शुक्रवार 26 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

026-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 26/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah anādi drama phirtā hī rahtā hai , ṭik-ṭik hōtī rahtī hai , ismē̃ ēk kā part na milē dūsrē sē , isē yathārth samajhkar sadā harṣhit rahnā hai ' '

1Essence: Sweet children, this eternal drama continues to turn; it continues to tick away. 2In this, the parts of no two souls can be the same. 3Understand this accurately and stay constantly cheerful.

Question

2Praśhna  : kis yukti sē tum siddh kar batā saktē hō ki bhagvān ā chukā hai  ?

4Question: With which method can you prove to everyone that God has already come?

Answer

3Uttar  : kisī kō sīdhā nahī̃ kahnā hai ki bhagvān āyā huā hai , aisā kahē̃gē tō lōg hansī uṛāyēṅgē , ṭīkā karē̃gē kyōṅki ājkal apnē kō bhagvān kahlānē vālē bahut haĩ isliē tum yukti sē pahlē dō bāp kā parichay dō . 4Ēk had kā , dūsrā bēhad kā bāp . 5Had K|kē bāp sē had kā varsā miltā hai , ab bēhad kā bāp bēhad kā varsā dētē haĩ , tō samajh jāyēṅgē .

5Answer: Do not tell anyone directly that God has come. 6If you say this, people will laugh at you and make comments, because there are many nowadays who call themselves God. 7Therefore, first give them the introduction of the two fathers tactfully, that that one is a limited father and the other is the unlimited Father, and that a limited inheritance is received from a limited father, whereas the unlimited Father gives you the unlimited inheritance. 8Then, they will understand you.

Murli

6Ōm śhānti .

9Om shanti.

7Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , sr̥iṣhṭi tō yahī hai . 8Bāp kō bhī yahā̃ ānā paṛtā hai samjhānē kē liē .

10The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children. 11There is just this world and the Father has to come here in order to explain to you.

9Mūlvatan mē̃ tō nahī̃ samjhāyā jātā .

12Nothing can be explained in the incorporeal world.

10Sthūl vatan mē̃ hī samjhāyā jātā hai .

13Everything is explained in the physical world.

11Bāp jāntē haĩ bachchē sab patit haĩ . 12Kōī kām K|kē nahī̃ rahē haĩ .

14The Father knows that all the children are impure and that they are of no use.

13Is duniyā mē̃ duḥkh hī duḥkh hai .

15There is nothing but sorrow and more sorrow in this world.

14Bāp nē samjhāyā hai abhī tum viṣhay sāgar mē̃ paṛē hō .

16The Father has explained that you are now in an ocean of poison.

15Asul mē̃ tum kṣhīrsāgar mē̃ thē .

17Previously, you were in an ocean of milk.

16Viṣhṇupurī kō kṣhīrsāgar kahā jātā hai .

18The land of Vishnu is called an ocean of milk.

17Ab kṣhīr kā sāgar tō yahā̃ mil na sakē . 18Tō talāv banā diyā hai .

19There cannot be an ocean of milk here, and so they created a lake.

19Vahā̃ tō kahtē haĩ dūdh key|kī nadiyā̃ bahtī thī , gāyē̃ bhī vahā̃ key|kī first class nāmīgrāmī haĩ .

20It is said that rivers of milk used to flow there and that the cows there were first class.

20Yahā̃ tō manuṣhya bhī bīmār hō paṛtē haĩ , vahā̃ tō gāyē̃ bhī kabhī bīmār nahī̃ paṛtī . 21First class hōtī haĩ .

21Here, people fall ill, whereas there, even the cows never fall ill; they are first class.

22Jānvar ādi kōī bīmār nahī̃ hōtē .

22Animals, etc. never fall ill there.

23Yahā̃ aur vahā̃ mē̃ bahut fark hai .

23There is a lot of difference between here and there.

24Yah bāp hī ākar batātē haĩ .

24Only the Father comes and tells you this.

25Duniyā mē̃ dūsrā kōī jāntā nahī̃ .

25No one else in the world knows this.

26Tum jāntē hō yah purūṣhōttam saṅgamyug hai , jabki bāp ātē haĩ sabkō vāpis lē jātē haĩ .

26You know that this is the most auspicious confluence age when the Father comes and takes everyone back.

27Bāp kahtē haĩ jō bhī bachchē haĩ kōī allāh kō , kōī god kō , kōī bhagvān kō pukārtē haĩ .

27The Father says: All the children call out to Allah, God or Bhagwan: they have given Me many names.

28Mērē nām tō bahut rakh diyē haĩ . 29Achchhā-burā jō āyā sō nām rakh dētē haĩ .

28They give Me whatever name enters their minds, good or bad.

30Ab tum bachchē jāntē hō bābā āyā huā hai .

29You children now know that Baba has come.

31Duniyā tō yah samajh na sakē .

30The world cannot understand this.

32Samajhē̃gē vahī jinhōnnē 5 hazār varṣh pahlē samjhā hai isliē gāyan hai kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī .

31Only those who understood it 5000 years ago will understand it. 32This is why it is remembered, “Only a handful out of multimillions and a few out of the handful”.

33Maĩ jō hū̃ jaisā hū̃ , bachchō̃ kō kyā sikhātā hū̃ , vah tō tum bachchē hī jāntē hō aur kōī samajh na sakē .

33Only you children know who I am, what I am and what I teach you children. 34No one else can understand this.

34Yah bhī tum jāntē hō ham kōī sākār sē nahī̃ paṛhtē haĩ .

35You know that you are not studying with a corporeal being.

35Nirākār paṛhātē haĩ .

36It is the incorporeal One who is teaching you.

36Manuṣhya jarūr mūnjhē̃gē , nirākār tō ūpar mē̃ rahtē haĩ , vah kaisē paṛhāyēṅgē  !

37People would definitely become confused as to how He could teach you, because the incorporeal One resides up above.

37Tum nirākār ātmā bhī ūpar mē̃ rahtī hō .

38You incorporeal souls also reside up above.

38Phir is takht par ātī hō .

39You then come and sit on those thrones.

39Yah takht vināśhī hai , ātmā tō akāl hai .

40This throne is perishable whereas the soul is immortal.

40Vah kabhī mr̥ityu kō nahī̃ pātī .

41The soul never experiences death.

41Śharīr mr̥ityu kō pātā hai .

42It is the body that dies.

42Yah hai chaitanya takht .

43This is a living throne.

43Amr̥itsar mē̃ bhī akāltakht hai nā .

44There is the “Immortal Throne” at Amritsar too.

44Vah takht hai lakṛī kā .

45That is a wooden throne.

45Un bichārō̃ kō patā nahī̃ hai akāl tō ātmā hai , jiskō kabhī kāl nahī̃ khātā .

46Those poor, helpless people don't know that souls are immortal and cannot be eaten by death.

46Akāl-mūrt ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .

47The soul, the immortal image, sheds a body and takes another.

47Unkō bhī rath tō chāhiē nā .

48The soul needs a chariot.

48Nirākār bāp kō bhī jarūr rath chāhiē manuṣhya kā kyōṅki bāp hai gyān kā sāgar , gyānēśhvar .

49The incorporeal Father too needs a human being’s chariot, because the Father is the Ocean of Knowledge, the Lord of Knowledge (Gyaneshwar).

49Ab gyānēśhvar nām tō bahutō̃ K|kē haĩ .

50Many people take the name Gyaneshwar.

50Apnē kō īśhvar samajhtē haĩ nā . 51Sunātē haĩ bhakti K|kē śhāstrō̃ key|kī bātē̃ .

51They consider themselves to be God and relate things of the scriptures of devotion.

52Nām rakhātē haĩ gyānēśhvar arthāt gyān dēnē vālā īśhvar . 53Vah tō gyān sāgar chāhiē .

52They give themselves the name Gyaneshwar, that is, the Lord who gives knowledge, but the Ocean of Knowledge is needed for that.

54Unkō hī god father kahā jātā hai .

53He alone is called God the Father.

55Yahā̃ tō ḍhēr bhagvān hō gayē haĩ .

54Here, many have become God!

56Jab bahut glāni hō jātī , bahut garīb hō jātē , duḥkhī hō jātē haĩ tab hī bāp ātē haĩ .

55When there is a lot of defamation, when they become very poor and unhappy, it is then that the Father comes.

57Bāp kō kahā jātā hai garīb-nivāz .

56The Father is called the Lord of the Poor.

58Ākhrīn vah din ātā hai , jō garīb-nivāz bāp ātē haĩ .

57The day eventually comes when the Father, the Lord of the Poor, comes.

59Bachchē bhī jāntē haĩ bāp ākar svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

58You children also know that the Father comes and establishes heaven.

60Vahā̃ tō athāh dhan hōtā hai .

59There is limitless wealth there.

61Paisē kabhī ginē nahī̃ jātē .

60Money is never counted there.

62Yahā̃ hisāb nikāltē haĩ , itnē arab kharab kharchā huā .

61Here, they calculate and work out how many millions and billions have been spent.

63Vahā̃ yah nām hī nahī̃ , athāh dhan rahtā hai .

62There is no mention of this there; they have plenty of wealth.

64Abhī tum bachchō̃ kō mālūm paṛā hai bābā āyā huā hai , hamkō apnē ghar lē jānē liē .

63You children know that Baba has now come to take us back home.

65Bachchō̃ kō apnā ghar bhūl gayā hai .

64Children have forgotten their home.

66Bhakti mārg K|kē dhakkē khātē rahtē haĩ , iskō kahā jātā hai rāt .

65They continue to stumble along on the path of devotion. 66This is called the night.

67Bhagvān kō ḍhūṇḍhtē hī rahtē haĩ , parantu bhagvān kōī kō miltā nahī̃ .

67People continue to search for God, but no one finds God at all.

68Abhī bhagvān āyā huā hai , yah bhī tum bachchē jāntē hō , niśhchay bhī hai .

68You children know that God has now come. 69You have this faith too.

69Aisē nahī̃ sabkō pakkā niśhchay hai .

70It isn't that everyone has firm faith.

70Kōī na kōī samay māyā bhulā dētī hai , tab bāp kahtē haĩ āśhcharyavat mērē kō dēkhantī , mērā banantī , aurō̃ kō sunāvantī , ahō māyā tum kitnī jabardast hō jō phir bhī bhāgantī karā dētī hō .

71Maya makes you forget at some time or other. 72This is why the Father says: Those who were amazed, who saw Me, who belonged to Me, who related this knowledge to others – oh Maya! you are so powerful that you made them run away from Me.

71Bhāgantī tō ḍhēr hōtē haĩ .

73There were many who ran away.

72Phārkatī dēvantī hō jātē haĩ .

74They became those who divorced Me.

73Phir vah kahā̃ jākar janma lē̃gē  !

75Where will they go and take birth?

74Bahut halkā janm pāyēṅgē .

76They will receive a very low birth.

75Imtahān mē̃ nā-pass hō paṛtē haĩ .

77They fail their exams.

76Yah hai manuṣhya sē dēvtā bannē kā imtahān .

78This is the examination of changing from human beings into deities.

77Bāp aisē tō nahī̃ kahē̃gē ki sab nārāyaṇ banē̃gē .

79The Father doesn't tell you that everyone will become Narayan.

78Nahī̃ , jō achchhā purūṣhārth karē̃gē , vē|way pad bhī achchhā pāyēṅgē .

80No, those who make effort well will claim a good status.

79Bāp samajh jātē haĩ kaun achchhē purūṣhārthī haĩ - jō aurō̃ kō bhī manuṣhya sē dēvtā banānē kā purūṣhārth karātē haĩ arthāt bāp key|kī pahchān dētē haĩ .

81The Father understands who the good effort-makers are: those who make effort to change other human beings into deities, that is, those who give others the introduction of the Father.

80Ājkal opposition mē̃ kitnē manuṣhya apnē kō hī bhagvān kahtē rahtē haĩ .

82Nowadays, out of opposition, so many people continue to call themselves God.

81Tumkō ablāyē̃ samajhtē haĩ .

83They consider you to be weak and innocent.

82Ab unhō̃ kō kaisē samjhāyē̃ ki bhagvān āyā huā hai , sīdhā kiskō kahē̃gē bhagvān āyā hai , tō aisē kabhī mānē̃gē nahī̃ isliē samjhānē key|kī bhī yukti chāhiē .

84How can you explain to them that God has come? 85If you tell them directly that God has come, they would never believe you. 86This is why you need a clever method in order to explain to them.

83Aisē kabhī kisī kō kahnā nahī̃ chāhiē ki bhagvān āyā huā hai .

87You must never tell anyone that God has come.

84Unkō samjhānā hai tumhārē dō bāp haĩ .

88You have to say to them: You have two fathers.

85Ēk hai pārlaukik bēhad kā bāp , dūsrā laukik had kā bāp .

89One is the unlimited parlokik Father and the other is a limited physical father.

86Achchhī rīti parichay dēnā chāhiē , jō samajhē̃ ki yah ṭhīk kahtē haĩ .

90You should give them the introduction very clearly, so that they can understand that what you say is right.

87Bēhad K|kē bāp sē varsā kaisē miltā hai - yah kōī nahī̃ jāntē .

91No one knows how you receive the unlimited inheritance from the unlimited Father.

88Varsā miltā hī hai bāp sē .

92An inheritance is received from a father.

89Aur kōī bhī aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē ki manuṣhya kō dō bāp hōtē haĩ . 90Tum siddh kar batlātē hō , had K|kē laukik bāp sē had kā varsā aur pārlaukik bēhad bāp sē bēhad arthāt naī duniyā kā varsā miltā hai .

93No one else would ever say that human beings have two fathers. 94You prove to them that a limited inheritance is received from a limited, worldly father, whereas the unlimited inheritance, that is, the inheritance of the new world is received from the unlimited, parlokik Father.

91Naī duniyā hai svarg , sō tō jab bāp āyē tab hī ākar dēvē .

95The new world is heaven and only when He comes can the Father give you that.

92Vah bāp hai hī naī sr̥iṣhṭi kā rachnē vālā .

96That Father is the Creator of the new world.

93Bākī tum sirph kahē̃gē bhagvān āyā huā hai - tō kabhī mānē̃gē nahī̃ , aur hī ṭīkā karē̃gē . 94Sunē̃gē hī nahī̃ .

97If you simply tell people that God has come, they would not believe you and would make even more comments; they would not listen to you.

95Satyug mē̃ tō samjhānā nahī̃ hōtā .

98You don't have to explain this in the golden age.

96Samjhānā tab paṛtā hai , jab bāp ākar śhikṣhā dētē haĩ .

99You have to explain at the time the Father comes and gives you teachings.

97Sukh mē̃ simraṇ kōī nahī̃ kartē haĩ , duḥkh mē̃ sab kartē haĩ .

100No one remembers God in happiness, but everyone remembers God in times of sorrow.

98Tō us pārlaukik bāp kō hī kahā jātā hai duḥkhhartā sukh kartā .

101Only that parlokik Father is called the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

99Duḥkh sē liberate kar guide ban phir lē jātē haĩ apnē ghar sweet home .

102He liberates you from sorrow, becomes your Guide and takes you back to your sweet home.

100Unkō kahē̃gē sweet silence home .

103That is called the sweet silence home.

101Vahā̃ ham kaisē jāyēṅgē - yah kōī bhī nahī̃ jāntē . 102Na rachtā , na rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē haĩ .

104No one knows how we will go there, nor do they know the Creator or the beginning, middle and end of creation.

103Tum jāntē hō hamkō bābā nirvāṇdhām lē jānē kē liē āyā huā hai .

105You know that Baba has come to take you to the land of nirvana.

104Sab ātmāō̃ kō lē jāyēṅgē .

106He will take all souls back with Him.

105Ēk kō bhī chhōṛē̃gē nahī̃ .

107He will not leave a single one behind.

106Vah hai ātmāō̃ kā ghar , yah hai śharīr kā ghar .

108That is the home of souls and this is the home of bodies.

107Tō pahlē-pahlē bāp kā parichay dēnā chāhiē .

109So, first of all, you have to give the Father's introduction.

108Vah nirākār bāp hai , unkō parampitā bhī kahā jātā hai .

110He is the incorporeal Father and He is also called the Supreme Father.

109Parampitā akṣhar right hai aur mīṭhā hai .

111The words "Supreme Father" are right and are sweet.

110Sirph bhagvān , īśhvar kahnē sē varsē key|kī khuśhbū nahī̃ ātī hai .

112By simply saying, "God" or "Ishwar" you don't receive the fragrance of the inheritance.

111Tum parampitā kō yād kartē hō tō varsā miltā hai .

113You remember the Supreme Father and so you receive the inheritance.

112Bāp hai nā .

114He is the Father.

113Yah bhī bachchō̃ kō samjhāyā hai satyug hai sukhdhām .

115It has also been explained to you children that the golden age is the land of happiness.

114Svarg kō śhāntidhām nahī̃ kahē̃gē .

116Heaven cannot be called the land of peace.

115Śhāntidhām jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ . 116Yah bilkul pakkā karā lō .

117Make it very firm that the land of peace is the place where souls reside.

117Bāp kahtē haĩ - bachchē , tumkō yah vēd-śhāstra ādi paṛhnē sē kuchh bhī prāpti nahī̃ hōtī hai .

118The Father says: Children, you don't have any attainment by reading the Vedas or scriptures, etc.

118Śhāstra paṛhtē hī haĩ bhagvān kō pānē kē liē aur bhagvān kahtē haĩ maĩ kiskō bhī śhāstra paṛhnē sē nahī̃ miltā hū̃ .

119People study the scriptures in order to attain God, whereas God says: I do not meet anyone by their reading the scriptures.

119Mujhē yahā̃ bulātē hī haĩ ki ākar is patit duniyā kō pāvan banāō .

120You call out to Me to come here to make the impure world pure.

120Yah bātē̃ kōī samajhtē nahī̃ haĩ , pattharbuddhi haĩ nā .

121No one understands these things because they have stone intellects.

121School mē̃ bachchē nahī̃ paṛhtē haĩ tō kahtē haĩ nā ki tum tō pattharbuddhi hō .

122When children don't study at school, they are told, “You have stone intellects."

122Satyug mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē .

123You would not say this in the golden age.

123Pārasbuddhi banānē vālā hai hī parampitā bēhad kā bāp .

124It is only the Supreme Father, the unlimited Father, who makes you into those with divine intellects.

124Is samay tumhārī buddhi hai pāras kyōṅki tum bāp kē sāth hō .

125At this time, your intellects are divine because you are with the Father.

125Phir satyug mē̃ ēk janm mē̃ bhī itnā zarā fark jarūr paṛtā hai .

126Then, in the golden age, even after one birth, there is a slight difference.

1261250 varṣh mē̃ 2 kalā kam hōtī haĩ .

127There are two degrees less after 1250 years.

127Second by second 1250 varṣh mē̃ kalā kam hōtī jātī haĩ .

128Your degrees continue to decrease second by second during 1250 years.

128Tumhārā jīvan is samay ēkdam perfect bantā hai jabki tum bāp misal gyān kā sāgar , sukh-śhānti kā sāgar bantē hō . 129Sab varsā lē lētē hō .

129Your lives are now becoming completely perfect at this time. 130Since you are becoming oceans of knowledge and oceans of happiness and peace, the same as the Father, you claim the full inheritance.

130Bāp ātē hī haĩ varsā dēnē .

131The Father comes here simply to give you the inheritance.

131Pahlē-pahlē tum śhāntidhām mē̃ jātē hō , phir sukhdhām mē̃ jātē hō .

132First of all, you go to the land of peace and you then go to the land of happiness.

132Śhāntidhām mē̃ tō hai hī śhānti .

133There is just peace in the land of peace.

133Phir sukhdhām mē̃ jātē hō , vahā̃ aśhānti key|kī zarā bhī bāt nahī̃ .

134You then go to the land of happiness where there is no question of the slightest peacelessness.

134Phir nīchē utarnā hōtā hai .

135You then have to come down.

135Minute by minute tumhārī utrāī hōtī hai .

136You continue to come down minute by minute.

136Naī duniyā sē purānī hōtī jātī hai .

137The new world continues to become old.

137Tab bābā nē kahā thā hisāb nikālō , 5 hazār varṣh mē̃ itnē mās , itnē ghaṇṭē … tō manuṣhya wonder khāyēṅgē .

138This is why Baba asked you to calculate: There are so many months, so many hours in 5000 years. 139Then people will be amazed.

138Yah hisāb tō pūrā batāyā hai .

140This clear account has been shown.

139Accurate hisāb likhnā chāhiē , ismē̃ zarā bhī fark nahī̃ paṛ saktā .

141You should write down the accurate calculation. 142There cannot be the slightest difference in that.

140Minute by minute ṭik-ṭik hōtī rahtī hai .

143It continues to tick away, minute by minute.

141Sārā reel repeat hōtā , phirtā-phirtā phir roll hōtā jātā hai phir vahī repeat hōgā .

144The whole reel repeats. 145As it turns, it continues to roll and it then repeats.

142Yah huge roll baṛā wonderful hai .

146This huge roll is very wonderful.

143Inkā māp ādi nahī̃ kar saktē .

147It cannot be measured.

144Sārī duniyā kā jō part chaltā hai , ṭik-ṭik hōtī rahtī hai .

148The part of the whole world continues to tick away.

145Ēk second na milē dūsrē sē .

149No two seconds are the same.

146Yah chakra phirtā hī rahtā hai .

150This cycle continues to turn.

147Vah hōtā hai had kā drama , yah hai bēhad kā drama .

151Those are limited dramas whereas this is an unlimited drama.

148Āgē tum kuchh bhī nahī̃ jāntē thē ki yah avināśhī drama hai .

152Previously, you didn't know anything about how this is an imperishable drama.

149Banī banāī ban rahī . . . . . . . jō hōnā hai vahī hōtā hai .

153That which is predestined is taking place once again.

150Naī bāt nahī̃ hai .

154Whatever is to happen is that which happens; it is nothing new.

151Anēk bār second by second yah drama repeat hōtā āyā hai .

155This drama has continued to repeat many times, second by second.

152Aur kōī yah bātē̃ samjhā na sakē .

156No one else can explain these things.

153Pahlē-pahlē tō bāp kā parichay dēnā hai , bēhad kā bāp bēhad kā varsā dētē haĩ .

157First of all, you have to give the Father's introduction. 158The unlimited Father gives you the unlimited inheritance.

154Unkā ēk hī nām hai śhiv .

159He only has the one name, Shiva.

155Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī tab hū̃ jab ati dharm glāni hōtī hai , iskō kahā jātā hai ghōr kaliyug .

160The Father says: I come when there is extreme defamation of religion. 161This is called the extreme iron age.

156Yahā̃ bahut duḥkh hai .

162There is a lot of sorrow here.

157Kaī haĩ , jō kahtē haĩ aisē ghōr kaliyug mē̃ pavitra kaisē rah saktē haĩ  !

163There are some who ask: How can you remain pure in this extreme iron age?

158Parantu unhō̃ kō yah patā hī nahī̃ hai ki pāvan banānē vālā kaun hai  ?

164However, they don't know who it is that makes you pure.

159Bāp hī saṅgam par ākar pavitra duniyā sthāpan kartē haĩ .

165The Father Himself comes at the confluence age and establishes the pure world.

160Vahā̃ strī-purūṣh dōnō̃ pavitra rahtē haĩ . 161Yahā̃ dōnō̃ apavitr haĩ .

166There, both, husbands and wives, remain pure, whereas here, both are impure.

162Yah hai hī apavitr duniyā .

167This world is impure.

163Vah hai pavitra duniyā - svarg , heaven .

168That world is pure, heaven.

164Yah hai dōzak , nark , hell .

169This is the extreme depths of hell. 170It is hell!

165Tum bachchē samajh gayē hō number-vār purūṣhārth anusār .

171You children have now understood, numberwise, according to your efforts.

166Samjhānē mē̃ bhī mēhnat hai .

172It takes effort to explain.

167Garīb jhaṭ samajh jātē haĩ .

173Those who are poor understand quickly.

168Din-pratidin vr̥iddhi hōtī jātī hai , phir makān bhī itnā baṛā chāhiē .

174Expansion continues to take place day by day. 175Then, such big buildings will also be needed.

169Itnē bachchē āyēṅgē kyōṅki bāp tō ab kahā̃ jāyēgā nahī̃ .

176Many children have to come here because the Father is not going to go anywhere.

170Āgē tō bigar kōī K|kē kahē bhī bābā āpēhī chalē jātē thē .

177Previously, Baba used to go to places without being asked by anyone.

171Abhī tō bachchē yahā̃ ātē rahē̃gē .

178Now, children will continue to come here.

172Ṭhaṇḍī mē̃ bhī ānā paṛē .

179You may even have to come in the cold.

173Programme banānā paṛēgā .

180You would have to make a programme.

174Phalānē-phalānē samay par āō , phir bhīṛ nahī̃ hōgī .

181“Come at such-and-such a time, when there isn’t a crowd”.

175Sabhī ikaṭṭhē ēk hī samay tō ā na sakē̃ .

182Not everyone can come at the same time.

176Bachchē vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .

183The number of children will continue to increase.

177Yahā̃ chhōṭē-chhōṭē makān bachchē banātē haĩ , vahā̃ tō ḍhēr mahal milē̃gē .

184Here, you children build small buildings, whereas there, you will have many palaces.

178Yah tō tum bachchē jāntē hō - paisē sab miṭṭī mē̃ mil jāyēṅgē .

185You children know that all the money is going to turn to dust.

179Bahut aisē kartē haĩ jō khaḍḍē khōdkar bhī andar rakh dētē haĩ .

186Many people dig holes and hide their money in them.

180Phir yā tō chōr lē jātē , yā phir khaḍḍō̃ mē̃ hī andar rah jātē haĩ , phir khētī khōdnē samay dhan nikal ātā hai .

187Then, either thieves steal it or it just remains in the holes. 188Later, when people dig the land on their fields, the money emerges.

181Ab vināśh hōgā , sab dab jāyēgā .

189Destruction will now take place and everything will be buried.

182Phir vahā̃ sab kuchh nayā milēgā .

190You will then receive everything new there.

183Bahut aisē rājāō̃ K|kē kilē haĩ jahā̃ bahut sāmān dabā huā hai .

191There are many kings’ fortresses where a lot of their things are buried.

184Baṛē-baṛē hīrē bhī nikal ātē haĩ tō hazārō̃-lākhō̃ key|kī āmdanī hō jātī hai .

192Even big diamonds emerge and they bring an income of hundreds of thousands or millions.

185Aisē nahī̃ ki tum svarg mē̃ khōdkar aisē kōī hīrē ādi nikālē̃gē .

193It isn't that you will dig the land in heaven and bring out diamonds, etc.

186Nahī̃ , vahā̃ tō her|har chīz key|kī khāniyā̃ ādi sab naī bharpūr hō jāyēṅgī .

194No, the mines of everything there will be new and full.

187Yahā̃ kalrāṭhī jamīn hai tō tākat hī nahī̃ hai .

195Here, the land is barren and so it has no strength.

188Bīj jō bōtē haĩ unmē̃ dam nahī̃ rahā hai .

196There is no strength left in the seeds that they sow.

189Kichaṛpaṭṭī aśhuddh chīzē̃ ḍāl dētē haĩ .

197Everything they put in is all rubbish and impure.

190Vahā̃ tō aśhuddh chīz kā kōī nām nahī̃ hōtā hai .

198There, there is no mention of anything impure.

191Every-thing is new .

199Everything is new.

192Svarg kā sākṣhātkār bhī bachchiyā̃ karkē ātī haĩ .

200Daughters come back (from trance) having had visions of heaven.

193Vahā̃ key|kī beauty hī natural hai .

201There is natural beauty there.

194Abhī tum bachchē us duniyā mē̃ jānē kā purūṣhārth kar rahē hō .

202You children are now making effort to go to that world.

195Achchhā  !

203Achcha.

196Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

197Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

198Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

1991 ) is samay hī bāp samān perfect ban pūrā varsā lēnā hai .

207 1. It is at this time that you have to become perfect, like the Father, and claim your full inheritance.

200Bāp key|kī sab śhikṣhāō̃ kō svayã mē̃ dhāraṇ kar unkē samān gyān kā sāgar , śhānti-sukh kā sāgar bannā hai .

208Imbibe all of the Father's teachings and become an ocean of knowledge, happiness and peace, the same as He is.

2012 ) buddhi kō pāras banānē kē liē paṛhāī par pūrā-pūrā dhyān dēnā hai .

209 2. In order to make your intellect divine, pay full attention to this study.

202Niśhchaybuddhi ban manuṣhya sē dēvtā bannē kā imt-hān pās|pass karnā hai .

210Let your intellect have faith and pass the examination of changing from a human being into a deity.

Blessing

203Vardān  : niśhchit vijay K|kē naśhē mē̃ rah bāp key|kī padamguṇā madad prāpt karnē vālē māyājīt bhav

211Blessing: May you maintain the intoxication of having victory guaranteed and become a conqueror of Maya, by receiving multi-million-fold help from the Father.

204Bāp key|kī padamguṇā madad K|kē pātr bachchē māyā K|kē war|vār kō challenge kartē haĩ ki āpkā kām hai ānā aur hamārā kām hai vijay prāpt karnā .

212 The children who are worthy of receiving multi-million-fold help from the Father challenge Maya when she attacks, and say that it is her duty to come and our duty to gain victory.

205Vē|way māyā K|kē śhēr rūp kō chīṇṭī samajhtē haĩ kyōṅki jāntē haĩ ki yah māyā kā rājya ab samāpt hōnā hai , ham anēk bār K|kē vijayī ātmāō̃ key|kī vijay 100 percent niśhchit hai .

213Such children consider a lion form of Maya to be like an ant, because they know that this kingdom of Maya is now about to finish. 214Victory for you souls who have been victorious many times is 100 percent guaranteed.

206Yah niśhchit kā naśhā bāp key|kī padamguṇā madad kā adhikār prāpt karātā hai .

215The intoxication of having this guarantee enables you to claim a right to multi-million-fold help from the Father.

207Is naśhē sē sahaj hī māyājīt ban jātē hō .

216With this intoxication, you will easily become a conqueror of Maya.

Slogan

208Slōgan  : saṅkalp śhakti kō jamā kar sva prati vā viśhva prati iskā prayōg karō .

217Slogan: Accumulate your power of thought and experiment with it for yourself and the world.

218*** Om Shanti ***