बुधवार 30 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

030-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 30/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hī avyabhichārī yād hai , is yād sē tumhārē pāp kaṭ saktē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, to stay in remembrance of the one Father alone is to have unadulterated remembrance. 2It is by having this remembrance that your sins can be cut away.

Question

2Praśhna  : bāp jō samjhātē haĩ usē kōī sahaj mān lētē , kōī muśhkil samajhtē - iskā kāraṇ kyā hai  ?

3Question: What is the reason why some people can easily accept the things that the Father says, whereas others find it difficult?

Answer

3Uttar  : jin bachchō̃ nē bahut samay bhakti kī hai , ādhākalp sē purānē bhakta haĩ , vah bāp key|kī her|har bāt kō sahaj mān lētē haĩ kyōṅki unhē̃ bhakti kā phal miltā hai .

4Answer: The children who have performed devotion for a long time, who have been the old devotees of half of this cycle, can easily accept everything that the Father says because they receive the fruit of their devotion.

4Jō purānē bhakta nahī̃ unhē̃ her|har bāt samajhnē mē̃ muśhkil lagtā .

5Those who are not old devotees find it difficult to understand everything.

5Dūsrē dharm vālē tō is gyān kō samajh bhī nahī̃ saktē .

6Those of other religions are not even able to understand this knowledge.

Murli

6Ōm śhānti .

7Om shanti.

7Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ tum bachchē sab kyā kar rahē hō  ?

8The spiritual Father sits here and explains to the sweetest spiritual children. 9What are all of you children doing?

8Tumhārī hai avyabhichārī yād .

10Your remembrance is unadulterated.

9Ēk hōtī hai vyabhichārī yād , dūsrī hōtī hai avyabhichārī yād .

11One is adulterated remembrance and the other is unadulterated remembrance.

10Tum sabkī hai avyabhichārī yād .

12All of you have unadulterated remembrance.

11Kiskī yād hai  ?

13It is remembrance of whom?

12Ēk bāp key|kī .

14Of the one Father.

13Bāp kō yād kartē-kartē pāp kaṭ jāyēṅgē aur tum vahā̃ pahũch jāyēṅgē .

15By remembering the Father, your sins will be cut away and you will reach there.

14Pāvan bankar phir naī duniyā mē̃ jānā hai .

16You have to become pure and then go to the new world.

15Ātmāō̃ kō jānā hai .

17Souls have to go there.

16Ātmā hī in organs dvārā sab karma kartī hai nā .

18It is souls who perform all actions through their organs.

17Tō bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .

19The Father says: Consider yourselves to be souls and remember the Father.

18Manuṣhya tō anēkānēk kō yād kartē haĩ .

20All human beings remember many others.

19Bhakti mārg mē̃ tumkō yād karnā hai ēk kō .

21On the path of devotion, you had to remember the One.

20Bhakti bhī pahlē-pahlē tumnē ūñch tē ūñch śhivbābā key|kī hī kī thī .

22At first, you performed devotion of only the Highest on High, Shiv Baba.

21Unkō kahā jātā hai avyabhichārī bhakti .

23That is called unadulterated devotion.

22Vahī sarv kō sadgati dēnē vālā rachtā bāp hai .

24The Father, the Creator, is the One who grants salvation to all.

23Unsē bachchō̃ kō bēhad kā varsā miltā hai .

25All of you children receive the unlimited inheritance from Him.

24Bhāī-bhāī sē varsā nahī̃ miltā .

26You don't receive an inheritance from brothers.

25Varsā hamēśhā bāp sē bachchō̃ kō miltā hai .

27Male children always receive an inheritance from their father.

26Thōṛā bahut kanyāō̃ kō miltā hai .

28Daughters also receive a little.

27Vah tō phir jākar half partner bantī hai .

29They then go and become half partners.

28Yahā̃ tō tum sab ātmāyē̃ hō . 29Sab ātmāō̃ kā bāp ēk hai .

30Here, all of you are souls and the Father of all souls is One.

30Sabkō bāp sē varsā lēnē kā hak hai .

31Everyone has a right to claim their inheritance from the Father.

31Tum hō bhāī-bhāī , bhal śharīr strī-puruṣh kā hai . 32Ātmā sab bhāī haĩ .

32Whether you have a male or a female body, you are all brothers; all souls are brothers.

33Vah tō sirph kahnē mātra kah dētē haĩ hindū-muslim bhāī-bhāī . 34Arth|earth nahī̃ samajhtē .

33Those people simply say for the sake of saying it that Hindus and Muslims are brothers, but they don't understand the meaning of that.

35Tum abhī arth|earth samajhtē hō .

34You now understand the meaning of it.

36Bhāī-bhāī mānā sab ātmāyē̃ ēk bāp K|kē bachchē haĩ phir prajāpitā brahmā K|kē bachchē bhāī-bahan haĩ .

35“Brothers” means that all souls are the children of the one Father, and then, as children of Prajapita Brahma, all are brothers and sisters.

37Abhī tum jāntē hō is duniyā sē sabkō vāpas jānā hai .

36You now know that everyone has to go back there from this world.

38Jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sabkā part ab pūrā hōtā hai .

37The parts of all human beings are now coming to an end.

39Phir bāp ākar purānī duniyā sē naī duniyā mē̃ lē jātē haĩ , pār lē jātē haĩ .

38The Father has come to take you from this old world to a new world. 39He takes you across.

40Gātē bhī haĩ - khivaiyā pār lagāō arthāt sukhdhām mē̃ lē chalō .

40People sing: O Boatman, take us across! 41That is, take us to the land of happiness.

41Yah purānī duniyā badalkar phir naī duniyā jarūr bannī hai .

42This old world definitely has to change and become the new world.

42Mūlvatan sē lēkar sārī duniyā kā nakśhā tumhārī buddhi mē̃ hai .

43Starting from the incorporeal world, you have the map of the whole world in your intellects.

43Ham ātmāyē̃ sab sweetdhām , śhāntidhām key|kī nivāsī haĩ .

44We souls are all residents of the sweet land, the land of peace.

44Yah tō buddhi mē̃ yād hai nā .

45You keep this in your intellects.

45Ham jab satyugī naī duniyā mē̃ haĩ tō bākī aur sabhī ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ rahtī haĩ .

46When we are in the golden-aged, new world, all other souls reside in the land of peace.

46Ātmā tō kabhī vināśh nahī̃ hōtī .

47Souls are never destroyed.

47Ātmā mē̃ avināśhī part bharā huā hai . 48Vah kabhī bhī vināśh nahī̃ hō saktā .

48Souls have imperishable parts recorded in them which can never be destroyed.

49Samjhō yah engineer hai phir 5 hazār varṣh bād hūbahū aisā hī engineer banēgā . 50Yahī nām rūp dēśh kāl rahēgā .

49For instance, if someone is an engineer, then, exactly 5000 years later, he will become an engineer in the same way; he will have the same name, form, time and place.

51Yah sab bātē̃ bāp hī ākar samjhātē haĩ .

50Only the Father comes and explains all of these things.

52Yah anādi-avināśhī drama hai . 53Is drama key|kī āyu 5 hazār varṣh hai .

51This drama is eternal and imperishable and its duration is 5000 years.

54Second bhī cum|kam jāstī nahī̃ hō saktā .

52It cannot be longer or shorter by even a second.

55Yah anādi banā-banāyā drama hai .

53This is an eternally predestined drama.

56Sabkō part milā huā hai .

54Everyone has received his own part.

57Dēhī-abhimānī hō , sākṣhī hō khēl kō dēkhnā hai .

55You have to become soul conscious and watch the play as detached observers.

58Bāp kō tō dēh hai nahī̃ .

56The Father does not have a body of His own.

59Vah knowledgeful hai , bījrūp hai . 60Bākī ātmāyē̃ jō ūpar nirākārī duniyā mē̃ rahtī haĩ vah phir ātī haĩ number-vār part bajānē .

57He is knowledge-full and the Seed, and all the souls who reside up above in the incorporeal world come down here, numberwise, to play their parts.

61Pahlē-pahlē number śhurū hōtā hai dēvtāō̃ kā .

58The first number belongs to the deities.

62Pahlē number key|kī hī dynasty K|kē chitra haĩ phir chandravanśhī dynasty K|kē bhī chitra haĩ .

59There are the pictures of the number one dynasty and then the pictures of the moon dynasty.

63Sabsē ūñch hai sūryavanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya , unhō̃ kā rājya kab kaisē sthāpan huā - kōī bhī manuṣhya mātra nahī̃ jāntē .

60The highest is the kingdom of the sun-dynasty Lakshmi and Narayan. 61No human beings know when or how their kingdom was established.

64Satyug key|kī āyu hī lākhō̃ varṣh likh dī hai .

62They have written that the duration of the golden age was hundreds of thousands of years.

65Kōī key|kī bhī jīvan kahānī kō nahī̃ jāntē .

63They do not know the biography of anyone.

66In lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī jīvan kahānī kō jānnā chāhiē .

64They should know the biography of Lakshmi and Narayan.

67Bigar jānē māthā ṭēknā athavā mahimā karnā yah tō wrong hai .

65It is wrong to bow down to them or to sing their praise without knowing them.

68Bāp baiṭh mukhya-mukhya jō haĩ unkī jīvan kahānī sunātē haĩ .

66The Father sits here and tells you the biography of the main ones.

69Abhī tum jāntē hō - kaisē inhō̃ key|kī rājdhānī chaltī hai .

67You now know how they ruled their kingdom.

70Satyug mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa thā nā .

68Shri Krishna existed in the golden age.

71Abhī vah kr̥iṣhṇapurī phir sthāpan hō rahī hai .

69The land of Shri Krishna is once again being established.

72Śhrīkr̥iṣhṇa tō hai svarg kā prince .

70Shri Krishna was a prince of heaven.

73Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī rājdhānī kaisē sthāpan huī - yah sab tum samajhtē hō .

71You understand how the kingdom of Lakshmi and Narayan was established.

74Number-vār mālā bhī banātē haĩ .

72A rosary is created, numberwise.

75Phalānē-phalānē mālā K|kē dānē banē̃gē . 76Parantu chaltē-chaltē phir hār bhī khā lētē haĩ . 77Māyā harā dētī hai .

73So-and-so will become a bead of the rosary but, whilst moving along, some are defeated; Maya defeats them.

78Jab tak sēnā mē̃ haĩ , kahē̃gē yah commander hai , yah phalānā hai . 79Phir mar paṛtē haĩ .

74It would be said of those in an army that this one is the Commander, this one is so-and-so, and then they die.

80Yahā̃ marnā arthāt avasthā kam hōnā , māyā sē hārnā . 81Khatm hō jātē haĩ .

75Here, to die means to lose your stage, that is, to be defeated by Maya; they then die.

82Āśhcharyavat sunantī , kathantī , bhāgantī … ahō mam māyā . . . . . phārkatī dēvantī hō jātē haĩ .

76There are those who were amazed by the knowledge, listened to it, related it to others and then ran away. 77Oh! 78Maya! 79They became those who divorce the Father.

83Marjīvā bantē haĩ , bāp kā bantē haĩ phir rāmrājya sē rāvaṇrājya mē̃ chalē jātē haĩ .

80They die alive, they belong to the Father and then leave the kingdom of Rama and go to the kingdom of Ravan.

84Is par hī phir yuddha dikhlāī hai - kaurav aur pāṇḍavō̃ key|kī .

81The war they have shown between the Kauravas and the Pandavas was based on this.

85Phir asurō̃ aur dēvtāō̃ key|kī bhī yuddha dikhāī hai .

82They have also shown a war between the deities and the devils.

86Ēk yuddha dikhāō nā .

83They should show just one war.

87Dō kyō̃  ?

84Why two?

88Bāp samjhātē haĩ yahā̃ key|kī hī bāt hai .

85The Father explains that those things refer to here.

89Laṛāī tō hiṅsā hō jātī , yah tō hai hī ahiṃsā paramō dēvī-dēvtā dharm .

86War means violence. 87This is the supreme deity religion of non-violence.

90Tum abhī double ahiṃsak bantē hō .

88You are now becoming doubly non-violent.

91Tumhārī hai hī yōgbal key|kī bāt .

89Yours is a matter of the power of yoga.

92Hathiyārō̃ ādi sē tum kōī kō kuchh kartē nahī̃ .

90You don't do anything to anyone with weapons etc.

93Vah tākat tō kriściyan mē̃ bhī bahut hai .

91Those Christians have a lot of power to do that.

94Russia aur America dō bhāī haĩ .

92Russia and America are two brothers.

95In dōnō̃ kī hai competition , bombs ādi banānē key|kī .

93They compete with one another in making bombs etc.

96Dōnō̃ ēk-dō sē tākat vālē haĩ .

94Each is more powerful than the other.

97Itnī tākat hai , agar dōnō̃ āpas mē̃ mil jāē̃ tō sārē world par rājya kar saktē haĩ .

95They have so much power that if they were to unite, they could rule the world.

98Parantu law nahī̃ hai jō bāhubal sē kōī viśhva par rājya pā sakē .

96However, it is not the law for anyone to attain the rule of the world with physical power.

99Kahānī bhī dikhātē haĩ - dō billē āpas mē̃ laṛē , makkhan bīch mē̃ tīsrā khā gayā .

97They show the story of two cats fighting and a third one in between eating the butter.

100Yah sab bātē̃ ab bāp samjhātē haĩ .

98The Father explains all of those things at this time.

101Yah thōṛēhī kuchh jāntā thā .

99This one did not know anything.

102Yah chitra ādi bhī bāp nē hī divya dr̥iṣhṭi sē banavāyē haĩ aur ab samjhā rahē haĩ , vah āpas mē̃ laṛtē haĩ .

100The Father has had these pictures etc. made with divine visions and He is now also explaining how those people fight each other.

103Sārē viśhva kī bādśhāhī tum lē lētē hō .

101You take the sovereignty of the whole world.

104Vah dōnō̃ haĩ bahut powerful .

102Both of them are very powerful.

105Jahā̃-tahā̃ āpas mē̃ laṛā dētē haĩ . 106Phir madad dētē rahtē haĩ kyōṅki unhō̃ kā bhī vyāpār hai jabardast .

103They make countries fight each other and then continue to give help because their business is very powerful.

107Sō jab dō billē āpas mē̃ laṛē̃ tab tō bārūd ādi kām āyē .

104It is only when two cats fight each other that all the armaments etc. would be of use.

108Jahā̃-tahā̃ dō kō laṛā dētē haĩ .

105They make two countries fight each other.

109Yah hindustān-pākistān pahlē alag thā kyā .

106Were Hindustan and Pakistan separate previously?

110Dōnō̃ ikaṭṭhē thē , yah sab drama mē̃ nūndh hai .

107The two were united. 108All of this is fixed in the drama.

111Abhī tum puruṣhārth kar rahē hō - yōgbal sē viśhva kā mālik banē̃ .

109You are now making effort to become the masters of the world through the power of yoga.

112Vah āpas mē̃ laṛtē haĩ , makkhan bīch mē̃ tum khā lētē hō .

110Those people fight each other and, in between, you eat the butter.

113Mākhan arthāt viśhva kī bādśhāhī tumkō miltī hai aur bahut hī simple rīti miltī hai .

111You take the butter, that is, the sovereignty of the world and you take it in a very simple way.

114Bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , pavitra jarūr bannā hai .

112The Father says: Sweetest children, you definitely have to become pure.

115Pavitra ban pavitra duniyā mē̃ chalnā hai .

113You have to become pure and go to a pure world.

116Unkō kahā jātā hai viceless world , sampūrṇ nirvikārī duniyā .

114That is called a viceless world, a completely viceless world.

117Harēk chīj satōpradhān , satō , rajō , tamō mē̃ jarūr ātī hai .

115Everything definitely goes through the stages of satopradhan, sato, rajo and tamo.

118Bāp samjhātē haĩ - tumhārē mē̃ yah buddhi nahī̃ thī kyōṅki śhāstrō̃ mē̃ lākhō̃ varṣh kah diyā hai .

116The Father explains: You didn't have wisdom previously because they have written about hundreds of thousands of years in the scriptures.

119Bhakti hai hī agyān andhiyārā .

117Devotion is the darkness of ignorance.

120Yah bhī pahlē tumkō patā thōṛēhī thā .

118Previously, you didn’t know this.

121Ab samajhtē hō vah tō kah dētē kaliyug abhī 40 hazār varṣh aur chalēgā .

119You now understand that those people say that the iron age will continue for another 40,000 years.

122Achchhā , 40 hazār varṣh pūrā hō phir kyā hōgā  ?

120Achcha, what will happen when you reach the end of 40,000 years?

123Kiskō bhī yah patā nahī̃ hai isliē kahā jātā hai agyān nīnd mē̃ sōyē huē haĩ .

121No one knows. 122This is why it is said that they are sleeping in the sleep of ignorance.

124Bhakti hai agyān .

123Devotion is ignorance.

125Gyān dēnē vālā tō ēk hī bāp gyān kā sāgar hai .

124It is only the one Father, the Ocean of Knowledge, who gives this knowledge.

126Tum hō gyān nadiyā̃ .

125You are also rivers of knowledge.

127Bāp ākar tum bachchō̃ kō arthāt ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ .

126The Father comes and teaches you children, that is, you souls.

128Vah bāp bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai .

127He is the Father, Teacher and Satguru.

129Aur kōī bhī aisē nahī̃ kahē̃gē , yah hamārā bāp , teacher , gurū hai .

128No one else would say: That One is our Father, Teacher and Guru.

130Yah tō hai bēhad key|kī bāt .

129This is an unlimited matter.

131Bēhad kā bāp , teacher , satgurū hai .

130He is the unlimited Father, Teacher and Satguru.

132Khud baiṭh samjhātē hai maĩ tumhārā supreme bāp hū̃ , tum sab hamārē bachchē hō .

131He Himself sits here and explains to you: I am your Supreme Father and all of you are My children.

133Tum bhī kahtē hō - bābā , āp vahī hō .

132You say: Baba, You are that same One.

134Bāp bhī kahtē haĩ tum kalp-kalp miltē hō .

133The Father also says: I meet you every cycle.

135Tō vah hai param ātmā , supreme .

134He is the Supreme Soul, the Supreme.

136Vah ākar bachchō̃ kō sab bātē̃ samjhātē haĩ .

135He comes here and explains everything to you children.

137Kaliyug key|kī āyu 40 hazār varṣh aur kahnā bilkul gapōṛā hai .

136It is a complete lie to say that the duration of the iron age is 40,000 years.

1385 hazār varṣh mē̃ sab ā jātā hai .

137Everything is included in 5000 years.

139Bāp jō samjhātē haĩ tum māntē hō , samajhtē hō .

138You believe what the Father tells you and you understand it.

140Aisē nahī̃ ki tum nahī̃ māntē .

139It isn’t that you don't believe it.

141Agar nahī̃ māntē tō yahā̃ nahī̃ ātē .

140If you didn't believe it, you wouldn't come here.

142Is dharm K|kē nahī̃ haĩ tō phir māntē nahī̃ haĩ .

141If you didn't belong to this religion, you would not believe it.

143Bāp nē samjhāyā hai sārā madār bhakti par hai .

142The Father has explained that everything depends on devotion.

144Jinhōnnē bahut bhakti kī hai tō bhakti kā phal bhī unhō̃ kō milnā chāhiē .

143Those who have performed a lot of devotion have to receive the fruit of their devotion.

145Unhō̃ kō hī bāp sē bēhad kā varsā miltā hai .

144They are the ones who receive the unlimited inheritance from the Father.

146Tum jāntē hō ham sō dēvtā viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

145You know that you are becoming deities, the masters of the world.

147Bākī thōṛē rōz haĩ .

146Only a few more days remain.

148Is purānī duniyā kā vināśh tō dikhāyā huā hai , aur kōī śhāstra mē̃ aisī bāt hai nahī̃ .

147The destruction of this old world has been shown. 148Such things are not mentioned in any other scriptures.

149Ēk gītā hī hai bhārat kā dharm śhāstra .

149It is only the Gita that is the religious scripture of Bharat.

150Harēk kō apnā dharm śhāstra paṛhnā chāhiē aur vah dharm jis dvārā sthāpan huā unkō bhī jānnā chāhiē . 151Jaisē kriściyan , Christ kō jāntē haĩ , unkō hī māntē haĩ , pūjtē haĩ .

150Everyone should study their own religious scripture and should also know the One who established that religion, just as Christians know Christ. 151They know him and worship him alone.

152Tum ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē hō tō dēvtāō̃ kō hī pūjtē hō .

152You belong to the original eternal deity religion and so you only worship the deities.

153Parantu ājkal apnē kō hindū dharm kā kah dētē haĩ .

153However, nowadays, people say that they belong to the Hindu religion.

154Tum bachchē ab rājyōg sīkh rahē hō .

154You children are now studying Raja Yoga.

155Tum rājr̥iṣhi hō . 156Vah haĩ haṭhyōg r̥iṣhi .

155You are Raja Rishis whereas those people are hatha yoga rishis.

157Rāt-din kā fark hai .

156There is the difference of day and night.

158Unhō̃ kā sanyās hai kachchā , had kā . 159Sirph gharbār chhōṛnē kā .

157Their renunciation, of just renouncing their homes and families, is weak and limited.

160Tumhārā sanyās vā vairāgya hai sārī purānī duniyā kō chhōṛnē kā .

158Your renunciation and disinterest is to leave the whole of this old world.

161Pahlē-pahlē apnē ghar sweet home mē̃ jākar phir naī duniyā satyug mē̃ āyēṅgē .

159You will first go to your home, the sweet home, and then to the golden age in a new world.

162Brahmā dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hōtī hai .

160The original eternal deity religion is established through Brahma.

163Abhī tō yah patit purānī duniyā hai .

161This is now an old impure world.

164Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

162These matters have to be understood.

165Bāp dvārā paṛhtē haĩ .

163You are studying with the Father.

166Yah tō jarūr real hai nā .

164This is definitely real.

167Ismē̃ niśhchay na hōnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .

165There is no question of not having faith in this.

168Yah knowledge bāp hī paṛhātē haĩ .

166Only the Father teaches this knowledge.

169Vah bāp teacher bhī hai , sachchā satgurū bhī hai , sāth lē jānē vālā .

167That Father is also the Teacher and the true Satguru who takes us back with Him.

170Vō gurū lōg tō ādhā par chhōṛkar chalē jātē haĩ .

168Those gurus take you half way and depart.

171Ēk gurū gayā tō dūsrā gurū karē̃gē . 172Unkē chēlē kō gaddī par biṭhāyēṅgē .

169When a guru departs, they then make another one the guru; they would sit his disciple on the gaddi.

173Yahā̃ tō hai bāp aur bachchō̃ key|kī bāt .

170Here, it is a matter of the Father and the children.

174Vah phir hai gurū aur chēlē K|kē varsē kā hak .

171There, it is the guru and the right of the disciples to that inheritance.

175Varsā tō bāp kā hī chāhiē nā .

172The inheritance can only be from the Father.

176Śhivbābā ātē hī haĩ bhārat mē̃ .

173Shiv Baba only comes in Bharat.

177Śhivrātri aur śhrīkr̥iṣhṇa key|kī rātri manātē haĩ nā .

174People celebrate the night of Shiva and the night of Shri Krishna.

178Śhiv key|kī janmapatrī tō hai nahī̃ . 179Sunāyē kaisē  ?

175There is no horoscope of Shiva, so how can anything be told?

180Unkī tithi-tārīkh tō hōtī nahī̃ .

176There is no time or date for Him.

181Śhrīkr̥iṣhṇa jō pahlā number vālā hai , unkī dikhātē haĩ .

177They show the time and date of Shri Krishna who is number one.

182Dīpāvalī manānā tō duniyā K|kē manuṣhyō̃ kā kām hai .

178To celebrate Deepawali is something that people of the world do.

183Tum bachchō̃ kē liē thōṛēhī dīpāvalī hai .

179Deepawali is not for you children.

184Hamārā nayā varṣh , naī duniyā satyug kō kahā jātā hai .

180Our New Year and new world are called the golden age.

185Abhī tum naī duniyā kē liē paṛh rahē hō .

181You are now studying for a new world.

186Abhī tum hō purūṣhōttam saṅgamyug par .

182You are now at the most auspicious confluence age.

187Un kumbha K|kē mēlō̃ mē̃ kitnē ḍhēr manuṣhya jātē haĩ .

183So many people go to those kumbha melas.

188Vah hōtā hai pānī key|kī nadiyō̃ par mēlā .

184Those melas are on the river banks.

189Kitnē ḍhēr mēlē lagtē haĩ .

185There are so many melas that take place.

190Unhō̃ key|kī bhī andar bahut pañchāyat hōtī hai .

186They too have their own ruling body.

191Kabhī-kabhī tō unhō̃ kā āpas mē̃ hī baṛā jhagaṛā hō jātā hai kyōṅki dēh-abhimānī haĩ nā .

187Sometimes, they have big quarrels among themselves because they are body conscious.

192Yahā̃ tō jhagaṛē|jhagṛē ādi key|kī bāt hī nahī̃ .

188Here, there is no question of quarrelling etc.

193Bāp sirph kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē lāḍlē bachchō̃ , mujhē yād karō .

189The Father simply says: Sweetest, beloved children, remember Me!

194Tumhārī ātmā jō satōpradhān sē tamōpradhān banī hai , khād paṛī hai nā , vah yōg agni sē hī nikalēgī .

190You souls have become tamopradhan from satopradhan. 191You have alloy mixed in you and that can only be removed with the fire of yoga.

195Sōnār lōg jāntē haĩ , bāp kō hī patit-pāvan kahtē haĩ .

192Goldsmiths know this. 193Only the Father is called the Purifier.

196Bāp supreme sōnār ṭhaharā|ṭhahrā .

194The Father is the Supreme Goldsmith.

197Sabkī khād nikāl sachchā sōnā banā dētē haĩ .

195He removes everyone's alloy and makes them into real gold.

198Sōnā agni mē̃ ḍālā jātā hai .

196Gold is put on to a fire.

199Yah hai yōg arthāt yād key|kī agni kyōṅki yād sē hī pāp bhasma hōtē haĩ .

197This is yoga, that is, the fire of remembrance, because it is only by having remembrance that your sins can be burnt away.

200Tamōpradhān sē satōpradhān yād kī yātrā sē hī bannā hai .

198It is only by going on the pilgrimage of remembrance that you will become satopradhan from tamopradhan.

201Sab tō satōpradhān nahī̃ banē̃gē .

199Not everyone will become satopradhan.

202Kalp pahlē misal hī purūṣhārth karē̃gē .

200Everyone will make effort as they did in the previous cycle.

203Param ātmā kā bhī drama mē̃ part nūndhā huā hai , jō nūndh hai vah hōtā rahtā hai . 204Badal nahī̃ saktā . 205Reel phirtā hī rahtā hai .

201The part of the Supreme Soul is also fixed in the drama and whatever is fixed will continue to take place; it cannot be changed; the reel continues to turn.

206Bāp kahtē haĩ āgē chal tumkō guhya-guhya bātē̃ sunāyēṅgē .

202The Father says: As you progress further, the Father will tell you deeper things.

207Pahlē-pahlē tō yah niśhchay karnā hai - vah hai sab ātmāō̃ kā bāp .

203First of all, have the faith that He is the Father of all souls.

208Unkō yād karnā hai .

204Remember Him!

209Manmanābhav kā bhī arth|earth yah hai .

205This is the meaning of “Manmanabhav”.

210Bākī śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch tō hai hī nahī̃ .

206It cannot be said that God Shri Krishna speaks.

211Agar śhrīkr̥iṣhṇa hō phir tō sab unkē pās|pass chalē āyē̃ . 212Sab pahchān lē̃ .

207If it were Shri Krishna speaking, everyone would go to him; everyone would recognise him.

213Phir aisē kyō̃ kahtē ki mujhē kōṭō̃ mē̃ kōī jāntē haĩ .

208In that case, why would it be said that only a handful out of multimillions know Me?

214Yah tō bāp samjhātē haĩ isliē manuṣhyō̃ kō samajhnē mē̃ taklīph hōtī hai .

209The Father explains this and that is why people find it difficult to understand.

215Āgē bhī aisā huā thā .

210The same thing happened previously too.

216Mainnē hī ākar dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kī thī phir yah śhāstra ādi sab gum hō jātē haĩ .

211I came and established the deity religion. 212All of those scriptures etc. will disappear.

217Phir apnē samay par bhakti mārg K|kē śhāstra ādi sab vahī nikalē̃gē .

213Then, the same scriptures will emerge again at their own time on the path of devotion.

218Satyug mē̃ ēk bhī śhāstra nahī̃ hōtā .

214In the golden age, there isn't a single scripture.

219Bhakti kā nām-niśhān nahī̃ .

215There is no name or trace of devotion.

220Abhī tō bhakti kā rājya hai .

216Now it is the kingdom of devotion.

221Sabsē baṛē tē baṛē haĩ śhrī śhrī 108 jagatgurū kahlānē vālē .

217The greatest of all are those who call themselves Shri Shri 108 Jagadguru.

222Ājkal tō ēk hazār āṭh bhī kah dētē haĩ .

218Nowadays, they even call themselves 1008!

223Vāstav mē̃ yah mālā hai yahā̃ key|kī .

219In fact, that rosary refers to here.

224Mālā jab phērtē haĩ tō jāntē haĩ fool|phūl nirākār hai phir hai mērū .

220When people rotate a rosary, they know that the tassel represents the incorporeal One and then there is the dual-bead.

225Brahmā-sarasvatī yugal dānā kyōṅki pravr̥itti mārg hai nā .

221Brahma and Saraswati are the dual-bead because this is the family path.

226Pravr̥itti mārg vālē nivr̥itti mārg vālō̃ kō gurū karē̃gē tō kyā dēgē  ?

222What would those of the family path give to those of the path of isolation if they were to make them their gurus?

227Haṭhyōg sīkhnā paṛē .

223They would have to study hatha yoga.

228Vah tō anēk prakār K|kē haṭhyōg haĩ , rājyōg hai hī ēk prakār kā .

224There are many types of hatha yoga but only one type of Raja Yoga.

229Yād kī yātrā hai hī ēk , jiskō rājyōg kahā jātā hai .

225There is just the one pilgrimage of remembrance that is called Raja Yoga.

230Bākī aur sab haĩ haṭhyōg , śharīr key|kī tandurūstī kē liē .

226All the rest is hatha yoga for the health of one’s body.

231Yah rājyōg bāp hī sikhlātē haĩ .

227Only the Father teaches this Raja Yoga.

232Ātmā hai first phir pīchhē hai śharīr .

228The soul is first and then the body.

233Tum phir apnē kō ātmā kē badlē śharīr samajh ulṭē hō paṛē hō .

229By considering yourselves to be bodies instead of souls, you have become the wrong way round.

234Ab apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō ant matī sō gati hō jāyēgī .

230Now consider yourselves to be souls and remember the Father and your final thoughts will lead you to your destination.

235Achchhā  !

231Achcha.

236Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

232To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

237Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

233The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

238Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

234Essence for dharna:

2391 ) is anādi avināśhī banē-banāyē drama mē̃ harēk K|kē part kō dēhī-abhimānī ban , sākṣhī hōkar dēkhnā hai .

235 1. Become soul conscious and watch each one's part as a detached observer in this eternally, imperishable, predestined drama.

240Apnē sweet home aur sweet rājdhānī kō yād karnā hai , is purānī duniyā kō buddhi sē bhūl jānā hai .

236Remember your sweet home and your sweet kingdom. 237Remove this old world from your intellect.

2412 ) māyā sē hārnā nahī̃ hai .

238 2. Do not be defeated by Maya.

242Yād kī agni sē pāpō̃ kā nāśh kar ātmā kō pāvan banānē kā purūṣhārth karnā hai .

239You souls must make effort to become pure by burning your sins away in the fire of remembrance.

Blessing

243Vardān  : dīpmālā par yathārth vidhi sē apnē daivī pad kā āhvān karnē vālē pūjya ātmā bhav

240Blessing: May you become a worthy-of-worship soul by invoking your deity status in an accurate way for Deepmala.

244Dīpmālā par pahlē lōg vidhipūrvak dīpak jagātē thē , dīpak bujhē nahī̃ yah dhyān rakhtē thē , ghr̥it ḍāltē thē , vidhipūrvak āhvān K|kē abhyās mē̃ rahtē thē .

241 Earlier, on Deepmala, people would light lamps systematically and pay attention so that the lamps did not go out. 242They would pour oil into them, and make invocations in the right way.

245Abhī tō dīpak kē bajāē bulb jagā dētē haĩ .

243Now, instead of deepaks (lamps) they just use bulbs.

246Dīpmālā nahī̃ manātē ab tō manōrañjan hō gayā hai .

244Now they don’t celebrate Deepmala, for it has just become a form of entertainment.

247Āhvān key|kī vidhi athavā sādhnā samāpt hō gaī hai .

245The method of invocation, that is, the spiritual endeavour, has finished.

248Snēh samāpt hō sirph svārtha rah gayā hai isliē yathārth dātā rūpdhārī lakṣhmī kisī kē pās ātī nahī̃ .

246Love has finished and just selfish motives are left, and this is why Lakshmi, the form of a true bestower, does not come to anyone.

249Lēkin āp sabhī yathārth vidhi sē apnē daivī pad kā āhvān kartē hō isliē svayã pūjya dēvī-dēvtā ban jātē hō .

247However, all of you invoke your deity status in an accurate way and this is why you yourselves become deities.

Slogan

250Slōgan  : sadā bēhad key|kī vr̥itti , dr̥iṣhṭi aur sthiti hō tab viśhva kalyāṇ kā kārya sampann hōgā .

248Slogan: Constantly have an unlimited attitude, vision and stage, for only then will the task of world benefit be accomplished

249*** Om Shanti ***