मंगलवार 29 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

029-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 29/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ātmā sē vikārō̃ kā kichṛā nikāl śhuddha fool|phūl banō .

1Essence: Sweet children, remove the rubbish of the vices from your souls and become pure flowers.

2Bāp kī yād sē hī sārā kichṛā nikalēgā ' '

2Only by having remembrance of the Father will all the rubbish be removed.

Question

3Praśhna  : pavitra bannē vālē bachchō̃ kō kis ēk bāt mē̃ bāp kō follow karnā hai  ?

3Question: In which one aspect do you children who are becoming pure have to follow the Father?

Answer

4Uttar  : jaisē bāp param-pavitr hai vah kabhī apavitr kichṛē vālō̃ kē sāth mixup nahī̃ hōtā , bahut-bahut pōḍ ( pavitra ) hai .

4Answer: The Father is supremely pure and doesn't mix with souls who become impure with rubbish; He remains very sacred.

5Aisē āp pavitra bannē vālē bachchē bāp kō follow karō , see no evil .

5Similarly, you children who are also becoming pure have to follow the Father. 6See no evil.

Murli

6Ōm śhānti .

7Om shanti.

7Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

8The Father sits here and explains to you children.

8Haĩ tō yah dōnō̃ bāp .

9Both are fathers.

9Ēk kō rūhānī , dūsrē kō jismānī bāp kahē̃gē .

10One is called the spiritual Father and the other is called a physical father.

10Śharīr tō dōnō̃ kā ēk hī hai tō jaisēki dōnō̃ bāp samjhātē haĩ .

11The body of both is one, and so it is as though both fathers are explaining.

11Bhal ēk samjhātē haĩ , dūsrā samajhtē haĩ phir bhī kahē̃gē dōnō̃ samjhātē haĩ .

12Although one explains and the other understands, it would still be said that both are explaining.

12Yah jō itnī chhōṭī-sī ātmā hai un par kitnā mail chaṛhā huā hai .

13There is so much dirt that has accumulated on such a tiny soul.

13Mail chaṛhnē sē kitnā ghāṭā paṛ jātā hai .

14So much loss is incurred when dirt is accumulated.

14Yah phāydā aur ghāṭā tab dēkhnē mē̃ ātā hai jabki śharīr kē sāth hai .

15This profit and loss is visible when souls are in their bodies.

15Tum jāntē hō ham ātmā jab pavitra banē̃gī tab in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā pavitra śharīr milēgā .

16You know that when we souls become pure, we will receive bodies that are as pure as those of Lakshmi and Narayan.

16Abhī ātmā mē̃ kitnā mail chaṛhā huā hai .

17So much dirt is now accumulated on souls.

17Jab madhu ( śhahad ) nikāltē haĩ tō unkō chhāntē haĩ . 18Tō kitnī mail nikaltī hai phir madhu śhuddha alag hō jātī hai .

18When honey is collected, it is filtered, and so much rubbish is removed and the pure honey is separated.

19Ātmā bhī bahut mailī hō jātī hai .

19Souls too become very dirty.

20Ātmā hī kañchan thī , bilkul pavitra thī . 21Śharīr kaisā sundar thā .

20This soul was clean and completely pure and his body was so beautiful.

22In lakṣhmī-nārāyaṇ kā śharīr dēkhō kitnā sundar hai .

21Look how beautiful the bodies of Lakshmi and Narayan are.

23Manuṣhya tō śharīr kō hī pūjtē haĩ nā . 24Ātmā key|kī taraph nahī̃ dēkhtē .

22People only worship bodies; they don't see the souls.

25Ātmā key|kī tō pahchān bhī nahī̃ hai .

23They have no recognition of a soul.

26Pahlē ātmā sundar thī , chōlā bhī sundar miltā hai .

24At first, souls were beautiful and they received pure bodies.

27Tum bhī abhī yah bannā chāhtē hō .

25You too now wish to become like them.

28Tō ātmā kitnī śhuddha hōnī chāhiē .

26So, you souls have to become that pure.

29Ātmā kō hī tamōpradhān kahā jātā hai kyōṅki unmē̃ full kichṛā hai .

27A soul is said to be tamopradhan because it is full of rubbish.

30Ēk tō dēh-abhimān kā kichṛā aur phir kām-krōdh kā kichṛā .

28It has the rubbish of body consciousness and also that of lust and anger.

31Kichṛā nikālnē kē liē chhānā jātā hai nā .

29In order to remove the rubbish from something, it is filtered.

32Chhānnē sē raṅg hī badal jātā hai .

30When something is filtered, its colour changes.

33Tum achchhī rīti baiṭh vichār karē̃gē tō feel hōgā bahut kichṛā bharā huā hai .

31If you sit and think about this very well, you will feel that there is a lot of rubbish within you.

34Ātmā mē̃ rāvaṇ key|kī pravēśhtā hai .

32There is the existence of Ravan in souls.

35Abhī bāp kī yād mē̃ rahnē sē hī kichṛā nikaltā hai .

33By your staying in remembrance of the Father now, the rubbish will be removed.

36Ismē̃ bhī time lagtā hai .

34This too takes time.

37Bāp samjhātē haĩ dēh-abhimān hōnē K|kē kāraṇ vikārō̃ kā kitnā kichṛā hai .

35The Father explains: Because of having body consciousness, there is so much rubbish of the vices.

38Krōdh kā kichṛā bhī kōī cum|kam nahī̃ .

36The rubbish of anger is no less.

39Krōdhī andar mē̃ jaisē jaltā rahtā hai .

37It is as though an angry person burns within.

40Kōī na kōī bāt par dil jaltī rahtī hai .

38His heart burns due to one thing or another.

41Śhakla bhī tāmbē jaisī rahtī hai .

39His face also becomes as red as copper.

42Abhī tum samajhtē hō hamārī ātmā jalī huī hai .

40You souls now understand that you have become burnt.

43Ātmā mē̃ kitnī mail hai - abhī patā paṛā hai .

41You now know how much dirt there is in souls.

44Yah bātē̃ samajhnē vālē bahut thōṛē haĩ , ismē̃ tō first class fool|phūl chāhiē nā .

42There are very few people who understand these things. 43First-class flowers are needed for this.

45Abhī tō bahut khāmiyā̃ haĩ .

44There are many defects now.

46Tumkō tō sab khāmiyā̃ nikāl bilkul pavitra bannā hai nā .

45You have to remove all weaknesses and become completely pure.

47Yah lakṣhmī-nārāyaṇ kitnē pavitra haĩ .

46This Lakshmi and Narayan are so pure.

48Vāstav mē̃ unhō̃ kō hāth lagānē kā bhī hukm nahī̃ hai .

47In fact, no one has the right to touch them.

49Patit jākar itnē ūñch pavitra dēvtāō̃ kō hāth lagā na sakē̃ .

48Impure ones cannot go and touch such elevated, pure deity idols.

50Hāth lagānē lāyak hī nahī̃ .

49They are not worthy of touching pure ones.

51Śhiv kō tō hāth lagā nahī̃ saktē .

50No one can touch Shiva.

52Vah hai hī nirākār , unkō hāth lag hī nahī̃ saktā .

51He is incorporeal, and so He cannot be touched.

53Vah tō most pavitra hai .

52He is the most pure.

54Bhal unkī pratimā baṛī rakh dī hai kyōṅki itnī chhōṭī bindī unkō tō kōī hāth lagā na sakē .

53People keep a large image of Him, because no one can touch such a tiny point.

55Ātmā śharīr mē̃ pravēśh kartī hai tō śharīr baṛā hōtā hai . 56Ātmā tō baṛī-chhōṭī nahī̃ hōtī hai .

54When a soul enters a body, the body grows; the soul doesn't become larger or smaller.

57Yah tō hai hī kichṛē key|kī duniyā .

55This is a world of rubbish.

58Ātmā mē̃ kitnā kichṛā hai .

56There is so much rubbish in souls.

59Śhivbābā bahut pōḍ ( pavitra ) hai .

57Shiv Baba is very sacred.

60Bahut pavitra hai .

58He is very pure.

61Yahā̃ tō sabkō ēk samān banā dētē haĩ .

59Here, everyone is made out to be the same.

62Ēk-dō kō kah bhī dētē haĩ tum tō jānvar hō .

60They even say to one another: You are like an animal!

63Satyug mē̃ aisī bhāṣhā hōtī nahī̃ .

61Such language is not used in the golden age.

64Abhī tum feel kartē hō hamārī ātmā mē̃ baṛī mail chaṛhī huī hai .

62You souls now feel that a lot of dirt has accumulated on you.

65Ātmā lāyak hī nahī̃ hai jō bāp kō yād karē .

63Souls are no longer worthy of having remembrance of the Father.

66Nā-lāyak samajh māyā bhī ēkdam unkō haṭā dētī hai .

64Maya also considers souls to be unworthy and pushes them aside.

67Bāp kitnā pōḍ ( pavitr-śhuddh ) hai .

65The Father is so sacred!

68Ham ātmāyē̃ bhī kyā sē kyā ban jātī haĩ .

66Look what we souls have become from what we were.

69Ab bāp samjhātē haĩ tumnē mujhē bulāyā hī hai ātmā kō śhuddha banānē kē liē .

67The Father now explains: You called out to Me to come and make souls pure.

70Bahut kichṛā bharā huā hai .

68Souls are filled with a lot of rubbish.

71Bagīchē mē̃ kōī sab first class fool|phūl nahī̃ hōtē haĩ . 72Number-vār haĩ .

69Not all flowers in a garden are first class; they are numberwise.

73Bāp bāgvān hai .

70The Father is the Master of the Garden.

74Ātmā kitnī pavitra bantī hai phir kitnī mailī ēkdam kāṇṭā ban jātī hai .

71Souls become so pure and then become so dirty. 72They become like thorns.

75Ātmā mē̃ hī dēh-abhimān kā , kām , krōdh kā kichṛā bhartā hai .

73There is the rubbish of body consciousness, lust and anger in souls.

76Krōdh bhī manuṣhya mē̃ kitnā hai .

74Human beings have so much anger in them.

77Tum pavitra ban jāyēṅgē tō phir kōī key|kī śhakla dēkhnē key|kī bhī dil nahī̃ hōgī . 78See no evil .

75When you become pure, you won't feel like looking at anyone's face - see no evil!

79Apavitr kō dēkhnā hī nahī̃ hai .

76You mustn't even look at impure beings.

80Ātmā pavitra ban , pavitra nayā chōlā lētī hai tō phir kichṛā dēkhtī hī nahī̃ . 81Kichṛē key|kī duniyā hī khatm hō jātī hai .

77When souls become pure and receive pure new bodies, they don't see any rubbish at all; this world of rubbish ends.

82Bāp samjhātē haĩ tum dēh-abhimān mē̃ ākar kitnā kichṛā ban paṛē hō .

78The Father explains: You have become such rubbish by becoming body conscious.

83Patit ban paṛē hō .

79You have become impure.

84Bachchē bulātē bhī haĩ - bābā hamārē mē̃ krōdh kā bhūt hai .

80Children call out: Baba, I have an evil spirit of anger in me.

85Bābā ham āpkē pās|pass āyē haĩ , pavitra bannē .

81Baba, I have come to You to become pure.

86Jāntē haĩ bāp tō hai hī ever pure .

82You know that the Father is ever pure.

87Aisē highest authority kō sarvavyāpī kahkar kitnā defame kartē haĩ .

83People defame the Highest Authority so much by calling Him omnipresent.

88Apnē par bhī baṛī naphrat ātī hai - ham kyā thē phir kyā sē kyā ban jātē haĩ .

84You also dislike yourselves so much because you can see what you were and what you have now become.

89Yah bātē̃ tum bachchē hī samajhtē hō , aur kōī bhī satsaṅg vā university ādi mē̃ kahā̃ bhī aisī aim object kōī samjhā na sakē .

85Only you children understand these things. 86No one else can explain this aim or objective in any other spiritual gathering or university etc.

90Abhī tum bachchē jāntē hō hamārī ātmā mē̃ kaisē kichṛā bhartā gayā hai .

87You children now understand how souls have continued to accumulate rubbish.

912 kalā kam huī phir 4 kalā kam huī , kichṛā bhartā gayā isliē kahā hī jātā hai tamōpradhān .

88There was a reduction of two degrees and then four degrees and souls continued to be filled with rubbish in this way, and this is why they are called tamopradhan.

92Kōī lōbh mē̃ , kōī mōh mē̃ jal martē haĩ , is avasthā mē̃ hī jal-jalkar mar jānā hai .

89Some burn with greed and some burn with attachment and die. 90They will burn and die in that stage.

93Abhī tum bachchō̃ kō tō śhivbābā key|kī yād mē̃ hī śharīr chhōṛnā hai , jō śhivbābā aisā banātē haĩ .

91You children now have to shed your bodies in remembrance of Shiv Baba who is making you become like them.

94In lakṣhmī-nārāyaṇ kō aisā bāp nē banāyā nā .

92The Father made Lakshmi and Narayan become like that.

95Tō apnē kō kitnī khabardārī rakhnī chāhiē .

93So, you have to remain very careful.

96Tūphān tō bahut āyēṅgē .

94Many storms will come.

97Tūphān māyā K|kē hī ātē haĩ , aur kōī tūphān nahī̃ haĩ .

95There are only storms of Maya; there are no other storms.

98Jaisē śhāstrō̃ mē̃ kahānī likh dī hai hanūmān ādi key|kī .

96Similarly, they have stories of Hanuman etc. in the scriptures.

99Kahtē haĩ bhagvān nē śhāstra banāyē haĩ .

97They say: God created the scriptures.

100Bhagvān tō sab vēd-śhāstrō̃ kā sār sunātē haĩ .

98God speaks the essence of all the Vedas and scriptures.

101Bhagvān nē tō sadgati kar dī , unkō śhāstra banānē key|kī kyā darkār .

99God granted salvation, so why would He need to write scriptures?

102Ab bāp kahtē haĩ hear no evil .

100The Father says: Hear no evil!

103In śhāstrō̃ ādi sē tum ūñch nahī̃ ban saktē hō .

101You cannot become elevated through those scriptures etc.

104Maĩ tō in sabsē alag hū̃ .

102I am separate from all of those.

105Kōī bhī pahchāntē nahī̃ .

103No one recognises Me.

106Bāp kyā hai , kiskō patā nahī̃ .

104No one knows what the Father is.

107Bāp jāntē haĩ kaun-kaun mērī service kartē haĩ arthāt kalyāṇkārī ban aurō̃ kā bhī kalyāṇ kartē haĩ , vahī dil par chaṛhtē haĩ .

105The Father knows who does His service, that is, only those who become benevolent and benefit others climb onto the Father's heart.

108Kōī tō aisē bhī haĩ jinkō service kā patā hī nahī̃ .

106Some are such that they don't even know about service.

109Tum bachchō̃ kō gyān tō milā hai ki apnē kō ātmā samjhō aur bāp kō yād karō .

107You children have received this knowledge of considering yourselves to be souls and of remembering the Father.

110Bhal ātmā śhuddha bantī hai , śharīr tō phir bhī yah patit hai nā .

108Although you souls become pure, your bodies are still impure.

111Jinkī ātmā śhuddha hōtī jātī hai unkī activity mē̃ rāt-din kā phark rahtā hai .

109There is the difference of day and night between the activity of souls who become pure and those who don’t.

112Chalan sē bhī mālūm paṛtā hai .

110It can also be known from their behaviour.

113Nām kōī kā nahī̃ liyā jātā hai , agar nām lē̃ tō kahī̃ aur hī badtar na hō jāē̃ .

111No one's name is mentioned. 112If their names were mentioned, they might become even worse.

114Abhī tum fark dēkh saktē hō - tum kyā thē , kyā bannā hai  !

113You can now see the difference between what you were and what you have to become.

115Tō śhrīmat par chalnā chāhiē nā .

114Therefore, you have to follow shrimat.

116Andar ganda jō bharā huā hai uskō nikālnā hai .

115All the rubbish you are filled with has to be removed.

117Laukik sambandh mē̃ bhī kōī-kōī bahut gandē bachchē hōtē haĩ tō unsē bāp bhī taṅg hō jātē haĩ .

116In worldly relationships too, a father gets fed up with his children if they become very dirty.

118Kahtē haĩ aisā bachchā tō na hōtā tō achchhā thā .

117He would say that it would be better if he hadn't had a child like that.

119Phūlō̃ K|kē bagīchē key|kī khuśhbū hōtī hai .

118There is fragrance in a flower garden.

120Parantu drama anusār kichṛā bhī hai .

119However, according to the drama, there is also rubbish.

121Ak kō tō bilkul dēkhnē bhī dil nahī̃ hōtī .

120No one even wants to look at an uck flower.

122Parantu bagīchē mē̃ jānē sē nazar tō sab par paṛēgī nā .

121However, when you go into a garden, your vision would fall on all the flowers.

123Ātmā kahēgī yah phalānā fool|phūl hai .

122The soul would say: This one is such-and-such a flower.

124Khuśhbū bhī achchhē fool|phūl key|kī lē̃gē nā .

123You would take fragrance from good flowers.

125Bāp bhī dēkhtē haĩ inkī ātmā kitnā yād kī yātrā mē̃ rahtī hai , kitnā pavitra banī hai aur phir aurō̃ kō bhī āpsamān banātē haĩ . 126Gyān sunātē haĩ  !

124The Father also sees how much some souls stay on the pilgrimage of remembrance, how pure they have become and how they make others pure like themselves and how much of this knowledge they relate.

127Mūl bāt hī hai manmanābhav .

125The main thing is to be “Manmanabhav”.

128Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō pavitra fool|phūl banō .

126The Father says: Remember Me and you will become a pure flower.

129Yah lakṣhmī-nārāyaṇ kitnē pavitra fool|phūl thē .

127Lakshmi and Narayan were such pure flowers.

130Insē bhī śhivbābā bahut pōḍ hai .

128Shiv Baba is still more sacred than that.

131Manuṣhyō̃ kō thōṛēhī patā hai ki in lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī aisā śhiv-bābā nē banāyā hai .

129People don't know that Shiv Baba made Lakshmi and Narayan become like that.

132Tum jāntē hō is purūṣhārth sē yah banē haĩ .

130You know that they became that by making this effort.

133Bāp samjhātē tō bahut haĩ .

131The Father explains a great deal.

134Ēk tō yād kī yātrā mē̃ rahnā hai , jissē gand nikalē , ātmā pavitra banē̃ .

132Firstly, you have to stay on the pilgrimage of remembrance so that the rubbish can be removed and you souls can become pure.

135Tumhārē pās|pass museum ādi mē̃ bahut ātē haĩ .

133Many people come to you at the museums etc.

136Bachchō̃ kō service kā bahut śhauk rakhnā hai .

134You children have to have a lot of interest in doing service.

137Service kō chhōṛ kabhī nīnd nahī̃ karnī hōtī hai .

135You mustn't renounce service and go to sleep.

138Service par baṛā accurate rahnā chāhiē .

136You have to remain very accurate in doing service.

139Museum mē̃ bhī tum lōg rest kā time chhōṛtē hō .

137You people leave yourselves time for rest even at the museums.

140Galā thak jātā hai , bhōjan ādi bhī khānā hai parantu andar mē̃ din-rāt uchhal ānī chāhiē . 141Kōī āyē tō unkō rāstā batāyē̃ .

138Your throats become tired and you do have to eat, but, day and night, you should have the enthusiasm inside yourselves to show the path to anyone who comes.

142Bhōjan K|kē time kōī ā jātē haĩ tō pahlē unkō attend kar phir bhōjan khānā chāhiē .

139If people come during meal times, you have to attend to them first and then take your meal.

143Aisī service vālā hō .

140You should be those who do such service.

144Kōī-kōī kō baṛā dēh-abhimān ā jātā hai , ārām-pasand , navāb ban jātē haĩ .

141Some have a lot of body consciousness and they become lords who love to rest.

145Bāp kō samjhānī tō dēnī paṛē nā . 146Yah navābī chhōṛō .

142The Father has to tell you: Renounce this lordship!

147Phir bāp sākṣhātkār bhī karāyēṅgē - apnā pad dēkhō .

143The Father would also grant visions: Look at your status.

148Dēh-abhimān kā kulhāṛā āpēhī apnē pāṅw par lagāyā hai .

144You yourself put the axe of body conscious on your foot.

149Bahut bachchē bābā sē bhī rīs kartē haĩ .

145Many children compete with Baba.

150Arē , yah tō śhivbābā kā rath hai , inkī sambhāl karnī paṛtī hai .

146Oh! this is Shiv Baba's chariot and it has to be looked after.

151Yahā̃ tō aisē haĩ jō ḍhēr davāiyā̃ lētē rahtē , ḍôkṭarō̃ key|kī davāī kartē rahtē .

147There are some here who take a lot of medicine from doctors.

152Bhal bābā kahtē haĩ śharīr kō tandurust rakhnā hai parantu apnī avasthā kō bhī dēkhnā hai nā .

148Baba says: You have to keep your body healthy, but you also have to look at your stage.

153Tum bābā key|kī yād mē̃ rahkar khāō tō kabhī kōī chīz nuksān nahī̃ karēgī . 154Yād sē tākat bhar jāyēgī .

149If you eat in remembrance of Baba, nothing will cause you any harm. 150By having remembrance, you will be filled with power.

155Bhōjan baṛā śhuddha hō jāyēgā .

151Your food will become very pure.

156Parantu vah avasthā hai nahī̃ .

152However, you don't yet have that stage.

157Bābā tō kahtē haĩ brāhmaṇō̃ kā banāyā huā bhōjan uttam tē uttam hai parantu vah tab jabki yād mē̃ rahkar banāvē̃ .

153Baba says: The food prepared by Brahmins is the highest of all, but that is only when they prepare it whilst staying in remembrance.

158Yād mē̃ rah banānē sē unkō bhī phāydā , khānē vālē kō bhī phāydā hōgā .

154By preparing it in remembrance, those who prepare it will benefit and those who eat it will also benefit.

159Ak bhī tō bahut haĩ nā .

155There are many who are like uck flowers.

160Yah bichārē kyā pad pāyēṅgē .

156What status will those poor people claim?

161Bāp kō tō rahm paṛtā hai .

157The Father has mercy for them.

162Parantu dās-dāsiyā̃ bannē key|kī bhī nūndh hai , ismē̃ khuśh nahī̃ hōnā chāhiē .

158However, it is also fixed for some to become maids and servants. 159You mustn't become happy with that.

163Vichār bhī nahī̃ kartē haĩ - hamkō aisā bannā hai .

160Some don't even think: I have to become that!

164Dās-dāsiyā̃ bannē sē phir sāhūkār banē̃ tō achchhā hai , dās-dāsiyā̃ rakh sakē̃gē .

161Instead of becoming maids and servants, it would be better if you become wealthy; you would then be able to have maids and servants.

165Bāp tō kahtē haĩ nirantar mujh ēk kō yād karō , simar-simar sukh pāō .

162The Father says: Constantly remember Me alone and attain happiness by remembering Me.

166Bhaktō̃ nē phir simraṇī mālā baiṭh banāī hai .

163Devotees sat and created the rosary to rotate.

167Vah bhaktō̃ kā kām hai .

164That is the work of devotees.

168Bāp tō sirph kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō , bāp kō yād karō . 169Bas .

165The Father simply says: Consider yourselves to be souls and remember the Father, that is all!

170Bākī kōī jāp na karō . 171Na mālā phērō .

166You don't have to chant mantras or turn rosaries.

172Bāp kō jānnā hai , unkō yād karnā hai .

167You have to know the Father and remember Him.

173Mukh sē bābā-bābā bhī kahnā thōṛēhī hai .

168You don't have to say "Baba, Baba" with your mouths.

174Tum jāntē hō vah ham ātmāō̃ kā bēhad kā bāp hai , unkō yād karnē sē ham satōpradhān ban jāyēṅgē arthāt ātmā kañchan ban jāyēgī .

169You know that He is the unlimited Father of us souls. 170By remembering Him, we will become satopradhan, that is, we souls will become pure.

175Kitnā sahaj hai .

171It is so easy!

176Parantu yuddha kā maidān hai nā . 177Tumhārī hai hī māyā sē laṛāī .

172However, this is a battlefield; you have to battle with Maya.

178Vah ghaṛī-ghaṛī tumhārā buddhi kā yōg tōṛtī hai .

173She repeatedly breaks your intellects’ yoga.

179Jitnē-jitnē vināśh kālē prīt buddhi haĩ utnā pad hōtā hai .

174The more loving someone intellect’s is at the time of destruction, the higher the status he claims.

180Sivāē ēk K|kē aur kōī bhī yād na paṛē .

175You mustn't remember anyone except the One.

181Kalp pahlē bhī aisē nikalē haĩ jō vijay mālā K|kē dānē banē haĩ .

176In the previous cycle, too, such ones emerged and became the beads of the rosary of victory.

182Tum jō brāhmaṇ kul K|kē hō , brāhmaṇō̃ key|kī ruṇḍ mālā bantī hai , jinhōnnē bahut gupta mēhnat kī hai .

177The rosary of Rudra is of Brahmins, who belong to the Brahmin clan and who make a lot of incognito effort.

183Gyān bhī gupta hai nā .

178This knowledge is incognito.

184Bāp tō har ēk kō achchhī rīti jāntē haĩ .

179The Father knows each one very well.

185Achchhē-achchhē number one jinkō mahārathī samajhtē thē , vah āj haĩ nahī̃ .

180Those who were considered to be very good ones are no longer here today.

186Dēh-abhimān bahut hai . 187Bāp kī yād rah nahī̃ saktī .

181There is a lot of body consciousness and they are unable to have remembrance of the Father.

188Māyā baṛā zōr sē thappaṛ mārtī hai .

182Maya slaps them very hard.

189Bahut thōṛē haĩ jinkī mālā ban sakēgī .

183There are very few from whom the rosary can be created.

190Tō bāp phir bhī bachchō̃ kō samjhātē haĩ - apnē kō dēkhtē rahō ham kitnē pavitra dēvtā thē phir ham kyā sē kyā , kichṛā ban gayē haĩ .

184Therefore, the Father still explains to you children: Continue to look at yourselves, as to how you were such pure deities and then, from those, how you became like rubbish.

191Ab śhivbābā milā hai tō unkī mat par chalnā chāhiē nā .

185You have now found Shiv Baba and so you have to follow His directions.

192Kōī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā hai .

186You mustn't remember bodily beings.

193Kōī key|kī bhī yād na āyē .

187You mustn't remember anyone else.

194Chitra bhī kōī kā nahī̃ rakhnā hai .

188You mustn't even keep anyone's picture.

195Ēk śhivbābā key|kī hī yād rahē .

189Let there be remembrance of one Shiv Baba alone.

196Śhivbābā kō śharīr tō hai nahī̃ .

190Shiv Baba doesn't have a body of His own.

197Yah bhī tempory loan lētā hū̃ .

191I take this one temporarily on loan.

198Tumkō aisā dēvī-dēvtā lakṣhmī-nārāyaṇ banānē kē liē kitnī mēhnat kartē haĩ .

192He makes so much effort to make you into deities like Lakshmi and Narayan.

199Bāp kahtē haĩ tum hamkō patit duniyā mē̃ bulātē hō .

193The Father says: You invite Me into this impure world.

200Tumkō pāvan banātā hū̃ phir tum pāvan duniyā mē̃ mujhē bulātē hī nahī̃ hō .

194I purify you and you don't even invite Me into the pure world.

201Vahā̃ ākar kyā karē̃gē  !

195What would He do there?

202Unkī service hī pāvan banānē kī hai .

196His service is to purify everyone.

203Bāp jāntē haĩ ki ēkdam jalkar kālē kōylē ban gayē haĩ .

197The Father knows that you have been so burnt that you have become like charcoal.

204Bāp āyē haĩ tumhē̃ gōrā banānē .

198The Father has come to make you beautiful.

205Achchhā  !

199Achcha.

206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

200To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

201The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

208Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

202Essence for dharna:

2091 ) service mē̃ baṛā accurate rahnā hai .

203 1. Remain very accurate in doing service.

210Din-rāt service key|kī uchhal ātī rahē .

204Let there be enthusiasm for doing service day and night.

211Service kō chhōṛ kabhī bhī ārām nahī̃ karnā hai .

205Never renounce service and go for a rest.

212Bāp samān kalyāṇkārī bannā hai .

206Become as benevolent as the Father.

2132 ) ēk key|kī yād sē prīt buddhi ban andar kā kichṛā nikāl dēnā hai .

207 2. Become one with a loving intellect by having remembrance of the One and remove the rubbish from within you.

214Khuśhbūdār fool|phūl bannā hai .

208Become a fragrant flower.

215Is kichṛē key|kī duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .

209Do not attach your heart to this world of rubbish.

Blessing

216Vardān  : man-buddhi dvārā śhrēṣhṭh sthitiyō̃ rūpī āsan par sthit rahnē vālē tapasvīmūrt bhav

210Blessing: May you stabilise your mind and intellect on the seat of your elevated stage and become an embodiment of tapasya.

217Tapasvī sadā kōī na kōī āsan par baiṭhkar tapasyā kartē haĩ .

211 A tapaswi always does tapasya while seated on one or another seat.

218Āp tapasvī ātmāō̃ kā āsan hai - ēkras sthiti , phariśhtā sthiti … inhī̃ śhrēṣhṭh sthitiyō̃ mē̃ sthit hōnā arthāt āsan par baiṭhnā .

212The seat of you tapaswi souls is your stable, angelic stage. 213To stabilise yourself in this elevated stage means to sit on your seat.

219Sthūl āsan par tō sthūl śharīr baiṭhtā hai lēkin āp is śhrēṣhṭh āsan par man buddhi kō biṭhātē hō .

214A physical body sits on a physical seat, but you sit your mind and intellect on this elevated seat.

220Vē|way tapasvī ēk ṭāṅg par khaṛē hō jātē aur āp ēkras sthiti mē̃ ēkāgr hō jātē hō .

215Those tapaswis stand on one leg whereas you stabilise yourselves in a constant and stable stage.

221Unhō̃ kā hai haṭhyōg aur āpkā hai sahajyōg .

216Theirs is hatha yoga whereas yours is easy yoga.

Slogan

222Slōgan  : pyār K|kē sāgar bāp K|kē bachchē prēm key|kī bharpūr gaṅgā bankar rahō .

217Slogan: You, the children of the Father, the Ocean of Love, remain full of the Ganges of love.

218*** Om Shanti ***