गुरुवार 3 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - rāvaṇ kā kāydā hai āsurī mat , jhūṭh bōlnā , bāp kā kāydā hai śhrīmat , sach bōlnā  »

1Essence: Sweet children, Ravan's laws are devilish dictates and lies whereas the Father's laws are shrimat and the truth.

Question

2Praśhna  : kin bātō̃ kā vichār kar bachchō̃ kō āśhcharya khānā chāhiē  ?

2Question: By thinking about what things should you children be amazed?

Answer

3Uttar  : 1 . kaisā yah bēhad kā wonderful nāṭak hai , jō features , jō act second by second pās|pass huā vah phir hūbahū repeat hōgā .

3Answer: 1. How this is an unlimited, wonderful play and how the features and the acts that have passed, second by second, will repeat identically.

4Kitnā wonder hai , jō ēk kā feature na milē dūsrē sē .

4It is such a wonder that no two can have the same features.

52 . kaisē bēhad kā bāp ākarkē sārē viśhva key|kī sadgati kartē haĩ , paṛhātē haĩ , yah bhī wonder hai .

52. How the unlimited Father comes and grants salvation to the whole world and teaches you is also a wonder.

Murli

6Ōm śhānti .

6Om shanti.

7Rūhānī bāp śhiv baiṭhkar apnē rūhānī bachchō̃ sāligrāmō̃ kō samjhā rahē haĩ , kyā samjhā rahē haĩ  ?

7The spiritual Father, Shiva, sits here and explains to His spiritual children, the saligrams. 8What does He explain to them?

8Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ aur yah samjhānē vālā ēk hī bāp hai aur tō jō bhī ātmāyē̃ athavā sāligrām haĩ sabkē śharīr kā nām hai .

9He explains the secrets of the beginning, middle and end of the world. 10It is only the one Father who explains this. 11All souls, that is, all saligrams, have names for their bodies.

9Bākī ēk hī param ātmā hai , jiskō śharīr nahī̃ hai .

12It is only the one Supreme Soul who doesn't have a body.

10Us param ātmā kā nām hai śhiv .

13The name of that Supreme Soul is Shiva.

11Unkō hī patit-pāvan paramātmā kahā jātā hai .

14He is also called the Purifier, the Supreme Soul.

12Vahī tum bachchō̃ kō is sārē viśhva K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhā rahē haĩ .

15He alone explains to you children the secrets of the beginning, the middle and the end of the whole world.

13Part bajānē kē liē tō sab yahā̃ ātē haĩ .

16Everyone comes here to play their parts.

14Yah bhī samjhāyā hai viṣhṇu K|kē dō rūp haĩ .

17It has also been explained that there are two forms in Vishnu.

15Śhaṅkar kā tō kōī part hai nahī̃ . 16Yah sab bāp baiṭh samjhātē haĩ .

18Shankar has no part. 19The Father sits here and explains all of these things.

17Bāp kab ātē haĩ  ?

20When does the Father come?

18Jabki naī sr̥iṣhṭi key|kī sthāpanā aur purānī kā vināśh hōnā hai .

21When the new world is to be established and the old world destroyed.

19Bachchē jāntē haĩ naī duniyā mē̃ ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hōtī hai .

22You children know that there is to be establishment of the one original eternal deity religion in the new world.

20Vah tō sivāē parampitā paramātmā K|kē aur kōī kar hī nahī̃ saktē .

23No one, apart from the Supreme Father, the Supreme Soul, can do that.

21Vahī ēk param ātmā hai jiskō paramātmā kahā jātā hai .

24He alone is the Supreme Soul and is called God.

22Unkā nām hai śhiv .

25His name is Shiva.

23Unkē śharīr kā nām nahī̃ paṛtā hai .

26He doesn't have a bodily name.

24Aur jō bhī haĩ sabkē śharīr kā nām paṛtā hai .

27Everyone else has a bodily name.

25Yah bhī samajhtē hō mukhya-mukhya jō haĩ vah tō sab ā gayē haĩ .

28You understand that the main ones have all come.

26Drama kā chakra phirtē-phirtē abhī ant ākar huī hai .

29The cycle of the drama has continued to rotate and it has now reached the end.

27Ant mē̃ bāp hī chāhiē .

30The Father is only needed at the end.

28Unkī jayantī bhī manātē haĩ .

31People celebrate His birthday.

29Śhivjayantī bhī is samay manātē haĩ jabki duniyā badalnī hai , ghōr andhiyārē sē ghōr rōśhnī hōtī hai arthāt duḥkhdhām sē sukhdhām hōnā hai .

32It is at this time that people celebrate Shiva Jayanti because the world has to change. 33From extreme darkness, there is extreme light, that is, the land of sorrow has to become the land of happiness.

30Bachchē jāntē haĩ parampitā paramātmā śhiv ēk hī bār purūṣhōttam saṅgamyug par ātē haĩ , purānī duniyā kā vināśh , naī duniyā kī sthāpanā karnē .

34You children know that the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, only comes once, at the most auspicious confluence age, to destroy the old world and establish the new world.

31Pahlē naī duniyā kī sthāpanā , pīchhē purānī duniyā kā vināśh hōtā hai .

35First, there is the establishment of the new world and then the destruction of the old world.

32Bachchē samajhtē haĩ paṛhkar hamkō hōśhiyār hōnā hai aur daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē hai .

36You children understand that you have to study and become clever and also imbibe divine virtues.

33Āsurī guṇ palaṭnē haĩ .

37Devilish traits have to be transformed.

34Daivī guṇō̃ aur āsurī guṇō̃ kā varṇan chart mē̃ dikhānā hōtā hai .

38You have to describe the divine virtues and devilish traits in your chart.

35Apnē kō dēkhnā hai ham kiskō taṅg tō nahī̃ kartē haĩ  ?

39Check yourself: Do I trouble anyone?

36Jhūṭh tō nahī̃ bōltē haĩ  ?

40Do I tell lies?

37Śhrīmat K|kē khilāph tō nahī̃ chaltē haĩ  ?

41Am I doing anything against shrimat?

38Jhūṭh bōlnā , kiskō duḥkh dēnā , taṅg karnā - yah hai rāvaṇ K|kē kāydē aur vah hai rām K|kē kāydē .

42To tell lies, to cause anyone sorrow, to trouble someone are all the laws of Ravan. 43These (shrimat) are the laws of Rama.

39Śhrīmat aur āsurī mat kā gāyan bhī hai .

44Shrimat and devilish directions have been remembered.

40Ādhākalp chaltī hai āsurī mat , jissē manuṣhya asur , duḥkhī , rōgī ban jātē haĩ .

45For half a cycle, there are devilish directions through which people have become devilish, unhappy and diseased.

41Pāñch vikār pravēśh hō jātē haĩ .

46The five vices come into existence then.

42Bāp ākar śhrīmat dētē haĩ .

47The Father comes and gives you shrimat.

43Bachchē jāntē haĩ śhrīmat sē hamkō daivī-guṇ miltē haĩ .

48You children know that you receive divine virtues by following shrimat.

44Āsurī guṇō̃ kō badalnā hai .

49The devilish traits have to be changed.

45Agar āsurī guṇ rah jāyēṅgē tō pad kam hō paṛēgā .

50If devilish traits still remain, the status is reduced.

46Janma-janmāntar K|kē pāpō̃ kā bōjhā jō sir par hai , number-vār purūṣhārth anusār halkā hō jāyēgā .

51The burden of sins of many births on your heads will continue to become light, numberwise, according to your efforts.

47Yah bhī samajhtē hō ki abhī yah hai purūṣhōttam saṅgamyug .

52You also understand that it is now the most auspicious confluence age.

48Bāp dvārā abhī daivīguṇ dhāraṇ kar naī duniyā K|kē mālik bantē haĩ .

53We are imbibing divine virtues from the Father and becoming the masters of the new world.

49Tō siddha hōtā hai purānī duniyā jarūr khalās hōnī hī hai . 50Naī duniyā kī sthāpanā brahmākumār , kumāriyō̃ dvārā hōnī hai .

54So, this proves that the old world is definitely going to end and that the new world is being established by the Brahma Kumars and Kumaris.

51Yah bhī pakkā niśhchay hai isliē service par lagē huē haĩ .

55You have this firm faith and this is why you are engaged in doing service.

52Kōī na kōī kā kalyāṇ karnē key|kī mēhnat kartē rahtē haĩ .

56You continue to make effort to benefit someone or other.

53Tum jāntē hō hamārē bhāī-bahan kitnī service kartē haĩ .

57You know how much service your brothers and sisters are doing.

54Sabkō bāp kā parichay dētē rahtē haĩ .

58You continue to give everyone the Father’s introduction.

55Bāp āyē haĩ jarūr pahlē-pahlē thōṛō̃ kō hī milēgā .

59The Father has come, and so He would surely only meet a few at the beginning.

56Phir vr̥iddhi kō pātē jāyēṅgē .

60Then there continues to be growth.

57Ēk brahmā dvārā kitnē brahmākumār bantē haĩ .

61So many become Brahma Kumars through the one Brahma.

58Brāhmaṇ kul tō jarūr chāhiē nā .

62The Brahmin clan is definitely needed.

59Tum jāntē hō ham sabhī brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ śhivbābā K|kē bachchē , sab bhāī haĩ .

63You know that all of you Brahma Kumars and Kumaris are the children of Shiv Baba, that all of you are brothers.

60Asul mē̃ bhāī haĩ phir prajāpitā brahmā K|kē bannē sē bhāī-bahan bantē haĩ .

64Originally, you are brothers and then, as children of Prajapita Brahma, you are brothers and sisters.

61Phir dēvtā kul mē̃ jāyēṅgē tō sambandh key|kī vr̥iddhi hōtī jāyēgī .

65Then, as you go into the deity clan, the relationships will continue to grow.

62Is samay brahmā K|kē bachchē aur bachchiyā̃ haĩ tō ēk hī kul huā , inkō dynasty nahī̃ kahē̃gē .

66At this time you are the sons and daughters of Brahma and so there is just the one clan. 67This is not called a dynasty.

63Rājāī na kauravō̃ kī hai , na pāṇḍavō̃ key|kī .

68There is neither a kingdom of the Kauravas nor of the Pandavas.

64Dynasty tab hōtī hai jab rājā-rānī number-vār gaddī par baiṭhtē haĩ .

69There is a dynasty when kings and queens sit on the throne, numberwise.

65Abhī tō hai hī prajā kā prajā par rājya .

70Now, it is the rule of the people over the people.

66Śhurū sē lēkar pavitra dynasty aur apavitr dynasty chalī āī hai .

71From the beginning, there have been pure and impure dynasties.

67Pavitra dynasty dēvtāō̃ key|kī hī chalī hai .

72Only the deities had a pure dynasty.

68Bachchē jāntē haĩ 5 hazār varṣh pahlē heaven thā tō pavitra dynasty thī .

73You children know that it became heaven 5000 years ago and that that was a pure dynasty.

69Unhō̃ K|kē chitra bhī haĩ , mandir kitnē ālīśhān banē huē haĩ .

74There are their images too. 75So many beautiful temples have been built.

70Aur kōī K|kē mandir nahī̃ haĩ .

76There aren't as many temples to anyone else.

71In dēvtāō̃ K|kē hī bahut mandir haĩ .

77There are many temples to just those deities.

72Bachchō̃ kō samjhāyā hai ki aur sabkē śharīr K|kē nām badaltē haĩ .

78It has been explained to you children that the bodily names of all the children change.

73Inkā hī nām śhiv chalā āyā hai .

79It is just that One's name, Shiva, that has continued.

74Śhiv bhagvānuvāch , kōī bhī dēhdhārī kō bhagvān nahī̃ kahā jātā .

80God Shiva speaks: No bodily being can be called God.

75Bāp bigar aur kōī bāp kā parichay dē na sakē kyōṅki vah tō bāp kō jāntē hī nahī̃ .

81No one, apart from the Father, can give the Father's introduction because they don't know the Father.

76Yahā̃ bhī bahut haĩ jinkī buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai - bāp kō kaisē yād karē̃ . 77Mūnjhtē haĩ .

82Here, too, there are many whose intellects cannot grasp how to remember the Father; they become confused.

78Itnī chhōṭī bindī unkō kaisē yād karē̃ .

83How can we remember such a tiny point?

79Śharīr tō baṛā hai , unkō hī yād kartē rahtē haĩ .

84The body is large, and you continue to remember that.

80Yah bhī gāyan hai bhrakuṭī kē bīch chamaktā hai sitārā arthāt ātmā sitārē misal hai .

85It is also remembered that a star shines in the centre of the forehead, that is, a soul is like a star.

81Ātmā kō sāligrām kahā jātā hai .

86A soul is called a saligram.

82Śhivliṅg key|kī bhī baṛē rūp mē̃ pūjā hōtī hai .

87The large form of a Shiva lingam is worshipped.

83Jaisē ātmā kō dēkh nahī̃ saktē , śhivbābā bhī kiskō dēkhnē mē̃ tō ā na sakē .

88Just as a soul cannot be seen, so too, no one can see Shiv Baba.

84Bhakti mārg mē̃ bindī key|kī pūjā kaisē karē̃ kyōṅki pahlē-pahlē śhivbābā key|kī avyabhichārī pūjā śhurū hōtī hai nā .

89How could a point be worshipped on the path of devotion because, at first, there is unadulterated devotion of Shiv Baba.

85Tō pūjā kē liē jarūr baṛī chīz chāhiē .

90So something big is definitely needed for worship.

86Sāligrām bhī baṛē aṇḍē misal banātē haĩ .

91They also make big saligrams that are egg shaped.

87Ēk taraph aṅguṣhṭhē misal bhī kahtē aur phir sitārā bhī kahtē haĩ .

92On the one hand, they say that souls are thumb shaped, and then they also say that they are stars.

88Abhī tumkō tō ēk bāt par ṭhaharnā hai .

93Now, you have to focus on one thing.

89Ādhākalp baṛī chīj key|kī pūjā kī hai . 90Ab phir bindī samajhnā ismē̃ mēhnat bhī hai , dēkh nahī̃ saktē .

94For half the cycle you have been worshipping a large thing and so it now requires effort for you to consider a soul to be a point. 95You cannot even see it.

91Yah buddhi sē jānā jātā hai .

96It can be known with the intellect.

92Śharīr mē̃ ātmā pravēśh kartī hai jō phir nikaltī hai , kōī dēkh tō nahī̃ saktā .

97A soul enters a body and then leaves a body, but no one can see it.

93Baṛī chīj hō tō dēkhnē mē̃ bhī āyē .

98If it were something big, people would be able to see it.

94Bāp bhī aisē bindī hai parantu vah gyān kā sāgar hai , aur kōī kō gyān kā sāgar nahī̃ kahē̃gē .

99The Father is also just a point but He is the Ocean of Knowledge. 100No one else can be called the Ocean of Knowledge.

95Śhāstra tō haĩ bhakti mārg K|kē .

101The scriptures belong to the path of devotion.

96Itnē sab vēd-śhāstra ādi kisnē banāyē  ?

102Who wrote all of those Vedas and scriptures etc.?

97Kahtē haĩ vyās nē banāyē .

103They say that Vyas wrote them.

98Christ key|kī ātmā nē kōī śhāstra banāyā nahī̃ .

104The Christ soul did not write a scripture.

99Yah tō bād mē̃ manuṣhya baiṭh banātē haĩ .

105It was later that people sat and wrote that.

100Gyān tō unmē̃ hai nahī̃ .

106They don't have any of this knowledge.

101Gyān sāgar hai hī ēk bāp .

107Only the one Father is the Ocean of Knowledge.

102Śhāstrō̃ mē̃ gyān key|kī , sadgati key|kī bātē̃ haĩ nahī̃ .

108There is no mention of this knowledge or salvation in the scriptures.

103Harēk dharm vālā apnē-apnē dharm sthāpak kō yād kartē haĩ .

109Those of each religion remember the founder of their own religion.

104Dēhdhārī kō yād kartē haĩ .

110They remember bodily beings.

105Christ kā bhī chitra hai nā .

111There is an image of Christ too.

106Sabkē chitra haĩ .

112There are images of everyone.

107Śhivbābā tō hai hī param ātmā .

113Shiv Baba is the Supreme Soul.

108Abhī tum samajhtē hō ātmāyē̃ sab haĩ brothers .

114You now understand that all souls are brothers.

109Brothers mē̃ gyān hō na sakē , jō kiskō gyān dēkar aur sadgati karē̃ .

115There cannot be any of this knowledge in brothers that they could give anyone this knowledge and grant salvation.

110Sadgati karnē vālā hai hī ēk bāp .

116It is only the one Father who grants everyone salvation.

111Is samay brothers bhī haĩ aur bāp bhī hai .

117At this time, there are the brothers and also the Father.

112Bāp ākar sārē viśhva key|kī ātmāō̃ kō sadgati dētē haĩ .

118The Father comes and grants salvation to all the souls of the world.

113Viśhva kā sadgati dātā hai hī ēk .

119Only the One is the Bestower of Salvation for the World.

114Śhrī śhrī 108 jagatgurū kahō athavā viśhva kā gurū kahō , bāt ēk hī hai .

120Whether you say, "Shri Shri 108 Jagadguru" or "The World Guru”, it is the same thing.

115Abhī tō hai āsurī rājya .

121It is now the devilish kingdom.

116Saṅgam par hī bāp ākar yah sab bātē̃ samjhātē haĩ .

122The Father only comes at the confluence age and explains all of these things to you.

117Tum jāntē hō barōbar ab naī duniyā kī sthāpanā hō rahī hai aur purānī duniyā kā vināśh hōtā hai .

123You know that the new world is now truly being established and that the old world is to be destroyed.

118Yah bhī samjhāyā hai patit-pāvan ēk hī nirākār bāp hai .

124It has also been explained that only the one incorporeal Father is the Purifier.

119Kōī dēhdhārī patit-pāvan hō na sakē .

125No bodily being can be the Purifier.

120Patit-pāvan paramātmā hī hai .

126Only the Supreme Soul is the Purifier.

121Agar patit-pāvan sītārām bhī kahē̃ tō bhī bāp nē samjhāyā hai bhakti kā phal dēnē bhagvān ātā hai .

127Even though it is said that Sita and Rama are purifiers, the Father explains that God comes to give you the fruit of your devotion.

122Tō sabhī sītāyē̃ ṭhaharī brides aur bridegroom ēk rām , jō sabhī kō sadgati dēnē vālā hai .

128Therefore, all the Sitas are brides and the one Rama is the Bridegroom who grants salvation to everyone.

123Yah sab bātē̃ bāp hī baiṭh samjhātē haĩ .

129The Father alone explains all of these things.

124Drama anusār tum hī phir 5 hazār varṣh bād yah bātē̃ sunē̃gē .

130According to the drama, you alone will hear these things again after 5000 years.

125Abhī tum sab paṛh rahē hō .

131All of you are now studying.

126School mē̃ kitnē ḍhēr paṛhtē haĩ .

132So many study at school.

127Yah sab drama banā huā hai .

133All of this is in the predestined drama.

128Jis samay jō paṛhtē haĩ , jō act chaltī hai vahī act phir kalp bād hūbahū hōgī , hūbahū 5 hazār varṣh bād phir paṛhē̃gē .

134Whatever you study at any time, whatever act takes place, that same act will repeat identically after a cycle. 135You will study identically after 5000 years.

129Yah anādi drama banā huā hai .

136This eternal drama is predestined.

130Jō bhī dēkhē̃gē second by second naī chīj dikhāī paṛēgī .

137Whatever you see, second by second, it will seem to be something new.

131Chakra phirtā rahēgā .

138The cycle will continue to turn.

132Naī-naī bātē̃ tum dēkhtē rahē̃gē .

139You will continue to see new things.

133Abhī tum jāntē hō yah 5 hazār varṣh kā drama hai jō chaltā rahtā hai .

140You now know that this is a drama of 5000 years which continues to turn.

134Inkī detail tō bahut hai . 135Mukhya-mukhya bātē̃ samjhāī jātī haĩ .

141It has a lot of detail, but only the main things are explained to you.

136Jaisē kahtē haĩ paramātmā sarvavyāpī hai , bāp samjhātē haĩ maĩ sarvavyāpī nahī̃ hū̃ .

142For instance, people say that God is omnipresent. 143The Father explains: I am not omnipresent.

137Bāp ākar apnā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā parichay dētē haĩ .

144The Father comes and gives you His own introduction and the introduction of the beginning, middle and end of creation.

138Tum abhī jāntē hō bāp kalp-kalp ātē haĩ hamkō varsā dēnē .

145You now know that the Father comes every cycle to give us our inheritance.

139Yah bhī gāyan hai brahmā dvārā sthāpanā .

146It is also remembered that establishment took place through Brahma.

140Ismē̃ samjhānī bahut achchhī hai .

147The explanation of this is very good.

141Virāṭ rūp kā bhī jarūr arth|earth hōgā nā .

148There would definitely be a meaning to the variety-form image.

142Parantu sivāē bāp K|kē kab kōī samjhā na sakē .

149However, no one except the Father has ever explained it.

143Chitra tō bahut haĩ parantu ēk key|kī bhī samjhānī kōī kē pās hai nahī̃ .

150There are many images, but no one has an explanation of even one of them.

144Ūñch tē ūñch śhivbābā hai , unkā bhī chitra hai parantu jāntē kōī nahī̃ .

151Shiv Baba is the Highest on High. 152There is His image too, but no one knows it.

145Achchhā phir sūkṣhmavatan hai unkō chhōṛ dō , unkī darkār hī nahī̃ .

153OK, then there is the subtle region, and you can put that aside too; there is no need for it.

146History-geography yahā̃ key|kī samajhnī hōtī hai , vah tō hai sākṣhātkār key|kī bāt .

154The history and geography of this place has to be understood. 155The other is a matter of visions.

147Jaisē yahā̃ ismē̃ bāp baiṭh samjhātē haĩ vaisē sūkṣhmavatan mē̃ karmātīt śharīr mē̃ baiṭhkar insē miltē haĩ athavā bōltē haĩ .

156Just as the Father sits in this one here, so too, He sits in the karmateet body in the subtle region and meets that one and speaks.

148Bākī vahā̃ tō world key|kī history-geography hai nahī̃ .

157However, there is no history or geography of the world there.

149History-geography yahā̃ kī hai .

158History and geography are of this place.

150Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhā huā hai satyug mē̃ dēvī-dēvtā thē , jinkō 5 hazār varṣh huā .

159It is fixed in the children's intellects that there were deities in the golden age, and that that was 5000 years ago.

151Is ādi sanātan dēvtā dharm key|kī sthāpanā kaisē huī - yah bhī kōī jāntē nahī̃ .

160No one even knows how this original eternal deity religion was established.

152Aur dharmō̃ key|kī sthāpanā kē bārē mē̃ tō sab jāntē haĩ .

161Everyone knows about the establishment of all the other religions.

153Kitāb ādi bhī haĩ .

162There are also their books etc.

154Lākhō̃ varṣh key|kī tō bāt hī nahī̃ hō saktī .

163It cannot be a matter of hundreds of thousands of years.

155Yah tō bilkul wrong hai parantu manuṣhyō̃ key|kī buddhi kuchh kām nahī̃ kartī .

164That is completely wrong, but people's intellects don’t work at all.

156Her|har bāt bāp samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , achchhī rīti dhāraṇ karō .

165The Father explains everything: Sweetest children, imbibe everything very well.

157Mukhya bāt hai bāp kī yād .

166The main thing is to have remembrance of the Father.

158Yah yād kī hī dauṛī hai .

167This is a race of remembrance.

159Race hōtī hai nā .

168They have races.

160Kōī akēlē-akēlē dauṛtē haĩ .

169Some run by themselves.

161Kōī jōṛī kō ikaṭṭhā bāndh phir dauṛtē haĩ .

170Some run three-legged races.

162Yahā̃ jō jōṛī hai vah ikaṭṭhē dauṛī lagānē key|kī practice kartē haĩ .

171Those who are couples here practise running together as a couple.

163Sōchtē haĩ satyug mē̃ bhī aisē ikaṭṭhē jōṛī ban jāyē̃ . 164Bhal nām-rūp tō badal jātā hai , vahī śharīr thōṛēhī miltā hai . 165Śharīr tō badaltā rahtā hai .

172They think that they will become a couple again in the golden age too, even though their names and forms change, because they don't receive the same bodies; the bodies continue to change.

166Samajhtē haĩ ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .

173You understand that a soul sheds a body and takes another.

167Features tō dūsrā hōgā .

174The features would be different.

168Parantu bachchō̃ kō wonder lagnā chāhiē jō features , jō act second by second past huī vah phir hūbahū 5000 varṣh kē bād repeat hōnī hai .

175However, you children should be amazed at how all the features and acts that pass by, second by second, repeat identically every 5000 years.

169Kitnā wonderful yah nāṭak hai , aur kōī samjhā nahī̃ saktē .

176This play is so wonderful! 177No one else can explain it.

170Tum jāntē hō ham sab purūṣhārth kartē haĩ .

178You know that all of you are making effort.

171Number-vār tō banē̃gē hī . 172Sab tō kr̥iṣhṇa nahī̃ banē̃gē .

179Everyone will be numberwise; not everyone would become Krishna.

173Features sabkē different hōṅgē .

180The features of everyone will be different.

174Kitnā baṛā wonderful nāṭak hai .

181This is such a wonderful play!

175Ēk kā feature na milē dūsrē sē .

182No two can have the same features.

176Vahī hūbahū khēl repeat hōtā hai .

183The same play repeats identically.

177Yah sab vichār kar āśhcharya khānā hōtā hai . 178Kaisē bēhad kā bāp ākar paṛhātē haĩ .

184If you thought about all of these things, you would be amazed at how the unlimited Father comes and teaches you.

179Janma-janmāntar tō bhakti mārg K|kē śhāstra ādi paṛhtē āyē , sādhuō̃ key|kī kathāyē̃ ādi bhī sunī .

185We have been studying the scriptures etc. on the path of devotion for birth after birth. 186We have also been listening to religious stories from the sages etc.

180Ab bāp kahtē haĩ bhakti kā samay pūrā huā .

187The Father says: The time of devotion is now over.

181Ab bhaktō̃ kō bhagvān dvārā phal miltā hai .

188Devotees are now to receive their fruit from God.

182Yah nahī̃ jāntē bhagvān kab kis rūp mē̃ āyēgā  ?

189They don't know when or in which form God will come.

183Kabhī kahtē haĩ śhāstra paṛhnē sē bhagvān milēgā  ? 184Kabhī kahtē yahā̃ āyēṅgē .

190Sometimes they say that they will find God by reading the scriptures, and sometimes they say that He will come here.

185Śhāstrō̃ sē hī agar kām hō jātā tō phir bāp kō kyō̃ ānā paṛē .

191If everything were to be accomplished by studying the scriptures, why would the Father need to come?

186Śhāstra paṛhnē sē hī bhagvān mil jāē tō bākī bhagvān ākar kyā karē̃gē .

192If people were to find God by studying the scriptures, what would God come and do?

187Ādhākalp tum yah śhāstra paṛhtē-paṛhtē tamōpradhān hī bantē āyē hō .

193You have been studying those scriptures for half a cycle and have continued to become tamopradhan.

188Tō bachchō̃ kō sr̥iṣhṭi kā chakra bhī samjhātē rahtē haĩ aur daivī chalan bhī chāhiē .

194So, the world cycle is also explained to you children. 195Your activity has to be divine.

189Ēk tō kiskō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

196Firstly, do not cause anyone sorrow.

190Aisē nahī̃ , kōī kō viṣh chāhiē , vah nahī̃ dētē hō tō yah kōī duḥkh dēnā hai .

197It isn't that if someone wants poison and you don't give that, that is causing someone sorrow.

191Aisē tō bāp kahtē nahī̃ haĩ .

198The Father doesn't mean it in that way.

192Kaī aisē bhī buddhū nikaltē haĩ jō kahtē haĩ bābā kahtē haĩ nā - kiskō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

199There are some foolish ones (buddhus) who say: Baba says that we mustn't cause anyone sorrow, so if someone is asking for poison, I should give it to him.

193Ab yah viṣh māṅgtē haĩ tō unkō dēnā chāhiē , nahī̃ tō yah bhī kiskō duḥkh dēnā huā nā .

200Otherwise, that would also be causing someone sorrow, would it not?

194Aisē samajhnē vālē mūṛhmatī bhī haĩ .

201There are also those with foolish intellects who think in that way.

195Bāp tō kahtē haĩ «  pavitra jarūr bannā hai ' ' .

202Father says: You definitely do have to become pure.

196Āsurī chalan aur daivī chalan key|kī bhī samajh chāhiē .

203There has to be the understanding of devilish activity and divine activity.

197Manuṣhya tō yah bhī nahī̃ samajhtē , vah tō kah dētē ātmā nirlēp hai . 198Kuchh bhī karō , kuchh bhī khāō-piyō , vikār mē̃ jāō , kōī harjā nahī̃ .

204Those people don't even understand this and simply say that souls are immune to the effect of action, that whatever you do, whatever you eat or drink, even if you indulge in vice, it doesn't matter.

199Aisē bhī sikhlātē haĩ .

205There are those who teach that.

200Kitnō̃ kō pakaṛkar lē ātē haĩ .

206They catch hold of so many people like that.

201Bāhar mē̃ bhī vegetarian bahut rahtē haĩ .

207Outside, there are many who are vegetarian.

202Jarūr achchhā hai tab tō vegetarian bantē haĩ .

208That is definitely good for that is why they become vegetarians.

203Sab jātiyō̃ mē̃ vaiṣhṇav hōtē haĩ . 204Chhī-chhī chīz nahī̃ khātē haĩ .

209There are Vaishnavs in all castes; they don't eat anything dirty.

205Minority hōtē haĩ .

210There is a minority of them.

206Tum bhī minority hō . 207Is samay tum kitnē thōṛē hō .

211You too are in the minority; at this time, there are very few of you.

208Āhistē-āhistē vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .

212Gradually, there will continue to be growth.

209Bachchō̃ kō yahī śhikṣhā miltī hai - daivīguṇ dhāraṇ karō .

213You children receive these teachings: Imbibe divine virtues.

210Chhī-chhī vastu aisī kōī K|kē hāth key|kī banāī huī nahī̃ khānī chāhiē .

214You must not eat anything impure prepared by anyone else.

211Achchhā  !

215Achcha.

212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

216To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

217The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

214Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

218Essence for dharna:

2151 ) apnē chart mē̃ dēkhnā hai - 1 - ham śhrīmat K|kē khilāph tō nahī̃ chaltē haĩ  ?

219 1. Look at your chart: 1) Do I do anything against shrimat?

2162 - jhūṭh tō nahī̃ bōltē haĩ  ?

2202) Do I tell lies?

2173 - kiskō taṅg tō nahī̃ kartē haĩ  ?

2213) Do I trouble anyone?

218Daivīguṇ dhāraṇ kiyē haĩ  ?

222Have I imbibed divine virtues?

2192 ) paṛhāī K|kē sāth-sāth daivī chalan dhāraṇ karnī hai .

223 2. Together with studying, also imbibe divine behaviour.

220 «  pavitra jarūr bannā hai ' ' .

224Definitely become pure.

221Kōī bhī chhī-chhī vastuē̃ nahī̃ khānī haĩ .

225Do not eat anything impure.

222Pūrā vaiṣhṇav bannā hai .

226Become complete Vaishnavs.

223Race karnī hai .

227Have a race.

Blessing

224Vardān  : bāp K|kē pharmān par buddhi kō khālī rakhnē vālē vyarth vā vikārī svapnō̃ sē bhī mukt bhav

228Blessing: May you become free from having wasteful and vicious dreams by keeping your intellect empty according to the Father’s instructions.

225Bāp kā pharmān hai ki sōtē samay sadā apnē buddhi kō clear karō , chāhē achchhā , chāhē burā sab bāp K|kē havālē kar apnī buddhi kō khālī karō .

229 The Father’s instructions are: At the time of going to sleep, clear your intellect. 230Whether it is something good or bad, empty your intellect and hand it over to the Father.

226Bāp kō dēkar bāp kē sāth sō jāō . 227Akēlē nahī̃ .

231Hand over everything to the Father and go to sleep with the Father, not alone.

228Akēlē sōtē hō yā vyarth bātō̃ kā varṇan kartē-kartē sōtē hō tab vyarth vā vikārī svapn ātē haĩ .

232When you go to sleep alone or after talking about wasteful things, you then have wasteful or vicious dreams.

229Yah bhī albēlāpan hai .

233This too is carelessness.

230Is albēlēpan kō chhōṛ pharmān par chalō tō vyarth vā vikārī svapnō̃ sē mukt hō jāyēṅgē .

234Let go of this carelessness and follow the Father’s instructions and you will become free from wasteful and vicious dreams.

Slogan

231Slōgan  : takdīrvān ātmāyē̃ hī sachchī sēvā dvārā sarv key|kī āśhīrvād prāpt kartī haĩ .

235Slogan: Only fortunate souls are able to receive blessings by doing true service.

236*** Om Shanti ***