शुक्रवार 18 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 18/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyā hai tumhē̃ gul-gul ( fool|phūl ) banānē , tum fool|phūl bachchē kabhī kisī kō duḥkh nahī̃ dē saktē , sadā sukh dētē rahō ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to make you beautiful. 2You children who are flowers can never cause anyone sorrow. 3Constantly continue to give happiness.
Question
2Praśhna : kis ēk bāt mē̃ tum bachchō̃ kō bahut-bahut khabardārī rakhnī hai ?
4Question: In which one thing do you children have to remain very cautious?
Answer
3Uttar : mansā-vāchā-karmaṇā apnī jabān par baṛī khabardārī rakhnī hai .
5Answer: Be very cautious with your thoughts, words and actions in your interactions.
4Buddhi sē vikārī duniyā key|kī sab lōklāj kul key|kī maryādāyē̃ bhūlnī hai .
6Your intellects have to forget all your fear of people's opinions and what they would say and the codes of conduct of the vicious world.
5Apnī jāñch karnī hai ki hamnē kitnē divyaguṇ dhāraṇ kiyē haĩ ?
7Check yourself: How many divine virtues have I imbibed?
6Lakṣhmī-nārāyaṇ jaisē civilized banē haĩ ?
8Have I become as civilised as Lakshmi and Narayan?
7Kahā̃ tak gul-gul ( fool|phūl ) banē haĩ ?
9To what extent have I become beautiful?
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Śhivbābā jāntē haĩ yah hamārē bachchē ātmāyē̃ hai .
11Shiv Baba knows that you, His children, are souls.
10Tum bachchō̃ kō ātmā samajh śharīr kō bhūl śhivbābā kō yād karnā hai .
12You children have to consider yourselves to be souls; you have to forget your bodies and remember Shiv Baba.
11Śhivbābā kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō paṛhātā hū̃ .
13Shiv Baba says: I teach you children.
12Śhivbābā bhī nirākār hai , tum ātmāyē̃ bhī nirākār hō .
14Shiv Baba is incorporeal and you souls are also incorporeal.
13Yahā̃ ākar part bajātē hō .
15You come here to play your parts.
14Bāp bhī ākar part bajātē haĩ .
16The Father also comes to play His part.
15Yah bhī tum jāntē hō drama plan anusār bāp hamkō ākar gul-gul banātē haĩ .
17You know that, according to the drama plan, the Father comes and makes you beautiful.
16Tō sab avguṇō̃ kō chhōṛ guṇvān bannā chāhiē .
18Therefore, you have to renounce all defects and become virtuous.
17Guṇvān kabhī kiskō duḥkh nahī̃ dētē .
19Those who are virtuous never cause anyone sorrow.
18Sunā-ansunā nahī̃ kartē .
20They do not ignore what they have been told.
19Kōī duḥkhī hai tō uskā duḥkh dūr kartē haĩ .
21They remove the sorrow of anyone who is experiencing sorrow.
20Bāp bhī ātē haĩ tō sārī duniyā K|kē duḥkh jarūr dūr hōnē haĩ .
22When the Father comes, the sorrow of the whole world is definitely removed.
21Bāp tō śhrīmat dētē haĩ , jitnā hō sakē purūṣhārth kar sabhī K|kē duḥkh dūr kartē rahō .
23The Father gives you shrimat: Make as much effort as possible and continue to remove everyone's sorrow.
22Purūṣhārth sē hī achchhā pad milēgā .
24Only by making effort will you receive a good status.
23Purūṣhārth na karnē sē pad kam hō jāyēgā .
25By not making effort, your status will be reduced.
24Vah phir kalp-kalpāntar kā ghāṭā paṛ jātā hai .
26That will then become a loss for cycle after cycle.
25Bāp bachchō̃ kō her|har bāt samjhātē haĩ .
27The Father explains everything to you children.
26Bachchē apnē kō ghāṭā ḍālē̃ - yah bāp nahī̃ chāhtā .
28The Father doesn't want you children to incur any loss.
27Duniyā vālē phāydē aur ghāṭē kō nahī̃ jāntē isliē bachchō̃ kō apnē par rahm karnā hai .
29People of the world don’t know about this profit and loss and, therefore, you children have to have mercy for yourselves.
28Śhrīmat par chaltē rahnā hai .
30You have to continue to follow shrimat.
29Bhal buddhi idhar-udhar bhāgtī hai tō bhī kōśhiśh karō ham aisē bēhad K|kē bāp kō kyō̃ nahī̃ yād kartē haĩ , jis yād sē hī ūñch pad miltā hai .
31Although your intellects wander here and there, try and check why you do not remember such an unlimited Father. 32It is only by having this remembrance that you will receive a high status.
30Kam sē kam svarg mē̃ tō jātē haĩ . 31Parantu svarg mē̃ ūñch pad pānā hai .
33You will at least go to heaven, but you have to claim a high status in heaven.
32Bachchō̃ K|kē mā̃-bāp kahtē haĩ nā - hamārā bachchā school mē̃ paṛhkar ūñch pad pāyē .
34Some children's parents say: “Our children should study in school and claim a high status.”
33Yahā̃ tō kiskō bhī patā nahī̃ paṛtā .
35Here, no one knows anything.
34Tumhārē sambandhī yah nahī̃ jāntē ki tum kyā paṛhāī paṛhtē hō .
36Your relatives don't know what study it is that you are studying.
35Us paṛhāī mē̃ tō mitra-sambandhī sab jāntē haĩ , ismē̃ kōī jāntē haĩ , kōī nahī̃ jāntē haĩ .
37In those studies, all your friends and relatives know everything. 38Here, some know and others don't know.
36Kōī kā bāp jāntā hai tō bhāī-bahan nahī̃ jāntē .
39Someone's father would know about this, but his brothers and sisters might not know.
37Kōī key|kī mā̃ jāntī hai tō bāp nahī̃ jāntā kyōṅki yah vichitr paṛhāī aur vichitr paṛhānē vālā hai .
40Someone's mother would know about this, but the father might not, because this study and the One who is teaching you this study are unique.
38Number-vār samajhtē haĩ , bāp samjhātē haĩ bhakti tō tumnē bahut kī hai . 39Sō bhī number-vār , jinhōnnē bahut bhakti kī hai vahī phir yah gyān bhī lētē haĩ .
41You understand, numberwise. 42The Father explains that you have done a great deal of devotion and that too was numberwise. 43It is those who have done a lot of devotion who then take this knowledge.
40Ab bhakti key|kī rasm-rivāj pūrī hōtī hai .
44The systems and customs of devotion are now coming to an end.
41Āgē mīrā kē liē kahā jātā thā usnē lōklāj kul key|kī maryādā chhōṛī .
45Previously, it was said of Meera that she renounced the opinions of society and the codes of conduct of her family.
42Yahā̃ tō tumkō sārē vikārī kul key|kī maryādā chhōṛnī hai .
46Here, you have to renounce all the codes of conduct of the vicious clan.
43Buddhi sē sabkā sannyās karnā hai .
47You have to renounce everything from your intellects.
44Is vikārī duniyā kā kuchh bhī achchhā nahī̃ lagtā hai .
48You don't like anything of this vicious world.
45Vikarma karnē vālē bilkul achchhē nahī̃ lagtē haĩ . 46Vah apnī hī takdīr kō kharāb kartē haĩ .
49Those who perform sinful actions are not liked at all; they spoil their own fortune.
47Aisā kōī bāp thōṛēhī hōgā jō bachchō̃ kō kiskō taṅg kartā huā pasand karēgā vā na paṛhtā pasand karēgā .
50There wouldn't be any father who would like his children to disturb others or not study.
48Tum bachchē jāntē hō vahā̃ aisē kōī bachchē hōtē nahī̃ .
51You children know that there are no such children there.
49Nām hī hai dēvī-dēvtā .
52Their very name is deities.
50Kitnā pavitra nām hai .
53It is such a pure name.
51Apnī jāñch karnī hai - hamārē mē̃ daivīguṇ haĩ ?
54Each of you has to check yourself: Do I have divine virtues in me?
52Sahanśhīl bhī bannā hōtā hai .
55You also have to be tolerant.
53Buddhiyōg key|kī bāt hai .
56It is a matter of the intellect’s yoga.
54Yah laṛāī tō bahut mīṭhī hai .
57This battle is very sweet.
55Bāp kō yād karnē mē̃ kōī laṛāī kī bāt nahī̃ hai . 56Bākī hā̃ , ismē̃ māyā vighna ḍāltī hai .
58There is no question of a battle in remembering the Father, but yes, Maya does cause obstacles in this.
57Unsē sambhāl karnī hōtī hai .
59You have to be very cautious about her.
58Māyā par vijay tō tumkō hī pānī hai .
60You have to gain victory over Maya.
59Tum jāntē hō kalp-kalp ham jō kuchh kartē āyē haĩ , bilkul accurate vahī purūṣhārth chaltā hai jō kalp-kalp chaltā āyā hai .
61You know that whatever you have been doing every cycle, the very same accurate effort that you made every cycle, you are making now.
60Tum jāntē hō abhī ham padmāpadam bhāgyaśhālī bantē haĩ phir satyug mē̃ athāh sukhī rahtē haĩ .
62You know that we are now becoming multimillion times fortunate and then, in the golden age, we will be very happy.
61Kalp-kalp bāp aisē hī samjhātē haĩ .
63The Father explains in this way every cycle.
62Yah kōī naī bāt nahī̃ , yah bahut purānī bāt hai .
64This is not something new, this is something very old.
63Bāp tō chāhtē haĩ bachchē pūrā gul-gul banē̃ .
65The Father wants you children to become absolutely beautiful.
64Laukik bāp key|kī bhī dil hōgī nā - hamārē bachchē gul-gul banē̃ .
66A physical father would also want his children to become beautiful.
65Pārlaukik bāp tō ātē hī haĩ kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē .
67The parlokik Father comes to change thorns into flowers.
66Tō aisā bannā chāhiē nā .
68Therefore, you have to become like those.
67Mansā-vāchā-karmaṇā jabān par bhī bahut khabardārī chāhiē .
69You have to be very cautious with regard to your thoughts, words and actions in your interactions.
68Har ēk karmēndriy par baṛī khabardārī chāhiē .
70You have to be very cautious with every physical organ.
69Māyā bahut dhōkhā dēnē vālī hai .
71Maya is very deceitful.
70Unsē pūrī sambhāl rakhnī hai , baṛī mañjil hai .
72You have to be very careful of her. 73The destination is very high.
71Ādhākalp sē criminal dr̥iṣhṭi banī hai .
74For half a cycle, your vision has been criminal.
72Unkō ēk janm mē̃ civil banānā hai . 73Jaisē in lakṣhmī-nārāyaṇ kī hai .
75It has to be made civil in one birth - just like the vision Lakshmi and Narayan have.
74Yah sarvguṇ sampann haĩ nā .
76They are full of all virtues.
75Vahā̃ criminal dr̥iṣhṭi hōtī nahī̃ .
77There is no criminal vision there.
76Rāvaṇ hī nahī̃ . 77Yah kōī naī bāt nahī̃ .
78Ravan himself doesn't exist there. 79This is not anything new.
78Tumnē anēk bār yah pad pāyā hai .
80You have claimed that status many times before.
79Duniyā kō tō bilkul patā nahī̃ hai ki yah kyā paṛhtē haĩ .
81The world doesn't know anything at all about what you are studying.
80Bāp tumhārī sab āśhāyē̃ pūrṇ karnē ātē haĩ .
82The Father comes to fulfil all your desires.
81Aśhubh āśhāyē̃ rāvaṇ key|kī hōtī haĩ .
83Impure desires are Ravan’s.
82Tumhārī haĩ śhubh āśhāyē̃ .
84Your desires are pure.
83Criminal kōī bhī āśh nahī̃ hōnī chāhiē .
85You mustn't have any criminal desires.
84Bachchō̃ kō sukh key|kī laharō̃ mē̃ laharānā hai .
86You children have to move along with waves of happiness.
85Tumhārē athāh sukhō̃ kā varṇan nahī̃ kar saktē , duḥkhō̃ kā varṇan hōtā hai , sukh kā varṇan thōṛēhī hōtā hai .
87No one can describe your abundance of happiness; they do speak about sorrow; they don't speak about happiness.
86Tum sab bachchō̃ key|kī ēk hī āśhā hai ki ham pāvan banē̃ .
88You children only have one desire and that is to become pure.
87Kaisē pāvan banē̃gē ?
89How will you become pure?
88Sō tō tum jāntē hō ki pāvan banānē vālā ēk bāp hī hai , uskī yād sē hī pāvan banē̃gē .
90You know that the Father alone is the Purifier. 91You will be purified by having remembrance of Him.
89First number naī duniyā mē̃ pāvan yah dēvī-dēvtā hī haĩ .
92The first number pure souls in the new world are these deities.
90Pāvan bannē mē̃ dēkhō tākat kitnī hai .
93Look how much power you gain by becoming pure.
91Tum pāvan ban pāvan duniyā kā rājya pātē hō isliē kahā jātā hai is dēvtā dharm mē̃ tākat bahut hai .
94You become pure and attain the kingdom of the pure world. 95This is why it is said that there is a lot of power in that deity religion.
92Yah tākat kahā̃ sē miltī hai ?
96From where do they receive this power?
93Sarvśhaktimān bāp sē .
97From the Almighty Authority Father.
94Ghar mē̃ tum mukhya dō-chār chitra rakh bahut service kar saktē hō .
98You can have two to four main pictures in your homes and do a lot of service with them.
95Vah samay āyēgā , curfew ādi aisē lag jāyēgā , jō tum kahā̃ ā jā bhī nahī̃ sakē̃gē .
99The time will come when there will be curfews so that you won't be able to go anywhere.
96Tum hō brāhmaṇ sachchī gītā sunānē vālē .
100You are Brahmins who relate the true Gita.
97Knowledge tō baṛī sahaj hai , jinkē ghar vālē sab ātē haĩ , śhānti lagī paṛī haĩ , unhō̃ kē liē tō bahut sahaj hai .
101This knowledge is very easy. 102There is a lot of peace in a home where the entire family is in this knowledge. 103It is very easy for them.
98Dō-chār mukhya chitra ghar mē̃ rakhē hō .
104Let there be two to four main pictures placed in your homes.
99Yah trimūrti , gōlā , jhāṛ aur sīṛhī kā chitra bhī kāphī hai .
105The pictures of the Trimurti, the cycle, the tree and the ladder are enough.
100Unkē sāth gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ , vah bhī chitra achchhā hai .
106Along with those, also have the poster which shows that the God of the Gita is not Shri Krishna; that poster too is good.
101Kitnā sahaj hai , inmē̃ kōī paisā kharcha nahī̃ hōtā .
107It is so easy! 108There is no question of spending money in this.
102Chitra tō rakhē haĩ .
109You have the pictures.
103Chitrō̃ kō dēkhnē sē hī gyān smr̥iti mē̃ ātā rahēgā .
110By looking at the pictures, this knowledge enters your awareness.
104Kōṭhrī banī paṛī hō , usmē̃ bhal tum sō bhī jāō .
111You can just have a small room in which you can also sleep.
105Agar śhrīmat par chaltē rahō tō tum bahutō̃ kā kalyāṇ kar saktē hō .
112If you continue to follow shrimat, you can benefit many.
106Kalyāṇ kartē bhī hōṅgē phir bhī bāp remind karātē haĩ - aisē-aisē tum kar saktē hō .
113You may be bringing benefit but, nevertheless, the Father continues to remind you: You can do this and this.
107Ṭhākurjī key|kī mūrti rakhtē haĩ nā .
114People keep an idol of Thakurji (idol of baby Krishna).
108Ismē̃ tō phir hai samjhānē key|kī bātē̃ .
115Here, there are also things to be explained.
109Janma-janmāntar tum bhakti mārg mē̃ mandirō̃ mē̃ bhaṭaktē rahtē hō parantu yah patā nahī̃ hai ki yah haĩ kaun ?
116For birth after birth, you continued to wander around the temples on the path of devotion, but you didn't know who they were.
110Mandirō̃ mē̃ dēviyō̃ key|kī pūjā kartē haĩ , unkō hī phir pānī mē̃ jākar ḍubōtē haĩ .
117People worship the deity idols in the temples, and then they go and sink them (the idols) in the water.
111Kitnā agyān hai .
118There is so much ignorance!
112Pūjya key|kī , pūjā kar phir unkō uṭhākar samudra mē̃ ḍāl dētē haĩ .
119They worship those who are worthy of worship and then take those idols and put them in the sea.
113Gaṇēśh kō , mā̃ kō , sarasvatī kō bhī ḍubōtē haĩ .
120They even sink Ganesh, the goddesses and Saraswati.
114Bāp baiṭh bachchō̃ kō kalp-kalp yah bātē̃ samjhātē haĩ .
121The Father sits here and explains to you children every cycle.
115Realise karātē haĩ - tum yah kyā kar rahē hō !
122He makes you realise what you were doing.
116Bachchō̃ kō tō naphrat ānī chāhiē jabki bāp itnā samjhātē rahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , tum yah kyā kartē hō !
123You children should have dislike for those things especially since the Father continues to explain so much and says: Sweetest children, what are you doing?
117Inkō kahtē hī haĩ viṣhay vaitaraṇī nadī .
124This is called the river of poison.
118Aisē nahī̃ , vahā̃ kōī kṣhīr kā sāgar hai parantu her|har chīz vahā̃ ḍhēr hōtī hai .
125It isn't that there is an ocean of milk there, but everything there is plentiful.
119Kōī chīz par paisē nahī̃ lagtē .
126Nothing costs money.
120Paisē tō vahā̃ hōtē hī nahī̃ haĩ .
127In fact, there is no paper money there.
121Sōnē K|kē hī sikkē dēkhnē mē̃ ātē haĩ jabki makānō̃ mē̃ hī sōnā lagtā hai , sōnē key|kī iṇṭē̃ lagtī haĩ .
128You only see gold coins everywhere and even the buildings are of gold; the bricks are of gold.
122Tō siddha hōtā hai vahā̃ sōnē-chāndī kā mūlya hī nahī̃ .
129So, this proves that gold and silver have no value there.
123Yahā̃ tō dēkhō kitnā mūlya hai .
130Here, they have so much value.
124Tum jāntē hō ēk-ēk bāt mē̃ wonder hai .
131You know that there is wonder in everything.
125Manuṣhya tō manuṣhya hī haĩ , yah dēvtā bhī manuṣhya haĩ parantu inkā nām dēvtā hai .
132Human beings are human beings; even those deities were human beings, but they are called deities.
126Inhō̃ kē āgē manuṣhya apnī gandgī jāhir kartē haĩ - ham pāpī nīñch haĩ , hamārē mē̃ kōī guṇ nahī̃ haĩ .
133People go and confess their own dirty habits in front of them (the idols): “We are degraded sinners; we have no virtues.”
127Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ aim object hai , ham yah manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .
134You children have an aim and objective in your intellects: We are changing from human beings into deities.
128Dēvtāō̃ mē̃ daivīguṇ haĩ .
135Deities have divine virtues.
129Yah tō samajhtē haĩ mandirō̃ mē̃ jātē haĩ parantu yah nahī̃ samajhtē ki yah bhī manuṣhya hī haĩ .
136You know that people go to the temples, but they don't understand that they (deities) were also human beings.
130Ham bhī manuṣhya haĩ parantu yah daivīguṇ vālē haĩ , ham āsurī guṇō̃ vālē haĩ .
137We too are human beings. 138However, they had divine virtues; we are those with devilish traits.
131Abhī tumhārī buddhi mē̃ ātā hai ham kitnē nā-lāyak thē .
139It now enters your intellects how unworthy you were.
132Inhō̃ kē āgē jākar gātē thē āp sarvguṇ sampann … abhī bāp samjhātē haĩ yah tō past hōkar gayē haĩ .
140You used to go in front of them (the idols) and sing: You are full of all virtues. 141The Father now explains: They existed in the past.
133Inmē̃ daivīguṇ thē , athāh sukh thē .
142They had divine virtues and an abundance of happiness.
134Vahī phir athāh duḥkhī banē haĩ .
143They have now become extremely unhappy.
135Is samay sabhī mē̃ 5 vikārō̃ key|kī pravēśhtā hai .
144At this time, the five vices exist in everyone.
136Abhī tum vichār kartē hō , kaisē ham ūpar sē girtē-girtē ēkdam paṭ ākar paṛē haĩ .
145You now wonder at how you continued to fall from the top and have reached right to the ground.
137Bhāratvāsī kitnē sāhūkār thē .
146The people of Bharat were so wealthy.
138Abhī tō dēkhō karjā uṭhātē rahtē haĩ .
147People now continue to accumulate so much debt.
139Tō yah sab bātē̃ bāp hī baiṭh samjhātē haĩ aur kōī batā na sakē .
148Only the Father sits here and explains all of these things. 149No one else can explain this to you.
140R̥iṣhi-muni bhī nētī-nētī kahtē thē arthāt ham nahī̃ jāntē .
150Rishis and munis also used to say, “Neither this nor that (neti neti)”.
141Abhī tum samajhtē hō vah tō sach kahtē thē . 142Na bāp kō , na rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē thē .
151You now understand that they told the truth: they neither knew the Father nor the beginning, middle or end of creation.
143Abhī bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ , sivāē tum bachchō̃ K|kē .
152Even now, no one, apart from you children, knows this.
144Baṛē-baṛē sannyāsī , mahātmāyē̃ kōī nahī̃ jāntē .
153Even great sannyasis and great souls do not know.
145Vāstav mē̃ mahān ātmā tō yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ nā . 146Ever pure haĩ .
154In fact, it is this Lakshmi and Narayan who are the great souls; they are ever pure.
147Yah bhī nahī̃ jāntē thē tō aur kōī kaisē jān saktē , kitnī simple bātē̃ bāp samjhātē haĩ parantu kaī bachchē bhūl jātē haĩ .
155Even they didn’t know, so how could anyone else know? 156The Father explains such simple things, but some children forget.
148Kaī achchhī rīti guṇ dhāraṇ kartē haĩ tō mīṭhē lagtē haĩ .
157Those who imbibe divine virtues very well are found to be so sweet.
149Jitnā bachchō̃ mē̃ mīṭhā guṇ dēkhtē haĩ tō dil khuśh hōtī hai .
158The more sweet virtues that are seen in you children, the happier the heart becomes.
150Kōī tō nām badnām kar dētē haĩ .
159Some even defame the name.
151Yahā̃ tō phir bāp teacher satgurū hai - tīnō̃ key|kī nindā karātē haĩ .
160Here, they defame all three: the Father, the Teacher and the Satguru.
152Sat bāp , sat teacher aur satgurū key|kī nindā karānē sē phir triple daṇḍ paṛ jātā hai .
161By your defaming the true Father, the true Teacher and the Satguru, triple punishment is accumulated.
153Parantu kaī bachchō̃ mē̃ kuchh bhī samajh nahī̃ hai .
162However, some children don't have any understanding at all.
154Bāp samjhātē haĩ aisē bhī hōṅgē jarūr .
163The Father explains that there definitely will be some of those.
155Māyā bhī kōī cum|kam nahī̃ hai .
164Maya is no less either.
156Ādhākalp pāp ātmā banātī hai .
165She makes you into sinful souls for half a cycle.
157Bāp phir ādhākalp kē liē puṇya ātmā banātē haĩ .
166The Father then makes you into pure and charitable souls for half a cycle.
158Vah bhī number-vār bantē haĩ .
167You become those, numberwise.
159Banānē vālē bhī dō haĩ - rām aur rāvaṇ .
168The ones who make you those are two: Rama and Ravan.
160Rām kō paramātmā kahtē haĩ .
169Rama is called the Supreme Soul.
161Rām-rām kah phir pichhāṛī mē̃ śhiv kō namaskār kartē haĩ .
170People chant the name of Rama and then, at the end, they give salutations to Shiva.
162Vahī paramātmā hai .
171He alone is the Supreme Soul.
163Paramātmā K|kē nām gintē haĩ .
172They count the names of the Supreme Soul.
164Tumkō tō gintī key|kī darkār nahī̃ .
173You don't have to count anything.
165Yah lakṣhmī-nārāyaṇ pavitra thē nā .
174This Lakshmi and Narayan were pure.
166Inhō̃ key|kī duniyā thī , jō past hō gayī hai .
175It used to be their world; that has now become the past.
167Uskō svarg naī duniyā kahā jātā hai .
176That was called heaven, the new world.
168Phir jaisē purānā makān hōtā hai tō ṭūṭnē lāyak ban jātā hai .
177When a building becomes old, it is only worth demolishing.
169Yah duniyā bhī aisē hai .
178This world is also like that.
170Abhī hai kaliyug key|kī pichhāṛī .
179It is now the end of the iron age.
171Kitnī sahaj bātē haĩ samajhnē key|kī .
180These are such easy things to understand.
172Dhāraṇ karnī aur karānī hai .
181You have to imbibe these things and enable others to imbibe them.
173Bāp tō sabkō samjhānē kē liē nahī̃ jāyēṅgē .
182The Father will not go to everyone to explain to them.
174Tum bachchē on godly service hō .
183You children are on Godly service.
175Bāp jō service sikhlātē haĩ , vahī service karnī hai .
184You only have to do the service that the Father teaches you.
176Tumhārī hai godly service only .
185Yours is only Godly service.
177Tumhārā nām ūñch karnē liē bābā nē kalaṣh tum mātāō̃ kō diyā hai .
186Baba has given you mothers the urn of knowledge in order to make your name elevated.
178Aisē nahī̃ ki purūṣhō̃ kō nahī̃ miltā hai . 179Miltā tō sabkō hai .
187It isn't that the men don't receive this; everyone receives it.
180Abhī tum bachchē jāntē hō ham kitnē sukhī svargvāsī thē , vahā̃ kōī duḥkhī nahī̃ thē .
188You children now know how you were the happy residents of heaven. 189There was no one unhappy there.
181Abhī hai saṅgamyug phir ham us naī duniyā K|kē mālik ban rahē haĩ .
190It is now the confluence age and we are becoming the masters of that new world.
182Abhī hai kaliyug purānī patit duniyā .
191It is now the iron age, the old impure world.
183Bilkul hī jaisē bhaiṅs buddhi manuṣhya haĩ .
192It is as though human beings have become those with completely ox intellects.
184Abhī tō in sab bātō̃ kō bhūlnā paṛtā hai .
193All of those things now have to be forgotten.
185Dēh sahit dēh K|kē sab sambandhō̃ kō chhōṛ apnē kō ātmā samajhnā hai .
194Forget your bodies and all bodily relations and consider yourselves to be souls.
186Śharīr mē̃ ātmā nahī̃ hai tō śharīr kuchh bhī kar na sakē .
195When there isn’t a soul in a body, the body cannot do anything.
187Us śharīr par kitnā mōh rakhtē haĩ , śharīr jal gayā , ātmā nē jākar dūsrā śharīr liyā tō bhī 12 mās jaisē hāy husēn machātē rahtē haĩ .
196People have so much attachment to their bodies. 197The body has been burnt, the soul has gone and taken another body but, in spite of that, they continue to cry out in distress for 12 months.
188Abhī tumhārī ātmā śharīr chhōṛēgī tō jarūr ūñch ghar mē̃ janma lēgī number-vār .
198Now, when you souls shed your bodies, you will definitely take birth in high families, numberwise.
189Thōṛē gyān vālā sādhāraṇ kul mē̃ janma lēgā , ūñch gyān vālā ūñch kul mē̃ janma lēgā .
199Those who only have a little of this knowledge will take birth in ordinary families. 200Those who have this elevated knowledge will take birth in elevated families.
190Vahā̃ sukh bhī bahut hōtā hai .
201There is a lot of happiness there.
191Achchhā !
202Achcha.
192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
203To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
204The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
194Dhārṇā kē liē mukhya sār :
205Essence for dharna:
1951 ) bāp jō sunātē haĩ usē sunā-ansunā nahī̃ karnā hai .
206 1. Do not ignore whatever the Father tells you.
196Guṇvān ban sabkō sukh dēnā hai .
207Become virtuous and give everyone happiness.
197Purūṣhārth kar sabkē duḥkh dūr karnē haĩ .
208Make effort and remove everyone's sorrow.
1982 ) vikārō̃ K|kē vaśh hōkar kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .
209 2. Do not be influenced by vices and thereby perform sinful acts.
199Sahanśhīl bannā hai .
210Become tolerant.
200Kōī bhī criminal ( aśuddh-vikārī ) āśh nahī̃ rakhnī hai .
211Do not have any criminal desires.
Blessing
201Vardān : śhānti key|kī śhakti dvārā asambhav kō sambhav karnē vālē sahajyōgī bhav
212Blessing: May you be an easy yogi who makes the impossible become possible with the power of silence.
202Śhānti key|kī śhakti sarvaśhrēṣhṭha śhakti hai .
213 The power of silence is the most elevated power of all.
203Śhānti key|kī śhakti sē hī aur sab śhaktiyā̃ nikalī haĩ .
214All other powers emerge from the power of silence.
204Science key|kī śhakti kā bhī jō prabhāv hai vah science bhī silence sē nikalī hai .
215The impact of the power of science also happens through the power of silence.
205Tō śhānti key|kī śhakti sē jō chāhō vah kar saktē hō .
216You can do whatever you want when you have the power of silence.
206Asambhav kō bhī sambhav kar saktē hō .
217You can also make the impossible become possible.
207Jisē duniyā vālē asambhav kahtē haĩ vah āpkē liē sambhav hai aur sambhav hōnē K|kē kāraṇ sahaj hai .
218What people in the world consider to be impossible is possible for you. 219Then, because it is possible, it is easy.
208Śhānti key|kī śhakti kō dhāraṇ kar sahajyōgī banō .
220Imbibe the power of silence and become an easy yogi.
Slogan
209Slōgan : vāṇī dvārā sabkō sukh aur śhānti dō tō gāyan yōgya banē̃gē .
221Slogan: Give everyone happiness and peace with your words and you will become worthy of being praised.
222*** Om Shanti ***