सोमवार 22 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - dēhī-abhimānī banō tō śhītal hō jāyēṅgē , vikārō̃ key|kī bā̃s nikal jāyēgī , antarmukhī hō jāyēṅgē , fool|phūl ban jāyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, be soul conscious and you will become cool, the bad odour of vice will be removed, you will become introverted and become flowers.
Question
2Praśhna : bāpdādā sabhī bachchō̃ kō kaun-sē dō vardān dētē haĩ ?
2Question: Which two blessings does BapDada give to all of you children?
3Unhē̃ svarūp mē̃ lānē key|kī vidhi kyā hai ?
3What is the way to put them into your form?
Answer
4Uttar : bābā sabhī bachchō̃ kō śhānti aur sukh kā vardān dētē haĩ .
4Answer: Baba gives all of you children the blessings of peace and happiness.
5Bābā kahtē - bachchē , tum śhānti mē̃ rahnē kā abhyās karō .
5Baba says: Children, you have to practise staying in silence.
6Kōī ulṭā-sulṭā bōltē haĩ tō tum javāb na dō . 7Tumhē̃ śhānt rahnā hai .
6If someone says topsy-turvy things, do not answer back; you have to remain silent.
8Phāltū jharmuī , jhagmuī key|kī bātē̃ nahī̃ karnī hai .
7Do not gossip or say anything wasteful.
9Kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .
8Do not cause sorrow for anyone.
10Mukh mē̃ śhānti kā muhalarā ḍāl dō tō yah dōnō̃ vardān svarūp mē̃ ā jāyēṅgē .
9Put the bead of silence in your mouth and you will be able to put both of these blessings into practice.
Murli
11Ōm śhānti .
10Om shanti.
12Mīṭhē-mīṭhē bachchē kabhī sammukh haĩ , kabhī dūr chalē jātē haĩ .
11Sweetest children are sometimes in front of Him and sometimes they go far away.
13Sammukh phir vahī rahtē haĩ jō yād kartē haĩ kyōṅki yād kī yātrā mē̃ hī sab kuchh samāyā huā hai .
12Those who remember Baba are the ones who are in front of Him because everything is merged in the pilgrimage of remembrance.
14Gāyā jātā hai nā - nazar sē nihāl .
13It has been remembered that a soul goes beyond with a glance.
15Ātmā key|kī nazar jātī hai parampitā mē̃ aur kuchh bhī unkō achchhā nahī̃ lagtā .
14A soul’s vision is drawn to the Supreme Soul. 15He does not like anything else.
16Unkō yād karnē sē vikarma vināśh hōtē haĩ .
16By remembering Him, your sins are absolved.
17Tō apnē par kitnī khabardārī rakhnī chāhiē .
17Therefore, you should be very cautious about yourself.
18Yād na karnē sē māyā samajh jātī hai - inkā yōg ṭūṭā huā hai tō apnī taraph khīñchtī hai .
18When you don’t have remembrance, Maya understands that your yoga is broken and so she pulls you to herself.
19Kuchh na kuchh ulṭā karma karā dētī hai .
19She makes you perform one wrong action or another.
20Aisē bāp key|kī nindā karātē haĩ .
20By doing this, souls defame the Father.
21Bhakti mārg mē̃ gātē haĩ - bābā , mērē tō ēk āp dūsrā na kōī .
21On the path of devotion, you used to sing: Baba, only You and no one else are Mine.
22Tab bāp kahtē haĩ - bachchē , mañjil bahut ūñchī hai .
22This is why the Father says: Children, the destination is very high.
23Kām kartē huē bāp kō yād karnā - yah hai ūñch tē ūñch mañzil .
23You have to remember the Father while working. 24This is the highest destination.
24Ismē̃ practice bahut achchhī chāhiē .
25You need to practise this very well.
25Nahī̃ tō nindak ban jātē haĩ , ulṭā kām karnē vālē .
26Otherwise, those who perform bad actions will cause defamation.
26Samjhō kōī mē̃ krōdh āyā , āpas mē̃ laṛtē-jhagaṛtē haĩ tō bhī nindā karāī nā , ismē̃ baṛī khabardārī rakhnī hai .
27For instance, if some of you become angry or you begin to quarrel amongst yourselves, then, that, too, is defamation. 28You have to remain very cautious in this.
27Apnē gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē huē buddhi bāp sē lagānī hai .
29While living at home with your families, link your intellects to the Father.
28Aisē nahī̃ ki kōī sampūrṇ hō gayā hai . 29Nahī̃ .
30It is not that anyone has become complete yet; no.
30Kōśhiśh aisī karnī chāhiē - ham dēhī-abhimānī banē̃ .
31You should try to become soul conscious.
31Dēh-abhimān mē̃ ānē sē kuchh na kuchh ulṭā kām kartē haĩ tō gōyā bāp key|kī nindā karātē haĩ .
32By coming into body consciousness, you perform one wrong action or another. 33In fact, this causes defamation of the Father.
32Bāp kahtē haĩ aisē satgurū key|kī nindā karānē vālē lakṣhmī-nārāyaṇ bannē key|kī ṭhaur pā na sakē̃ isliē pūrā purūṣhārth kartē rahō , issē tum bahut hī śhītal ban jāyēṅgē .
34The Father says: Those who cause defamation of the Satguru cannot reach the destination of becoming Lakshmi or Narayan. 35Therefore, continue to make full effort. 36By doing this, you will become very cool.
33Pañch vikārō̃ key|kī bātē̃ sab nikal jāyēṅgī . 34Bāp sē bahut tākat mil jāyēgī .
37The things of the five vices will be removed from you and you will receive a great deal of power from the Father.
35Kām-kāj bhī karnā hai .
38You also have to carry on with your work etc.
36Bāp aisē nahī̃ kahtē ki karma na karō .
39The Father does not say that you should not do anything.
37Vahā̃ tō tumhārē karma , akarma hō jāyēṅgē .
40There, your actions will be neutral actions.
38Kaliyug mē̃ jō karma hōtē haĩ , vah vikarma hō jātē haĩ .
41The actions that are performed in the iron age are sinful actions.
39Abhī saṅgamyug par tumkō sīkhnā hōtā hai .
42You now have to study this at the confluence age.
40Vahā̃ sīkhnē key|kī bāt nahī̃ .
43There is no question of study this there.
41Yahā̃ key|kī śhikṣhā hī vahā̃ sāth chalēgī .
44You will take the teachings that you are given here with you.
42Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - bāharmukhtā achchhī nahī̃ hai .
45The Father says to you children: Extroversion is not good.
43Antarmukhī bhav .
46May you become introverted!
44Vah bhī samay āyēgā jabki tum bachchē antarmukh hō jāyēṅgē . 45Sivāē bāp K|kē aur kuchh yād nahī̃ āyēgā .
47The time will come when you children become introverted; you will not remember anyone except the Father.
46Tum āyē bhī aisē thē , kōī key|kī yād nahī̃ thī .
48You also came like this; you did not remember anyone.
47Garbh sē jab bāhar nikalē tab patā paṛā ki yah hamārē mā̃-bāp haĩ , yah phalānā hai .
49Only after a baby comes out of the womb does he understand that those are his mother and father, that that is So-and-so.
48Tō phir ab jānā bhī aisē hai .
50Therefore, you now have to return in the same way.
49Ham ēk bāp K|kē haĩ aur kōī unkē sivāē buddhi mē̃ yād na āyē .
51We belong to the one Father. 52Your intellects should not remember anyone except Him.
50Bhal time paṛā hai parantu purūṣhārth tō pūrī rīti karnā hai .
53Although there is still some time left, you have to make full effort.
51Śharīr par tō kōī bharōsā nahī̃ .
54You cannot depend on your bodies.
52Kōśhiśh kartē rahnā chāhiē , ghar mē̃ bhī bahut śhānti hō , klēśh nahī̃ .
55Continue to make effort to maintain peace in your homes and not have any conflict.
53Nahī̃ tō sab kahē̃gē inmē̃ kitnī aśhānti hai .
56Otherwise, everyone would say that there is a great deal of peacelessness in that one.
54Tum bachchō̃ kō tō rahnā hai bilkul śhānt .
57You children have to remain in total silence.
55Tum śhānti kā varsā lē rahē hō nā .
58You are claiming your inheritance of peace.
56Abhī tum rahtē hō kāṇṭō̃ K|kē bīch mē̃ .
59You are now living among thorns.
57Phūlō̃ K|kē bīch mē̃ nahī̃ hō .
60You are not in a garden of flowers.
58Kāṇṭō̃ K|kē bīch rah fool|phūl bannā hai .
61You have to become flowers while living among thorns.
59Kāṇṭō̃ kā kāṇṭā nahī̃ bannā hai .
62You must not become thorns yourselves.
60Jitnā tum bāp kō yād karē̃gē utnā śhānt rahē̃gē .
63The more you remember the Father, the more peaceful you will remain.
61Kōī ulṭā-sulṭā bōlē , tum śhānti mē̃ rahō .
64Remain silent when anyone says anything topsy-turvy to you.
62Ātmā hai hī śhānt .
65Souls are peaceful.
63Ātmā kā svadharm hai śhānt .
66The original religion of souls is peace.
64Tum jāntē hō abhī hamkō us ghar mē̃ jānā hai .
67You understand that you have to return to that home.
65Bāp bhī hai śhānti kā sāgar .
68The Father is the Ocean of Peace.
66Kahtē haĩ tumkō bhī śhānti kā sāgar bannā hai .
69He says: You also have to become oceans of peace.
67Phāltū jharmuī-jhagmuī bahut nuksān kartī hai .
70Wasteful gossip causes a great deal of damage.
68Bāp direction dētē haĩ - aisī bātē̃ nahī̃ karnī chāhiē , issē tum bāp key|kī nindā karātē hō .
71The Father gives you directions: You must not speak of such things. 72You defame the Father’s name through that.
69Śhānti mē̃ kōī nindā vā vikarma hōtā nahī̃ .
73When you are in silence, no defamation or sinful acts are performed.
70Bāp kō yād kartē rahnē sē aur hī vikarma vināśh hōṅgē .
74By continuing to remember the Father, the more your sins will be absolved.
71Aśhānt na khud hō , na aurō̃ kō karō .
75You yourself must not become peaceless or make anyone else peaceless.
72Kiskō duḥkh dēnē sē ātmā nārāz hōtī hai .
76If you cause sorrow for someone, that soul becomes upset.
73Bahut haĩ jō report likhtē haĩ - bābā , yah ghar mē̃ ātē haĩ tō dhamchakra machā dētē haĩ .
77There are many who write a report: Baba, this one creates a great deal of chaos at home.
74Bābā likhtē haĩ tum apnē śhānti svadharm mē̃ rahō .
78Baba replies: You have to remain in your religion of peace.
75Hātamtāī key|kī kahānī bhī hai nā , unkō kahā tum mukh mē̃ muhalarā ḍāl dō tō āvāz nikalēgā hī nahī̃ . 76Bōl nahī̃ sakē̃gē .
79There is a story about Hatamatai: he was told to put a bead in his mouth so that no sound would emerge and he would not be able to speak.
77Tum bachchō̃ kō śhānti mē̃ rahnā hai .
80You children have to remain peaceful.
78Manuṣhya śhānti kē liē bahut dhakkē khātē haĩ .
81People stumble around a great deal for peace.
79Tum bachchē jāntē hō hamārā mīṭhā bābā śhānti kā sāgar hai .
82You children understand that your sweet Baba is the Ocean of Peace.
80Śhānti karātē-karātē viśhva mē̃ śhānti sthāpan kartē haĩ .
83By creating peace, He establishes peace in the world.
81Apnē bhaviṣhya martabē kō bhī yād karō .
84You also have to remember your future status.
82Vahā̃ hōtā hī hai ēk dharm , dūsrā kōī dharm hōtā nahī̃ .
85There is only one religion there; there is no other religion.
83Unkō hī viśhva mē̃ śhānti kahā jātā hai .
86That is called the time of peace in the world.
84Phir jab dūsrē-dūsrē dharm ātē haĩ tō haṅgāmē̃ hōtē haĩ .
87Later, when other religions come, there is a great deal of chaos.
85Abhī kitnī śhānti rahtī hai .
88You now have so much peace.
86Samajhtē hō hamārā ghar vahī hai .
89You understand that that is your home.
87Hamārā svadharm hai śhānt .
90Our original religion is peace.
88Aisē tō nahī̃ kahē̃gē śharīr kā svadharm śhānt hai .
91You would not say that the original religion of bodies is peace.
89Śharīr vināśhī chīz hai , ātmā avināśhī chīz hai .
92Bodies are perishable whereas souls are imperishable.
90Jitnā samay ātmāyē̃ vahā̃ rahtī haĩ tō kitnā śhānt rahtī haĩ .
93Souls remain in peace for as long as they remain there.
91Yahā̃ tō sārī duniyā mē̃ aśhānti hai isliē śhānti māṅgtē rahtē haĩ .
94Here, there is peacelessness throughout the whole world which is why they keep asking for peace.
92Parantu kōī chāhē sadā śhānt mē̃ rahē̃ , yah tō hō na sakē .
95However, it is not possible for anyone who wants to stay there in constant peace to do so.
93Bhal 63 janm vahā̃ rahtē haĩ phir bhī ānā jarūr paṛēgā .
96Even though some stay up there for 63 births, they ultimately have to come here.
94Apnā part duḥkh-sukh kā bajākar phir chalē jāyēṅgē .
97They will play their parts of happiness and sorrow and return home.
95Drama kō achchhī rīti dhyān mē̃ rakhnā hōtā hai .
98Keep the drama very clearly in your awareness.
96Tum bachchō̃ kō bhī dhyān mē̃ rahē ki bābā hamkō vardān dētē haĩ - sukh aur śhānti kā .
99You children should remain aware that Baba is giving you the blessings of peace and happiness.
97Brahmā key|kī ātmā bhī sab suntī hai .
100The Brahma soul listens to everything.
98Sabsē nazdīk tō inkē kān suntē haĩ .
101Of those who listen, his ears are the closest.
99Inkā mukh kān K|kē nazdīk hai . 100Tumhārā phir itnā dūr hai .
102His mouth is also close to his ears; your ears are a little further away.
101Yah jhaṭ sun lētē haĩ .
103This one hears very quickly.
102Sab bātē̃ samajh saktē haĩ .
104He understands everything.
103Bāp kahtē haĩ mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ !
105The Father says: O sweetest children!
104Mīṭhē-mīṭhē tō sabkō kahtē haĩ kyōṅki bachchē tō sab haĩ .
106He calls everyone the sweetest because all are His children.
105Jō bhī jīv ātmāyē̃ haĩ vah sab bāp K|kē bachchē avināśhī haĩ .
107All embodied souls are the imperishable children of the Father.
106Śharīr tō vināśhī hai .
108Bodies are perishable.
107Bāp avināśhī hai .
109The Father is imperishable.
108Bachchē ātmāyē̃ bhī avināśhī haĩ .
110You children, you souls, are imperishable.
109Bāp bachchō̃ sē vārtālāp kartē haĩ - iskō kahā jātā hai rūhānī knowledge .
111The Father converses with His children. 112This is called spiritual knowledge.
110Supreme rūh baiṭh rūhō̃ kō samjhātē haĩ .
113The Supreme Spirit sits here and explains to you spirits.
111Bāp kā pyār tō hai hī .
114The Father has love for all.
112Jō bhī sab rūhē̃ haĩ , bhal tamōpradhān haĩ . 113Jāntē haĩ yah sab jab ghar mē̃ thē tō satōpradhān thē .
115Although all spirits are tamopradhan, they know that when they were in the home, they were satopradhan.
114Sabkō kalp-kalp ham ākar śhānti kā rāstā batātā hū̃ .
116I come every cycle and show everyone the path to peace.
115Var dēnē key|kī bāt nahī̃ hai .
117It is not a question of giving a blessing.
116Aisē nahī̃ kahtē dhanvān bhav , āyuṣhvān bhav .
118He does not say: May you be wealthy! 119May you have a long lifespan!
117Nahī̃ . 118Satyug mē̃ tum aisē thē parantu āśhīrvād nahī̃ dētē haĩ .
120No; you were like that in the golden age, but Baba does not give you such blessings.
119Kr̥ipā vā āśhīrvād nahī̃ mā̃gnī hai .
121You do not have to ask for blessings or mercy.
120Bāp , bāp bhī hai , teacher bhī hai - yahī bāt yād karnī hai .
122You have to remember that the Father is the Father and that He is also the Teacher.
121Ōhō !
123Oho!
122Śhivbābā bāp bhī hai , teacher bhī hai , gyān kā sāgar bhī hai .
124Shiv Baba is the Father. 125He is also the Teacher and the Ocean of Knowledge.
123Bāp hī baiṭh apnā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān sunātē haĩ , jissē tum chakravartī mahārājā ban jātē hō .
126The Father sits here and speaks the knowledge of Himself and of the beginning, middle and end of creation through which you become emperors, rulers of the globe.
124Yah sārā all-round chakra hai nā .
127This is an all-round cycle.
125Bāp samjhātē haĩ is samay sārī duniyā rāvaṇ rājya mē̃ hai .
128The Father explains that, at this time, the whole world is in the kingdom of Ravan.
126Rāvaṇ sirph laṅkā mē̃ nahī̃ hai .
129Ravan does not only exist in Lanka.
127Yah hai bēhad key|kī laṅkā . 128Chārō̃ taraph pānī hai .
130This is an unlimited Lanka (island); there is water all around.
129Sārī laṅkā rāvaṇ kī thī , ab phir rām key|kī bantī hai .
131The whole of Lanka belonged to Ravan and it is now going to belong to Rama again.
130Laṅkā tō sōnē kī thī .
132Lanka was made of gold.
131Vahā̃ sōnā bahut hōtā hai .
133There was a great deal of gold there.
132Ēk misāl bhī batātē haĩ dhyān mē̃ gayā , vahā̃ ēk sōnē key|kī īṭ dēkhī .
134There is the example of someone going into trance and seeing bricks of gold there.
133Jaisē yahā̃ miṭṭī kī haĩ , vahā̃ sōnē key|kī hōṅgī .
135Just as there are bricks of clay here, so there will be bricks of gold there.
134Tō khyāl kiyā sōnā lē jāyē̃ .
136So, he thought that he could bring a gold brick back with him.
135Kaisē-kaisē nāṭak banāyē haĩ .
137They have made up many plays.
136Bhārat tō nāmīgrāmī hai , aur khaṇḍō̃ mē̃ itnē hīrē-javāhar nahī̃ hōtē .
138Bharat is very famous. 139There are not as many diamonds and jewels in other lands.
137Bāp kahtē haĩ maĩ sabkō vāpis lē jātā hū̃ , guide ban karkē .
140The Father says: I become the Guide and take everyone back home.
138Chalō bachchē , ab ghar jānā hai .
141Come children, you now have to return home.
139Ātmāyē̃ patit haĩ , pāvan hōnē bigar ghar jā nahī̃ saktī haĩ .
142Souls are impure; they cannot return home without becoming pure.
140Patit kō pāvan banānē vālā ēk bāp hī hai isliē sab yahā̃ hī haĩ . 141Vāpis kōī bhī jā nahī̃ saktē .
143Only the one Father can purify the impure. 144This is why everyone is down here; no one can return home.
142Law nahī̃ kahtā .
145The law does not allow this.
143Bāp kahtē haĩ - bachchē , māyā tumhē̃ aur hī zōr sē dēh-abhimān mē̃ lāyēgī . 144Bāp kō yād karnē nahī̃ dēgī .
146The Father says: Children, Maya will take you into body consciousness with even greater force; she will not let you remember the Father.
145Tumkō khabardār rahnā hai .
147You have to remain very cautious.
146Is par hī yuddha hai .
148Your battle is because of this.
147Ākhē̃ baṛā dhōkhā dētī haĩ .
149It is your eyes that deceive you the most.
148In ôkhō̃ kō kabjē mē̃ ( adhikār mē̃ ) rakhnā hai .
150You have to keep your eyes under control.
149Dēkhā gayā bhāī-bahan mē̃ bhī dr̥iṣhṭi ṭhīk nahī̃ rahtī hai tō ab samjhāyā jātā hai bhāī-bhāī samjhō .
151It is seen that, even in the consciousness of brother and sister, your vision does not remain good. 152Therefore, it is explained to you: Consider yourselves to be brothers.
150Yah tō sab kahtē haĩ ham sab bhāī haĩ . 151Parantu samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
153Everyone says that we are all brothers, but they don’t understand the meaning of that.
152Jaisē mēṛhak ṭrā̃-ṭrā̃ kartē rahtē haĩ , arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē .
154They are like frogs that keep croaking; they do not understand the meaning at all.
153Abhī tum har ēk bāt kā yathārth arth|earth samajh gayē hō .
155You now understand accurately the meaning of every aspect.
154Bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ ki tum bhakti mārg mē̃ bhī āśhik thē , māśhuk kō yād kartē thē .
156The Father explains to you sweetest children: When you were on the path of devotion, you were also My lovers at that time; you used to remember your Beloved.
155Duḥkh mē̃ jhaṭ unkō yād kartē haĩ - hāy rām ! 156Hē bhagvān rahm karō !
157People very quickly remember Him in times of sorrow: O Rama, O God, have mercy on me!
157Svarg mē̃ tō aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē .
158You will never say this in heaven.
158Vahā̃ rāvaṇ rājya hī nahī̃ hōtā hai .
159There, there is no kingdom of Ravan.
159Tumkō rāmrājya mē̃ lē jātē haĩ tō unkī mat par chalnā chāhiē .
160Baba sends you to the kingdom of Rama. 161Therefore, you should follow His directions.
160Abhī tumkō miltī hai īśhvarīy mat phir milēgī daivī mat .
162You are now receiving God’s directions and you will then receive divine directions.
161Is kalyāṇkārī saṅgamyug kō kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ kyōṅki sabkō batāyā huā hai , kaliyug ajun chhōṭā bachchā hai . 162Lākhō̃ varṣh paṛē haĩ .
163No one knows about this benevolent confluence age because everyone has been told that the iron age is still an infant and that hundreds and thousands of years still remain.
163Bābā kahtē yah hai bhakti kā ghōr andhiyārā . 164Gyān hai sōjharā .
164Baba says that that is the total darkness of the path of devotion whereas this knowledge is light.
165Drama anusār bhakti key|kī bhī nūndh hai , yah phir bhī hōgī .
165According to the drama, the path of devotion is fixed and it will exist again.
166Ab tum samajhtē hō bhagvān mil gayā tō bhaṭaknē key|kī darkār nahī̃ rahtī .
166You now understand that you have found God and so there is no need to wander around.
167Tum kahtē hō ham jātē haĩ bābā kē pās athavā bāpdādā kē pās .
167You say: We are going to Baba. 168That means you are going to BapDada.
168In bātō̃ kō manuṣhya tō samajh na sakē̃ .
169Human beings cannot understand these things.
169Tumhārē mē̃ bhī jinkō pūrā niśhchay nahī̃ baiṭhtā tō māyā ēkdam hap kar lētī hai .
170Maya still swallows those of you who don’t have full faith.
170Ēkdam gaj kō grāh hap kar lētā hai .
171The alligator completely swallows the maharathis.
171Āśhcharyavat sunantī … purānē tō chalē gayē , unkā bhī gāyan hai , achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō māyā harā dētī hai .
172They become amazed as they listen to this knowledge. 173Older ones have left. 174It is also remembered that Maya defeats very good maharathis.
172Bābā kō likhtē haĩ - bābā , āp apnī māyā kō nahī̃ bhējō .
175You write to Baba: Baba, don’t send Your Maya to us.
173Arē , yah hamārī thōṛēhī hai .
176Oh! 177She does not belong to Me.
174Rāvaṇ apnā rājya kartē haĩ , ham apnā rājya sthāpan kar rahē haĩ .
178Ravan has his own kingdom and I establish My own kingdom.
175Yah paramparā sē chalā ātā hai .
179This has continued since time immemorial.
176Rāvaṇ hī tumhārā sabsē baṛā duśhman hai .
180Ravan is your greatest enemy.
177Jāntē haĩ rāvaṇ duśhman hai , isliē uskō her|har varṣh jalātē haĩ .
181People know that Ravan is their enemy which is why they burn him every year.
178Maisūr mē̃ tō daśhaharā bahut manātē haĩ , samajhtē kuchh nahī̃ .
182In Mysore, they celebrate Dashera a great deal, but they don’t understand the meaning of it.
179Tumhārā nām hai śhiv śhakti sēnā .
183Your name is the Shiv Shakti Army.
180Unhōnnē phir nām bandar sēnā ḍāl diyā hai .
184They have then used the name, “Army of Monkeys”.
181Tum jāntē hō barōbar ham bandar misal thē , ab śhivbābā sē śhakti lē rahē hō , rāvaṇ par jīt pānē .
185You understand that you were definitely like monkeys and that you are now taking power from Shiv Baba in order to gain victory over Ravan.
182Bāp hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ .
186The Father comes and teaches you Raja Yoga.
183Is par kathāyē̃ bhī anēk banā dī haĩ .
187They have made up many stories about this.
184Amarkathā bhī kahtē haĩ .
188It is also called the story of immortality.
185Tum jāntē hō bābā hamkō amarkathā sunātē haĩ .
189You know that Baba is telling you the story of immortality.
186Bākī kōī pahāṛ ādi par nahī̃ sunātē .
190However, He does not tell you this up on a mountain.
187Kahtē haĩ śhaṅkar nē pārvatī kō amarkathā sunāī .
191They say that Shankar told Parvati the story of immortality.
188Śhiv śhaṅkar kā chitra bhī rakhtē haĩ . 189Dōnō̃ kō milā diyā hai .
192They keep an image of Shiva and Shankar and have made them both into one.
190Yah sab hai bhakti mārg .
193All of that is the path of devotion.
191Din-pratidin sab tamōpradhān hōtē gayē haĩ .
194Day by day, everyone is becoming tamopradhan.
192Satōpradhān sē satō hōtē haĩ tō dō kalā kam hōtī haĩ .
195When you become sato from satopradhan you lose two degrees.
193Trētā kō bhī vāstav mē̃ svarg nahī̃ kahā jātā hai .
196In fact the silver age cannot be called heaven.
194Bāp ātē haĩ tum bachchō̃ kō svargvāsī banānē .
197The Father comes to make you children into residents of heaven.
195Bāp jāntē haĩ brāhmaṇkul aur sūryavanśhī-chandravanśhī kul dōnō̃ sthāpan hō rahē haĩ .
198The Father knows that the Brahmin clan as well as both the sun and moon dynasty clans are now being established.
196Rāmachandra kō kṣhatriya key|kī niśhānī dī hai .
199Ramachandra has been symbolised as a warrior (shown with a bow and arrow).
197Tum sab kṣhatriya hō nā , jō māyā par jīt pātē hō .
200You are all warriors who gain victory over Maya.
198Cum|kam marks sē pās|pass hōnē vālē kō chandravanśhī kahā jātā hai , isliē rām kō bāṇ ādi dē diyā hai . 199Hiṅsā tō trētā mē̃ bhī hōtī nahī̃ .
201Those who pass with fewer marks are known as those who belong to the moon dynasty. 202This is why Rama has been shown with a bow and arrow; there is no violence in the silver age.
200Gāyan bhī hai rām rājā , rām prajā . . . . . parantu yah kṣhatriyapan key|kī niśhānī dē dī hai tō manuṣhya mūnjhtē haĩ .
203The kingdom of Rama, the king, and the subjects have been remembered, but people are confused because he has been portrayed as a warrior.
201Yah hathiyār ādi hōtē nahī̃ haĩ .
204Those weapons do not exist there.
202Śhaktiyō̃ kē liē bhī kaṭārī ādi dikhātē haĩ .
205The Shaktis too have been portrayed with swords etc.
203Samajhtē kuchh bhī nahī̃ haĩ .
206People do not understand anything.
204Tum bachchē abhī samajh gayē hō ki bāp gyān kā sāgar hai isliē bāp hī ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ .
207You children have now understood that the Father is the Ocean of Knowledge. 208Therefore, the Father explains the secrets of the beginning, middle and end of the world.
205Bēhad K|kē bāp kā jō bachchō̃ par lav|love hai , vah had K|kē bāp kā hō na sakē .
209A limited father would not have the kind of love that the unlimited Father has for you children.
20621 janmō̃ kē liē bachchō̃ kō sukhdāī banā dētē haĩ .
210He makes you children happy for 21 births.
207Tō lovely bāp ṭhaharā|ṭhahrā nā !
211He is such a lovely Father.
208Kitnā lovely hai bāp , jō tumhārē sab duḥkh dūr kar dētē haĩ . 209Sukh kā varsā mil jātā hai .
212The Father is so lovely that He removes all your sorrow and gives you the inheritance of happiness.
210Vahā̃ duḥkh kā nām niśhān nahī̃ hōtā .
213There, there is no name or trace of sorrow.
211Abhī yah buddhi mē̃ rahnā chāhiē nā .
214This should now remain in your intellects.
212Yah bhūlnā nahī̃ chāhiē .
215You must not forget this.
213Kitnā sahaj hai , sirph murlī paṛhkar sunānī hai , phir bhī kahtē haĩ brāhmaṇī chāhiē .
216It is very easy. 217All you have to do is to study the murlis and read them to others. 218Nevertheless, some still ask for a teacher.
214Brāhmaṇī bigar dhārṇā nahī̃ hōtī .
219They say that they cannot imbibe this knowledge without a teacher.
215Arē , satya nārāyaṇ kī kathā tō chhōṭē bachchē bhī yād kar sunātē haĩ .
220Oh! 221Even little children can remember the story of becoming a true Narayan and relate it to others.
216Maĩ tumkō rōz-rōz samjhātā hū̃ sirph alf kō yād karō .
222I explain to you every day that you must simply remember Alpha.
217Yah gyān tō 7 rōz mē̃ buddhi mē̃ baiṭh jānā chāhiē . 218Parantu bachchē bhūl jātē haĩ , bābā tō wonder khātē haĩ .
223After you take the seven days’ course, this knowledge should sit in your intellects, and yet you children forget! 224Baba is amazed.
219Achchhā !
225Achcha.
220Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
226To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
221Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
227The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
222Dhārṇā kē liē mukhya sār :
228Essence for dharna:
2231 ) bāp sē āśhīrvād vā kr̥ipā nahī̃ mā̃gnī hai .
229 1. Don’t ask the Father for blessings or mercy.
224Bāp , teacher , gurū kō yād kar apnē ūpar āpēhī kr̥ipā karnī hai .
230Remember the Father, the Teacher and the Guru and have mercy on yourself.
225Māyā sē khabardār rahnā hai , ākhē̃ dhōkhā dētī haĩ , inhē̃ apnē adhikār mē̃ rakhnā hai .
231Remain cautious about Maya. 232Your eyes can deceive you. 233Therefore, keep them under your control.
2262 ) phāltū jharmuī-jhagmuī key|kī bātē̃ bahut nuksān kartī haĩ isliē jitnā hō sakē śhānt rahnā hai , mukh mē̃ muhalarā ḍāl dēnā hai .
234 2. Wasteful gossip causes a great deal of harm. 235Therefore, as much as possible, remain silent. 236Keep a bead in your mouth.
227Kabhī bhī ulṭā-sulṭā nahī̃ bōlnā hai .
237Never say anything topsy-turvy.
228Na khud aśhānt hōnā hai , na kisī kō aśhānt karnā hai .
238Do not become peaceless yourself or make others peaceless.
Blessing
229Vardān : bāp key|kī madad sē sūlī kō kāṇṭā banānē vālē sadā niśhchint aur trustee bhav
239Blessing: May you remain a constantly carefree trustee and, with the Father’s help, change a crucifix into a thorn.
230Pichhlā hisāb sūlī hai lēkin bāp key|kī madad sē vah kāṇṭā ban jātā hai .
240 Your past accounts are like a crucifix, but, with the Father’s help, they become like a thorn.
231Paristhitiyā̃ ānī jarūr haĩ kyōṅki sab kuchh yahā̃ hī chuktū karnā hai lēkin bāp key|kī madad unhē̃ kāṇṭā banā dētī hai , baṛī bāt kō chhōṭā banā dētī hai kyōṅki baṛā bāp sāth hai .
241Adverse situations will definitely come because everything has to be settled here, but the Father helps to change them into a thorn. 242Because the great Father is with you, big things are made small.
232Isī niśhchay K|kē ādhār sē sadā niśhchint rahō aur trustee ban mērē kō tērē mē̃ badalī kar halkē hō jāō tō sab bōjh ēk second mē̃ samāpt hō jāyēṅgē .
243Have this faith and remain constantly carefree. 244As a trustee, change “mine” into “Yours” and become light and all your burdens will finish in a second.
Slogan
233Slōgan : śhubh bhāvnā K|kē stock dvārā negative kō positive mē̃ parivartan karō .
245Slogan: With a stock of good wishes, transform anything negative into positive.
246*** Om Shanti ***