शुक्रवार 30 अगस्त 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
030-08-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 30/08/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ khuśhī hōnī chāhiē ki duḥkh harnē vālā bābā hamē̃ sukhdhām mē̃ lē jānē āyā hai , ham svarg K|kē parīzādē bannē vālē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, you should have the happiness that the Father who removes your sorrow has come to take you to the land of happiness, that you are going to become princesses in heaven.
Question
2Praśhna : bachchō̃ key|kī kis sthiti kō dēkhtē huē bāp kō chintā nahī̃ hōtī - kyō̃ ?
2Question: On seeing which stage of the children does the Father not worry and why?
Answer
3Uttar : kōī-kōī bachchē first class khuśhbūdār fool|phūl haĩ , kōī mē̃ zarā bhī khuśhbū nahī̃ hai .
3Answer: Some children are first-class fragrant flowers. 4Some don't have any fragrance at all.
4Kōī key|kī avasthā bahut achchhī rahtī , kōī māyā K|kē tūphānō̃ sē hār khā lētē , yah sab dēkhtē huē bhī bāp kō chintā nahī̃ hōtī kyōṅki bāp jāntē haĩ yah satyug key|kī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
5The stage of some is very good whereas others are defeated by the storms of Maya. 6On seeing all of this, the Father does not worry because He knows that the golden-aged kingdom is being established.
5Phir bhī bāp śhikṣhā dētē haĩ - bachchē , jitnā hō sakē yād mē̃ rahō .
7Nevertheless, the Father gives you the teaching: Children, stay in remembrance as much as possible.
6Māyā K|kē tūphānō̃ sē ḍarō nahī̃ .
8Do not be afraid of the storms of Maya.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Mīṭhē tē mīṭhā bēhad kā bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
10The sweetest of all, the unlimited Father, sits here and explains to you sweetest children.
9Yah tō samajhtē hō nā bahut mīṭhā-mīṭhā bāp hai .
11You understand that the Father is very sweet.
10Phir śhikṣhā dēnē vālā teacher bhī bahut mīṭhā-mīṭhā hai .
12Then, the Teacher who gives you teachings is also very sweet.
11Yahā̃ tum jab baiṭhtē hō tō yah yād hōnā chāhiē bahut mīṭhā-mīṭhā bābā hai , unsē svarg kā varsā milnā hai .
13When you sit here, you should remember that Baba is very sweet. 14You are to receive the inheritance of heaven from Him.
12Yahā̃ tō vēśhyālay mē̃ baiṭhē hō .
15You are sitting here in the brothel.
13Kitnā mīṭhā bāp hai .
16The Father is so sweet!
14Vah khuśhī dil mē̃ hōnī chāhiē . 15Bāp hamkō ādhākalp sukhdhām mē̃ lē jānē vālā hai .
17You should have the happiness in your hearts that the Father will send you to the land of happiness for half a cycle.
16Duḥkh harnē vālā hai .
18He is the Remover of Sorrow.
17Ēk tō aisā bābā hai , phir bābā teacher bhī bantē haĩ . 18Hamkō sārē sr̥iṣhṭi chakra kā rāz samjhātē haĩ , jō aur kōī nahī̃ samjhā saktē . 19Yah chakra kaisē phirtā hai , 84 janm kaisē pās|pass hōtē haĩ - yah sārā chapṭī mē̃ samjhātē haĩ .
19Firstly, He is our Baba. 20Then, He also becomes our Teacher and explains to us the secrets of the whole world cycle. 21No one else can explain how the cycle turns and how you pass through 84 births. 22He explains all of this at a snap of His fingers.
20Phir sāth mē̃ bhī lē jāyēṅgē . 21Yahā̃ tō rahnā nahī̃ hai .
23He will take you back with Him; you are not going to stay here.
22Sabhī ātmāō̃ kō sāth lē jāyēṅgē .
24He will take all souls back with Him.
23Bākī thōṛē rōz haĩ .
25Very few days remain.
24Kahā jātā hai bahut gaī thōṛī rahī … .
26It is said: A lot of time has passed and only a short time remains.
25Bākī thōṛā samay hai isliē jaldī-jaldī mujhē yād karō tō tumhārē janma-janmāntar K|kē pāpō̃ kā bōjhā jō jamā hai , vah khalās hō .
27Therefore, remember Me more frequently and the burden of your accumulated sins of many births will end.
26Bhal māyā key|kī yuddha chaltī hai . 27Tum mujhē yād karē̃gē , vah yād karnē sē haṭāyēgī , yah bhī bābā batā dētē haĩ , isliē kabhī vichār nahī karnā .
28There is a war with Maya, so when you try to remember Me, she tries to move you away from having that remembrance. 29Baba warns you about this too. 30Therefore, never think about it.
28Kitnē bhī saṅkalp , vikalp , tūphān āyē̃ , sārī rāt saṅkalpō̃ mē̃ nīnd fit jāyē tō bhī ḍarnā nahī̃ hai .
31No matter how many storms of negative or sinful thoughts you have, even if you lose your sleep all night in having those thoughts, do not be afraid.
29Bahādur rahnā hai .
32Remain courageous!
30Bābā kah dētē haĩ yah āyēṅgē jarūr .
33Baba says: Those storms will definitely come.
31Svapn bhī āyēṅgē , in sab bātō̃ mē̃ ḍarnā nahī̃ hai .
34You will have dreams too. 35Do not be afraid of any of those things.
32Yuddha kā maidān hai nā .
36This is a battlefield.
33Yah sab vināśh hō jānē haĩ .
37Everything is to be destroyed.
34Tum yuddha kartē hō māyā kō jītnē kē liē , bākī ismē̃ kōī śhvās ādi band nahī̃ karnā hai .
38You battle to conquer Maya. 39You don't have to stop breathing, etc. for that.
35Ātmā jab śharīr mē̃ hōtī hai tō śhvās chaltā hai .
40While a soul is in a body, breathing takes place.
36Ismē̃ śhvās ādi band karnē key|kī bhī kōśhiśh nahī̃ karnī hai .
41Here, you don't have to try to stop breathing.
37Haṭhyōg ādi mē̃ kitnī taklīph kartē haĩ .
42In hatha yoga they go through so many difficulties.
38Bābā kō anubhav hai .
43Baba has experienced that.
39Thōṛā-thōṛā sīkhtē thē , parantu phursat bhī hō nā .
44He used to study that a little, but one also has to have time.
40Jaisē ājkal tumkō kahtē haĩ gyān tō achchhā hai parantu phursat kahā̃ , itnē kārkhānē haĩ , yah hai . . . . .
45Nowadays, people tell you: “Your knowledge is good, but we don't have time. 46We have so many factories etc.”
41Tumkō bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , ēk tō bāp kō yād karō aur chakra yād karō , bas .
47The Father says to you: Sweetest children, first remember the Father and then remember the cycle; that’s all!
42Kyā yah difficult hai ?
48Is that difficult?
43Satyug-trētā mē̃ inhō̃ kā rājya thā phir islāmī , bauddhī ādi key|kī vr̥iddhi hōtī gaī .
49It used to be their kingdom in the golden and silver ages, and there was then the expansion of those of Islam and the Buddhists, etc.
44Vah apnē dharm kō bhūl gayē . 45Apnē kō dēvī-dēvtā kah na sakē̃ kyōṅki apavitr ban paṛē .
50Those people (deities) forgot their religion and so could no longer call themselves deities, because they became impure.
46Dēvtāyē̃ tō pavitra thē .
51Deities were pure.
47Drama K|kē plan anusār phir vah hindu kahlānē lag paṛtē haĩ .
52However, according to the drama plan, they then began to be called Hindus.
48Vāstav mē̃ hindu dharm tō hai nahī̃ .
53In fact, there is no Hindu religion.
49Hindustān tō nām bād mē̃ paṛā hai .
54The name Hindustan was given to Bharat later.
50Aslī nām bhārat hai .
55Its real name is Bharat.
51Kahtē haĩ bhārat mātāō̃ key|kī jay .
56They say: Salutations to the mothers of Bharat.
52Hindustān key|kī mātāyē̃ thōṛēhī kahtē haĩ .
57They do not say, "to the mothers of Hindustan."
53Bhārat mē̃ hī in dēvtāō̃ kā rājya thā .
58Only in Bharat was it the kingdom of those deities.
54Bhārat key|kī hī mahimā kartē haĩ .
59It is only Bharat that is praised.
55Tō bāp bachchō̃ kō sikhlā rahē haĩ , bāp kō kaisē yād karnā hai .
60The Father is teaching you children how you have to remember the Father.
56Bāp āyē hī haĩ ghar lē chalnē kē liē .
61The Father has come to take you back home.
57Kiskō ?
62Who?
58Ātmāō̃ kō .
63The souls.
59Tum jitnā bāp kō yād kartē hō , utnā tum pavitra bantē hō .
64The more you remember the Father, the purer you become.
60Pavitra bantē jāyēṅgē tō phir sajā bhī nahī̃ khāyēṅgē .
65You will continue to become pure and you won't then experience punishment.
61Agar sajāyē̃ khāī tō pad kam hō jāyēgā isliē jitnā yād karē̃gē utnā vikarma vināśh hōtē rahē̃gē .
66If you have to experience punishment, your status will be reduced. 67Therefore, the more you remember Baba, the more your sins will continue to be absolved.
62Bahut bachchē haĩ jō yād kar nahī̃ saktē .
68There are many children who are unable to remember Baba.
63Taṅg hōkar chhōṛ dētē haĩ , yuddha kartē nahī̃ haĩ .
69They get fed up and then leave. 70They don't even battle.
64Aisē bhī haĩ .
71There are also such children.
65Samjhā jātā hai rājdhānī sthāpan hōnī hai .
72It is understood that a kingdom is being established.
66Nā-pass bhī bahut hōṅgē .
73There will even be many who fail.
67Garīb prajā bhī chāhiē nā .
74Poor subjects are also needed.
68Bhal vahā̃ duḥkh nahī̃ hōtā hai , parantu garīb aur sāhūkār tō her|har hālat mē̃ hōṅgē .
75In any case, there will be the wealthy and the poor, although there is no sorrow there.
69Yah hai kaliyug , yahā̃ sāhūkār vā garīb dōnō̃ duḥkh bhōgtē haĩ . 70Vahā̃ dōnō̃ sukhī rahtē haĩ .
76This is the iron age. 77Here, both the wealthy and the poor experience sorrow, whereas both remain happy there.
71Parantu garīb sāhūkār key|kī bhāsnā tō rahēgī . 72Duḥkh kā nām nahī̃ hōgā . 73Bākī number-vār tō hōtē hī haĩ .
78Although there would be the feeling of being wealthy or poor, there is no mention of sorrow, but it is numberwise.
74Kōī rōg nahī̃ , āyu bhī baṛī hōtī hai .
79There are no diseases there and the lifespans are also long.
75Is duḥkhdhām kō bhūl jātē haĩ .
80You forget this land of sorrow.
76Satyug mē̃ tumkō duḥkh yād bhī nahī̃ hōgā .
81In the golden age, you won't even remember sorrow.
77Duḥkhdhām aur sukhdhām key|kī yād abhī bāp dilātē haĩ .
82It is now that the Father reminds you of this land of sorrow and that land of happiness.
78Manuṣhya kahtē haĩ svarg thā parantu kab thā , kaisā thā ?
83People say that heaven did exist, but when did it exist and what was it like?
79Kuchh nahī̃ jāntē .
84They don't know anything.
80Lākhō̃ varṣh key|kī bāt tō kōī kō bhī yād ā na sakē .
85No one would remember anything from hundreds of thousands of years ago.
81Bāp kahtē haĩ kal tumkō sukh thā , kal phir hōgā .
86The Father says: Yesterday, you had happiness and tomorrow you will have that again.
82Tō yahā̃ baiṭh phūlō̃ kō dēkhtē haĩ . 83Yah achchhā fool|phūl hai , yah is prakār key|kī mēhnat kartē haĩ .
87He sits here and looks at you flowers: This flower is good. 88That one is making this type of effort.
84Yah sthēriyam nahī̃ hai , yah pattharbuddhi hai .
89That one is not stable. 90This one has a stone intellect.
85Bāp kō kōī bāt key|kī chintā nahī̃ rahtī .
91The Father is not worried about anything.
86Hā̃ , samajhtē haĩ bachchē jaldī paṛhkar sāhūkār hō jāyē̃ , paṛhānā bhī hai .
92Yes, He realises that you children should study quickly and become wealthy. 93He has to teach you.
87Bachchē tō banē haĩ parantu jaldī paṛhkar hōśhiyār hō̃ aur vah bhī kahā̃ tak paṛhtē aur paṛhātē haĩ , kaisē fool|phūl haĩ - yah bāp baiṭh dēkhtē haĩ kyōṅki yah hai chaitanya phūlō̃ kā bagīchā .
94You have become the children, but you have to study quickly and become clever. 95The Father sits here and sees to what extent you study and teach others and what type of flowers you are, because this is a flower garden of living flowers.
88Phūlō̃ kō dēkhtē bhī kitnī khuśhī hōtī hai .
96As soon as you see flowers, you experience so much happiness.
89Bachchē khud bhī samajhtē haĩ bābā svarg kā varsā dētē haĩ .
97You children understand that Baba is giving you the inheritance of heaven.
90Bāp kō yād kartē rahē̃gē tō pāp kaṭtē jāyēṅgē .
98If you continue to remember the Father, your sins will continue to be cut away.
91Nahī̃ tō sazā khākar phir pad pāyēṅgē .
99Otherwise, there will be punishment experienced and you will then receive a low status.
92Uskō kahā jātā hai - mānī aur mōchrā .
100This is called receiving a chapatti after experiencing punishment.
93Bāp kō aisā yād karō jō janma-janmāntar K|kē pāp kaṭ jāyē̃ .
101Remember the Father in such a way that your sins of many births are cut away.
94Chakra kō jānnā bhī hai . 95Chakra phirtā rahtā , kab band nahī̃ hōtā .
102You also have to know the cycle. 103The cycle continues to turn; it never stops.
96Jū̃ misal chaltā rahtā hai , jū̃ sabsē āhistē chaltī hai .
104It continues to move like a louse. 105A louse moves the most slowly.
97Yah bēhad kā drama bhī bahut āhistē chaltā hai . 98Ṭik-ṭik hōtī rahtī hai .
106This unlimited drama also moves very slowly; it continues to tick away.
995 hajār varṣh mē̃ seconds , minute kitnē hōtē , vah hisāb bhī bachchō̃ nē nikāl kar bhējā hai .
107Some children have calculated how many minutes and seconds there are in 5000 years and sent that to Baba.
100Lākhō̃ varṣh key|kī bāt hōtī tō kōī bhī hisāb nikāl na sakē .
108If it were hundreds of thousands of years, no one would be able to calculate that.
101Yahā̃ bāp aur bachchē baiṭhē haĩ .
109The Father and the children are sitting here.
102Bābā ēk-ēk kō baiṭh dēkhtē haĩ - yah bābā kō kitnā yād kartē haĩ , kitnā gyān uṭhāyā hai , aurō̃ kō kitnā samjhātē haĩ .
110Baba sits here and watches each one. 111This one remembers Baba so much. 112He has taken so much of this knowledge and he explains it to others so much.
103Hai bahut sahaj , sirph bāp kā parichay dō .
113It is very easy. 114You simply have to give the Father's introduction.
104Badge tō bachchō̃ kē pās hai hī .
115Each of you children has a badge.
105Bōlō , yah hai śhivbābā .
116Tell them: “This is Shiv Baba.”
106Kāśhī mē̃ jāō tō bhī śhivbābā-śhivbābā kah yād kartē , raṛī mārtē haĩ .
117When people go to Kashi, they remember Him by crying out loudly, "Shiv Baba! 118Shiv Baba!"
107Tum hō sāligrām .
119You are saligrams.
108Ātmā bilkul chhōṭā sitārā hai , usmē̃ kitnā part bharā huā hai .
120Souls are extremely tiny stars. 121They have such big parts recorded in them.
109Ātmā ghaṭtī-baṛhtī nahī̃ , vināśh nahī̃ hōtī .
122Souls do not increase or decrease in size. 123They are never destroyed.
110Ātmā tō avināśhī hai , usmē̃ drama kā part bharā huā hai .
124Souls are imperishable. 125They have their parts in the drama recorded in them.
111Hīrā sabsē majbūt hōtā hai , us jaisā sakht patthar kōī hōtā nahī̃ . 112Jauhrī lōg jāntē haĩ .
126A diamond is the strongest of all. 127Jewellers know that there is no stone harder than that.
113Ātmā kā vichār karō , kitnī chhōṭī hai , unmē̃ kitnā part bharā huā hai ! 114Jō kabhī bhī ghistā nahī̃ hai .
128Just think about a soul, how tiny it is and how such a big part is recorded in it and how it is never erased.
115Dūsrī ātmā hōtī nahī̃ . 116Is duniyā mē̃ aisā kōī manuṣhya nahī̃ jiskō ham bāp , teacher , satgurū kahē̃ .
129There isn't another soul, there isn't another human being in this world, whom we could call the Father, Teacher and Satguru.
117Yah ēk bēhad kā bāp hai , śhikṣhak hai sabkō śhikṣhā dētē haĩ , manmanābhav .
130That One is the unlimited Father. 131He is also the Teacher. 132He gives the teaching to everyone: Manmanabhav!
118Tumkō bhī kahtē haĩ ki kōī dharm vālē milē̃ , unkō kahō allāh kō yād kartē hō nā .
133He also tells you: When you meet anyone of another religion, ask him: Do you remember Allah?
119Ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .
134All souls are brothers.
120Ab bāp śhikṣhā dētē haĩ ki māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
135The Father is now giving you the teaching: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.
121Bāp hī patit-pāvan hai .
136The Father alone is the Purifier.
122Yah kisnē kahā ?
137Who said this?
123Ātmā nē .
138The soul.
124Manuṣhya bhal gātē haĩ parantu arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .
139Although people sing this, they don't understand the meaning of it.
125Bāp kahtē haĩ - tum sab sītāyē̃ hō . 126Maĩ hū̃ rām .
140The Father says: All of you are Sitas and I am Rama.
127Sab bhaktō̃ kā sadgati dātā maĩ hū̃ .
141I am the Bestower of Salvation for all the devotees.
128Sabkī sadgati kar dētē haĩ .
142He grants salvation to all.
129Bākī sab muktidhām mē̃ chalē jātē haĩ .
143All of them go to the land of liberation.
130Satyug mē̃ dūsrā dharm kōī hōtā nahī̃ , sirph ham hī hōtē haĩ kyōṅki ham hī bāp sē varsā lētē haĩ .
144There is no other religion in the golden age. 145Only we are there because we are the only ones who claim the inheritance from the Father.
131Yahā̃ tō dēkhō kitnē ḍhēr K|kē ḍhēr mandir haĩ .
146Look how many temples there are here!
132Kitnī baṛī duniyā hai , kyā-kyā chījē̃ haĩ .
147The world is so big and there are so many things in it.
133Vahā̃ yah kuchh bhī nahī̃ hōgā . 134Sirph bhārat hī hōgā .
148There, there will be none of those things; there will just be Bharat.
135Yah rail ādi bhī nahī̃ hōgī .
149There won't even be railways.
136Yah sab khatm hō jāyēṅgē .
150Everything will be destroyed.
137Vahā̃ rail key|kī darkār hī nahī̃ .
151There is no need for railways there.
138Chhōṭā śhahar hōgā .
152It will be a small city there.
139Rail tō chāhiē dūr-dūr gānv mē̃ jānē kē liē .
153Railways are needed to travel to villages further away.
140Bābā refresh kar rahē haĩ , bhinn-bhinn points samjhātē rahtē haĩ bachchō̃ kē liē .
154Baba is refreshing you. 155He continues to explain many different points to you children.
141Yahā̃ baiṭhē hō , buddhi mē̃ sārā gyān hai .
156Whilst sitting here you have all of this knowledge in your intellects.
142Jaisē parampitā paramātmā mē̃ sārā gyān bharā huā hai , jō tumkō samjhātē rahtē haĩ .
157Similarly, the Supreme Father, the Supreme Soul, has all of this the knowledge recorded in Him and He continues to explain it to you.
143Ūñch tē ūñch śhāntidhām mē̃ rahnē vālā śhānti kā sāgar bāp hai .
158The Highest on High is the Father, the Ocean of Peace, who resides in the land of peace.
144Ham ātmāyē̃ bhī sab vahā̃ sweet home mē̃ rahnē vālī haĩ .
159We souls also reside there in the sweet home.
145Śhānti kē liē manuṣhya kitnā māthā mārtē haĩ .
160People beat their heads so much for peace.
146Sādhū lōg bhī kahtē man kō śhānti kaisē milē .
161Sages too are asked how there can be peace of mind.
147Kyā-kyā yukti rachtē haĩ .
162They create so many methods for that.
148Gāyā jātā hai - ātmā tō man buddhi sahit hai , unkā svadharm hai hī śhānt .
163It is remembered: A soul has a mind and an intellect and his original religion is peace.
149Mukh hī nahī̃ , karmēndriyā̃ hī nahī̃ tō jarūr śhānt hī hōgī .
164He has no mouth, he has no physical organs and so there would definitely be peace.
150Ham ātmāō̃ kā nivās sthān hai sweet home , jahā̃ bilkul śhānti rahtī hai .
165The residence of us souls is the sweet home where there is complete peace.
151Phir vahā̃ sē pahlē ham ātē haĩ sukhdhām mē̃ .
166We go from there into the land of happiness.
152Abhī tō is duḥkhdhām sē transfer hōtē haĩ sukhdhām mē̃ .
167We are now being transferred to the land of happiness from the land of sorrow.
153Bāp pāvan banā rahē haĩ .
168The Father is making us pure.
154Kitnī baṛī duniyā hai .
169The world is so big.
155Itnē jaṅgal ādi kuchh bhī vahā̃ nahī̃ hōṅgē .
170There won't be all these forests, etc. there.
156Itnī pahāṛiyā̃ ādi kuchh nahī̃ hōṅgī .
171There won't be so many mountains, etc.
157Hamārī rājdhānī hōgī .
172There will just be our kingdom.
158Jaisē svarg kā chhōṭā-sā model banātē haĩ vaisē chhōṭā-sā svarg hōgā .
173Just as they make a small model of heaven, similarly, there will be a tiny heaven.
159Kyā hōnā hai . 160Wonder dēkhō !
174Just look at the wonder of what is to happen.
161Kitnā baṛī sr̥iṣhṭi hai , yahā̃ tō sab āpas mē̃ laṛtē rahtē haĩ .
175The world is so big. 176Here, they all continue to fight amongst themselves.
162Phir itnī sārī duniyā khatm hō jāyēgī , bākī hamārā rājya rahēgā .
177All of this world will then be destroyed and just our kingdom will remain.
163Itnā sab kuchh khatm hō , yah sab kahā̃ jāyēṅgē .
178When everything is destroyed, where will all of this go?
164Samudra dhartī ādi mē̃ chalē jāyēṅgē .
179It will all go beneath the sea and earth.
165Inkā nām-niśhān bhī nahī̃ rahēgā .
180No name or trace of any of it will remain.
166Samudra mē̃ jō chīz jātī hai , vah andar hī khatm hō jātī hai .
181Anything that goes into the sea is destroyed within it.
167Sāgar hap kar lētā hai .
182The sea completely swallows it.
168Tatva tatva mē̃ , miṭṭī miṭṭī mē̃ mil jātī hai . 169Phir duniyā hī satōpradhān hōtī hai , us samay kahā jātā hai naī satōpradhān prakr̥iti .
183The elements will merge into the elements, dust to dust, and the world will then become satopradhan. 184At that time, it is said, “new and satopradhan matter”.
170Tumhārī vahā̃ natural beauty rahtī hai . 171Lipstick ādi kuchh bhī nahī̃ lagātē .
185You have natural beauty there; you don't put on lipstick, etc.
172Tō tum bachchō̃ kō khuśh hōnā chāhiē .
186You children should be happy.
173Tum svarg K|kē parīzādē bantē hō .
187You are becoming princesses of heaven.
174Gyān snān nahī̃ karē̃gē tō tum dēvtā banē̃gē nahī̃ .
188If you don't bathe in this knowledge, you won't become deities.
175Aur kōī upāya hai nahī̃ .
189There is no other way.
176Bāp tō hai sadā ḵẖūbṣhūrat , tum ātmāyē̃ sā̃varī ban gaī hō .
190The Father is ever beautiful. 191You souls have become ugly.
177Māśhūk tō baṛā sundar musāphir hai jō ākar tumkō sundar banātē haĩ .
192The Beloved is the very beautiful Traveller. 193He comes and makes you beautiful.
178Bāp kahtē haĩ mainnē ismē̃ pravēśh kiyā hai .
194The Father says: I have entered this one.
179Maĩ tō kabhī sāṅvarā nahī̃ bantā hū̃ .
195I never become ugly.
180Tum sānvarē sē sundar bantē hō .
196You are ugly and are becoming beautiful.
181Sadā sundar tō ēk hī musāphir hai .
197It is only the one Traveller who is constantly always beautiful.
182Yah bābā sāṅvarā aur sundar bantē haĩ .
198This Baba becomes ugly and then beautiful.
183Tum sabkō sundar banākar sāth mē̃ lē jātē haĩ .
199That One makes all of you beautiful and takes you back with Him.
184Tum bachchō̃ kō sundar ban phir aur sabkō sundar banānā hai .
200You children have to become beautiful and also make others beautiful.
185Bāp tō śhyām-sundar bantē nahī̃ .
201The Father doesn't become ugly and beautiful.
186Gītā mē̃ bhūl kar dī hai , jō bāp kē badlē śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai , iskō hī kahā jātā hai - ēkaz bhūl .
202They have made a mistake in the Gita in that they have put Shri Krishna’s name instead of the Father’s name. 203That is called the one mistake.
187Sārē viśhva kō sundar banānē vālā śhivbābā unkē badalē|badlē jō svarg kā pahlā number sundar bantā hai , unkā nām ḍāl diyā hai , yah kōī samajhtē thōṛēhī haĩ .
204It is Shiv Baba who makes the world beautiful but instead of His name they have inserted the name of the one who becomes the first beautiful one in heaven. 205No one understands this.
188Bhārat phir sundar bannē kā hai .
206Bharat will become beautiful again.
189Vah tō samajhtē haĩ 40 hajār varṣh bād svarg banēgā aur tum batātē hō sārā kalp hī 5 hazār varṣh kā hai .
207Those people think that there will be heaven after 40,000 years, whereas you explain that the whole cycle is only 5000 years.
190Tō bāp ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ .
208The Father is now speaking to you souls.
191Kahtē haĩ maĩ ādhākalp kā māśhūk hū̃ .
209He says: I am the Beloved for half a cycle.
192Tum mujhē pukārtē āyē hō - hē patit-pāvan āō , ākar ham ātmāō̃ , āśhikō̃ kō pāvan banāō .
210You have been calling out to Me: O Purifier, come! 211Come and make us souls, us lovers, pure!
193Tō unkī mat par chalnā chāhiē .
212So, you have to follow His directions.
194Mēhnat karnī chāhiē .
213You have to make effort.
195Bābā aisē nahī̃ kahtē ki tum dhandhā ādi nahī̃ karō .
214Baba doesn’t tell you not to do business, etc.
196Nahī̃ , vah sab kuchh karnā hai .
215No, you have to do everything.
197Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē , bāl bachchō̃ ādi kō sambhāltē sirph apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō kyōṅki maĩ patit-pāvan hū̃ .
216Whilst staying at home with your families and looking after your children, simply consider yourselves to be souls and remember Me because I am the Purifier.
198Bachchō̃ key|kī sambhāl bhal karō bākī abhī aur bachchē paidā nahī̃ karō .
217You may look after your children, but do not have any more children.
199Nahī̃ tō vah yād ātē rahē̃gē .
218Otherwise, you will continue to remember them.
200In sabkē hōtē huē bhī inkō bhūl jānā hai .
219Whilst having all of them, you have to forget them.
201Jō kuchh tum dēkhtē hō yah sab khatm hō jānē vālē haĩ .
220Whatever you see, it is all to be destroyed.
202Śharīr khatm hō jāyēgā . 203Bāp kī yād sē ātmā pavitra ban jāyēgī tō phir śharīr bhī nayā milēgā .
221Bodies will be destroyed and souls will become pure by having remembrance of the Father. 222You will then receive new bodies.
204Yah hai bēhad kā sannyās .
223This is unlimited renunciation.
205Bāp nayā ghar banātē haĩ , tō phir purānē ghar sē dil haṭ jātī hai .
224When a father builds a new home, their hearts move away from the old home.
206Svarg mē̃ kyā nahī̃ hōgā , apār sukh haĩ .
225What will there not be in heaven? 226There is limitless happiness.
207Svarg tō yahā̃ hōtā hai .
227Heaven will be here.
208Dēlvāṛā mandir bhī pūrā yādgār hai .
228There is a complete memorial in the Dilwala Temple.
209Nīchē tapasyā kar rahē haĩ , phir svarg kahā̃ dikhāvē̃ ?
229You are shown doing tapasya down below, so where can heaven be shown?
210Vah phir chhat mē̃ rakh diyā hai .
230They have shown heaven on the ceiling.
211Nīchē rājyōg key|kī tapasyā kar rahē haĩ , ūpar rājya pad khaṛā hai .
231Down below, you are doing Raja Yoga tapasya and up above the royal status is shown.
212Kitnā achchhā mandir hai .
232The temple is so beautiful.
213Ūpar hai achalghar , sōnē key|kī mūrtiyā̃ haĩ . 214Unsē ūpar hai phir gurū śhikhar .
233Near the top of the mountain, there is Achalghar, where there are golden idols and, even higher than that, is Guru Shikhar.
215Gurū sabsē ūpar baiṭhā hai .
234The Guru is sitting at the highest point of all.
216Ūñch tē ūñch hai satgurū . 217Phir bīch mē̃ dikhāyā hai svarg .
235The Highest on High is the Satguru and in the middle they have shown heaven.
218Tō yah dēlvāṛā mandir pūrā yādgār hai , rājyōg tum sīkhtē hō phir svarg yahā̃ hōgā .
236So that Dilwala Temple is an accurate memorial. 237You study Raja Yoga and then heaven will be here.
219Dēvtāyē̃ yahā̃ thē nā .
238Deities used to exist here.
220Parantu unkē liē pāvan duniyā ab ban rahī hai .
239The pure world is now being created for them.
221Achchhā !
240Achcha.
222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
241To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
242The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
224Dhārṇā kē liē mukhya sār :
243Essence for dharna:
2251 ) in āṅkhō̃ sē sab kuchh dēkhtē huē isē bhūlnē kā abhyās karnā hai .
244 1. While seeing everything with those eyes, practise forgetting it.
226Purānē ghar sē , duniyā sē dil haṭā lēnī hai .
245Remove your heart from the old home and the old world.
227Nayē ghar kō yād karnā hai .
246Remember your new home.
2282 ) gyān snān kar sundar parīzādā bannā hai .
247 2. Bathe in this knowledge and become a beautiful princess.
229Jaisē bāp sundar gōrā musāphir hai , aisē unkī yād sē ātmā kō sānvarē sē gōrā banānā hai .
248Just as the Father is the beautiful Traveller, similarly, make your soul beautiful from ugly by having remembrance of Him.
230Māyā key|kī yuddha sē ḍarnā nahī̃ hai , vijayī bankar dikhānā hai .
249Do not be afraid of your war with Maya. 250You will definitely be victorious.
Blessing
231Vardān : mahādānī ban frankdilī sē khuśhī kā khajānā bāṇṭnē vālē master merciful bhav
251Blessing: May you become “master merciful” and a great donor and generously distribute the treasure of happiness.
232Lōg alpkāl key|kī khuśhī prāpt karnē kē liē kitnā samay vā dhan kharcha kartē haĩ phir bhī sachchī khuśhī nahī̃ miltī , aisē āvaśhyaktā K|kē samay āp ātmāō̃ kō mahādānī ban frankdilī sē khuśhī kā dān dēnā hai .
252 People spend so much time and money on experiencing temporary happiness but, even then, they do not find real happiness. 253At such a time of need, you souls have to become great donors and give generously donations of happiness.
233Iskē liē merciful kā guṇ emerge karō .
254For this, let the virtue of mercy emerge.
234Āpkē jaṛ chitra vardān dē rahē haĩ tō āp bhī chaitanya mē̃ merciful ban bāṇṭtē jāō , kyōṅki parvaśh ātmāyē̃ haĩ .
255Your non-living images are granting visions and so, you too, in your living forms, have to become merciful and continue to distribute happiness, because those souls are under an influence.
235Kabhī yē nahī̃ sōchō ki yē tō sunnē vālē hī nahī̃ hai , āp merciful ban dētē jāō .
256Never think that someone is never going to listen: you simply have to be merciful and continue to donate.
236Āpkī śhubh bhāvnā unhō̃ kō phal avaśhya dēgī .
257Your good wishes will definitely give them fruit.
Slogan
237Slōgan : yōg key|kī śhakti dvārā her|har karmēndriy kō order mē̃ chalānē vālē hī svarājya adhikārī haĩ .
258Slogan: Those who make all their physical senses work under their orders with the power of yoga are masters of themselves, self-sovereigns.
259*** Om Shanti ***