रविवार 22 सितंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-09-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-01-2002 madhuban

0 22/09/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/2002

1 «  snēh key|kī śhakti dvārā samarth banō , sarv ātmāō̃ kō sukh-śhānti key|kī añchalī dō ' '

1Become powerful with the power of love. 2Give all souls a drop of love.

2Āj samarth bāp apnē smr̥iti svarūp , samarth svarūp bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .

3Today, the Powerful Father has come to meet His children, who are embodiments of remembrance and embodiments of power.

3Āj viśhēṣh chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ mē̃ snēh key|kī lahar laharā rahī hai .

4Today, there are waves of love in all the children everywhere.

4Viśhēṣh brahmā bāp K|kē snēh key|kī yādō̃ mē̃ samāyē huē haĩ .

5All are especially merged in memories of Father Brahma's love.

5Yah snēh her|har bachchē K|kē is jīvan kā vardān hai .

6For every child, this love is a blessing in this life.

6Paramātma snēh nē hī āp sabkō naī jīvan dī hai .

7God's love has given all of you a new life.

7Har ēk bachchē kō snēh key|kī śhakti nē hī bāp kā banāyā .

8It is the power of love that has made every child belong to the Father.

8Yah snēh key|kī śhakti sab sahaj kar dētī hai .

9This power of love makes everything easy.

9Jab snēh mē̃ samā jātē hō tō kōī bhī paristhiti sahaj anubhav kartē hō .

10When you become merged in love, you experience any situation to be a very easy one.

10Bāpdādā bhī kahtē haĩ ki sadā snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē rahō .

11BapDada also tells you to remain constantly merged in the Ocean of Love.

11Snēh chhatrachhāyā hai , jis chhatrachhāyā K|kē andar kōī māyā key|kī parchhāī bhī nahī̃ paṛ saktī .

12Love is the canopy of protection under which no shadow of Maya can exist.

12Sahaj māyājīt ban jātē hō .

13You easily become conquerors of Maya.

13Jō nirantar snēh mē̃ rahtā hai uskō kisī bhī bāt key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī hai .

14Those who remain constantly loving don't have to labour over anything.

14Snēh sahaj bāp samān banā dētā hai .

15Love easily makes you equal to the Father.

15Snēh kē pīchhē kuchh bhī samarpit karnā sahaj hōtā hai .

16It is easy to surrender anything out of love.

16Tō āj bhī amr̥itvēlē sē har ēk bachchē nē snēh key|kī mālā bāp kō ḍālī aur bāp nē bhī snēhī bachchō̃ kō snēh key|kī mālā ḍālī .

17So, today, from amrit vela, every child put a garland of love around the Father's neck, and the Father too garlanded the loving children with a garland of love.

17Jaisē is viśhēṣh smr̥iti divas mē̃ arthāt snēh K|kē din mē̃ snēh mē̃ samāyē rahē aisē hī sadā samāyē rahō , tō mēhnat kā puruṣhārth karnā nahī̃ paṛēgā .

18Just as on this special day of remembrance, that is, on this day of love, you remained merged in love, similarly, constantly remain merged in love all the time. 19Then, you won't have to make laborious effort.

18Ēk hai snēh K|kē sāgar mē̃ samānā aur dūsrā hai snēh K|kē sāgar mē̃ thōṛē samay kē liē ḍubkī lagānā .

20One is to merge in the Ocean of Love and the other is to take a dip in the Ocean of Love for a short time.

19Tō kaī bachchē samāyē huē nahī̃ rahtē haĩ , jaldī sē bāhar nikal ātē haĩ isliē sahaj muśhkil hō jātā hai .

21Some children don't remain merged, but quickly come out. 22This is why something easy becomes difficult.

20Tō samānā ātā hai  ?

23Do you know how to merge yourself? 24Do you know how to merge?

21Samānē mē̃ hī mazā hai .

25There is pleasure in merging oneself.

22Brahmā bāp nē sadā bāp kā snēh dil mē̃ samāyā , iskā yādgār kalkattā mē̃ dikhāyā hai .

26Father Brahma constantly merged the Father's love in his heart and the memorial of this is shown in Calcutta.

23 ( gaṅgā sāgar mē̃ samātī hai )

27(The Ganges merges into the ocean.)

24Ab bāpdādā sabhī bachchō̃ sē yahī chāhtē haĩ ki bāp K|kē pyār kā sabūt samān bannē kā dikhāō .

28Now, BapDada wants every child to give the proof of their love for the Father by becoming equal.

25Sadā saṅkalp mē̃ samarth hō , ab vyarth kā samāpti samārōh manāō kyōṅki vyarth samarth bannē nahī̃ dēgā aur jab tak āp nimitt banē huē bachchē sadā samarth nahī̃ banē haĩ tō viśhva key|kī ātmāō̃ kō samarthī kaisē dilāyēṅgē  !

29Constantly remain powerful in your thoughts. 30Now, celebrate the completion ceremony of waste, because anything wasteful doesn’t allow you to become powerful, and, for as long as you instruments haven't become constantly powerful, how would you enable souls of the world to receive power?

26Sarv ātmāyē̃ śhaktiyō̃ sē bilkul khālī hō , śhaktiyō̃ key|kī bhikhārī ban chukī haĩ .

31All souls are totally devoid of powers. 32They have become beggars of the powers.

27Aisē bhikhārī ātmāō̃ kō hē samarth ātmāyē̃ is bhikhārīpan sē mukt karō .

33“O powerful souls, liberate those beggar souls from begging!”

28Ātmāyē̃ āp samarth ātmāō̃ kō pukār rahī haĩ - hē muktidātā K|kē bachchē master muktidātā hamē̃ mukti dō .

34Souls are calling out to you powerful souls: “O children of the Bestower of Liberation, master bestowers of liberation, liberate us!”

29Kyā yah āvāj āpkē kānō̃ mē̃ nahī̃ paṛtā  ?

35Can you not hear this sound?

30Sunnē nahī̃ ātā  ?

36Can you not hear it?

31Ab tak apnē kō hī mukt karnē mē̃ busy haĩ kyā  ?

37Are you still busy liberating yourselves?

32Viśhva key|kī ātmāō̃ kō bēhad svarūp sē master muktidātā bannē sē svayã key|kī chhōṭī-chhōṭī bātō̃ sē svataḥ hī mukt hō jāyēṅgē .

38By becoming a master bestower of liberation for the souls of the world with your unlimited form, you will easily be liberated from your trivial matters.

33Ab samay hai ki ātmāō̃ key|kī pukār sunō .

39Now it is the time to listen to the call of souls!

34Pukār sunnē ātī hai yā nahī̃ ātī hai  ?

40Can you hear their calls or not?

35Parēśhān ātmāō̃ kō sukh-śhānti key|kī añchalī dō .

41Give distressed souls a drop of peace and happiness.

36Yahī hai brahmā bāp kō follow karnā .

42This is following Father Brahma.

37Āj viśhēṣh brahmā bāp kō yād jyādā kiyā nā  !

43Today, you especially remembered Father Brahma a lot more, did you not?

38Brahmā bāp nē bhī sabhī bachchō̃ kō smr̥iti aur samarthī svarūp sē yād kiyā .

44Father Brahma remembered all the children in their form of remembrance and power.

39Kaī bachchō̃ nē brahmā bāp sē rūhrihān kartē mīṭhā-mīṭhā ulhanā bhī diyā ki āp itnā jaldī kyō̃ chalē gayē  ?

45Many children, whilst having a conversation with Father Brahma, made sweet complaints to him, asking him why he departed so soon.

40Aur dūsrā ulhanā diyā ki ham sab bachchō̃ sē chhuṭṭī lēkar kyō̃ nahī̃ gayē  ?

46The other complaint was why Baba didn't take leave from all of you children before departing.

41Tō brahmā bāp nē bōlā ki mainnē bhī śhiv bāp sē pūchhā ki hamē̃ achānak kyō̃ bulā liyā  ?

47Father Brahma replied: I too asked Father Shiva why He called me suddenly.

42Tō bāp nē bōlā - agar āpkō kahtē ki chhuṭṭī lēkē āō tō kyā āp bachchō̃ kō chhōṛ saktē thē , yā bachchē āpkō chhōṛ saktē thē  ?

48The Father replied: If I had told you to come after taking leave from the children, would you have been able to leave the children? 49Or, would the children have been able to let you go?

43Āp arjun kā tō yahī yādgār hai ki ant mē̃ naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp hī rahē haĩ .

50The memorial of you as Arjuna is that, at the end, you were a conqueror of attachment and an embodiment of remembrance.

44Tō brahmā bāp muskarāyē aur bōlē , ki yah tō kamāl thī jō bachchō̃ nē bhī nahī̃ samjhā ki jā rahē haĩ aur brahmā nē bhī nahī̃ samjhā jā rahā hū̃ .

51So Father Brahma smiled and said: It was a wonder that the children didn't understand that I was going. 52Even Brahma didn't understand that he was going.

45Sāmnē hōtē bhī dōnō̃ taraph chup rahē kyōṅki samay pramāṇ son shows father kā part drama key|kī nūndh thī , iskō kahtē haĩ vāh drama vāh  !

53Whilst being face to face, both sides remained silent because, according to the time, the part of the son showing the Father was fixed in the drama. 54This is called, "Wah drama! wah!"

46Sēvā kā parivartan nūndhā huā thā .

55The change in service was fixed.

47Brahmā bāp kō bachchō̃ kā backbone bannā thā .

56Father Brahma was to become the backbone of the children.

48Tō avyakt rūp mē̃ fast sēvā kā part bajānā hī thā .

57He had to play the part of fast service through the avyakt form.

49Viśhēṣh āj double vidēśhiyō̃ nē bahut mīṭhē-mīṭhē ulhanē̃ diyē haĩ .

58Today, the double foreigners have especially made very sweet complaints.

50Double foreigners nē ulhanē̃ diyē  ?

59Have you double foreigners complained?

51Double foreigners nē brahmā bāp kō bōlā sirph dō tīn sāl āp ruk jātē tō ham dēkh tō lētē .

60The double foreigners told Father Brahma: “If you had waited another two to three years, we too would have seen you.”

52Tō brahmā bāp nē hansī mē̃ bōlā , hansī kī - tō drama sē bāt karō , drama nē aisā kyō̃ kiyā  ?

61So Brahma Baba smiled and jokingly said: So, speak to the drama and ask the drama why it did that!

53Lēkin yah last sō fast kā example bannā hī thā - chāhē bhārat mē̃ , chāhē vidēśh mē̃ , isliē abhī last sō fast kā pratyakṣha sabūt dikhāō .

62However, this example of those coming last and going fast had to be created in Bharat and also abroad. 63Therefore, now show the practical proof of coming last and going fast.

54Jaisē āj samarth divas manāyā , aisē hī ab her|har din samarth divas hō .

64Just as today, you celebrated this day of power, in the same way, let every day be a day of power.

55Kisī bhī prakār key|kī halchal na hō .

65Let there be no type of upheaval.

56Jō brahmā bāp nē āj K|kē din tīn śhabdō̃ mē̃ śhikṣhā dī|the , ( nirākārī , nirvikārī aur niranhakārī ) in tīn śhabdō̃ K|kē śhikṣhā svarūp banō .

66On this day, Father Brahma gave the teachings in three words. 67(Incorporeal, viceless and egoless). 68Become an embodiment of the teachings of these three words.

57Mansā mē̃ nirākārī , vāchā mē̃ nirahaṅkārī , karmaṇā mē̃ nirvikārī .

69Be incorporeal in your thoughts, egoless in your words and viceless in your actions.

58Second mē̃ sākār svarūp mē̃ āō , second mē̃ nirākārī svarūp mē̃ sthit hō jāō .

70In a second, go into your corporeal form, and in a second, remain stable in the incorporeal stage.

59Yah abhyās sārē din mē̃ bār-bār karō .

71Repeatedly practise this throughout the day.

60Aisē nahī̃ sirph yād mē̃ baiṭhnē K|kē time nirākārī stage mē̃ sthit rahō lēkin bīch-bīch mē̃ samay nikāl is dēhbhān sē nyārē nirākārī ātmā svarūp mē̃ sthit hōnē kā abhyās karō .

72Let it not be that you only remain stable in the incorporeal stage, when you sit down to have remembrance, but make time every now and then to practise being detached from the consciousness of your body and remain stable in the form of the incorporeal soul.

61Kōī bhī kārya karō , kārya kartē bhī yah abhyās karō ki maĩ nirākār ātmā is sākār karmēndriyō̃ K|kē ādhār sē karma karā rahī hū̃ .

73Whatever task you are performing, whilst doing that, practise: “I, this incorporeal soul, am making these physical senses work.”

62Nirākārī sthiti karāvanhār sthiti hai .

74The incorporeal stage is the stage of being karavanhar (one who makes the senses work).

63Karmēndriyā̃ karanhār haĩ , ātmā karāvanhār hai .

75The physical senses are karanhar (the one who does) and the soul is karavanhar (one who makes others do).

64Tō nirākārī ātma sthiti sē nirākārī bāp svataḥ hī yād ātā hai .

76With the stage of the incorporeal soul you automatically remember the incorporeal Father.

65Jaisē bāp karāvanhār hai aisē maĩ ātmā bhī karāvanhār hū̃ , isliē karma K|kē bandhan mē̃ bandhēṅgē nahī̃ , nyārē rahē̃gē kyōṅki karma K|kē bandhan mē̃ phansnē sē hī samasyāyē̃ ātī haĩ .

77Just as the Father is the One who works through others, in the same way, “I, the soul, also work through the senses.” 78Therefore, you won't be tied in any bondage of karma, you will remain detached, because it is when you become trapped in some bondage of karma that there are problems.

66Sārē din mē̃ check karō - karāvanhār ātmā ban karma karā rahī hū̃  ?

79Throughout the day, check: “Do I, this soul, perform actions as karavanhar?”

67Achchhā  !

80Achcha.

68Abhī mukti dilānē key|kī machinery tīvr karō .

81Now make the machinery to make liberation work fast.

69Achchhā - is bārī jō is kalp mē̃ pahlī bār āyē haĩ , vah hāth uṭhāō .

82Achcha. 83All those who have come here for the first time in this cycle, raise your hands!

70Tō nayē-nayē ānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ ki samay par bāp kō pahchān bāp sē varsē K|kē adhikārī ban gayē haĩ .

84BapDada is giving special love and remembrance to all the new children who have come, because you have recognised the Father in time and have claimed a right to your inheritance.

71Sadā apnē is bhāgya kō yād rakhnā ki hamnē bāp kō pahchān liyā .

85Constantly remember your fortune of having recognised the Father.

72Achchhā - double foreigners hāth uṭhāō .

86Achcha, double foreigners, raise your hands!

73Bahut achchhā .

87Very good.

74Double foreigners kō bāpdādā kahtē haĩ ki brahmā K|kē saṅkalp key|kī paidāis haĩ .

88BapDada says that the double foreigners are the creation of Brahma's thoughts.

75Ēk haĩ direct mukh dvārā vaṅśhāvalī aur dūsrē haĩ saṅkalp dvārā vaṅśhāvalī .

89One is the direct progeny through the mouth and the other is the progeny through thoughts.

76Tō saṅkalp śhakti baṛī mahān hōtī hai .

90So, the power of thought is very great.

77Jaisē saṅkalp śhakti fast hai , aisē hī āpkī rachnā double foreigners fast puruṣhārth aur fast prālabdh anubhav karnē vālē haĩ isliē sārē brāhmaṇ parivār mē̃ double foreigners double sikīladhē hō .

91Therefore, just as your creation, the power of thought, is fast, in the same way, the double foreigners are those who make fast efforts and experience a reward fast. 92This is why the double foreigners are the doubly long-lost and now-found, beloved children in the whole family.

78Bhārat K|kē bhāī bahinē̃ āpkō dēkh karkē khuśh hōtē haĩ , vāh double foreigners vāh  !

93The brothers and sisters of Bharat become happy when they see you. 94Wah double foreigners! wah!

79Double foreigners kō khuśhī hōtī hai nā  ?

95Do you double foreigners have this happiness? 96Do you have a lot of happiness?

80Kitnī khuśhī hai  ?

97How much happiness do you have?

81Bahut hai  ?

98Is it a lot?

82Kōī aisī chīz hī nahī̃ hai jissē tulnā kar sakē̃ .

99In fact, nothing exists with which you could compare it.

83Double foreign mē̃ bhī sun rahē haĩ , dēkh bhī rahē haĩ .

100Double foreigners are listening and watching this abroad.

84Achchhā hai , yah science K|kē sādhan āpkō bēhad key|kī sēvā karnē mē̃ bahut sāth dēgē aur sahaj sēvā karāyēṅgē .

101It is good. 102These facilities of science will help you a great deal in doing unlimited service and they will enable you to serve easily.

85Āpkī sthāpanā K|kē connection sē hī yah science key|kī bhī tīvragati huī hai .

103The fast progress of science also has a connection with your task of establishment.

86Achchhā - sabhī pāṇḍav samarth haĩ nā  ?

104Achcha. 105Are all of you Pandavas powerful?

87Kamjōr tō nahī̃ , sab samarth haĩ  ?

106You are not weak. 107Are all of you powerful?

88Aur śhaktiyā̃ , samān bāp  ?

108Are you Shaktis equal to the Father?

89Śhakti sēnā hō .

109You are the Shakti Army.

90Śhaktiyō̃ key|kī śhakti māyājīt banānē vālī hai .

110The power of you Shaktis makes you into the conquerors of Maya.

91Achchhā .

111Achcha.

92Āj viśhēṣh śhrr̥iṅgār karnē vālē bhī āyē haĩ ( kalkattā K|kē bhāī bahinē̃ fool|phūl lēkar āyē haĩ , sab jagah phūlō̃ sē bahut achchhā śhrr̥iṅgār kiyā hai ) yah bhī snēh key|kī niśhānī hai .

112Today, those who put up the special decorations have also come. 113(Those from Calcutta who brought a truck full of fresh flowers to decorate The Tower of Peace and all the other various places. 114They decorated it beautifully.) 115This is also a sign of love.

93Achchhā hai apnā snēh kā sabūt diyā .

116It is good that you gave the proof of your love.

94Achchhā . 95Teachers hāth uṭhāō .

117Achcha, teachers, raise your hands!

96Her|har group mē̃ teachers bahut ātī haĩ .

118Many teachers come in every group.

97Teachers kō chance achchhā mil jātā hai .

119The teachers receive a very good chance.

98Sēvā kā pratyakṣha phal mil jātā hai .

120You receive the instant, visible fruit of your service.

99Achchhā hai , abhī apnē features dvārā sabhī kō future kā sākṣhātkār karāō .

121It is good. 122Now, give everyone a vision of the future through your features.

100Sunā , kyā karnā hai  ?

123Did you hear what you have to do?

101Achchhā .

124Achcha.

102Madhuban vālē hāth uṭhāō - bahut achchhā .

125Those from Madhuban, raise your hands! 126Very good.

103Madhuban vālō̃ kō chance bahut miltē haĩ isīliē bāpdādā kahtē haĩ madhuban vālē haĩ rūhānī chancellors .

127Those from Madhuban also receive many chances. 128This is why BapDada says that those from Madhuban are spiritual chancellors.

104Chancellor hō nā  ?

129Are you chancellors?

105Sēvā karnī paṛēgī .

130You will have to do service.

106Phir bhī sabkō madhuban nivāsī rāzī tō kar lētē haĩ nā  !

131Nevertheless, you residents of Madhuban are able to make everyone happy, are you not?

107Isīliē bāpdādā madhuban vālō̃ kō kabhī bhūltē nahī̃ haĩ .

132This is why BapDada never forgets those from Madhuban.

108Madhuban nivāsiyō̃ kō khās yād kartē haĩ .

133He especially remembers those from Madhuban.

109Madhuban vālō̃ kō kyō̃ yād kartē haĩ  ?

134Why does He remember those from Madhuban?

110Kyōṅki madhuban vālē bāp K|kē pyār mē̃ majority pās|pass haĩ .

135Because the majority of you residents of Madhuban passed in the subject of loving the Father.

111Majority , bāp sē pyār aṭūṭ hai .

136The majority. 137You have unbroken love for the Father.

112Cum|kam nahī̃ haĩ madhuban vālē , bahut achchhē haĩ .

138Those from Madhuban are no less. 139You are very good.

113Indore zone K|kē sēvādhārī āyē haĩ  : Indore zone vālē hāth uṭhāō .

140Servers from the Indore zone: Those from the Indore zone, raise your hands!

114Bahut haĩ , achchhā hai .

141There are many of you. 142It is good.

115Sēvā karnā arthāt samīp ānē kā phal khānā .

143To do service means to eat the fruit of coming close.

116Sēvā kā chance lēnā arthāt puṇya jamā karnā . 117Duāyē̃ jamā karnā .

144To take the chance of doing service means to accumulate in your account of charitable actions and to accumulate blessings.

118Tō sabhī sēvādhāriyō̃ nē apnā puṇya kā khātā jamā kiyā .

145So, all of you servers have accumulated in your accounts of charitable actions.

119Yah duāyē̃ vā puṇya extra lift kā kām kartī haĩ .

146These blessings and charitable acts work like an extra lift.

120Achchhā - dēśh vā vidēśh jō dūr baiṭhē bhī samīp haĩ , sabhī bachchō̃ kō bāpdādā snēh K|kē divas K|kē return mē̃ padamguṇā snēh kā yādpyār dē rahē haĩ .

147Achcha. 148Those from this land and abroad, who are close even though they are sitting far away, in return for this day of love, BapDada is giving all of you children multimillion-fold love and remembrance.

121Bāpdādā dēkhtē haĩ ki kahā̃ kyā bajtā hai , kahā̃ kyā time hōtā hai lēkin jāgtī jyōti athak ban sun rahē haĩ aur khuśh hō rahē haĩ .

149BapDada sees what time it is in every place: whatever time it is in one place and whatever time it is in another place, you ignited souls stay up all night, remain tireless and are very happy listening to Baba.

122Bāpdādā bachchō̃ key|kī khuśhī dēkh rahē haĩ .

150BapDada is seeing the happiness of the children.

123Bōlō , sabhī khuśhī mē̃ nāch rahē hō nā  ?

151Tell Me, all of you are dancing in happiness, are you not?

124Sabhī kāndh hilā rahē haĩ , hā̃ bābā .

152All of you are nodding, "Yes Baba!"

125Janak bachchī bhī bahut mīṭhā-mīṭhā muskarā rahī hai .

153Daughter Janak is also smiling very sweetly.

126Vaisē tō sab bāp kō yād haĩ lēkin kitnō̃ kā nām lē̃ .

154In fact, the Father remembers everyone, but how many children's names can He mention?

127Anēk bachchē haĩ isliē bāpdādā kahtē haĩ har ēk bachchā apnē nām sē personal yādpyār svīkār kar rahē haĩ aur kartē rahnā .

155There are many children and this is why BapDada says: Every child accepts personal love and remembrance by name and will continue to do so.

128Achchhā - abhī ēk second mē̃ nirākārī sthiti mē̃ sthit hō jāō .

156Achcha. 157Now, become stable in the incorporeal stage in a second.

129 ( bāpdādā nē drill karāī )

158Achcha. 159(Baba conducted drill.)

130Living values key|kī training chal rahī hai  : achchhā sēvā kā sādhan hai .

160(The training for Living Values is going on.) 161It is a good method for servicing.

131Living value karātē-karātē apnī lovely living kā abhyās baṛhātē rahnā .

162Whilst conducting the Living Values programmes, continue to increase the practice of your lovely living.

132Achchhā - bāpdādā āj ēk bāt Gulzār bachchī kō kah rahē thē , viśhēṣh mubārak dē rahē thē ki brahmā tan key|kī sēvā jaisē is rath nē bhī 33 varṣh pūrē kiyē .

163Achcha. 164Today, BapDada said something to daughter Gulzar. 165He gave special congratulations because this chariot has also completed 33 years of service just like the service done through the body of Brahma.

133Yah bhī drama mē̃ part hai .

166This is also part of the drama.

134Bāp key|kī madad aur bachchī key|kī himmat , dōnō̃ milkar part bajātē haĩ .

167The Father's help and the child's courage: both are playing their parts together.

135Achchhā  !

168Achcha.

136Sarv sadā snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē huē , sadā lav|love mē̃ līn rahnē vālē , sadā karāvanhār ātmā svarūp mē̃ sthit rahnē vālē , sadā tīn śhabdō̃ K|kē «  śhiv-mantra ' ' kō pratyakṣha jīvan mē̃ lānē vālē , sadā bāp K|kē samān master muktidātā ban viśhva key|kī ātmāō̃ kō mukti dilānē vālē aisē sarv śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

169To all the children who are constantly merged in the Ocean of Love, to those who remain constantly absorbed in love, to those who remain constantly stable in the stage of being souls who makes their senses work, to those who put the Shiva mantra of three words into their lives, to those who become master bestowers of liberation equal to the Father and enable souls of the world to receive liberation, to all such elevated souls, BapDada's love, remembrance and namaste.

137Dādī jī sē  : āj K|kē din bāp nē bachchō̃ kō viśhēṣh viśhva K|kē sāmnē pratyakṣha kiyā .

170BapDada speaking to Dadiji: 171Today, the Father especially revealed the children in front of the world.

138Bāp karāvanhār banē aur bachchō̃ kō karanhār banāyā .

172The Father became Karavanhar (One works through others) and made the children karanhar (one who does the work).

139Achchhā hai , yah snēh key|kī lahar sabhī kō samā dētī hai .

173It is good, this wave of love makes everyone become merged.

140Achchhā - śharīr kō chalānē key|kī vidhi ā gaī hai nā  !

174Achcha. 175You have now learnt the way to make your body work, have you not?

141Chalātē-chalātē bāp samān avyakt ban jāyēṅgī .

176Whilst making it work, you will become avyakt, equal to the Father.

142Sahaj puruṣhārth hai - duāyē̃ .

177The easy effort is blessings.

143Sārē din mē̃ kōī bhī nārāz nahī̃ hō , duāyē̃ milē̃ - yah hai first class puruṣhārth .

178Throughout the day, let no one become upset. 179To receive blessings is the first-class effort.

144Sahaj bhī hai , first bhī hai .

180It is easy and it is also first.

145Ṭhīk hai nā  !

181Is this all right?

146Śharīr kaisē bhī hō lēkin ātmā tō śhaktiśhālī hai nā  !

182No matter what the body is like, the soul is powerful, is it not?

147Tō jō āp sabhī bachchō̃ nē 14 varṣh tapasyā key|kī , vah tapasyā kā bal sēvā karā rahā hai .

183All of you children did tapasya for 14 years and it is the power of that tapasya that is enabling service to take place.

148Abhī tō āpkē bahut sāthī ban gayē haĩ .

184You now have many companions.

149Achchhē-achchhē sēvā K|kē sāthī haĩ .

185You have very good service companions.

150Bas āpkō dēkhkar khuśh hōtē haĩ , yahī bahut hai .

186They are very happy just seeing you. 187This in itself is a lot.

151Ṭhīk hai .

188Is this OK?

152Variṣhṭh baṛē bhāīyō̃ sē  : ḍrāmānusār jō sēvā K|kē plan bantē haĩ , vah achchhē ban rahē haĩ aur har ēk sadā saṅgaṭhan mē̃ snēh vā duāyē̃ lēnē kē liē bālak sō mālik kā pāṭh pakkā kar ēk dō kō āgē baṛhātē huē , ēk dō K|kē vichārō̃ kō bhī sammān dētē huē āgē baṛhtē haĩ tō saphaltā hī saphaltā hai .

189Speaking to the senior brothers: 190According to the drama, the plans for service that are being made are good. 191In order to receive constant love and blessings from the gathering, each one is making the lesson of being a child and master firm and making one another move forward and, by giving regard to each other’s ideas, is moving forward. 192Therefore, there is nothing but success and only success.

153Saphaltā tō hōnī hī hai .

193There has to be success.

154Lēkin abhī jō nimitt ātmāyē̃ haĩ unhō̃ kō viśhēṣh snēh K|kē sambandh mē̃ lānā  ; yah sabkē puruṣhārth kō tīvr banānā hai .

194However, now bring the souls who are instruments into a loving relationship. 195Let everyone's effort become intense.

155Snēh , niḥsvārth snēh , jahā̃ niḥsvārth snēh hai vah sammān dēgē bhī aur lē̃gē bhī .

196Let there be love, selfless love. 197Where there is selfless love, they will give regard and also receive regard.

156Vartamān samay snēh key|kī mālā mē̃ sabkō pirōnā , yahī viśhēṣh ātmāō̃ kā kārya hai aur issē hī , snēh saṅskārō̃ kō parivartan bhī karā saktā hai .

198At the present time, to make everyone become threaded in a rosary of love is the work of special souls, for it is this love that enables sanskars to be transformed.

157Gyān har ēk kē pās hai lēkin snēh kaisē bhī saṅskār vālē kō samīp lā saktā hai .

199They all have this knowledge, but love enables someone to come close, no matter what type of sanskars he has.

158Sirph snēh K|kē dō śhabda sadā kē liē unkē jīvan kā sahārā ban saktā hai .

200Just a few words of love can become a support of life for him.

159Niḥsvārth snēh jald sē jald mālā taiyār kar dēgā .

201Selfless love will create a garland very quickly.

160Brahmā bāp nē kyā kiyā  ?

202What did Father Brahma do?

161Snēh sē apnā banāyā .

203He made you belong to him with love.

162Tō āj iskī āvaśhyaktā hai .

204So, today, there is a need for this.

163Hai nā aisē  !

205It is like this, is it not?

164 ( sōnīpat kē liē meeting hō rahī hai , vahā̃ anubhūti karānē kē liē sādhanō̃ kā upyōg kaisē karē̃ ) vah tō plan banā rahē haĩ , har ēk K|kē saṅkalp , vichārō̃ kō jō viśhēṣh majority svīkār karē , vah banāō .

206 (Meetings are taking place for Sonipat (Delhi) and discussions are taking place on how to use the facilities to give an experience.) 207You are making those plans. 208Do that according to the thoughts and ideas that are accepted by the majority.

165Anubhūti tab karā sakē̃gē jab anubhūti svarūp banē̃gē .

209Only when you become an embodiment of experience can you give an experience.

166Achchhā .

210Achcha.

Blessing

167Vardān  : dr̥iṛhtā kī śhakti dvārā saphaltā prāpt karnē vālē trikāldarśhī āsandhārī bhav

211Blessing: May you remain seated on your trikaldarshi seat and achieve success with your power of determination.

168Dr̥iṛhtā kī śhakti śhrēṣhṭh śhakti hai jō albēlēpan key|kī śhakti kō sahaj parivartan kar dētī hai .

212 The power of determination is an elevated power which easily transforms any power of carelessness.

169Bāpdādā kā vardān hai - jahā̃ dr̥iṛhtā hai vahā̃ saphaltā hai hī .

213BapDada’s blessing is: There is success where there is determination.

170Sirph jaisā samay , vaisī vidhi sē siddhi svarūp banō .

214You simply have to become an embodiment of success in the right way, according to the time.

171Kōī bhī karma karnē K|kē pahlē uskē ādi-madhy-ant kō sōch-samajhkar kārya karō aur karāō arthāt trikāldarśhī āsandhārī banō tō albēlāpan samāpt hō jāyēgā .

215Before you perform any act, think of its beginning, middle and end and then perform that act or enable it to be performed, that is, remain seated on your trikaldarshi seat, so that carelessness then finishes.

172Saṅkalp rūpī bīj śhaktiśhālī dr̥iṛhtā sampann hō tō vāṇī aur karma mē̃ sahaj saphaltā hai hī .

216Let the seed of thought be powerful and filled with determination and there will then easily be success in your words and actions.

Slogan

173Slōgan  : sadā santuṣhṭ rah sarv kō santuṣhṭ karnē vālē hī santuṣhṭamaṇi haĩ .

217Slogan: Those who remain constantly content and make others content are jewels of contentment.

218*** Om Shanti ***