गुरुवार 31 अक्टूबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
031-10-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 31/10/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - order karō ki hē bhūtō̃ tum hamārē pās|pass ā nahī̃ saktē , tum unkō ḍarāō tō vah bhāg jāyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, give this order to the evil spirits: O evil spirits, you must not come to me. 2Make them afraid and they will run away.
Question
2Praśhna : īśhvarīy naśhē mē̃ rahnē vālē bachchō̃ K|kē jīvan key|kī śhōbhā kyā hai ?
3Question: What is the beauty of the lives of you children who have Godly intoxication?
Answer
3Uttar : service hī unkē jīvan key|kī śhōbhā hai .
4Answer: Service is the beauty of your lives.
4Jab naśhā hai ki hamē̃ īśhvarīy lottery milī hai tō service kā śhauk hōnā chāhiē .
5When you have the intoxication of having won this Godly lottery, you will be interested in doing service.
5Parantu tīr tab lagēgā jab andar kōī bhī bhūt nahī̃ hōgā .
6However, the arrow will only strike the target when there are no evil spirits inside you.
Question
6Praśhna : śhivbābā kā bachchā kahlānē K|kē hakdār kaun haĩ ?
7Question: Who have a right to be called Shiv Baba's children?
Answer
7Uttar : jinhē̃ niśhchay hai ki bhagvān hamārā bāp hai , ham aisē ūñchē tē ūñchē bāp K|kē bachchē haĩ , aisē naśhē mē̃ rahnē vālē lāyak bachchē hī śhivbābā kā bachchā kahlānē K|kē hakdār haĩ .
8Answer: Those who have the faith that God is their Father and that they are the children of the highest-on-high Father. 9Those who have such intoxication and are worthy are the ones who have a right to be called Shiv Baba's children.
8Agar character ṭhīk nahī̃ , chalan royalty key|kī nahī̃ tō vah śhivbābā kā bachchā nahī̃ kahlā saktē .
10If their characters are not good and their activity is not royal, they cannot be called Shiv Baba's children.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Śhivbābā yād hai ?
12Are you remembering Shiv Baba?
11Svarg kī bādśhāhī yād hai ?
13Are you remembering the sovereignty of heaven?
12Yahā̃ jab baiṭhtē hō tō dimāg mē̃ ānā chāhiē - ham bēhad K|kē bāp K|kē bachchē haĩ aur nitya bāp kō yād kartē haĩ .
14When you are sitting here, it should enter your intellects: We are the children of the unlimited Father and we are remembering the Father daily.
13Yād karnē bigar ham varsā lē nahī̃ saktē .
15We cannot claim our inheritance without remembering Him.
14Kāhē kā varsā ?
16The inheritance of what?
15Pavitratā kā .
17Of purity!
16Tō uskē liē aisā purūṣhārth karnā chāhiē .
18So you have to make the right effort for that.
17Kabhī bhī kōī vikār key|kī bāt hamārē āgē ā nahī̃ saktī , sirph vikār key|kī bhī bāt nahī̃ . 18Ēk bhūt nahī̃ parantu kōī bhī bhūt ā nahī̃ saktā .
19Nothing vicious can come in front of us. 20It is not just a question of lust, not just one evil spirit, but none of the evil spirits can come to us.
19Aisā śhuddha ahaṅkār rahnā chāhiē .
21You have to have such pure pride.
20Bahut ūñch tē ūñch bhagvān K|kē ham bachchē bhī ūñch tē ūñch ṭhaharē nā .
22We are the children of God, the very Highest on High, and so we children are also the highest on high.
21Bātchīt , chalan kaisī royal hōnī chāhiē .
23Our behaviour and interaction with others have to be royal.
22Bāp chalan sē samajhtē haĩ yah tō bilkul hī worth not A penny hai .
24The Father can understand from someone's behaviour that he is completely not worth a penny.
23Mērā bachchā kahlānē kā bhī hakdār nahī̃ .
25He doesn’t have the right to be called a child of His.
24Laukik bāp kō bhī na lāyak bachchē kō dēkh andar mē̃ aisē hōtā hai .
26A physical father also feels like that when he sees that a child of his is not worthy.
25Yah bhī bāp hai .
27That One is also the Father.
26Bachchē jāntē haĩ bāp hamkō śhikṣhā dē rahē haĩ parantu kōī-kōī aisē haĩ jō bilkul samajhtē nahī̃ .
28You children know that the Father is teaching us, but there are some who don’t understand anything at all.
27Bēhad kā bāp hamkō samjhā rahē haĩ vah niśhchay nahī̃ , naśhā nahī̃ .
29They don’t have the faith or intoxication that the unlimited Father is explaining to us.
28Tum bachchō̃ kā dimāg kitnā ūñch hōnā chāhiē .
30The intellects of you children should be so elevated.
29Ham kitnē ūñch bāp K|kē bachchē haĩ .
31We are the children of such an elevated Father!
30Bāp kitnā samjhātē haĩ .
32The Father explains so much to you.
31Andar mē̃ sōchō ham kitnē ūñch tē ūñch bāp K|kē bachchē haĩ , hamārā character kitnā ūñch hōnā chāhiē .
33Internally, just think: We are the children of such a Father, who is the Highest on High. 34Therefore, our characters have to be so elevated.
32Jō in dēvī-dēv-tāō̃ key|kī mahimā hai , vah hamārī hōnī chāhiē .
35The praise of the deities should also be our praise.
33Prajā key|kī thōṛēhī mahimā hai .
36There isn't any praise of the subjects.
34Ēk lakṣhmī-nārāyaṇ kō hī dikhāyā hai .
37Only Lakshmi and Narayan have been shown.
35Tō bachchō̃ kō kitnī achchhī service karnī chāhiē .
38So, you children should do such good service.
36In lakṣhmī-nārāyaṇ dōnō̃ nē yah service kī hai nā .
39Both Lakshmi and Narayan did that service.
37Dimāg kitnā ūñchā chāhiē .
40Such an elevated intellect is needed.
38Kaī bachchō̃ mē̃ tō kōī fark hī nahī̃ .
41There is no change at all in some children.
39Māyā sē hār khā lētē haĩ tō aur hī jāstī bigaṛ jātē haĩ .
42When they are defeated by Maya, they become even more spoilt.
40Nahī̃ tō andar mē̃ kitnā naśhā rahnā chāhiē . 41Ham bēhad K|kē bāp K|kē bachchē haĩ .
43Otherwise, there should be so much intoxication within: We are the children of the unlimited Father.
42Bāp kahtē haĩ sabkō mērā parichay dētē rahō .
44The Father says: Continue to give everyone My introduction.
43Service sē hī śhōbhā pāyēṅgē , tab hī bāp key|kī dil par chaṛhē̃gē .
45It is only by doing service that you will become beautiful.
44Bachchā vah jō bāp key|kī dil par chaṛhā huā hō .
46Only then will you be able to climb into the Father's heart.
45Bāp kā bachchō̃ par kitnā lav|love hōtā hai .
47A child should be such that he is seated in the Father's heart.
46Bachchō̃ kō sir par chaṛhātē haĩ .
48A father has so much love for his children.
47Itnā mōh hōtā hai parantu vah tō hai had kā māyāvī mōh .
49He sits them on his head. 50He has such attachment to his children, but that is the limited attachment of Maya.
48Yah tō hai bēhad kā .
51This is unlimited.
49Aisā kōī bāp hōgā jō bachchō̃ kō dēkh khuśh na hō .
52Would there be a father who would not be happy to see his children?
50Mā̃-bāp kō tō athāh khuśhī hōtī hai .
53The mother and father would have a lot of happiness.
51Yahā̃ jab baiṭhtē hō tō samajhnā chāhiē bābā hamkō paṛhātē haĩ .
54When you are sitting here, you should understand that Baba is teaching you.
52Bābā hamārā obedient teacher hai .
55Baba is our obedient Teacher.
53Bēhad K|kē bāp nē jarūr kōī service key|kī hōgī tab tō gāyan hai nā .
56The unlimited Father must definitely have done some service, for that is why He is remembered.
54Kitnī wonderful bāt hai .
57These are such wonderful matters.
55Kitnī unkī mahimā kī jātī hai .
58He is praised so much.
56Yahā̃ baiṭhē hō tō buddhi mē̃ naśhā rahnā chāhiē .
59Whilst sitting here, you have to have that intoxication in your intellects.
57Sannyāsī tō haĩ hī nivr̥itti mārg vālē .
60Sannyasis belong to the path of isolation.
58Unhō̃ kā dharm hī alag hai .
61Their religion is separate.
59Yah bhī ab bāp samjhātē haĩ .
62The Father explains this too at this time.
60Tum thōṛēhī jāntē thē sannyās mārg kō .
63You didn't know about the path of renunciation.
61Tum tō gr̥ihasth āśhram mē̃ rahtē bhakti ādi kartē thē , tumkō phir gyān miltā hai , unkō tō gyān milnē kā hai nahī̃ .
64You used to live on the family path and perform devotion etc. 65You now receive this knowledge, but those people are not going to receive this knowledge.
62Tum kitnā ūñch paṛhtē hō aur baiṭhē kitnē sādhāraṇ hō , nīchē .
66You are studying such an elevated study and you are sitting here on the floor in such an ordinary way.
63Dēlvāṛā mandir mē̃ bhī tum nīchē tapasyā mē̃ baiṭhē hō , ūpar mē̃ vaikuṇṭha khaṛā hai .
67In the Dilwala Temple, you are also sitting down doing tapasya and Paradise has been portrayed up above.
64Ūpar vaikuṇṭha kō dēkh manuṣhya samajhtē haĩ svarg ūpar hī hōtā hai .
68Seeing Paradise on the ceiling, people think that heaven must be up above.
65Tō tum bachchō̃ K|kē andar mē̃ yah sab bātē̃ ānī chāhiē ki yah school hai . 66Ham paṛh rahē haĩ .
69So, you children should understand internally that this is a school; you are studying here.
67Kahā̃ chakra lagānē jātē hō tō bhī buddhi mē̃ yah khyālāt chalē̃ tō bahut majā āyēgā .
70Whenever you go for a walk or tour anywhere, if you have these thoughts in your intellects, you will enjoy yourselves very much.
68Bēhad K|kē bāp kō tō duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē .
71No one in the world knows the unlimited Father.
69Bāp K|kē bachchē bankar aur bāp key|kī biography kō na jānē , aisā bhuṭṭū kabhī dēkhā .
72Have you ever seen such a fool who doesn't know the biography of his father after becoming his child?
70Na jānnē K|kē kāraṇ kah dētē vah sarvavyāpī hai .
73Because of not knowing Him, they say that God is omnipresent.
71Bhagvān kō hī kah dētē āpēhī pūjya , āpēhī pujārī .
74They say of God: He is worthy of worship and a worshipper.
72Tum bachchō̃ kō andar mē̃ kitnī khuśhī hōnī chāhiē - ham kitnē ūñch pūjya thē .
75You children should have so much happiness inside you: We were so elevated and worthy of worship.
73Phir ham hī pujārī banē haĩ .
76Then, we became the worshippers of ourselves.
74Jō śhivbābā tumkō itnā ūñch banātē haĩ phir drama anusār tum hī unkī pūjā śhurū kartē hō .
77Shiv Baba makes you so elevated and then, according to the drama, you are the ones who begin to worship Him.
75In bātō̃ kō duniyā thōṛēhī jāntī hai ki bhakti kab śhurū hōtī hai .
78The world doesn't know when devotion began.
76Bāp tum bachchō̃ kō rōz-rōz samjhātē rahtē haĩ , yahā̃ baiṭhē hō tō andar mē̃ khuśhī hōnī chāhiē nā . 77Hamkō kaun paṛhātē haĩ !
79The Father continues to explain to you children every day: Whilst you are sitting here, you should have the happiness inside you of knowing who is teaching you.
78Bhagvān ākar paṛhātē haĩ - yah tō kabhī sunā bhī nahī̃ hōgā .
80God Himself comes and teaches you. 81You would never even have heard this.
79Vah tō samajhtē haĩ gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa hai tō śhrīkr̥iṣhṇa hī paṛhātā hōgā .
82Those people think that Shri Krishna is the God of the Gita and that Shri Krishna must therefore be teaching you.
80Achchhā , śhrīkr̥iṣhṇa bhī samjhō tō bhī kitnī ūñch avasthā hōnī chāhiē .
83Achcha, even if you think it is Shri Krishna, even then, your stage should be so elevated.
81Ēk kitāb bhī hai manuṣhya mat aur īśhvarīy mat kā .
84There is a book written about the directions of human beings and the directions of God.
82Dēvtāō̃ kō tō mat lēnē key|kī darkār hī nahī̃ hai .
85The deities don't need to take directions.
83Manuṣhya chāhtē haĩ īśhvar key|kī mat .
86People want God's directions.
84Dēvtāō̃ kō tō mat aglē janm mē̃ milī thī jissē ūñch pad pāyā .
87The deities had already received the directions in their previous birth through which they attained a high status.
85Abhī tum bachchō̃ kō śhrīmat mil rahī hai śhrēṣhṭh bannē kē liē .
88You children are now receiving shrimat in order to become elevated.
86Īśhvarīy mat aur manuṣhya mat mē̃ kitnā phark hai .
89There is so much difference between God's directions and the directions of human beings.
87Manuṣhya mat kyā kahtī hai , īśhvarīy mat kyā kahtī hai .
90What do the directions of human beings say and what do God's directions say?
88Tō jarūr īśhvarīy mat par chalnā paṛē .
91So, you definitely have to follow God's directions.
89Kōī sē milnē jātē haĩ tō kuchh bhī lē nahī̃ jātē .
92When you go to meet anyone, you don't take anything with you.
90Yād nahī̃ rahtā kiskō kyā saugāt dēnī chāhiē .
93You don't even remember to take a gift you should give someone.
91Yah manuṣhya mat aur īśhvarīy mat kā contrast bahut jarūrī hai .
94This contrast between human directions and God's directions is very necessary.
92Tum manuṣhya thē tō āsurī mat thī aur abhī īśhvarīy mat miltī hai .
95As human beings, you followed devilish dictates, whereas you are now receiving God's directions.
93Unmē̃ kitnā phark hai .
96There is so much difference in those.
94Yah śhāstra ādi sab manuṣhyō̃ K|kē hī banāyē huē haĩ .
97All of those scriptures etc. are written by human beings.
95Bāp kōī śhāstra paṛhkar ātē haĩ kyā ?
98Does the Father come here after reading some scriptures?
96Bāp kahtē haĩ maĩ kōī bāp kā bachchā hū̃ kyā ?
99The Father says: Am I a child of some father?
97Maĩ kōī gurū kā śhiṣhya hū̃ kyā , jissē sīkhā hū̃ ?
100Am I a disciple of a guru with whom I have studied?
98Tō yah bhī sab bātē̃ samjhānī chāhiē .
101So, all of these things also have to be explained.
99Bhal yah jāntē haĩ ki bandarbuddhi haĩ parantu mandir lāyak bannē vālē bhī haĩ nā .
102Although He knows that you have monkey intellects, you are also those who are going to become worthy of being in a temple.
100Aisē bahut manuṣhya mat par chaltē haĩ phir tum sunātē hō ki ham īśhvarīy mat par kyā bantē haĩ , vah hamkō paṛhātē haĩ .
103There are many who follow the dictates of human beings, but you tell them what you are becoming by following God's directions and that He is teaching you.
101Bhagvānuvāch - ham unsē paṛhnē jātē haĩ .
104It is God who speaks. 105We go to study with Him.
102Ham rōz ēk ghaṇṭā , paunā ghaṇṭā jātē haĩ .
106We go to Him every day for an hour or three-quarters of an hour.
103Class mē̃ jāstī time bhī lēnā nahī̃ chāhiē .
107You don’t need to spend too much time in class.
104Yād kī yātrā tō chaltē-phirtē hō saktī hai .
108You can be on the pilgrimage of remembrance whilst walking and moving around.
105Gyān aur yōg dōnō̃ hī bahut sahaj haĩ .
109Both this knowledge and yoga are very easy.
106Alpha kā hai hī ēk akṣhar .
110Alpha is just the one letter.
107Bhakti mārg K|kē tō ḍhēr śhāstra haĩ , ikaṭṭhā karō tō sārā ghar śhāstrō̃ sē bhar jāē .
111On the path of devotion, there are many scriptures. 112If you were to collect them all, the whole house would be filled with scriptures.
108Kitnā in par kharchā huā hōgā .
113There must have been so much expenditure on those.
109Ab bāp tō bahut sahaj batātē haĩ , sirph bāp kō yād karō .
114The Father now shows you a very easy thing: Simply remember the Father.
110Tō bāp kā varsā hai hī svarg kī bādśhāhī .
115You will then definitely have the Father's inheritance of the sovereignty of heaven.
111Tum viśhva K|kē mālik thē nā .
116You were the masters of the world.
112Bhārat heaven thā nā .
117Bharat was heaven.
113Kyā tum bhūl gayē hō ?
118Have you forgotten that?
114Yah bhī drama key|kī bhāvī kahā jātā hai .
119That would also be said to be destined in the drama.
115Ab bāp āyā huā hai .
120The Father has now come.
116Her|har 5 hajār varṣh bād ātē haĩ paṛhānē .
121He comes to teach you every 5000 years.
117Bēhad K|kē bāp kā varsā jarūr svarg naī duniyā kā hōgā nā .
122The inheritance from the unlimited Father would surely be the heaven of the new world.
118Yah tō bilkul simple bāt hai .
123This is a very simple thing.
119Lākhō̃ varṣh kah dēnē sē buddhi kō jaisē tālā lag gayā hai . 120Tālā khultā hī nahī̃ .
124Because it has been said that it is hundreds of thousands of years, it is as though their intellects have become locked, and that the locks won't open at all.
121Aisā tālā lagā huā hai jō itnī sahaj bāt bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
125They are locked to such an extent that people are unable to understand such an easy thing.
122Bāp samjhātē haĩ ēk hī bāt bas hai .
126The Father explains: Only the one matter is enough.
123Jāstī kuchh bhī paṛhānā nahī̃ chāhiē .
127You mustn't teach a great deal.
124Yahā̃ tum ēk second mē̃ kiskō bhī svargvāsī banā saktē hō .
128Here, you can make anyone into a resident of heaven in just a second.
125Parantu yah school hai , isliē tumhārī paṛhāī chaltī rahtī hai .
129However, this is a school and this is why your study continues all the time.
126Gyān sāgar bāp tumhē̃ gyān tō itnā dētē haĩ jō sāgar kō syāhī banāō , sārā jaṅgal kalam banāō tō bhī ant nahī̃ hō saktā .
130The Father, the Ocean of Knowledge, is giving you so much of this knowledge that, even if you were to make the ocean into ink and all the forests into pens, there would be no end to this knowledge.
127Gyān kō dhāraṇ kartē kitnā samay huā hai .
131How long has it been since you started imbibing this knowledge?
128Bhakti kō tō ādhākalp huā hai .
132It has been half the cycle since you began doing devotion.
129Gyān tō tumkō ēk hī janm mē̃ miltā hai .
133You receive this knowledge in only one birth.
130Bāp tumkō paṛhā rahē haĩ naī duniyā kē liē .
134The Father is teaching you for the new world.
131Us jismānī school mē̃ tō tum kitnā samay paṛhtē hō .
135In a worldly school, you study for so long.
1325 varṣh sē lēkar 20-22 varṣh tak paṛhtē rahtē hō .
136You study continually from the age of five to about 20 or 22 years old.
133Kamāī thōṛī aur kharchā bahut karē̃gē tō ghāṭā paṛ jāyēgā nā .
137If you earn very little and spend a lot, there would be a loss.
134Bāp kitnā solvent banātē haĩ , phir insolvent ban jātē haĩ .
138The Father makes you so solvent. 139You then become insolvent.
135Abhī bhārat kā hall|hāl dēkhō kyā hai .
140Look what the condition of Bharat is now!
136Phalak sē samjhānā chāhiē .
141You should explain with intoxication.
137Mātāō̃ kō khaṛā hōnā chāhiē .
142You mothers should become very alert.
138Tumhārā hī gāyan haĩ vandē mātaram .
143It is remembered of you: Salutations to the mothers.
139Dhartī kō vandē mātaram nahī̃ kahā jātā hai .
144It is not said, "Salutations to Mother Earth.”
140Vandē mātaram manuṣhya kō kiyā jātā hai .
145Salutations are given to human beings.
141Bachchē jō bandhanmukt haĩ vahī yah service kartē haĩ .
146Only the children who are free from bondage are able to do this service.
142Vah bhī jaisē kalp pahlē bandhanmukt huē thē , vaisē hōtē rahtē haĩ .
147Just as they became free from bondage in the previous cycle, so they continue to become free now.
143Ablāō̃ par kitnē atyāchār hōtē haĩ .
148Innocent ones are assaulted so much.
144Jāntē haĩ hamkō bāp milā hai , tō samajhtē haĩ bas ab tō bāp key|kī service karnī hai .
149You know that you have found the Father, and so you understand that you now have to do the Father's service.
145Bandhan hai , aisē kahnē vālē riṛh bakriyā̃ haĩ .
150Those who say that they have bondages are like sheep.
146Government kabhī kah na sakē ki tum īśhvarīy service na karō .
151The Government cannot tell you not to do Godly service.
147Bāt karnē key|kī himmat chāhiē nā .
152You need courage to speak.
148Jismē̃ gyān hai vah tō itnē mē̃ sahaj bandhanmukt hō saktē haĩ .
153Those who have this knowledge can easily become free from bondage.
149Judge kō bhī samjhā saktē hō - ham rūhānī sēvā karnā chāhtē haĩ .
154You can even explain to the judges: I want to do spiritual service.
150Rūhānī bāp hamkō paṛhā rahē haĩ .
155The spiritual Father is teaching us.
151Kriściyan lōg phir bhī kahtē haĩ liberate karō , guide banō .
156Christians at least say: Liberate us! 157Become our Guide!
152Bhāratvāsiyō̃ sē phir bhī unhō̃ key|kī samajh achchhī hai .
158Their understanding is still better than that of the people of Bharat.
153Tum bachchō̃ mē̃ jō achchhē samajhdār haĩ unkō service kā bahut śhauk rahtā hai .
159Amongst you children, those who are very sensible have a keen interest in doing service.
154Samajhtē haĩ īśhvarīy service sē bahut lottery milnī hai .
160They understand that they will win a huge lottery by doing Godly service.
155Kaī tō lottery ādi kō samajhtē hī nahī̃ .
161Some don't even understand the lottery etc.
156Vahā̃ bhī jākar dās-dāsiyā̃ banē̃gē .
162They will then go there and become maids and servants.
157Dil mē̃ samajhtē haĩ achchhā dāsī hī sahī , chaṇḍāl hī sahī . 158Svarg mē̃ tō hōṅgē nā !
163They feel in their hearts: It is fine if I become a maid or a cremator, because at least I will be in heaven.
159Unhō̃ key|kī chalan bhī aisī dēkhnē mē̃ ātī hai .
164Their activity is also seen to be like that.
160Tum samajhtē hō bēhad kā bāp hamkō samjhā rahē haĩ .
165You understand that the unlimited Father is explaining to you.
161Yah dādā bhī samjhātē haĩ , bāp in dvārā bachchō̃ kō paṛhā rahē haĩ .
166This Dada also explains. 167The Father teaches you children through this one.
162Kōī tō itnā bhī samajhtē nahī̃ .
168Some don't even understand this much.
163Yahā̃ sē bāhar nikalē khalās .
169As soon as they depart from here, everything is finished.
164Yahā̃ par baiṭhē bhī jaisē kuchh samajhtē nahī̃ .
170Whilst sitting here, it is as though they don't understand anything.
165Buddhi bāhar bhaṭaktī dhakkā khātī rahtī hai .
171Their intellects wander outside and they keep stumbling.
166Ēk bhī bhūt nikaltā nahī̃ hai .
172Not a single evil spirit is removed.
167Paṛhānē vālā kaun aur bantē kyā haĩ !
173Who is teaching you and what do you become?
168Sāhūkārō̃ K|kē bhī dās-dāsiyā̃ banē̃gē nā .
174Some will become maids and servants of the wealthy people too.
169Abhī bhī sāhūkārō̃ kē pās kitnē naukar-chākar rahtē haĩ .
175Even now, wealthy ones have many maids and servants.
170Service par tō ēkdam uṛnā chāhiē .
176You should completely fly on service.
171Tum bachchē śhānti sthāpan arth|earth nimitt banē hō , viśhva mē̃ sukh-śhānti sthāpan kar rahē hō .
177You children have become instruments to establish peace. 178You are establishing peace and happiness in the world.
172Practical mē̃ tum jāntē hō ham śhrīmat par sthāpan kar rahē haĩ , ismē̃ aśhānti kōī hōnī nahī̃ chāhiē .
179You know that you are establishing this in a practical way by following shrimat. 180There mustn't be any peacelessness in this at all.
173Bābā nē yahā̃ bhī bahut aisē achchhē-achchhē ghar dēkhē huē haĩ .
181Baba has seen many such good homes here too.
174Ēk ghar mē̃ 6-7 bahuē̃ ikaṭṭhī itnā pyār sē rahtī haĩ , bilkul śhānti lagī rahtī hai .
182In one home, there would be six or seven daughters-in-law living together with so much love. 183There would be total peace there.
175Bōltē thē - hamārē pās|pass tō svarg lagā paṛā hai .
184They would say that they have heaven there.
176Kōī khiṭ-khiṭ key|kī bāt nahī̃ .
185There are no conflicts of any type.
177Sab āgyākārī haĩ , us samay bābā kō bhī sannyāsī khyālāt thē .
186All are obedient. 187At that time, Baba also used to have thoughts of renunciation.
178Duniyā sē vairāgya rahtā thā .
188He used to have disinterest in the world.
179Abhī tō yah hai bēhad kā vairāgya .
189This now is unlimited disinterest.
180Kuchh bhī yād na rahē .
190Nothing should be remembered.
181Bābā tō nām sab bhūl jātē haĩ .
191Baba would forget all the names.
182Bachchē kahtē haĩ bābā āp hamkō yād kartē haĩ ?
192Children say: Baba, do you remember me?
183Bābā kahtē hamkō tō sabkō bhūlnā hai .
193Baba says: I have to forget everyone.
184Na visarō , na yād rahō .
194Do not forget and do not remember.
185Bēhad kā vairāgya hai nā .
195There is unlimited disinterest.
186Sabkō bhūlnā hai .
196Everyone has to be forgotten.
187Ham yahā̃ K|kē rahnē vālē thōṛēhī haĩ .
197We are not residents of this place.
188Bāp āyā huā hai - apnā svarg kā varsā dēnē .
198The Father has come to give you the inheritance of His heaven.
189Bēhad kā bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē .
199The unlimited Father says: Remember Me and you will become the masters of the world.
190Yah badge bahut achchhā hai samjhānē kē liē .
200It is very good to explain this badge to others.
191Kōī māṅgē tō bōlō samajhkar lō|low .
201If someone asks for one, tell him: First of all, understand it and then take it.
192Is badge kō samajhnē sē tumkō viśhva kī bādśhāhī mil saktī hai .
202By understanding this badge, you can receive the sovereignty of the world.
193Śhivbābā is brahmā dvārā direction dētē haĩ mujhē yād karō tō tum yah banē̃gē .
203Shiv Baba is giving directions through this Brahma: Remember Me and this is what you will become.
194Gītā vālē jō haĩ vah achchhī rīti samajh lē̃gē . 195Jō dēvtā dharm K|kē hōṅgē .
204Those who study the Gita and who belong to the deity religion will understand this very well.
196Kōī-kōī praśhna pūchhtē haĩ - dēvtāyē̃ girtē kyō̃ haĩ ?
205Some even ask the question: Why do the deities fall?
197Arē , yah chakra phirtā rahtā hai .
206Oh! but this cycle continues to turn.
198Punarjanma lētē-lētē nīchē tō utarē̃gē nā !
207They all continue to take rebirth, and so they would come down, would they not?
199Chakra tō phirnā hī hai .
208The cycle has to turn.
200Har ēk key|kī dil mē̃ yah ātā jarūr hai ham service kyō̃ nahī̃ kar saktē haĩ .
209It definitely enters each one's heart: Why am I unable to do service?
201Jarūr mērē mē̃ kōī khāmī hai .
210Definitely, there is something lacking in me.
202Māyā K|kē bhūtō̃ nē nāk sē pakaṛā huā hai .
211The evil spirits of Maya have caught hold of you by the nose.
203Ab tum bachchē samajhtē hō hamkō ab ghar jānā hai phir naī duniyā mē̃ ākar rājya karē̃gē .
212You children understand that you now have to go home and that you will then go to the new world and rule there.
204Tum musāphir hō nā .
213You are travelers.
205Dūr dēśh sē yahā̃ ākar part bajātē hō .
214You come here from that faraway land to play your parts.
206Abhī tumhārī buddhi mē̃ hai hamkō amarlōk jānā hai .
215It is now in your intellects that you have to go to the land of immortality.
207Yah mr̥ityulōk khalās hō jānā hai .
216This land of death is to end.
208Bāp samjhātē tō bahut haĩ . 209Achchhī rīti dhāraṇ karnā hai .
217The Father explains a great deal; you have to imbibe this very well.
210Iskō phir ugārtē rahnā chāhiē .
218You should continue to digest this.
211Yah bhī bāp nē samjhāyā hai karmabhōg key|kī bīmārī uthal khāyēgī .
219The Father has also explained: The illnesses of the suffering of karma will emerge.
212Māyā satāyēgī parantu mūnjhnā nahī̃ chāhiē .
220Maya will harass you, but you mustn't become confused.
213Thōṛā kuchh hōtā hai tō hairān hō jātē haĩ .
221If even a small thing happens, people become very troubled.
214Bīmārī mē̃ manuṣhya aur bhī bhagvān kō jāstī yād kartē haĩ .
222During an illness, people remember God even more.
215Baṅgāl mē̃ jab kōī bahut bīmār hōtā hai tō unkō kahtē haĩ rām bōlō … rām bōlō . . . .
223In Bengal, when a person falls ill, he is told to chant the name of Rama.
216Dēkhtē haĩ ab marnē par hai tō gaṅgā par lē jākar harī bōl , harī bōl kartē haĩ phir unkō lē ākar jalānē key|kī kyā darkār hai .
224When they see that someone is about to die, they take him to the Ganges and make him chant the name of "Hari". 225So, why do they then need to bring him back and cremate him?
217Gaṅgā mē̃ andar ḍāl dō nā .
226Just put him in the Ganges!
218Kachchh-machchh ādi kā śhikār hō jāyēgā .
227He will become food for the alligators and fish.
219Kām mē̃ ā jāyēgā .
228That body would at least be useful.
220Pārsī lōg rakh dētē haĩ tō vah haḍḍiyā̃ bhī kām mē̃ ātī haĩ .
229Parsis keep the body over a well, and those bones are also useful.
221Bāp kahtē haĩ tum aur sab bātē̃ bhūl mujhē yād karō .
230The Father says: You have to forget everything else and remember Me.
222Achchhā !
231Achcha.
223Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
232To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
224Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
233The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
225Dhārṇā kē liē mukhya sār :
234Essence for dharna:
2261 ) bandhanmukt bankar bhārat key|kī sachchī sēvā karnī hai .
235 1. Become free from bondage and do true service of Bharat.
227Falak sē samjhānā hai ki hamē̃ rūhānī bāp paṛhā rahē haĩ , ham rūhānī sēvā par haĩ .
236Explain with intoxication: The spiritual Father is teaching us. 237We are now on spiritual service.
228Īśhvarīy sēvā key|kī uchhal ātī rahē .
238Let there be the enthusiasm to do Godly service.
2292 ) karmabhōg key|kī bīmārī vā māyā K|kē tūphānō̃ mē̃ mūnjhnā vā hairān nahī̃ hōnā hai .
239 2. Do not be confused or troubled by any illness of the suffering of karma or by any storms of Maya.
230Bāp nē jō gyān diyā hai usē ugārtē bāp kī yād mē̃ harṣhit rahnā hai .
240Continue to digest the knowledge that the Father has given you and remain cheerful while having remembrance of the Father.
Blessing
231Vardān : nirākār aur sākār dōnō̃ rūpō̃ K|kē yādgār kō vidhipūrvak manānē vālī śhrēṣhṭh ātmā bhav
241Blessing: May you be an elevated soul and celebrate the memorial of both your incorporeal and corporeal forms according to the discipline.
232Dīpmālā avināśhī anēk jagē huē dīpakō̃ kā yādgār hai .
242 Deepmala (Festival of the garland of lights) is a memorial of you many imperishable ignited lamps.
233Āp chamaktī huī ātmāyē̃ dīpak key|kī lau misal dikhāī dētī hō isliē chamaktī huī ātmāyē̃ divya jyōti kā yādgār sthūl dīpak key|kī jyōti mē̃ dikhāyā hai tō ēk taraph nirākārī ātmā K|kē rūp kā yādgār hai , dūsrī taraph āpkē hī bhaviṣhya sākār divya svarūp lakṣhmī K|kē rūp mē̃ yādgār hai .
243You sparkling souls are seen as lamp flames, and so the memorial of the divine lights of you sparkling souls is shown in the form of physical lamp flames. 244Therefore, on the one hand, there is the memorial of you incorporeal souls, and on the other hand, there is the memorial of your future corporeal, divine forms as Lakshmi.
234Yahī dīpmālā dēv-pad prāpt kartī hai .
245This Deepmala enables each of you to attain a deity status.
235Tō āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ apnā yādgār svayã hī manā rahē hō .
246So, you elevated souls celebrate your own memorial.
Slogan
236Slōgan : negative kō positive mē̃ change karnē kē liē apnī bhāvnāō̃ kō śhubh aur bēhad key|kī banāō .
247Slogan: In order to change anything negative to positive, let your feelings be pure and unlimited.
248*** Om Shanti ***