बुधवार 25 सितंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-09-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 25/09/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bēhad key|kī scholarship lēnī hai tō abhyās karō - ēk bāp K|kē sivāē aur kōī bhī yād na āyē ' '

1Essence: Sweet children, in order to claim an unlimited scholarship, practise remembering the one Father alone and no one else.

Question

2Praśhna  : bāp kā bannē kē bād bhī yadi khuśhī nahī̃ rahtī hai tō uskā kāraṇ kyā hai  ?

2Question: What are the reasons for not experiencing happiness even after belonging to the Father?

Answer

3Uttar  : 1 - buddhi mē̃ pūrā gyān nahī̃ rahtā .

3Answer: 1. This full knowledge doesn’t remain in your intellects.

42 - bāp kō yathārth rīti yād nahī̃ kartē .

42. You do not remember the Father accurately.

5Yād na karnē K|kē kāraṇ māyā dhōkhā dētī hai isliē khuśhī nahī̃ rahtī .

5Because you don’t remember Baba, Maya deceives you. 6This is why there isn't happiness.

6Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ naśhā rahē - bāp hamē̃ viśhva kā mālik banātē haĩ , tō sadā hullās aur khuśhī rahē .

7You children should have intoxication in your intellects that the Father is making you into the masters of the world, and you will then constantly have enthusiasm and happiness.

7Bāp kā jō varsā hai - pavitratā , sukh aur śhānti , ismē̃ full banō tō khuśhī rahēgī .

8Become full of the Father's inheritance of purity, happiness and peace and you will remain happy.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Ōm śhānti kā arth|earth tō bachchō̃ kō achchhī rīti mālūm hai - maĩ ātmā , yah mērā śharīr .

10You children know the meaning of “Om shanti” very well: "I am a soul and this is my body."

10Yah achchhī rīti yād karō .

11Remember this very well.

11Bhagvān mānā ātmāō̃ kā bāp hamkō paṛhātē haĩ .

12God, that is, the Father of souls, is teaching us.

12Aisē kabhī sunā hai  ?

13Have you ever heard this before?

13Vah tō samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa paṛhātē haĩ , parantu unkā tō nām-rūp hai nā .

14Those people think that Shri Krishna teaches them. 15However, he has a name and form.

14Yah tō paṛhānē vālā hai nirākār bāp .

16The One who is teaching you is the incorporeal Father.

15Ātmā suntī hai aur paramātmā sunātē haĩ .

17Souls listen to the Supreme Soul while He speaks.

16Yah naī bāt hai nā .

18This is something new.

17Vināśh tō hōnē kā hī hai nā .

19Destruction is definitely going to take place.

18Ēk haĩ vināśh kālē viparīt buddhi , dūsrē haĩ vināśh kālē prīt buddhi .

20One is of those who have non-loving intellects at the time of destruction and the other is of those who have loving intellects at the time of destruction.

19Āgē tum bhī kahtē thē īśhvar sarvavyāpī hai , patthar bhittar mē̃ hai .

21Previously, you too used to say that God is omnipresent and that He is in the pebbles and stones.

20In sab bātō̃ kō achchhī rīti samajhnā hai .

22You have to understand all of these things very well.

21Yah tō samjhāyā hai ātmā avināśhī hai , śharīr vināśhī hai .

23It is explained to you that souls are imperishable and that bodies are perishable.

22Ātmā kabhī ghaṭtī-baṛhtī nahī̃ .

24A soul doesn't increase or decrease in size.

23Vah hai itnī chhōṭī ātmā , itnī chhōṭī ātmā hī 84 janm lēkar sārā part bajātī hai .

25A soul is very tiny. 26Such a tiny soul takes 84 births and plays his whole part.

24Ātmā śharīr kō chalātī hai .

27A soul makes his body function.

25Ūñch tē ūñch bāp paṛhātē haĩ tō jarūr martabā bhī ūñch milēgā .

28The highest-on-high Father is teaching you, and so you also receive a high status.

26Ātmā hī paṛhkar martabā pātī hai .

29It is souls that study and receive a status.

27Ātmā kōī dēkhī nahī̃ jātī .

30A soul cannot be seen.

28Bahut kōśhiśh kartē haĩ ki dēkhē̃ ātmā kaisē ātī hai , kahā̃ sē nikaltī hai  ?

31Many people try to see how a soul enters and leaves a body but they can't tell how.

29Parantu mālūm nahī̃ paṛtā hai . 30Karkē kōī dēkhē bhī tō bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .

32Even if someone were to see a soul, he would not be able to understand anything.

31Yah tō tum samajhtē hō ātmā hī śharīr mē̃ nivās kartī hai .

33You understand that it is a soul that resides in a body.

32Ātmā alag hai , jīv alag hai .

34Souls are separate from their human bodies.

33Ātmā chhōṭī-baṛī nahī̃ hōtī hai .

35Souls do not become bigger or smaller.

34Jīv chhōṭē sē baṛā hōtā hai .

36Human bodies become big from small.

35Ātmā hī patit aur pāvan bantī hai . 36Ātmā hī bāp kō bulātī hai - hē patit ātmāō̃ kō pāvan banānē vālē bābā āō .

37It is souls that become pure and impure and it is souls that call out to the Father: O Baba, the One who makes impure souls pure, come!

37Yah bhī samjhāyā hai - sabhī ātmāyē̃ haĩ brides ( sītāyē̃ ) aur vah hai rām , bridegroom ēk .

38It is also explained to you that all souls are brides, (Sitas) and that He is the one Bridegroom, Rama.

38Vō lōg phir sabhī kō bridegroom kah dētē haĩ .

39Those people then say that all are bridegrooms.

39Ab bridegroom sabmē̃ pravēśh karē , yah tō hō nahī̃ saktā .

40It is not possible for the bridegroom to enter everyone.

40Yah buddhi mē̃ ulṭā gyān hōnē K|kē kāraṇ hī nīchē girtē āyē haĩ kyōṅki bahut glāni kartē , pāp kartē , defame kartē haĩ .

41Because of having that wrong knowledge in their intellects, they continue to fall. 42Because they insult Him a lot, they defame Him and commit a lot of sin.

41Bāp key|kī bahut bhārī nindā kī hai .

43They have defamed the Father so much.

42Bachchē kabhī bāp key|kī glāni karē̃gē kyā  !

44Would children ever defame their father?

43Parantu ājkal bigaṛtē haĩ tō bāp kō bhī gālī dēnē lagtē haĩ .

45However, nowadays, because children are spoilt, they begin to insult their fathers.

44Yah tō hai bēhad kā bāp .

46That One is the unlimited Father.

45Ātmā hī bēhad K|kē bāp key|kī glāni kartī hai - bābā āp kachchh-machchh avatār hō .

47It is souls that defame the unlimited Father. 48“Baba, you incarnate in a crocodile and a fish.”

46Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī bhī glāni kī hai - rāniyō̃ kō bhagāyā , yah kiyā , mākhan churāyā .

49They have also defamed Shri Krishna, by saying that he abducted queens and stole butter.

47Ab mākhan ādi churānē key|kī unkō kyā darkār paṛī .

50Why would he need to steal butter?

48Kitnē tamōpradhān buddhi ban paṛē haĩ .

51Their intellects have become so tamopradhan.

49Bāp kahtē haĩ maĩ ākar tumkō pāvan banānē key|kī bahut sahaj yukti batātā hū̃ .

52The Father says: I come and show you a very easy way to become pure.

50Bāp hī patit-pāvan sarvśhaktimān authority hai .

53The Father alone is the Purifier, the Almighty Authority.

51Jaisē sādhū-santa ādi jō bhī haĩ , unkō śhāstrō̃ key|kī authority kahtē haĩ . 52Śhaṅkarāchārya kō bhī vēdō̃-śhāstrō̃ ādi key|kī authority kahē̃gē , unkā kitnā bhabhkā hōtā hai .

54Just as sages and holy men etc. are said to be authorities of the scriptures, so Shankaracharya would also be said to be an authority of the Vedas and scriptures. 55They have so much pomp.

53Śhivāchārya kā tō kōī bhabhkā nahī̃ , inkē sāth kōī palṭan nahī̃ .

56Shivacharya doesn't have any pomp. 57He doesn't have a group of followers with Him.

54Yah tō baiṭh sabhī vēdō̃-śhāstrō̃ kā sār sunātē haĩ .

58That One sits here and speaks the essence of all the Vedas and scriptures to you.

55Agar śhivbābā bhabhkā dikhāyē tō pahlē inkā ( brahmā kā ) bhī bhabhkā chāhiē . 56Parantu nahī̃ .

59If Shiv Baba were to show His pomp, then, before that, there would have to be the pomp of Brahma, but no!

57Bāp kahtē haĩ maĩ tō tum bachchō̃ kā servant hū̃ .

60The Father says: I am the Servant of you children.

58Bāp inmē̃ pravēśh kar bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki bachchē tum patit banē hō .

61The Father enters this one and explains to you children: Children, you have become impure.

59Tum pāvan ban phir 84 janmō̃ kē bād patit ban gayē hō .

62You became pure and then became impure during 84 births.

60Inkī hī history-geography phir sē repeat hōgī .

63This one's history and geography will repeat.

61Inhōnnē hī 84 janm bhōgē haĩ .

64He is the one who has gone through 84 births.

62Phir unhē̃ hī satōpradhān bannē key|kī yukti batātē haĩ .

65He is shown the way to become satopradhan.

63Bāp hī sarvśhaktimān hai .

66The Father alone is the Almighty Authority.

64Brahmā dvārā sabhī vēdō̃-śhāstrō̃ kā sār samjhātē haĩ .

67He explains to you the essence of all the Vedas and scriptures through Brahma.

65Chitrō̃ mē̃ brahmā kō śhāstra dikhātē haĩ . 66Parantu vāstav mē̃ śhāstrō̃ ādi key|kī bāt hai nahī̃ .

68They have portrayed Brahma with scriptures in the pictures but, in fact, there is no question of scriptures etc.

67Na bābā kē pās śhāstra haĩ , na inkē pās|pass , na tumhārē pās|pass śhāstra haĩ .

69Neither does Baba have scriptures, nor does this one have scriptures, and you don’t have any scriptures either.

68Yah tō tumkō nitya naī-naī bātē̃ sunātē haĩ .

70That One tells you new things all the time.

69Yah tō jāntē hō ki sabhī bhakti mārg K|kē śhāstra haĩ .

71You know that all the scriptures belong to the path of devotion.

70Maĩ kōī śhāstra thōṛēhī sunātā hū̃ .

72I do not relate scriptures.

71Maĩ tō tumkō mukh sē sunātā hū̃ .

73I speak to you orally.

72Tumkō rājyōg sikhātā hū̃ , jiskā phir bhakti mārg mē̃ nām gītā rakh diyā hai .

74I teach you Raja Yoga which is then named the Gita on the path of devotion.

73Mērē pās|pass vā tumhārē pās|pass kōī gītā ādi hai kyā  ?

75Do I or you have a Gita etc.?

74Yah tō paṛhāī hai .

76This is a study.

75Paṛhāī mē̃ adhyāy , śhlōk ādi thōṛēhī hōtē haĩ .

77There is no question of verses etc.

76Maĩ tum bachchō̃ kō paṛhātā hū̃ , hūbahū kalp-kalp aisē hī paṛhātā rahū̃gā .

78I teach you children and I will continue to teach you identically every cycle.

77Kitnī sahaj bāt samjhātā hū̃ - apnē kō ātmā samjhō .

79I explain such easy things: Consider yourselves to be souls.

78Yah śharīr tō miṭṭī hō jātā hai .

80Your bodies will turn to dust.

79Ātmā avināśhī hai , śharīr tō ghaṛī-ghaṛī jaltā rahtā hai .

81Souls are imperishable whereas bodies are repeatedly being burnt.

80Ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .

82A soul sheds one body and takes another.

81Bāp kahtē haĩ maĩ tō ēk hī bār ātā hū̃ .

83The Father says: I only come once.

82Śhiv rātri manātē bhī haĩ . 83Vāstav mē̃ hōnā chāhiē śhiv jayantī .

84People celebrate Shiv Ratri, but it should in fact be called Shiv Jayanti.

84Parantu jayantī kahnē sē mātā K|kē garbh sē janm hō jātā hai , isliē śhiv rātri kah dētē haĩ .

85However, calling it Jayanti would mean taking birth through a mother's womb. 86This is why they call it Shiv Ratri.

85Dvāpar-kaliyug key|kī rātri mē̃ mērē kō ḍhūṇḍhtē haĩ .

87They search for Me during the night of the copper and iron ages.

86Kahtē haĩ sarvavyāpī hai .

88They say: He is omnipresent.

87Tō tērē mē̃ bhī hai nā , phir dhakkē kyō̃ khātē hō  !

89Therefore, He is in you too. 90So, why do you then stumble around?

88Ēkdam jaisē dēvtā sē āsurī sampradāy K|kē ban jātē haĩ .

91From being deities, it is as though you have completely become the devilish community.

89Dēvtāyē̃ kabhī śharāb pītē haĩ kyā  ?

92Do deities drink alcohol?

90Vahī ātmāyē̃ phir girī haĩ tō śharāb ādi pīnē lag paṛī haĩ .

93Those same souls fell, so they began to drink alcohol etc.

91Bāp kahtē haĩ ab is purānī duniyā kā vināśh bhī jarūr hōnā hai .

94The Father says: Now, this old world is definitely going to be destroyed.

92Purānī duniyā mē̃ haĩ anēk dharm , naī duniyā mē̃ hai ēk dharm .

95In the old world, there are innumerable religions, whereas in the new world, there is just the one religion.

93Ēk sē anēk dharm huē haĩ phir ēk jarūr hōnā hai .

96From the one religion, there are now many religions, and so now, there definitely has to be the one religion.

94Manuṣhya tō kah dētē kaliyug mē̃ abhī 40 hazār varṣh paṛē haĩ , iskō kahā jātā hai ghōr andhiyārā .

97People say that there are still 40,000 years of the iron age left. 98That is called extreme darkness.

95Gyān sūrya pragaṭā , agyān andhēr vināśh .

99When the Sun of Knowledge rises, the darkness of ignorance is dispelled.

96Manuṣhyō̃ mē̃ bahut agyān hai .

100People have a lot of ignorance.

97Bāp gyān sūrya , gyān sāgar ātē haĩ tō tumhārā bhakti mārg kā agyān miṭ jātā hai .

101When the Father, the Sun of Knowledge, the Ocean of Knowledge, comes, your ignorance of the path of devotion ends.

98Tum bāp kō yād kartē-kartē pavitra ban jātē hō , khād nikal jātī hai .

102You become pure by continuing to remember the Father; the alloy is removed.

99Yah hai yōg agni .

103This is the fire of yoga.

100Kām agni kālā banā dētī hai . 101Yōg agni arthāt śhivbābā key|kī yād gōrā banātī hai .

104The fire of lust makes you ugly whereas the fire of yoga, that is, the remembrance of Shiv Baba makes you beautiful.

102Śhrīkr̥iṣhṇa kā nām bhī rakhā hai - śhyām-sundar . 103Parantu arth|earth thōṛēhī samajhtē haĩ .

105They have named Shri Krishna, “Shyam-Sundar” (the ugly and beautiful one) but they don't understand the meaning of that.

104Bāp ākar arth|earth samjhātē haĩ .

106The Father comes and explains its meaning to you.

105Pahlē-pahlē satyug mē̃ kitnē sundar haĩ .

107First of all, they are so beautiful in the golden age.

106Ātmā pavitra sundar hai tō śharīr bhī pavitra sundar lētī hai .

108Souls are pure and beautiful and so they receive pure and beautiful bodies.

107Vahā̃ kitnā dhan daulat sab kuchh nayā hōtā hai .

109There, all the wealth and property and everything else are new.

108Naī dharnī phir purānī hōtī hai .

110That new land then becomes old.

109Ab is purānī duniyā kā vināśh jarūr hōnā hai .

111This old world is now definitely going to be destroyed.

110Khūb taiyāriyā̃ hō rahī haĩ .

112A lot of preparations are being made for that.

111Bhāratvāsī itnā nahī̃ samajhtē haĩ , jitnā vah samajhtē haĩ ki ham apnē kul kā vināśh kar rahē haĩ .

113The people of Bharat do not understand as much as those people do that they are destroying their own clan.

112Kōī prērak hai . 113Science dvārā ham apnā hī vināśh lātē haĩ .

114They feel that someone is inspiring them to bring about their own destruction through science.

114Yah bhī samajhtē haĩ Christ sē 3 hazār varṣh pahlē paradise thā .

115You also understand that 3000 years before Christ, there was Paradise.

115In god-goddess kā rājya thā .

116It used to be the kingdom of those gods and goddesses.

116Bhārat hī prāchīn thā .

117Bharat is an ancient land.

117Is rājyōg sē lakṣhmī-nārāyaṇ aisē banē thē .

118Lakshmi and Narayan became like that by studying this Raja Yoga.

118Vah rājyōg phir bāp hī sikhlā saktē haĩ .

119Only the Father can teach this Raja Yoga.

119Sannyāsī sikhlā na sakē̃ .

120Sannyasis cannot teach it.

120Ājkal kitnī ṭhagī lagī paṛī hai .

121Nowadays, there is so much cheating.

121Bāhar mē̃ jākar kahtē haĩ - ham bhārat kā prāchīn yōg sikhlātē haĩ .

122They go abroad and say that they are teaching the ancient yoga of Bharat.

122Aur phir kahtē haĩ aṇḍā khāō , śharāb ādi bhal piyō , kuchh bhī karō .

123They then say: You can eat eggs, drink alcohol etc., you can do anything.

123Ab vah kaisē rājyōg sikhlā sakē̃gē .

124How could they teach Raj Yoga?

124Manuṣhya kō dēvtā kaisē banāyēṅgē .

125How could they make human beings into deities?

125Bāp samjhātē haĩ ātmā kitnī ūñch hai phir punarjanma lētē-lētē satōpradhān sē tamōpradhān ban jātī hai .

126The Father explains that souls are so elevated and then, by taking rebirth, they become tamopradhan from satopradhan.

126Ab tum phir sē svarg key|kī sthāpanā kar rahē hō .

127You are now once again establishing heaven.

127Vahā̃ dūsrā kōī dharm hōtā hī nahī̃ .

128There is no other religion there.

128Ab bāp kahtē haĩ nark kā vināśh tō jarūr hōnā hai .

129The Father says: Hell is definitely going to be destroyed.

129Yahā̃ tak jō āyē haĩ vah phir svarg mē̃ jarūr jāyēṅgē .

130Those who have come here will definitely go to heaven.

130Śhivbābā kā thōṛā bhī gyān sunā tō svarg mē̃ jāyēṅgē jarūr .

131If they hear even a little of Shiv Baba’s knowledge, they will definitely go to heaven.

131Phir jitnā paṛhē̃gē , bāp kō yād karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

132Then, however much they study and remember the Father, they will accordingly claim a high status.

132Abhī vināśh kāl tō sabkē liē hai .

133It is now the time of destruction for everyone.

133Vināśh kālē prīt buddhi jō haĩ , sivāē bāp K|kē aur kōī kō yād nahī̃ kartē haĩ , vahī ūñch pad pātē haĩ .

134Those who have loving intellects at the time of destruction do not remember anyone except the Father and they are the ones who claim a high status.

134Iskō kahā jātā hai bēhad key|kī scholarship , ismē̃ tō race karnī chāhiē .

135This is called an unlimited scholarship. 136You should race in this.

135Yah hai īśhvarīy lottery .

137This is a Godly lottery.

136Ēk tō yād , dūsrā daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ aur rājā-rānī bannā hai tō prajā bhī banānī hai .

138Firstly, there is remembrance and secondly, you also have to imbibe divine virtues. 139If you want to become kings and queens, you also have to create subjects.

137Kōī bahut prajā banātē haĩ , kōī cum|kam .

140Some create many subjects and others create fewer.

138Prajā bantī hai service sē .

141Subjects are created by your doing service.

139Museum , pradarśhanī ādi mē̃ ḍhēr prajā bantī hai .

142Many subjects are created by your doing service at the museums and exhibitions etc.

140Is samay tum paṛh rahē hō phir sūryavanśhī-chandravanśhī dynasty mē̃ chalē jāyēṅgē .

143You are studying at this time, and you will then go into the sun dynasty and moon dynasty.

141Yah hai tum brāhmaṇō̃ kā kul .

144This is the clan of you Brahmins.

142Bāp brāhmaṇ kul adopt kar unhō̃ kō paṛhātē haĩ .

145The Father adopts the Brahmin clan and teaches them.

143Bāp kahtē haĩ maĩ ēk kul aur dō dynasty banātā hū̃ . 144Sūryavanśhī mahārājā-mahārānī , chandravanśhī rājā-rānī .

146The Father says: I create one clan and two dynasties: the sun-dynasty emperors and empresses and the moon-dynasty kings and queens.

145Inhō̃ kō kahē̃gē double sirtāj phir bād mē̃ jab vikārī rājāyē̃ hōtē haĩ tō unkō light kā tāj nahī̃ hōtā .

147They are called the double-crowned ones. 148Then the vicious kings come into existence and they do not have a crown of light.

146Un double tāj vālō̃ K|kē mandir banākar unkō pūjtē haĩ .

149They build temples to those who were double crowned and worship them.

147Pavitra kē āgē māthā ṭēktē haĩ .

150They bow down in front of the idols of those who were pure.

148Satyug mē̃ yah bātē̃ hōtī nahī̃ .

151Those things do not exist in the golden age.

149Vah hai hī pāvan duniyā , vahā̃ patit hōtē nahī̃ .

152That is the pure world. 153There are no impure beings there.

150Uskō kahā jātā hai sukhdhām , viceless world . 151Iskō kahā jātā hai vicious world .

154That is called a land of happiness, a viceless world, whereas this is called a vicious world.

152Ēk bhī pāvan nahī̃ .

155Not a single being here is pure.

153Sannyāsī gharbār chhōṛ bhāgtē haĩ , rājā gōpīchand kā bhī misāl hai nā .

156Sannyasis leave their homes and families and run away. 157There is the example of King Gopichand.

154Tum jāntē hō kōī bhī manuṣhya ēk-dō kō gati-sadgati dē nahī̃ saktē haĩ .

158You know that no human beings can grant liberation or salvation to others.

155Sarv kā sadgati dātā maĩ hī hū̃ .

159I alone am the Bestower of Salvation for All.

156Maĩ ākar sabkō pāvan banātā hū̃ .

160I come and make everyone pure.

157Ēk tō pavitra ban śhāntidhām chalē jāyēṅgē aur dūsrē pavitra ban sukhdhām mē̃ jāyēṅgē .

161Some will become pure and go to the land of peace and others will become pure and go to the land of happiness.

158Yah hai apavitr duḥkhdhām .

162This is an impure land of sorrow.

159Satyug mē̃ bīmārī ādi kuchh bhī hōtī nahī̃ .

163In the golden age, there are no illnesses etc.

160Tum us sukhdhām K|kē mālik thē phir rāvaṇrājya mē̃ duḥkhdhām K|kē mālik banē hō .

164You were the masters of that land of happiness. 165Then, in the kingdom of Ravan, you became the masters of the land of sorrow.

161Bāp kahtē haĩ kalp-kalp tum mērī śhrīmat par svarg sthāpan kartē hō .

166The Father says: You establish heaven every cycle by following My shrimat.

162Naī duniyā kā rājya lētē hō . 163Phir patit narkvāsī bantē hō .

167You claim the kingdom of the new world and then become impure residents of hell.

164Dēvtāyē̃ hī phir vikārī ban jātē haĩ . 165Vām mārg mē̃ girtē haĩ .

168The deities then become vicious and fall onto the path of sin.

166Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō bāp nē ākar parichay diyā hai ki maĩ ēk hī bār purūṣhōttam saṅgamyug par ātā hū̃ .

169The Father has come and given His introduction to you sweetest children: I only come once, at the most auspicious confluence age.

167Maĩ yugē-yugē tō ātā hī nahī̃ hū̃ .

170I do not come in every age.

168Kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ , na ki yugē-yugē .

171I come at the confluence age of the cycle, not in every age.

169Kalp K|kē saṅgam par kyō̃ ātā hū̃  ?

172Why do I come at the confluence of the cycles?

170Kyōṅki nark kō svarg banātā hū̃ .

173Because I change hell into heaven.

171Her|har 5 hazār varṣh bād ātā hū̃ .

174I come every 5000 years.

172Kaī bachchē likhtē haĩ - bābā , hamkō khuśhī nahī̃ rahtī hai , ullās nahī̃ rahtā hai .

175Some children write: Baba, I don't have any happiness or enthusiasm.

173Arē , bāp tumkō viśhva kā mālik banātē haĩ , aisē bāp kō yād kar tumkō khuśhī nahī̃ rahtī hai  !

176Oh! 177The Father is making you into the masters of the world! 178Do you not experience happiness on remembering such a Father?

174Tum pūrā yād nahī̃ kartē hō tab khuśhī nahī̃ ṭhahartī hai .

179It is because you don't remember Him fully that you don't have happiness.

175Pati kō yād kartē khuśhī hōtī hai , jō patit banātē haĩ aur bāp jō double sirtāj banātē haĩ , unkō yād karkē khuśhī nahī̃ hōtī hai  !

180You experience happiness while remembering your husband who makes you impure, whereas you don't have happiness while remembering the Father who makes you double crowned.

176Bāp K|kē bachchē banē hō phir bhī kahtē hō khuśhī nahī̃  !

181You have become the Father's children and yet you say that you don't have happiness.

177Pūrā gyān buddhi mē̃ nahī̃ hai .

182You don't have this full knowledge in your intellects.

178Yād nahī̃ kartē hō isliē māyā dhōkhā dētī hai .

183You don't remember Me and this is why Maya deceives you.

179Bachchō̃ kō kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .

184Baba explains to you children so well.

180Kalp-kalp samjhātē haĩ .

185He explains to you every cycle.

181Ātmāyē̃ jō pattharbuddhi ban paṛī haĩ , unkō pārasbuddhi banātā hū̃ .

186I make souls who have become those with stone intellects into those with divine intellects.

182Knowledgeful bāp hī ākar knowledge dētē haĩ .

187Only the knowledge-full Father comes and gives you this knowledge.

183Vah her|har bāt mē̃ full hai .

188He is full of everything.

184Purity mē̃ full , pyār mē̃ full .

189He is full of purity, full of love.

185Gyān kā sāgar , sukh kā sāgar , pyār kā sāgar hai nā .

190He is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness and the Ocean of Love.

186Aisē bāp sē tumkō yah varsā miltā hai .

191You receive this inheritance from such a Father.

187Aisā bannē kē liē hī tum ātē hō .

192You come here to become like that.

188Bākī vah satsaṅg ādi tō sab haĩ bhakti mārg K|kē .

193However, all of those spiritual gatherings etc. belong to the path of devotion.

189Unmē̃ aim object kuchh bhī hai nahī̃ .

194There is no aim or objective there.

190Iskō tō gītā pāṭhśhālā kahā jātā hai , vēd pāṭhśhālā nahī̃ hōtī .

195This is called a Gita Pathshala. 196This is not a pathshala for the Vedas.

191Gītā sē nar sē nārāyaṇ bantē hō .

197You become Narayan from ordinary humans through this Gita.

192Jarūr bāp hī banāyēṅgē nā .

198It would definitely be the Father who makes you that.

193Manuṣhya , manuṣhya kō dēvtā banā na sakē̃ .

199Human beings cannot make human beings into deities.

194Bāp bār-bār bachchō̃ kō samjhātē haĩ - bachchē , apnē kō ātmā samjhō .

200The Father repeatedly tells you children: Children, consider yourselves to be souls.

195Tum kōī dēh thōṛēhī hō .

201You are not bodies.

196Ātmā kahtī hai maĩ ēk dēh chhōṛ dūsrī lētī hū̃ .

202The soul says: I shed a body and take another.

197Achchhā  !

203Achcha.

198Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

199Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste you the spiritual children.

Essence for dharna

200Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2011 ) jaisē śhivbābā kā kōī bhabhkā nahī̃ , servant ban bachchō̃ kō paṛhānē kē liē āyē haĩ , aisē bāp samān authority hōtē huē bhī nirahaṅkārī rahnā hai .

207 1. Just as Shiv Baba doesn't have any pomp and comes as the Servant to teach you children, so, you are authorities like the Father and you too have to remain egoless.

202Pāvan bankar pāvan banānē key|kī sēvā karnī hai .

208Become pure and do the service of enabling others to become pure.

2032 ) vināśh kāl K|kē samay īśhvarīy lottery lēnē kē liē prīt buddhi ban yād mē̃ rahnē vā daivīguṇō̃ kō dhāraṇ karnē key|kī race karnī hai .

209 2. In order to claim a Godly lottery at the time of destruction, be one with a loving intellect and race to stay in remembrance and imbibe divine virtues.

Blessing

204Vardān  : śhuddha saṅkalpō̃ K|kē ghērāv dvārā safety kā anubhav karnē aur karānē vālē śhaktiśhālī ātmā bhav

210Blessing: May you be a powerful soul who feels safe and gives others the same experience by surrounding them with pure thoughts.

205Śhaktiśhālī ātmā vah hai jō dr̥iṛhtā kī śhakti dvārā second sē bhī cum|kam samay mē̃ vyarth kō samāpt kar dē .

211 A powerful soul is one who finishes all waste in less than a second with the power of determination.

206Śhuddha saṅkalp key|kī śhakti kō pahchānō , ēk śhuddha vā śhaktiśhālī saṅkalp bahut kamāl kar saktā hai .

212You have to recognise the power of pure thoughts: a pure and powerful thought can perform many wonders.

207Sirph kōī bhī dr̥iṛh saṅkalp karō tō dr̥iṛhtā saphaltā kō lāyēgī .

213Simply have a determined thought and this determination will bring success.

208Sabkē liē śhuddha saṅkalpō̃ kā bandhan , ghērāv aisā bāndhō jō kōī thōṛā kamjōr bhī hō , unkē liē bhī yah ghērāv ēk chhatrachhāyā ban jāē , safety kā sādhan vā kilā ban jāē .

214Surround everyone with pure thoughts and bind them with these in such a way that if any of them feels even a little weak, their being surrounded in this way will become a canopy of protection, a means of safety and a fortress for them.

Slogan

209Slōgan  : sabsē śhrēṣhṭh bhāgya unkā hai jinhē̃ direct bhagvān dvārā pālnā , paṛhāī aur śhrēṣhṭh jīvan key|kī śhrīmat miltī hai .

215Slogan: Those who receive sustenance, this study and shrimat for an elevated life directly from God have the most elevated fortune.

216*** Om Shanti ***