सोमवार 5 अगस्त 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-08-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 05/08/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārē mē̃ honest vah hai jō sārē universe key|kī sēvā karē , bahutō̃ kō āpsamān banāyē , ārām pasand na hō ' '

1Essence: Sweet children, those of you who serve the whole universe are honest. 2You make many others similar to yourselves and are not those who love to rest.

Question

2Praśhna  : tum brāhmaṇ bachchē kaun-sē bōl kabhī bhī bōl nahī̃ saktē hō  ?

3Question: What words can you Brahmin children never say?

Answer

3Uttar  : tum brāhmaṇ aisē kabhī nahī̃ bōlē̃gē ki hamārā brahmā sē kōī connection nahī̃ , ham tō direct śhivbābā kō yād kartē haĩ .

4Answer: You Brahmins can never say, "We have no connection with Brahma, we remember Shiv Baba directly."

4Binā brahmā bāp K|kē brāhmaṇ kahlā nahī̃ saktē , jinkā brahmā sē connection nahī̃ arthāt jō brahmā mukh vaṅśhāvalī nahī̃ vah śhūdra ṭhaharē .

5Without Father Brahma, you cannot be called Brahmins. 6Those who have no connection with Brahma, that is, those who are not the mouth-born creation of Brahma, are shudras.

5Śhūdra kabhī dēvtā nahī̃ ban saktē haĩ .

7Shudras cannot become deities (directly).

Murli

6Ōm śhānti .

8Om shanti.

7Rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ dādā K|kē dvārā - bachchē museum athavā pradarśhanī kā udghāṭan karātē haĩ parantu udghāṭan tō bēhad K|kē bāp nē kab sē kar liyā hai .

9The spiritual Father sits here and explains to you through Dada. 10Some children are having museums and exhibitions inaugurated, but, in fact, the unlimited Father held the inauguration a long time ago.

8Ab yah śhākhāyē̃ athavā branches nikaltī rahtī haĩ .

11These branches continue to emerge now.

9Pāṭhśhālāyē̃ bahut chāhiē nā .

12Many pathshalas are needed.

10Ēk tō hai yah pāṭhśhālā jismē̃ bāp rahtē haĩ , iskā nām rakhā hai madhuban .

13First, there is this pathshala in which the Father resides. 14It is called Madhuban.

11Bachchē jāntē haĩ madhuban mē̃ sadaiv murlī bajtī rahtī hai .

15You children know that the murli is always played in Madhuban.

12Kiskī  ?

16Whose?

13Bhagvān key|kī .

17God’s.

14Ab bhagvān tō hai nirākār .

18God is incorporeal.

15Murlī bajātē haĩ sākār rath dvārā .

19He plays the murli through the corporeal chariot.

16Unkā nām rakhā hai bhāgyaśhālī rath .

20He is given the name, “The lucky chariot”.

17Yah tō kōī bhī samajh saktē haĩ . 18Ismē̃ bāp pravēśh kartē haĩ , yah tō tum bachchē hī samajhtē hō . 19Aur tō kōī na rachtā kō , na rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē haĩ .

21Any of you can understand that the Father enters this one. 22Only you children can understand this, for no one else knows the Creator or the beginning, middle and end of creation.

20Sirph baṛē ādmī governor ādi haĩ tō unsē udghāṭan karātē haĩ .

23You have your inaugurations carried out by important people or a governor etc.

21Yah bhī bābā hamēśhā likhtē rahtē haĩ ki jinsē udghāṭan karātē hō , unkō pahlē parichay dēnā hai - bāp kaisē naī duniyā sthāpan kartē haĩ .

24Baba always continues to write: First of all, give those through whom you have the inauguration ceremony carried out, the introduction of the Father and how He establishes the new world.

22Unkī yah branches khul rahī haĩ .

25These are its branches that are being opened.

23Kōī na kōī sē khulvātē haĩ tāki unkā kalyāṇ hō jāyē . 24Kuchh samajhē̃ ki barōbar bāp āyā huā hai .

26Each one is opened by someone or other so that he or she can benefit, so that they can understand that the Father truly has come.

25Brahmā dvārā sthāpanā hō rahī hai - viśhva mē̃ śhānti K|kē rājya kī vā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī .

27The establishment of the kingdom of peace in the world, that is, of the original eternal deity religion, is being carried out through Brahma.

26Uskā udghāṭan tō hō chukā hai .

28Its inauguration has already taken place.

27Abhī yah branches khul rahī haĩ . 28Jaisēki bank key|kī branches khultī jātī haĩ .

29Its branches are now being opened, just as the branches of a bank continue to be opened.

29Bāp kō hī ākar knowledge dēnī hai .

30The Father alone has to come and give you this knowledge.

30Yah knowledge parampitā paramātmā mē̃ hī rahtī hai isliē unkō hī gyān sāgar kahā jātā hai .

31Only the Supreme Father, the Supreme Soul, has this knowledge and this is why He alone is called the Ocean of Knowledge.

31Rūhānī bāp mē̃ hī rūhānī gyān hai jō ākar rūhō̃ kō dētē haĩ .

32Only the spiritual Father has this spiritual knowledge which He comes and gives to you spirits (souls).

32Samjhātē haĩ - hē bachchō̃ , hē ātmāō̃ , tum apnē kō ātmā samjhō .

33He explains: O souls, O children, consider yourselves to be souls.

33Ātmā nām tō common hai .

34The name, soul, is common.

34Mahān ātmā , puṇya ātmā , pāp ātmā kahā jātā hai .

35It is said: Great soul, charitable soul, sinful soul.

35Tō ātmā kō parampitā paramātmā bāp bhī samjhā rahē haĩ .

36The Father, the Supreme Father, the Supreme Soul, is explaining to souls.

36Bāp kyō̃ āyēṅgē  ?

37Why would the Father come?

37Jarūr bachchō̃ kō varsā dēnē liē .

38He would definitely come to give you children the inheritance.

38Phir satōpradhān naī duniyā mē̃ ānā hai .

39Then, you have to go to the new satopradhan world.

39World key|kī history-geography repeat kahā jātā hai .

40It is said: The history and geography of the world repeat.

40Naī athavā purānī duniyā manuṣhyō̃ key|kī hī hai .

41The new world and the old world are of human beings.

41Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ naī duniyā rachnē .

42The Father says: I have to come to make the world new.

42Bigar manuṣhyō̃ K|kē tō duniyā hōtī nahī̃ .

43There cannot be a world without human beings.

43Naī duniyā mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā , jiskī ab phir sē sthāpanā hō rahī hai .

44There used to be the kingdom of deities in the new world and that is now being established once again.

44Abhī tum bachchē śhūdra sē brāhmaṇ banē hō .

45You children have now become Brahmins from shudras.

45Phir tumkō brāhmaṇ sē dēvtā banānē āyā hū̃ .

46I have once again come to change you from Brahmins into deities.

46Tum yah sunā saktē hō ki bāp aisē samjhātē haĩ .

47You can tell them that this is how the Father explains.

47Tum naī duniyā mē̃ kaisē jā saktē hō .

48How can you go to the new world?

48Abhī tō tumhārī ātmā patit vikārī hai sō ab nirvikārī bannā hai .

49You souls are now impure and vicious and you now have to become viceless.

49Janma-janmāntar K|kē pāpō̃ kā bōjhā sir par hai .

50Burdens of sins of many births are on your heads.

50Pāp kab sē śhurū hōtē haĩ  ?

51When does sin begin?

51Bāp kitnē varṣhō̃ kē liē puṇya ātmā banātē haĩ  ?

52For how many years does the Father make you into charitable souls?

52Yah bhī tum bachchē abhī jāntē hō .

53You children know all of this at this time.

5321 janm tum puṇya ātmā rahtē hō phir pāp ātmā bantē hō .

54You remain charitable souls for 21 births and you then become sinful souls.

54Jahā̃ pāp hōtā hai , vahā̃ duḥkh hī hōgā .

55Where there is sin, there would only be sorrow.

55Pāp kaun sē haĩ  ? 56Vah bhī bāp batlātē haĩ .

56The Father also tells you what the sins are.

57Ēk tō tum dharm key|kī glāni kartē hō .

57One is that you defame your religion.

58Kitnē tum patit ban gayē hō .

58You have become so impure!

59Mujhē bulātē āyē hō - hē patit-pāvan āō , sō ab maĩ āyā hū̃ .

59You have been calling out to Me: O Purifier, come! 60So, I have now come.

60Pāvan banānē vālē bāp kō tum gālī dētē , glānī kartē hō isliē tum pāp ātmā ban paṛē hō .

61You insult the Father who makes you pure. 62You defame Him and this is why you have become sinful souls.

61Kahtē bhī haĩ hē prabhu janma-janmāntar kā pāpī hū̃ , ākar pāvan banāō .

63People say: O Prabhu, I have been a sinner for many births. 64Come and purify me!

62Tō bāp samjhātē haĩ ki jisnē sabsē jāstī janma liē haĩ , unkē hī bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

65The Father explains: I enter the one, who has taken the maximum number of births, at the end of his many births.

63Bābā bahut janm kiskō kahtē  ?

66What does Baba mean by “many births”?

64Bachchē 84 janmō̃ kō .

67Children, “many births” means 84 births.

65Jō pahlē-pahlē āyē haĩ , vahī 84 janma lētē haĩ .

68Those who come at the beginning are the ones who take 84 births.

66Pahlē tō yahī lakṣhmī-nārāyaṇ ātē haĩ .

69First of all, it is this Lakshmi and Narayan who come here.

67Yahā̃ tum ātē hī hō nar sē nārāyaṇ bannē kē liē .

70You come here to change from an ordinary human into Narayan.

68Kathā bhī satya nārāyaṇ key|kī sunātē haĩ .

71You are told the story of the true Narayan.

69Kab rām-sītā bannē key|kī kathā sunāī hai kisī nē  ?

72Has anyone ever told the story of becoming Rama or Sita?

70Uskī glāni key|kī huī hai .

73They have been defamed.

71Bāp banātē hī haĩ nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī .

74The Father changes you from an ordinary man into Narayan and ordinary woman into Lakshmi.

72Jinkī kabhī kōī nindā nahī̃ kartē haĩ .

75No one ever defames them.

73Bāp kahtē haĩ maĩ rājyōg sikhlātā hū̃ .

76The Father says: I teach you Raja Yoga.

74Viṣhṇu K|kē dō rūp yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ .

77The two forms of Vishnu are Lakshmi and Narayan.

75Chhōṭēpan mē̃ rādhē-kr̥iṣhṇa haĩ .

78In their childhood, they are Radhe and Krishna.

76Yah kōī bhāī-bahan nahī̃ , alag-alag rājāō̃ K|kē bachchē thē .

79They are not brother and sister; each is a child of a separate king.

77Vah mahārājkumār , vah mahārājkumārī , jinkō svayamvar kē bād lakṣhmī-nārāyaṇ kahā jātā hai .

80He is a prince in one kingdom and she is a princess in another kingdom and then, after their marriage, they are called Lakshmi and Narayan.

78Yah sab bātē̃ kōī manuṣhya nahī̃ jāntē .

81Human beings don’t know any of these things.

79Kalp pahlē yah sab bātē̃ jinkī buddhi mē̃ baiṭhī hōṅgī unkī hī buddhi mē̃ baiṭhē̃gī .

82Those who had these things in their intellects in the previous cycle will be able to understand these things now.

80In lakṣhmī-nārāyaṇ , rādhē-kr̥iṣhṇa ādi sabkē mandir haĩ , viṣhṇu kā bhī mandir hai , jinkō nar-nārāyaṇ kā mandir kahtē haĩ .

83There are temples to Lakshmi and Narayan, Radhe and Krishna and to Vishnu, and that temple is called the Nar-Narayan Temple.

81Aur phir lakṣhmī-nārāyaṇ kā alag-alag mandir bhī hai .

84They also have separate temples to Lakshmi and Narayan.

82Brahmā kā bhī mandir hai .

85There is a temple to Brahma too.

83Brahmā dēvtā namaḥ phir kahtē śhiv paramātmāē namaḥ vah tō alag hō gayā nā .

86They say: Salutations to the deity Brahma. 87They then say: Salutations to the Supreme Soul Shiva.

84Dēvtāō̃ kō kabhī bhagvān thōṛēhī kahā jātā hai .

88He is separate. 89Deities cannot be called God.

85Tō bāp samjhātē haĩ pahlē jissē udghāṭan karānā hai , unkō samjhānā hai , viśhva mē̃ śhānti sthāpan arth|earth bhagvān nē foundation lagā diyā hai .

90The Father explains: First of all, explain to the person whom you invite to inaugurate something: God has already laid the foundation for peace in the world.

86Viśhva mē̃ śhānti lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya mē̃ thī nā .

91There used to be peace in the world in the kingdom of Lakshmi and Narayan.

87Yah satyug K|kē mālik thē nā .

92They were the masters of the golden age.

88Tō manuṣhya kō nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī banānē key|kī yah baṛī godly university hai athavā īśhvarīy viśhva vidyālay hai .

93So, this is a huge Godly University or World Spiritual University for human beings to change from a man into Narayan and a woman into Lakshmi.

89Viśhva vidyālay tō bahutō̃ nē nām rakhē haĩ .

94Many people have used the name "World University".

90Vāstav mē̃ vah kōī world university hai nahī̃ .

95In fact, they are not "World Universities".

91Universe tō sārī viśhva hō gaī .

96The whole world is a universe.

92Sārē viśhva mē̃ bēhad kā bāp ēk hī college khōltē haĩ .

97The unlimited Father just opens the one college in the whole world.

93Tum jāntē hō viśhva mē̃ pāvan bannē key|kī viśhv-vidyālay kēval yah ēk hī hai , jō bāp sthāpan kartē haĩ .

98You know that in order to become pure, there is just the one World University which the Father establishes.

94Ham sārē viśhva kō śhāntidhām , sukhdhām lē jātē haĩ isliē iskō kahā jātā hai īśhvarīy viśhva vidyālay .

99We take the whole world to the lands of peace and happiness and this is why this is called a Godly World University.

95Īśhvar ākar sārē viśhva kō mukti-jīvanmukti kā varsā dētē haĩ .

100God comes and gives the whole world the inheritance of liberation and liberation-in-life.

96Kahā̃ bāp key|kī bāt , kahā̃ yah sab kahtē rahtē university .

101There is so much difference between what the Father says and what all of those people call a university.

97Universe arthāt sārī duniyā kō change karnā , yah tō bāp kā hī kām hai .

102It is only the Father's task to change the universe, that is, to change the whole world.

98Hamkō yah nām rakhnē nahī̃ dētē aur government khud rakhtī hai .

103They don't allow us to use this name, but the Government itself uses this name.

99Yah tō tumkō samjhānā hai , vah bhī pahlē tō nahī̃ samjhāyēṅgē .

104You have to explain this, but you should not explain this at first.

100Bōlō , hamārā nām hī hai brahmākumār-kumāriyā̃ .

105First of all, say: We are called Brahma Kumars and Kumaris.

101Inkā brahmā nām hī tab paṛā hai jab bāp nē ākar rath banāyā hai .

106This one was given the name Brahma when the Father came and made him His chariot.

102Prajāpitā nām tō maśhhūr hai nā .

107The name Prajapita is very well known.

103Vah āyā kahā̃ sē  ?

108Where did he come from?

104Unkē bāp kā nām kyā hai  ?

109What is his Father's name?

105Brahmā kō dēvtā dikhātē haĩ nā .

110They show Brahma as a deity.

106Dēvtāō̃ kā bāp tō jarūr paramātmā hī hōgā .

111The Father of the deities would definitely be the Supreme Soul.

107Vah hai rachtā , brahmā kō kahē̃gē pahlī-pahlī rachnā .

112He is the Creator and Brahma would be called the first creation.

108Unkā bāp hai śhivbābā , vah kahtē haĩ maĩ inmē̃ pravēśh kar inkī pahchān tumkō dētā hū̃ .

113His Father is Shiv Baba. 114He says: I enter this one and give you his introduction.

109Tō bachchō̃ kō samjhānā hai - yah īśhvarīy museum hai .

115You children have to explain that this is a Godly museum.

110Bāp kahtē haĩ mujhē bulāyā hī hai hē patit-pāvan āō , ākar patit sē pāvan banāō .

116The Father says: You called out to Me: O Purifier, come! 117Come and make us pure from impure!

111Ab hē bachchō̃ , hē ātmāō̃ , tum apnē bāp kō yād karō tō patit sē pāvan ban jāyēṅgē .

118Now, O you children, O you souls have to remember your Father and you will become pure from impure.

112Manmanābhav yah akṣhar tō gītā K|kē hī haĩ .

119The word "Manmanabhav" is from the Gita.

113Bhagvān ēk hī gyān sāgar patit-pāvan hai , śhrīkr̥iṣhṇa tō patit-pāvan hō na sakē .

120God alone is the Ocean of Knowledge and the Purifier. 121Shri Krishna cannot be the Purifier.

114Vah patit duniyā mē̃ ā na sakē .

122He cannot enter the impure world.

115Patit duniyā mē̃ patit-pāvan bāp hī āyēṅgē .

123Only the Purifier Father would come into the impure world.

116Ab mujhē yād karō tō pāp bhasma hōṅgē .

124Now remember Me and your sins will be burnt away.

117Kitnī sahaj bāt hai .

125This is such an easy thing!

118Bhagvānuvāch akṣhar jarūr kahnā hai .

126You definitely have to say: God speaks.

119Parampitā paramātmā kahtē haĩ kām vikār mahāśhatru hai .

127The Supreme Father, the Supreme Soul, says: The vice of lust is a great enemy.

120Pahlē nirvikārī duniyā thī , ab vikārī duniyā hai . 121Duḥkh hī duḥkh hai .

128Previously, there was a viceless world and it is now a vicious world; there is nothing but sorrow everywhere.

122Nirvikārī hōṅgē tō phir sukh hī sukh hōgā .

129When you become viceless, there will be nothing but happiness.

123Tō yah samjhānā hai bhagvānuvāch kām mahāśhatru hai , is par jīt pānē sē tum jagatjīt banē̃gē .

130So, you have to say: God speaks: Lust is the greatest enemy. 131By conquering it, you will become conquerors of the world.

124Ēk bāp kō yād karō .

132Remember the one Father.

125Ham bhī unkō yād kartē haĩ .

133We also remember that One.

126Jaisē kōī college khultā hai tō uskā bhī udghāṭan karātē haĩ nā .

134When a college is opened, it is inaugurated.

127Yah bhī college hai , ḍhēr centres haĩ .

135This too is a college and there are also many centres.

128Centres mē̃ teachers mukarar haĩ .

136Teachers are appointed for the centres.

129Teacher kō bhī khyāl jarūr rakhnā chāhiē .

137The teachers also have to be concerned with this.

130Bābā nayē-nayē centres par achchhī-achchhī brāhmaṇiyō̃ ( teachers ) kō rakhtē haĩ isliē ki jaldī-jaldī āp samān banākar phir aur centres par bhāgnā chāhiē service kō uṭhānē liē .

138Baba appoints very good teachers for the new centres so that they quickly make others similar to themselves and run to other centres to help in expanding service.

131Dēkhē̃gē kaun-kaun ṭhīk rīti murlī paṛhkar sunā saktē haĩ , samjhā saktē haĩ tō unkō kahē̃gē ab tum yahā̃ baiṭh class chalāō .

139The teacher would see who is able to read and explain the murli well and would then tell that one: You can now sit here and continue to conduct classes.

132Aisī trial karākar , unkō biṭhākar chalā jānā chāhiē aur jagah centre jamānē .

140Teachers would be tried out in this way, and then the main teacher would go away to another centre to start service there.

133Brāhmaṇiyō̃ kā kām hai ēk centre jamāyā phir jākar aur centre jamāvē̃ .

141It is the duty of the teachers to start service at one centre and then go to another centre and start service there.

134Ēk-ēk teacher kō 10-20 centres sthāpan karnē chāhiē .

142Each teacher should establish 10 to 20 centres.

135Bahut service karnī chāhiē .

143A lot of service has to be done.

136Dukān khōltē jāyē̃ , āp samān banākar kōī kō chhōṛtē jāyē̃ .

144Continue to open your shops. 145Make others similar to yourselves and leave them there.

137Dil mē̃ ānā chāhiē - kōī kō āp samān banākar taiyār karū̃ tō aur centre khulē̃ .

146It should enter your hearts: I should make someone similar to myself and prepare her so that another centre can open.

138Parantu aisē honest kōī birlē rahtē haĩ .

147However, hardly any are that honest.

139Honest uskō kahā jātā hai jō sārē universe key|kī sēvā karē .

148Those who serve the whole universe are said to be honest.

140Ēk centre khōlā , āp samān banāyā , phir dūsrē sthān par sēvā key|kī .

149They open a centre, make someone similar to themselves and then go and serve at another place.

141Ēk hī sthān par aṭak nahī̃ jānā chāhiē .

150You mustn't get stuck in one place.

142Achchhā , kiskō samjhā nahī̃ saktē hō tō aur kām karō .

151Achcha, if you are unable to explain to others, do something else.

143Usmē̃ dēh-abhimān nahī̃ ānā chāhiē . 144Maĩ tō baṛē ghar kī hū̃ , yah kām kaisē karū̃ … hamkō dard hōgā .

152You should not become body conscious about that and feel: “How can I do that work, since I come from a rich family? 153I would feel pain if I did that."

145Thōṛā bhī kām karnē sē haḍḍī duḥkhēgī , iskō dēh-abhimān kahā jātā hai .

154Some people's bones hurt by doing even a little work. 155That is called body consciousness.

146Kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ , aurō̃ key|kī service karnī chāhiē nā . 147Jō phir vah bhī likhē ki bābā phalānī nē hamkō samjhāyā , hamārī jīvan banā dī .

156They don't understand anything. 157You should serve others so that they too write to Baba: Baba, So-and-so explained to me and made my life worthwhile.

148Service kā sabūt milnā chāhiē .

158Baba should receive evidence of the service you do.

149Ēk-ēk teacher bannā chāhiē .

159Each one of you should become a teacher.

150Phir khud hī likhē - bābā , hamārē pichhāṛī ḍhēr sambhālnē vālē haĩ , hamnē bahut āp samān banāyē haĩ , ham centre khōltē jāyē̃ .

160Then they themselves should write: Baba, there are many others who can look after the centre after I leave. 161I have made many others similar to us, and so we will continue to open centres.

151Aisē bachchē kō kahē̃gē fool|phūl .

162Such children are called flowers.

152Service hī nahī̃ karē̃gē tō fool|phūl kaisē banē̃gē .

163If you don't do service, how would you become flowers?

153Phūlō̃ kā bhī bagīchā hai nā .

164This is a flower garden.

154Tō udghāṭan karnē vālē kō bhī samjhānā chāhiē . 155Ham brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .

165So, it should be explained to those who carry out the inauguration: We are Brahma Kumars and Kumaris.

156Śhūdra sē brāhmaṇ ban dēvtā bantē haĩ .

166We change from shudras into Brahmins and we then become deities.

157Bāp is brāhmaṇ kul aur sūryavanśhī-chandravanśhī kul key|kī sthāpanā kartē haĩ .

167The Father is carrying out the establishment of this Brahmin clan, as well as the sun dynasty and the moon dynasty.

158Is samay tō sab śhūdra varṇa K|kē haĩ .

168At this time, all belong to the shudra clan.

159Satyug mē̃ dēvtā varṇa K|kē thē phir kṣhatriya , vaiśhya varṇa K|kē banē̃ .

169In the golden age, they belonged to the deity clan. 170Then they became those who belonged to the warrior and merchant clans.

160Bābā jāntē haĩ kitnī points bachchē bhūl jātē haĩ .

171Baba knows that some children forget so many points.

161Pahlē-pahlē brāhmaṇ varṇa , prajāpitā brahmā key|kī aulād . . brahmā kahā̃ sē āyē .

172First of all there is the Brahmin clan, the children of Prajapita Brahma. 173Where did Brahma come from?

162Yah brahmā baiṭhā hai nā .

174This Brahma is sitting here.

163Achchhī rīti samjhānā chāhiē .

175You should explain this very clearly.

164Brahmā dvārā sthāpanā , kiskī  ?

176This establishment is being carried out through Brahma. 177Whose?

165Brāhmaṇō̃ key|kī .

178Of the Brahmins.

166Phir unhō̃ kō śhikṣhā dē dēvtā banātē haĩ .

179Then they are given teachings and made into deities.

167Ham bāp sē paṛh rahē haĩ .

180We are studying with the Father.

168Unhōnnē bhagvānuvāch tō likh diyā hai arjun prati .

181They have written: God speaks to Arjuna.

169Ab arjun kaun thā , kiskō patā nahī̃ .

182However, no one knows who Arjuna was.

170Tum jāntē hō ham brahmā key|kī aulād brāhmaṇ haĩ .

183You know that we children of Brahma are Brahmins.

171Agar kōī kahtē ham tō śhivbābā K|kē bachchē haĩ , brahmā sē hamārā connection nahī̃ tō phir dēvtā vah kaisē banē̃gē  ?

184Some say that they are Shiv Baba's children and that they have no connection with Brahma. 185In that case, how can they become deities?

172Brahmā K|kē through hī banē̃gē nā .

186It is only through Brahma that you will become that.

173Śhivbābā nē tumkō kaisē , kis dvārā kahā mujhē yād karō  ?

187How and through whom did Shiv Baba tell you to remember Him?

174Brahmā dvārā kahā nā .

188He said that through Brahma.

175Prajāpitā brahmā K|kē tō bachchē hō nā .

189You are the children of Prajapita Brahma.

176Brahmākumār-kumārī kahlātē hō .

190You are called Brahma Kumars and Kumaris.

177Ham brahmā K|kē bachchē haĩ .

191You are the children of Brahma.

178Tō jarūr brahmā yād āyēgā .

192So, you would definitely remember Brahma.

179Śhivbābā brahmā tan sē paṛhātē haĩ .

193Shiv Baba is teaching us through the body of Brahma.

180Brahmā bābā hai bīch mē̃ .

194Brahma Baba is in between.

181Brāhmaṇ bannē bigar dēvtā kaisē ban sakē̃gē .

195How would you be able to become deities without first becoming Brahmins?

182Maĩ jis rath mē̃ ātā hū̃ , unkō bhī jānnā chāhiē .

196You also have to know the chariot I enter.

183Brāhmaṇ bannā chāhiē .

197You have to become Brahmins.

184Brahmā kō bābā nahī̃ kahē tō bachchā hī kaisē ṭhaharā|ṭhahrā .

198If you don’t consider Brahma to be your father, how can you be his child?

185Brāhmaṇ apnē kō nahī̃ samajhtē tō gōyā śhūdra haĩ .

199If you don't consider yourselves to be Brahmins, it means you are shudras.

186Śhūdra sē phaṭ dēvtā banē̃ muśhkil hai .

200It is impossible for you to change instantly from shudras into deities.

187Brāhmaṇ ban śhivbābā kō yād karnē bigar dēvtā ban kaisē sakē̃gē , ismē̃ mūnjhnē key|kī bhī darkār nahī̃ .

201You cannot become deities without first becoming Brahmins and by remembering Shiv Baba. 202There is no need to become confused about this.

188Tō udghāṭan karnē vālō̃ kō bhī samjhānā hai ki bāp dvārā udghāṭan hō chukā hai .

203So you have to explain to those who carry out the inauguration that the inauguration has already been done by the Father.

189Āpkō bhī batātē haĩ ki sirph bāp kō yād karō tō pāp kaṭ jāyēṅgē .

204We also tell you: Simply remember the Father and your sins will be cut away.

190Vah bāp hī patit-pāvan hai phir tum pāvan ban dēvtā ban jāyēṅgē .

205That Father alone is the Purifier and you will become pure and then become deities.

191Bachchē bahut service kar saktē haĩ .

206You children can do a lot of service.

192Bōlō , ham bāp kā paigām dētē haĩ .

207Tell them: We are giving you the Father's message.

193Ab karō , na karō , tumhārī marjī .

208Now, whether you do that or not is up to you.

194Ham paigām dēkar jātē haĩ .

209After giving you the message we will leave.

195Aur kōī bhī rīti sē pāvan hōnā hī nahī̃ hai .

210There is no other way that you can become pure.

196Jab phursat milē , service karō .

211Do service whenever you have time.

197Samay tō bahut miltā hai .

212You have a lot of time.

198Achchhā  !

213Achcha.

199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

214To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

215The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

201Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

216Essence for dharna:

2021 ) nayē-nayē centres key|kī vr̥iddhi karnē kē liē āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .

217 1. In order to increase the number of new centres, do the service of making others similar to yourselves.

203Centres khōltē jānā hai .

218Continue to open centres.

204Ēk jagah par baiṭhnā nahī̃ hai .

219Don't just sit in one place.

2052 ) phūlō̃ kā bagīchā taiyār karnā hai .

220 2. Prepare a flower garden.

206Harēk kō fool|phūl bankar dūsrō̃ kō āp samān fool|phūl banānā hai .

221Each one of you has to become a flower and make others into flowers, similar to yourself.

207Kisī bhī sēvā mē̃ dēh-abhimān na āyē .

222Never have any body consciousness about doing any type of service.

Blessing

208Vardān  : sarv padārthō key|kī āsaktiyō̃ sē nyārē anāsakt , prakr̥itijīt bhav

223Blessing: May you be free from temptation and become a conqueror of matter by remaining beyond any attraction of the comforts of matter.

209Agar kōī bhī padārtha karmēndriyō̃ kō vichalit kartā hai arthāt āsakti kā bhāv utpanna hōtā hai tō bhī nyārē nahī̃ ban sakē̃gē .

224 If any of the comforts of matter disturb your physical senses, that is, if you have any feeling of attraction, you will not be able to become detached.

210Ichchhāyē̃ hī āsaktiyō̃ kā rūp haĩ .

225Desires are a form of attraction.

211Kaī kahtē haĩ ichchhā nahī̃ hai lēkin achchhā lagtā hai .

226Some say that they do not have any desires (ichcha) but that they do find something to be good (achcha).

212Tō yah bhī sūkṣhma āsakti hai - iskī mahīn rūp sē checking karō ki yah padārtha arthāt alpkāl sukh K|kē sādhan ākarṣhit tō nahī̃ kartē haĩ  ?

227That too is a subtle attraction. 228Check whether that physical comfort, which is a means of temporary happiness, attracts you in a subtle way.

213Yah padārtha prakr̥iti K|kē sādhan haĩ , jab insē anāsakt arthāt nyārē banē̃gē tab prakr̥itijīt banē̃gē .

229That physical comfort is a facility of matter and when you become free from any attraction to it and become detached, you will then become a conqueror of matter.

Slogan

214Slōgan  : mērē-mērē K|kē jhamēlō̃ kō chhōṛ bēhad mē̃ rahō tab kahē̃gē viśhva kalyāṇkārī .

230Slogan: Put aside the confusion of “mine, mine” and stay in the unlimited and you will then be said to be a world benefactor.

231*** Om Shanti ***