गुरुवार 17 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
017-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 17/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yād kī yātrā par pūrā attention dō , issē hī tum satōpradhān banē̃gē ' '
1Essence: Sweet children, pay full attention to the pilgrimage of remembrance. 2It is only by doing this that you will become satopradhan.
Question
2Praśhna : bāp apnē bachchō̃ par kaun-sī mēhar kartē haĩ ?
3Question: What mercy does the Father have for His children?
Answer
3Uttar : bāp bachchō̃ K|kē kalyāṇ kē liē jō direction dētē haĩ , yah direction dēnā hī unkī mēhar ( kr̥ipā ) hai .
4Answer: The directions that the Father gives for the benefit of you children are His mercy.
4Bāp kā pahlā direction hai - mīṭhē bachchē , dēhī-abhimānī banō .
5The first direction of the Father is: Sweet children, become soul conscious.
5Dēhī-abhimānī bahut śhānt rahtē haĩ unkē khyālāt kabhī ulṭē nahī̃ chal saktē .
6Those who are soul conscious remain very quiet. 7They can never have wrong thoughts.
Question
6Praśhna : bachchō̃ kō āpas mē̃ kaun-sā seminar karnā chāhiē ?
8Question: What seminar should you children hold amongst yourselves?
Answer
7Uttar : jab bhī chakra lagānē jātē hō tō yād kī race karō aur phir baiṭhkar āpas mē̃ seminar karō ki kisnē kitnā samay bāp kō yād kiyā .
9Answer: Whenever you go for a walk, have a race of remembrance and then sit and hold a seminar as to how long each one of you remembered the Father.
8Yahā̃ yād kē liē ēkānt bhī bahut achchhā hai .
10Here, there is very good solitude for having remembrance.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ sē pūchhtē haĩ tum kyā kar rahē hō ?
12The spiritual Father asks you spiritual children: What are you doing?
11Rūhānī bachchē kahē̃gē - bābā , ham jō satōpradhān thē sō tamōpradhān banē haĩ phir bābā āpkī śhrīmat anusār hamkō satōpradhān jarūr bannā hai .
13You spiritual children say: Baba, we have become tamopradhan from satopradhan and so, Baba, according to Your shrimat, we definitely have to become satopradhan again.
12Abhī bābā āpnē rāstā batāyā hai .
14Baba, You have now shown us the path.
13Yah kōī naī bāt nahī̃ .
15This is not anything new.
14Purānē tē purānī bāt hai .
16It is the oldest thing of all.
15Sabsē purānī hai yād kī yātrā , ismē̃ show karnē key|kī bāt nahī̃ .
17The oldest is the pilgrimage of remembrance, but there is no question of making a show of it.
16Har ēk apnē andar sē pūchhē ham kahā̃ tak bāp kō yād kartē haĩ ?
18Each one of you can ask yourself: To what extent do I remember the Father?
17Kahā̃ tak satōpradhān banē haĩ ?
19To what extent have I become satopradhan?
18Kyā purūṣhārth kar rahē haĩ ?
20What effort am I making?
19Satōpradhān tab banē̃gē jab pichhāṛī mē̃ ant āyēgā .
21Only when the end finally comes can you become satopradhan.
20Uskā bhī sākṣhātkār hōtā rahēgā .
22You will continue to have visions of that too.
21Kōī jō kuchh kartā hai sō apnē liē hī kartā hai .
23Whatever any of them do, they are only doing it for themselves.
22Bāp bhī kōī mēhar nahī̃ kartē haĩ .
24The Father does not have mercy for them.
23Bābā mēhar kartē haĩ jō bachchō̃ kō direction dētē haĩ , unkē hī kalyāṇ arth|earth .
25Baba’s mercy is to give you children directions for your own benefit.
24Bāp tō hai hī kalyāṇkārī .
26The Father is benevolent.
25Kaī bachchē ulṭē gyān mē̃ ā jātē haĩ .
27Some children understand this knowledge wrongly.
26Bābā feel kartē haĩ - dēh-abhimānī magrūr hōtē haĩ . 27Dēhī-abhimānī baṛē śhānt rahē̃gē . 28Unkō kabhī ulṭē-sulṭē khyāl nahī̃ ātē haĩ .
28Baba feels that those who are body conscious are arrogant whereas those who are soul conscious remain very quiet; they never have wrong thoughts.
29Bāp tō her|har prakār sē purūṣhārth karātē rahtē haĩ .
29The Father inspires you to make effort in every way.
30Māyā bhī baṛī jabardast hai achchhē-achchhē bachchō̃ par bhī war|vār kar lētī hai , isliē brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ ban saktī .
30Maya too is very powerful. 31She even attacks very good children and this is why a rosary of Brahmins cannot be created.
31Āj bahut achchhī rīti yād kartē haĩ , kal dēh ahaṅkār mē̃ aisē ā jātē haĩ jaisē sāṇṛē ( girgiṭ ) .
32Today, someone may have very good remembrance and tomorrow, he would have arrogance of the body like an ox, also like a chameleon.
32Sāṇṛē kō ahaṅkār bahut hōtā hai .
33Oxen have a lot of arrogance.
33Ismē̃ ēk kahāvat bhī hai - suramaṇḍal kē sāz sē dēh-abhimānī sāṇṛē kyā jānē … .
34There is a saying: What do body-conscious oxen know of the celestial sounds of heaven?
34Dēh-abhimān bahut khōṭā hai .
35Body consciousness is very wrong.
35Baṛī mēhnat karnī paṛtī hai .
36You have to make a lot of effort.
36Śhivbābā tō kahtē haĩ I am most obedient servant .
37Shiv Baba says: I am the most obedient Servant.
37Aisē nahī̃ , apnē kō kahnā servant aur navābī chalātē rahē̃ .
38It isn't that He calls Himself the Servant and is then bossy.
38Bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , satō-pradhān jarūr bannā hai .
39The Father says: Sweetest children, you definitely have to become satopradhan.
39Yah tō bahut sahaj hai , ismē̃ kōī chū̃-chā̃ nahī̃ .
40This is very easy; there is no fuss about this.
40Mukh sē kuchh bōlnā nahī̃ hai .
41You don't have to say anything with your mouth.
41Kahā̃ bhī jāō , andar mē̃ yād karnā hai .
42Anywhere you go, have internal remembrance.
42Aisē nahī̃ , yahā̃ baiṭhtē haĩ tō bābā madad kartē haĩ .
43It isn't that Baba helps you only when you are sitting here.
43Bāp tō āyē hī haĩ madad karnē .
44Baba has come especially to help you.
44Bāp kō tō yah khyāl rahtā hai - bachchē , kahā̃ kōī ġaphlat na karē̃ .
45The Father has the concern that you children should not be careless in any way.
45Māyā yahā̃ hī ghūsā mār dētī hai .
46Maya punches you here.
46Dēh-abhimān bahut-bahut kharāb hai .
47Body consciousness is very bad.
47Dēh-abhimān mē̃ ānē sē bilkul hī paṭ mē̃ ākar paṛē haĩ .
48By becoming body conscious, they have completely fallen flat on the floor.
48Bābā kahtē haĩ yahā̃ ākar baiṭhtē hō tō bhī most beloved bāp kō yād karō .
49Baba says: When you come and sit here, you must still remember the most beloved Father.
49Bāp kahtē haĩ maĩ hī patit-pāvan hū̃ , mērē kō yād karnē sē , is yōg agni sē tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp bhasma hōṅgē .
50The Father says: I alone am the Purifier. 51By remembering Me, your sins of many births will be burnt away in this fire of yoga.
50Bachchō̃ key|kī abhī vah avasthā I|āī|eye nahī̃ hai , jō kōī kō bhī achchhī rīti samjhā sakē̃ .
52Some children have not yet reached the stage where they are able to explain to anyone very well.
51Gyān talvār mē̃ bhī yōg kā jauhar chāhiē .
53There also has to be the power of yoga in the sword of knowledge.
52Nahī̃ tō talvār kōī kām key|kī nahī̃ rahtī .
54Otherwise, the sword is of no use.
53Mūl bāt hai hī yād kī yātrā .
55The main thing is the pilgrimage of remembrance.
54Bahut bachchē ulṭē-sulṭē dhandhē mē̃ lagē rahtē haĩ .
56Many children remain engaged in all sorts of wrong business.
55Yād kī yātrā aur paṛhāī kartē nahī̃ isliē ismē̃ time nahī̃ miltā .
57They don't stay on the pilgrimage of remembrance and do not study and this is why they don't have time for this.
56Bāp kahtē haĩ aisī mēhnat nahī̃ karō jō dhandhē dhōrī K|kē pichhāṛī apnā pad ganvā dō .
58The Father says: Don’t make such kind of effort that remain engrossed in your business etc. and lose your status.
57Apnā bhaviṣhya tō banānā hai nā .
59You have to create your future.
58Parantu satōpradhān bannā hai .
60However, you also have to become satopradhan.
59Ismē̃ hī bahut mēhnat hai .
61It is this that requires a lot of effort.
60Bahut baṛē-baṛē museum ādi sambhālnē vālē haĩ parantu yād kī yātrā mē̃ nahī̃ rahtē .
62There are many who look after big museums etc., but they don't stay on the pilgrimage of remembrance.
61Bābā nē samjhāyā hai yād kī yātrā mē̃ garīb , bāndhēliyā̃ jyādā rahtī haĩ .
63Baba has explained that the poor ones who are in bondage stay on the pilgrimage of remembrance to a greater extent.
62Ghaṛī-ghaṛī śhivbābā kō yād kartē rahtē haĩ . 63Śhivbābā hamārē yah bandhan khalās karō .
64They continue to remember Shiv Baba repeatedly: Shiv Baba, finish this bondage of mine!
64Ablāō̃ par atyāchār hōtē haĩ , yah bhī gāyan hai .
65It is also remembered that the innocent ones were assaulted.
65Tum bachchō̃ kō bahut mīṭhā bannā hai .
66You children have to become very sweet.
66Sachchē-sachchē student banō .
67Become true students.
67Achchhē student jō hōtē haĩ vah ēkānt mē̃ bagīchē mē̃ jākar paṛhtē haĩ .
68Those who are good students go and study in the gardens in solitude.
68Tumkō bhī bāp kahtē haĩ bhal kahā̃ bhī chakra lagānē jāō apnē kō ātmā samajh bābā kō yād karō .
69The Father also says to you: Wherever you go for a walk, consider yourself to be a soul and remember Baba.
69Yād kī yātrā kā śhauk rakhō .
70Be interested in staying on the pilgrimage of remembrance.
70Us dhan kamānē key|kī bhēṇṭ mē̃ yah avināśhī dhan tō bahut-bahut ūñchā hai .
71In comparison to earning that wealth, this imperishable wealth is very, very high.
71Vah vināśhī dhan tō phir bhī khāk hō jānā hai .
72That perishable wealth will be turned to ash.
72Bābā jāntē haĩ - bachchē service pūrī nahī̃ kartē , yād mē̃ muśhkil rahtē haĩ .
73Baba knows that some children don't do service fully and hardly stay in remembrance.
73Sachchī service jō karnī chāhiē vah nahī̃ kartē .
74They don't do the real service that they should.
74Bākī sthūl service mē̃ dhyān chalā jātā hai .
75Instead, their attention goes to doing physical service.
75Bhal drama anusār hōtā hai parantu bāp phir bhī purūṣhārth tō karāyēṅgē nā .
76Although that too happens according to the drama, the Father still inspires you to make effort.
76Bāp kahtē haĩ kōī bhī kām karō - kapṛē silatē hō , bāp kō yād karō .
77The Father says: Whatever work you are doing, even if you are sewing clothes, remember the Father.
77Yād mē̃ hī māyā vighna ḍāltī hai .
78It is only in remembrance that Maya causes obstacles.
78Bābā nē samjhāyā hai rūstam sē māyā bhī rūstam hōkar laṛtī hai .
79Baba has explained that Maya also becomes powerful with the powerful ones and fights them.
79Bābā apnā bhī batlātē haĩ . 80Maĩ rūstam hū̃ , jāntā hū̃ maĩ beggar to prince bannē vālā hū̃ tō bhī māyā sāmnā kartī hai .
80Baba also shares his own experience: I am powerful, I know that I am going to change from a beggar to a prince but, nevertheless, Maya opposes me.
81Māyā kiskō bhī chhōṛtī nahī̃ hai .
81Maya doesn't leave anyone alone.
82Pahalvānō̃ sē tō aur hī laṛtī hai .
82She fights the strong, brave ones even more strongly.
83Kaī bachchē apnē dēh K|kē ahaṅkār mē̃ bahut rahtē haĩ .
83Some children have a lot of body consciousness.
84Bāp kitnā nirahaṅkārī rahtē haĩ .
84The Father remains so egoless.
85Kahtē haĩ maĩ bhī tum bachchō̃ kō namastē karnē vālā servant hū̃ .
85He says: I am the Servant who salutes even you children.
86Vah tō apnē kō bahut ūñch samajhtē haĩ .
86Those people consider themselves to be very elevated.
87Yah dēh-ahaṅkār sab tōṛnā hai .
87All of this arrogance of the body has to be broken.
88Bahutō̃ mē̃ ahaṅkār kā bhūt baiṭhā huā hai .
88Many have an evil spirit of arrogance.
89Bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād kartē rahō .
89The Father says: Consider yourselves to be souls and continue to remember the Father.
90Yahā̃ tō bahut achchhā chance hai .
90You have a very good chance here.
91Ghūmnē-phirnē kā bhī achchhā hai .
91There is very good touring and sightseeing here.
92Phursat bhī hai , bhal chakra lagāō phir ēk-dō sē pūchhō kitnā samay yād mē̃ rahē , aur kōī taraph buddhi tō nahī̃ gaī ?
92You also have spare time. 93You may tour around and then ask one another: For how long did you stay in remembrance? 94Did your intellect go in any other direction?
93Yah āpas mē̃ seminar karnā chāhiē .
95Hold a seminar on this amongst yourselves.
94Bhal female alag , male|mail|mēl alag hō̃ .
96You may have separate groups of males and females.
95Female āgē hō̃ , male|mail|mēl pichhāṛī mē̃ hō kyōṅki mātāō̃ key|kī sambhāl karnī hai isliē mātāō̃ kō āgē rakhnā hai .
97Let the females be in the front and the males at the back; the mothers have to be looked after and this is why they have to be at the front.
96Bahut achchhī ēkānt hai .
98There is very good solitude here.
97Sannyāsī bhī ēkānt mē̃ chalē jātē haĩ .
99Even sannyasis go away into solitude.
98Satōpradhān sannyāsī jō thē vah bahut niḍar rahtē thē . 99Jānvar ādi kōī sē ḍartē nahī̃ thē .
100Those who were satopradhan sannyasis were very fearless; they weren't afraid of animals or anything.
100Us naśhē mē̃ rahtē thē .
101They used to stay in their own intoxication.
101Abhī tamōpradhān ban paṛē haĩ .
102They have now become tamopradhan.
102Har ēk dharm jō sthāpan hōtā hai , pahlē satōpradhān hōtā hai phir rajō tamō mē̃ ātē haĩ .
103Every religion that is established is at first satopradhan and it then goes through the stages of rajo and tamo.
103Sannyāsī jō satōpradhān thē vah brahm key|kī mastī mē̃ mast rahtē thē .
104When those sannyasis were satopradhan they used to remain in total intoxication of the element of brahm.
104Unmē̃ baṛī kaśhiśh hōtī thī .
105They had great attraction.
105Jaṅgal mē̃ bhōjan miltā thā .
106They would receive food in the forests.
106Din-pratidin tamōpradhān hōnē sē tākat kam hōtī jātī hai .
107By becoming more tamopradhan day by day, their strength continues to decrease.
107Tō bābā rāy dētē haĩ - yahā̃ bachchō̃ kō apnī unnati K|kē chance bahut achchhē haĩ .
108So, Baba advises: You children have a very good chance to make self progress here.
108Yahā̃ tum ātē hī hō kamāī karnē kē liē .
109You come here to earn an income.
109Bābā sē sirph milnē sē kamāī thōṛēhī hōgī .
110You cannot earn an income just by meeting Baba.
110Bāp kō yād karē̃gē tō kamāī hōgī .
111Only if you remember the Father will you earn an income.
111Aisē mat samjhō bābā āśhīrvād karē̃gē , kuchh bhī nahī̃ .
112Do not think that Baba will bless you. 113Not at all!
112Vah sādhū lōg ādi āśhīrvād kartē haĩ , lēkin tumkō nīchē girnā hī hai .
114Those sannyasis give blessings, but you had to descend.
113Ab bāp kahtē haĩ - jinn bankar apnā buddhiyōg ūpar lagāō .
115The Father now says: Become genies and connect your intellects in yoga up above.
114Jinn key|kī kahānī hai nā . 115Bōlā hamkō kām dō .
116There is the story of the genie who asked for something to do.
116Bāp bhī kahtē haĩ - tumkō direction dētā hū̃ , yād mē̃ rahō tō bēṛā pār hō jāyēgā .
117The Father also says: I am giving you a direction: Stay in remembrance and your boat will go across.
117Tumhē̃ satōpradhān jarūr bannā hai .
118You definitely have to become satopradhan.
118Māyā kitnā bhī māthā mārē ham tō śhrēṣhṭh bāp kō jarūr yād karē̃gē .
119No matter how much Maya beats our heads, we will definitely remember our elevated Father.
119Aisē andar mē̃ bāp key|kī mahimā kartē bāp kō yād kartē rahō .
120Internally, continue to praise the Father in this way and continue to remember Him.
120Kōī bhī manuṣhya kō yād na karō .
121Do not remember any human beings.
121Bhakti mārg key|kī jō rasm hai vah gyān mārg mē̃ hō nahī̃ saktī .
122The customs of the path of devotion cannot exist on the path of this knowledge.
122Bāp śhikṣhā dētē haĩ yād kī yātrā mē̃ tīkhā jānā hai .
123The Father gives you teachings: You have to go fast on the pilgrimage of remembrance.
123Mūl bāt yah hai .
124This is the main thing.
124Satōpradhān bannā hai .
125You have to become satopradhan.
125Bāp K|kē direction miltē haĩ - ghūmnē phirnē jātē hō tō bhī yād mē̃ rahō .
126You receive the Father's directions: Even when you go for walks or tour around, stay in remembrance.
126Tō ghar bhī yād rahēgā , rājāī bhī yād rahēgī .
127You will then also remember your home and the kingdom.
127Aisē nahī̃ , yād mē̃ baiṭhē-baiṭhē gir paṛnā hai .
128It is not that you fall whilst sitting in remembrance.
128Vah tō phir haṭhyōg hō jātā hai .
129That would then become hatha yoga.
129Yah tō sīdhī bāt hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
130This is something straightforward: you have to consider yourselves to be souls and remember the Father.
130Kaī bachchē baiṭhē-baiṭhē gir paṛtē haĩ isliē bābā tō kahtē haĩ chaltē-phirtē , khātē-pītē yād mē̃ rahō .
131Some children fall whilst sitting here and this is why Baba says: Whilst walking and moving, eating and drinking, stay in remembrance.
131Aisē nahī̃ , baiṭhē-baiṭhē bēhōśh hō jāō .
132Let it not be that whilst sitting here, you become unconscious.
132Insē kōī tumhārē pāp nahī̃ kaṭē̃gē .
133Your sins will not be cut away by doing that.
133Yah bhī māyā K|kē bahut vighna paṛtē haĩ .
134There are also many obstacles from Maya.
134Yah bhōg ādi key|kī bhī rasm-rivāz hai , bākī inmē̃ kuchh hai nahī̃ .
135There is the custom and system of offering bhog etc., but that doesn't really have anything in it.
135Yah na gyān hai , na yōg hai .
136That is neither knowledge nor yoga.
136Sākṣhātkār key|kī kōī darkār nahī̃ .
137There is no need for visions.
137Bahutō̃ kō sākṣhātkār huē , vah āj haĩ nahī̃ .
138Many people who had visions are no longer here today.
138Māyā baṛī prabal hai .
139Maya is very powerful.
139Sākṣhātkār key|kī kabhī āśh bhī nahī̃ rakhnī chāhiē .
140You should never have any desire for visions.
140Ismē̃ tō bāp kō yād karnā hai - satōpradhān bannē kē liē .
141Here, you have to remember the Father in order to become satopradhan.
141Drama kō bhī jāntē hō , yah anādi drama banā huā hai jō repeat hōtā rahtā hai , isē bhī samajhnā hai aur bāp jō direction dētē haĩ us par bhī chalnā hai .
142You also know the drama: this is an eternally predestined drama that continues to repeat. 143You have to understand this and also follow the directions that the Father gives.
142Bachchē jāntē haĩ - ham phir sē āyē haĩ rājyōg sīkhnē .
144You children know that you have come here once again to study Raja Yoga.
143Bhārat key|kī hī bāt hai .
145This applies to Bharat alone.
144Yahī tamōpradhān banā hai phir inkō hī satōpradhān bannā hai .
146It is this that has become tamopradhan and it is this that has to become satopradhan once again.
145Bāp bhī bhārat mē̃ hī ākar sabkī sadgati kartē haĩ .
147The Father too comes in Bharat alone and grants salvation to everyone.
146Yah baṛā wonderful khēl hai .
148This is a very wonderful play.
147Ab bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchē , apnē kō ātmā samjhō .
149The Father now says: Sweetest, spiritual children: Consider yourselves to be souls.
148Tumkō 84 kā chakra lagātē pūrē 5 hazār varṣh huē haĩ .
150It has taken the full 5000 years for you to go around the cycle of 84 births.
149Ab phir vāpis jānā hai .
151You now have to return home.
150Yah bātē̃ aur kōī kah na sakē .
152No one else can say these things.
151Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār niśhchaybuddhi hōtē jātē haĩ .
153Amongst you children too, you are continuing to become those whose intellects have faith, numberwise, according to the efforts you make.
152Yah bēhad key|kī pāṭhśhālā hai .
154This is an unlimited school.
153Bachchē jāntē haĩ - bēhad kā bāp hamkō paṛhātē haĩ , vah ustād teacher hai , bahut baṛā ustād hai .
155You children know that the unlimited Father is teaching you. 156That Master is the Teacher. 157He is the great Master.
154Bahut prēm sē samjhātē haĩ .
158He explains with a lot of love.
155Kitnē achchhē-achchhē bachchē baṛā ārām sē 6 bajē tak sōyē huē rahtē haĩ .
159So many very good children remain sleeping very comfortably until 6.00 am.
156Māyā ēkdam nāk sē pakaṛ lētī hai .
160Maya completely catches hold of them by their noses.
157Hukm chalātē rahtē haĩ .
161They continue to give orders.
158Śhurū mē̃ tum jab bhaṭṭhī mē̃ thē tō mammā-bābā bhī sab service kartē thē .
162In the beginning, when you were in the bhatthi, Mama and Baba also used to do all types of service.
159Jaisē karma ham karē̃gē hamkō dēkhkar aur karē̃gē .
163Whatever actions I perform, others who see me will do the same.
160Bābā tō jāntē haĩ mahārathī , ghōṛēsavār , pyādē number-vār haĩ .
164Baba knows that the elephant riders, the horse soldiers and the foot soldiers are all numberwise.
161Kaī bachchē baṛā ārām sē rahtē haĩ .
165Some children live very comfortably.
162Andar sōyē rahtē haĩ . 163Bāhar mē̃ kōī pūchhē phalānā kahā̃ hai ? 164Tō kahē̃gē , hai nahī̃ .
166They remain sleeping indoors, and then, when someone from outside asks where such-and-such a person is, they would say: He or she is not at home.
165Parantu andar sōyē paṛē haĩ .
167However, they would be inside, sleeping.
166Kyā-kyā hōtā rahtā hai , bābā samjhātē haĩ .
168Baba explains to you all the things that continue to happen.
167Sampūrṇ tō kōī bhī banā nahī̃ hai , kitnī disservice kar lētē haĩ .
169No one has yet become perfect. 170So much disservice takes place.
168Nahī̃ tō bāp kē liē gāyan hai - mārō chāhē pyār karō , ham tērā darvājā nahī̃ chhōṛē̃gē .
171Otherwise, it is remembered regarding the Father: Whether you beat me or love me, I will not leave Your door.
169Yahā̃ tō thōṛī bāt par rūṭh paṛtē haĩ .
172Here, children sulk over trivial matters.
170Yōg key|kī bahut kamī hai .
173There is a great lack of yoga.
171Bābā kitnā bachchō̃ kō samjhātē rahtē haĩ , parantu kōī mē̃ tākat nahī̃ jō likhē .
174Baba continues to explain to you children so much, but no one has the power to write to Baba.
172Yōg hōgā tō likhnē mē̃ bhī tākat bharēgī .
175If you have yoga, your writing would then have power.
173Bāp kahtē haĩ yah achchhī rīti siddh karō - gītā kā bhagvān śhiv hai , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .
176The Father says: Prove it very clearly that the God of the Gita is Shiva and not Shri Krishna.
174Bāp ākar tum bachchō̃ kō sab bātō̃ kā arth|earth samjhātē haĩ .
177The Father comes and explains the meaning of everything to you children.
175Bachchō̃ kō yahā̃ naśhā chaṛhtā hai phir bāhar jānē sē khatm . 176Time west|waste bahut kartē haĩ .
178Some children become intoxicated here, but as soon as they go outside, everything finishes; they waste a lot of time.
177Ham kamāī kar yagya kō dēvē̃ , aisē khyāl rakh apnā time west|waste nahī̃ karnā hai .
179Don't waste your time, thinking that you will earn an income and contribute to the yagya.
178Bāp kahtē haĩ ham tō tum bachchō̃ kā kalyāṇ karnē kē liē āyē haĩ , tum phir apnā nuksān kar rahē hō .
180The Father says: I have come to benefit you children. 181You are causing yourselves a loss.
179Yagya mē̃ tō jinhōnnē kalp pahlē madad kī hai vah kartē rahtē haĩ , kartē rahē̃gē .
182Those who helped the yagya in the previous cycle will help and continue to do so.
180Tum kyō̃ māthā mārtē hō - yah karē̃ , vah karē̃ .
183Why are you beating your heads thinking that you will do this and that?
181Drama mē̃ nūndh hai - jinhōnnē bīj bōyā hai , vah abhī bhī bōyēṅgē .
184It is fixed in the drama: those who sowed those seeds will do that even now.
182Yagya kā tum chintan nahī̃ karō .
185Don't worry about the yagya.
183Apnā kalyāṇ karō .
186Benefit yourselves!
184Apnē kō madad karō .
187Help yourselves!
185Bhagvān kō tum madad kartē hō kyā ?
188Are you helping God?
186Bhagvān sē tō tum lētē hō yā dētē hō ?
189Are you taking from God or giving to God?
187Yah khyāl bhī nahī̃ ānā chāhiē .
190You mustn't even have such thoughts.
188Bābā tō kahtē haĩ - lāḍlē bachchō̃ , apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hō̃ .
191Baba says: Beloved children, consider yourselves to be souls and stay in remembrance and your sins will be absolved.
189Abhī tum saṅgamyug par khaṛē hō .
192You are now at the confluence age.
190Saṅgam par hī tum dōnō̃ taraph dēkh saktē hō .
193It is only at this confluence age that you can see both sides.
191Yahā̃ kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ .
194There are so many human beings here.
192Satyug mē̃ kitnē thōṛē manuṣhya hōṅgē .
195In the golden age, there will be very few human beings.
193Sārā din saṅgam par khaṛē rahnā chāhiē .
196You have to stand at the confluence age throughout the day.
194Bābā hamkō kyā sē kyā banātē haĩ !
197Look what Baba is making us from what we were!
195Bāp kā part kitnā wonderful hai .
198The Father's part is so wonderful!
196Ghūmō̃ phirō yād kī yātrā mē̃ rahō .
199You may tour around, but you have to stay on the pilgrimage of remembrance.
197Bahut bachchē time west|waste kartē haĩ .
200Many children waste their time.
198Yād kī yātrā sē hī bēṛā pār hōnā hai .
201It is only by having the pilgrimage of remembrance that your boat will go across.
199Kalp pahlē bhī bachchō̃ kō aisē samjhāyā thā .
202This was explained to you children in the same way in the previous cycle too.
200Drama repeat hōtā rahtā hai .
203The drama continues to repeat.
201Uṭhtē-baiṭhtē sārā kalpa vr̥ikṣha buddhi mē̃ yād rahē , yah hai paṛhāī .
204To study is to remember the whole kalpa tree with your intellect while walking and moving around.
202Bākī dhandhā ādi tō bhal karō .
205However, you may carry on with your business etc.
203Paṛhāī kē liē time nikālnā chāhiē .
206You have to make time to study.
204Sweet bāp aur svarg kō yād karō .
207Remember the sweet Father and heaven.
205Jitnā yād karē̃gē tō ant matī sō gati hō jāyēgī .
208The more you remember Him, the more your final thoughts will lead you to your destination.
206Bas bābā , ab āpkē pās|pass āyē ki āyē .
209Baba, I am now coming to You.
207Bāp kī yād mē̃ phir śhvāṅs bhī sukhēlā hō jāyēgā .
210In remembrance of the Father, even your breathing will be joyful.
208Brahm gyāniyō̃ K|kē śhvāṅs bhī sukhālē ( sukh vālē ) hō jātē haĩ .
211The breathing of the brahm gyanis too is filled with happiness.
209Brahm key|kī hī yād mē̃ rahtē haĩ , parantu brahm lōk mē̃ kōī jātā nahī̃ hai .
212They stay in remembrance of the brahm element, but none of them goes to the brahm world.
210Āpēhī śharīr chhōṛ dē̃ - yah hō saktā hai .
213It is possible for them to leave their bodies by themselves (at their own time).
211Kaī fast ( upavās ) rakhkar śharīr chhōṛ dētē haĩ , vah duḥkhī hōkar martē haĩ .
214Some fast and leave their bodies; they die whilst suffering.
212Bāp tō kahtē haĩ khāō piyō bāp kō yād karō tō ant matī sō gati hō jāyēgī .
215The Father says: Eat, drink and remember the Father and your final thoughts will lead you to your destination.
213Marnā tō hai nā .
216Everyone has to die.
214Achchhā !
217Achcha.
215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
218To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
219The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
217Dhārṇā kē liē mukhya sār :
220Essence for dharna:
2181 ) sadā yād rahē - jō karma ham karē̃gē hamkō dēkh aur karē̃gē . . . . . . aisā ārām-pasand nahī̃ bannā hai jō disservice hō .
221 1. Constantly remember: Whatever actions I perform, others who see me will do the same. 222Do not be someone who loves to rest and thereby does disservice.
219Bahut-bahut nirahaṅkārī rahnā hai .
223Remain very, very egoless.
220Apnē kō āpēhī madad kar apnā kalyāṇ karnā hai .
224Help yourself and benefit yourself.
2212 ) dhandhē-dhōrī mē̃ aisā busy nahī̃ hōnā hai jō yād kī yātrā vā paṛhāī kē liē time hī na milē .
225 2. Don't remain so busy in your business etc. that you don't have time for the pilgrimage of remembrance or to study.
222Dēh-abhimān bahut khōṭā aur kharāb hai , isē chhōṛ dēhī-abhimānī rahnē key|kī mēhnat karnī hai .
226Body consciousness is very false and bad. 227Renounce it and make effort to become soul conscious.
Blessing
223Vardān : kōī bhī bāt kalyāṇ key|kī bhāvnā sē dēkhnē aur sunnē vālē pardarśhan mukt bhav
228Blessing: May you become free from looking at others by seeing or hearing about any situation with benevolent feelings.
224Jitnā saṅgaṭhan baṛā hōtā jātā hai , bātē̃ bhī utnī baṛī hōṅgī .
229 The bigger the gathering becomes, the bigger the situations will be.
225Lēkin apnī safety tab hai jab dēkhtē huē na dēkhē̃ , suntē huē na sunē̃ .
230However, your safety is in seeing but not seeing, hearing but not hearing.
226Apnē svachintan mē̃ rahē̃ .
231Maintain pure and positive thoughts for yourself.
227Svachintan karnē vālī ātmā pardarśhan sē mukt hō jātī hai .
232A soul who has pure and positive thoughts for himself remains free from looking at others.
228Agar kisī kāraṇ sē sunnā paṛtā hai , apnē āpkō jimmēvār samajhtē hō tō pahlē apnī brake kō powerful banāō .
233If, for any reason, you have to listen to others and you consider yourself to be responsible, then, first of all, make your brake powerful.
229Dēkhā-sunā , jahā̃ tak hō sakā kalyāṇ kiyā aur full stop .
234You saw them, you heard them and then gave them as much benefit as possible. 235Then put a full stop!
Slogan
230Slōgan : apnē santuṣhṭ , khuśhnumaḥ jīvan sē her|har kadam mē̃ sēvā karnē vālē hī sachchē sēvādhārī haĩ .
236Slogan: Those who serve at every step with their contented and happy lives are true servers.
237*** Om Shanti ***