शुक्रवार 4 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

004-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 04/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum jitnā-jitnā bāp kō pyār sē yād karē̃gē utnā āśhīrvād milēgī , pāp kaṭtē jāyēṅgē ' '

1Essence: Sweet children, the more you remember the Father with love, the more blessings you will receive and the more your sins will continue to be cut away.

Question

2Praśhna  : bāp bachchō̃ kō kis dharm mē̃ ṭiknē key|kī mat dētē haĩ  ?

2Question: Which religion does the Father direct you children to stay in?

Answer

3Uttar  : bābā kahtē bachchē - tum apnē vichitratā K|kē dharm mē̃ ṭikō , chitra K|kē dharm mē̃ nahī̃ .

3Answer: Baba says: Children, stay in your religion of being without an image; do not stay in the religion of an image (body).

4Jaisē bāp vidēhī , vichitr hai aisē bachchē bhī vichitr haĩ phir yahā̃ chitra ( śharīr ) mē̃ ātē haĩ .

4Just as the Father is bodiless and without an image, so each of you children too is without an image and you then enter an image (body) here.

5Abhī bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ bachchē vichitr banō , apnē svadharm mē̃ ṭikō .

5The Father now says to you children: Children, become those without an image (bodiless); stabilise in your original religion of the self.

6Dēh-abhimān mē̃ nahī̃ āō .

6Do not come into body consciousness.

Question

7Praśhna  : bhagvān bhī drama anusār kis bāt kē liē bandhāyamān hai  ?

7Question: What is God bound to do by the drama?

Answer

8Uttar  : ḍrāmānusār bachchō̃ kō patit sē pāvan banānē kē liē bhagvān bhī bandhāyamān hai .

8Answer: God is bound by the drama to purify the children.

9Unkō ānā hī hai puruṣhōttam saṅgamyug par .

9He has to come at this most auspicious confluence age.

Murli

10Ōm śhānti .

10Om shanti.

11Bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ jab ōm śhānti kahā jātā hai tō gōyā apnī ātmā kō svadharm kā parichay diyā jātā hai .

11The Father sits here and explains to you spiritual children: When “Om shanti” is said, souls are being given the introduction of their original religion.

12Tō jarūr bāp bhī automatically yād ātā hai kyōṅki yād tō harēk manuṣhya bhagvān kō hī kartē haĩ .

12So, surely, the Father is automatically remembered because every human being definitely remembers God, but it is just that they don't have God's introduction.

13Sirph bhagvān kā pūrā parichay nahī̃ hai . 14Bhagvān apnā aur ātmā kā parichay dēnē hī ātē haĩ .

13God comes simply to give His own introduction and the introduction of souls.

15Patit-pāvan kahā hī jātā hai bhagvān kō .

14God alone is called the Purifier.

16Patit sē pāvan banānē kē liē bhagvān bhī drama anusār bandhāyamān haĩ .

15God is bound by the drama to make impure ones pure.

17Unkō bhī ānā hai purūṣhōttam saṅgamyug par .

16He has to come at this most auspicious confluence age.

18Saṅgamyug key|kī samjhānī bhī dētē haĩ .

17He also gives the explanation of the confluence age.

19Purānī duniyā aur naī duniyā K|kē bīch mē̃ hī bāp ātē haĩ .

18The Father only comes between the old world and the new world.

20Purānī duniyā kō mr̥ityulōk , naī duniyā kō amarlōk kahā jātā hai .

19The old world is called the land of death and the new world is called the land of immortality.

21Yah bhī tum samajhtē hō , mr̥ityulōk mē̃ āyu kam hōtī hai . 22Akālē mr̥iityu hōtī rahtī hai .

20You also understand that lifespans are short in the land of death and that there continues to be untimely death.

23Vah phir hai amarlōk , jahā̃ akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī kyōṅki pavitra haĩ .

21That is the land of immortality where there is no untimely death because they are pure.

24Apavitratā sē vyabhichārī bantē haĩ aur āyu bhī kam hōtī hai . 25Bal bhī kam hō jātā hai .

22Through impurity, they become adulterated, their lifespans become short and their power decreases.

26Satyug mē̃ pavitra hōnē kāraṇ avyabhichārī haĩ . 27Bal bhī jāstī rahtā hai .

23In the golden age, because they are pure, they are unadulterated and they have greater power.

28Bal bigar rājāī kaisē prāpt kī  ?

24How did they attain their kingdom without power?

29Jarūr bāp sē unhōnnē āśhīrvād lī hōgī .

25They must definitely have taken blessings from the Father.

30Bāp hai sarvśhaktimān .

26The Father is the Almighty Authority.

31Āśhīrvād kaisē lī hōgī  ?

27How would they have claimed their blessings?

32Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .

28The Father says: Remember Me!

33Tō jinhōnnē jāstī yād kiyā hōgā unhōnnē hī āśhīrvād lī hōgī .

29Those who had more remembrance would have claimed blessings.

34Āśhīrvād kōī māṅgnē key|kī chīz nahī̃ hai . 35Yah tō mēhnat karnē key|kī chīz hai .

30A blessing is not something to be asked for; it is something for which you make effort.

36Jitnā jāstī yād karē̃gē utnā jāstī āśhīrvād milēgī arthāt ūñch pad milēgā .

31The more remembrance you have, the more blessings you receive, that is, you receive a higher status.

37Yād hī nahī̃ karē̃gē tō āśhīrvād bhī nahī̃ milēgī .

32If you don't have remembrance, you won't receive blessings.

38Laukik bāp bachchō̃ kō kabhī yah nahī̃ kahtē haĩ ki mujhē yād karō .

33A physical father never tells his children to remember him.

39Vah chhōṭēpan sē āpēhī mammā-bābā kartē rahtē haĩ .

34From his childhood, a child automatically says “mama” and “baba”.

40Organs chhōṭē haĩ , baṛē bachchē kab aisē bābā-bābā , mama-mama nahī̃ kahē̃gē .

35His organs are small. 36Older children would not say “mama” and “baba”.

41Unhō̃ key|kī buddhi mē̃ rahtā hai - yah hamārē mā̃-bāp haĩ , jinsē yah varsā milnā hai .

37It would be in their intellects that they are their mother and father from whom they are to receive their inheritance.

42Kahnē key|kī vā yād karnē key|kī bāt nahī̃ rahtī hai .

38It is not something that has to be said or remembered.

43Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ mujhē aur varsē kō yād karō .

39Here, the Father says: Remember Me and the inheritance.

44Had K|kē sambandh kō chhōṛ ab bēhad K|kē sambandh kō yād karnā hai .

40Renounce limited relationships and now remember the unlimited relationship.

45Sab manuṣhya chāhtē haĩ hamārī gati hō .

41All human beings want liberation.

46Gati kahā jātā hai mukti-dhām kō .

42Liberation refers to the land of liberation.

47Sadgati kahā jātā hai phir sē sukhdhām mē̃ ānē kō .

43Salvation means to go once again to the land of happiness.

48Kōī bhī pahlē āyēgā tō jarūr sukh hī pāyēgā .

44Anyone who comes will definitely first receive happiness.

49Bāp sukh kē liē hī ātē haĩ .

45The Father comes just to give happiness.

50Jarūr kōī bāt difficult hai isliē inkō ūñch paṛhāī kahā jātā hai .

46There must definitely be something difficult because this is why it is said to be such a high study.

51Jitnī ūñch paṛhāī utnī difficult bhī hōgī .

47The higher the study, the more difficult it would be.

52Sabhī tō pās|pass kar na sakē̃ .

48Not everyone can pass.

53Baṛē tē baṛā imtahān bahut thōṛē student pās|pass kartē haĩ kyōṅki baṛā imtahān pās|pass hōnē sē phir sarkār kō paghār ( naukrī ) bhī bahut dēnā paṛē nā .

49Very few students pass the highest examinations because when someone passes a high examination, the Government also has to give a higher salary.

54Kaī student baṛā imtahān pās|pass karkē bhī aisē hī baiṭhē rahtē haĩ .

50Some students pass a high examination and yet they remain sitting idle.

55Sarkār kē pās itnā paisā nahī̃ hai jō baṛā paghār dē .

51The Government doesn't have enough money to give them a high salary.

56Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ jitnā ūñch paṛhē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

52Here, the Father says: The more you study, the higher the status you will claim.

57Aisē bhī nahī̃ sab kōī rājāyē̃ vā sāhūkār banē̃gē .

53It isn't that everyone will become a king or a wealthy person.

58Sārā madār paṛhāī par hai .

54Everything depends on how you study.

59Bhakti kō paṛhāī nahī̃ kahā jātā .

55Devotion is not called a study.

60Yah tō hai rūhānī gyān jō rūhānī bāp paṛhātē haĩ .

56This knowledge that the spiritual Father teaches is spiritual.

61Kitnī ūñch paṛhāī hai .

57This study is so high.

62Bachchō̃ kō difficult lagtā hai kyōṅki bāp kō yād nahī̃ kartē tō characters bhī sudhartē nahī̃ haĩ .

58Some children find this difficult because they don't remember the Father and they don't reform their characters.

63Jō achchhā yād kartē haĩ unkē characters bhī achchhē hōtē jātē haĩ .

59The characters of those who have good remembrance continue to become good.

64Bahut-bahut mīṭhē serviceable bantē jātē haĩ .

60They continue to become very, very sweet and serviceable.

65Characters achchhē nahī̃ haĩ tō kōī kō pasand bhī nahī̃ ātē haĩ .

61If their characters are not good, no one likes them.

66Jō nā-pass hōtē haĩ tō jarūr characters mē̃ rōlā hai .

62Those who fail definitely have something wrong in their characters.

67Śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē characters bahut achchhē haĩ .

63The characters of Shri Lakshmi and Narayan are very good.

68Rām kō dō kalā cum|kam kahē̃gē .

64Rama is said to be two degrees less.

69Bhārat rāvaṇ rājya mē̃ jhūṭh khaṇḍ hō paṛtā hai .

65Bharat becomes the land of falsehood in the kingdom of Ravan.

70Sachkhaṇḍ mē̃ tō zarā bhī jhūṭh hō na sakē .

66There cannot be the slightest falsehood in the land of truth.

71Rāvaṇ rājya mē̃ hai jhūṭh hī jhūṭh .

67In the kingdom of Ravan, there is nothing but falsehood.

72Jhūṭhē manuṣhyō̃ kō daivī guṇō̃ vālā kah nahī̃ saktē .

68False human beings cannot be called those with divine virtues.

73Yah bēhad key|kī bāt hai .

69This is something unlimited.

74Abhī bāp kahtē haĩ aisī jhūṭhī bātē̃ kisī key|kī na sunō , na sunāō .

70The Father now says: Do not listen to such false things from others or relate them to others.

75Ēk īśhvar key|kī mat kō hī legal mat kahā jātā hai .

71Only the directions of God are said to be legal directions.

76Manuṣhya mat kō illegal mat kahā jātā .

72Human directions are said to be illegal directions.

77Legal mat sē tum ūñch bantē hō .

73You become elevated by following legal directions.

78Parantu sab nahī̃ chal saktē haĩ tō illegal ban paṛtē haĩ .

74However, not everyone can follow them, and so they become illegal.

79Kaī bāp kē sāth pratigyā bhī kartē haĩ - bābā itnī āyu hamnē illegal kām kiyē haĩ , abhī nahī̃ karē̃gē .

75Some even promise the Father: Baba, until this age, we have been doing illegal work and we won't do that now.

80Sabsē illegal hai kām vikār kā bhūt .

76The most illegal work is the evil spirit of lust.

81Dēh-abhimān kā bhūt tō sabmē̃ hai hī .

77There is the evil spirit of body consciousness in everyone anyway.

82Māyāvī purūṣh mē̃ dēh-abhimān hī hōtā hai .

78There is body consciousness in people influenced by Maya.

83Bāp tō hai hī vidēhī , vichitr .

79The Father is bodiless, without an image.

84Tō bachchē bhī vichitr haĩ .

80Therefore, children too are without images.

85Yah samajh key|kī bāt hai .

81This is something to understand.

86Ham ātmā vichitr haĩ phir yahā̃ chitra ( śharīr ) mē̃ ātē haĩ .

82We souls are without images, and then we enter images (bodies) here.

87Abhī bāp phir kahtē haĩ vichitr banō .

83The Father says once again: Become without an image.

88Apnē svadharm mē̃ ṭikō .

84Stabilise yourselves in your original religion.

89Chitra K|kē dharm mē̃ nahī̃ ṭikō .

85Do not stabilise yourselves in the religion of your image.

90Vichitratā K|kē dharm mē̃ ṭikō .

86Stabilise yourselves in the religion of being without an image.

91Dēh-abhimān mē̃ na āō .

87Do not become body conscious.

92Bāp kitnā samjhātē haĩ - ismē̃ yād kī bahut jarūrat hai .

88The Father explains to you so much; there is a great need for remembrance in this.

93Bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō tō tum satōpradhān , pure banē̃gē .

89The Father says: Consider yourselves to be souls and remember Me and you will become satopradhan and pure.

94Impurity mē̃ jānē sē bahut daṇḍ mil jātā hai .

90A lot of punishment is received by becoming impure.

95Bāp kā bannē kē bād agar kōī bhūl hōtī hai tō phir gāyan hai satgurū K|kē nindak ṭhaur na pāyē̃ .

91It is remembered of those who make a mistake after belonging to the Father: Those who defame the Satguru cannot attain a high status.

96Agar tum mērī mat par chal pavitra nahī̃ banē̃gē tō sau guṇā daṇḍ bhōgnā paṛēgā .

92If you don't follow My directions to become pure, there will have to be one hundred-fold punishment.

97Vivēk chalānā hai .

93Each of you has to use your conscience.

98Agar ham yād nahī̃ kar saktē tō itnā ūñch pad bhī nahī̃ pā sakē̃gē .

94If I am unable to have remembrance, I won't be able to claim such a high status.

99Purūṣhārth kē liē time bhī dētē haĩ .

95You have to make time for making effort.

100Tumkō kahtē haĩ kyā sabūt hai  ? 101Bōlō , jis tan mē̃ ātē haĩ vah prajāpitā brahmā tō manuṣhya hai nā .

96When you are asked what evidence you have, tell them: The body that God enters is that of Prajapita Brahma who is a human being.

102Manuṣhya kā nām śharīr par paṛtā hai .

97The bodies of human beings are given names.

103Śhivbābā tō na manuṣhya hai , na dēvtā hai .

98Shiv Baba is neither a human being nor a deity.

104Unkō supreme ātmā kahā jātā hai .

99He is called the Supreme Soul.

105Vah tō patit vā pāvan nahī̃ hōtā , vah samjhātē haĩ mujhē yād karnē sē tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .

100He doesn't become impure or pure. 101He explains: By remembering Me, your sins will be cut away.

106Bāp hī baiṭh samjhātē haĩ tum satōpradhān thē , abhī tamōpradhān banē hō .

102The Father sits here and explains: You were satopradhan and have now become tamopradhan.

107Phir satōpradhān bannē kē liē mujhē yād karō .

103Remember Me in order to become satopradhan again.

108In dēvtāō̃ key|kī qualification dēkhō kaisī hai aur unhō̃ sē rahm māṅgnē vālō̃ kō bhī dēkhō wonder lagtā hai - ham kyā thē  !

104Look what the qualifications of the deities are and look at those who ask them for mercy. 105You then wonder what you yourselves were.

109Phir 84 janmō̃ mē̃ kitnā girkar ēkdam chaṭ hō paṛē haĩ .

106You have become completely degraded by falling through your 84 births.

110Bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchē , tum daivī gharānē K|kē thē .

107The Father says: Sweetest children, you used to belong to the deity dynasty.

111Abhī apnī chāl kō dēkhō yah ( dēvī-dēvtā ) ban saktē hō  ?

108Now, look at your behaviour and see whether you are able to become like the deities.

112Aisē nahī̃ , sab lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē .

109Do not think that everyone will become Lakshmi and Narayan.

113Phir tō sārā phūlō̃ kā bagīchā hō jāē .

110In that case, the whole place would become a garden of flowers.

114Śhivbābā kō sirph gulāb K|kē fool|phūl hī chaṛhāyē̃ , parantu nahī̃ , ak K|kē fool|phūl bhī chaṛhātē haĩ .

111Only roses should be offered to Shiv Baba, but no, uck flowers are offered to Him.

115Bāp K|kē bachchē kōī fool|phūl bhī bantē haĩ , kōī ak bhī bantē haĩ .

112Some of the Father's children become flowers and others become uck flowers.

116Pās|pass nā-pass tō hōtē hī haĩ .

113There are those who pass and those who fail.

117Khud bhī samajhtē haĩ ki ham rājā tō ban nahī̃ sakē̃gē .

114They can understand for themselves that they will not be able to become kings.

118Āp samān hī nahī̃ banātē haĩ , sāhūkār kaisē , kaun banē̃gē vah tō bāp jānē .

115They don't make anyone the same as themselves. 116Only the Father knows who will become wealthy and how.

119Āgē chal tum bachchē bhī samajh jāyēṅgē ki yah phalānā bāp kā kaisā madadgār hai .

117As you children progress further, you will also understand what type of helper of the Father a particular child is.

120Kalp-kalp jinhōnnē jō kuchh kiyā hai vahī karē̃gē .

118Whatever any of them did in the previous cycles, they will do the same again.

121Ismē̃ fark nahī̃ paṛ saktā .

119There cannot be any difference in that.

122Bāp points tō dētē rahtē haĩ .

120The Father continues to give you points.

123Aisē-aisē bāp kō yād karnā hai aur transfer bhī karnā hai .

121You have to remember the Father in this way and also transfer everything.

124Bhakti mārg mē̃ tum īśhvar arth|earth kartē hō . 125Parantu īśhvar kō jāntē nahī̃ hō .

122On the path of devotion, you do everything in the name of God, but you do not know God.

126Itnā samajhtē hō ūñch tē ūñch bhagvān hai .

123You only understand that God is the Highest on High.

127Aisē nahī̃ ki ūñch tē ūñch nām rūp vālā hai . 128Vah hai hī nirākār .

124It isn't that He is one with the highest name and form; He is incorporeal.

129Phir ūñch tē ūñch sākār yahā̃ hōtē haĩ .

125Then, the highest-on-high corporeal beings exist here.

130Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō dēvtā kahā jātā hai .

126Brahma, Vishnu and Shankar are called deities.

131Brahmā dēvtāē namaḥ , viṣhṇu dēvtāē namaḥ phir kahtē haĩ śhiv paramātmāē namaḥ .

127It is said: “Salutations to the deity Brahma, salutations to the deity Vishnu”, and then they say: “Salutations to the Supreme Soul Shiva”.

132Tō paramātmā baṛā ṭhaharā|ṭhahrā nā .

128So, God is the greatest.

133Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō paramātmā nahī̃ kahē̃gē .

129Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called God.

134Mukh sē kahtē bhī haĩ śhiv paramātmāē namaḥ tō jarūr paramātmā ēk huā nā .

130People say through their mouths: Salutations to the Supreme Soul Shiva, and so God must surely be one.

135Dēvtāō̃ kō naman kartē haĩ .

131People bow down to the deities.

136Manuṣhya lōk mē̃ manuṣhya kō manuṣhya kahē̃gē .

132In the human world, human beings are called human beings.

137Unkō phir paramātmāē namaḥ kahnā - yah tō pūrā agyān hai .

133To say: “Salutations to the Supreme Soul” when referring to human beings is total ignorance.

138Sabkī buddhi mē̃ yah hai ki īśhvar sarvavyāpī hai .

134It is in everyone's intellect that God is omnipresent.

139Abhī tum bachchē samajhtē hō bhagvān tō ēk hai , unkō hī patit-pāvan kahā jātā hai .

135You children now understand that God is one and that He alone is called the Purifier.

140Sabkō pāvan banānā yah bhagvān kā hī kām hai .

136To make everyone pure is the task of God alone.

141Jagat kā gurū kōī manuṣhya hō na sakē .

137No human being can be the Guru of the world.

142Gurū pāvan hōtē haĩ nā .

138Gurus are pure.

143Yahā̃ tō sab haĩ vikār sē paidā hōnē vālē .

139Here, all are those who are born through vice.

144Gyān kō amr̥it kahā jātā hai .

140This knowledge is called nectar.

145Bhakti kō amr̥it nahī̃ kahā jātā .

141Devotion cannot be called nectar.

146Bhakti mārg mē̃ bhakti hī chaltī hai .

142On the path of devotion, there is only devotion.

147Sab manuṣhya bhakti mē̃ haĩ .

143All human beings are on the path of devotion.

148Gyān sāgar , jagat kā gurū ēk kō kahā jātā hai .

144Only the One is called the Ocean of Knowledge, the Guru of the World.

149Abhī tum jāntē hō bāp kyā ākar kartē haĩ .

145You now know what the Father does when He comes.

150Tatvō̃ kō bhī pavitra banātē haĩ .

146He purifies the elements too; such is His part in the drama.

151Drama mē̃ unkā part hai .

147The Father becomes the Instrument.

152Bāp nimitt bantē haĩ sarv kā sadgati dātā hai . 153Ab yah samjhāvē̃ kaisē .

148He is the Bestower of Salvation for All, but how can He explain?

154Ātē tō bahut haĩ .

149Many people come here.

155Udghāṭan karnē ātē haĩ tō tār dī jātī hai ki hōvanhār vināśh K|kē pahlē bēhad K|kē bāp kō jānkar unsē hī varsā lō|low .

150When an inauguration takes place, a telegram is sent to people: Before the forthcoming destruction, come and know the unlimited Father and claim your inheritance from Him!

156Yah hai rūhānī bāp .

151That One is the spiritual Father.

157Jō bhī manuṣhya mātra haĩ sab father kahtē haĩ .

152All human beings call Him the Father.

158Creator hai tō jarūr creation kō varsā milēgā .

153He is the Creator, and so the creation would surely receive the inheritance.

159Bēhad K|kē bāp kō kōī bhī jāntē nahī̃ .

154No one knows the unlimited Father.

160Bāp kō bhūlnā - yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

155To forget the Father is also fixed in the drama.

161Bēhad kā bāp ūñch tē ūñch hai , vah kōī had kā varsā tō nahī̃ dēgā nā .

156The unlimited Father is the Highest on High. 157He does not give you a limited inheritance.

162Laukik bāp hōtē bhī bēhad K|kē bāp kō sab yād kartē haĩ .

158Even though everyone has a physical father, they still remember the unlimited Father.

163Satyug mē̃ unkō kōī yād nahī̃ kartē kyōṅki bēhad sukh kā varsā milā huā hai .

159In the golden age, no one remembers Him because they have received their inheritance of unlimited happiness.

164Abhī tum bāp kō yād kartē hō .

160You now remember the Father.

165Ātmā hī yād kartī hai phir ātmāyē̃ apnē kō aur apnē bāp kō , drama kō bhūl jātī haĩ .

161It is souls who remember Him and then they forget themselves, their Father and the drama.

166Māyā kā parchhāyā paṛ jātā hai .

162There is the shadow of Maya.

167Satōpradhān buddhi kō phir tamōpradhān jarūr hōnā hai .

163Satopradhan intellects definitely have to become tamopradhan.

168Smr̥iti mē̃ ātā hai , naī duniyā mē̃ dēvī-dēvtāyē̃ satōpradhān thē , yah kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

164You are now aware that the deities were satopradhan in the new world. 165No one knows this.

169Duniyā hī satōpradhān golden aged bantī hai .

166The world itself becomes satopradhan and the golden age.

170Uskō kahā jātā hai new world .

167That is called the new world.

171Yah hai iron aged world .

168This is the iron-aged world.

172Yah sab bātē̃ bāp hī ākar bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

169The Father alone comes and explains all of these things.

173Kalp-kalp jō varsā tum lētē hō , purūṣhārth anusār vahī milnē kā hai .

170Whatever inheritance you receive every cycle, according to your efforts, you will receive that same inheritance.

174Tumkō bhī abhī mālūm paṛā hai ham yah thē phir aisē nīchē ā gayē haĩ .

171You now also know that you were like that and have now come down.

175Bāp hī batātē haĩ ki aisē-aisē hōgā .

172The Father Himself tells you: This and that will happen.

176Kōī kahtē haĩ kōśhiśh bahut kartē haĩ parantu yād ṭhahartī nahī̃ hai .

173Some say: We try a great deal, but we are unable to have remembrance.

177Ismē̃ bāp athavā teacher kyā karē , kōī paṛhē̃gē nahī̃ tō teacher kyā karē .

174What can the Father or the Teacher do about this? 175What can the Teacher do if someone doesn’t study?

178Teacher āśhīrvād karē phir sab pās|pass hō jāē̃ .

176If the Teacher were to give blessings, everyone would pass.

179Paṛhāī kā phark tō bahut rahtā hai .

177There is a lot of difference in how you study.

180Yah hai bilkul naī paṛhāī .

178This is a completely new study.

181Yahā̃ tumhārē pās|pass aksar karkē garīb duḥkhī hī āyēṅgē , sāhūkār nahī̃ āyēṅgē .

179Here, it is generally the poor and unhappy ones who come to you; wealthy ones do not come here.

182Duḥkhī haĩ tab ātē haĩ .

180It is because people are unhappy that they come here.

183Sāhūkār samajhtē haĩ ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ .

181The wealthy think that they are sitting in heaven.

184Takdīr mē̃ nahī̃ hai , jinkī takdīr mē̃ hai , unkō jhaṭ niśhchay baiṭh jātā hai .

182This isn't in their fortune. 183Those who have it in their fortune instantly have faith in this.

185Niśhchay aur sanśhay mē̃ dērī nahī̃ lagtī hai .

184Faith and doubt don't take time.

186Māyā jhaṭ bhulā dētī hai .

185Maya soon makes you forget.

187Time tō lagtā hai nā .

186This does take time.

188Ismē̃ mūnjhnē key|kī darkār nahī̃ hai .

187There is no need to become confused about this.

189Apnē ūpar rahm karnā hai .

188Have mercy for yourselves.

190Śhrīmat tō miltī rahtī hai .

189You continue to receive shrimat.

191Kitnā sahaj bāp kahtē haĩ sirph apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō .

190The Father tells you something so easy: Simply consider yourselves to be souls and remember Me.

192Tum jāntē hō yah hai hī mr̥ityulōk . 193Vah hai amarlōk .

191You know that this is the land of death and that that is the land of immortality.

194Vahā̃ akālē mr̥iityu nahī̃ hōtā .

192There is no untimely death there.

195Class mē̃ student number-vār baiṭhtē haĩ nā .

193Students in a class sit numberwise.

196Yah bhī school hai nā .

194This too is a school.

197Brāhmaṇī sē pūchhā jātā hai tumhārē pās|pass number-vār hōśhiyār bachchē kaun sē haĩ  ?

195The teacher is asked: Who is the number one clever child in your class?

198Jō achchhā paṛhtē haĩ , vē|way right side mē̃ hōnē chāhiē .

196Those who study well should be on the right side.

199Right hand kā mahatva hōtā hai nā .

197The right hand has importance.

200Pūjā ādi bhī right hand sē kī jātī hai .

198Worship is also carried out with the right hand.

201Bachchē khyāl kartē rahē̃ - satyug mē̃ kyā hōgā .

199You children should continue to think about what will exist in the golden age.

202Satyug yād paṛēgā tō sat bābā bhī yād paṛēgā .

200If you remember the golden age, you would also remember the true Baba.

203Bābā hamkō satyug kā mālik banātē haĩ .

201Baba is making us into the masters of the golden age.

204Vahā̃ yah patā nahī̃ hai ki hamkō yah bādśhāhī kaisē milī hai isliē bābā kahtē haĩ in lakṣhmī-nārāyaṇ mē̃ bhī yah gyān nahī̃ hai .

202There, you won't know how you received your kingdom. 203This is why Baba says: Even Lakshmi and Narayan don't have this knowledge.

205Bāp harēk bāt achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ jō kalp pahlē vālē samajhē haĩ vahī jarūr samajhē̃gē .

204The Father continues to explain everything very well. 205Those who understood it in the previous cycle will definitely understand again.

206Phir bhī purūṣhārth karnā paṛtā hai nā .

206Nevertheless, you still have to make effort.

207Bāp ātē hī haĩ paṛhānē .

207The Father comes to teach you.

208Yah paṛhāī hai , ismē̃ baṛī samajh chāhiē .

208This is a study and a lot of understanding is needed for this.

209Achchhā  !

209Achcha.

210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

210To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

211Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

211The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

212Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

212Essence for dharna:

2131 ) yah rūhānī paṛhāī bahut ūñchī aur difficult hai , ismē̃ pās|pass hōnē kē liē bāp kī yād sē āśhīrvād lēnī hai .

213 1. This spiritual study is very high and difficult. 214So, in order to pass it, you have to claim blessings by having remembrance of the Father.

214Apnē characters sudhārnē haĩ .

215Reform your character.

2152 ) abhī kōī bhī illegal kām nahī̃ karnā hai .

216 2. Do not do anything illegal now.

216Vichitr ban apnē svadharm mē̃ ṭiknā hai aur vichitr bāp key|kī legal mat par chalnā hai .

217Be one without an image and remain stable in your original religion and follow the legal directions of the Father without an image.

Blessing

217Vardān  : bāp kē sāth dvārā pavitratā rūpī svadharm kō sahaj pālan karnē vālē mā . sarvśhaktivān bhav

218Blessing: May you be a master almighty authority and easily follow your original religion of purity by keeping the Father’s company.

218Ātmā kā svadharm pavitratā hai , apavitratā pardharm hai .

219 The original dharma (religion, way of life) of souls is purity, whereas impurity is an external dharma.

219Jab svadharm kā niśhchay hō gayā tō pardharm hilā nahī̃ saktā .

220When you have faith in your original dharma, no external dharma can shake you.

220Bāp jō hai jaisā hai , agar usē yathārth pahchān kar sāth rakhtē hō tō pavitratā rūpī svadharm kō dhāraṇ karnā bahut sahaj hai , kyōṅki sāthī sarvśhaktimān hai .

221However, if you recognise the Father accurately and keep Him with you, it then becomes very easy for you to adopt your original dharma of purity because your Companion is the Almighty Authority.

221Sarvśhaktimān K|kē bachchē master sarvśhaktimān kē āgē apavitratā ā nahī̃ saktī .

222Impurity cannot come in front of master almighty authorities, the children of the Almighty Authority.

222Agar saṅkalp mē̃ bhī māyā ātī hai tō jarūr kōī gate|get khulā hai athavā niśhchay mē̃ kamī hai .

223If Maya comes, even in your thoughts, then some gate has definitely been left open or there is something lacking in your faith.

Slogan

223Slōgan  : trikāldarśhī kisī bhī bāt kō ēk kāl key|kī dr̥iṣhṭi sē nahī̃ dēkhtē , her|har bāt mē̃ kalyāṇ samajhtē haĩ .

224Slogan: Those who are knowers of the three aspects of time never see anything with one aspect of time; they consider there to be benefit in every situation.

225*** Om Shanti ***