शुक्रवार 16 अगस्त 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
016-08-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 16/08/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - maĩ vidēhī bāp tum dēhdhāriyō̃ kō vidēhī banānē kē liē paṛhātā hū̃ , yah hai naī bāt jō bachchē hī samajhtē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, I, your bodiless Father, am teaching you bodily beings in order to make you bodiless. 2This is something new which only you children understand.
Question
2Praśhna : bābā kō ēk hī bāt bār-bār samjhānē key|kī āvaśhyaktā kyō̃ paṛtī hai ?
3Question: Why does Baba repeatedly have to explain the same things to you children?
Answer
3Uttar : kyōṅki bachchē ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
4Answer: It is because you children repeatedly forget.
4Kōī-kōī bachchē kahtē haĩ - bābā tō vahī bāt bār-bār samjhātē haĩ .
5Some children say: Baba explains the same things over and over again.
5Bābā kahtē - bachchē , mujhē jarūr vahī bāt sunānī paṛē kyōṅki tum bhūl jātē hō .
6Baba says: Children, I definitely have to say the same things because you forget them.
6Tumhē̃ māyā K|kē tūphān hairān kartē haĩ , agar maĩ rōz khabardār na karū̃ tō tum māyā K|kē tūphānō̃ sē hār khā lē̃gē .
7The storms of Maya distress you. 8If I did not caution you every day, you would be defeated by the storms of Maya.
7Abhī tak tum satōpradhān kahā̃ banē hō ?
9You have not yet become satopradhan.
8Jab ban jāyēṅgē tab sunānā band kar dēgē .
10When you do become that, Baba will stop speaking this knowledge to you.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Iskō vichitr rūhānī paṛhāī bhī kahā jātā hai .
12This is called a unique, spiritual study.
11Naī duniyā satyug mē̃ bhī dēhdhārī hī ēk-dō kō paṛhātē haĩ .
13Even in the new world of the golden age, it will be bodily beings who teach one another.
12Knowledge tō sab paṛhātē haĩ .
14Everyone teaches knowledge.
13Yahā̃ bhī paṛhātē haĩ .
15It is taught here too.
14Vah sab dēhdhārī ēk-dō kō paṛhātē haĩ , aisē kabhī nahī̃ hōgā ki vidēhī bāp yā rūhānī bāp paṛhātē hō̃ .
16All of those bodily beings teach one another. 17You would never have heard that it is the bodiless Father or the spiritual Father who is teaching.
15Śhāstrō̃ mē̃ bhī śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai .
18Even in the scriptures, they have written, "God Shri Krishna speaks".
16Vah bhī jismānī hō gayā .
19He too is a bodily being.
17Yah naī bāt sunkar mūnjh jātē haĩ .
20On hearing this new thing, people become confused.
18Tumhārē mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār samajhtē haĩ ki rūhānī bāp ham rūhō̃ kō paṛhātē haĩ .
21You too understand, numberwise, according to the efforts you make, that the spiritual Father is teaching us spirits.
19Yah hai naī bāt .
22This is something new.
20Sirph is saṅgam par hī bāp khud ākar kahtē haĩ , is dvārā maĩ tumkō paṛhātā hū̃ .
23It is only at this confluence age that the Father Himself comes and tells you: I teach you through this one.
21Gyān kā sāgar , śhānti kā sāgar , sab ātmāō̃ kā bāp bhī vahī hai .
24That One is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Peace and the Father of all souls.
22Yah samajh key|kī bāt hai nā .
25This is something to be understood.
23Dēkhnē mē̃ tō kuchh nahī̃ ātā .
26There is nothing to see.
24Ātmā hī hai mukhya aur vah avināśhī hai . 25Śharīr tō vināśhī hai .
27The soul is the main thing and it is imperishable, whereas the body is perishable.
26Abhī vah avināśhī ātmā baiṭh paṛhātī hai .
28That imperishable soul sits here and teaches you.
27Bhal tum sāmnē dēkhtē hō yah tō sākār mē̃ śharīr baiṭhā hai parantu yah tum jāntē hō , yah gyān dēhdhārī nahī̃ dētē haĩ . 28Gyān dēnē vālā vidēhī bāp hai .
29Although you see a corporeal body in front of you, you know that it is not the bodily being who is giving you this knowledge; it is the bodiless Father who is giving you this knowledge.
29Kaisē dētē haĩ ?
30How does He give it?
30Vah bhī tum samajhtē hō .
31You understand this too.
31Manuṣhya tō baṛā muśhkil samajhtē haĩ .
32People understand this with great difficulty.
32Kitnā tumkō māthā mārnā paṛtā hai - yah niśhchay karānē kē liē .
33You have to beat your heads so much to enable them to have faith in this.
33Vah tō kah dētē nirākār kā kōī nām , rūp , dēśh , kāl hī nahī̃ hai .
34Those people say that the incorporeal One has no name, form, time or place.
34Vah bāp khud baiṭh paṛhātē haĩ .
35That Father Himself sits here and teaches you.
35Kahtē haĩ maĩ sab ātmāō̃ kā bāp hū̃ , jiskō tum dēkh nahī̃ saktē hō .
36He says: I am the Father of all souls. 37You cannot see Him.
36Samajhtē hō vah vidēhī hai .
38You understand that He is bodiless.
37Gyān , ānand , prēm kā sāgar hai .
39He is the Ocean of Knowledge, Bliss and Love.
38Vah kaisē paṛhāyēṅgē .
40How would He teach you?
39Bāp khud samjhātē haĩ - maĩ kaisē ātā hū̃ , kiskā ādhār lētā hū̃ ?
41The Father Himself explains how He comes and whose support He takes.
40Maĩ kōī garbh sē janm nahī̃ lētā hū̃ .
42I do not take birth through a womb.
41Maĩ kabhī manuṣhya vā dēvtā nahī̃ bantā hū̃ .
43I never become a human being or a deity.
42Dēvtā bhī śharīr lētē haĩ .
44Even deities adopt bodies.
43Maĩ tō sadaiv aśharīrī hī rahtā hū̃ .
45I remain constantly bodiless.
44Mērā hī drama mē̃ yah part hai , jō maĩ kabhī punarjanma mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
46I alone have the part in the drama of never taking rebirth.
45Tō yah samajh key|kī bāt hai nā .
47So, this is something to be understood.
46Dēkhnē mē̃ tō ātā hī nahī̃ .
48I am not visible.
47Vah tō samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch .
49Those people think that it is God Shri Krishna who speaks.
48Bhakti mārg mē̃ rath bhī kaisē baiṭh banāyā hai .
50Look at the type of chariot that they have created on the path of devotion.
49Bāp kahtē haĩ - bachchē , tum mūnjhtē|mū̃jhtē tō nahī̃ hō ?
51The Father says: Children, you are not confused, are you?
50Agar kuchh nahī̃ samajhtē hō tō bāp sē ākar samjhō .
52If you don't understand something, come and understand it from the Father.
51Yū̃ tō bigar pūchhē bhī bāp sab kuchh samjhātē rahtē haĩ .
53In fact, the Father continues to explain everything to you without your asking Him.
52Tumkō kuchh bhī pūchhnē key|kī darkār nahī̃ hai .
54You don’t need to ask anything.
53Maĩ is purūṣhōttam saṅgamyug par hī avatār lētā hū̃ .
55I only incarnate at this most auspicious confluence age.
54Mērā janm bhī wonderful hai .
56My birth is wonderful.
55Tum bachchō̃ kō bhī wonder lagtā hai , kitnā baṛē tē baṛā imtahān pās|pass karātē haĩ .
57You children also find it a wonder. 58He enables you to pass such an important examination.
56Bahut baṛē tē baṛā viśhva kā mālik banānē kē liē paṛhātē haĩ .
59He is teaching you to make you into the greatest masters of the world.
57Wonderful bāt hai nā .
60This is something wonderful.
58Hē ātmāō̃ , her|har 5 hazār varṣh bād maĩ tumhārī service mē̃ ātā hū̃ .
61O souls, I come to serve you every 5000 years.
59Ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ nā .
62I am teaching you souls.
60Kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē tumhārī sēvā mē̃ ātā hū̃ .
63I come at the confluence age of every cycle in order to serve you.
61Ādhākalp tum pukārtē āyē hō - hē bābā , hē patit-pāvan āō .
64For half a cycle, you have been calling out: O Baba, o Purifier, come!
62Śhrīkr̥iṣhṇa kō kōī patit-pāvan nahī̃ kahtē haĩ .
65Shri Krishna is not called the Purifier.
63Patit-pāvan parampitā paramātmā kō hī kahtē haĩ .
66Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Purifier.
64Tō bābā kō bhī ānā paṛēgā patitō̃ kō pāvan banānē , isliē kahā jātā hai - akāl mūrt - sat bābā , akāl mūrt - sat teacher , akālmūrt - satgurū .
67So, Baba has to come here to purify the impure ones. 68This is why it is said: The Immortal Image of the true Baba, the Immortal Image of the true Teacher and the Immortal Image of the true Satguru.
65Sikkh lōgō̃ K|kē bhī bahut achchhē slōgan haĩ .
69Sikhs have very good slogans.
66Parantu unhō̃ kō yah patā nahī̃ hai ki satgurū akāl mūrt ātē kab haĩ .
70However, they don’t know when the Satguru, the Immortal Image, comes.
67Yah bhī gāyan hai - manuṣhy sē dēvtā kiyē karat na lāgī vār … .
71It is remembered that it didn't take God long to change human beings into deities.
68Kab ākar manuṣhya kō dēvtā banātē haĩ ?
72When does He come to change human beings into deities?
69Vahī sarv key|kī sadgati karnē vālā hai , yah tō pakkā niśhchay hōnā chāhiē .
73He alone is the One who grants salvation to everyone. 74You have to have firm faith in this.
70Kyā ākar kahtē haĩ ?
75What does He come and say?
71Sirph kahtē haĩ manmanābhav .
76He simply says: Manmanabhav!
72Uskā arth|earth bhī samjhātē haĩ aur kōī bhī arth|earth nahī̃ samjhātē .
77He also explains the meaning of that. 78No one else explains its meaning.
73Tumkō satgurū akāl mūrt baiṭh samjhātē haĩ is dēh dvārā ki apnē kō ātmā samjhō , tō yah samajhnā chāhiē .
79The Satguru, the Immortal Image, sits here and explains to you through this body: Consider yourselves to be souls. 80So, you should understand this.
74Viśhva kā mālik banānē kē liē bāp kō ānā paṛtā hai - tum bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ .
81The Father has to come here to serve you children in order to make you into the masters of the world.
75Samjhātē haĩ - hē rūhānī bachchō̃ , tum satōpradhān thē , phir tamōpradhān banē̃ .
82He explains: O spiritual children, you were satopradhan and you then became tamopradhan.
76Yah sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā hai nā .
83This world cycle continues to turn.
77Pāvan duniyā in dēvtāō̃ key|kī hī thī .
84There was the pure world of just those deities.
78Vah sab kahā̃ gayē ?
85Where did all of them go?
79Yah kiskō bhī patā nahī̃ . 80Mūnjhē huē haĩ .
86No one knows this; they are confused.
81Bāp ākar tumkō samajhdār banātē haĩ .
87The Father comes and makes you sensible.
82Bachchē , maĩ ēk hī bār ātā hū̃ , pāvan duniyā mē̃ maĩ āū̃ hī kyō̃ !
88Children, I only come once. 89Why should I come in the pure world?
83Vahā̃ tō kāl ā nahī̃ saktā .
90Death cannot come there.
84Bāp tō kālō̃ kā kāl hai .
91The Father is the Death of all Deaths.
85Satyug mē̃ ānē key|kī darkār hī nahī̃ .
92There is no need for Him to come in the golden age.
86Vahā̃ kāl bhī nahī̃ ātā tō mahākāl bhī nahī̃ ātā .
93Neither Death nor the Great Death comes there.
87Yah ākar sab ātmāō̃ kō lē jātē haĩ .
94He comes and takes all souls back.
88Khuśhī sē chaltē hō nā !
95You go back in happiness.
89Hā̃ bābā , ham khuśhī sē chalnē kē liē taiyār haĩ .
96Yes Baba! 97We are ready to go back happily with You.
90Tab tō āpkō bulāyā thā ki is patit duniyā sē pāvan duniyā mē̃ lē chalō via śhāntidhām .
98This is why we called out to You: Take us from this impure world to the pure world via the land of peace.
91Yah bātē̃ ghaṛī-ghaṛī bhūl na jāō .
99Do not repeatedly forget these things.
92Parantu māyā duśhman khaṛī hai , ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai .
100However, Maya, the enemy, is standing here. 101She repeatedly makes you forget.
93Maĩ master sarvśhaktimān hū̃ , tō māyā bhī śhaktimān hai .
102I am the Master, the Almighty Authority, but Maya too is almighty.
94Vah bhī ādhākalp tum par rājya kartī hai , bhulā dētī hai isliē rōz-rōz bāp kō samjhānā paṛtā hai , rōj suzāg na karē tō māyā bahut nuksān kar dē .
103She rules over you for half a cycle and makes you forget. 104This is why the Father has to explain to you every day. 105If Baba were not to caution you every day, Maya would cause a lot of damage.
95Khēl hai pavitra aur apavitr kā .
106This is a play of the pure and the impure.
96Ab bāp kahtē haĩ apnī chalan sudhārnē kē liē pavitra banō .
107The Father now says: Become pure in order to reform your behaviour.
97Kām vikār kē liē kitnē jhagaṛē|jhagṛē hōtē haĩ .
108There is so much fighting because of the vice of lust.
98Bāp kahtē haĩ abhī tumkō gyān kā tīsrā nētra milā hai tō ātmā kō hī dēkhō .
109The Father says: Each of you has now received a third eye of knowledge and so only look at souls.
99In jismānī nētrō̃ sē dēkhō hī nahī̃ .
110Do not even look at anything with your physical eyes.
100Ham sab ātmāyē̃ bhāī haĩ .
111All of us souls are brothers.
101Vikār kaisē karē̃ .
112How can we indulge in vice?
102Ham aśharīrī āyē thē , phir aśharīrī bankar jānā hai .
113We came bodiless and we have to become bodiless and return home.
103Ātmā satōpradhān āī thī , satōpradhān bankar jānā hai sweet home .
114The soul came here satopradhan and has to become satopradhan and return to the sweet home.
104Mukhya hai hī pavitratā key|kī bāt .
115The main thing is purity.
105Manuṣhya kahtē haĩ rōz vahī bāt samjhātē haĩ , yah tō ṭhīk hai . 106Parantu jō samjhāyā jātā hai , us par chalē̃ bhī nā .
116People say: It is fine that the same thing is explained every day, but they should at least follow all the things that are explained to them.
107Karnē kē liē samjhāyā jātā hai . 108Parantu kōī chaltē thōṛēhī hai tō jarūr rōz rōz samjhānā paṛē .
117They are explained to you so that you can put them into practice, but hardly anyone follows them, and this is why Baba has to explain every day.
109Aisē thōṛēhī kahtē haĩ - bābā āp jō rōz samjhātē hō vah hamnē achchhī rīti samajh liyā hai , ab ham tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
118You don't say: “Baba, we have understood very well what You explain to us every day and we will now become satopradhan from tamopradhan.
110Āp chhūṭē .
119You are now free!”
111Aisē kahtē haĩ kyā ?
120Do you say this?
112Isliē bābā kō rōz samjhānā paṛtā hai .
121Therefore, Baba has to explain every day.
113Bāt tō ēk hī hai . 114Parantu kartē nahī̃ haĩ nā .
122There is just the one thing, but you don't do that.
115Bāp kō yād hī nahī̃ kartē haĩ .
123You don't even remember the Father.
116Kahtē haĩ - bābā , ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
124You say: “Baba, I forget You repeatedly.”
117Bāp kō ghaṛī-ghaṛī kahnā paṛtā hai yād dilānē liē .
125The Father has to tell you repeatedly in order to remind you to have remembrance.
118Tum bhī ēk-dō kō yahī samjhāō - apnē kō ātmā samajh paramātmā kō yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāyē̃ , aur kōī upāya nahī̃ .
126This is what you have to explain to one another: Consider yourself to be a soul and remember the Supreme Soul and your sins will be cut away. 127There is no other way.
119Śhurū aur ant mē̃ yahī bāt kahtē haĩ .
128This is what He says at the beginning and at the end.
120Yād sē hī satōpradhān bannā hai .
129It is only by having remembrance that you can become satopradhan.
121Khud hī likhtē haĩ - bābā , māyā K|kē tūphān bhulā dētē haĩ .
130You yourselves write: “Baba, the storms of Maya make me forget You.”
122Tō kyā bāp sāvdhān na karē , chhōṛ dē ?
131So, should the Father not caution you? 132Should He just leave you alone?
123Bāp jāntē haĩ number-vār purūṣhārth anusār haĩ .
133The Father knows that you are numberwise according to your efforts.
124Jab tak satōpradhān nahī̃ banē haĩ , jā nahī̃ saktē haĩ .
134You cannot return until you become satopradhan.
125Laṛāī kā bhī connection hai nā .
135This also has a connection with the war.
126Laṛāī lagēgī hī tab , jab tum number-vār purūṣhārth anusār satōpradhān banē̃gē .
136The war will begin when you become satopradhan, numberwise, according to your efforts.
127Gyān tō ēk second kā hai .
137This knowledge is of just a second.
128Bēhad K|kē bāp kō pāyā , ab unsē bēhad kā sukh tab milēgā jab pavitra banē̃gē .
138You have found the unlimited Father, but only when you become pure will you receive unlimited happiness from Him.
129Purūṣhārth achchhī rīti karnā hai .
139You have to make effort very well.
130Kaī tō kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ . 131Bāp kō yād karnē kā akla bhī nahī̃ ātā hai .
140Some don't understand anything at all; they don’t even have the sense to remember the Father.
132Kabhī yah paṛhāī tō paṛhī nahī̃ hai .
141They have never studied this study.
133Sārē chakra mē̃ nirākār bāp sē kōī paṛhā nahī̃ hai .
142Throughout the cycle, no one has ever studied with the incorporeal Father.
134Tō yah naī bāt hai nā .
143So, this is something new.
135Bāp kahtē haĩ maĩ tō her|har 5 hazār varṣh bād ātā hū̃ - tumkō satōpradhān banānē .
144The Father says: I come every 5000 years to make you satopradhan.
136Jab tak satōpradhān nahī̃ banē hō tab tak yah pad pā nahī̃ sakē̃gē .
145Until you become satopradhan, you cannot attain that status.
137Jaisē aur paṛhāī mē̃ fail hōtē haĩ vaisē ismē̃ bhī fail hōtē haĩ .
146Just as students fail in other studies, so students fail here too.
138Śhivbābā kō yād karnē sē kyā hōgā , kuchh nahī̃ samajhtē .
147They don’t understand at all what will happen by remembering Shiv Baba.
139Bāp hai tō jarūr bāp sē svarg kā varsā milnā hai .
148He is the Father and so you would definitely receive the inheritance of heaven from Him.
140Bāp ēk hī bār samjhātē haĩ , jissē tum dēvtā bantē hō .
149The Father only explains to you once and you become deities through that.
141Tum dēvtā banē̃gē phir number-vār sab āyēṅgē part bajānē .
150You become deities and then everyone else will come here, numberwise, to play their parts.
142Itnī sab bātē̃ buṛhiyō̃ ādi key|kī buddhi mē̃ baiṭh na sakē̃ .
151Not all of these things can sit in the intellects of the old mothers.
143Tō bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
152So, the Father says: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
144Bas , vahī śhivbābā sab ātmāō̃ kā bāp hai .
153That is all. 154That Shiv Baba is the Father of all souls.
145Śharīr kā bāp tō har ēk kā apnā-apnā hai .
155Everyone has his or her own physical father.
146Śhivbābā tō hai nirākār , unkō yād kartē-kartē pavitra ban śharīr chhōṛ phir bāp kē pās jākar pahuñchnā hai .
156Shiv Baba is incorporeal. 157While remembering Him you will become pure, shed your body and go to the Father.
147Bāp samjhātē tō bahut haĩ parantu sab ēkras nahī̃ samajhtē haĩ .
158The Father explains a lot, but not all of you understand to the same extent.
148Māyā bhulā dētī hai .
159Maya makes you forget.
149Inkō yuddha kahā jātā hai .
160This is called a battle.
150Bāp kitnā achchhī rīti baiṭh samjhātē haĩ .
161The Father sits here and explains to you so well.
151Kitnī bātō̃ key|kī smr̥iti dētē haĩ .
162He reminds you of so many things.
152Mukhya jō bhūlē̃ huī haĩ unkī list banāō .
163Make a list of the main mistakes that have been made.
153Ēk bāp sarvavyāpī key|kī .
164One is of the Father being omnipresent.
154Bhagvānuvāch - maĩ sarvavyāpī nahī̃ hū̃ .
165God speaks: I am not omnipresent.
155Sarvavyāpī tō 5 vikār haĩ , yah baṛī bhārī bhūl hai .
166It is the five vices that are omnipresent. 167This is a very severe mistake.
156Gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ , parampitā paramātmā śhiv hai .
168Shri Krishna is not the God of the Gita. 169It is the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, who is that.
157In bhūlō̃ kō sudhārō tō dēvtā ban jāyēṅgē .
170Put these mistakes right and you will become deities.
158Parantu aisē kabhī kōī bachchē nē likhā nahī̃ hai ki aisē hamnē samjhāyā ki in bhūlō̃ K|kē kāraṇ hī bhārat pāvan sē patit banā hai .
171However, no child has yet written to Baba saying that he explained to others that it is because of these mistakes that Bharat has become impure from pure.
159Vah bhī batānā paṛē .
172This too has to be told to them.
160Bhagvān sarvavyāpī hō kaisē saktā .
173How can God be omnipresent?
161Bhagvān tō ēk hai jō supreme bāp , supreme teacher , supreme satgurū hai .
174God is One and He is the Supreme Father, the Supreme Teacher and the Supreme Satguru.
162Kōī bhī dēhdhārī kō supreme father , teacher , satgurū kah nahī̃ saktē .
175No bodily being can be called the Supreme Father, Teacher and Satguru.
163Śhrīkr̥iṣhṇa tō sārī sr̥iṣhṭi mē̃ sabsē ūñchā hai .
176Shri Krishna is the highest in the whole world.
164Jab sr̥iṣhṭi satōpradhān hōtī hai , tab vah ātē haĩ phir satō mē̃ rām , phir number-vār apnē samay par hī āyēṅgē .
177He comes when the world is satopradhan and then Rama comes when the world is sato. 178Then others come down, numberwise, at their own time.
165Śhāstrō̃ mē̃ dikhātē haĩ . 166Sabkē vikār lē lē kar galā hī kālā hō gayā .
179In the scriptures, they show that the throat of Shankar became blue on taking in everyone's vices.
167Lēkin abhī samjhātē-samjhātē galā hī sūkh jātā hai .
180However, even now, while explaining these things, your throats dry up.
168Bāt kitnī thōṛī hai parantu māyā kitnī jabardast hai .
181It is such a small matter, but Maya is so powerful!
169Har ēk apnē dil sē pūchhē - ham aisē guṇvān satōpradhān banē haĩ ?
182Each one of you can ask your heart: Have I become virtuous and satopradhan?
170Bāp samjhātē haĩ jab tak vināśh nahī̃ huā hai tab tak tum karmātīt avasthā kō pā nahī̃ sakē̃gē . 171Bhal kitnā bhī māthā mārō .
183The Father explains: You cannot reach your karmateet stage until destruction takes place, no matter how much you beat your heads.
172Sārā samay śhivbābā kō baiṭh yād karō aur kōī bāt hī nahī̃ karō .
184Sit and remember Shiv Baba the whole time. 185Do not even talk of anything else.
173Bas bābā laṛāī sē pahlē maĩ karmātīt avasthā kō pākar dikhāūṅgā , aisā kōī nikalē - aisā drama mē̃ hō nahī̃ saktā .
186That is all. 187Baba, I will definitely attain the karmateet stage before the war takes place. 188It is not possible in the drama for someone like that to emerge.
174Pahlē number mē̃ tō ēk hī jānā hai .
189Only one person will claim the first number.
175Yah bhī kahtē haĩ hamkō kitnā māthā mārnā paṛtā hai .
190Even this one says: I have to beat my head so much.
176Māyā tō aur hī rūstam bankar ātī hai .
191Maya comes even more powerfully.
177Bābā khud kahtē haĩ mērē tō bājū mē̃ ēkdam śhivbābā baiṭhā hai , tō bhī maĩ yād nahī̃ kar saktā hū̃ , bhūl jātā hū̃ .
192This Baba himself says: Shiv Baba is sitting right next to me, but, in spite of that, I am unable to remember Him; I forget Him.
178Samajhtā hū̃ mērē sāth bābā hai . 179Phir mujhē bhī tō yād karnā paṛtā hai , jaisē tum kartē hō .
193I understand that Shiv Baba is with me, but, even then, I have to remember Him in the same way as you do.
180Aisē nahī̃ , maĩ tō sāth hū̃ , ismē̃ hī khuśh hō jānā hai .
194It isn't that because I am with Him, I become happy with just that; no.
181Nahī̃ , mujhē bhī kahtē haĩ - nirantar yād karō .
195He tells me too: Remember Me constantly!
182Sāth vālē tum rūstam hō , tumkō tō aur hī jāstī tūphān āyēṅgē .
196You are with Me and you are powerful, but you will have even more storms.
183Nahī̃ tō bachchō̃ kō kaisē samjhā sakē̃gē .
197How else would you be able to explain to the children?
184Yah sab tūphān tō tumsē pās|pass hōṅgē .
198All of these storms will pass through you.
185Maĩ unkē itnē nazdīk baiṭhē huē bhī karmātīt avasthā kō pā nahī̃ saktā hū̃ tō phir dūsrā kaun banēgā .
199Even while sitting so close to Him, I am unable to reach the karmateet stage, so who else would become like that?
186Yah mañzil bahut ūñchī hai .
200This destination is very high.
187Drama anusār sab purūṣhārth kartē rahtē haĩ .
201According to the drama, everyone continues to make effort.
188Bhal kōī aisī kōśhiśh karkē dikhāyē - bābā , ham āpsē pahlē karmātīt avasthā kō pākar yah bankar dikhātē haĩ .
202Let someone make that effort and show this: “Baba, I will show you by becoming karmateet before you.”
189Hō nahī̃ saktā .
203That is not possible.
190Yah drama banā banāyā hai .
204This drama is predestined.
191Tumkō purūṣhārth bahut karnā hai .
205You have to make a lot of effort.
192Mukhya sārī bāt hai characters key|kī .
206The main thing is your character.
193Dēvtāō̃ K|kē characters aur patit manuṣhyō̃ K|kē characters mē̃ kitnā fark hai .
207There is so much difference between the characters of the deities and those of impure human beings.
194Tumkō vikārī sē nirvikārī banānē vālā śhivbābā hai .
208It is Shiv Baba who makes you viceless from vicious.
195Tō ab purūṣhārth kar bāp kō yād karnā paṛē .
209So, you now have to make effort and remember the Father.
196Bhūlō nahī̃ .
210Do not forget Him.
197Bākī ablāyē̃ bichārī parvaśh haĩ arthāt rāvaṇ K|kē vaśh haĩ tō kyā kar saktī haĩ .
211The poor innocent mothers are under the influence of others, that is, they are under Ravan's influence. 212So, what can they do?
198Tum hō rām īśhvar K|kē vaśh .
213You are under the influence of God Rama.
199Vah haĩ rāvaṇ K|kē vaśh .
214Those people are under the influence of Ravan.
200Tō yuddha chaltī hai . 201Bākī rām aur rāvaṇ key|kī yuddha nahī̃ hōtī hai .
215This war continues, but there isn't a war between Rama and Ravan.
202Bāp tum bachchō̃ kō bhinn-bhinn prakār sē rōz samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , apnē kō sudhārtē jāō .
216The Father explains to you children in different ways every day: Sweetest children, continue to reform yourselves.
203Rōz rāt kō pōtāmēl dēkhō , sārē din mē̃ kōī āsurī chalan tō nahī̃ chalī ?
217Examine your charts every night: Did I have any devilish behaviour throughout the day?
204Bagīchē mē̃ fool|phūl number-vār tō hōtē hī haĩ .
218Flowers in a garden are numberwise.
205Dō ēk jaisē kabhī hō nahī̃ saktē .
219No two flowers can ever be the same.
206Sabhī ātmāō̃ kō apnā-apnā part milā huā hai .
220All souls have received their own parts.
207Har ēk actors part bajātē rahtē haĩ .
221Every actor continues to play his or her own part.
208Bāp bhī ākar sthāpanā kā kārya karkē hī chhōṛtē haĩ .
222The Father also comes and leaves only after He carries out the task of establishment.
209Her|har 5 hazār varṣh kē bād ākar viśhva kā mālik banā hī dētē haĩ .
223He definitely comes every 5000 years and makes you into the masters of the world.
210Bēhad kā bāp hai nā tō jarūr naī duniyā kā varsā dēgē .
224He is the unlimited Father and so He would surely give you the inheritance of the new world.
211Achchhā !
225Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
226To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
227The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
228Essence for dharna:
2151 ) gyān K|kē tīsrē nētra sē ātmā kō hī dēkhnā hai .
229 1. Use your third eye of knowledge to see only souls.
216Jismānī nētrō̃ sē dēkhnā hī nahī̃ hai .
230Do not look at anything with your physical eyes.
217Aśharīrī bannē kā abhyās karnā hai .
231Practise becoming bodiless.
2182 ) bāp kī yād sē apnē daivī character banānē haĩ .
232 2. Make your character divine by having remembrance of the Father.
219Apnē dil sē pūchhnā hai ki ham kahā̃ tak guṇvān banē haĩ ?
233Ask your heart: To what extent have I become virtuous?
220Hamnē sārē din mē̃ āsurī chalan tō nahī̃ chalī ?
234Did I have any devilish behaviour at all during the day?
Blessing
221Vardān : sadā careful rah māyā K|kē royal rūp key|kī chhāyā sē safe rahnē vālē māyāproof bhav
235Blessing: May you remain safe from the shadow of any royal form of Maya by being constantly careful and become Maya-proof.
222Vartamān samay māyā real samajh kō , mahsūstā kī śhakti kō gāyab kar wrong kō right anubhav karātī hai .
236 At present, Maya makes your real understanding and your power of realisation disappear and makes you experience something wrong to be right.
223Jaisē kōī jādūmantr kartē haĩ tō parvaśh hō jātē haĩ , aisē royal māyā real kō samajhnē nahī̃ dētī hai isliē bāpdādā attention kō double underline karā rahē haĩ .
237When someone performs magic, he makes a person lose control of himself. 238In the same way, royal Maya does not allow you to understand what is real and this is why BapDada is making you doubly underline, “Attention!”.
224Aisā careful rahō jō māyā key|kī chhāyā sē safe māyāproof ban jāō .
239Remain so careful that you remain safe from Maya’s shadow and become Maya-proof.
225Viśhēṣh man-buddhi kō bāp key|kī chhatrachhāyā K|kē sahārē mē̃ lē āō .
240Especially keep your mind and intellect under the Father’s canopy of protection.
Slogan
226Slōgan : jō sahajyōgī haĩ unkō dēkhkar dūsrō̃ kā bhī yōg sahaj lag jātā hai .
241Slogan: When others see those who are easy yogis, they are easily able to have yoga.
242*** Om Shanti ***