शनिवार 21 सितंबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021-09-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 21/09/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp kalp-kalp ākar tum bachchō̃ kō apnā parichay dētē haĩ , tumhē̃ bhī sabkō bāp kā yathārth parichay dēnā hai ' '
1Essence: Sweet children, the Father comes every cycle to give you His introduction. 2You also have to give the Father’s accurate introduction to everyone.
Question
2Praśhna : bachchō̃ K|kē kis praśhna kō sunkar bāp bhī wonder khātē haĩ ?
3Question: On hearing which question from the children is the Father amazed?
Answer
3Uttar : bachchē kahtē haĩ - bābā āpkā parichay dēnā bahut muśhkil hai .
4Answer: Children say: Baba, it is very difficult to give Your introduction.
4Ham āpkā parichay kaisē dē̃ ?
5How can we give Your introduction?
5Yah praśhna sunkar bāp kō bhī wonder lagtā hai .
6The Father is amazed on hearing this question.
6Jab tumhē̃ bāp nē apnā parichay diyā hai tō tum bhī dūsrō̃ kō dē saktē hō , ismē̃ muśhkilāt key|kī bāt hī nahī̃ . 7Yah tō bahut sahaj hai .
7Since the Father has given you His introduction, you can also give it to others. 8There is nothing difficult about this; it is very easy.
8Ham sab ātmāyē̃ nirākār haĩ tō jarūr unkā bāp bhī nirākār hōgā .
9All souls are incorporeal and so their Father too must surely be incorporeal.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchē samajhtē haĩ bēhad K|kē bāp pās|pass baiṭhē haĩ .
11You sweetest, spiritual children understand that you are sitting with the unlimited Father.
11Yah bhī jāntē haĩ bēhad kā bāp is rath par hī ātē haĩ .
12You also know that the unlimited Father comes in this chariot.
12Jab bāpdādā kahtē haĩ , yah tō jāntē haĩ ki śhivbābā hai aur vah is rath par baiṭhā hai . 13Apnā parichay dē rahē haĩ .
13When you say “BapDada”, you know that it is Shiv Baba sitting in this chariot and giving you His introduction.
14Bachchē jāntē haĩ vah bābā hai , bābā mat dētē haĩ ki rūhānī bāp kō yād karō tō pāp bhasma hō jāē̃ , jiskō yōg agni kahtē haĩ .
14You children know that He is Baba. 15Baba gives you directions to remember the spiritual Father so that your sins can be burnt away. 16This is also called the fire of yoga.
15Abhī tum bāp kō tō pahchāntē hō .
17You have now recognised the Father.
16Tō aisē kabhī thōṛēhī kahē̃gē ki bāp kā parichay dūsrē kō kaisē dū̃ .
18Therefore, how can you ask: “How can I give the Father’s introduction to others?”
17Tumkō bhī bēhad K|kē bāp kā parichay hai tō jarūr dē bhī saktē hō .
19You have the introduction of the unlimited Father and so you can surely give it to others.
18Parichay kaisē dē̃ , yah tō praśhna hī nahī̃ uṭh saktā hai .
20The question of how to give His introduction cannot even arise.
19Jaisē tumnē bāp kō jānā hai , vaisē tum kah saktē hō ki ham ātmāō̃ kā bāp tō ēk hī hai , ismē̃ mūnjhnē key|kī darkār hī nahī̃ rahtī .
21Just as you have come to know the Father, in the same way, you can tell them that there is only the one Father of all souls. 22There is no need to be confused about this.
20Kōī-kōī kahtē haĩ bābā āpkā parichay dēnā baṛā muśhkil hōtā hai .
23Some say: “Baba, it is very difficult to give Your introduction.”
21Arē , bāp kā parichay dēnā - ismē̃ tō muśhkilāt key|kī kōī bāt hī nahī̃ .
24Oh! 25There is no question of any difficulty in giving the Father’s introduction.
22Jānvar bhī iśhārē sē samajh jātē haĩ ki maĩ phalānē kā bachchā hū̃ .
26Even an animal understands with signals that it is the child of so-and-so.
23Tum bhī jāntē hō ki ham ātmāō̃ kā vah bāp hai .
27You also understand that He is the Father of us souls.
24Ham ātmā abhī is śharīr mē̃ pravēśh haĩ .
28I, this soul, am now inside this body.
25Jaisē bābā nē samjhāyā hai ki ātmā akālmūrtt hai .
29Baba has explained that His soul is an immortal image.
26Aisē nahī̃ uskā kōī rūp nahī̃ hai .
30It is not that He does not have a form.
27Bachchō̃ nē pahchānā hai - bilkul simple bāt hai .
31You children have recognised Him. 32This is a very simple matter.
28Ātmāō̃ kā ēk hī nirākār bāp hai .
33There is only the one incorporeal Father of all souls.
29Ham sab ātmāyē̃ bhāī haĩ . 30Bāp key|kī santān haĩ .
34All souls are brothers, children of the Father.
31Bāp sē hamkō varsā miltā hai .
35We receive the inheritance from the Father.
32Yah bhī jāntē haĩ aisā kōī bachchā is duniyā mē̃ nahī̃ hōgā jō bāp kō aur unkī rachnā kō na jāntā hō .
36You also know that there could never be a child in this world who does not know his father or his creation.
33Bāp kē pās kyā property hai , vah sab jāntē haĩ .
37He would also know what property his father has.
34Yah hai hī ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā .
38This is a meeting of souls with the Supreme Soul.
35Yah kalyāṇkārī mēlā hai .
39This is a benevolent gathering.
36Bāp hai hī kalyāṇkārī . 37Bahut kalyāṇ kartē haĩ .
40The Father is the benevolent One; He brings a great deal of benefit.
38Bāp kō pahchānnē sē samajhtē hō - bēhad K|kē bāp sē hamkō bēhad kā varsā miltā hai .
41By recognising the Father, you understand that you receive the unlimited inheritance from the unlimited Father.
39Vah jō sannyāsī gurū hōtē haĩ , unkē śhiṣhyō̃ kō gurū K|kē varsē kā mālūm nahī̃ rahtā hai .
42The followers of those sannyasis and gurus do not know about the inheritance of their guru.
40Gurū kē pās kyā milkiyat hai , yah kōī śhiṣhya muśhkil jāntē hōṅgē .
43Hardly any of the followers know what property their guru has.
41Tumhārī buddhi mē̃ tō hai - vah śhivbābā hai , milkiyat bhī bābā kē pās hōtī hai .
44It is now in your intellects: This is Shiv Baba and He too has property.
42Bachchē jāntē haĩ bēhad K|kē bāp kē pās milkiyat hai - viśhva kī bādśhāhī svarg .
45You children understand that the property of the unlimited Father is that of the kingdom of the world of heaven.
43Yah bātē̃ sivāē tum bachchō̃ K|kē aur kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ haĩ .
46This aspect is not in the intellect of anyone except you children.
44Laukik bāp kē pās kyā milkiyat hai , vah unkē bachchē hī jāntē haĩ .
47What property does a physical father have? 48His children would know that.
45Abhī tum kahē̃gē ham jītē jī pārlaukik bāp K|kē banē haĩ .
49You now say that you belong to the parlokik Father whilst alive.
46Unsē kyā miltā hai , vah bhī jāntē haĩ .
50You also know what you receive from Him.
47Ham pahlē śhūdra kul mē̃ thē , abhī brāhmaṇ kul mē̃ ā gayē haĩ .
51Previously, you used to belong to the shudra clan and you have now come into the Brahmin clan.
48Yah knowledge hai ki bābā is brahmā tan mē̃ ātē haĩ , inkō prajāpitā brahmā kahā jātā hai .
52You have the knowledge that Baba comes in this body of Brahma. 53This one is called the Father of Humanity (Prajapita Brahma).
49Vah ( śhiv ) tō hai sab ātmāō̃ kā father .
54Shiva is the Father of all souls.
50Inkō ( prajāpitā brahmā kō ) great-great grand father kahtē haĩ .
55This one (Father of Humanity) is called the great, great grandfather.
51Ab ham inkē bachchē banē haĩ .
56You have now become his children.
52Śhivbābā kē liē tō kahtē haĩ vah hāzirāhajūr hai . 53Jānī-jānanahār hai .
57They say of Shiv Baba that He is present everywhere and that He is the Knower of all Secrets.
54Yah bhī ab tum samajhtē hō ki vah kaisē rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge dētē haĩ .
58You have now come to know how He gives this knowledge of the beginning, middle and end of creation.
55Vah sab ātmāō̃ kā bāp hai , unkō nām-rūp sē nyārā kahnā tō jhūṭh hai .
59He is the Father of all souls. 60It is wrong to say that He is beyond name and form.
56Unkā nām-rūp bhī yād hai .
61His name and form are remembered.
57Rātri bhī manātē haĩ , jayantī tō manuṣhyō̃ key|kī hōtī hai . 58Śhivbābā key|kī rātri kahē̃gē .
62The Night of Shiva (Shiv Ratri) is also celebrated. 63It is human beings who have birthdays, whereas the night refers to Shiv Baba.
59Bachchē samajhtē haĩ rātri kiskō kahā jātā hai .
64You children understand what is called “night”.
60Rāt mē̃ ghōr andhiyārā hō jātā hai . 61Agyān andhiyārā hai nā .
65There is total darkness in the night; it is the darkness of ignorance.
62Gyān sūrya pragaṭā agyān andhēr vināśh - abhī bhī gātē haĩ parantu arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē .
66People still sing: “When the Sun of Knowledge rises, the darkness of ignorance is dispelled,” but they do not understand the meaning of that.
63Sūrya kaun hai , kab pragaṭā , kuchh nahī̃ samajhtē .
67They don’t understand what the Sun is or when He rises.
64Bāp samjhātē haĩ gyān sūrya kō gyān sāgar bhī kahā jātā hai .
68The Father explains that the Sun of Knowledge is also called the Ocean of Knowledge.
65Bēhad kā bāp gyān kā sāgar hai .
69The unlimited Father is the Ocean of Knowledge.
66Sannyāsī , gurū , gōsāī ādi apnē kō śhāstrō̃ key|kī authority samajhtē haĩ , vah sab hai bhakti .
70Sannyasis, holy men and gurus, etc. consider themselves to be authorities of the scriptures; all of that is devotion.
67Bahut vēd-śhāstra paṛhkar vidvān hōtē haĩ .
71Many are called scholars because they study the Vedas and scriptures.
68Tō bāp rūhānī bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ , inkō kahā jātā hai ātmā aur paramātmā kā mēlā .
72Therefore, the Father sits here and explains to you spiritual children. 73This is called a meeting of souls with the Supreme Soul.
69Tum samajhtē hō bāp is rath mē̃ āyē huē haĩ .
74You understand that the Father has entered this chariot.
70Is milan kō hī mēlā kahtē haĩ .
75This meeting is called a gathering (mela).
71Jab ham ghar jātē haĩ tō vah bhī mēlā hai .
76When we return home, that too is a gathering.
72Yahā̃ bāp khud baiṭh paṛhātē haĩ .
77The Father Himself sits here and teaches you.
73Vah father bhī hai , teacher bhī hai .
78He is the Father as well as the Teacher.
74Yah ēk hī point achchhī rīti dhāraṇ karō , bhūlō mat .
79Imbibe this one point very well. 80Do not forget it.
75Ab bāp tō hai nirākār , unkō apnā śharīr nahī̃ hai tō jarūr lēnā paṛē .
81Now, the Father is incorporeal; He does not have a body of His own. 82Therefore, He definitely has to adopt a body.
76Tō khud kahtē haĩ maĩ prakr̥iti kā ādhār lētā hū̃ .
83He Himself says: I have to take the support of matter.
77Nahī̃ tō bōlū̃ kaisē ?
84Otherwise, how could I speak?
78Śharīr bigar tō bōlnā hōtā nahī̃ .
85It is not possible to speak without a body.
79Tō bāp is tan mē̃ ātē haĩ , inkā nām rakhā hai brahmā .
86Therefore, the Father enters this body. 87This one is given the name “Brahma”.
80Ham bhī śhūdra sē brāhmaṇ banē̃ tō nām badalnā hī chāhiē .
88When we change from shudras to Brahmins, our names should also change.
81Nām tō tumhārē rakhē thē . 82Parantu usmē̃ bhī abhī dēkhō tō kaī haĩ hī nahī̃ isliē brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ hōtī .
89You were given names but look, in spite of that, some are no longer here. 90This is why there is no rosary of Brahmins.
83Bhakta mālā aur rūdra mālā gāī huī hai . 84Brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ hōtī .
91The rosary of devotees and the rosary of Rudra are remembered but there is no rosary of Brahmins.
85Viṣhṇu key|kī mālā tō chalī āī hai .
92The rosary of Vishnu has also been remembered.
86Sūkṣhmavatan mē̃ viṣhṇu kō 4 bhujā vālā dikhāyā hai . 87Dō bhujā lakṣhmī key|kī , dō bhujā nārāyaṇ key|kī .
93In the subtle region Vishnu is shown with four arms: two arms of Lakshmi and two arms of Narayan.
88Bāp samjhātē haĩ maĩ dhōbī hū̃ .
94The Father explains: I am the Laundryman.
89Maĩ yōgbal sē tum ātmāō̃ kō śhuddha banātā hū̃ phir bhī tum vikār mē̃ jākar apnā śhrr̥iṅgār hī ganvā dētē hō .
95I make you pure and clean with the power of yoga. 96Even then, you lose your decoration by indulging in vice.
90Bāp ātē haĩ sabkō śhuddha banānē .
97The Father comes to make everyone clean.
91Ātmāō̃ kō ākar sikhlātē haĩ tō sikhlānē vālā jarūr yahā̃ chāhiē nā .
98He comes and teaches you souls. 99Therefore, the One who teaches you definitely has to come here.
92Pukārtē bhī haĩ ākar pāvan banāō .
100People call out: “Come and purify us!”
93Kapṛā bhī mailā hōtā hai tō unkō dhōkar śhuddha banāyā jātā hai .
101Clothes become dirty and they are cleaned by being washed.
94Tum bhī pukārtē hō - hē patit pāvan bābā , ākar pāvan banāō .
102You also used to call out: “O Purifier Baba, come and purify us!”
95Ātmā pāvan banē̃ tō śharīr bhī pāvan milē .
103When souls become pure they can receive pure bodies.
96Tō pahlī-pahlī mūl bāt hōtī hai bāp kā parichay dēnā .
104Therefore, the foremost aspect is to give the Father’s introduction.
97Bāp kā parichay kaisē dē̃ , yah tō praśhna hī nahī̃ pūchh saktē .
105You cannot even ask the question: “How can I give the Father’s introduction?”
98Tumkō bhī bāp nē parichay diyā hai tab tō tum āyē hō nā .
106You have come here because the Father has given you His introduction.
99Bāp pās|pass ātē hō , bāp kahā̃ hai ?
107You have come to the Father. 108Where is the Father?
100Is rath mē̃ . 101Yah hai akāl takht .
109In this chariot; this is the immortal throne.
102Tum ātmā bhī akāl mūrtta hō .
110You souls too are immortal images.
103Yah sab tumhārē takht haĩ , jis par tum ātmāyē̃ virājmān hō .
111All of those are your thrones on which you souls are present.
104Vah tō akāl takht jaṛ hō gayā nā .
112That physical immortal throne (in Amritsar) is non-living.
105Tum jāntē hō maĩ akāl mūrtta arthāt nirākār , jiskā sākār rūp nahī̃ hai .
113You understand: I am an immortal image, that is, an incorporeal one, who has no corporeal form.
106Maĩ ātmā avināśhī hū̃ , kab vināśh hō na sakē .
114I, this soul, am imperishable; I can never be destroyed.
107Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētā hū̃ .
115I shed one body and take another.
108Mujh ātmā kā part avināśhī nūndhā huā hai .
116My, this soul’s, part is eternally fixed.
109Āj sē 5 hazār varṣh pahlē bhī hamārā aisē hī part śhurū huā thā .
117My part began in the same way 5000 years ago.
110One-one saṃvat sē ham yahā̃ part bajānē ghar sē ātē haĩ . 111Yah hai hī 5 hazār varṣh kā chakra .
118We came from our home to play our parts from the period beginning with 1.1.1. This is a cycle of 5000 years.
112Vah tō lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ isliē thōṛē varṣhō̃ kā vichār mē̃ nahī̃ ātā .
119They speak of hundreds of thousands of years. 120This is why they are not able to think of it having fewer years.
113Tō bachchē aisā kabhī kah nahī̃ saktē ki ham bāp kā parichay kiskō kaisē dē̃ .
121Therefore, you children should never ask how you can give the Father’s introduction to others.
114Aisē-aisē praśhna pūchhtē haĩ tō wonder lagtā hai .
122Baba is amazed when you ask such questions.
115Arē , tum bāp K|kē banē hō , phir bāp kā parichay kyō̃ nahī̃ dē saktē hō !
123Oh! 124You now belong to the Father, and so how is it that you are unable to give His introduction?
116Ham sab ātmāyē̃ haĩ , vah hamārā bābā hai . 117Sarv key|kī sadgati kartē haĩ .
125We are all souls and He is our Baba, the One who grants salvation to all.
118Sadgati kab karē̃gē yah bhī tumkō abhī patā paṛā hai .
126You now know when He grants everyone salvation.
119Kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyug par ākar sarv key|kī sadgati karē̃gē .
127He comes at the confluence of every cycle to grant salvation to all.
120Vah tō samajhtē haĩ - abhī 40 hazār varṣh paṛē haĩ aur pahlē sē hī kah dētē nām-rūp sē nyārā hai .
128Those people think that 40,000 years still remain and they straightaway say that He is beyond name and form.
121Ab nām-rūp sē nyārī kōī chīz thōṛēhī hōtī hai .
129Now, can there be anything beyond name and form?
122Patthar bhittar kā bhī nām hai nā .
130Even pebbles and stones have names.
123Tō bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , tum āyē hō bēhad K|kē bāp kē pās .
131Therefore, the Father says: Sweetest children, you have come to the unlimited Father.
124Bāp bhī jāntē haĩ , kitnē ḍhēr bachchē haĩ .
132The Father also knows that there are many children.
125Bachchō̃ kō abhī had aur bēhad sē bhī pār jānā hai .
133You children have to go beyond the limited and the unlimited.
126Sab bachchō̃ kō dēkhtē haĩ , jāntē haĩ in sabkō maĩ lēnē liē āyā hū̃ .
134He sees all the children and knows that He has come to take them all back.
127Satyug mē̃ tō bahut thōṛē hōṅgē .
135There will be very few in the golden age.
128Kitnā clear hai isliē chitrō̃ par samjhāyā jātā hai .
136This knowledge is very clear; it is explained with pictures.
129Knowledge tō bilkul easy hai . 130Bākī yād kī yātrā mē̃ time lagtā hai .
137This knowledge is absolutely easy, but the pilgrimage of remembrance takes time.
131Aisē bāp kō tō kabhī bhūlnā nahī̃ chāhiē .
138You must never forget such a Father.
132Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē .
139The Father says: Remember Me alone and you will become pure.
133Maĩ ātā hī hū̃ patit sē pāvan banānē .
140I come to purify the impure.
134Tum akālmūrtt ātmāyē̃ sab apnē-apnē takht par virājmān hō .
141You immortal souls are sitting on your individual thrones.
135Bābā nē bhī is takht kā loan liyā hai .
142Baba has also taken this throne on loan.
136Is bhāgyaśhālī rath mē̃ bāp pravēśh hōtē haĩ .
143The Father enters this lucky chariot.
137Kōī kahtē haĩ paramātmā kā nām-rūp nahī̃ hai .
144Some say that the Supreme Soul does not have a name or form.
138Yah tō hō hī nahī̃ saktā .
145That is not possible.
139Unkō pukārtē haĩ , mahimā gātē haĩ , tō zarūr kōī chīz hai nā .
146They call out to Him and also sing His praise, and so He must surely be something.
140Tamōpradhān hōnē kāraṇ kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
147Because of being tamopradhan, they do not understand anything.
141Bāp samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , itnī 84 lākh yōniyā̃ tō kōī hōtī nahī̃ .
148The Father explains: Sweetest children, there cannot be 8.4 million species.
142Haĩ hī 84 janm .
149The maximum number is 84 births.
143Punarjanma bhī sabkā hōgā .
150Everyone has to take rebirth.
144Aisē thōṛēhī brahm mē̃ jākar līn hōṅgē vā mōkṣh kō pāyēṅgē .
151It is not that anyone can go and merge into the brahm element or attain eternal liberation.
145Yah tō banā-banāyā drama hai .
152This drama is predestined.
146Ēk bhī kam-jāstī nahī̃ hō saktā .
153There cannot be one soul more or one soul less.
147Is anādi avināśhī drama sē hī phir chhōṭē-chhōṭē drama vā nāṭak banātē haĩ .
154It is from this eternal and immortal drama that they create small dramas.
148Vah haĩ vināśhī .
155Those are perishable.
149Abhī tum bachchē bēhad mē̃ khaṛē hō .
156You children are now in the unlimited.
150Tum bachchō̃ kō yah knowledge milī huī hai - hamnē kaisē 84 janma liē haĩ .
157You children have received this knowledge of how you have taken 84 births.
151Abhī bāp nē batāyā hai , āgē kiskō patā nahī̃ thā .
158The Father has now told you this, but previously, none of you knew it.
152R̥iṣhi-muni bhī kahtē thē - ham nahī̃ jāntē haĩ .
159Even the rishis and munis used to say: “We do not know.”
153Bāp ātē hī haĩ saṅgamyug par , is purānī duniyā kō change karnē .
160The Father only comes at the confluence age to change this old world.
154Brahmā dvārā naī duniyā kī sthāpanā phir sē kartē haĩ .
161He is once again carrying out the establishment of the new world through Brahma.
155Vah tō lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ . 156Kōī bāt yād bhī na ā sakē .
162Those people speak of hundreds of thousands of years but no one could remember anything that old.
157Mahāpralay bhī kōī hōtī nahī̃ .
163No great annihilation ever takes place.
158Bāp rājyōg sikhlātē haĩ phir rājāī tum pātē hō .
164The Father teaches you Raja Yoga and you then claim your kingdom.
159Ismē̃ tō sanśhay key|kī kōī bāt hī nahī̃ .
165There is no doubt about this.
160Tum bachchē jāntē hō pahlē number mē̃ sabsē pyārā hai bāp phir next pyārā hai śhrīkr̥iṣhṇa .
166You children know that the first number, the most loved, is the Father and then the next most loved is Shri Krishna.
161Tum jāntē hō śhrīkr̥iṣhṇa hai svarg kā pahlā prince , number one .
167You know that Shri Krishna is number one, the first prince of heaven.
162Vahī phir 84 janma lētē haĩ .
168He then takes 84 births.
163Uskē hī antim janm mē̃ maĩ pravēśh kartā hū̃ .
169I enter his body in his last birth.
164Ab tumkō patit sē pāvan bannā hai .
170You now have to become pure from impure.
165Patit-pāvan bāp hī hai , pānī key|kī nadiyā̃ thōṛēhī pāvan kar saktī haĩ .
171It is the Father alone who is the Purifier. 172How can river water purify you?
166Yah nadiyā̃ tō satyug mē̃ bhī hōtī haĩ .
173Those rivers also exist in the golden age.
167Vahā̃ tō pānī bahut śhuddha rahtā hai .
174The water there remains very clean.
168Kichṛā ādi kuchh nahī̃ rahtā .
175No rubbish, etc. remains in them.
169Yahā̃ tō kitnā kichṛā paṛtā rahtā hai .
176Here, there is so much rubbish in them.
170Bābā kā dēkhā huā hai , us samay tō gyān nahī̃ thā .
177Baba has seen all of that. 178He had none of this knowledge at that time.
171Abhī wonder lagtā hai pānī kaisē pāvan banā saktā hai .
179Baba is now amazed at how he thought that water could purify you.
172Tō bāp samjhātē haĩ - mīṭhē bachchē , kabhī bhī mūnjhō nahī̃ ki bāp kō yād kaisē karē̃ .
180The Father explains: Sweetest children, never become confused about how you can remember the Father.
173Arē , tum bāp kō yād nahī̃ kar saktē hō !
181Oh! 182Can you not remember the Father?
174Vah haĩ kukh key|kī santān , tum hō adopted bachchē .
183Those children are born through vice, whereas you children are adopted.
175Adopted bachchō̃ kō jis bāp sē milkiyat miltī hai , unkō bhūl saktē haĩ kyā ?
184How can an adopted child forget the father from whom he receives an inheritance?
176Bēhad K|kē bāp sē bēhad key|kī milkiyat miltī hai tō unkō bhūlnā thōṛēhī chāhiē .
185You receive unlimited property from the unlimited Father. 186Therefore, you should not forget Him.
177Laukik bachchē bāp kō bhūltē haĩ kyā .
187Do children ever forget their physical fathers?
178Parantu yahā̃ māyā kā opposition hōtā hai .
188However, here, there is opposition from Maya.
179Māyā key|kī yuddha chaltī hai , sārī duniyā karmakṣhētra hai .
189Maya continues to wage war on you. 190This whole world is the field of action.
180Ātmā is śharīr mē̃ pravēśhkar yahā̃ karma kartī hai .
191A soul enters a body and performs actions here.
181Bāp karm-akarm-vikarm kā rāz samjhātē haĩ .
192The Father explains the significance of action, neutral action and sinful action.
182Yahā̃ rāvaṇ rājya mē̃ karma vikarma ban jātē haĩ .
193Here, in the kingdom of Ravan, actions become sinful.
183Vahā̃ rāvaṇ rājya hī nahī̃ tō karma akarma hō jātē haĩ , vikarma kōī hōtā hī nahī̃ .
194There, there is no kingdom of Ravan and their actions are therefore neutral. 195There are no sinful actions there.
184Yah tō bahut sahaj bāt hai .
196These aspects are very easy.
185Yahā̃ rāvaṇ rājya mē̃ karma vikarma hōtē haĩ isliē vikarmō kā daṇḍ bhōgnā paṛtā hai .
197Here, in the kingdom of Ravan, actions become sinful. 198This is why you have to experience punishment for sins.
186Aisē thōṛēhī kahē̃gē rāvaṇ anādi hai .
199It is not that Ravan is eternal.
187Nahī̃ , ādhākalp hai rāvaṇ rājya , ādhākalp hai rām rājya .
200No, for half a cycle, it is the kingdom of Ravan and for the other half it is the kingdom of Rama.
188Tum jab dēvtā thē tō tumhārē karma akarma hōtē thē .
201When you were deities, your actions were neutral.
189Ab yah hai knowledge .
202All of this is in this knowledge.
190Bachchē banē hō tō phir paṛhāī bhī paṛhnī hai .
203Now that you have become Baba’s children, you also have to study this knowledge.
191Bas , phir aur kōī dhandhē ādi kā khyāl bhī nahī̃ ānā chāhiē .
204That’s all! 205You should not have any other thoughts of business, etc.
192Parantu gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē dhandhā ādi bhī karnē vālē haĩ tō bāp kahtē haĩ kamal fool|phūl samān rahō .
206However, those who live in households also have to do business, etc. 207Therefore, the Father says: Remain like a lotus flower.
193Aisē dēvtā tum bannē vālē hō .
208You are to become like those deities.
194Vah niśhānī viṣhṇu kō dē dī hai kyōṅki tumkō śhōbhēgā nahī̃ .
209That symbol has been given to Vishnu because it would not suit you.
195Unkō śhōbhtā hai .
210It suits him.
196Vahī viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ bannē vālē haĩ .
211It is that dual-form of Vishnu that becomes Lakshmi and Narayan.
197Vah hai hī ahiṃsā paramō dēvī-dēvtā dharm .
212That is the non-violent, most elevated deity religion.
198Na kōī vikār key|kī kām kaṭārī hōtī , na kōī laṛāī-jhagṛā ādi hōtā hai .
213There is no sword of lust there, nor is there any fighting or quarrelling, etc.
199Tum double ahiṃsak bantē hō .
214You are becoming doubly non-violent.
200Satyug K|kē mālik thē .
215You were the masters of the golden age.
201Nām hī hai golden age . 202Kañchan duniyā .
216It is called the golden-aged, pure world.
203Ātmā aur kāyā dōnō̃ kañchan ban jātī haĩ .
217Both souls and bodies are pure.
204Kañchan kāyā kaun banātē haĩ ?
218Who makes your bodies pure?
205Bāp .
219The Father.
206Abhī tō iron age hai nā .
220It is now the iron age.
207Ab tum kahtē hō satyug pās|pass hō gayā hai .
221You say that the golden age has passed.
208Kal satyug thā nā . 209Tum rājya kartē thē .
222Yesterday, when you ruled, it was the golden age.
210Tum knowledgeful bantē jātē hō .
223You continue to become knowledge-full.
211Sab tō ēk jaisē nahī̃ banē̃gē .
224Not everyone can become the same.
212Achchhā !
225Achcha.
213Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
226To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
214Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
227The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
215Dhārṇā kē liē mukhya sār :
228Essence for dharna:
2161 ) maĩ ātmā akāl takht naśhīn hū̃ , is smr̥iti mē̃ rahnā hai , had aur bēhad sē pār jānā hai isliē hadō̃ mē̃ buddhi nahī̃ phãsānī hai .
229 1. Stay in this awareness: I, this soul, am sitting on this immortal throne. 230You have to go beyond the limited and the unlimited. 231Therefore, do not allow your intellect to become trapped in anything limited.
2172 ) bēhad bāp sē bēhad key|kī milkiyat miltī hai , is naśhē mē̃ rahnā hai .
232 2. Maintain the intoxication of receiving unlimited property from your unlimited Father.
218Karma-akarma-vikarma kī gati kō jān vikarmō̃ sē bachnā hai .
233Understand the significance of action, neutral action and sinful action and thereby save yourself from performing sinful actions.
219Paṛhāī K|kē samay dhandhē ādi sē buddhi nikāl lēnī hai .
234Remove your intellect from your business, etc. whilst studying.
Blessing
220Vardān : śhrīmat key|kī lagām kō tight kar man kō vaśh karnē vālē bālak sō mālik bhav
235Blessing: May you tighten your reins of shrimat and thereby control your mind with the awareness of being a master and a child.
221Duniyā vālē kahtē haĩ man ghōṛā hai jō bahut tēj bhāgtā hai , lēkin āpkā man idhar udhar bhāg nahī̃ saktā kyōṅki śhrīmat kā lagām majbūt hai .
236 People of the world say that the mind is like a very fast running horse, but your mind cannot run around here and there, because your reins of shrimat are very strong.
222Jab man-buddhi sidescene kō dēkhnē mē̃ lag jātī hai tō lagām ḍhīlā hōnē sē man chañchal hōtā hai isliē jab bhī kōī bāt hō , man chañchal hō tō śhrīmat kā lagām tight karō tō mañjil par pahuñch jāyēṅgē .
237When your mind and intellect become engaged in looking at side scenes, your reins become loose and so your mind causes mischief. 238Therefore, when a situation arises, or when your mind causes mischief, tighten your reins of shrimat and you will reach your destination.
223Bālak sō mālik hū̃ - is smr̥iti sē adhikārī ban man kō apnē vaśh mē̃ rakhō .
239“I am a child and a master”. 240With this awareness, you can become one with the right to control your mind.
Slogan
224Slōgan : sadā niśhchay hō ki jō hō rahā hai vō bhī achchhā aur jō hōnē vālā hai vō aur bhī achchhā tō achal-aḍōl rahē̃gē .
241Slogan: Constantly have the faith that whatever is happening is good and that whatever is going to happen will be even better and you will then remain unshakeable and immovable.
242*** Om Shanti ***