शनिवार 3 अगस्त 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-08-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/08/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - yah hai bēhad key|kī unlimited stage , jismē̃ tum ātmāyē̃ part bajānē kē liē bāndhī huī hō , ismē̃ harēk kā fix part hai « 

1Essence: Sweet children, this is an unlimited stage on which you souls are bound to play your parts. 2Each one’s part is fixed in this.

Question

2Praśhna  : karmātīt avasthā kō prāpt karnē kā purūṣhārth kyā hai  ?

3Question: What effort must you make to attain your karmateet stage?

Answer

3Uttar  : karmātīt bannā hai tō pūrā-pūrā surrender hōnā paṛē .

4Answer: In order to become karmateet, you have to surrender yourself completely.

4Apnā kuchh nahī̃ . 5Sab kuchh bhūlē huē hōṅgē tab karmātīt ban sakē̃gē .

5Nothing is yours, you should have forgotten everything; only then will you be able to become karmateet.

6Jinhē̃ dhan , daulat , bachchē ādi yād ātē , vah karmātīt ban nahī̃ saktē isliē bābā kahtē maĩ hū̃ garīb nivāz .

6Those who remember their wealth, property and children, etc. cannot become karmateet. 7Therefore, Baba says: I am the Lord of the Poor.

7Garīb bachchē jaldī surrender hō jātē haĩ . 8Sahaj hī sab kuchh bhūl ēk bāp kī yād mē̃ rah saktē haĩ .

8Poor children surrender themselves quickly; they are easily able to forget everything and stay in remembrance of the one Father.

Murli

9Ōm śhānti .

9Om shanti.

10Rūhānī bāp baiṭh apnē rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ jarūr hai ki ab ghar jānā hai .

10The spiritual Father sits here and explains to His spiritual children. 11It is definitely in the intellects of you children that you now have to return home.

11Bhaktō̃ key|kī buddhi mē̃ nahī̃ rahtā .

12This is not in the intellects of devotees.

12Tum jāntē hō yah 84 kā chakra ab pūrā huā .

13You know that this cycle of 84 is now ending.

13Yah bahut baṛā bēhad kā māṇḍavā athavā stage hai . 14Unlimited stage hai .

14This is a very big, unlimited stage; it is an unlimited stage.

15Is purānē māṇḍavē kō chhōṛ ghar jānā hai .

15You have to leave this old stage and go home.

16Apavitr ātmāyē̃ tō jā nahī̃ saktī .

16Impure souls cannot go there.

17Pavitra jarūr bannā hai .

17You definitely have to become pure.

18Ab is khēl kā ant hai .

18It is now the end of this play.

19Aparampār duḥkhō̃ key|kī ab pichhāṛī hai .

19It is now the end of limitless sorrow.

20Is samay yah sab māyā kā pomp hai , jiskō manuṣhya svarg samajhtē haĩ , kitnē mahal , māṛiyā̃ , mōṭarē̃ ādi haĩ , iskō kahā jātā hai māyā kā competition . 21Nark key|kī svarg kē sāth competition hai .

20At this time, all of that which people consider to be heaven, it is all the pomp of Maya. 21There are so many palaces, cars etc. 22That is called the competition of Maya; it is a competition between hell and heaven.

22Alpkāl kē liē sukh hai . 23Yah hai māyā key|kī lālach , drama anusār . 24Kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ .

23There is temporary happiness and it is the temptation of Maya. 24According to the drama, there are so many human beings.

25Pahlē tō sirph ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hī thā .

25At first, there was just the one original, eternal deity religion.

26Ab tō māṇḍavā full bhar gayā hai .

26Now the stage has become full.

27Ab yah chakra pūrā hōtā hai sab tamōpradhān haĩ , sr̥iṣhṭi bhī tamōpradhān hai phir satōpradhān hōnī hai .

27This cycle is now ending and all are tamopradhan. 28The world too is tamopradhan and it has to become satopradhan.

28Sārī sr̥iṣhṭi naī chāhiē nā .

29The whole world has to be made new.

29Naī sē purānī , purānī sē naī yah tō anginat bār chaltā āyā hai .

30It has continued to become new from old and old from new countless times.

30Anādi khēl hai . 31Kab śhurū huā yah nahī̃ kah saktē . 32Anādi chaltā hī rahtā hai .

31This is an eternal play; you cannot say when it began, it continues eternally.

33Yah bhī tum jāntē hō aur kōī nahī̃ jāntā .

32Only you know this; no one else knows this.

34Tum bhī is gyān milnē K|kē pahlē kuchh nahī̃ jāntē thē .

33You too didn’t know anything before you received this knowledge.

35Dēvtā bhī nahī̃ jāntē thē sirph tum purūṣhōttam saṅgamyugī brāhmaṇ hī jāntē hō phir yah gyān prāyaḥ lōp hō jāyēgā .

34Even the deities did not know this. 35Only you Brahmins of the most elevated confluence age know this, and this knowledge will then disappear.

36Bāp nē sukhdhām kā mālik banāyā bākī aur kyā chāhiē .

36The Father is making you into the masters of the land of happiness, so what more do you want?

37Bāp sē jō pānā thā , pā liyā bākī kuchh pānē kē liē rahtā nahī̃ .

37You are attaining whatever you want from the Father and then there will be nothing left to attain.

38Tō bāp samjhātē haĩ - bachchē , tum hī sabsē jāstī patit banē hō .

38So, the Father explains: Children, You are the ones who have become the most impure.

39Pahlē-pahlē tum hī āyē hō part bajānē .

39You are the first ones who come and play their parts.

40Tumkō hī pahlē jānā paṛēgā .

40So, you are the ones who have to return first.

41Chakra hai nā .

41This is a cycle.

42Pahlē-pahlē tum hī mālā mē̃ pirōyēṅgē .

42You are the ones who will be threaded in the rosary first.

43Yah rūdra mālā hai nā .

43This is the rosary of Rudra.

44Dhāgē mē̃ sārī duniyā K|kē manuṣhya pirōyē huē haĩ .

44All human beings of the world are threaded on a thread.

45Dhāgē sē nikal paramdhām mē̃ chalē jāyēṅgē phir aisē hī dhāgē mē̃ pirōyē jāyēṅgē .

45They will leave that thread and go to the supreme abode, and they will then be threaded again in the same way.

46Bahut baṛī mālā hai .

46The rosary is very big.

47Śhivbābā kō kitnē ḍhēr bachchē haĩ .

47Shiv Baba has so many children.

48Pahlē-pahlē tum dēvtāyē̃ ātē hō .

48You deities are the first ones to come.

49Yah hai bēhad key|kī mālā , jismē̃ sab maṇakē misal pirōyē huē hō .

49This is an unlimited rosary in which all are threaded like beads.

50Rūdra mālā aur viṣhṇu key|kī mālā gāī jātī hai .

50The rosary of Rudra and the rosary of Vishnu are remembered.

51Prajāpitā brahmā key|kī mālā nahī̃ hai .

51There is no rosary of Prajapita Brahma.

52Tum brahmākumār-kumāriyō̃ key|kī mālā hōtī nahī̃ kyōṅki tum chaṛhtē , girtē hō , hār khātē hō .

52There is no rosary of you Brahma Kumars and Kumaris, because you ascend and descend and become defeated.

53Ghaṛī-ghaṛī māyā girā dētī hai isliē brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ bantī , jab pūrē pās|pass hō jātē hō tab viṣhṇu key|kī mālā bantī hai .

53Maya repeatedly makes you fall. 54This is why a rosary of Brahmins is not created. 55When you pass fully, the rosary of Vishnu will be created.

54Yū̃ tō prajāpitā brahmā kā bhī sijarā hai .

56In fact, there is also the genealogical tree of Prajapita Brahma.

55Jab pās|pass hō jātē haĩ tō kahē̃gē brahmā key|kī bhī mālā hai .

57When you pass, it will be said that there is a rosary of Brahma too.

56Sijarā banā huā hai .

58The genealogical tree has been created.

57Is samay mālā nahī̃ ban saktī hai kyōṅki āj pavitra bantē , kal phir māyā thappaṛ mār kalā kāyā hī nikāl dētī .

59The rosary cannot be created at this time, because you become pure today but, tomorrow, Maya would slap you and make you lose everything.

58Key|kī kamāī chaṭ hō jātī hai .

60Then, everything you had earned would be lost.

59Ṭūṭ paṛtē haĩ .

61You then break.

60Kahā̃ sē girtē haĩ , vichār karō .

62Just consider where you fall from!

61Bāp tō viśhva kā mālik banātē haĩ .

63The Father makes you into the masters of the world.

62Unkī śhrīmat par chalnē sē tum ūñch pad pā saktē hō .

64By following His shrimat, you can claim a high status.

63Hār khāī tō khalās .

65If you are defeated, everything is over.

64Kām vikār mahāśhatru hai , unsē hār nahī̃ khānī hai .

66The vice of lust is the greatest enemy. 67You must not be defeated by it.

65Bākī sab vikār haĩ bāl bachchē .

68All the other vices are its children.

66Baṛā śhatru hai kām vikār .

69The greatest enemy is the vice of lust.

67Unkē ūpar hī jīt pānī hai .

70It is this that you have to conquer.

68Kām par jīt pānē sē tum jagatjīt banē̃gē .

71By conquering lust you will become conquerors of the world.

69Yah 5 vikār ādhākalp K|kē duśhman haĩ , vah bhī chhōṛtē nahī̃ haĩ .

72These five vices have been your enemy for half a cycle and they don’t leave you alone.

70Sab chillātē haĩ krōdh karnā paṛtā hai , parantu darkār kyā paṛī hai , pyār sē bhī kām hō saktā hai .

73Everyone is crying out that they have to get angry but what need is there for that? 74Everything can also be achieved with love.

71Chōr kō bhī pyār sē agar samjhāyēṅgē tō vah jhaṭ sach kah dēgē .

75If you explain to a thief with love, he will quickly tell you the truth.

72Bāp kahtē haĩ maĩ pyār kā sāgar hū̃ nā , tō bachchō̃ kō bhī pyār sē kām lēnā hai .

76The Father says: I am the Ocean of Love. 77So, children, you also have to do everything with love.

73Bhal kōī bhī position hō . 74Bābā kē pās military vālē bhī ātē haĩ .

78It doesn’t matter what position someone has; even those from the military come to Baba.

75Unhō̃ kō bhī bābā samjhātē haĩ tum svarg mē̃ jānā chāhtē hō tō sirph śhivbābā kō yād karō .

79Baba explains to them too: If you want to go to heaven, simply remember Shiv Baba.

76Unhē̃ kahā jātā hai - tum yuddha K|kē maidān mē̃ marē̃gē tō svarg mē̃ jāyēṅgē .

80They are told: If you die on a battlefield, you will go to heaven.

77Vāstav mē̃ yuddha kā maidān tō yah hai .

81In fact, this is the battlefield.

78Vah tō laṛāī kartē-kartē mar jātē haĩ tō phir vahā̃ jākar janma lētē haĩ kyōṅki saṅskār lē jātē haĩ . 79Svarg mē̃ tō jā na sakē̃ .

82Those people die whilst fighting in a battle and then they take another birth here, because they carry those sanskars with them; they cannot go to heaven.

80Tō bābā unhō̃ kō samjhātē thē śhivbābā kō yād karnē sē tum svarg mē̃ jā saktē hō kyōṅki svarg key|kī sthāpanā hō rahī hai .

83So, Baba used to explain to them: By remembering Shiv Baba, you can go to heaven, because heaven is being established.

81Śhivbābā key|kī yād sē hī vikarma vināśh hōṅgē .

84Only by having remembrance of Shiv Baba will your sins be absolved.

82Yah thōṛā bhī gyān milā nā tō avināśhī gyān kā vināśh nahī̃ hōtā hai .

85If you take even a little of this knowledge, this imperishable knowledge can never be destroyed.

83Tum bachchē yah mēlā ādi kartē hō tō kitnī prajā bantī hai .

86When you children hold gatherings, etc. so many subjects, etc. are created.

84Tum rūhānī sēnā hō nā ismē̃ commander , major ādi thōṛē hōtē haĩ , prajā tō bahut bantī hai .

87You are the spiritual army. 88There are a few commanders, majors, etc. here. 89Many subjects are created.

85Jō achchhī rīti samjhātē haĩ tō kuchh na kuchh achchhā pad pātē haĩ .

90Those who explain well will claim one good status or another.

86Unmē̃ bhī first , second , third grade hōtī haĩ .

91There are the first, second and third grades amongst them too.

87Tum śhikṣhā dētē rahtē hō , kōī tō bilkul āpsamān ban jātē haĩ .

92You continue to give them teachings and some become exactly like you.

88Kōī sabsē ūpar bhī jā saktē haĩ .

93Some can even go ahead of everyone.

89Dēkhā jātā hai ēk-dō sē ūpar chalē jātē haĩ .

94It has been seen that they go ahead of one another.

90Nayē-nayē purānō̃ sē tīkhē chalē jātē haĩ .

95New ones go ahead of older ones.

91Bāp sē pūrā yōg lag jāyē tō bahut ūñch chalā jāyēgā .

96If you have full yoga with the Father, you can go very high.

92Sārā madār hai yōg par .

97Everything depends on yoga.

93Knowledge tō bahut sahaj hai , tum feel kartē hōṅgē .

98You must be feeling that this knowledge is very easy.

94Bāp kī yād mē̃ vighna paṛtē haĩ .

99There are obstacles in your having remembrance of the Father.

95Bāp kahtē haĩ bhōjan khāō tō bhī yād mē̃ .

100The Father says: When you have your meals, have them in remembrance.

96Parantu kōī 2 minute , kōī 5 minute yād mē̃ rahtē haĩ .

101However, some stay in remembrance for two minutes or five minutes.

97Sārā samay yād mē̃ rahē̃ , baṛā muśhkil hai .

102It is very difficult for anyone to stay in remembrance the whole time.

98Māyā kahā̃ na kahā̃ uṛāy bhulā dētī hai .

103Maya takes you somewhere or other and makes you forget.

99Sivāē bāp K|kē aur kōī key|kī yād nahī̃ rahēgī tab hī karmātīt avasthā hōgī .

104Only when you have remembrance of no one but the Father will you reach your karmateet stage.

100Agar kuchh bhī apnā hōgā tō vah yād jarūr paṛēgā .

105If anything is yours, you would definitely remember it.

101Kuchh bhī yād na āyē , yah bābā misāl hai , inkō kyā yād āyēgā  ?

106Nothing should be remembered. 107This Baba is an example. 108What would he remember?

102Kōī bāl bachchē , dhan ādi hai  ?

109Would he remember his children or his wealth, etc.?

103Sirph tum bachchē hī yād ātē hō .

110He only remembers you children.

104Tum tō jarūr bāp kō yād paṛē̃gē hī kyōṅki bāp āyē haĩ kalyāṇ karnē kē liē .

111The Father would definitely remember you, because He has come to benefit you.

105Yād sabkō kartē haĩ . 106Parantu phir bhī buddhi phūlō̃ taraph hī chalī jātī hai .

112He remembers everyone but, even then, His intellect is drawn to the flowers.

107Fool|phūl anēk prakār K|kē hōtē haĩ .

113There are many types of flower.

108Kōī bigar khuśhbū bhī hōtē haĩ .

114Some are without fragrance; it is a garden.

109Bagīchā hai nā . 110Bāp kō bāgvān , mālī bhī kahtē haĩ .

115The Father is also called the Master of the Garden and the Gardener.

111Yah tō tum jāntē hō - manuṣhya krōdh mē̃ ākar kitnā laṛtē-jhagaṛtē haĩ . 112Bahut dēh abhimān hai .

116You know how people fight and quarrel out of anger; they have a lot of body consciousness.

113Bāp samjhātē haĩ - kabhī kōī krōdh karē tō śhānt rahnā chāhiē .

117The Father explains: If anyone becomes angry, remain quiet.

114Krōdh bhūt hai nā .

118Anger is an evil spirit.

115Bhūt kē āgē śhānti sē respond dēnā hai .

119You must respond to an evil spirit with silence.

116Sarv śhāstra śhirōmaṇī śhrīmad bhagvad gītā hai īśhvarīy mat key|kī .

120The Shrimad Bhagawad Gita, the directions of God, is the jewel of all scriptures.

117Īśhvarīy mat , āsurī mat aur daivī mat ēk īśhvar hī ākar batātē haĩ .

121It is God alone who comes and tells us about Godly directions, devilish directions and divine directions.

118Rājyōg key|kī knowledge dētē haĩ .

122He gives the knowledge of Raja Yoga.

119Phir yah knowledge gum hō jāyēgī .

123This knowledge will then disappear.

120Rājāō̃ kā rājā ban gayā phir knowledge kyā karē̃gē  ?

124What would you do with this knowledge once you have become the kings of kings?

12121 janm tō prālabdh bhōgtē hō .

125You receive the reward for 21 births.

122Vahā̃ yah mālūm nahī̃ paṛtā hai ki is purūṣhārth kā yah phal hai .

126You won't be aware there that that is the fruit of this particular effort.

123Anēk bār tum satyug mē̃ gayē hō . 124Yah chakra phirtā rahtā hai .

127You have gone to the golden age many times; this cycle continues to turn.

125Satyug-trētā hai gyān kā phal .

128The golden and silver ages are the fruit of this knowledge.

126Aisē nahī̃ ki vahā̃ gyān miltā hai .

129It isn’t that you receive this knowledge there.

127Bāp ākar yahā̃ bhakti kā phal gyān dētē haĩ .

130The Father comes here and gives you this knowledge, the fruit of your devotion.

128Bāp nē batāyā hai tumnē jāstī bhakti kī hai .

131The Father has told you that you have done the most devotion.

129Ab ēk bāp kō yād karō tō tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .

132Now remember the one Father and you will become satopradhan from tamopradhan.

130Ismē̃ hai mēhnat .

133This requires effort.

131Rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō yād karō tō chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

134Remember the beginning, middle and end of creation and you will become the rulers of the globe.

132Bhagvān bachchō̃ kō bhagvān-bhagvatī banāyēṅgē nā .

135God makes you children into gods and goddesses.

133Parantu dēhdhārī kō bhagvān-bhagvatī kahnā wrong hai .

136However, it is wrong to call bodily beings gods and goddesses.

134Brahmā , viṣhṇu aur śhiv kā kitnā sambandh hai .

137There is a deep connection between Brahma, Vishnu and Shankar.

135Yah brahmā phir viṣhṇu bannē vālā hai aur ismē̃ śhiv key|kī pravēśhtā hai .

138This Brahma will then become Vishnu, and Shiva enters this one.

136Sūkṣhmavatan vālō̃ kō phariśhtā kahā jātā hai .

139Those who are in the subtle region are called angels.

137Tumkō phariśhtā bannā hai , sākṣhātkār hōtā hai , bākī kuchh hai nahī̃ .

140You have to become angels. 141You have visions but, otherwise, there is nothing there.

138Silence , movie aur yahā̃ talkie .

142There is silence, then movie and then there is talkie here.

139Yah hai detail . 140Bākī nutshell mē̃ tō phir bhī kahtē haĩ manmanābhav , māmēkam yād karō aur sr̥iṣhṭi chakra kō yād karō .

143These are the details but you are told in a nutshell once again: Manmanabhav! 144Constantly remember Me alone and also remember the world cycle!

141Yahā̃ baiṭhē hō tō bhī śhāntidhām , sukhdhām kō yād karō .

145While sitting here, remember the land of peace and the land of happiness!

142Is purānē duḥkhdhām kō bhūl jāō .

146Continue to forget this old land of sorrow!

143Yah hai bēhad kā sannyās buddhi sē .

147This is unlimited renunciation with your intellects.

144Unkā hai had kā sannyās .

148Theirs is limited renunciation.

145Vah nivr̥itti mārg vālē pravr̥itti mārg kā gyān dē na sakē .

149Those on the path of isolation cannot give this knowledge of the family path.

146Rājā-rānī bannā pravr̥itti mārg hai .

150To become kings and queens is the family path.

147Vahā̃ hai hī sukh .

151There is only happiness there.

148Vah tō sukh kō māntē hī nahī̃ .

152Those people (sannyasis) don't believe in happiness.

149Sannyāsī bhī karōṛō̃ key|kī andāj mē̃ haĩ .

153There are millions of sannyasis.

150Unhō̃ key|kī parvariśh vā kamāī hōtī hai gr̥ihasthiyō̃ sē .

154Their sustenance and income come from householders.

151Ēk tō tumnē dān-puṇya mē̃ lagāyā , phir pāp kā dhandhā kiyā tō pāp ātmā ban paṛē .

155Firstly, you spent your money on giving donations and doing charity and then you did sinful business and so you became sinful souls.

152Tum bachchē tō abhī avināśhī gyān ratnō̃ key|kī lēn-dēn kartē hō .

156You children now have an exchange of the imperishable jewels of knowledge with one another.

153Vē|way dharmaśhālā ādi banvātē haĩ tō dūsrē janm mē̃ achchhā phal milēgā .

157Those people who build dharamshalas, etc. receive good fruit in their next birth.

154Yah tō hai bēhad kā bāp .

158That One is the unlimited Father.

155Yah hai direct , vah hai in direct .

159This is direct and the other is indirect.

156Īśhvar arpaṇam kartē haĩ . 157Ab bhūkh tō dōnō̃ kō hai nahī̃ .

160They surrender everything to God, but neither one is hungry for this.

158Śhiv bābā tō dātā hai , unkō bhūkh hōgī kyā .

161Shiv Baba is the Bestower. 162Would He be hungry?

159Śhrīkr̥iṣhṇa dātā nahī̃ .

163Shri Krishna is not the Bestower.

160Bāp tō sabkō dēnē vālā hai , lēnē vālā nahī̃ hai .

164The Father is the One who gives to everyone; He doesn't take.

161Ēk dēvē 10 pāvē , garīb 2 rūpayā dētē haĩ tō padma mil jātē haĩ ( sudāmā kā misāl ) .

165When you give one, you receive tenfold in return. 166When the poor give even two rupees, they receive multimillions in return. 167(The example of Sudama).

162Bhārat sōnē key|kī chiṛiyā thā nā .

168Bharat was the Golden Sparrow.

163Bāp nē kitnā dhanvān banāyā .

169The Father made you so wealthy.

164Sōmnāth K|kē mandir mē̃ kitnā akīchār dhan thā .

170There was limitless wealth in the Somnath Temple.

165Kitnā lūṭkar lē gayē .

171Those people looted so much.

166Baṛē-baṛē hīrē-javāhar thē .

172There were very big diamonds and jewels there.

167Ab tō dēkhnē mē̃ bhī nahī̃ ātē , kaṭakuṭ hō gayē .

173Now, you can't even see them anywhere; they have all been cut up.

168Phir history repeat hōgī .

174History will then repeat.

169Vahā̃ sab khāniyā̃ tumhārē liē bharpūr hō jāyēṅgī .

175There, all the mines will be full for you.

170Hīrē javāhar tō vahā̃ jaisē patthar misal rahtē haĩ .

176The diamonds and jewels there will be like stones.

171Bāp avināśhī gyān ratna dētē haĩ , jissē tum athāh dhanvān ban jātē hō .

177The Father gives you the imperishable jewels of this knowledge with which you become very wealthy.

172Tō mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

178So, you sweetest children should be so happy.

173Jitnā paṛhtē rahē̃gē , khuśhī kā pārā chaṛhtā rahēgā .

179The more you continue to study, the higher the mercury of your happiness will rise.

174Baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ tō buddhi mē̃ rahtā hai nā - yah pās|pass kar phir yah banē̃gē , yah karē̃gē .

180When someone passes an important examination, it remains in his intellect: I will pass this and then become this and do that.

175Tum bhī jāntē hō yah dēvtā banē̃gē .

181You too know that you will become those deities.

176Yah tō jaṛ chitra haĩ . 177Ham vahā̃ chaitanya banē̃gē .

182Those are non-living images, whereas we will exist there in living forms.

178Yah chitra bhī tumnē jō banāyē kahā̃ sē āyē  ?

183Where did the pictures that you created come from?

179Divya dr̥iṣhṭi sē tum dēkh āyē hō .

184You saw them in divine visions.

180Chitra baṛē wonderful hai .

185The pictures are very wonderful.

181Kōī samajhē̃gē yah brahmā nē banāyē haĩ .

186Some people think that Brahma made them.

182Agar yah kōī sē sīkhā hōtā tō sirph ēk thōṛēhī sīkhā hōtā , aur bhī sīkhē huē hōtē nā .

187If he had learnt this from someone, there wouldn't have been just one person who learnt it; others would have learnt it as well.

183Yah kahtē haĩ maĩ kuchh bhī sīkhā huā nahī̃ hū̃ .

188This one says: I have not learnt anything.

184Yah tō bāp nē divya dr̥iṣhṭi dvārā banavāyē haĩ .

189It was the Father who had them made through your divine visions.

185Yah chitra sab śhrīmat sē banē huē haĩ .

190All of these pictures have been made according to shrimat.

186Yah manuṣhya mat K|kē nahī̃ haĩ .

191They are not pictures made through human dictates.

187Yah sab khalās hō jāyēṅgē .

192All of them will be destroyed.

188Kuchh bhī nām niśhān nahī̃ rahēgā .

193No name or trace of them will remain.

189Is sr̥iṣhṭi kā hī ant hai .

194It is the end of this world.

190Bhakti key|kī kitnī sāmagrī hai .

195There is so much paraphernalia of devotion.

191Yah nahī̃ rahēgī .

196None of that will remain.

192Naī duniyā mē̃ sab kuchh nayā .

197Everything will be new in the new world.

193Tum anēk bār svarg K|kē mālik banē hō phir māyā nē harāyā hai .

198You have become the masters of heaven many times and then Maya defeated you.

194Māyā vikārō̃ kō kahā jātā hai , na ki dhan kō .

199The vices, not wealth, are called Maya.

195Tum bachchē rāvaṇ key|kī jañjīr mē̃ ādhākalp sē phansē huē thē .

200You children have been trapped in the chains of Ravan for half a cycle.

196Rāvaṇ hai sabsē purānā duśhman .

201Ravan is the oldest enemy.

197Ādhākalp unkā rājya chaltā hai .

202His kingdom continues for half a cycle.

198Lākhō̃ varṣh kah dēnē sē phir ādhā-ādhā kā hisāb hī nahī̃ nikaltā .

203When they say that it is hundreds of thousands of years, the calculation of half and half would not then be right.

199Kitnā fark hai .

204There is so much difference!

200Tumkō tō bāp nē batāyā hai , sārē kalp key|kī āyu hī 5 hajār varṣh hai .

205The Father has told you that the duration of each whole cycle is 5000 years.

20184 lākh yōniyā̃ tō haĩ nahī̃ .

206There cannot be 8.4 million species.

202Yah baṛā gapōṛā hai .

207That is a great lie.

203Sūryavanśhī , chandravanśhī dēvī-dēvtā itnē lākhō̃ varṣh rājya kartē thē kyā .

208Did the deities of the sun and moon dynasties rule for hundreds of thousands of years?

204Yah buddhi kām nahī̃ kartī .

209Their intellects do not function.

205Sannyāsī tō samajhtē haĩ abhī ham apnē kō wrong mān lēvē̃ tō sab followers hamkō chhōṛ dēgē . 206Revolution hō jāē isliē abhī vō tumhārī mat par chal apnī rājāī nahī̃ chhōṛē̃gē .

210Sannyasis believe that if they considered themselves to be wrong at this time, all their followers would leave them and there would then be a revolution. 211This is why they do not follow your directions now and leave their kingdoms.

207Pichhāṛī mē̃ kuchh samajhē̃gē , abhī nahī̃ .

212They will understand a little at the end, but not now.

208Na sāhūkār lōg hī gyān lē̃gē .

213Wealthy ones will not take this knowledge either.

209Bāp kahtē haĩ maĩ garīb nivāz hū̃ .

214The Father says: I am the Lord of the Poor.

210Sāhūkār lōg kabhī surrender hōkar karmātīt avasthā kō pā nahī̃ sakē̃gē .

215Wealthy people would not surrender themselves and claim their karmateet stage.

211Bāp tō baṛā jabardast sarrāph hai .

216The Father is a very powerful Stockbroker.

212Garībō̃ kā hī lē̃gē .

217He only takes from the poor.

213Sāhūkārō̃ kā lēvē̃ tō phir itnā dēnā paṛē .

218If He took from the wealthy, He would have to give that much back in return.

214Sāhūkār uṭhtē hī muśhkil haĩ kyōṅki ismē̃ sab kuchh bhūlnā paṛtā hai .

219The wealthy hardly come because, here, they have to forget everything.

215Kuchh bhī pās|pass na rahē tab karmātīt avasthā hō .

220Only when you have nothing with you can you reach your karmateet stage.

216Sāhūkār lōg tō bhūl nahī̃ sakē̃gē , jinhōnnē kalp pahlē varsā liyā hai vahī lē̃gē .

221Wealthy ones are not able to forget. 222Those who received their inheritance in the previous cycle will do so.

217Achchhā  !

223Achcha.

218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

224To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

225The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

220Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

226Essence for dharna:

2211 ) jaisē bāp pyār kā sāgar hai , aisē master pyār kā sāgar ban pyār sē kām nikālnā hai .

227 1. Just as the Father is the Ocean of Love, similarly, become master oceans of love and have things done with love.

222Krōdh nahī̃ karnā hai .

228Do not become angry.

223Krōdh kōī karē tō tumhē̃ śhānt rahnā hai .

229If someone does become angry, remain silent.

2242 ) buddhi sē is purānī duḥkh key|kī duniyā kō bhūl bēhad kā sannyāsī bannā hai .

230 2. Make your intellects forget this old world of sorrow and become unlimited sannyasis.

225Śhāntidhām aur sukhdhām kō yād karnā hai .

231Remember the land of peace and the land of happiness.

226Avināśhī gyān ratnō̃ key|kī lēn-dēn karnī hai .

232Exchange the imperishable jewels of this knowledge with one another.

Blessing

227Vardān  : vikārō̃ rūpī jahrīlē sāmpō̃ kō galē key|kī mālā banānē vālē śhaṅkar samān tapasvīmūrt bhav

233Blessing: May you change the poisonous snake of the vices into a garland around your neck and become an image of tapasya like Shankar.

228Yah pāñch vikār jō lōgō̃ kē liē jahrīlē sāmp haĩ , yah sāmp āp yōgī vā prayōgī ātmā K|kē galē key|kī mālā ban jātē haĩ .

234 The five vices are a poisonous snake for people, but the snake becomes a garland around the necks of you yogi souls who experiment with yoga.

229Yah āp brāhmaṇō̃ vā brahmā bāp K|kē aśharīrī tapasvī śhaṅkar svarūp kā yādgār āj tak bhī pūjā jātā hai .

235The memorial of you Brahmins and Father Brahma, in the form of the bodiless, tapaswi form of Shankar, is still worshipped today.

230Dūsrā - yah sāmp khuśhī mē̃ nāñcanē key|kī stage ban jātē haĩ - yah sthiti stage K|kē rūp mē̃ dikhātē haĩ .

236Secondly, this snake becomes a stage for you to dance on in happiness. 237This spiritual stage is shown in the form of a physical stage.

231Tō jab vikārō̃ par aisī vijay hō tab kahē̃gē tapasvīmūrt , prayōgī ātmā .

238So, when you gain such victory over the vices, you will then be said to be a soul who experiments with yoga and who is an image of tapasya.

Slogan

232Slōgan  : jinkā svabhāv mīṭhā , śhāntchit hai us par krōdh kā bhūt war|vār nahī̃ kar saktā .

239Slogan: Those who have a sweet and peaceful nature cannot be attacked by an evil spirit of anger.

240*** Om Shanti ***