बुधवार 6 नवंबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-11-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/11/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bābā key|kī dr̥iṣhṭi had aur bēhad sē bhī pār jātī hai , tumhē̃ bhī had ( satyug ) , bēhad ( kaliyug ) sē pār jānā hai ' '
1Essence: Sweet children, Baba's vision goes beyond the limited and the unlimited. 2You too have to go beyond the limited (golden age) and the unlimited (iron age).
Question
2Praśhna : ūñch tē ūñch gyān ratnō̃ key|kī dhārṇā kin bachchō̃ kō achchhī hōtī hai ?
3Question: Which children are able to imbibe the highest-on-high jewels of knowledge very well?
Answer
3Uttar : jinkā buddhiyōg ēk bāp kē sāth hai , pavitra banē haĩ , unhē̃ in ratnō̃ key|kī dhārṇā achchhī hōgī .
4Answer: Those whose intellects are connected in yoga to the one Father and who have become pure will be able to imbibe these jewels very well.
4Is gyān kē liē śhuddha bartan chāhiē .
5A pure vessel is needed for this knowledge.
5Ulṭē-sulṭē saṅkalp bhī band hō jānē chāhiē .
6All types of wrong thoughts have to end.
6Bāp kē sāth yōg lagātē-lagātē bartan sōnā banē tab ratna ṭhahar sakē̃ .
7By having yoga with the Father, your vessel becomes golden and the jewels are then able to stay there.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp baiṭh rōz-rōz samjhātē haĩ .
9The spiritual Father sits here and explains every day to you sweetest spiritual children.
9Yah tō samjhāyā hai bachchō̃ kō - gyān , bhakti aur vairāgya kā yah sr̥iṣhṭi chakra banā huā hai .
10It has been explained to you children that this world cycle of knowledge, devotion and disinterest has been created.
10Buddhi mē̃ yah gyān rahnā chāhiē .
11This knowledge should remain in your intellects.
11Tum bachchō̃ kō had aur bēhad sē pār jānā hai .
12You children have to go beyond the limited and the unlimited.
12Bāp tō had aur bēhad sē pār hai .
13The Father is beyond the limited and the unlimited.
13Unkā bhī arth|earth samajhnā chāhiē nā .
14You should understand the meaning of that too.
14Rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ .
15The spiritual Father sits here and explains to you.
15Yah bhī topic samjhānī hai ki gyān , bhakti , pīchhē hai vairāgya .
16This topic - knowledge, devotion and disinterest - also has to be explained.
16Gyān kō kahā jātā hai din , jabki naī duniyā hai .
17Knowledge is called the day when it is the new world.
17Usmē̃ yah bhakti agyān hai nahī̃ .
18Devotion and ignorance do not exist there.
18Vah hai had key|kī duniyā kyōṅki vahā̃ bahut thōṛē hōtē haĩ . 19Phir āhistē-āhistē vr̥iddhi hōtī hai .
19That is a limited world because there are very few people there, and then growth gradually takes place.
20Ādhā samay bād bhakti śhurū hōtī hai .
20After half a cycle, devotion begins.
21Vahā̃ sannyās dharm hōtā hī nahī̃ .
21The sannyas religion doesn't exist there.
22Sannyās vā tyāg hōtā nahī̃ .
22There is no renunciation there.
23Phir bād mē̃ sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi hōtī hai .
23Then, later, the world population grows.
24Ūpar sē ātmāyē̃ ātī jātī haĩ . 25Yahā̃ vr̥iddhi hōtī rahtī .
24Souls continue to come from up above and growth continues to take place here.
26Had sē śhurū hōtī hai , bēhad mē̃ jātī hai .
25It begins by being limited and goes on to become unlimited.
27Bāp key|kī tō had aur bēhad sē pār dr̥iṣhṭi jātī hai .
26The Father's vision goes beyond the limited and the unlimited.
28Jāntē haĩ had mē̃ kitnē thōṛē bachchē hōtē haĩ phir rāvaṇ rājya mē̃ kitnī vr̥iddhi hō jātī hai .
27He knows that there are very few children in the limited and that so much growth then takes place in the kingdom of Ravan.
29Ab tumkō had aur bēhad sē bhī pār jānā hai .
28You now have to go beyond the limited and the unlimited.
30Satyug mē̃ kitnī chhōṭī duniyā hai .
29The world is very small in the golden age.
31Vahā̃ sannyās vā vairāgya ādi hōtā nahī̃ .
30There is no renunciation or disinterest there.
32Bād mē̃ dvāpar sē lēkar phir aur dharm śhurū hōtē haĩ .
31Later, in the copper age, the other religions begin.
33Sannyās dharm bhī hōtā hai jō gharbār kā sannyās kartē haĩ .
32There is the sannyas religion where they renounce their homes and families.
34Sabkō jānnā tō chāhiē nā .
33Everyone has to know about these things.
35Unkō kahā jātā haṭhyōg aur had kā sannyās .
34That is called hatha yoga and limited renunciation.
36Sirph gharbār chhōṛ jaṅgal mē̃ jātē haĩ .
35They simply renounce their homes and families and go to the forests.
37Dvāpar sē bhakti śhurū hōtī hai . 38Gyān tō hōtā hī nahī̃ .
36Devotion begins in the copper age; there is none of this knowledge.
39Gyān mānā satyug-trētā sukh . 40Bhakti mānā agyān aur duḥkh .
37Knowledge means the golden and silver ages and happiness, whereas devotion means ignorance and sorrow.
41Yah achchhī rīti samjhānā hōtā hai phir duḥkh aur sukh sē pār jānā hai . 42Had bēhad sē pār .
38This has to be explained very well. 39Then you have to go beyond happiness and sorrow, beyond the limited and the unlimited.
43Manuṣhya jāñch kartē haĩ nā . 44Kahā̃ tak samudra hai , āsmān hai .
40People try to discover how high the sky is and how deep the ocean is.
45Bahut kōśhiśh kartē haĩ parantu ant pā nahī̃ saktē haĩ .
41They try so hard, but are unable to reach the end.
46Aeroplane mē̃ jātē haĩ . 47Usmē̃ bhī itnā tēl chāhiē nā jō phir vāpis bhī lauṭ sakē̃ .
42They fly an aeroplane, but it has to have enough fuel so that it can also return.
48Bahut dūr tak jātē haĩ parantu bēhad mē̃ jā nahī̃ saktē .
43They go very far, but they cannot go into the unlimited.
49Had tak hī jāyēṅgē .
44They only go as far as the limited.
50Tum tō had , bēhad sē pār jātē hō .
45You are going beyond the limited and the unlimited.
51Abhī tum samajh saktē hō pahlē naī duniyā mē̃ had hai .
46You can now understand that, in the beginning, in the new world, there is the limited.
52Bahut thōṛē manuṣhya hōtē haĩ . 53Uskō satyug kahā jātā hai .
47There are very few people and that is called the golden age.
54Tum bachchō̃ kō rachnā K|kē ādi , madhya , ant key|kī knowledge hōnī chāhiē nā .
48You children should have this knowledge of the beginning, middle and end of creation.
55Yah knowledge aur kōī mē̃ hai nahī̃ .
49No one else has this knowledge.
56Tumkō samjhānē vālā bāp hai jō bāp had aur bēhad sē pār hai aur kōī samjhā na sakē .
50The Father, who is beyond the limited and unlimited, is the One who explains to you. 51No one else can explain this to you.
57Rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ phir kahtē issē pār jāō .
52He explains to you the secrets of the beginning, middle and end of creation. 53He then says: You have to go beyond this.
58Vahā̃ tō kuchh bhī rahtā nahī̃ .
54There is nothing there.
59Kitnā bhī dūr jātē haĩ , āsmān hī āsmān hai .
55No matter how far people go, there is just the sky everywhere.
60Inkō kahā jātā hai had bēhad sē pār .
56That is called going beyond the limited and the unlimited.
61Kōī ant nahī̃ pā saktē .
57No one can reach the end.
62Kahē̃gē bēant .
58They would say that it is infinite.
63Bēant kahnā tō sahaj hai parantu ant kā arth|earth samajhnā chāhiē .
59To say that it is infinite is easy, but they should understand the meaning of infinite.
64Abhī tumkō bāp samajh dētē haĩ .
60The Father is now giving you understanding.
65Bāp kahtē haĩ maĩ had kō bhī jāntā hū̃ , bēhad kō bhī jāntā hū̃ .
61The Father says: I know the limited and also the unlimited.
66Phalānē-phalānē dharm phalānē-phalānē samay sthāpan huē haĩ !
62Such-and-such a religion was established at such-and-such a time.
67Dr̥iṣhṭi jātī hai satyug key|kī had taraph . 68Phir kaliyug K|kē bēhad taraph .
63Your vision goes towards the limit of the golden age and then to the unlimited iron age.
69Phir ham pār chalē jāyēṅgē . 70Jahā̃ kuchh nahī̃ .
64Then, we will go beyond to where there is nothing.
71Sūrya chānd K|kē bhī ūpar ham jātē haĩ , jahā̃ hamārā śhāntidhām , sweet home hai .
65We are going even above the sun and moon to where our sweet home, the land of peace, is.
72Yū̃ satyug bhī sweet home hai . 73Vahā̃ śhānti bhī hai tō rājya-bhāgya sukh bhī hai - dōnō̃ hī haĩ .
66In fact, the golden age too is our sweet home, where there is peace and also the fortune of the kingdom and happiness; they are both there.
74Ghar jāyēṅgē tō vahā̃ sirph śhānti hōgī .
67When we go home, there will just be peace there.
75Sukh kā nām nahī̃ lē̃gē .
68You wouldn't mention happiness there.
76Abhī tum śhānti bhī sthāpan kar rahē hō aur sukh-śhānti bhī sthāpan kar rahē hō .
69You are now establishing peace and also peace and happiness.
77Vahā̃ tō śhānti bhī hai , sukh kā rājya bhī hai .
70There is peace and also the kingdom of happiness there.
78Mūlvatan mē̃ tō sukh key|kī bāt nahī̃ .
71There is no question of happiness in the incorporeal world.
79Ādhākalp tumhārā rājya chaltā hai phir ādhākalp kē bād rāvaṇ kā rājya ātā hai .
72Your kingdom continues for half a cycle and then, after half a cycle, there is the kingdom of Ravan.
80Aśhānti hai hī 5 vikārō̃ sē .
73There is peacelessness through the five vices.
812500 varṣh tum rājya kartē hō phir 2500 varṣh bād rāvaṇ rājya hōtā hai .
74You rule for 2500 years. 75After 2500 years, there is the kingdom of Ravan.
82Unhō̃ nē tō lākhō̃ varṣh likh diyā hai .
76Those people have written about hundreds of thousands of years.
83Ēkdam jaisē buddhū banā diyā hai .
77They have made everyone into complete buddhus.
84Pāñch hazār varṣh K|kē kalp kō lākhō̃ varṣh kah dēnā buddhūpanā kahē̃gē nā .
78To say that the cycle of 5000 years is hundreds of thousands of years is real foolishness.
85Zarā bhī sabhyatā nahī̃ hai .
79They do not have any manners at all.
86Dēvtāō̃ mē̃ kitnī daivī sabhyatā thī .
80The deities had such divine manners.
87Vah ab asabhyatā hō paṛī hai . 88Kuchh nahī̃ jāntē .
81That has now become a lack of manners; they don't know anything.
89Āsurī guṇ ā gayē haĩ .
82They have developed devilish traits.
90Āgē tum bhī kuchh nahī̃ jāntē thē .
83Previously, you too didn't know anything.
91Kām kaṭārī chalāē ādi-madhy-ant duḥkhī banā dētē haĩ isliē unkō kahā hī jātā hai rāvaṇ sampradāy .
84By using the sword of lust and causing one another sorrow from the beginning, through the middle to the end, they have made each other unhappy and that is why they are called Ravan's community.
92Dikhāyā hai rām nē bandar sēnā lī .
85They have portrayed Rama taking an army of monkeys.
93Ab rāmachandra trētā kā , vahā̃ phir bandar kahā̃ sē āyē aur phir kahtē rām key|kī sītā churāī gaī .
86Ramachandra belonged to the silver age, so how could there have been monkeys there? 87Then, they also say that the Sita of Rama was abducted.
94Aisī bātē̃ tō vahā̃ hōtī hī nahī̃ .
88Such things do not happen there.
95Jīv jānvar ādi 84 lākh yōniyā̃ jitnī yahā̃ haĩ utnī satyug-trētā mē̃ thōṛēhī hōṅgī .
89In the golden and silver ages there won’t be as many of the 8.4 million species of living things and animals etc. that exist here.
96Yah sārā bēhad kā drama bāp baiṭh samjhātē haĩ .
90The Father sits here and explains this whole unlimited drama.
97Bachchō̃ kō bahut dūrāndēśhī bannā hai .
91You children have to become very far-sighted.
98Āgē tumkō kuchh bhī patā nahī̃ thā .
92Previously, you didn't know anything at all.
99Manuṣhya hōkar aur nāṭak kō nahī̃ jāntē haĩ . 100Abhī tum samajhtē hō sabsē baṛā kaun hai ?
93Although you are human beings, you didn't know the play; you now understand who the greatest of all is.
101Ūñch tē ūñch bhagvān .
94The Highest on High is God.
102Śhlōk bhī gātē haĩ ūñchā tērā nām … ab tumhārē sivāē aur kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
95They also sing the verses: Your name is the highest…. 96This is not in the intellect of anyone except you.
103Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ .
97You are also numberwise.
104Bāp had aur bēhad kā dōnō̃ rāz samjhātē haĩ .
98The Father tells you the secrets of both the limited and the unlimited.
105Unsē pār kuchh bhī hai nahī̃ .
99There is nothing beyond that place.
106Vah hai tumhārē rahnē kā sthān , jiskō brahmāṇḍ bhī kahtē haĩ .
100That is your place of residence which is also called Brahmand.
107Jaisē yahā̃ tum ākāśh tatva mē̃ baiṭhē hō , inmē̃ kuchh dēkhnē mē̃ ātā hai kyā ?
101Similarly, you are sitting in the element of sky here, but can you see anything of it?
108Radio mē̃ kahtē haĩ ākāśhvāṇī .
102They refer to the radio as the sound from the ether.
109Ab yah ākāśh tō bēant hai . 110Ant pā nahī̃ saktē .
103This sky is infinite: you cannot reach its end.
111Tō ākāśhvāṇī kahnē sē manuṣhya kyā samajhē̃gē .
104So, what would people understand by calling it the sound from the ether?
112Yah jō mukh hai , yah hai polar .
105One’s mouth is also hollow.
113Mukh sē vāṇī ( āvāz ) nikaltī hai .
106Sound emerges from one’s mouth.
114Yah tō common bāt hai . 115Mukh sē āvāz nikalnā jiskō ākāśhvāṇī kahā jātā hai .
107It is common for sound to emerge from your mouth and that is called "akaashvani" (sound from ether).
116Bāp kō bhī ākāśh dvārā vāṇī chalānī paṛē .
108The Father also has to speak through the ether.
117Tum bachchō̃ kō apnā bhī rāz sārā batāyā hai .
109He has told you children the whole significance of yourselves.
118Tumkō niśhchay hōtā hai .
110You now have faith.
119Hai bahut sahaj .
111It is very easy.
120Jaisē ham ātmā haĩ vaisē bāp bhī param ātmā hai .
112Just as we are souls, so the Father is the Supreme Soul.
121Ūñch tē ūñch ātmā hai nā .
113He is the highest soul of all.
122Sabkō apnā-apnā part milā huā hai .
114Everyone has received his own part.
123Sabsē ūñch tē ūñch bhagvān phir pravr̥itti mārg kā yugal mērū .
115The highest of all is God, and then there is the dual-bead of the family path.
124Phir number-vār mālā dēkhō kitnī thōṛī hai phir sr̥iṣhṭi baṛhtē-baṛhtē kitnī baṛī hō jātī hai .
116Then, look how small the numberwise rosary is! 117Then, as the world grows, it becomes so large.
125Kitnē krōṛ dānō̃ arthāt ātmāō̃ key|kī mālā hai .
118There is the rosary of so many millions of beads, that is, of souls.
126Yah sab hai paṛhāī .
119All of this is in this study.
127Bāp jō samjhātē haĩ unkō achchhī rīti buddhi mē̃ dhāraṇ karō .
120Your intellects should imbibe very well whatever the Father explains.
128Jhāṛ key|kī detail tō tum suntē rahtē hō .
121You continue to hear the details of the tree.
129Bīj ūpar mē̃ hai .
122The Seed is up above.
130Yah variety jhāṛ hai .
123This is a variety tree.
131Inkī āyu kitnī hai .
124Its duration is very long.
132Jhāṛ vr̥iddhi kō pātā rahtā hai tō sārā din buddhi mē̃ yahī rahē .
125The tree continues to grow and so let just this remain in your intellects the whole day.
133Is sr̥iṣhṭi rūpī kalpa vr̥ikṣha key|kī āyu bilkul accurate hai .
126The duration of the kalpa tree of this world is absolutely accurate.
1345 hazār varṣh sē ēk second kā bhī phark nahī̃ hō saktā .
127In 5000 years there cannot be the difference of even a second.
135Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ab kitnī knowledge hai , jō achchhē majbūt haĩ .
128The children who are very strong have so much of this knowledge in their intellects.
136Majbūt tab hōṅgē jab pavitra hō̃ .
129Only when you are pure can you be strong.
137Is knowledge key|kī dhārṇā karnē kē liē sōnē kā bartan chāhiē .
130In order to imbibe this knowledge, a golden vessel is required.
138Phir aisā sahaj hō jāyēgā jaisē bābā kē liē sahaj hai .
131It will then become very easy: as easy as it is for Baba.
139Phir tumkō bhī kahē̃gē master knowledgeful .
132Then, you will also be called master knowledge-full.
140Phir number-vār purūṣhārth anusār mālā kā dānā ban jāyēṅgē .
133The beads of the rosary will be created, numberwise, according to the efforts you make.
141Aisī-aisī bātē̃ bābā bigar kōī samjhā na sakē̃ .
134No one, except Baba, can explain these things to you.
142Yah ātmā bhī samjhā rahī hai .
135This soul is also explaining to you.
143Bāp bhī is tan dvārā hī samjhātē haĩ , na ki dēvtāō̃ K|kē śharīr sē .
136The Father only explains through this body, not through the bodies of the deities.
144Bāp ēk hī bār ākar gurū bantē haĩ phir bhī bāp kō hī part bajānā hai .
137The Father only comes once and becomes your Guru but, even then, it is the Father who has to play that part.
1455 hajār varṣh bād ākar part bajāyēṅgē .
138He will come and play His part in 5000 years’ time.
146Bāp samjhātē haĩ ūñch tē ūñch maĩ hū̃ .
139The Father explains: I am the Highest on High.
147Phir hai mērū .
140Then, there is the dual-bead.
148Jō ādi mē̃ mahārājā-mahārānī haĩ , vah phir jākar ant mē̃ ādi dēv , ādi dēvī banē̃gē .
141Those who are the emperor and empress at the beginning then become Adi Dev and Adi Devi at the end.
149Yah sārā gyān tumhārī buddhi mē̃ hai .
142You have all of this knowledge in your intellects.
150Tum kahā̃ bhī samjhāō tō wonder khāyēṅgē . 151Yah tō ṭhīk batātē haĩ .
143If you explain this anywhere, people will be amazed: What you are saying is right.
152Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hī knowledgeful hai .
144Only the Seed of the human world tree is knowledge-full.
153Unkē bigar aur kōī knowledge dē nahī̃ saktē .
145No one, apart from Him, can give this knowledge.
154Yah sab bātē̃ dhāraṇ karnī haĩ parantu bachchō̃ kō dhārṇā hōtī nahī̃ hai .
146All of these things have to be imbibed, but some children are unable to imbibe them.
155Hai bahut simple . 156Kōī muśhkilāt nahī̃ hai .
147It is very simple; there is no difficulty.
157Ēk tō yād kī yātrā chāhiē ismē̃ , jō phir pavitra bartan mē̃ ratna ṭhaharē̃ .
148First, the pilgrimage of remembrance is needed so that the jewels can stay in a pure vessel.
158Yah ūñch tē ūñch ratna haĩ .
149These are the highest-on-high jewels.
159Bābā tō javāharī thā .
150Baba was a jeweller.
160Bahut achchhā hīrā māṇik ādi ātā thā tō chāndī key|kī ḍibbī mē̃ kapūs ādi mē̃ achchhī rīti rakhtē thē .
151He used to receive very good diamonds and emeralds etc. and he would keep them in silver boxes, beautifully laid on cotton wool.
161Jō kōī bhī dēkhē tō kahē̃gē yah tō baṛī first class chīz hai .
152Anyone who saw them would say: This is something first class.
162Yah bhī aisē hai .
153It is the same here.
163Achchhī chīz achchhē bartan mē̃ śhōbhtī hai .
154Good things look nice in good containers.
164Tumhārē kān suntē haĩ . 165Unmē̃ dhārṇā hōtī hai .
155Your ears hear this and you imbibe it.
166Pavitra hōgā , buddhiyōg bāp sē hōgā tō dhārṇā achchhī hōgī .
156If there is purity and your intellects are connected in yoga to the Father, you will imbibe it well.
167Nahī̃ tō sab nikal jāyēgā .
157Otherwise, everything will flow away.
168Ātmā bhī hai kitnī chhōṭī . 169Unmē̃ kitnā gyān bharā huā hai .
158A soul is very tiny and is filled with so much knowledge.
170Kitnā achchhā śhuddha bartan chāhiē .
159Such good and pure vessels are required.
171Kōī saṅkalp bhī na uṭhē .
160No thoughts should arise.
172Ulṭē-sulṭē saṅkalp sab band hō jānē chāhiē .
161All wrong and bad thoughts should end.
173Sab taraph sē buddhiyōg haṭānā hai .
162Remove your intellects’ yoga from everything else.
174Mērē sāth yōg lagātē-lagātē bartan sōnā banā dō jō ratna ṭhahar sakē̃ .
163By having yoga with Me, your vessels will be made golden so that the jewels can stay in them.
175Phir dūsrō̃ kō dān kartē rahē̃gē .
164You can then continue to donate to others.
176Bhārat kō mahādānī mānā jātā hai , vah dhan dān tō bahut kartē haĩ .
165Bharat is considered to be a great donor. 166People donate a lot of physical wealth.
177Parantu yah hai avināśhī gyān ratnō̃ kā dān .
167However, this is the donation of the imperishable jewels of knowledge.
178Dēh sahit jō kuchh hai vah sab chhōṛkar ēk kē sāth buddhi kā yōg rahē .
168Renounce everything including your bodies and let your intellects remain connected in yoga to the One.
179Ham tō bāp K|kē haĩ , ismē̃ hī mēhnat lagtī hai .
169We belong to the Father and it is in this that effort is needed.
180Aim object tō bāp batā dētē haĩ .
170The Father gives you your aim and objective.
181Puruṣhārth karnā bachchō̃ kā kām hai .
171It is the duty of children to make effort.
182Ab hī itnā ūñch pad pā sakē̃gē .
172It is only now that you can claim such a high status.
183Kōī bhī ulṭā-sulṭā saṅkalp vā vikalp na āyē .
173Let there be no wrong or impure thoughts.
184Bāp hī knowledge kā sāgar , had bēhad sē pār hai .
174The Father alone is the Ocean of Knowledge. 175He is beyond the limited and the unlimited.
185Sab baiṭh samjhātē haĩ .
176He sits here and explains everything.
186Tum samajhtē hō bābā hamkō dēkhtē haĩ parantu ham tō had-bēhad sē pār ūpar chalā jātā hū̃ .
177You think that Baba is seeing you, but in fact, I go up above, beyond the limited and the unlimited.
187Maĩ rahnē vālā bhī vahā̃ kā hū̃ .
178I am the Resident of that place.
188Tum bhī had bēhad sē pār chalē jāō .
179You too have to go beyond the limited and the unlimited.
189Saṅkalp vikalp kuchh bhī na āyē .
180Let there be no ordinary or impure thoughts.
190Ismē̃ mēhnat chāhiē .
181This requires effort.
191Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān bannā hai .
182Whilst living at home with your families, you have to live like a lotus.
192Hath kār ḍē dil yār ḍē .
183Let your hands do the work whilst your hearts remember Baba.
193Gr̥ihasthī tō bahut haĩ .
184There are many householders.
194Gr̥ihasthī jitnā uṭhātē haĩ utnā ghar mē̃ rahnē vālē bachchē nahī̃ .
185You children who live here do not take as much of this knowledge as householders do.
195Centre chalānē vālē , murlī chalānē vālē bhī nā pās|pass hō jātē haĩ aur paṛhnē vālē ūñch chalē jātē haĩ .
186Even those who run centres and read the murlis fail, whereas those who are just studying go higher.
196Āgē tumkō sab mālūm paṛtā jāyēgā .
187As you progress further, you will continue to know everything.
197Bābā bilkul ṭhīk batātē haĩ .
188Everything Baba tells you is absolutely right.
198Hamkō jō paṛhātē thē unkō māyā khā gaī .
189Some of those who used to teach have been eaten by Maya.
199Mahārathī kō māyā ēkdam hap kar gaī . 200Haĩ nahī̃ .
190Maya completely swallowed some maharathis; they are no longer here.
201Māyāvī traitor ban jātē haĩ .
191They have become influenced by Maya and become traitors.
202Vilāyat mē̃ bhī traitor ban paṛtē haĩ nā .
192Abroad too, some become traitors.
203Kahā̃-kahā̃ jākar śharaṇ lētē haĩ .
193They go to other places and seek refuge there.
204Jō powerful hōtē haĩ us taraph chalē jātē haĩ .
194They go to the side that is powerful.
205Is samay tō maut sāmnē hai nā tō bahut tākat vālē pās|pass jāyēṅgē .
195At this time, death is just ahead, and so they go to the one who has a lot of power.
206Abhī tum samajhtē hō bāp hī powerful hai .
196You now understand that only the Father is powerful.
207Bāp hai sarvśhaktimān .
197The Father is the Almighty Authority.
208Hamkō sikhlātē-sikhlātē sārē viśhva kā mālik banā dētē haĩ .
198By continuing to teach us, He makes us into the masters of the whole world.
209Vahā̃ sab kuchh mil jātā hai .
199There, we receive everything.
210Kōī aprāpta vastu nahī̃ hōtī , jiskī prāpti kē liē ham purūṣhārth karē̃ .
200There is nothing lacking there for which we would have to make effort to attain.
211Vahā̃ kōī aisī chīz hōtī nahī̃ jō tumhārē pās|pass na hō . 212Sō bhī number-vār purūṣhārth anusār pad pātē haĩ .
201There, there is nothing that you don’t have; and, in that too, you attain a status, numberwise according to the efforts you made.
213Bāp bigar aisī bātē̃ kōī nahī̃ jāntē .
202No one, except the Father, knows these things.
214Sab haĩ pujārī .
203All are worshippers.
215Bhal baṛē-baṛē śhaṅkarāchārya ādi haĩ , bābā unhō̃ key|kī mahimā bhī sunātē haĩ .
204There are the great Shankaracharyas etc. and Baba tells you their praise too.
216Pahlē pavitratā key|kī tākat sē bhārat kō bahut achchhā thamānē nimitt bantē haĩ . 217Sō bhī jab satōpradhān hōtē haĩ .
205They are the ones who become the instruments to support Bharat well at first with the power of purity, that is, when they too are satopradhan.
218Abhī tō tamōpradhān haĩ .
206They are now tamopradhan.
219Unmē̃ kyā tākat rakhī hai .
207What power do they have now?
220Abhī tum jō pujārī thē sō phir pūjya bannē kā puruṣhārth kar rahē hō .
208You, who were worshippers, are now making effort to become worthy of worship.
221Abhī tumhārī buddhi mē̃ sārā gyān hai .
209You now have all of this knowledge in your intellects.
222Buddhi mē̃ dhārṇā rahē aur tum samjhātē rahō .
210Let your intellects imbibe these things and continue to explain them to others.
223Bāp kō bhī yād karō .
211Also remember the Father.
224Bāp hī sārē jhāṛ kā rāz samjhātē haĩ .
212The Father alone explains the secrets of the whole tree.
225Bachchō̃ kō mīṭhā bhī aisā bannē kā hai .
213You children have to become just as sweet.
226Yuddha hai nā .
214This is a war, is it not?
227Māyā K|kē tūphān bhī bahut ātē haĩ .
215Many storms of Maya come.
228Sab sahan karnā paṛtā hai .
216Everything has to be tolerated.
229Bāp kī yād mē̃ rahnē sē tūphān sab chalē jāyēṅgē .
217When you stay in remembrance of the Father, all storms will go away.
230Hātamtāī kā khēl batātē haĩ nā .
218They show the play of Hatamtai, putting a bead in your mouth.
231Muhalarā ḍāltē thē , māyā chalī jātī thī .
219When the bead is put in your mouth, Maya goes away.
232Muhalarā nikālnē sē hī māyā ā jātī thī .
220When the bead is removed, Maya comes.
233Chhuīmuī hōtī hai nā . 234Hāth lagāō tō murjhā jātē haĩ .
221There is also the “Touch-me-not” plant; as soon as you touch it, it wilts.
235Māyā baṛī tīkhī hai , itnā ūñch paṛhāī paṛhtē-paṛhtē baiṭhē-baiṭhē girā dētī hai isliē bāp samjhātē rahtē haĩ apnē kō bhāī-bhāī samjhō tō phir had bēhad sē pār chalē jāyēṅgē .
222Maya is very clever. 223Although you are studying such an elevated study and just sitting here, she makes you fall, and this is why the Father continues to explain: Consider yourselves to be brothers and you will be able to go beyond the limited and unlimited.
236Śharīr hī nahī̃ tō phir dr̥iṣhṭi kahā̃ jāyēgī .
224If bodies do not remain, where would your vision go?
237Itnī mēhnat karnī hai , sunkar phā̃ nahī̃ hō jānā hai .
225You have to make so much effort. 226You mustn't become unconscious on just hearing about it.
238Kalp-kalp tumhārā puruṣhārth chaltā hai aur tum apnā bhāgya pātē hō .
227Your efforts continue every cycle and you claim your fortune of the kingdom.
239Bāp kahtē haĩ paṛhā huā sab bhūlō . 240Bākī jō kabhī nahī̃ paṛhē hō vah sunō aur yād karō .
228The Father says: Forget everything that you have studied, but listen to the things that you have never heard before and have remembrance.
241Unkō kahā jātā hai bhakti mārg .
229That is called the path of devotion.
242Tum rājr̥iṣhi hō nā .
230You are Raja Rishis.
243Jaṭāyē̃ khulī hō aur murlī chalāō .
231Open your locks of hair and conduct a murli.
244Sādhu-sant ādi jō sunātē haĩ vah sab hai manuṣhyō̃ key|kī murlī .
232Everything that the sages and holy men etc. relate is a murli of human beings.
245Yah hai bēhad K|kē bāp key|kī murlī .
233This murli is from the unlimited Father.
246Satyug-trētā mē̃ tō gyān K|kē murlī key|kī darkār hī nahī̃ .
234In the golden and silver ages, there is no need for this murli of knowledge.
247Vahā̃ na gyān key|kī , na bhakti key|kī darkār hai .
235There, there is no need for this knowledge or for devotion.
248Yah gyān tumkō miltā hai is saṅgamyug par aur bāp hī dēnē vālā hai .
236You receive this knowledge at the confluence age and it is only the Father who gives it to you.
249Achchhā !
237Achcha.
250Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
238To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
251Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
239The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
252Dhārṇā kē liē mukhya sār :
240Essence for dharna:
2531 ) buddhi mē̃ gyān ratnō̃ kō dhāraṇ kar dān karnā hai .
241 1. Make your intellect imbibe the jewels of knowledge and then donate them.
254Had bēhad sē pār aisī sthiti mē̃ rahnā hai jō kabhī bhī ulṭā-sulṭā saṅkalp vā vikalp na āyē .
242Remain in such a stage of being beyond the limited and the unlimited that you never have any wrong or impure thoughts.
255Ham ātmā bhāī haĩ , yahī smr̥iti rahē .
243Stay aware that you souls are brothers.
2562 ) māyā K|kē tūphānō̃ sē bachnē kē liē mukh mē̃ bāp kī yād kā muhalarā ḍāl lēnā hai .
244 2. In order to be saved from storms of Maya, put the bead of remembrance of the Father in your mouth.
257Sab kuchh sahan karnā hai .
245Everything has to be tolerated.
258Chhuīmuī nahī̃ bannā hai .
246Do not become a “Touch-me-not” plant.
259Māyā sē hār nahī̃ khānī hai .
247Do not be defeated by Maya.
Blessing
260Vardān : sadā ēk K|kē snēh mē̃ samāyē huē ēk bāp kō sahārā banānē vālē sarv ākarṣhaṇ mukt bhav
248Blessing: May you be constantly merged in love for the One and make the one Father your Support and thereby free from all attractions.
261Jō bachchē ēk bāp K|kē snēh mē̃ samāyē huē haĩ vē|way sarv prāptiyō̃ mē̃ sampann aur santuṣhṭ rahtē haĩ .
249 The children who are merged in love for the one Father remain content and full of all attainments.
262Unhē̃ kisī bhī prakār kā sahārā ākarṣhit nahī̃ kar saktā .
250They cannot be attracted by any other type of support.
263Unhē̃ sahaj hī ēk bāp dūsrā na kōī - yah anubhūti hōtī hai .
251They easily experience belonging to the one Father and none other.
264Unkā ēk bāp hī saṅsār hai , ēk bāp dvārā hī sarv sambandhō̃ K|kē ras kā anubhav hōtā hai .
252The one Father is their world and they experience the sweetness of all relationships in the one Father.
265Unkē liē sarv prāptiyō̃ kā ādhār ēk bāp hai na ki vaibhav vā sādhan isliē vē|way sahaj ākarṣhaṇ mukt hō jātē haĩ .
253For them, the basis of all attainments is the one Father, not possessions or facilities and this is why they easily become free from attractions.
Slogan
266Slōgan : prakr̥iti kō pāvan banānā hai tō sampūrṇ lagāv mukt banō .
254Slogan: If you want to purify the elements, then become completely free of attachment.
255*** Om Shanti ***