ghaṛī bhulātī hai .

208Maya repeatedly makes you forget this.

203Dēh-abhimānī hōnē sē hī ulṭā kām hōtā hai .

209It is by coming into body consciousness that you perform wrong types of action.

204Ab bāp kahtē haĩ - bachchē , bāp kō bhūlō mat .

210The Father now says: Children, do not forget the Father.

205Time west|waste mat karō .

211Do not waste time.

206Achchhā  !

212Achcha.

207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

213To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

214The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

209Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

215Essence for dharna:

2101 ) rachayitā aur rachnā K|kē rāz kō yathārth samajh āstik bannā hai .

216 1. Understand the secrets of the Creator and creation accurately and become theists.

211Drama K|kē gyān mē̃ mūnjhnā nahī̃ hai .

217Don't become confused about this knowledge of the drama.

212Apnī buddhi kō had sē nikāl bēhad mē̃ lē jānā hai .

218Remove your intellect from all limitations and take it into the unlimited.

2132 ) sūkṣhmavatanvāsī phariśhtā bannē kē liē sampūrṇ pavitra bannā hai .

219 2. In order to become an angel, a resident of the subtle region, become completely pure.

214Ātmā mē̃ jō kichṛā bharā hai , usē yād K|kē bal sē nikāl sāph karnā hai .

220With the power of remembrance, remove all the rubbish with which you are filled and become clean.

Blessing

215Vardān  : īśhvarīy ras kā anubhav kar ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmā bhav

221Blessing: May you remain stable in a constant and stable stage and become an elevated soul by experiencing God’s sweetness.

216Jō bachchē īśhvarīy ras kā anubhav kar lētē haĩ unkō duniyā K|kē sab ras phīkē lagtē haĩ .

222 The children who experience God’s sweetness find all tastes of the world to be bland.

217Jab hai hī ēk ras mīṭhā tō ēk hī taraph attention jāyēgā nā .

223Since just the one taste is sweet, your attention would only go to that One, would it not?

218Sahaj hī ēk taraph man lag jātā hai , mēhnat nahī̃ lagtī hai .

224Your mind will easily go to that One; it will not take any effort.

219Bāp kā snēh , bāp key|kī madad , bāp kā sāth , bāp dvārā sarv prāptiyā̃ sahaj ēkras sthiti banā dētī haĩ .

225The Father’s love, the Father’s help, the Father’s company and all attainments from the Father will easily enable you to make your stage constant and stable.

220Aisī ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālī ātmāyē̃ hī śhrēṣhṭh haĩ .

226Only souls who remain stable in such a constant and stable stage are elevated.

Slogan

221Slōgan  : kichṛē kō samākar ratna dēnā hī master sāgar bannā hai .

227Slogan: To merge all the rubbish in you and give jewels is to become a master ocean.

228*** Om Shanti ***