शनिवार 31 अगस्त 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-08-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 31/08/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yād K|kē sāth-sāth paṛhāī par bhī pūrā dhyān dēnā hai , yād sē pāvan banē̃gē aur paṛhāī sē viśhva kā mālik banē̃gē ' '

1Essence: Sweet children, together with having remembrance, pay full attention to this study. 2By having remembrance you become pure and by studying you become the masters of the world.

Question

2Praśhna  : scholarship lēnē kē liē kaun-sā purūṣhārth zarūrī hai  ?

3Question: What effort must you make in order to claim a scholarship?

Answer

3Uttar  : scholarship lēnī hai tō sab chīzō̃ sē mamatva nikāl dō .

4Answer: In order to claim a scholarship, remove your attachment from everything.

4Dhan , bachchē , ghar ādi kuchh bhī yād na āyē .

5You must not remember your wealth, children or homes.

5Śhivbābā hī yād hō , pūrā svāhā , tab ūñch pad key|kī prāpti hōgī .

6Only remember Shiv Baba. 7Sacrifice yourselves completely, for only then will you claim a high status.

6Buddhi mē̃ yah naśhā rahnā chāhiē ki ham kitnā baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ .

8Your intellects should have the intoxication that you are going to pass a very important examination.

7Hamārī kitnī baṛī paṛhāī hai aur paṛhānē vālā svayã duḥkh hartā sukh kartā bāp hai , vah most beloved bābā hamē̃ paṛhā rahē haĩ .

9Our study is very important and the One who is teaching us is the Father Himself, the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 10That most beloved Baba is teaching us.

Murli

8Ōm śhānti .

11Om shanti.

9Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , paṛhātē haĩ tō bachchō̃ kō kitnā phakhur hōnā chāhiē .

12The spiritual Father explains to you spiritual children. 13He teaches you and so you children should have such pure pride.

10Paṛhtī tō ātmā hai nā .

14It is souls that study.

11Ātmā saṅskār lē jātī hai , śharīr tō rākh hō jātā hai .

15Souls carry their sanskars away and their bodies turn to ash.

12Tō bāp baiṭh bachchō̃ kō paṛhātē haĩ .

16So, the Father sits here and teaches you children.

13Ātmāyē̃ samajhtī haĩ ham paṛhtē haĩ , yōg sīkhtē haĩ .

17You souls understand that you are studying and learning yoga.

14Bāp nē kahā hai yād mē̃ rahō tō tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .

18The Father has told you to stay in remembrance and that your sins will thereby be cut away.

15Patit-pāvan tō ēk hī bāp hai .

19Only the one Father is the Purifier.

16Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō patit-pāvan thōṛēhī kahē̃gē .

20Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called the Purifier.

17Lakṣhmī-nārāyaṇ kō kahē̃gē  ? 18Nahī̃ .

21Would Lakshmi and Narayan be called this?

19Patit-pāvan tō hai hī ēk .

22No, only the One is the Purifier.

20Sārī duniyā kō pāvan banānē vālā hai hī ēk .

23There is only the One who purifies the whole world.

21Vah tumhārā bāp hai .

24He is your Father.

22Bachchē jāntē haĩ most beloved bēhad kā bāp hai , jiskō bhakti mārg mē̃ yād kartē āyē haĩ ki bābā āō , ākar hamārē duḥkh harō , sukh dō .

25You children know that He is the most beloved, unlimited Father, the One whom everyone has been remembering on the path of devotion: Baba come! 26Come and remove our sorrow and give us happiness!

23Sr̥iṣhṭi tō vahī hai . 24Is chakra mē̃ tō sabkō ānā hī hai .

27It is the same world; everyone has to come into this cycle.

2584 kā chakra bhī bāp nē samjhāyā hai .

28The Father has also explained the cycle of 84 births to you.

26Ātmā hī saṅskār lē jātī hai .

29It is souls that carry the sanskars with them.

27Ātmā jāntī hai is mr̥ityulōk sē amarlōk mē̃ athavā nark sē svarg mē̃ jānē kē liē ham paṛhtē haĩ .

30You souls know that you are studying in order to leave this land of death and go to the land of immortality, that is, go from hell to heaven.

28Bāp ātē haĩ tum bachchō̃ kō phir sē viśhva kā mālik banānē .

31The Father comes to make you children into the masters of the world once again.

29Tum kitnā baṛā imtahān pās|pass kar rahē hō .

32You are to pass a very important examination.

30Baṛē tē baṛā bāp paṛhā rahē haĩ .

33The greatest Father is teaching you.

31Jis samay bābā baiṭh paṛhātē haĩ tō naśhā chaṛhtā hai .

34Your intoxication rises when Baba sits and teaches you.

32Bābā bahut jōr śhōr sē naśhā chaṛhātē haĩ .

35Baba makes your intoxication rise with great force.

33Bāp ātē hī haĩ amarlōk kē liē lāyak banānē .

36The Father comes to make you worthy of the land of immortality.

34Yahā̃ tō kōī lāyak hai nahī̃ .

37No one is worthy here.

35Tum bhī jāntē hō ham lāyak dēvtāō̃ kē āgē māthā ṭēktē āyē haĩ .

38You understand that you used to bow your heads in front of the idols of the worthy deities.

36Ab phir bābā hamē̃ sārē viśhva kā mālik banātē haĩ .

39Baba is now once again making you into the masters of the whole world.

37Tō vah naśhā chaṛhā rahnā chāhiē .

40Therefore, that intoxication should remain high.

38Aisē nahī̃ , yahā̃ naśhā chaṛhē phir bāhar jānē sē naśhā hī kam hō jāyē .

41It should not be that your intoxication rises here but that it decreases when you go outside.

39Bachchē kahtē haĩ - bābā , ham āpkō bhūl jātē haĩ .

42Children say: “Baba, we forget You.

40Āp patit duniyā mē̃ , patit śharīr mē̃ ākar hamkō paṛhātē haĩ , viśhva kā mālik banātē haĩ .

43You come into this impure world and an impure body to teach us and make us into the masters of the world.”

41Tum bachchē viśhva K|kē bādśhāhī key|kī bahut baṛī lottery lētē hō .

44You children claim the huge lottery of the kingdom of the whole world.

42Parantu tum hō gupta .

45However, you are incognito.

43Tō aisī ūñch paṛhāī par achchhī rīti dhyān dēnā chāhiē .

46Therefore, you should pay attention very well to such an elevated study.

44Sirph yād kī yātrā sē kām nahī̃ chalēgā , paṛhāī bhī jarūrī hai .

47It is not enough simply to have the pilgrimage of remembrance; it is also necessary to study.

4584 kā chakra kaisē lagātē haĩ , yah bhī buddhi mē̃ phirnā chāhiē .

48This knowledge of how you take 84 births should be turning around in your intellects.

46Tum samajhtē hō bābā baṛē jōr sē naśhā chaṛhātē haĩ .

49You understand that Baba makes your intoxication rise with great force.

47Tumhārē jitnā baṛā ādmī kōī ban na sakē̃ , tum manuṣhya sē dēvtā ban jātē hō .

50No one can become as important as you people: you are becoming deities from human beings.

48Viśhva kā mālik tumhārē sivāē aur kōī banā hai kyā  ?

51Has anyone, other than you, ever become a master of the world?

49Kriściyan lōgō̃ nē kōśhiśh key|kī world K|kē mālik banē̃ , parantu law nahī̃ kahtā jō tumhārē sivāē viśhva kā mālik kōī banē̃ .

52Christians tried to become the masters of the world. 53However, the law does not allow anyone, apart from you, to become the masters of the world.

50Banānē vālā bāp hī chāhiē aur kōī key|kī tākat nahī̃ .

54Only the Father can make you that. 55No one else has this power.

51Tum bachchō̃ kā bahut achchhā dimāg hōnā chāhiē .

56The heads of you children should be very good.

52Gyān amr̥it kā dose chaṛhātē rahtē haĩ .

57Baba continues to give you a dose of the nectar of knowledge.

53Sirph is par nahī̃ ṭhaharnā hai ki ham bābā kō bahut yād kartē haĩ .

58You must not simply be satisfied and think that you remember Baba a great deal.

54Yād sē hī pāvan hō jāyēṅgē parantu pad bhī pānā hai .

59You will become pure by having remembrance, but you also have to claim a high status.

55Pāvan tō mōchrā khākar bhī sabkō hōnā hī hai .

60Everyone still has to become pure anyway, even if it is through punishment.

56Parantu bāp āyē haĩ viśhva kā mālik banānē , jāyēṅgē tō sab śhāntidhām mē̃ .

61However, the Father has come to make you into the masters of the world. 62Everyone will go back to the land of peace.

57Jākar sabkō sirph baiṭh jānā hai kyā  ?

63Would everyone just go and sit up there?

58Vah tō kōī kām K|kē na rahē .

64Such souls are of no value.

59Kām K|kē vah haĩ jō phir ākar svarg mē̃ rājya kartē haĩ .

65It is those who come down again and rule in heaven who are valuable.

60Tum yahā̃ āyē hī hō svarg kī bādśhāhī lēnē .

66You have come here in order to claim the kingdom of the world.

61Tumkō bādśhāhī thī , phir māyā nē chhīn lī .

67You had the kingdom and then Maya snatched it away from you.

62Ab phir māyā rāvaṇ par jīt pānī hai , viśhva kā mālik tumkō hī bannā hai .

68You now have to conquer Maya, Ravan once again. 69You are the ones who have to become the masters of the world.

63Abhī tumkō rāvaṇ par jīt pahnātē haĩ kyōṅki tum rāvaṇ rājya mē̃ vikārī ban gayē hō isliē manuṣhya key|kī bandar sē bhēṇṭ kī jātī hai .

70You are now being made to conquer Ravan, because you have become vicious in the kingdom of Ravan. 71This is why human beings are compared to monkeys.

64Bandar jāstī vikārī hōtē haĩ .

72Monkeys are the most vicious.

65Dēvtāyē̃ tō sampūrṇ nirvikārī haĩ .

73The deities are completely viceless.

66Yah dēvtāyē̃ hī 84 janmō̃ kē bād patit banē haĩ .

74The deities became impure while taking 84 births.

67Bāp kahtē haĩ ki tumhārē hāth mē̃ jō dhan , bachchē , śharīr ādi hai , sabsē mamatva nikālnā hai .

75The Father says: Remove your attachment from everything: your wealth, your possessions, your children, your body, etc.

68Sāhūkār tō dhan K|kē pichhāṛī martē haĩ . 69Muṭṭhī mē̃ paisē haĩ , vah chhūṭtē nahī̃ .

76The wealthy die for wealth; they cannot let go of the money they have in their fists.

70Rāvaṇ key|kī jēl mē̃ paṛē rahē̃gē .

77They will remain in Ravan’s jail.

71Kōṭō̃ mē̃ kōī nikalē̃gē jō sab chīzō̃ sē mamatva nikāl bandar sē dēvtā ban jāyēṅgē .

78Only a handful out of multimillions will emerge who will be able to remove their attachment from everything and change from monkeys into deities.

72Jō bhī sāhūkār lōg baṛē-baṛē lakhpati haĩ , muṭṭhī mē̃ paisē pakaṛē huē haĩ , unkē pichhāṛī prāṇ haĩ .

79The wealthy and the millionaires are holding the money in their fists, and their lives are in that.

73Sārā din mahal , māṛiyā̃ , bachchē ādi hī yād ātē rahē̃gē .

80Throughout the whole day, they remember their palaces and their children, etc.

74Unkī yād mē̃ hī mar jāyēṅgē .

81They will die in that remembrance.

75Bāp kahtē haĩ ki pichhāṛī mē̃ aur kōī chīz yād na āyē .

82The Father says: Nothing should be remembered at the end.

76Sirph māmēkam yād karō tō janm janmāntar K|kē pāp nāśh hō jāyē̃ .

83Simply remember Me alone so that your sins of innumerable births can be absolved.

77Sāhūkār K|kē paisē tō sab miṭṭī mē̃ mil jānē haĩ kyōṅki pāp K|kē paisē haĩ nā . 78Kām mē̃ nahī̃ ātē .

84The money of the wealthy will turn to dust. 85Because that money has come from sin, it is of no use.

79Bāp kahtē haĩ ham garīb nivāz , garībō̃ kō sāhūkār , sāhūkārō̃ kō garīb banā dēgē .

86The Father says: I am the Lord of the Poor. 87I will make the poor wealthy and the wealthy poor.

80Yah duniyā badalnī hōtī hai nā .

88The world has to change.

81Kitnā paisē kā naśhā rahtā hai - hamkō itnā dhan māl hai , aeroplane haĩ , mōṭarē haĩ , mahal haĩ …  !

89Those people have so much intoxication of their wealth: “We have this much wealth, aeroplanes, motor cars, palaces, etc.”

82Phir kitnā bhī māthā mārē̃ ki bāp kō yād karē̃ , parantu yād ṭhaharēgī nahī̃ .

90No matter how hard they try to remember the Father, their remembrance cannot be stable; the law does not allow it.

83Law nahī̃ kahtā hai , kōṭō mē̃ kōī hī nikalē̃gē .

91Only a handful out of multimillions will emerge.

84Bākī tō paisā hī yād kartē rahē̃gē .

92The rest will only continue to remember money.

85Bāp kahtē haĩ dēh sahit jō kuchh dēkhtē hō un sabkō bhūl jāō , ismē̃ hī aṭak paṛē tō ūñch pad pā nahī̃ sakōgē .

93The Father says: Forget everything you see including your bodies. 94By remaining attached to that, you will not be able to claim a high status.

86Bābā purūṣhārth tō karāyēṅgē nā .

95The Father will inspire you to make effort.

87Tum yahā̃ āyē hō nar sē nārāyaṇ bannē , tō ismē̃ yōg bhī pūrā chāhiē .

96You have come here to become Narayan from an ordinary human. 97So, you need to have complete yoga for that.

88Kōī bhī chīz , na dhan , na bachchē ādi kuchh bhī yād na āyē , sivāē ēk śhivbābā K|kē , tab tum ūñch tē ūñch scholarship lē saktē hō , ūñch prize pā saktē hō .

98You must not remember anything - your wealth, your children, etc., nothing except one Shiv Baba, for only then will you be able to claim the highest scholarship of all and receive a high prize.

89Vō lōg viśhva mē̃ śhānti key|kī rāy dētē haĩ tō pāī-paisē kā medal mil jātā hai . 90Usmē̃ hī khuśh hō jātē haĩ .

99When those people give advice about peace, they receive a medal worth pennies and they become so pleased with that.

91Abhī tumkō kyā prize miltī hai  ?

100What prize do you now receive?

92Tum viśhva K|kē mālik bantē hō .

101You become the masters of the world.

93Aisē nahī̃ , ham 5-6 ghaṇṭā yād mē̃ rahtē haĩ tō bas yah lakṣhmī-nārāyaṇ ban jāyēṅgē . 94Nahī̃ , baṛī mēhnat karnī hai .

102It is not that, if you stay in yoga for five to six hours, you will become Lakshmi or Narayan; no, you have to make a lot of effort.

95Ēk śhivbābā key|kī hī yād rahē aur kuchh bhī pichhāṛī mē̃ yād na āyē .

103Only one Shiv Baba should be remembered at the end; no one else should be remembered.

96Tum bahut-bahut baṛē dēvtā ban rahē hō .

104You are becoming the greatest deities.

97Bāp nē samjhāyā hai tum hī pūjya thē phir māyā nē pujārī patit banā diyā hai .

105The Father has explained that you were worthy of worship and that Maya then made you into impure worshippers.

98Tumkō lōg kahtē haĩ tum brahmā kō dēvtā māntē hō yā bhagvān māntē hō  ?

106People ask you: Do you believe that Brahma is a deity or God?

99Bōlō , ham tō kahtē nahī̃ haĩ ki brahmā bhagvān hai .

107Tell them: “We do not say that Brahma is God.

100Tum ākar samjhō .

108Come and understand this.”

101Tumhārē pās|pass achchhē tē achchhē chitra haĩ .

109You have very good pictures.

102Trimūrti , gōlā aur jhāṛ kā chitra sabsē number one hai .

110The number one pictures are the Trimurti, the cycle and the tree.

103Śhurūāt K|kē yahī dō chitra haĩ , yahī tumhārē bahut kām mē̃ ānē K|kē haĩ .

111These pictures are from the beginning; they will be very useful to you.

104Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra tum vilāyat mē̃ lē jāō , unsē tō gyān uṭhā nahī̃ sakē̃gē .

112People abroad would not be able to understand this knowledge if you took a picture of Lakshmi and Narayan there.

105Sabsē mukhya chitra hai - trimūrti , gōlā aur jhāṛ kā .

113The main pictures are the Trimurti, the cycle and the tree.

106Ismē̃ dikhāyā gayā hai - kaun-kaun kab ātē haĩ , ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kab khatm hōtā hai , phir ēk dharm key|kī sthāpanā kaun kartē haĩ  ? 107Aur sab dharm khalās hō jātē haĩ .

114It is shown in them who comes at what time, when the original deity religion finishes and who then establishes the one religion and how all the other religions are destroyed.

108Sabsē ūpar mē̃ hai śhivbābā phir brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā .

115You have to explain that Shiv Baba is the highest and then how Brahma becomes Vishnu and Vishnu becomes Brahma.

109Yah samjhānī hai nā . 110Uskē liē hī chitra banāyē haĩ , bākī sūkṣhmavatan tō sirph sākṣhātkār kē liē mānā jātā hai .

116These pictures have been created for giving these explanations. 117The subtle region is only for the purpose of visions.

111Bāp rachayitā hai , pahlē sūkṣhma-vatan kā phir sthūl vatan kā .

118The Father first creates the subtle region and then the corporeal world.

112Brahmā dēvtā thōṛēhī hai , viṣhṇu dēvtā hai .

119Brahma is not a deity. 120Vishnu is a deity.

113Tumkō sākṣhātkār hōtā hai samjhānē kē liē .

121You receive visions in order to explain to others.

114Prajāpitā brahmā tō yahā̃ hai nā .

122Brahma, the Father of Humanity, is here.

115Brahmā kē sāth haĩ brāhmaṇ sō phir dēvtā bannē vālē haĩ .

123Together with Brahma, there are the Brahmins who will later become deities.

116Dēvtāyē̃ tō sajē huē rahtē haĩ , inkō phariśhtā kahā jātā hai .

124Deities are always decorated; they are called angels.

117Phariśhtā bankar phir ākar dēvtā pad pāyēṅgē .

125After they become angels, they go and claim a deity status.

118Garbh mahal mē̃ janma lē̃gē .

126They will take birth from the palace of a womb.

119Duniyā badaltī rahtī hai .

127The world continues to change.

120Āgē chalkar tum sab dēkhtē rahē̃gē . 121Achchhē majbūt hō jāyēṅgē .

128As you make further progress, you will see everything: you will become very strong.

122Bākī thōṛā samay hai .

129There is little time left.

123Tum āyē hō nar sē nārāyaṇ bannē kē liē .

130You have come here in order to become Narayan from an ordinary human.

124Fail hōtē haĩ tō prajā ban jātē haĩ .

131If you fail, you become part of the subjects.

125Sannyāsī ādi yah bātē̃ samjhā na sakē̃ .

132Sannyasis cannot explain any of these things.

126Gātē haĩ rām rājā , rām prajā . . . . . . .

133Although they praise Rama as a king, they have completely destroyed his honour.

127Phir vahā̃ adharm key|kī bātē̃ hō kaisē saktī  !

134How can there be things of irreligiousness there?

128Yah sab bhakti mārg key|kī bātē̃ hai isliē gāyā jātā hai jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā . . . . . . . māyā 5 vikārō̃ kō kahā jātā hai , na ki dhan kō .

135All of those things are aspects of the path of devotion. 136This is why it has been remembered that Maya is false and the body is also false. 137It is the five vices, not wealth, that are called Maya.

129Dhan kō sampatti kahā jātā hai .

138Wealth is called prosperity.

130Manuṣhyō̃ kō yah bhī patā nahī̃ hai ki māyā kiskō kahā jātā hai .

139Human beings don’t even know what Maya is.

131Yah bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

140The Father explains this to you sweetest children.

132Bāp kahtē haĩ maĩ param ātmā tumkō apnē sē bhī ūñch viśhva kā mālik banātā hū̃ .

141The Father says: I, the Supreme Soul, am making you into the masters of the world.

133Tum paṛh rahē hō . 134Kitnī ūñchī paṛhāī hai .

142I am making you even more elevated than Myself. 143You are studying a very elevated study.

135Manuṣhy sē dēvtā kiyē karat na lāgī vār .

144It is remembered that it didn’t take God long to change humans into deities.

136Dēvtāyē̃ hōtē haĩ satyug mē̃ , manuṣhya hōtē haĩ kaliyug mē̃ .

145Deities exist in the golden age and human beings exist in the iron age.

137Tum abhī saṅgam par baiṭh manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō .

146You are now sitting at the confluence age and changing from ordinary human beings into deities.

138Kitnā sahaj batātē haĩ .

147He tells you everything in such an easy way!

139Pavitra jarūr bannā hai , tō prajā bhī bahut banānī hai .

148You definitely have to become pure and also create many subjects.

140Kalp-kalp tum itnī prajā banātē hō , jitnī satyug mē̃ thī .

149Every cycle, you create as many subjects as there were in the golden age.

141Satyug thā , ab nahī̃ hai phir hōgā .

150The golden age did exist; it doesn’t exist now but it will exist once again.

142Yah lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik hōṅgē .

151At that time, Lakshmi and Narayan will be the masters of the world.

143Chitra tō haĩ nā .

152Their images still exist.

144Bāp kahtē haĩ - yah gyān tumkō abhī dētā hū̃ phir prāyaḥ lōp hō jātā phir dvāpar sē bhakti śhurū hōtī hai , rāvaṇ rājya ā jātā hai .

153The Father says: I give you this knowledge now. 154It will then disappear. 155When the path of devotion begins in the copper age, the kingdom of Ravan also comes.

145Tum vilāyat mē̃ bhī yah samjhā saktē hō ki sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .

156You can also explain abroad how the cycle of the world continues to turn.

146Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra sē aur dharm vālō̃ kā tō connection hai nahī̃ isliē bābā kahtē haĩ yah trimūrti aur jhāṛ haĩ mukhya chitra .

157People of other religions have no connection with the picture of Lakshmi and Narayan. 158This is why Baba says that the pictures of the Trimurti and the tree are the main ones.

147Yah bahut first class haĩ .

159These are first class.

148Jhāṛ aur gōlē sē samajh jāyēṅgē yah-yah dharm kab āyēṅgē , Christ kab āyēgā .

160People will be able to understand from the pictures of the tree and the cycle which religions come when and when Christ comes.

149Ādhā mē̃ haĩ vah sab dharm , bākī ādhā mē̃ hō tum sūryavanśhī-chandravanśhī .

161All of those other religions exist during the second half of the cycle, whereas the sun and the moon dynasties exist during the first half.

1505 hajār varṣh kā khēl hai .

162It is a play of 5000 years.

151Gyān , bhakti , vairāgya .

163There is this knowledge, devotion and disinterest.

152Gyān hai din , bhakti hai rāt .

164This knowledge is the day and devotion is the night.

153Phir bēhad kā vairāgya hōtā hai .

165Then, there is unlimited disinterest.

154Tum jāntē hō yah purānī duniyā khalās hō jānī hai . 155Tō inkō bhūl jānā hai .

166You understand that this old world is now about to be destroyed and so you have to forget it.

156Patit-pāvan kaun hai , yah bhī siddh karnā hai .

167You also have to prove who the Purifier is.

157Din-rāt gātē rahtē haĩ - patit-pāvan sītā rām .

168Day and night, people continue to sing: “Sita’s Rama is the Purifier.”

158Gāndhī bhī gītā paṛhtē thē , vah bhī aisē gātē thē - hē patit-pāvan , sītāō̃ K|kē rām kyōṅki tum sab sītāyē̃ brides hō nā .

169Gandhi used to study the Gita and he also used to sing: “O Purifier, Rama of all Sitas!”, because all of you are Sitas, the brides.

159Bāp hai bridegroom .

170The Father is the Bridegroom.

160Phir kah dētē raghupati rāghav rājā rām .

171They then sing: “Rama is the king of the Raghu clan…”

161Ab vah trētā kā rājā hai .

172Now, he is the king of the silver age.

162Sārī bāt hī muñjhā dī hai .

173They have confused the whole thing.

163Sab tālī bajātē gātē rahtē haĩ .

174They all continue to clap and sing.

164Ham bhī gātē thē , ēk varṣh khādī kā kapṛā ādi pahanā|pahnā .

175I too used to sing. 176For a year, I too wore khadi (handloom cotton) clothes.

165Bāp baiṭh samjhātē haĩ ki yah bhī gāndhī kā follower banā thā , isnē tō sab kuchh anubhav kiyā hai .

177The Father sits here and explains that this one was also a follower of Gandhi; he has experienced everything.

166First sō last ban gayā hai .

178The one who was first has become last.

167Ab phir first banēgā .

179He will become first again.

168Tumkō kahtē haĩ jahā̃-tahā̃ brahmā kō biṭhāyā hai .

180People ask you: “Why do you have Brahma’s picture everywhere?”

169Yah bhī samjhānā chāhiē - arē , jhāṛ kē ūpar khaṛā hai .

181Explain to them why he is shown standing on top of the tree.

170Kitnā clear hai , yah tō patit duniyā K|kē ant mē̃ khaṛā hai .

182It is very clear that he is standing on the top of the tree at the end of this impure world.

171Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī ūpar mē̃ dikhāyā hai .

183Shri Krishna is also shown at the top.

172Dō billē laṛtē haĩ , makkhan śhrīkr̥iṣhṇa khā lētē haĩ .

184The two cats fight and Shri Krishna takes the butter from in between them.

173Mātāō̃ kō sākṣhātkār hōtā hai , vah samajhtī haĩ unkē mukh mē̃ mākhan hai athavā chandramā hai .

185Some mothers have visions. 186They think that there is butter or the moon in his mouth.

174Vāstav mē̃ hai viśhva kī bādśhāhī mukh mē̃ .

187In fact, it is the kingdom of the world in his mouth.

175Dō billē āpas mē̃ laṛtē haĩ , mākhan tum dēvtāō̃ kō mil jātā hai .

188The two cats fight and you deities take the butter from in between them.

176Yah hai viśhva kī bādśhāhī rūpī mākhan .

189That butter represents the kingdom of the world.

177Bombs ādi banānē key|kī bhī bahut improvement kar rahē haĩ , aisī chīz ḍāltē haĩ jō phaṭ sē manuṣhya mar jāyē̃ .

190They are making many improvements in the manufacture of bombs. 191They now use such components that people will die instantly.

178Aisā na hō chillātē rahē̃ . 179Jaisē hirōśhimā kā hai , abhī tak marīj paṛē haĩ .

192It will not be that they continue to suffer as they have from the time of Hiroshima; those victims are still alive.

180Tō bāp samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , ādhākalp tak tum sukhī rahtē hō .

193The Father explains: Sweetest children, you remain happy for half a cycle.

181Kōī bhī prakār key|kī laṛāī ādi kā nām nahī̃ rahtā , yah sab pīchhē śhurū huī haĩ .

194There is no trace of any kind of fighting, etc; all of that started afterwards.

182Yah sab nahī̃ thē , na rahē̃gē .

195None of these things existed and they will not exist in the future.

183Chakra repeat hōtā hai nā .

196The cycle repeats.

184Bāp sab achchhī rīti samjhātē haĩ . 185Jō bachchō̃ kō pūrī rīti dhāraṇ karnā hai aur īśhvarīy sēvā mē̃ lag jānā hai .

197The Father explains everything very clearly, and you children have to imbibe it accurately and engage yourself in doing God’s service.

186Yah tō chhī-chhī duniyā hai , inkō viṣhay vaitaraṇī nadī kahā jātā hai .

198This is a dirty world; it is also called a river of poison.

187Tō bachchō̃ kō bāp baiṭh samjhātē haĩ - tum apnē kō itnā ūñch nahī̃ samajhtē hō , jitnā bāp tumkō ūñch samajhtē haĩ .

199So, the Father sits here and explains to you children that you don’t consider yourselves to be as elevated as the Father considers you to be.

188Tum bachchō̃ kō bahut naśhā rahnā chāhiē kyōṅki tum bahut ūñch kul K|kē hō .

200Therefore, you should have a great deal of intoxication, because you children belong to a very elevated clan.

189Achchhā  !

201Achcha.

190Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

202To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

191Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

203The spiritual Father says namaste you the spiritual children.

Essence for dharna

192Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

204Essence for dharna:

1931 ) apnē dimāg kō achchhā banānē kē liē rōz gyān amr̥it kā dose chaṛhānā hai .

205 1. In order to make your head better, take a dose of the nectar of this knowledge every day.

194Yād K|kē sāth-sāth paṛhāī par bhī pūrā-pūrā dhyān avaśhya dēnā hai kyōṅki paṛhāī sē hī ūñch pad miltā hai .

206Together with having remembrance, you must definitely pay full attention to this study because it is through this study that you are able to claim a high status.

1952 ) ham ūñchē tē ūñchē kul K|kē haĩ , svayã bhagvān hamē̃ paṛhātā hai , isī naśhē mē̃ rahnā hai .

207 2. We belong to the most elevated clan. 208God Himself is teaching us. 209Stay in this intoxication.

196Gyān dhāraṇ kar īśhvarīy sēvā mē̃ lag jānā hai .

210Imbibe this knowledge and remain engaged in doing God’s service.

Blessing

197Vardān  : santuṣhṭatā key|kī viśhēṣhtā dvārā her|har kaṛē paper mē̃ bhī saphal hōnē vālē dr̥iṛhtā sampann bhav

211Blessing: May you be full of determination and the speciality of contentment and thereby be successful in any tough paper.

198Santuṣhṭatā brāhmaṇō̃ kā viśhēṣh lakṣhaṇ hai .

212 Contentment is the special quality of Brahmins.

199Jō bhī part milā hai usmē̃ santuṣhṭ rahnā hī āgē baṛhnā hai .

213To be content with whatever part you have received is to make progress.

200Kuchh bhī nīchē ūpar hō jāē , kōī insult bhī kar dē , lēkin dātā K|kē bachchē kabhī kisī bāt mē̃ asantuṣhṭ nahī̃ hō saktē .

214No matter what happens, even if someone insults you, you children of the Bestower can never be made discontent in any situation.

201Vē|way svayã sē bhī santuṣhṭ aur aurō̃ sē bhī santuṣhṭ hōṅgē .

215You will be content with yourselves and also with others.

202Iskē liē dr̥iṛhtā sampann saṅkalp karō ki kitnā bhī kaṛā paper ā jāē lēkin mujhē santuṣhṭ rahnā hī hai tō saphal hōtē rahē̃gē .

216For this, have the determination that no matter how tough the paper may be, you definitely have to remain content: You will then continue to be successful.

Slogan

203Slōgan  : khuśhnumaḥ vah hai jiskē dil mē̃ sadā khuśhī kā sūrya uday rahtā hai .

217Slogan: The sun of happiness rises high in the hearts of those who are happy.

218*** Om Shanti ***