शनिवार 5 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 05/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bābā āyā hai tum bachchō̃ sē duḥkhdhām kā sannyās karānē , yahī hai bēhad kā sannyās ' '
1Essence: Sweet children, Baba has come to make you children renounce this land of sorrow. 2This renunciation is unlimited.
Question
2Praśhna : un sannyāsiyō̃ K|kē sannyās mē̃ aur tumhārē sannyās mē̃ mukhya antar kyā hai ?
3Question: What is the main difference between the renunciation of those sannyasis and your renunciation?
Answer
3Uttar : vē|way sannyāsī gharbār chhōṛkar jaṅgal mē̃ jātē lēkin tum gharbār chhōṛkar jaṅgal mē̃ nahī̃ jātē hō .
4Answer: Those sannyasis leave their homes and families and go to the forests, but you do not leave your homes and families and go to the forests.
4Ghar mē̃ rahtē huē sārī duniyā kō kāṇṭō̃ kā jaṅgal samajhtē hō .
5Whilst living at home, you consider the whole world to be a forest of thorns.
5Tum buddhi sē sārī duniyā kā sannyās kartē hō .
6You renounce the whole world with your intellect.
Murli
6Ōm śhānti .
7Om shanti.
7Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō rōz-rōz samjhātē haĩ kyōṅki ādhākalp K|kē bēsamajh haĩ nā . 8Tō rōz-rōz samjhānā paṛtā hai .
8The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children every day. 9Because you have been senseless for half a cycle, He has to explain every day.
9Pahlē-pahlē tō manuṣhyō̃ kō śhānti chāhiē .
10First of all, human beings want peace.
10Ātmāyē̃ sab asul rahnē vālī bhī śhāntidhām kī haĩ .
11Souls are originally residents of the land of peace.
11Bāp tō hai hī sadaiv śhānti kā sāgar .
12The Father is constantly the Ocean of Peace.
12Abhī tum śhānti kā varsā prāpt kar rahē hō .
13You are now receiving your inheritance of peace.
13Kahtē haĩ nā śhānti dēvā … arthāt hamkō is sr̥iṣhṭi sē apnē ghar śhāntidhām mē̃ lē jāō athavā śhānti kā varsā dō .
14People say: O Bestower of Peace, take us from this world to our home, the land of peace, that is, give us the inheritance of peace!
14Dēvtāō̃ kē āgē athavā śhivbābā kē āgē yah jākar kahtē haĩ ki śhānti dō kyōṅki śhivbābā hai śhānti kā sāgar .
15People go and say in front of the deity idols and Shiv Baba, "Give us peace!" because Shiv Baba is the Ocean of Peace.
15Abhī tum śhivbābā sē śhānti kā varsā lē rahē hō .
16You are now taking your inheritance of peace from Shiv Baba.
16Bāp kō yād kartē-kartē tumkō śhāntidhām mē̃ jānā hai jarūr .
17You definitely have to go to the land of peace by remembering the Father.
17Nahī̃ yād karē̃gē tō bhī jāyēṅgē jarūr .
18Even if you don't remember Him, you will definitely go there.
18Yād isliē kartē hō ki pāpō̃ kā bōjhā jō sir par hai vah khatm hō jāē .
19You remember Him so that the burdens of sins can be removed from your heads.
19Śhānti aur sukh miltā hai ēk bāp sē , kyōṅki vah sukh aur śhānti kā sāgar hai .
20You receive happiness and peace from the one Father because He is the Ocean of Peace and Happiness.
20Vah chīz hī mukhya hai .
21This is the main thing.
21Śhānti kō mukti bhī kahā jātā hai aur phir jīvanmukti aur jīvan bandh bhī hai .
22Peace is also called liberation. 23Then, there is liberation-in-life and also bondage-in-life.
22Abhī tum jīvanbandh sē jīvanmukt hō rahē hō .
24From being in bondage-in-life you are now becoming liberated-in-life.
23Satyug mē̃ kōī bandhan nahī̃ hōtā hai .
25In the golden age, there are no bondages.
24Gāyā bhī jātā hai sahaj jīvanmukti vā sahaj gati-sadgati .
26It is remembered: Easy liberation-in-life and easy liberation and salvation.
25Ab dōnō̃ kā arth|earth tum bachchō̃ nē samjhā hai .
27You children have understood the meaning of both.
26Gati kahā jātā hai śhāntidhām kō , sadgati kahā jātā hai sukhdhām kō .
28Liberation is the land of peace and salvation is the land of happiness.
27Sukhdhām , śhāntidhām phir yah hai duḥkhdhām .
29There is the land of happiness, the land of peace and this then is the land of sorrow.
28Tum yahā̃ baiṭhē hō , bāp kahtē haĩ - bachchē , śhāntidhām ghar kō yād karō .
30You are sitting here. 31The Father says: Children, remember the land of peace, your home.
29Ātmāō̃ kō apnā ghar bhūlā huā hai .
32Souls have forgotten their home.
30Bāp ākar yād dilātē haĩ .
33The Father comes and reminds you of that.
31Samjhātē haĩ hē rūhānī bachchō̃ tum ghar jā nahī̃ saktē hō jab tak mujhē yād nahī̃ karē̃gē .
34He explains: O spiritual children, you cannot go back home until you remember Me.
32Yād sē tumhārē pāp bhasma hō jāyēṅgē .
35Your sins will be burnt away by having remembrance.
33Ātmā pavitra ban phir apnē ghar jāyēgī .
36Souls will become pure and go back to their home.
34Tum bachchē jāntē hō yah apavitr duniyā hai . 35Ēk bhī pavitra manuṣhya nahī̃ .
37You children know that this is an impure world; there isn't a single pure being here.
36Pavitra duniyā kō satyug , apavitr duniyā kō kaliyug kahā jātā hai . 37Rām rājya aur rāvaṇ rājya .
38The pure world is called the golden age and the impure world is called the iron age; the kingdom of Rama and the kingdom of Ravan.
38Rāvaṇ rājya sē apavitr duniyā sthāpan hōtī hai .
39The impure world is established in Ravan's kingdom.
39Yah banā-banāyā khēl hai nā .
40This is a predestined play.
40Yah bēhad kā bāp samjhātē haĩ , unkō hī satya kahā jātā hai .
41The unlimited Father explains this. 42He alone is called the Truth.
41Satya bātē̃ tum saṅgam par hī suntē hō phir tum satyug mē̃ jātē hō .
43Only at the confluence age do you listen to the true things and you then go to the golden age.
42Dvāpar sē phir rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai .
44Then, in the copper age, the kingdom of Ravan begins.
43Rāvaṇ arthāt asur ṭhaharā|ṭhahrā , asur kabhī satya nahī̃ bōl saktē isliē iskō kahā jātā hai jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā .
45Ravan is the devil, and the devil can never speak the truth. 46This is why it is said: Maya is false and the body is false.
44Ātmā bhī jhūṭhī hai tō śharīr bhī jhūṭhā hai .
47Souls are false and bodies are also false.
45Ātmā mē̃ saṅskār bhartē haĩ nā .
48The sanskars are recorded in souls.
464 dhātuē̃ haĩ nā - sōnā-chāndī-tāmbā-lōhā . . . . . . sab khād nikal jātī hai . 47Bākī sachchā sōnā tum bantē hō is yōgbal sē .
49There are the four metals: gold, silver, copper and iron. 50All the alloy is removed with the power of this yoga and you become real gold.
48Tum jab satyug mē̃ hō tō sachchā sōnā hī hō .
51When you are in the golden age you are real gold.
49Phir chāndī paṛtī hai tō chandravanśhī kahā jātā hai .
52Then, when silver becomes mixed into you, you are called the moon dynasty.
50Phir tāmbē key|kī , lōhē key|kī khād paṛtī hai dvāpar-kaliyug mē̃ .
53Then, in the copper and iron ages the alloys of copper and iron become mixed into you.
51Phir yōg sē tumhārē mē̃ jō chāndī , tāmbā , lōhā key|kī khād paṛī hai , vah nikal jātī hai .
54The alloys of silver, copper and iron that became mixed into you are then removed with yoga.
52Pahlē tō tum sab ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ hō phir pahlē-pahlē ātē hō satyug mē̃ , tō uskō kahā jātā hai golden aged . 53Tum sachchā sōnā hō .
55At first, all of you souls are in the land of peace and then you are the first ones to go to the golden age: that is called being golden aged; you are real gold.
54Yōgbal sē sārī khād nikalkar bākī sachchā sōnā bachtā hai .
56All the alloy is removed with the power of yoga and only real gold is then left.
55Śhāntidhām kō golden age nahī̃ kahā jātā hai .
57The land of peace is not called the golden age.
56Golden age , silver age , copper age yahā̃ kahā jātā hai .
58The golden, silver and copper ages are said to be here.
57Śhāntidhām mē̃ tō śhānti hai .
59In the land of peace, there is just peace.
58Ātmā jab śharīr lētī hai tab golden aged kahā jātā hai phir sr̥iṣhṭi hī golden age ban jātī hai .
60When souls first take bodies, they are called golden aged and the world itself becomes the golden age.
59Satōpradhān 5 tatvō̃ sē śharīr bantā hai .
61Bodies are made of the five satopradhan elements.
60Ātmā satōpradhān hai tō śharīr bhī satōpradhān hai .
62When souls are satopradhan, their bodies too are satopradhan.
61Phir pichhāṛī mē̃ ākar iron aged śharīr miltā hai kyōṅki ātmā mē̃ khād paṛtī hai .
63Then, at the end, you receive iron-aged bodies because alloy is mixed into souls.
62Tō golden age , silver age is sr̥iṣhṭi kō kahā jātā hai .
64So, it is this world that is called the golden and silver ages.
63Tō ab bachchō̃ kō kyā karnā hai ?
65So, what do you children now have to do?
64Pahlē-pahlē śhāntidhām jānā hai isliē bāp kō yād karnā hai tab hī tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
66You first have to go to the land of peace and this is why you have to remember the Father, because only then will you become satopradhan from tamopradhan.
65Ismē̃ time utnā hī lagtā hai , jitnā time bāp yahā̃ rahtē haĩ .
67This takes as much time as the Father stays here.
66Vah golden age mē̃ part lētē hī nahī̃ .
68He doesn't take part in the golden age.
67Tō ātmā kō jab śharīr miltā hai tab kahā jātā hai yah golden aged jīv ātmā hai .
69When a soul receives a body, it is said: This one is a golden-aged human soul.
68Aisē nahī̃ kahē̃gē golden aged ātmā .
70It wouldn't be said, "a golden-aged soul".
69Nahī̃ , golden aged jīvātmā phir silver aged jīvātmā hōtī hai .
71No, it is a golden-aged human soul, and it then becomes a silver-aged human soul.
70Tō yahā̃ tum baiṭhē hō , tumkō śhānti bhī hai tō sukh bhī prāpt hōtā hai .
72So, you are sitting here and you have peace and also happiness.
71Tō kyā karnā chāhiē ?
73So, what should you do?
72Duḥkhdhām kā sannyās .
74Renounce the land of sorrow.
73Iskō kahā jātā hai bēhad kā sannyās .
75This is called unlimited renunciation.
74Un sannyāsiyō̃ kā hai had kā sannyās , gharbār chhōṛ jaṅgal mē̃ jātē haĩ .
76Those sannyasis who leave their homes and families and go to the forests have limited renunciation.
75Unkō yah patā nahī̃ hai ki sārī sr̥iṣhṭi hī jaṅgal hai . 76Yah kāṇṭō̃ kā jaṅgal hai .
77They do not know that this whole world is a forest: it is a forest of thorns.
77Yah hai kāṇṭō̃ key|kī duniyā , vah hai phūlō̃ key|kī duniyā .
78This is a world of thorns and that is a world of flowers.
78Vah bhal sannyās kartē haĩ parantu phir bhī kāṇṭō̃ key|kī duniyā mē̃ , jaṅgal mē̃ śhahar sē dūr-dūr jākar rahtē haĩ .
79Although they renounce everything, they still go and live in the forests, far from the cities, in the world of thorns.
79Unhō̃ kā hai nivr̥itti mārg , tumhārā hai pravr̥itti mārg .
80Theirs is the path of isolation whereas yours is the family path.
80Tum pavitra jōṛī thē , abhī apavitr banē hō .
81You were pure couples and you have now become impure couples.
81Unkō gr̥ihasth āśhram bhī kahtē haĩ .
82That is also called a family ashram.
82Sannyāsī tō ātē hī bād mē̃ haĩ .
83Sannyasis come later.
83Islāmī , bauddhī bhī bād mē̃ ātē haĩ .
84Those of Islam and the Buddhists also come later.
84Kriściyan sē kuchh pahlē ātē haĩ .
85They come a little earlier than the Christians.
85Tō yah jhāṛ bhī yād karnā hai , chakra bhī yād karnā hai .
86So, you have to remember this tree and also the cycle.
86Bāp kalp-kalp ākar kalpa vr̥ikṣha key|kī knowledge dētē haĩ kyōṅki khud bījrūp haĩ , sat haĩ , chaitanya haĩ isliē kalp-kalp ākar kalpa vr̥ikṣha kā sārā rāz samjhātē haĩ .
87The Father comes every cycle and gives you this knowledge of the kalpa tree because He Himself is the Seed, the Truth and the Sentient Being. 88This is why He comes every cycle and explains to us all the secrets of the kalpa tree.
87Tum ātmā hō parantu tumkō gyān sāgar , sukh kā sāgar , śhānti kā sāgar nahī̃ kahā jātā .
89You are souls, but you wouldn't be called oceans of knowledge, oceans of peace or oceans of happiness.
88Yah mahimā ēk hī bāp kī hai jō tumkō aisā banātē haĩ .
90This praise only belongs to the one Father who makes you become like that.
89Bāp key|kī yah mahimā sadaiv kē liē hai .
91This praise of the Father is for all time.
90Sadaiv vah pavitra hai aur nirākār hai .
92He is constantly pure and incorporeal.
91Sirph thōṛē samay kē liē ātē haĩ pāvan banānē .
93He simply comes here for a short time to purify you.
92Sarvavyāpī key|kī tō bāt hī nahī̃ .
94There is no question of omnipresence.
93Tum jāntē hō bāp sadaiv vahā̃ hī rahtē haĩ .
95You know that the Father always resides there.
94Bhakti mārg mē̃ sadaiv unkō yād kartē haĩ .
96People on the path of devotion constantly remember Him.
95Satyug mē̃ tō yād karnē key|kī darkār nahī̃ rahtī hai .
97In the golden age, there is no need to remember Him.
96Rāvaṇ rājya mē̃ tumhārā chillānā śhurū hōtā hai , vahī ākar sukh-śhānti dētē haĩ .
98You begin to cry out in the kingdom of Ravan. 99He alone then comes and gives you peace and happiness.
97Tō phir jarūr aśhānti mē̃ unkī yād ātī hai .
100So, you definitely remember Him at times of peacelessness.
98Bāp samjhātē haĩ her|har 5 hazār varṣh bād maĩ ātā hū̃ . 99Ādhākalp hai sukh , ādhākalp hai duḥkh .
101The Father explains: I come every 5000 years. 102For half of each cycle, there is happiness and for half a cycle, there is sorrow.
100Ādhākalp kē bād hī rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai .
103It is only after half a cycle has passed that the kingdom of Ravan begins.
101Ismē̃ pahlā number mūl hai dēh-abhimān .
104The first number, the root of all vices, is body consciousness.
102Uskē bād hī phir aur-aur vikār ātē haĩ .
105Only after that do all the other vices come.
103Ab bāp samjhātē haĩ apnē kō ātmā samjhō , dēhī-abhimānī banō .
106The Father now explains: Consider yourselves to be souls and become soul conscious.
104Ātmā key|kī bhī pahchān chāhiē .
107Recognition of souls is needed.
105Manuṣhya tō sirph kahtē haĩ ātmā bhrakuṭī kē bīch chamaktī hai .
108People simply say: A soul sparkles in the centre of the forehead.
106Abhī tum samajhtē hō vah hai akāl mūrt , us akāl mūrt ātmā kā takht yah śharīr hai .
109You now understand that that is an immortal image. 110This body is the throne of this soul, this immortal image.
107Ātmā baiṭhtī bhī bhrakuṭī mē̃ hai .
111A soul sits in this forehead.
108Akāl mūrt kā yah takht hai , sab chaitanya akāl takht haĩ . 109Vah akāltakht nahī̃ jō amr̥itsar mē̃ lakṛī kā banā diyā hai .
112This is the throne of this immortal image. 113All are living, immortal thrones - not the wooden, immortal throne that people have made in Amritsar.
110Bāp nē samjhāyā hai jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sabkā apnā-apnā akāltakht hai .
114The Father has explained: All human beings have their own immortal thrones.
111Ātmā ākar yahā̃ virājmān hōtī hai .
115A soul comes and resides here.
112Satyug hō yā kaliyug hō , ātmā kā takht hai hī yah manuṣhya śharīr .
116Whether it is the golden age or the iron age, it is these human bodies that are the thrones for souls.
113Tō kitnē akāltakht haĩ .
117So, there are so many immortal thrones.
114Jō bhī manuṣhya mātra haĩ akāl ātmāō̃ K|kē takht haĩ .
118All human beings are the thrones of the immortal souls.
115Ātmā ēk takht chhōṛ jhaṭ dūsrā lētī hai .
119A soul leaves one throne and immediately takes another.
116Pahlē chhōṭā takht hōtā hai phir baṛā hōtā hai .
120First of all, the thrones are small and then they grow larger.
117Yah śharīr rūpī takht chhōṭā-baṛā hōtā hai , vah lakṛī kā takht jiskō sikkh lōg akāl takht kahtē haĩ , vah tō chhōṭā baṛā nahī̃ hōtā .
121This body, this throne, becomes small and large, but the wooden throne that the Sikhs call “The Immortal Throne” cannot become larger or smaller.
118Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai ki sab manuṣhya mātra kā akāl takht yah bhrakuṭī hai .
122No one knows that foreheads are the immortal thrones of all human beings.
119Ātmā akāl hai , kab vināśh nahī̃ hōtī .
123Souls are immortal and are never destroyed.
120Ātmā kō takht bhinn-bhinn miltē haĩ .
124Souls receive different thrones.
121Satyug mē̃ tumkō baṛā first class takht miltā hai , unkō kahē̃gē golden aged takht .
125In the golden age, each of you receives a very first-class throne, which is called a golden-aged throne.
122Phir us ātmā kō silver , copper , iron aged takht miltā hai .
126Then, you souls receive silver, copper and then iron-aged thrones.
123Phir golden aged takht chāhiē tō jarūr pavitra bannā paṛē isliē bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō tō tumhārī khād nikal jāyēgī .
127So, if you want a golden-aged throne, you definitely do have to become pure. 128Therefore, the Father says: Constantly remember Me alone and the alloy in you will be removed.
124Phir tumkō aisā daivī takht milēgā .
129You will then receive deity thrones.
125Abhī brāhmaṇ kul kā takht hai .
130You now have thrones of the Brahmin clan.
126Purūṣhōttam saṅgamyug kā takht hai phir mujh ātmā kō yah dēvtāī takht milēgā .
131You souls have the thrones of the most auspicious confluence age and you will then receive deity thrones.
127Yah bātē̃ duniyā K|kē manuṣhya nahī̃ jāntē .
132People of the world do not know these things.
128Dēh-abhimān mē̃ ānē kē bād ēk-dō kō duḥkh dētē rahtē haĩ , isliē inkō duḥkhdhām kahā jātā hai .
133It is only after becoming body conscious that people continue to cause sorrow for one another. 134That is why this is called a land of sorrow.
129Ab bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ śhāntidhām kō yād karō , jō tumhārā aslī nivās sthān hai .
135The Father now explains to you children: Remember the land of peace which is your real place of residence.
130Sukhdhām kō yād karō , inkō bhūltē jāō , insē vairāgya .
136Remember the land of happiness and continue to forget this land of sorrow. 137Let there be disinterest in this.
131Aisē bhī nahī̃ sannyāsiyō̃ misal gharbār chhōṛnā hai .
138It isn't that you have to renounce your homes and families like the sannyasis do.
132Bāp samjhātē haĩ vah ēk taraph achchhā hai , dūsrē taraph burā hai .
139The Father explains: On the one hand, that is good but, on the other hand, it is bad.
133Tumhārā tō achchhā hī hai .
140Everything of yours is good.
134Unkā haṭhyōg achchhā bhī hai , burā bhī hai kyōṅki dēvtāyē̃ jab vām mārg mē̃ jātē haĩ tō bhārat kō thamānē kē liē pavitratā jarūr chāhiē .
141Their hatha yoga is good and also bad because, when the deities go on to the path of sin, purity is definitely needed to support Bharat.
135Tō usmē̃ bhī madad kartē haĩ .
142So, they help in that too.
136Bhārat hī avināśhī khaṇḍ hai .
143Bharat alone is an imperishable land.
137Bāp kā bhī ānā yahā̃ hōtā hai .
144It is here that the Father comes.
138Tō jahā̃ par bēhad kā bāp ātē haĩ vah sabsē baṛā tīrtha hō gayā nā .
145So, the place where the unlimited Father comes is the greatest pilgrimage place of all.
139Sarv key|kī sadgati bāp hī ākar kartē haĩ , isliē bhārat hī ūñch tē ūñch dēśh hai .
146Only the Father comes and grants salvation to everyone. 147This is why only Bharat is the highest-on-high land.
140Mūl bāt bāp samjhātē haĩ - bachchē , yād kī yātrā mē̃ rahō .
148The main thing that the Father says is: Children, stay on the pilgrimage of remembrance.
141Gītā mē̃ bhī manmanābhav akṣhar hai parantu bāp kōī saṅskr̥it tō nahī̃ batlātē haĩ .
149The word “Manmanabhav” is also mentioned in the Gita, but the Father does not explain anything in Sanskrit.
142Bāp manmanābhav kā arth|earth batātē haĩ . 143Dēh K|kē sab dharm chhōṛ apnē kō ātmā niśhchay karō .
150The Father tells you the meaning of “Manmanabhav”: Renounce all bodily religions and have the faith that you are souls.
144Ātmā avināśhī hai , vah kabhī chhōṭī-baṛī nahī̃ hōtī .
151Souls are imperishable and never become larger or smaller.
145Anādi-avināśhī part bharā huā hai .
152They have imperishable parts recorded in them.
146Drama banā huā hai .
153This drama is predestined.
147Pichhāṛī mē̃ jō ātmāyē̃ ātī haĩ unkā bahut thōṛā part hai .
154Souls who come later have very small parts.
148Bākī time śhāntidhām mē̃ rahtē haĩ .
155For the rest of the time, they live in the land of peace.
149Svarg mē̃ tō ā na sakē̃ .
156They cannot go to heaven.
150Pichhāṛī kō ānē vālē vahā̃ hī thōṛā sukh , vahā̃ hī thōṛā duḥkh pātē haĩ .
157Those who come later experience a little happiness and a little sorrow.
151Jaisē dīvālī par machchhar kitnē ḍhēr nikaltē haĩ , subah kō uṭhkar dēkhō tō sab machchhar marē paṛē hōṅgē . 152Tō manuṣhyō̃ kā bhī aisē hai pichhāṛī mē̃ ānē vālē key|kī kyā value rahēgī .
158Just as on Diwali so many mosquitoes emerge, and you will see in the morning that all the mosquitoes are dead, so it is the same for human beings. 159What value would those who come later have?
153Jaisē jānvar misal ṭhaharē .
160It is just like the lives of animals.
154Tō bāp samjhātē haĩ yah sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai . 155Manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ chhōṭē sē baṛā , baṛē sē chhōṭā kaisē hōtā hai .
161So, the Father explains how this world cycle turns and how the human world tree becomes big from small and small from big.
156Satyug mē̃ kitnē thōṛē manuṣhya , kaliyug mē̃ kitnī vr̥iddhi hō jhāṛ baṛā hō jātā hai .
162In the golden age, there are very few human beings, whereas in the iron age, there is so much growth and the tree becomes big.
157Mukhya bāt bāp nē iśhārā diyā hai - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē māmēkam yād karō .
163The main thing that the Father has given a signal for is: Whilst living at home with your families, constantly remember Me alone.
1588 ghaṇṭā yād mē̃ rahnē kā abhyās karō .
164Practise staying in remembrance for eight hours.
159Yād kartē-kartē ākhrīn pavitra ban bāp kē pās chalē jāyēṅgē tō scholarship bhī milēgī .
165By having remembrance, you will eventually become pure and go to the Father and also receive a scholarship.
160Pāp agar rah jāyēṅgē tō phir janma lēnā paṛē .
166If any sins are left, another birth will have to be taken here.
161Sajāyē̃ khātē haĩ phir pad bhī kam hō paṛtā hai .
167Punishment is experienced and the status is reduced.
162Hisāb-kitāb chuktū tō sabkō karnā hai .
168Everyone has to settle their karmic accounts.
163Jō bhī manuṣhya mātra haĩ abhī tak bhī janma lētē rahtē haĩ .
169All human beings continue to take birth even now.
164Is samay dēkhē̃gē bhāratvāsiyō̃ sē kriściyan key|kī saṅkhyā jyādā hai .
170At this time, you can see that the population of Christians is larger than that of the people of Bharat.
165Vah phir sensible bhī haĩ .
171They are also sensible.
166Bhāratvāsī tō 100 percent sensible thē , sō ab phir nonsensible ban gayē haĩ kyōṅki yahī 100 percent sukh pātē haĩ phir 100 percent duḥkh bhī yahī pātē haĩ .
172The people of Bharat were 100% sensible, but they have now become non-sensible, because they are the ones who receive 100% happiness and then they are the ones who receive 100% sorrow.
167Vah tō ātē hī pīchhē haĩ .
173The others come later.
168Bāp nē samjhāyā hai kriściyan dynasty kā śhrīkr̥iṣhṇa dynasty sē connection hai .
174The Father has explained what the connection is between the Christian dynasty and the Krishna dynasty.
169Kriściyan nē rājya chhīnā phir kriściyan dynasty sē hī rājya milnā hai .
175The Christians took away your kingdom and you will get it back from the Christian dynasty.
170Is samay kriściyan kā jōr hai .
176At this time, the Christians are stronger.
171Unhō̃ kō bhārat sē hī madad miltī hai .
177Bharat is receiving help from them.
172Abhī bhārat bhūkh martā hai tō return service hō rahī hai .
178Bharat is now starving and so return service is taking place.
173Yahā̃ sē bahut dhan , bahut hīrē-javāhar ādi vahā̃ lē gayē haĩ .
179They took away a lot of wealth, diamonds and jewels from here.
174Bahut dhanvān banē haĩ tō ab phir dhan pahuñchātē rahtē haĩ .
180They became very wealthy and so they continue to send that wealth back.
175Unkō milnē kā tō hai nahī̃ .
181They are not going to receive anything.
176Tō ab tum bachchō̃ kō tō kōī pahchāntē nahī̃ haĩ .
182No one recognises you children now.
177Agar pahchāntē tō ākar rāy lētē .
183If they were to recognise you, they would come and take advice from you.
178Tum hō īśhvarīy sampradāy , jō īśhvar key|kī rāy par chaltē hō .
184You are the Godly community who follow God's advice.
179Vahī phir īśhvarīy sampradāy sē daivī sampradāy banē̃gē .
185You are the ones who will change from the Godly community to the deity community.
180Phir kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra sampradāy banē̃gē .
186You will then become the warrior, merchant and shudra communities.
181Abhī ham sō brāhmaṇ haĩ phir ham sō dēvtā , ham sō kṣhatriya . . . . . ham sō kā arth|earth dēkhō kitnā achchhā hai .
187At this time, we are Brahmins and we will then become deities and then warriors. 188Look how good the meaning of "hum so" is.
182Yah bājōlī kā khēl hai jiskō samajhnā bahut sahaj hai . 183Parantu māyā bhulā dētī hai phir daivīguṇō̃ sē āsurī guṇō̃ mē̃ lē ātī hai .
189This is a game of somersaulting and it is very easy to understand, but Maya makes you forget and then, from being full of divine virtues, she makes you full of devilish traits.
184Apavitr bannā āsurī guṇ hai nā .
190To become impure is a devilish trait.
185Achchhā !
191Achcha.
186Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
192To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
187Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
193The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
188Dhārṇā kē liē mukhya sār :
194Essence for dharna:
1891 ) scholarship lēnē kē liē gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kam sē kam 8 ghaṇṭā bāp kō yād karnē kā abhyās karnā hai .
195 1. In order to receive a scholarship, practise remembering the Father for at least eight hours whilst living at home with your family.
190Yād K|kē abhyās sē hī pāp kaṭē̃gē aur golden aged takht milēgā .
196Only by practising remembrance will your sins be cut away and will you receive a golden-aged throne.
1912 ) is duḥkhdhām sē bēhad kā vairāgya kar apnē aslī nivās sthān śhāntidhām aur sukhdhām kō yād karnā hai .
197 2. Have unlimited disinterest in this land of sorrow and remember your original place of residence: the lands of peace and happiness.
192Dēh-abhimān mē̃ ākar kisī kō duḥkh nahī̃ dēnā hai .
198Do not become body conscious and thereby cause anyone sorrow.
Blessing
193Vardān : karmō K|kē hisāb-kitāb kō samajhkar apnī achal sthiti banānē vālē sahaj yōgī bhav
199Blessing: May you understand your karmic accounts and make your stage unshakeable and so become an easy yogi.
194Chaltē-chaltē agar kōī karmō kā hisāb kitāb sāmnē ātā hai tō usmē̃ man kō hilāō nahī̃ , sthiti kō nīchē ūpar nahī̃ karō .
200 While moving along, if some karmic account comes in front of you, neither let it cause upheaval in your mind nor let it make your stage fluctuate.
195Chalō āyā tō parakhkar usē dūr sē hī khatm kar dō .
201OK, it has come, so just recognise it and finish it from a distance.
196Abhī yōddhē nahī̃ banō .
202Do not now become a warrior.
197Sarvśhaktivān bāp sāth hai tō māyā hilā nahī̃ saktī .
203The Almighty Authority Father is with you and so Maya cannot shake you.
198Sirph niśhchay K|kē foundation kō practical mē̃ lāō aur samay par cūz karō tō sahajyōgī ban jāyēṅgē .
204Simply put your foundation of faith into a practical form and use it at the right time and you will become an easy yogi.
199Ab nirantar yōgī banō , yuddha karnē vālē yōddhē nahī̃ .
205Now, become a constant yogi, not a warrior who battles.
Slogan
200Slōgan : double light rahnā hai tō apnī sarv jimmēvāriyō̃ kā bōjh bāp havālē kar dō .
206Slogan: In order to remain double light, hand over all your responsibilities to the Father.
207*** Om Shanti ***