मंगलवार 15 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 15/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum sabkī āpas mē̃ ēk mat hai , tum apnē kō ātmā samajh ēk bāp kō yād kartē hō tō sab bhūt bhāg jātē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, all of you are united under one direction. 2You consider yourselves to be souls and you remember the one Father, and so all the evil spirits run away.

Question

2Praśhna  : padmāpadma bhāgyaśhālī bannē kā mukhya ādhār kyā hai  ?

3Question: What is the main basis of becoming multimillion times fortunate?

Answer

3Uttar  : jō bābā sunātē haĩ , us ēk-ēk bāt kō dhāraṇ karnē vālē hī padmāpadma bhāgyaśhālī bantē haĩ .

4Answer: Only those who imbibe each and every point that Baba says become multimillion times fortunate.

4Judge karō bābā kyā kahtē haĩ aur rāvaṇ sampradāy vālē kyā kahtē haĩ  !

5Judge what Baba says and what those of Ravan's community say.

5Bāp jō knowledge dētē haĩ usē buddhi mē̃ rakhnā , svadarśhan chakradhārī bannā hī padmāpadma bhāgyaśhālī bannā hai .

6To keep in your intellect the knowledge that the Father gives and be a spinner of the discus of self-realisation is to become multimillion times fortunate.

6Is knowledge sē hī tum guṇvān ban jātē hō .

7It is only by imbibing this knowledge that you become virtuous.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Rūhānī bāp , aṅgrējī mē̃ kahā jātā hai spiritual father .

9In English, you would call Him, “The Spiritual Father”.

9Satyug mē̃ jab tum chalē̃gē tō vahā̃ aṅgrējī ādi dūsrī kōī bhāṣhā tō hōgī nahī̃ .

10When you go to the golden age, there won't be English or other languages.

10Tum jāntē hō satyug mē̃ hamārā rājya hōtā hai , usmē̃ hamārī jō bhāṣhā hōgī vahī chalēgī .

11You know that there will be your kingdom in the golden age, and whatever our language is, only that will be used there.

11Phir bād mē̃ vah bhāṣhā badaltī jātī hai .

12Later, that language will continue to change.

12Abhī tō anēkānēk bhāṣhāyē̃ haĩ .

13Now there are innumerable languages.

13Jaisā-jaisā rājā vaisī-vaisī unkī bhāṣhā chaltī hai .

14As are the kings, so the languages that are used.

14Ab yah tō sab bachchē jāntē haĩ , sab centres par bhī jō bachchē haĩ unkī hai ēk mat .

15All of you children now know that all the children at the centres are united under one direction.

15Apnē kō ātmā samajhnā hai aur ēk bāp kō yād karnā hai tāki bhūt sab bhāg jāē̃ .

16You have to consider yourselves to be souls and remember the one Father so that all the evil spirits go away.

16Bāp hai patit-pāvan .

17The Father is the Purifier.

175 bhūtō̃ key|kī tō sabmē̃ pravēśhtā hai .

18Five evil spirits exist in everyone.

18Ātmā mē̃ hī bhūtō̃ key|kī pravēśhtā hōtī hai phir in bhūtō̃ athavā vikārō̃ kā nām bhī lagāyā jātā hai dēh-abhimān , kām , krōdh ādi .

19The evil spirits only exist in souls; these evil spirits, that is, the vices, are given the names - body consciousness, lust, anger, etc.

19Aisē nahī̃ ki sarvavyāpī kōī īśhvar hai .

20It isn't that God is omnipresent.

20Kabhī bhī kōī kahē ki īśhvar sarvavyāpī hai tō kahō sarvavyāpī ātmāyē̃ haĩ aur in ātmāō̃ mē̃ 5 vikār sarvavyāpī haĩ .

21If anyone ever says that God is omnipresent, tell him: Souls and the five vices in those souls are omnipresent.

21Bākī aisē nahī̃ ki paramātmā sarv mē̃ virājmān hai .

22It isn't that God is present in each one.

22Paramātmā mē̃ phir 5 bhūtō̃ key|kī pravēśhtā kaisē hōgī  !

23How could the five evil spirits exist in God?

23Ēk-ēk bāt kō achchhī rīti dhāraṇ karnē sē tum padmāpadma bhāgyaśhālī bantē hō .

24By imbibing each and every point very well, you become multimillion times fortunate.

24Duniyā vālē rāvaṇ sampradāy kyā kahtē haĩ aur bāp kyā kahtē hai , ab judge karō .

25Now judge what people of the world who belong to Ravan’s community say and what the Father says.

25Harēk K|kē śharīr mē̃ ātmā hai . 26Us ātmā mē̃ 5 vikār pravēśh haĩ .

26There is a soul in every body and the five vices exist in those souls.

27Śharīr mē̃ nahī̃ , ātmā mē̃ 5 vikār athavā bhūt pravēśh hōtē haĩ .

27The five vices, that is, the evil spirits, are not in the bodies; they exist in the souls.

28Satyug mē̃ yah 5 bhūt nahī̃ haĩ . 29Nām hī hai deity world .

28These five evil spirits do not exist in the golden age; the very name is the deity world.

30Yah hai devil world .

29This is a devilish world.

31Devil kahā jātā hai asur kō .

30Demons are called devils.

32Kitnā din aur rāt kā fark hai .

31There is the difference of day and night.

33Abhī tum change hōtē hō .

32You are now changing.

34Vahā̃ tumhārē mē̃ kōī bhī vikār , kōī avguṇ nahī̃ rahtā . 35Tumhārē mē̃ sampūrṇ guṇ hōtē haĩ . 36Tum 16 kalā sampūrṇ bantē hō .

33There, you don't have any vices or defects; you are full of all virtues; you become sixteen celestial degrees full.

37Pahlē thē phir nīchē utartē hō .

34You were that at the beginning and then you came down.

38Is chakra kā abhī mālūm paṛā hai . 3984 kā chakra kaisē phirtā hai .

35You now know how this cycle of 84 births rotates.

40Ham ātmā kō sva kā darśhan huā hai arthāt is chakra kā knowledge huā hai .

36We souls now have a vision of ourselves, that is, we now have this knowledge of the cycle.

41Uṭhtē , baiṭhtē , chaltē tumkō yah knowledge buddhi mē̃ rakhnā hai .

37While walking, sitting and moving around, you have to keep this knowledge in your intellects.

42Bāp knowledge paṛhātē haĩ .

38The Father is teaching you this knowledge.

43Yah rūhānī knowledge bāp bhārat mē̃ hī ākar dētē haĩ .

39The Father only comes in Bharat and gives this spiritual knowledge.

44Kahtē haĩ nā - hamārā bhārat .

40People speak of their Bharat.

45Vāstav mē̃ hindustān kahnā tō wrong hai .

41In fact, to call it Hindustan is wrong.

46Tum jāntē hō bhārat jab svarg thā tō sirph hamārā hī rājya thā aur kōī dharm nahī̃ thā .

42You know that when Bharat was heaven, it was just our kingdom and that there were no other religions at that time.

47New world thī .

43That was the new world.

48Naī dēhlī kahtē haĩ nā .

44People speak of New Delhi.

49Dēhlī kā nām asal dēhlī nahī̃ thā , paristān kahtē thē .

45Originally, Delhi was not called Delhi, it was called Paristhan.

50Abhī tō naī dēhlī aur purānī dēhlī kahtē haĩ phir na purānī , na naī dēhlī hōgī . 51Paristān kahā jāyēgā .

46Now they call it New Delhi and Old Delhi. 47Then, there won't be either Old Delhi or New Delhi; it will be called Paristhan.

52Dillī kō capital kahtē haĩ .

48Delhi is called the capital.

53In lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hōgā , aur kuchh bhī nahī̃ hōgā , hamārā hī rājya hōgā .

49It will be the kingdom of Lakshmi and Narayan. 50There won't be anything except our kingdom there.

54Abhī tō rājya nahī̃ hai isliē sirph kahtē haĩ hamārā bhārat dēśh hai .

51There is no kingdom now, and this is why you say: Bharat is our land.

55Rājāyē̃ tō haĩ nahī̃ .

52There are no kings.

56Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārā gyān chakra lagātā hai .

53All of this knowledge continues to turn around in the intellects of you children.

57Barōbar pahlē-pahlē is viśhva mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā aur kōī rājya nahī̃ thā .

54Truly, there used to be the kingdom of deities in this world; it was not the kingdom of anyone else.

58Jamunā kā kinārā thā , uskō paristān kahā jātā thā .

55They lived by the banks of the River Jamuna and it was called Paristhan.

59Dēvtāō̃ key|kī capital dēhlī hī rahī hai , tō sabhī kō kaśhiśh hōtī hai .

56The capital of the deities has always been Delhi and so everyone now is attracted by it.

60Sabsē baṛī bhī hai . 61Ēkdam centre ( bīch ) hai .

57It is also the largest city and it is central.

62Mīṭhē-mīṭhē bachchē jāntē haĩ pāp tō jarūr huē haĩ , pāp ātmā ban gayē haĩ .

58You sweetest children know that you definitely committed sins and that you have become sinful souls.

63Satyug mē̃ hōtē haĩ puṇya ātmāyē̃ .

59In the golden age, the souls there are pure and charitable.

64Bāp hī ākar pāvan banātē haĩ jiskī tum śhiv jayantī bhī manātē hō .

60The Father alone comes and makes you pure and you also celebrate His birthday (Shiv Jayanti).

65Ab jayantī akṣhar tō sabsē lagtā hai isliē inkō phir śhiv rātri kahtē haĩ .

61The word "jayanti" applies to everyone. 62This is why they call that Shiv Ratri (the Night of Shiva).

66Rātri kā arth|earth tō tumhārē sivāē aur kōī samajh na sakē̃ .

63No one, apart from you, can understand the meaning of “the night”.

67Achchhē-achchhē vidvān ādi kōī bhī nahī̃ jāntē ki śhivrātri kyā hai tō manāvē̃ kyā  !

64Even good scholars etc. do not know what Shiv Ratri is and so what would they celebrate?

68Bāp nē samjhāyā hai rātri kā arth|earth kyā hai  ?

65The Father has explained what “the night” means.

69Yah jō 5 hazār varṣh kā chakra hai usmē̃ sukh aur duḥkh kā khēl hai , sukh kō kahā jātā hai din , duḥkh kō kahā jātā hai rāt .

66There is a play of happiness and sorrow in each cycle of 5000 years. 67Happiness is called the day and sorrow is called the night.

70Tō din aur rāt K|kē bīch mē̃ ātā hai saṅgam .

68So, there is a confluence between the night and the day.

71Ādhākalp hai sōjharā , ādhā-kalp hai andhiyārā .

69Half of each cycle is light and the other half is darkness.

72Bhakti mē̃ tō bahut tīk-tīk chaltī hai .

70On the path of devotion, everything takes a long time.

73Yahā̃ hai second key|kī bāt .

71Here, it is a matter of a second.

74Bilkul easy hai , sahaj yōg .

72This is completely easy yoga.

75Tumkō pahlē jānā hai muktidhām .

73You first have to go to the land of liberation.

76Phir tum jīvanmukti aur jīvanbandh mē̃ kitnā samay rahē hō , yah tō tum bachchō̃ kō yād hai phir bhī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē hō .

74Although you children remember how long you have stayed in liberation-in-life and in bondage-in-life, you repeatedly forget it.

77Bāp samjhātē haĩ yōg akṣhar hai ṭhīk parantu unhō̃ kā hai jismānī yōg .

75The Father explains: The word “yoga” is right. 76However, theirs is physical yoga.

78Yah hai ātmāō̃ kā paramātmā kē sāth yōg .

77This is the yoga of souls with the Supreme Soul.

79Sannyāsī lōg anēk prakār K|kē haṭhyōg ādi sikhātē haĩ tō manuṣhya mūnjhtē haĩ .

78Sannyasis teach many types of hatha yoga etc. and so people become confused.

80Tum bachchō̃ kā bāp bhī hai tō teacher bhī hai , tō unsē yōg lagānā paṛē nā .

79He is the Father and also the Teacher of you children and so you have to have yoga with Him.

81Teacher sē paṛhnā hōtā hai .

80You have to study with the Teacher.

82Bachchā janma lētā hai tō pahlē bāp sē yōg hōtā hai phir 5 varṣh kē bād teacher sē yōg lagānā paṛtā hai phir vānaprasth avasthā mē̃ gurū sē yōg lagānā paṛtā hai .

81When a child takes birth, he first has yoga with his father and when he is five years old he has yoga with his teacher and then, in his age of retirement, he has to have yoga with his guru.

83Tīn mukhya yād rahtē haĩ .

82Three main ones are remembered.

84Vah tō alag-alag hōtē hai .

83All of those are separate.

85Yahā̃ yah ēk hī bār bāp ākar bāp bhī bantē haĩ , teacher bhī bantē haĩ .

84Here, the Father only comes once and becomes the Father and also the Teacher.

86Wonderful hai nā .

85He is wonderful.

87Aisē bāp kō tō jarūr yād karnā chāhiē .

86You should definitely remember such a Father.

88Janma-janmāntar tīn kō alag-alag yād kartē āyē hō .

87For birth after birth, you have been remembering the three separately.

89Satyug mē̃ bhī bāp sē yōg hōtā hai phir teacher sē hōtā hai .

88In the golden age too, you have yoga with your father and then with a teacher.

90Paṛhnē tō jātē haĩ nā . 91Bākī gurū kī vahā̃ darkār nahī̃ rahtī kyōṅki sab sadgati mē̃ haĩ .

89They study there too but there is no need for a guru there because all are in salvation.

92Yah sab bātē̃ yād karnē mē̃ kyā taklīph hai  !

90What difficulty do you have in remembering all of these things?

93Bilkul sahaj hai .

91This is absolutely easy.

94Inkō kahā jātā hai sahaj yōg .

92This is called easy yoga.

95Parantu yah hai uncommon .

93However, this is uncommon.

96Bāp kahtē haĩ maĩ yah tempory loan lētā hū̃ , sō bhī kitnā thōṛā samay lētā hū̃ .

94The Father says: I take this body on loan temporarily and even that is for such a short time.

9760 varṣh mē̃ vānaprasth avasthā hōtī hai .

95People go into the stage of retirement when they become sixty years old.

98Kahtē haĩ sāṭh lagī lāṭh .

96It is said: When you reach the age of sixty, you have to take a stick.

99Is samay sabkō lāṭhī lagī huī hai .

97At this time, all have a stick.

100Sab vānaprasth , nirvāṇdhām mē̃ jāyēṅgē .

98Everyone will go into the stage of retirement, to the land of nirvana.

101Vah hai sweet home , sweetest home|hōm .

99That is the sweet home, the sweetest home.

102Unkē liē hī kitnī athāh bhakti kī hai .

100It is for that that you have done so much devotion.

103Abhī chakra phirkar āyē hō .

101You have now been around the cycle.

104Manuṣhyō̃ kō yah kuchh bhī patā nahī̃ , aisē hī gapōṛā lagā diyā hai ki lākhō̃ varṣh kā chakra hai .

102People don't know anything but have just told lies in saying that the cycle is hundreds of thousands of years.

105Lākhō̃ varṣh key|kī bāt hō tō phir rest mil na sakē .

103If it were a question of hundreds and thousands of years, you couldn’t receive rest.

106Rest milnā hī muśhkil hō jāē .

104It would be very difficult to get rest.

107Tumkō rest miltī hai , uskō kahā jātā hai silence home , incorporeal world .

105You receive rest. 106That is called the home of silence, the incorporeal world.

108Yah hai sthūl sweet home .

107This is a physical sweet home.

109Vah hai mūl sweet home .

108That is the incorporeal sweet home.

110Ātmā bilkul chhōṭā rocket hai , insē tīkhā bhāgnē vālā kōī hōtā nahī̃ . 111Yah tō sabsē tīkhā hai .

109A soul is an absolutely tiny rocket and nothing is faster than that; it is the fastest of all.

112Ēk second mē̃ śharīr chhūṭā aur yah bhāgā , dūsrā śharīr tō taiyār rahtā hai .

110A soul leaves his body in a second and flies. 111The next body is ready for him.

113Drama anusār pūrē time par unkō jānā hī hai .

112According to the drama, he definitely has to go at the right time.

114Drama kitnā accurate hai , inmē̃ kōī inaccuracy hai nahī̃ , yah tum jāntē hō .

113The drama is so accurate. 114You know that there is no inaccuracy in it.

115Bāp bhī drama anusār bilkul accurate time par ātē haĩ .

115According to the drama, the Father too comes exactly at His own accurate time.

116Ēk second kā bhī phark nahī̃ paṛ saktā hai .

116There cannot be the difference of even a second.

117Mālūm kaisē paṛtā hai ki inmē̃ bāp bhagvān hai .

117How can you tell when the Father, God, is in this one?

118Jab knowledge dētē haĩ , bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .

118It is when He gives you children this knowledge and sits here and explains to you.

119Śhivrātri bhī manātē haĩ nā .

119People celebrate the Night of Shiva.

120Maĩ śhiv kab kaisē ātā hū̃ , vah tumkō tō patā nahī̃ hai .

120You do not know when or how I, Shiva, come here.

121Śhivrātri , kr̥iṣhṇa rātri manātē haĩ . 122Rām key|kī nahī̃ manātē kyōṅki phark paṛ gayā nā .

121People celebrate the night of Shiva and the night of Krishna, but they do not celebrate the night of Rama, because there is a difference.

123Śhivrātri kē sāth śhrīkr̥iṣhṇa key|kī bhī rātri manā lētē haĩ . 124Parantu jāntē kuchh bhī nahī̃ .

122Together with the night of Shiva, they also celebrate the night of Shri Krishna, but they do not know anything.

125Yahā̃ hai hī āsurī rāvaṇ rājya .

123Here, it is the devilish kingdom of Ravan.

126Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

124These matters have to be understood.

127Yah tō hai bābā , buṛhē kō bābā kahē̃gē .

125This one is Baba. 126An old man would be called Baba.

128Chhōṭē bachchē kō bābā thōṛēhī kahē̃gē .

127A young child would not be called Baba.

129Kōī-kōī lav|love sē bhī bachchē kō bābā kah dētē haĩ .

128Some children are lovingly called Baba.

130Tō unhō̃ nē bhī śhrīkr̥iṣhṇa kō lav|love sē kah diyā hai .

129So, they have also called Shri Krishna, Baba, with love.

131Bābā tō tab kahā jātā hai jab baṛē hō aur phir bachchē paidā kartē hō .

130He would be called Baba when he grows older and has children.

132Śhrīkr̥iṣhṇa khud hī prince hai , unkō bachchē kahā̃ sē āyē .

131Shri Krishna was a prince, so where did his children come from?

133Bāp kahtē hī haĩ mai bujurg K|kē tan mē̃ ātā hū̃ .

132The Father says: I enter the body of an old man.

134Śhāstrō̃ mē̃ bhī hai parantu śhāstrō̃ key|kī sab bātē̃ accurate nahī̃ hōtī , kōī-kōī bāt ṭhīk hai .

133This is also mentioned in the scriptures, but not all of the things in the scriptures are accurate. 134Some things are fine.

135Brahmā key|kī āyu mānā prajāpitā brahmā key|kī āyu kahē̃gē .

135The lifespan of Brahma would be called the lifespan of Prajapita Brahma.

136Vah tō jarūr is samay hōgā .

136That would definitely be at this time.

137Brahmā key|kī āyu mr̥ityulōk mē̃ khatm hōgī .

137The lifespan of Brahma would end in the land of death.

138Yah kōī amarlōk nahī̃ hai .

138This is not the land of immortality.

139Inkō kahā jātā hai purūṣhōttam saṅgamyug .

139This is called the most auspicious confluence age.

140Yah sivāē tum bachchō̃ K|kē aur kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hō saktā .

140This cannot be in the intellect of anyone except you children.

141Bāp baiṭh batātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō ham batlātē haĩ ki tum 84 janma lētē hō . 142Kaisē  ? 143Tō bhī tumkō patā paṛ gayā hai .

141The Father sits here and explains: Sweetest children, you do not know your births. 142I tell you how you take 84 births, and so you now know about them.

144Harēk yug key|kī āyu 1250 varṣh hai aur itnē-itnē janma liē haĩ .

143Each age is 1250 years and you take a certain number of births in each age.

14584 janmō̃ kā hisāb hai nā .

144There is an account of 84 births.

14684 lākh kā tō hisāb hō na sakē .

145There cannot be an account of 8.4 million births.

147Inkō kahā jātā hai 84 kā chakra , 84 lākh key|kī tō bāt hī yād na āyē .

146This is called the cycle of 84 births. 147No one would remember anything of 8.4 million births.

148Yahā̃ kitnē aparamapār duḥkh haĩ .

148Here, there is such limitless sorrow.

149Kaisē duḥkh dēnē vālē bachchē paidā hōtē rahtē haĩ .

149See how children continue to take birth and cause so much sorrow.

150Iskō kahā jātā hai ghōr nark , bilkul chhī-chhī duniyā hai .

150This is called extreme hell. 151It is an absolutely dirty world.

151Tum bachchē jāntē hō abhī ham naī duniyā mē̃ jānē kē liē taiyārī kar rahē haĩ .

152You children know that we are now making preparations to go a new world.

152Pāp kaṭ jāē̃ tō ham puṇyātmā ban jāyē̃ .

153If our sins are cut away, we will become pure and charitable souls.

153Abhī kōī pāp nahī̃ karnā hai .

154You mustn't commit any sin now.

154Ēk-dō par kām kaṭārī chalānā - yah ādi-madhy-ant duḥkh dēnā hai .

155To use the sword of lust on one another is to cause sorrow from the beginning through the middle to the end.

155Abhī yah rāvaṇ rājya pūrā hōtā hai .

156This kingdom of Ravan is now to end.

156Abhī hai kaliyug kā ant .

157It is now the end of the iron age.

157Yah mahābhārī laṛāī hai antim .

158This is the great Mahabharat War, the final war.

158Phir kōī laṛāī ādi hōgī hī nahī̃ .

159Then, there won't be any more wars etc.

159Vahā̃ kōī bhī yagya rachē nahī̃ jātē .

160There, they won't create any sacrificial fires etc.

160Jab yagya rachtē haĩ tō usmē̃ havan kartē haĩ .

161When people create sacrificial fires, they have a fire into which offerings are put.

161Bāp nē bhī yah jō rūdra yagya rachā hai ismē̃ bachchē apnī purānī sāmagrī sab svāhā kar dētē haĩ .

162The Father created this sacrificial fire of Rudra in which you children sacrifice all your old materials.

162Ab bāp nē samjhāyā hai yah hai rūdra gyān yagya .

163The Father has now explained: This is the sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

163Rūdra śhiv kō kahā jātā hai .

164Shiva is called Rudra.

164Rūdra mālā kahtē haĩ nā .

165They speak of the rosary of Rudra.

165Nivr̥ttimārga vālō̃ kō pravr̥itti mārg key|kī rasam-rivāz kā kuchh bhī patā nahī̃ hai .

166Those on the path of isolation do not know any of the systems and customs of the family path.

166Vah tō gharbār chhōṛ jaṅgal mē̃ chalē jātē haĩ .

167They simply renounce their homes and families and go away into the forests.

167Nām hī paṛā hai sannyās .

168The very name is renunciation.

168Kiskā sannyās  ?

169Renunciation of what?

169Gharbār kā .

170Of the home and family.

170Khālī hāth nikaltē haĩ .

171They leave empty handed.

171Pahlē tō gurū lōg bahut parīkṣhā lētē haĩ , kām karātē haĩ .

172First of all, their gurus test them a lot and make them do all the work.

172Pahlē bhikṣhā mē̃ sirph āṭā lētē thē , rasōī nahī̃ lētē thē .

173Earlier, they would simply accept flour as alms; they wouldn't accept cooked food.

173Unhō̃ kō jaṅgal mē̃ hī rahnā hai , vahā̃ kand-mūl-phal miltē haĩ .

174They had to live in the forests and they would only have root vegetables and fruit there.

174Yah bhī gāyan hai , jab satōpradhān sannyāsī hōtē haĩ tab yah khātē haĩ .

175It is remembered that sannyasis would eat that when they were satopradhan.

175Abhī tō bāt mat pūchhō , kyā-kyā kartē rahtē haĩ .

176Now, don't even ask what they continue to do.

176Iskā nām hī hai vicious world . 177Vah hai viceless world .

177This is called a vicious world, whereas that is a viceless world.

178Tō apnē kō vicious samajhnā chāhiē nā .

178So, you should understand that you are vicious (those indulging in vice).

179Bāp kahtē haĩ satyug kō kahā jātā hai śhivālay , viceless world .

179The Father says: The golden age is called Shivalaya, the viceless world.

180Yahā̃ tō sab haĩ patit manuṣhya isliē dēvī-dēvtā kē badlē nām hī hindū rakh diyā hai .

180Here, all are impure human beings and this is why, instead of calling themselves deities, they call themselves Hindus.

181Bāp tō sab bātē̃ samjhātē rahtē haĩ .

181The Father continues to explain all of these things to you.

182Tum asul mē̃ hō hī bēhad bāp K|kē bachchē .

182Originally, you are children of the unlimited Father.

183Vah tō tumhē̃ 21 janmō̃ kā varsā dētē haĩ .

183He gives you the inheritance for 21 births.

184Tō bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō samjhātē haĩ - janma-janmāntar K|kē pāp tumhārē sir par haĩ .

184So, the Father explains to you sweetest children: You have the sins of birth after birth on your heads.

185Pāpō̃ sē mukt hōnē kē liē hī tum bulātē hō .

185You call out to Me in order to be liberated from those sins.

186Sādhū-santa ādi sab pukārtē haĩ - hē patit-pāvan … arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē , aisē hī gātē rahtē haĩ , tālī bajātē rahtē haĩ .

186Sages and holy men all call out: O Purifier! 187They don't understand the meaning of anything, but simply continue to sing that and clap their hands.

187Unsē kōī pūchhē - paramātmā sē yōg kaisē lagāvē̃ , unsē kaisē milē̃ tō kah dēgē vah tō sarvavyāpī hai .

188If anyone were to ask them how to have yoga with God, or how to meet Him, they would say that He is omnipresent.

188Kyā yahī rāstā batātē haĩ  !

189Is this the path that they show others?

189Kah dētē vēd-śhāstra paṛhnē sē bhagvān milēgā .

190They say that God can be found by studying the Vedas and scriptures.

190Parantu bāp kahtē haĩ - maĩ her|har 5 hajār varṣh kē bād drama K|kē plan anusār ātā hū̃ .

191However, the Father says: I come every 5000 years, according to the drama plan.

191Yah drama kā rāz sivāē bāp K|kē aur kōī nahī̃ jāntē .

192No one, apart from the Father, knows the secrets of this drama.

192Lākhō̃ varṣh kā drama tō hō hī nahī̃ saktā .

193It cannot be a drama of hundreds of thousands of years.

193Ab bāp samjhātē haĩ yah 5 hazār varṣh key|kī bāt hai .

194The Father now explains to you: This is a matter of 5000 years.

194Kalp pahlē bhī bābā nē kahā thā ki manmanābhav .

195Baba also told you in the previous cycle: Manmanabhav!

195Yah hai mahāmantra .

196This is the great mantra.

196Māyā par jīt pānē kā mantra hai .

197This is the mantra with which you conquer Maya.

197Bāp hī baiṭh arth|earth samjhātē haĩ .

198Only the Father sits here and explains the meaning of it to you.

198Dūsrā kōī arth|earth nahī̃ samjhātē .

199No one else can explain its meaning.

199Gāyā bhī jātā hai nā sarv kā sadgati dātā ēk .

200It is also remembered: The Bestower of Salvation for All is One.

200Kōī manuṣhya tō hō nahī̃ saktā . 201Dēvtāō̃ key|kī bhī bāt nahī̃ hai .

201Neither can that be a human being, nor can it be applied to the deities.

202Vahā̃ tō sukh hī sukh hai , vahā̃ kōī bhakti nahī̃ kartē .

202There, there is nothing but happiness. 203No one performs devotion there.

203Bhakti kī jātī hai bhagvān sē milnē kē liē .

204Devotion is performed in order to meet God.

204Satyug mē̃ bhakti hōtī nahī̃ kyōṅki 21 janmō̃ kā varsā milā huā hai .

205In the golden age, there is no devotion because they will have received their inheritance for 21 births.

205Tab gāyā bhī jātā hai duḥkh mē̃ simraṇ . . . . . . yahā̃ tō athāh duḥkh haĩ .

206This is why it is remembered: Everyone remembers God in times of sorrow. 207Here, there is limitless sorrow.

206Ghaṛī-ghaṛī kahtē haĩ bhagvān rahm karō .

208They repeatedly say: God, have mercy!

207Yah kaliyugī duḥkhī duniyā sadaiv nahī̃ rahtī .

209This iron-aged, sorrowful world does not remain all the time.

208Satyug-trētā past hō gayē haĩ , phir hōṅgē .

210The golden and silver ages have become the past and they will exist again.

209Lākhō̃ varṣh key|kī tō bāt bhī yād nahī̃ rah saktī hai .

211No one can remember anything of hundreds of thousands of years.

210Ab bāp tō sārī knowledge dētē haĩ , apnā parichay bhī dētē haĩ aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz bhī samjhātē haĩ .

212The Father now gives you all of this knowledge. 213He gives you His own introduction and also explains to you the secrets of the beginning, middle and end of creation.

2115 hazār varṣh key|kī bāt hai .

214It is a matter of 5000 years.

212Tum bachchō̃ kō dhyān mē̃ ā gayā hai .

215You children are now aware of this.

213Abhī tō parāyē rājya mē̃ hō .

216You are now in a foreign kingdom.

214Tumkō apnā rājya thā .

217You used to have your own kingdom.

215Yahā̃ tō laṛāī sē apnā rājya lētē haĩ , hathiyārō̃ sē , mārāmārī sē apnā rājya lētē haĩ .

218Here, people take a kingdom by battling using weapons and with violence.

216Tum bachchē tō yōgbal sē apnā rājya sthāpan kar rahē hō .

219You children are establishing your kingdom with the power of yoga.

217Tumhē̃ satōpradhān duniyā chāhiē .

220You need a satopradhan world.

218Purānī duniyā khatm hō naī duniyā bantī hai , iskō kahā jātā hai kaliyug purānī duniyā .

221This old world will end and become a new world. 222This is called the iron-aged old world.

219Satyug hai naī duniyā .

223The golden age is the new world.

220Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

224No one knows this.

221Sannyāsī kah dētē yah āpkī kalpanā hai .

225Sannyasis say that all of this is your imagination.

222Yahā̃ hī satyug hai , yahā̃ hī kaliyug hai .

226They say that it is the golden age here and also the iron age here.

223Ab bāp baiṭh samjhātē haĩ ēk bhī aisā nahī̃ hai jō bāp kō jāntē hō .

227The Father now sits here and explains: There is not a single human being who knows the Father.

224Agar kōī jāntā hōtā tō parichay dētā .

228If any of them were to know Him, they would give His introduction.

225Satyug-trētā kyā chīz hai , kiskō samajh mē̃ thōṛēhī ātā hai .

229No one understands what the golden and silver ages are.

226Tum bachchō̃ kō bāp achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ .

230The Father continues to explain to you children very well.

227Bāp hī sab kuchh jāntē haĩ , jānī jānanhār arthāt knowledgeful hai .

231The Father Himself knows everything. 232He is Janijananhar, that is, He is knowledge-full.

228Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

233He is the Seed of the human world tree.

229Gyān kā sāgar , sukh kā sāgar hai .

234He is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Happiness.

230Unsē hī hamkō varsā milnā hai .

235It is from Him that we are to receive the inheritance.

231Bāp knowledge mē̃ āp samān banātē haĩ .

236The Father makes you equal to Himself in this knowledge.

232Achchhā  !

237Achcha.

233Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

238To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

234Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

239The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

235Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

240Essence for dharna:

2361 ) yah pāpō̃ sē mukt hōnē kā samay hai isliē abhī kōī pāp nahī̃ karnā hai .

241 1. This is the time to become liberated from sins. 242Therefore, do not commit any sins now.

237Purānī sab sāmagrī is rūdra yagya mē̃ svāhā karnī hai .

243Sacrifice all your old materials into this sacrificial fire of Rudra.

2382 ) abhī vānaprasth avasthā hai isliē bāp , teacher K|kē sāth-sāth satgurū kō bhī yād karnā hai .

244 2. It is now your stage of retirement. 245Therefore, together with remembering the Father and the Teacher, remember the Satguru as well.

239Sweet home mē̃ jānē kē liē ātmā kō satōpradhān ( pāvan ) banānā hai .

246In order to go to the sweet home, make your soul satopradhan (pure).

Blessing

240Vardān  : apnī sūkṣhma kamjōriyō̃ kō chintan karkē parivartan karnē vālē svachintak bhav

247Blessing: May you have pure and positive thoughts of yourself and transform your subtle weaknesses by thinking about them.

241Sirph gyān key|kī points repeat karnā , sunnā vā sunānā hī svachintan nahī̃ hai lēkin svachintan arthāt apnī sūkṣhma kamjōriyō̃ kō , apnī chhōṭī-chhōṭī galatiyō̃ kō chintan karkē miṭānā , parivartan karnā - yahī hai svachintak bannā .

248 Simply to repeat points of this knowledge, to relate them and to listen to them is not having pure and positive thoughts of yourself. 249To have pure and positive thoughts of yourself means to think about your subtle weaknesses, your very small mistakes and to finish or transform them.

242Gyān kā manan tō sabhī bachchē bahut achchhā kartē haĩ lēkin gyān kō svayã kē prati use kar dhārṇā svarūp bannā , svayã kō parivartan karnā , iskī hī marks final result mē̃ miltī haĩ .

250This is what it means to have pure and positive thoughts of yourself. 251All of you children churn this knowledge very well, but to use this knowledge on yourself and transform yourself and become an embodiment of dharna is when you receive marks in the final results.

Slogan

243Slōgan  : her|har samay karan-karāvanhār bābā yād rahē tō maĩ pan kā abhimān nahī̃ ā saktā .

252Slogan: Remember Karankaravanhar Baba at every moment and you will not have any arrogance of the consciousness of “I”.

253*** Om Shanti ***