मंगलवार 30 जुलाई 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

030-07-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 30/07/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - duḥkh hartā sukh kartā ēk bāp hai , vahī tumhārē sab duḥkh dūr kartē haĩ , manuṣhya kisī K|kē duḥkh dūr kar nahī̃ saktē ' '

1Essence: Sweet children, only the one Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 2He alone removes all your sorrow. 3No human being can remove anyone's sorrow.

Question

2Praśhna  : viśhva mē̃ aśhānti kā kāraṇ kyā hai  ?

4Question: What is the cause of peacelessness in the world?

3Śhānti sthāpan kaisē hōgī  ?

5How is peace established?

Answer

4Uttar  : viśhva mē̃ aśhānti kā kāraṇ hai anēkānēk dharm .

6Answer: The innumerable religions are the cause of peacelessness in the world.

5Kaliyug K|kē ant mē̃ jab anēktā hai , tab aśhānti hai .

7When there is diversity at the end of the iron age, there is peacelessness.

6Bāp ākar ēk sat dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ . 7Vahā̃ śhānti hō jātī hai .

8The Father comes and establishes the one true religion and then peace is established there.

8Tum samajh saktē hō ki in lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya mē̃ śhānti thī .

9You can understand that there was peace in the kingdom of Lakshmi and Narayan.

9Pavitra dharm , pavitra karma thā .

10There was that pure religion and there were pure actions.

10Kalyāṇkārī bāp phir sē vah naī duniyā banā rahē haĩ .

11The benevolent Father is once again creating that new world.

11Usmē̃ aśhānti kā nām nahī̃ .

12There is no mention of peacelessness there.

Murli

12Ōm śhānti .

13Om shanti.

13Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , rūhānī bāp kō hī gyān kā sāgar kahā jātā hai .

14The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children. 15Only the spiritual Father is called the Ocean of Knowledge.

14Yah tō bachchō̃ kō samjhāyā hai .

16This has been explained to you children.

15Bāmbē mē̃ bhī bahut social workers haĩ , unkī meeting hōtī rahtī hai .

17In Bombay there are many social workers who continue to have meetings.

16Bāmbē mē̃ khās jahā̃ meeting kartē haĩ uskā nām hai bhāratīy vidyā bhavan .

18The place in Bombay where they normally hold meetings is called Bharatiya Vidhya Bhavan.

17Ab vidyā hōtī hai dō prakār key|kī .

19There are two types of knowledge.

18Ēk hai jismānī vidyā , jō skūlō̃-kôlējō̃ mē̃ dī jātī hai .

20One is worldly knowledge which is given in schools and colleges.

19Ab uskō vidyā bhavan kahtē haĩ .

21They call that Vidhya (knowledge) Bhavan.

20Jarūr vahā̃ kōī dūsrī chīz hai .

22There must also be something else there.

21Ab vidyā kiskō kahā jātā hai , yah tō manuṣhya jāntē hī nahī̃ .

23People don't know what this knowledge is.

22Yah tō rūhānī vidyā bhavan hōnā chāhiē .

24This should be “The Spiritual Knowledge Bhavan.”

23Vidyā gyān kō kahā jātā hai .

25Gyan is called knowledge.

24Parampitā paramātmā hī gyān sāgar hai .

26Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.

25Śhrīkr̥iṣhṇa kō gyān kā sāgar nahī̃ kahē̃gē .

27Shri Krishna cannot be called the Ocean of Knowledge.

26Śhivbābā key|kī mahimā alag , śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā alag hai .

28The praise of Shri Krishna is separate from the praise of Shiv Baba.

27Bhāratvāsī mūnjh paṛē haĩ .

29The people of Bharat are confused.

28Gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa kō samajh baiṭhē haĩ tō vidyā bhavan ādi khōltē rahtē haĩ .

30They consider the God of the Gita to be Shri Krishna, and so they continue to open Vidhya Bhavans (places of knowledge).

29Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .

31They don't understand anything.

30Vidyā hai gītā kā gyān .

32This knowledge is the knowledge of the Gita.

31Vah gyān tō hai hī ēk bāp mē̃ . 32Jiskō gyān kā sāgar kahā jātā hai , jisē manuṣhya mātra jāntē nahī̃ haĩ .

33Only the one Father who is called the Ocean of Knowledge has this knowledge. 34Human beings do not know this.

33Bhāratvāsiyō̃ kā dharm śhāstra tō vāstav mē̃ hai hī ēk - sarv śhāstramaī śhirōmaṇī bhagavat gītā .

35In fact, the religious scripture of the people of Bharat is just the one Bhagawad Gita which is the jewel of all the scriptures.

34Ab bhagvān kiskō kahā jāē  ?

36Who can be called God?

35Vah bhī is samay bhārat-vāsī samajhtē nahī̃ yā tō śhrīkr̥iṣhṇa kō kah dētē haĩ yā rām kō yā apnē kō hī paramātmā kah dētē .

37The people of Bharat don't even understand this at this time. 38They call Shri Krishna or Rama or themselves the Supreme Soul.

36Ab tō samay bhī tamōpradhān hai , rāvaṇ rājya hai nā .

39It is now the tamopradhan period; it is the kingdom of Ravan.

37Tum bachchē jab kiskō samjhātē hō tō bōlō śhiv bhagvānuvāch .

40When you children explain to others, tell them: God Shiva speaks.

38Pahlē tō yah samajhē̃ ki gyān sāgar ēk hī parampitā par-mātmā hai , jiskā nām hai śhiv .

41First of all, they should understand that only the one Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge and that He is called Shiva.

39Śhivrātri bhī manātē haĩ , parantu kiskō bhī samajh mē̃ nahī̃ ātā hai .

42People even celebrate the night of Shiva (Shiv Ratri), but no one is able to understand anything.

40Jarūr śhiv āyā huā hai tab tō rātri manātē haĩ .

43Shiva must certainly have come. 44This is why they celebrate His night.

41Śhiv kaun hai - yah bhī nahī̃ jāntē .

45They don’t even know who Shiva is.

42Bāp kahtē haĩ bhagvān tō sabkā ēk hī hai .

46The Father says: The God of all is One.

43Sab ātmāyē̃ bhāī haĩ .

47All souls are brothers.

44Ātmāō̃ kā bāp ēk hī parampitā paramātmā hai , unkō hī gyān sāgar kahē̃gē .

48The Father of all souls is the one Supreme Father, the Supreme Soul, and He is called the Ocean of Knowledge.

45Dēvtāō̃ mē̃ yah gyān hai nahī̃ .

49Deities do not have this knowledge.

46Kaun-sā gyān  ?

50Which knowledge?

47Rachayitā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān kōī manuṣhya mātra mē̃ nahī̃ hai .

51No human being has the knowledge of the Creator or the beginning, middle and end of creation.

48Kahtē bhī haĩ prāchīn r̥iṣhi-muni nahī̃ jāntē thē .

52They say that even the ancient rishis and munis did not know it.

49Prāchīn kā bhī arth|earth nahī̃ jāntē .

53They don't even understand the meaning of “ancient”.

50Satyug-trētā huā prāchīn .

54“Ancient” means the golden and silver ages.

51Satyug hai naī duniyā .

55The golden age is the new world.

52Vahā̃ tō r̥iṣhi-muni thē hī nahī̃ .

56Rishis and munis did not exist there.

53Yah r̥iṣhi-muni ādi sab bād mē̃ āyē haĩ .

57All the rishis and munis etc. came later.

54Vah bhī is gyān kō nahī̃ jāntē .

58They too do not have this knowledge.

55Nētī-nētī kah dētē haĩ .

59They simply say, "Neti, neti" (neither this nor that).

56Vahī jāntē nahī̃ tō bhārat-vāsī jō abhī tamōguṇī hō gayē haĩ , vah kaisē jān saktē  ?

60Since they too do not know this, how could the people of Bharat who have now become tamoguni know this?

57Is samay science kā ghamaṇḍ bhī kitnā hai .

61There is so much arrogance of science at this time.

58Is science dvārā samajhtē haĩ bhārat svarg ban gayā hai .

62They believe that Bharat has become heaven through the science of the present time.

59Iskō māyā kā pomp kahā jātā hai .

63That is called the pomp of Maya.

60Fall of pomp kā ēk nāṭak bhī hai .

64They have a play showing the fall of Pompeii.

61Kahtē bhī haĩ ki is samay bhārat kā patan hai .

65They even say that, at this time, it is the fall of Bharat.

62Satyug mē̃ utthān hai , ab patan hai .

66The golden age is the rise and it is now the fall.

63Yah kōī svarg thōṛēhī hai .

67This is not heaven.

64Yah tō māyā kā pomp hai , inkō khatm hōnā hī hai .

68This is the pomp of Maya. 69It has to finish.

65Manuṣhya samajhtē haĩ - vimān haĩ , baṛē-baṛē mahal , bijliyā̃ haĩ - yahī svarg hai .

70They believe that, because there are planes, big palaces and lights, this is heaven.

66Kōī martā hai tō bhī kahtē svargvāsī huā .

71When someone dies, they say that he has gone to heaven.

67Issē bhī samajhtē nahī̃ ki svarg gayā tō jarūr svarg kōī aur hai nā .

72Even from this, they don't understand that if he has gone to heaven, it must mean that heaven is at some other place.

68Yah tō rāvaṇ kā pomp hai , bēhad kā bāp svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .

73This is the pomp of Ravan. 74The unlimited Father is establishing heaven.

69Is samay hai chaṭābēṭī māyā aur īśhvar key|kī , āsurī duniyā aur īśhvarīy duniyā key|kī .

75At this time, there is a tug of war between Maya and God, between the devilish world and the Godly world.

70Yah bhī bhāratvāsiyō̃ kō samjhānā paṛē .

76This too has to be explained to the people of Bharat.

71Duḥkh tō ajun bahut ānē vālē haĩ .

77A lot of sorrow is yet to come.

72Athāh duḥkh ānā hai .

78A lot of sorrow will come.

73Svarg tō hōtā hī satyug mē̃ hai .

79Heaven only exists in the golden age.

74Kaliyug mē̃ hō na sakē .

80It cannot exist in the iron age.

75Yah bhī kiskō patā nahī̃ purūṣhōttam saṅgamyug kiskō kahā jātā hai .

81No one knows what the most auspicious confluence age is.

76Yah bhī bāp samjhātē haĩ gyān hai din , bhakti hai rāt .

82The Father explains: This knowledge is the day and devotion is the night.

77Andhiyārē mē̃ dhakkē khātē rahtē haĩ .

83They continue to stumble in the dark.

78Bhag-vān sē milnē kē liē kitnē vēd-śhāstra ādi paṛhtē haĩ .

84They study so many Vedas and scriptures etc. in order to meet God.

79Brahmā kā din aur rāt sō brāhmaṇō̃ kā din aur rāt .

85The day and night of Brahma means the day and night of Brahmins.

80Sachchē mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ tum hō .

86You Brahmins are true mouth-born creations.

81Vah tō haĩ kaliyugī kukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ .

87Those brahmins are iron-aged, physical creations.

82Tum hō purūṣhōttam saṅgamyugī brāhmaṇ .

88You are the most auspicious confluence-aged Brahmins.

83Yah bātē̃ aur kōī nahī̃ jāntē .

89No one else knows these things.

84Yah bātē̃ jab samajhē̃ tab buddhi mē̃ āyē ki ham yah kyā kar rahē haĩ .

90Only when they understand these things can it enter their intellects what they are doing.

85Bhārat satōpradhān thā , jiskō hī svarg kahā jātā hai .

91The Bharat, which was called heaven, was satopradhan.

86Tō jarūr yah nark hai , tab tō nark sē svarg mē̃ jātē haĩ .

92Therefore, this surely is hell and this is why they go from hell to heaven.

87Vahā̃ śhānti bhī hai , sukh bhī hai .

93There is peace and happiness there.

88Lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hai nā .

94It is the kingdom of Lakshmi and Narayan there.

89Tum samjhā saktē hō - manuṣhyō̃ key|kī vr̥iddhi kaisē kam hō saktī hai  ? 90Aśhānti kaisē kam hō saktī hai  ?

95You can explain how the human population can be reduced and how peacelessness can be reduced.

91Aśhānti hai hī purānī duniyā kaliyug mē̃ .

96There is peacelessness in the old, iron-aged world.

92Naī duniyā mē̃ hī śhānti hōtī hai .

97Only in the new world is there peace.

93Svarg mē̃ śhānti hai nā .

98There is peace in heaven.

94Unkō hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kahā jātā hai .

99That is called the original, eternal, deity religion.

95Hindū dharm tō abhī kā hai , inkō ādi sanātan dharm nahī̃ kah saktē .

100The Hindu religion is of the present time. 101That cannot be called the original, eternal religion.

96Yah tō hindustān K|kē nām par hindū kah dētē haĩ .

102It was because of the name of Hindustan that they have called themselves Hindus.

97Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā .

103There was the original, eternal, deity religion.

98Vahā̃ complete pavitratā , sukh , śhānti , health , wealth ādi sab thā .

104There was complete purity, happiness, peace, health and wealth there; there was everything there.

99Abhī pukārtē haĩ ham patit haĩ , hē patit-pāvan āō .

105Now, people call out: We are impure! 106O Purifier, come!

100Ab praśhna hai patit-pāvan kaun  ?

107The question arises: Who is the Purifier?

101Śhrīkr̥iṣhṇa kō tō nahī̃ kahē̃gē .

108Shri Krishna cannot be called that.

102Patit-pāvan parampitā paramātmā hī gyān kā sāgar hai .

109Only the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.

103Vahī ākar paṛhātē haĩ .

110He alone comes and teaches you.

104Gyān kō paṛhāī kahā jātā hai .

111Knowledge is called a study.

105Sārā madār hai gītā par .

112Everything depends on the Gita.

106Abhī tum pradarśhanī , museum ādi banātē hō lēkin abhī tak be|B . K|kē . kā arth|earth nahī̃ samajhtē .

113You now make exhibitions and museums, etc., but people still haven't understood the meaning of the BKs.

107Samajhtē haĩ yah kōī nayā dharm hai .

114They believe that this is another new religion.

108Suntē haĩ , samajhtē kuchh nahī̃ .

115They listen to things, but they don't understand anything.

109Bāp nē kahā hai bilkul hī tamōpradhān pattharbuddhi haĩ .

116The Father has said: They have completely tamopradhan, stone intellects.

110Is samay science ghamaṇḍī bhī bahut ban gayē haĩ , science sē hī apnā vināśh kar lētē haĩ tō pattharbuddhi kahē̃gē nā .

117At this time, many have the arrogance of science. 118They will destroy themselves with science and so they would be called those with stone intellects.

111Pārasbuddhi thōṛēhī kahē̃gē .

119They would not be called those with divine intellects.

112Bombs ādi banātē haĩ apnē vināśh K|kē liyē .

120They manufacture bombs etc. for their own destruction.

113Aisē nahī̃ , śhaṅkar kōī vināśh kartā hai .

121It isn't that Shankar carries out destruction; no.

114Nahī̃ , inhōnnē apnē vināśh K|kē liyē sab banāyā hai .

122Those people have created everything for their own destruction.

115Parantu tamōpradhān pattharbuddhi samajhtē nahī̃ haĩ .

123However, those with tamopradhan and stone intellects do not understand anything.

116Jō kuchh banātē haĩ is purānī sr̥iṣhṭi K|kē vināśh K|kē liyē .

124Whatever they make, it is for the destruction of this old world.

117Vināśh hō tab phir naī duniyā key|kī jayjaykār hō .

125It is only when destruction takes place that there will be victory for the new world.

118Vah tō samajhtē haĩ striyō̃ kā duḥkh kaisē dūr karē̃  ?

126Those people are concerned about how to remove the suffering of women.

119Parantu manuṣhya thōṛēhī kiskā duḥkh dūr kar saktē haĩ .

127However, human beings cannot remove anyone's suffering.

120Duḥkh hartā , sukh kartā tō ēk hī bāp hai .

128Only the one Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

121Dēvtāō̃ kō bhī nahī̃ kahē̃gē .

129Even the deities cannot be called that.

122Śhrīkr̥iṣhṇa bhī dēvtā hō gayā . 123Bhagvān nahī̃ kah saktē .

130Shri Krishna too is a deity; he cannot be called God.

124Yah bhī samajhtē nahī̃ .

131They do not understand anything.

125Jō samajhtē haĩ vah brāhmaṇ ban aurō̃ kō bhī samjhātē rahtē haĩ .

132Those who do understand become Brahmins and continue to explain to others.

126Jō rājya pad K|kē athavā ādi sanātan dēvtā dharm K|kē haĩ vah nikal ātē haĩ .

133Those who are to claim a royal status and who belong to the original, eternal deity religion will emerge.

127Lakṣhmī-nārāyaṇ svarg K|kē mālik kaisē banē̃ , kyā karma kiyā jō viśhva K|kē mālik banē̃  ?

134How did Lakshmi and Narayan become the masters of heaven? 135What acts did they perform that they became the masters of the world?

128Is samay kaliyug ant mē̃ tō anēkānēk dharm haĩ tō aśhānti hai .

136At this time, at the end of the iron age, there are innumerable religions and so there is peacelessness.

129Naī duniyā mē̃ aisē thōṛēhī hōtā hai .

137It isn't like that in the new world.

130Abhī yah hai saṅgamyug , jabki bāp ākar rājyōg sikhlātē haĩ .

138This is now the confluence age when the Father comes and teaches you Raja Yoga.

131Bāp hī karm-akarm-vikarm key|kī knowledge sunātē haĩ .

139The Father alone gives you this knowledge of action, sinful action and neutral action.

132Ātmā śharīr lēkar karma karnē ātī hai .

140Souls come and take bodies in order to perform actions.

133Satyug mē̃ jō karma kartē vah akarma hō jātē haĩ , vahā̃ vikarma hōtā nahī̃ . 134Duḥkh hōtā hī nahī̃ .

141Whatever actions people perform in the golden age, they are neutral actions. 142There are no sinful actions performed there; there is no sorrow there.

135Karma , akarma , vikarma key|kī gati bāp hī ākar ant mē̃ sunātē haĩ .

143Only the Father comes at the end and tells you the secrets of actions, neutral actions and sinful actions.

136Maĩ inkē bahut janmō̃ K|kē ant K|kē bhī ant mē̃ ātā hū̃ .

144I come at the end of the last of this one's many births.

137Is rath mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

145I enter this chariot.

138Akāl mūrt ātmā kā yah rath hai .

146This is the chariot of this soul, an immortal image.

139Sirph ēk amr̥itsar mē̃ nahī̃ , sabhī manuṣhyō̃ kā akāltakht hai .

147That isn't just in Amritsar. 148All human beings have an immortal throne.

140Ātmā akāl mūrt hai .

149Souls are immortal images.

141Yah śharīr bōltā chaltā hai .

150This body continues to speak and move.

142Akāl ātmā kā yah chaitanya takht hai .

151This is the living throne of this immortal soul.

143Akāl mūrt tō sabhī haĩ bākī śharīr kō kāl khā jātā hai .

152All are immortal images, but death comes to bodies.

144Ātmā tō akāl hai .

153Souls are immortal.

145Takht tō khalās kar dētē haĩ .

154They destroy their thrones.

146Satyug mē̃ takht kōī bahut thōṛēhī hōtē haĩ .

155There aren't many thrones in the golden age.

147Is samay karōṛō̃ ātmāō̃ K|kē takht haĩ .

156At this time, there are thrones of millions of souls.

148Akāl ātmā kō kahā jātā hai .

157Souls are said to be immortal.

149Ātmā hī tamōpradhān sē satōpradhān bantī hai .

158It is souls that become satopradhan from tamopradhan.

150Maĩ tō ever satōpradhān pavitra hū̃ .

159I am ever satopradhan and pure.

151Bhal kahtē haĩ prāchīn bhārat kā yōg , parantu vah bhī samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa nē sikhāyā thā .

160Although they speak of the ancient yoga of Bharat, they think that Shri Krishna taught that.

152Gītā kō hī khaṇḍan kar diyā hai .

161They have falsified the Gita.

153Jīvan kahānī mē̃ nām badal diyā hai .

162They have changed the name in the biography.

154Bāp kē badlē bachchē kā nām ḍāl diyā hai .

163They have inserted the name of the child instead of the Father’s.

155Śhivrātri manātē haĩ parantu vah kaisē ātē haĩ , yah jāntē nahī̃ haĩ .

164They celebrate the night of Shiva, but they don't know how He comes.

156Śhiv hai hī param ātmā .

165Shiva is the Supreme Soul.

157Unkī mahimā bilkul alag hai , ātmāō̃ key|kī mahimā alag hai .

166His praise is completely different from that of souls.

158Bachchō̃ kō yah patā hai rādhē-kr̥iṣhṇa hī lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ .

167You children know that Radhe and Krishna become Lakshmi and Narayan.

159Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē dō rūp kō hī viṣhṇu kahā jātā hai . 160Fark tō hai nahī̃ .

168The dual-form of Lakshmi and Narayan is called Vishnu: There is no difference.

161Bākī 4 bhujā vālā , 8 bhujā vālā kōī manuṣhya hōtā nahī̃ hai .

169However, there are no human beings with four arms or eight arms.

162Dēviyō̃ ādi kō kitnī bhujāyē̃ dē dī hai .

170They have shown the goddesses etc. with so many arms.

163Samjhānē mē̃ samay lagtā hai .

171It takes time to explain this.

164Bāp kahtē haĩ maĩ hū̃ hī garīb nivāz .

172The Father says: I am the Lord of the Poor.

165Maĩ ātā bhī tab hū̃ jab bhārat garīb ban jātā hai . 166Rāhū kā grahaṇ baiṭh jātā hai .

173I come when Bharat becomes poor and when there are the omens of Rahu.

167Br̥ihaspati kī daśhā thī , ab rāhū kā grahaṇ bhārat mē̃ tō kyā sārē world par hai isliyē bāp phir bhārat mē̃ ātē haĩ , ākar naī duniyā sthāpan kartē haĩ , jiskō svarg kahā jātā hai .

174There were the omens of Jupiter and there are now the omens of Rahu over Bharat and the whole world. 175This is why the Father only comes in Bharat. 176He comes and establishes the new world which is called heaven.

168Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā , double sirtāj svarg kā mālik banātā hū̃ .

177God speaks: I am making you into the kings of kings. 178I am making you into the double-crowned masters of heaven.

169Pāñch hazār varṣh huā jabki ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā .

179It has been 5000 years since the original, eternal, deity religion came into existence.

170Abhī vah hai nahī̃ . 171Tamōpradhān hō gayē haĩ .

180It doesn't exist now; they have become tamopradhan.

172Bāp khud hī apnā arthāt rachayitā aur rachnā kā parichay dētē haĩ .

181The Father Himself gives you the introduction of the Creator and creation.

173Tumhārē pās|pass pradarśhanī , museum mē̃ itnē ātē haĩ , samajhtē thōṛēhī haĩ .

182So many people come to you at the exhibitions and museums, but they don’t understand anything.

174Kōī birlē samajhkar course kartē haĩ . 175Rachayitā aur rachnā kō jāntē haĩ .

183Scarcely a few understand and take the course to know the Creator and creation.

176Rachtā hai bēhad kā bāp .

184The unlimited Father is the Creator.

177Unsē bēhad kā varsā miltā hai .

185You receive the unlimited inheritance from Him.

178Yah knowledge bāp hī dētē haĩ .

186Only the Father gives you this knowledge.

179Phir rājāī mil jātī hai tō vahā̃ knowledge key|kī darkār nahī̃ .

187There, when you have received the kingdom, there is then no need for this knowledge.

180Sadgati kahā jātā hai naī duniyā svarg kō , durgati kahā jātā hai purānī duniyā nark kō .

188The new world of heaven is called salvation and the old world of hell is called degradation.

181Bāp samjhātē tō bahut achchhī tarah sē haĩ .

189The Father explains to you very well.

182Bachchō̃ kō bhī aisē samjhānā hai .

190You children also have to explain in the same way.

183Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra dikhānā hai .

191You have to show them the picture of Lakshmi and Narayan.

184Yah viśhva mē̃ śhānti sthāpan hō rahī hai .

192Peace is being established in the world.

185Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā foundation hai nahī̃ jō bāp sthāpan kar rahē haĩ .

193The foundation of the original, eternal, deity religion that the Father is now establishing doesn’t exist.

186Dēvtāō̃ kā pavitra dharm , pavitra karma thā .

194The deities had a pure religion and their actions were pure.

187Abhī yah hai hī vicious world .

195This is now a vicious world.

188Naī duniyā kō kahā jātā hai viceless world , śhivālay .

196The new world is called a viceless world, Shivalaya.

189Ab samjhānā paṛē tō bichārō̃ kā kuchh kalyāṇ hō .

197You now have to explain to them so that the poor helpless ones can have some benefit.

190Bāp kō hī kalyāṇkārī kahā jātā hai .

198Only the Father is called the Benevolent One.

191Vah ātē hī haĩ purūṣhōttam saṅgamyug par .

199He comes at the most auspicious confluence age.

192Kalyāṇkārī yug mē̃ kalyāṇkārī bāp ākar sabkā kalyāṇ kartē haĩ .

200The benevolent Father comes at the benevolent age and benefits all of you.

193Purānī duniyā kō badal naī duniyā sthāpan kar dētē haĩ .

201He changes the old world and establishes the new world.

194Gyān sē sadgati hōtī hai .

202There is salvation through this knowledge.

195Is par rōz time lēkar samjhā saktē hō .

203You can take time and explain this every day.

196Bōlō , rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō ham hī jāntē haĩ .

204Tell them: Only we know the Creator and the beginning, middle and end of creation.

197Yah gītā kā episode chal rahā hai jismē̃ bhagvān nē ākar rājyōg sikhāyā hai . 198Double sirtāj banāyā hai .

205The Gita episode, in which God came and taught Raja Yoga and made us double crowned, is now taking place.

199Yah lakṣhmī-nārāyaṇ bhī rājyōg sē yah banē haĩ .

206Even Lakshmi and Narayan became that by studying Raja Yoga.

200Is purūṣhōttam saṅgam-yug par bāp sē rājyōg sīkhtē haĩ .

207They studied Raja Yoga with the Father at the most auspicious confluence age.

201Bābā her|har bāt kitnā sahaj samjhātē haĩ .

208Baba explains everything so easily.

202Achchhā  !

209Achcha.

203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

210To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

211The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

205Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

212Essence for dharna:

2061 ) rājyōg key|kī paṛhāī source of income hai kyōṅki issē hī ham rājāō̃ kā rājā bantē haĩ .

213 1. The study of Raja Yoga is your source of income because it is through this that you the become kings of kings.

207Yah rūhānī paṛhāī rōz paṛhnī aur paṛhānī hai .

214You have to study and teach others this spiritual study every day.

2082 ) sadā naśhā rahē ki ham brāhmaṇ sachchē mukh vaṅśhāvalī haĩ , ham kaliyugī rāt sē nikal din mē̃ āyē haĩ , yah hai kalyāṇkārī purūṣhōttam yug , ismē̃ apnā aur sarv kā kalyāṇ karnā hai .

215 2. Have the constant intoxication that you Brahmins are the true mouth-born creation. 216You have moved away from the iron-aged night and come into the day. 217This is the most auspicious, benevolent, confluence age in which you have to benefit yourselves and everyone else.

Blessing

209Vardān  : her|har śhrēṣhṭh saṅkalp kō karma mē̃ lānē vālē master sarvśhaktimān bhav

218Blessing: May you be a master almighty authority who puts every elevated thought into practice.

210Master sarvśhaktimān mānā saṅkalp aur karma samān hō .

219 A master almighty authority is someone whose thoughts and actions are the same.

211Agar saṅkalp bahut śhrēṣhṭh hō aur karma saṅkalp pramāṇ na hō tō master sarvśhaktimān nahī̃ kahē̃gē .

220If your thoughts are very elevated but your actions are not according to your thoughts, you cannot then be called a master almighty authority.

212Tō check karō jō śhrēṣhṭh saṅkalp kartē haĩ vō karma tak ātē haĩ yā nahī̃ .

221So, check whether you put into practice the elevated thoughts you have.

213Master sarvśhaktimān key|kī niśhānī hai ki jō śhakti jis samay āvaśhyak hō vō śhakti kārya mē̃ āyē .

222The sign of a master almighty authority is that he will be able to use a particular power that is needed at that moment.

214Sthūl aur sūkṣhma sab śhaktiyā̃ itnā control mē̃ hō jō jis samay jis śhakti key|kī āvaśhyaktā hō usē kām mē̃ lagā sakē̃ .

223Keep your physical and subtle powers under such control that you are able to use any particular power you need at that very moment.

Slogan

215Slōgan  : gyānī tū ātmā bachchō̃ mē̃ krōdh hai tō issē bāp K|kē nām key|kī glānī hōtī hai .

224Slogan: When knowledge-full souls have anger in them, they defame the Father’s name.

225*** Om Shanti ***