बुधवार 21 अगस्त 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021-08-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 21/08/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1Mīṭhē bachchē - tum hō chaitanya light house , tumhē̃ sabkō bāp kā parichay dēnā hai , ghar kā rāstā batānā hai
1Essence: Sweet children, you are living lighthouses. 2You have to give everyone the Father's introduction and show them the way to their home.
Question
2Praśhna : āgē chalkar kaun-sā direction aur kis vidhi sē anēk ātmāō̃ kō milnē vālā hai ?
3Question: As you make progress, what direction are many souls going to receive and in what way?
Answer
3Uttar : āgē chalkar bahutō̃ kō yah direction milēgā ki tum brahmākumār-kumāriyō̃ kē pās jāō tō tumkō yah vaikuṇṭha kā prince bannē kā gyān dēgē .
4Answer: As you make progress, many people will receive the direction: Go to the Brahma Kumars and Kumaris and they will give you knowledge for you to become princes of Paradise.
4Yah iśhārā unhō̃ kō brahmā K|kē sākṣhātkār sē milēgā .
5They will receive this signal by having a vision of Brahma.
5Aksar karkē brahmā aur śhrīkr̥iṣhṇa kā hī sākṣhātkār hōtā hai .
6Generally, they have a vision of Brahma or Shri Krishna.
6Jaisē ādi mē̃ sākṣhātkār kā part chalā , aisē hī ant mē̃ bhī chalnē vālā hai .
7Just as the part of visions took place in the beginning, so it will also take place at the end.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Rūhānī bāp bachchō̃ sē pūchhtē haĩ , sabsē tō nahī̃ pūchh saktē .
9The spiritual Father asks you children. 10He cannot ask everyone.
9Nalinī bēṭī sē pūchhtē haĩ ki yahā̃ kyā kar rahī hō ?
11He asks daughter Nalini: What are you doing here?
10Kiskī yād mē̃ baiṭhī hō ?
12In remembrance of whom are you sitting here?
11Bāp key|kī .
13The Father?
12Sirph bāp kī yād mē̃ baiṭhī hō yā aur bhī kuchh yād hai ?
14Are you sitting in remembrance of just the Father or are you also remembering something else?
13Bāp kī yād sē tō vikarma vināśh hōṅgē , aur kyā yād kartī hō ?
15Your sins will be absolved by having remembrance of the Father. 16What else are you remembering?
14Yah buddhi kā kām hai nā .
17This is the work of intellects.
15Ham ātmāō̃ kō apnē ghar jānā hai tō ghar kō bhī yād karnā hai .
18We souls have to go to our home and so we have to remember the home.
16Achchhā , aur kyā karnā hai ?
19Achcha, what else do you have to do?
17Kyā ghar mē̃ jākar baiṭh jānā hai !
20Will you go home and just sit there?
18Viṣhṇu kō svadarśhan chakra dikhātē haĩ nā .
21They have shown Vishnu with a discus of self-realisation.
19Unkā arth|earth bhī bāp nē ab samjhāyā hai .
22The Father has now explained the meaning of that to you.
20Sva arthāt ātmā kō darśhan huā , 84 janmō̃ K|kē chakra kā .
23The self, that is, the soul, had a vision of his cycle of 84 births.
21Tō vah chakra bhī phirānā paṛē .
24So, that discus also has to be turned.
22Tum jāntē hō ham 84 kā chakra lagākar ghar jāyēṅgē .
25You know that we go around the cycle of 84 births and return home.
23Phir vahā̃ sē āyēṅgē satyug mē̃ part bajānē .
26Then, from there, we will go into the golden age to play our parts.
24Phir 84 kā chakra lagāyēṅgē .
27We will then go around the cycle of 84 births.
25Viṣhṇu kō kōī chakra hōtā nahī̃ .
28Vishnu does not have a discus.
26Vah tō hai satyug kā dēvtā .
29He is a deity of the golden age.
27Viṣhṇupurī kahō yā lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī purī kahō , svarg kahō . 28Svarg mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
30Call it the land of Vishnu or the land of Lakshmi and Narayan or call it heaven, there used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in heaven.
29Agar rādhē-kr̥iṣhṇa kā rājya kahtē haĩ tō yah bhūl kartē haĩ .
31If you call it the kingdom of Radhe and Krishna, you are making a mistake.
30Rādhē-kr̥iṣhṇa kā rājya tō hōtā nahī̃ kyōṅki dōnō̃ alag-alag rājāī K|kē prince-princess thē , rājāī K|kē mālik tō phir svayamvar kē bād banē̃gē .
32There is no kingdom of Radhe and Krishna because they are a prince and princess from separate kingdoms. 33They become the masters of the kingdom after their marriage.
31Tō yah jō viṣhṇu kō chakra diyā hai , yah chakra hai tumhārā .
34So, they have shown Vishnu with a discus, but that is in fact your cycle.
32Tō yahā̃ jab baiṭhtē hō tō sirph śhānti mē̃ nahī̃ baiṭhnā hai .
35Therefore, when you sit here, you mustn't just sit in silence.
33Varsā bhī yād karnā hai isliē yah chakra hai .
36You also have to remember your inheritance and this is why there is this cycle.
34Bāp kahtē haĩ tum light house bhī hō , bōltā chaltā light house hō .
37The Father says: You are lighthouses. 38You are walking and talking lighthouses.
35Ēk āṅkh mē̃ hai śhāntidhām , ēk āṅkh mē̃ hai sukhdhām .
39You have the land of peace in one eye and the land of happiness in the other eye.
36Dōnō̃ kō yād karnā paṛtā hai .
40You have to remember both.
37Yād sē tō pāp kaṭnē haĩ .
41Your sins are cut away by having remembrance.
38Ghar kō yād karnē sē ghar mē̃ chalē jāyēṅgē phir chakra kō bhī yād karnā hai .
42By remembering your home, you will go home. 43You also have to remember the cycle.
39Yah sārē chakra key|kī knowledge tumkō hī hai .
44Only you have the knowledge of this whole cycle.
4084 kā chakra lagāyā hai . 41Ab yah antim janm hai mr̥ityulōk mē̃ .
45You have been around the cycle of 84 births and this is now the final birth in the land of death.
42Naī duniyā kō kahā jātā hai amar-lōk .
46The new world is called the land of immortality.
43Amar arthāt tum sadaiv jītē rahtē hō . 44Tum kabhī martē nahī̃ hō .
47“Immortal” means that you are constantly alive, that you never die.
45Yahā̃ tō baiṭhē-baiṭhē achānak mr̥ityu hō jātī hai . 46Bīmāriyā̃ hōtī haĩ , vahā̃ marnē kā ḍar nahī̃ kyōṅki amarlōk hai .
48Here, people die suddenly while just sitting somewhere because there are illnesses. 49There, there is no fear of dying because that is the land of immortality.
47Tum buṛhē hōtē hō tō bhī gyān hai ham garbhmahal mē̃ jākar pravēśh karē̃gē .
50Even when you become old, you have the knowledge that you will go and enter the palace of a womb.
48Abhī jātē haĩ garbh jēl mē̃ .
51Now you go into the jail of a womb.
49Vahā̃ tō garbh mahal hōtā hai .
52There, a womb is like a palace.
50Vahā̃ pāp tō kartē nahī̃ jō sajā bhōgnī paṛē .
53There, no sins are committed that anyone would have to have punishment.
51Yahā̃ tō pāp kartē haĩ , jis kāraṇ sajā bhōg kar bāhar nikaltē haĩ tō phir pāp śhurū kar lētē haĩ .
54Here, people commit sins due to which they experience punishment. 55Then, when they come out of the womb, they begin to commit sin again.
52Yah hai pāp ātmāō̃ kī duniyā .
56This is the world of sinful souls.
53Yahā̃ tō duḥkh hī hōtā hai .
57Here, there is nothing but sorrow.
54Vahā̃ duḥkh kā nām nahī̃ .
58The name “sorrow” doesn’t exist there.
55Tō ēk āṅkh mē̃ śhāntidhām , dūsrī āṅkh mē̃ sukhdhām rakhō .
59So, keep the land of peace in one eye and the land of happiness in the other eye.
56Bhal tum janma-janmāntar jap-tap ādi kartē āyē hō parantu vah gyān tō nahī̃ hai nā .
60Although you have been doing tapasya and chanting mantras etc. for birth after birth, you did not have this knowledge.
57Vah hai bhakti .
61That is devotion.
58Usmē̃ kōī yukti bhī nahī̃ miltī ki tum aisē satōpradhān ban saktē hō .
62You are not shown the method there for becoming satopradhan.
59Kōī bhī nahī̃ jāntē .
63No one knows this.
60Bas sunā hai śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch dēh sahit … yah gītā K|kē akṣhar haĩ jō paṛhkar sunātē haĩ .
64They have just heard that God Shri Krishna says: Renounce everything including your body. 65These words are from the Gita that they read and relate to everyone.
61Aisē nahī̃ kahtē ki tum aisē banō .
66You are not asked to become like that.
62Sirph paṛhtē haĩ bhagvān aisē kahkar gayā thā , jab āyā thā patitō̃ kō pāvan banānē .
67They simply read it, saying that this is what God said, before He departed, when He came to purify the impure.
63Sirph gītā mē̃ parampitā paramātmā kē badlē śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .
68It is just that they have inserted Shri Krishna’s name in the Gita instead of that of the Supreme Father, the Supreme Soul.
64Ab śhrīkr̥iṣhṇa tō rathī hai nā .
69Shri Krishna is the charioteer.
65Unkō rath chāhiē kyā ?
70Does he need a chariot?
66Vah tō khud dēh-dhārī hai .
71He himself is a bodily being.
67Śhrīkr̥iṣhṇa kā nām kisnē rakhā ?
72Who gave him the name, “Shri Krishna”?
68Jaisē chhaṭhī hōtī hai tō nām sabkē paṛtē haĩ .
73On the sixth day after a baby is born, they have a naming ceremony.
69Bāp kō tō sirph śhiv hī kahā jātā hai .
74The Father is just called Shiva.
70Tum ātmāyē̃ janm-maraṇ mē̃ ātī hō tō śharīr kā nām badaltā hai .
75You souls come into birth and rebirth and so the names of the bodies change.
71Śhivbābā tō janm-maraṇ mē̃ ātā nahī̃ .
76Shiv Baba does not come into birth and death.
72Vah sadaiv śhiv hī hai .
77He is always Shiva.
73Burī ( bindī ) jab likhtē haĩ tō kahtē hai śhiv .
78When people apply a zero, they say, "Shiva".
74Bindī ātmā tō hai bilkul sūkṣhma .
79A soul is an extremely subtle point.
75Ātmā kā agar sākṣhātkār hōtā tō bhī kiskō samajh mē̃ nahī̃ ātā .
80When someone has a vision of a soul, he is unable to understand it.
76Dēvī kō dēkh khuśh hō jāyēṅgē .
81When you see a vision of a goddess, they would become happy.
77Achchhā , phir kyā !
82Achcha, what then?
78Prāpti tō kuchh nahī̃ , arth|earth nahī̃ .
83There was no attainment, no meaning.
79Sirph naudhā bhakti key|kī , darśhan kiyā tō usmē̃ hī khuśh hō jātē haĩ .
84They just performed intense devotion, had a vision and thereby became happy with that.
80Bākī mukti-jīvanmukti key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
85However, there is no question of them receiving liberation or liberation-in-life.
81Vah hai sab bhakti mārg .
86All of that belongs to the path of devotion.
82Yahā̃ yah hai gyān mārg .
87This, here, is the path of knowledge.
83Yahā̃ aksar karkē sākṣhātkār hōtā hai brahmā kā , phir śhrīkr̥iṣhṇa kā hōgā .
88Here, people generally have a vision of Brahma and then of Shri Krishna.
84Kahē̃gē is brahmā kē pās jāō tō tum kr̥iṣhṇapurī vā vaikuṇṭha mē̃ jāyēṅgē .
89They would be told (in their vision): Go to this Brahma and you will go to the land of Krishna or to Paradise.
85Lakṣhmī-nārāyaṇ kā bhī sākṣhātkār hō saktā hai .
90They can also have visions of Lakshmi and Narayan.
86Aisē nahī̃ , sākṣhātkār huā mānā sadgati hō gaī .
91It isn't that just because they received a vision, they are in salvation.
87Yah sirph iśhārā miltā hai , yahā̃ jāō .
92They just receive a signal: Go there.
88Āgē chal bahutō̃ kō sākṣhātkār hōgā , direction milēgā .
93As you progress further, many will have visions and they will receive directions.
89Tumhārā trimūrti bhī akhbār mē̃ paṛtā hai , brahmākumāriyō̃ kā nām bhī paṛtā hai .
94The picture of your Trimurti and also the name of the Brahma Kumaris are printed in the newspapers.
90Tō brahmā kā hī sākṣhātkār hōgā ki inkē pās|pass jānē sē tumkō yah vaikuṇṭha kā prince bannē kā gyān milēgā . 91Jaisē arjun kō viṣhṇu kā aur vināśh kā sākṣhātkār huā .
95So they would have a vision of Brahma: By going to that one you will receive knowledge of how to become a prince of Paradise, just as Arjuna had a vision of Vishnu and of destruction.
92Bāp kahtē haĩ tumkō kamal fool|phūl samān bannā hai . 93Parantu sthāī tō tum nahī̃ rahtē hō isliē alaṅkār viṣhṇu kō dē diyē haĩ .
96The Father tells you how you have to become like a lotus, but you don't remain constant and this is why the ornaments have been given to Vishnu.
94Nahī̃ tō dēvtāō̃ kō śhaṅkh ādi key|kī darkār hai kyā !
97Why would deities need the conch shell etc.?
95Mukh sē sunānē kō śhaṅkh dhvani kahā jātā hai .
98Speaking knowledge through your lips is called blowing the conch shell.
96Kamal kā rāz bhī bāp samjhātē haĩ .
99The Father also explains the significance of the lotus to you.
97Tum brāhmaṇō̃ kō is samay kamal fool|phūl samān bannā hai .
100You Brahmins have to become like a lotus at this time.
98Gadā hai 5 vikārō̃ rūpī māyā kō jītnē key|kī .
101The mace is for conquering Maya, the five vices.
99Bāp upāya batātē haĩ māmēkam yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
102The Father shows you the method: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.
100Śhrīmat par chalkar patit-pāvan bāp kō yād karō .
103Follow shrimat and remember the Purifier Father.
101Dūsrā tō kōī patit-pāvan hai nahī̃ sivāē ēk bāp K|kē .
104No one, apart from the Father, is the Purifier.
102Bāp kahtē haĩ mujhē bulātē hī isliē haĩ ki ham sabkō is śharīr sē chhuṛākar pāvan duniyā mē̃ lē chalō .
105The Father says: You all call out to Me to come because I liberate all of you from your bodies and take you to the pure world.
103Tō bāp hī ākar sab ātmāō̃ kō patit sē pāvan banātē haĩ kyōṅki apavitr ātmāyē̃ tō ghar mē̃ athavā svarg mē̃ jā nahī̃ saktī haĩ .
106So, the Father comes and makes all souls pure from impure because impure souls cannot go home or to heaven.
104Bāp kahtē haĩ pavitra bannā hai tō mujhē yād karō .
107The Father says: If you want to become pure, remember Me.
105Yād sē hī tumhārē pāp kaṭtē jāyēṅgē .
108Only by having remembrance will your sins be cut away.
106Yah maĩ guarantee kartā hū̃ .
109I guarantee this.
107Bulātē haĩ - hē patit-pāvan āō .
110People call out: O Purifier, come!
108Hamkō pāvan banākar naī duniyā mē̃ lē chalō .
111Purify us and take us to the new world.
109Tō kaisē jāyēṅgē ?
112So, how will they go?
110Kitnī sīdhī bāt batātē haĩ .
113The Father tells you something so straightforward.
111Bāp key|kī sahaj knowledge aur sahaj bāt hai .
114This is the Father's easy knowledge and an easy matter.
112Kahtē haĩ kāmkāj kartē huē mujhē yād karō .
115He says: While doing your work, remember Me!
113Bhal naukrī ādi karō , bhōjan banāō tō bhī yād mē̃ rahkar , tō bhōjan bhī śhuddha hōgā isliē gāyā jātā hai brahmā bhōjan kē liē dēvtāō̃ kō bhī dil hōtī hai .
116You may do your job etc. and prepare food, but do that while having remembrance and the food will be purified. 117This is why it is remembered that even the deities had a desire for Brahma bhojan.
114Yah bachchiyā̃ bhī bhōg lēkar jātī haĩ tō vahā̃ mahaphil hōtī hai .
118Even these daughters go with bhog to the subtle region and a meeting takes place there.
115Brāhmaṇō̃ aur dēvtāō̃ kā mēlā lagtā hai .
119A gathering of Brahmins and deities takes place there.
116Bhōjan svīkār karnē ātē haĩ .
120They come to accept the food.
117Brāhmaṇ lōg jab bhōjan pān kartē haĩ tō bhī mantra japtē haĩ .
121Before brahmin priests take their meals, they chant a mantra.
118Brahmā bhōjan key|kī bahut mahimā hai .
122Brahma bhojan is praised a lot.
119Sannyāsī tō brahm kō hī yād kartē haĩ .
123Sannyasis only remember the brahm element; their religion is separate.
120Vah haĩ had K|kē sannyāsī .
124Those are limited sannyasis.
121Kahtē haĩ hamnē gharbār milkiyat ādi sab chhōṛā hai .
125They say that they have renounced their homes, families, wealth etc., that they have renounced everything.
122Phir abhī andar ghus paṛtē haĩ .
126They have now pushed their way in (the cities).
123Tumhārā hai bēhad kā sannyās .
127Yours is unlimited renunciation.
124Tum is purānī duniyā kō hī bhūl jātē hō .
128You even forget this old world.
125Tumkō phir jānā hai naī duniyā mē̃ .
129You then have to go to the new world.
126Ghar gr̥ihastha mē̃ rahtē buddhi mē̃ yah hai ki ab hamkō jānā hai sukhdhām via śhāntidhām .
130While living at home with your families, it is in your intellects that you have to go the land of happiness via the land of peace.
127Śhāntidhām kō bhī yād karnā paṛē .
131You also have to remember the land of peace.
128Bāp kō , śhāntidhām aur sukhdhām kō yād kartē haĩ .
132You remember the Father and the lands of peace and happiness.
129Yah hamārā bahut janmō̃ K|kē ant kā janm hai .
133This is the final birth of our many births.
13084 janm pūrē huē .
134Our 84 births are now complete.
131Sūryavanśhī sē chandravanśhī phir vaiśhya , śhūdra vãnśhī banē̃ . . . . .
135From the sun dynasty, we became the moon dynasty then we became merchants and then shudras.
132Vē|way lōg phir kahtē ātmā sō paramātmā , ātmā kō kōī lēp chhēp nahī̃ lagtā kyōṅki ātmā hī paramātmā hai .
136Those people then say that each soul is the Supreme Soul and that no soul is affected by anything because each soul is the Supreme Soul.
133Bāp kahtē haĩ - yah bhī unhō̃ kā ulṭā arth|earth hai .
137The Father says: That meaning of theirs is wrong.
134Bāp baiṭh ham sō kā arth|earth samjhātē haĩ .
138The Father sits here and explains the meaning of "hum so" to you.
135Ham ātmā parampitā paramātmā key|kī santān hū̃ .
139I, this soul, am a child of the Supreme Father, the Supreme Soul.
136Pahlē-pahlē ham svarg-vāsī dēvtā thē phir chandravanśhī kṣhatriya banē , 2500 varṣh pūrā huā phir vaiśhya śhūdra vãnśhī vikārī banē̃ .
140First of all, I was a deity, a resident of heaven, and then I became a moon-dynasty warrior. 141After 2500 years were completed, we became merchants and then shudras, vicious ones.
137Ab ham brāhmaṇ chōṭī bantē haĩ .
142We have now become Brahmins, the topknot.
138Yahā̃ baiṭhē haĩ , jaisē ki 84 key|kī bājōlī khēltē haĩ .
143We are sitting here and it is as though we are doing a somersault of 84 births.
139Yah bājōlī kā bhī gyān hai .
144We have knowledge of this somersault.
140Āgē tīrthō̃ par jātē thē tō bhī aisē bājōlī kartē niśhān ḍāltē jātē thē .
145Previously, when people went on pilgrimages, they would make marks along the way as they somersaulted.
141Abhī tumhārā tō sachchā tīrtha hai - śhāntidhām aur sukhdhām .
146Your true pilgrimage is to the land of peace and the land of happiness.
142Tum hō rūhānī paṇḍē . 143Sabkō rāy dētē hō - bāp kō yād karō tō śhāntidhām chalē jāyēṅgē .
147You are spiritual guides who give this advice to everyone: Remember the Father and you will go to the land of peace.
144Sādhū sant ādi sab śhāntidhām mē̃ jānē kē liē hī mēhnat kartē haĩ . 145Parantu jā kōī bhī nahī̃ saktē .
148Sages and holy men etc. all make effort to go to the land of peace but no one can go there.
146Jāyēṅgē phir sārā whole lot ikaṭṭhā .
149Everyone, the whole lot, will go there together.
147Bāp nē samjhāyā hai satyug mē̃ tō bahut thōṛē hōtē haĩ phir vr̥iddhi hōtī jātī hai .
150The Father has explained that there are very few in the golden age and then growth takes place.
148Tō tum hō svadarśhan chakradhārī . 149Dēvtāyē̃ nahī̃ haĩ .
151You are spinners of the discus of self-realisation; the deities are not that.
150Parantu is samay tumhārī māyā kē sāth yuddha chal rahī hai .
152However, at this time, you have a war with Maya.
151Us laṛāī mē̃ bhī jiskō jōrdār samajhtē haĩ tō phir unkē pās|pass jākar śharaṇ lētē haĩ .
153In that war, too, they go and seek refuge with the side they consider to be powerful.
152Abhī tum kiskī śharaṇ lētē hō ?
154Whom are you now taking refuge with at this time?
153Strī-purūṣh dōnō̃ kahtē haĩ ham śharaṇ paṛtē haĩ tērī .
155Both husband and wife say: I seek refuge with You.
154Mērā tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī , sab ātmāō̃ kā bāp tō ēk hai nā .
156Mine is one Shiv Baba and none other. 157The Father of all souls is One.
155Us ēk K|kē tum bachchē hō .
158You are the children of that One.
156Sādhū sant tō ēk nahī̃ haĩ .
159Sages and holy men are not that One.
157Anēk bhagvān hō jātē haĩ .
160In that case, there would be many Gods.
158Jō ghar sē rūṭhē vah bhagvān , phir baṛē-baṛē sāhūkār , karōṛpati jākar unhō̃ K|kē śhiṣhya bantē haĩ aur mahaphil manātē haĩ gandē khān-pān key|kī .
161Whoever sulks with his home and family becomes God! 162Many wealthy millionaires go and become their followers. 163Then they celebrate with impure food.
159Tamōpradhān manuṣhya haĩ nā .
164They are tamopradhan human beings.
160Hinduō̃ kō phir apnē dharm kā hī patā nahī̃ hai .
165Hindus don't even know about their own religion.
161Bāp samjhātē haĩ tum tō vāstav mē̃ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē hō , parantu patit ban gayē hō isliē apnē kō dēvtā kahlā nahī̃ saktē .
166The Father explains: In fact, you belong to the original, eternal, deity religion but you have now become impure and so you cannot call yourselves deities.
162Vah dharm hī prāyaḥ lōp hō gayā hai .
167That religion has now disappeared.
163Manuṣhya kitnē vikārī criminal eye vālē haĩ .
168People are so vicious and they have a criminal eye.
164Ēk minister bābā kē pās āyā thā , bōlā - hamārī tō criminal eye jātī hai .
169A minister who came to Baba said: My vision becomes criminal.
165Ab bāp samjhātē haĩ - bachchē , civil I|āī|eye banō .
170The Father now explains: Children, become those with a civil eye.
166Jab tak criminal eye jātī hai tab tak tum patit hō .
171For as long as you have a criminal eye, you are impure.
167Apnē kō bhāī-bhāī samjhō tō vah criminal dr̥iṣhṭi uṛ jāyēgī .
172Consider yourselves to be brothers and that criminal vision will end.
168Ham ātmā bhāī haĩ . 169Ēk bāp sē varsā lē rahē haĩ .
173We souls are brothers and we are claiming our inheritance from the one Father.
170Ātmā kā takht yah bhrakuṭī hai , iskō kahā jātā hai akāl takht .
174The throne of this soul is this forehead. 175This is called an immortal throne.
171Akāl ātmā is takht par virājmān hai .
176An immortal soul is sitting on this throne.
172Yah tō miṭṭī kā putlā hai .
177This body is a puppet of clay.
173Sārā part ātmā mē̃ hī bharā huā hai .
178A whole part is recorded in each soul.
174Bāp kahtē haĩ maĩ 5 hazār varṣh kē bād ātā hū̃ , tum bachchō̃ kō varsā dēnē .
179The Father says: I come after 5000 years to give you children the inheritance.
175Tum jāntē hō ham āyē haĩ health , wealth , happiness kā varsā lēnē .
180You know that you have come here to claim your inheritance of health, wealth and happiness.
176Satyug mē̃ athāh dhan miltā hai .
181In the golden age, you receive a lot of wealth.
177Tum 21 pīṛhī dēvtā bantē hō .
182You become deities for 21 generations.
178Buṛhāpē bigar kabhī kōī marēgā nahī̃ .
183None of them die until they reach old age.
179Yahā̃ tō baiṭhē-baiṭhē achānak mar paṛtē haĩ .
184Here, people die suddenly while just sitting somewhere.
180Garbh mē̃ andar bhī mar paṛtē haĩ .
185Sometimes, they even die in the womb.
181Vahā̃ tō duḥkh kā nām nahī̃ hōtā .
186There, there is no mention of sorrow.
182Unkō kahā jātā hai sukhdhām , rām rājya . 183Yah hai duḥkhdhām rāvaṇ rājya .
187That is called the land of happiness, the kingdom of Rama, whereas this is the land of sorrow, the kingdom of Ravan.
184Satyug mē̃ rāvaṇ hōtā hī nahī̃ .
188Ravan does not exist in the golden age.
185Tō yah 84 kā chakra bhī buddhi mē̃ tumkō yād rahēgā . 186Bahut khuśhī rahēgī .
189So, you will also keep this cycle of 84 births in your intellects and remain very happy.
187Tum jāntē hō ham nayē viśhva K|kē arthāt satyug K|kē mālik bannē vālē haĩ .
190You know that you are going to become the masters of the new world, that is, the masters of the golden age.
188Gītā mē̃ bhī bhagvānuvāch hai nā - hē bachchē , dēh sahit dēh K|kē sab sambandhō̃ kō chhōṛō .
191It says in the Gita: God speaks: O child, renounce your body and all bodily relations.
189Apnē kō ātmā samajh māmēkam yād karō .
192Consider yourself to be a soul and constantly remember Me alone.
190Tumhārā sachchā-sachchā khudā dost vah hai .
193That one God is your true Friend.
191Allāh avaldīn kā nāṭak , hātamtāī kā nāṭak - sab is samay K|kē haĩ .
194All the plays of Allah-avaldin (the first religion) and of hatam-tai (bead in your mouth) are of this time.
192Abhī manuṣhya kitnā māthā mārtē rahtē haĩ - bachchē cum|kam paidā hō̃ .
195People now beat their heads so much in order for fewer children to be born.
193Bēhad kā bāp kitnā cum|kam kar dētē haĩ .
196The unlimited Father reduces this population so much.
194Sārē viśhva mē̃ , satyug mē̃ 9 lākh ābādī jākar rahtī hai .
197In the golden age, there is a population of just 900,000 in the whole world.
195Bākī itnē karōṛō̃ manuṣhya hōtē hī nahī̃ .
198There aren't this many millions of people there.
196Sab muktidhām , śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
199All will go back to the land of liberation, the land of peace.
197Yahī tō karāmat key|kī bāt hai nā .
200This is a miracle.
198Ēk dēvī-dēvtā dharm kā foundation lagākar bākī sab vināśh kar dētē haĩ .
201He lays the foundation of the one deity religion and destroys all the other religions.
199Yah 84 kā chakra achchhī rīti buddhi mē̃ biṭhānā hai .
202You have to make this cycle of 84 sit in your intellects very well.
200Yah hai svadarśhan chakra .
203This is the discus of self-realisation.
201Bākī chakra sē kōī kā galā ādi nahī̃ kāṭnā hai .
204It is not a discus for cutting anyone’s throat.
202Śhāstrō̃ mē̃ phir śhrīkr̥iṣhṇa kē liē hiṃsak bātē̃ lagā dī haĩ .
205In the scriptures, they have said violent things about Shri Krishna.
203Sabkō svadarśhan chakra sē mārā .
206They say that he killed everyone with a discus of self-realisation.
204Yah bhī glāni huī nā .
207So, that too is defamation.
205Kitnā hiṃsak banā diyā hai .
208They have made him so violent!
206Tum double ahiṃsak bantē hō .
209You become doubly non-violent.
207Kām kaṭārī chalānā , yah bhī hiṅsā hai .
210To use the sword of lust is also violence.
208Dēvtāō̃ kō tō pavitra kahā jātā hai .
211Deities are said to be pure.
209Yōgbal sē jabki viśhva K|kē mālik ban saktē hō tō yōgbal sē bachchē kyō̃ nahī̃ paidā hō saktē haĩ .
212When you can become the masters of the world with the power of yoga, why can children not be born through the power of yoga?
210Sākṣhātkār hōgā ab bachchā hōnā hai .
213They would have a vision that they are going to have a child.
211Bābā tō samajhtē haĩ abhī yah purānā śharīr chhōṛē̃gē aur golden spoon in mouth .
214Baba understands that he will shed this old body and then have a golden spoon in the mouth.
212Tum bhī samajhtē hō ham amarlōk mē̃ janma lē̃gē tō golden spoon in mouth hōgā .
215You also understand that when you take birth in the land of immortality, you will have a golden spoon in your mouth.
213Garīb prajā bhī chāhiē nā .
216Poor subjects are also needed.
214Duḥkh key|kī kōī bhī bāt hōtī hī nahī̃ hai .
217There is no question of any type of sorrow there.
215Prajā kē pās thōṛēhī itnā dhan māl ādi hōtā hai . 216Bākī hā̃ , sukh hōgā , āyu baṛī hōgī .
218The subjects do not have as much wealth or prosperity, but they do have happiness and a long lifespan.
217Rājā , rānī , sāhūkār prajā sab chāhiē nā .
219Kings, queens, wealthy subjects are all needed.
218Achchhā !
220Achcha.
219Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
220Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
221Dhārṇā kē liē mukhya sār :
223Essence for dharna:
2221 ) bāp kī yād K|kē sāth-sāth khuśhī mē̃ rahnē kē liē 84 K|kē chakra kō bhī yād karnā hai .
224 1. Together with staying in remembrance of the Father, remember the cycle of 84 births in order to stay in happiness.
223Svadarśhan chakra phirānā hai . 224Khudā kō apnā sachchā dost banānā hai .
225Spin the discus of self-realisation and make God your true Friend.
2252 ) double ahiṃsak bannē kē liē criminal eye kō badal civil I|āī|eye banānī hai .
226 2. In order to become doubly non-violent, change your criminal eye and make it civil.
226Ham ātmā bhāī haĩ , yah abhyās karnā hai .
227Practise: We souls are brothers.
Blessing
227Vardān : sarvśhaktimān bāp kō combined rūp mē̃ sāth rakhnē vālē saphaltā-mūrt bhav
228Blessing: May you keep the Almighty Authority Father combined with you and become an embodiment of success.
228Jin bachchō̃ kē sāth sarv śhaktimān bāp combined hai - unkā sarvśhaktiyō̃ par adhikār hai aur jahā̃ sarv śhaktiyā̃ haĩ vahā̃ saphaltā na hō , yah asambhav hai .
229 The children who are combined with the Almighty Authority Father have a right to all powers. 230Where there are all powers, it is impossible for there not to be success.
229Yadi sadā bāp sē combined rahnē mē̃ kamī hai tō saphaltā bhī kam hōtī hai .
231If you do not remain constantly combined with the Father, the success will also then be less.
230Sadā sāth nibhānē vālē avināśhī sāthī kō combined rakhō tō saphaltā janm siddha adhikār hai kyōṅki saphaltā master sarvśhaktimān K|kē āgē-pīchhē ghūmtī hai .
232When you constantly keep your imperishable Companion who constantly fulfils the responsibility of companionship combined with you, success is then your birthright, because success is always in front of and behind those who are master almighty authorities.
Slogan
231Slōgan : sachchē vaiṣhṇav vah haĩ jō vikārō̃ rupī gandgī kō chhūtē bhī nahī̃ .
233Slogan: True Vaishnavs are those who do not even touch the dirt of vice.
234*** Om Shanti ***