शुक्रवार 8 नवंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-11-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/11/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum yah rājyōg key|kī paṛhāī paṛhtē hō rājāī kē liē , yah hai tumhārī naī paṛhāī ' '

1Essence: Sweet children, you are studying this Raja Yoga in order to claim a kingdom. 2This is a new study for you.

Question

2Praśhna  : is paṛhāī mē̃ kaī bachchē chaltē-chaltē fail kyō̃ hō jātē haĩ  ?

3Question: Why do some children fail in this study?

Answer

3Uttar  : kyōṅki is paṛhāī mē̃ māyā kē sāth boxing hai .

4Answer: A boxing match takes place with Maya whilst they are studying.

4Māyā key|kī boxing mē̃ buddhi kō bahut kaṛī chōṭ lag jātī hai .

5The intellect is hurt very severely by boxing with Maya.

5Chōṭ lagnē kā kāraṇ bāp sē sachchē nahī̃ haĩ .

6Therefore, because of being hurt, souls don't remain true to the Father.

6Sachchē bachchē sadā safe rahtē haĩ .

7The children who are true remain constantly safe.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Yah tō sab bachchō̃ kō niśhchay hōgā ki ham ātmāō̃ kō paramātmā bāp paṛhātē haĩ .

9All of you children have the faith that the Father, the Supreme Soul, is teaching you souls.

95 hajār varṣh bād ēk hī bār bēhad kā bāp ākar bēhad K|kē bachchō̃ kō paṛhātē haĩ .

10The unlimited Father only comes once every 5000 years and teaches you unlimited children.

10Kōī nayā ādmī yah bātē̃ sunē̃ tō samajh na sakē .

11If any new ones were to hear this, they wouldn't be able to understand.

11Rūhānī bāp , rūhānī bachchē kyā hōtē haĩ , yah bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .

12They wouldn't be able to understand who the spiritual Father is and who the spiritual children are.

12Tum bachchē jāntē hō ham sabhī brothers haĩ . 13Vah hamārā bāp bhī hai , teacher bhī hai , supreme gurū bhī hai .

13You children know that all of you are brothers and that that One is your Father, Teacher and Supreme Guru.

14Tum bachchō̃ kō yah jarūr automatically yād rahēgā , yahā̃ baiṭhē samajhtē hōṅgē - sabhī ātmāō̃ kā ēk hī rūhānī bāp hai .

14You children must surely remember this automatically. 15Whilst sitting here, you understand that there is only the one spiritual Father of all souls.

15Sabhī ātmāyē̃ uskō hī yād kartī haĩ . 16Kōī bhī dharm kā hō . 17Sabhī manuṣhya mātra yād jarūr kartē haĩ .

16No matter which religion they belong to, all souls remember Him; all human beings definitely remember Him.

18Bāp nē samjhāyā hai ātmā tō sabmē̃ hai nā .

17The Father has explained that there is a soul in each one.

19Ab bāp kahtē haĩ - dēh K|kē sab dharm chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .

18The Father now says: Renounce all the religions of bodies and consider yourselves to be souls.

20Abhī tum ātmā yahā̃ part bajā rahī hō .

19You souls are now playing your parts here.

21Kaisā part bajātī hō , vah bhī samjhāyā gayā hai .

20It has also been explained to you what part you play.

22Bachchē bhī number-vār purūṣhārth anusār hī samajhtē haĩ .

21You children understand this, numberwise, according to the efforts you make.

23Tum rājyōgī hō nā .

22You are Raja Yogis.

24Paṛhnē vālē sab yōgī hī hōtē haĩ .

23All those who study are yogis.

25Paṛhānē vālē teacher kē sāth yōg jarūr rakhnā paṛtā hai .

24They definitely have to have yoga with the teacher who teaches them.

26Aim object kā bhī mālūm rahtā hai - is paṛhāī sē ham phalānā banē̃gē .

25They are also aware of their aim and objective; they know what it is they will become through their studies.

27Yah paṛhāī tō ēk hī hai , inkō kahā jātā hai rājāō̃ kā rājā bannē key|kī paṛhāī .

26There is only this one study here and it is called the study to become a king of kings.

28Rājyōg hai nā .

27This is Raja Yoga.

29Rājāī prāpt karnē kē liē bāp sē yōg .

28You have yoga with the Father in order to claim the kingdom.

30Aur kōī manuṣhya yah rājyōg kabhī sikhlā na sakē .

29No human being can ever teach this Raja Yoga.

31Tumkō kōī manuṣhya nahī̃ sikhlātē haĩ .

30A human being is not teaching you.

32Paramātmā tum ātmāō̃ kō sikhlātē haĩ . 33Tum phir aurō̃ kō sikhlātē hō .

31The Supreme Soul is teaching you souls, and you then teach others.

34Tum bhī apnē kō ātmā samjhō .

32You must also consider yourselves to be souls.

35Ham ātmāō̃ kō bāp sikhlātē haĩ .

33“The Father is teaching us souls.”

36Yah yād na rahnē sē jauhar nahī̃ bhartā hai , isliē bahutō̃ key|kī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā hai .

34Because this is not remembered, power isn’t accumulated. 35This is why these things don't stay in the intellects of many.

37Tō bāp hamēśhā kahtē haĩ , yōg-yukt hō , yād kī yātrā mē̃ rahkar samjhāō .

36So, the Father always says: Remain constantly linked in yoga and stay on the pilgrimage of remembrance and then explain.

38Ham bhāī-bhāī kō sikhlātē haĩ .

37“I am teaching my brothers.”

39Tum bhī ātmā hō , vah sabkā bāp , teacher , gurū hai .

38Each of you is a soul and He is everyone’s Father, Teacher and Guru.

40Ātmā kō dēkhnā hai .

39You have to see each one as a soul.

41Bhal gāyan hai second mē̃ jīvanmukti parantu ismē̃ mēhnat bahut hai .

40It has been remembered that liberation-in-life is attained in a second, but a lot of effort is required for this.

42Ātma-abhimānī na bannē sē tumhārē vachanō̃ mē̃ tākat nahī̃ rahtī hai kyōṅki jis prakār bāp samjhātē haĩ us rīti kōī samjhātē nahī̃ haĩ .

41Because you do not become soul conscious, there isn't power in your words. 42Therefore, you are unable to explain in the way that the Father explains.

43Kōī-kōī tō bahut achchhā samjhātē haĩ .

43Some explain very well.

44Kaun kāṇṭā hai aur kaun fool|phūl hai - mālūm tō sab paṛtā hai , school mē̃ bachchē 5-6 darjā paṛhkar phir transfer hōtē haĩ .

44It can be understood who the thorns are and who the flowers are. 45Children study in a school up to five or six grades and then they are transferred.

45Achchhē-achchhē bachchē jab transfer hōtē haĩ tō dūsrē class K|kē teacher kō bhī jhaṭ mālūm paṛtā hai . 46Yah bachchē tīkhē puruṣhārthī haĩ , inhōnnē achchhā paṛhā huā hai tab ūñch number mē̃ āyē haĩ .

46When good children are transferred, all the teachers of other classes very quickly understand which children make very good effort and which ones have studied well and have received a high number.

47Teacher tō jarūr samajhtē hōṅgē nā .

47A teacher definitely understands this.

48Vah hai laukik paṛhāī , yahā̃ tō vah bāt nahī̃ .

48Those are worldly studies, whereas that is not the case.

49Yah hai pārlaukik paṛhāī .

49This is a parlokik study.

50Yahā̃ tō aisē nahī̃ kahē̃gē . 51Yah pahlē bahut achchhā paṛhkar āyē haĩ tab achchhā paṛhtē haĩ . 52Nahī̃ .

50Here, you cannot say that, because someone studied very well previously, he is studying well now; no.

53Us imtahān mē̃ tō transfer hōtē haĩ tō teacher samajhē̃gē isnē paṛhāī mē̃ mēhnat kī hai , tab āgē number liyā hai .

51There, when a student is transferred after an examination, the teacher understands that he made good effort and has thereby taken a number ahead.

54Yahā̃ tō hai hī naī paṛhāī , jō pahlē sē kōī paṛhē huē nahī̃ haĩ . 55Naī paṛhāī hai , nayā paṛhānē vālā hai . 56Sab nayē haĩ .

52Here, this is a new study. 53No one studied this previously, because this is a new study. 54The One who teaches is new; everything is new.

57Nayō̃ kō paṛhātē haĩ . 58Unmē̃ jō achchhī rīti paṛhtē haĩ tō kahē̃gē yah achchhē purūṣhārthī haĩ .

55He teaches the new ones and, out of those, it is the ones who study well who are known as good effort-makers.

59Yah hai naī duniyā kē liē naī knowledge aur kōī paṛhānē vālā tō hai nahī̃ .

56This is new knowledge for the new world. 57There is no one else who teaches this.

60Jitnā-jitnā jō attention dētē haĩ utnā ūñch number mē̃ jātē haĩ .

58The more attention you pay to your study, the higher the number you claim.

61Kōī tō bahut mīṭhē āgyākārī hōtē haĩ .

59Some are very sweet and obedient.

62Dēkhnē sē hī patā paṛtā hai , yah paṛhānē vālā bahut achchhā hai , inmē̃ kōī avguṇ nahī̃ hai . 63Chalan sē , bāt karnē sē mālūm paṛ jātā hai .

60As soon as you see them, you feel that they are ones who are going to teach well. 61You can understand from their behaviour and their way of speaking that they have no defects.

64Bābā pūchhtē bhī sabsē haĩ - yah kaisā paṛhātē haĩ , inmē̃ kōī khāmī tō nahī̃ hai .

62Baba asks everyone: How does this one teach? 63Are there any defects in this one?

65Aisē bahut kahtē haĩ ki hamārē pūchhē bigar samāchār kabhī nahī̃ dēnā .

64Many say that no one should give news about them to Baba without first asking them.

66Kōī achchhā paṛhātē haĩ , kōī shrewd buddhi nahī̃ hōtē haĩ . 67Māyā kā war|vār bahut hōtā hai .

65Some teach very well, whereas others don't have shrewd intellects; they are attacked by Maya a great deal.

68Yah bāp jāntē haĩ , māyā inhō̃ kō dhōkhā bahut dētī hai .

66The Father knows which ones are deceived by Maya a great deal.

69Bhal 10 varṣh bhī paṛhāyā hai parantu māyā aisī jabardast hai - dēh-ahaṅkār āyā aur yah phansā .

67Although they have been teaching for ten years, Maya is so powerful that they become body conscious and become trapped.

70Bāp samjhātē haĩ jō bhī pahalvān haĩ , un par māyā key|kī chōṭ lagtī hai .

68The Father explains that all of those who are strong are hurt by Maya.

71Māyā bhī balvān sē balvān hōkar laṛtī hai .

69Maya also becomes powerful and fights the powerful ones.

72Tum samajhtē hōṅgē bābā nē jismē̃ pravēśh kiyā hai yah number one hai . 73Phir number-vār tō bahut haĩ nā .

70You understand that the one whom Baba has entered is number one and that there are many who are numberwise after him.

74Bābā misāl karkē ēk-dō kā dētē haĩ . 75Hōtē tō number-vār bahut haĩ .

71Baba gives examples of one or two, but there are many who are numberwise.

76Jaisē dēhlī mē̃ gītā bachchī bahut hōśhiyār hai .

72The child Gita in Delhi is very clever.

77Hai bachchī baṛī mīṭhī .

73She is a very sweet child.

78Bābā hamēśhā kahtē haĩ gītā tō sachchī gītā hai .

74Baba always says that this Gita is the true Gita.

79Manuṣhya vah gītā paṛhtē haĩ parantu yah nahī̃ samajhtē haĩ ki bhagvān nē kaisē rājyōg sikhākar rājāō̃ kā rājā banāyā thā .

75People read that Gita, but they don’t understand how God taught Raja Yoga and made you into the kings of kings.

80Barōbar satyug thā tō ēk hī dharm thā , kal key|kī bāt hai .

76When it was the golden age, there was truly only the one religion.

81Bāp kahtē haĩ kal tumkō itnā sāhūkār banākar gayā .

77It is a question of yesterday. 78The Father says: Yesterday, I made you so wealthy.

82Tum padmāpadam bhāgyaśhālī thē , ab tum kyā ban gayē hō .

79You were multimillion-times fortunate. 80Now look what you have become!

83Tum feel kartē hō nā .

81You can feel this.

84Un gītā sunānē vālō̃ sē kōī kō feeling ātī hai kyā , zarā bhī nahī̃ samajhtē .

82You don’t get any feeling from those who relate the other Gita. 83They don't understand even the slightest bit.

85Ūñch tē ūñch śhrīmat bhagavat gītā hī gāī jātī hai .

84The Shrimad Bhagawad Gita is remembered as that which is the most elevated.

86Vah tō gītā kitāb baiṭh paṛhtē vā sunātē haĩ .

85They sit and study the Gita and relate it to others.

87Bāp tō kitāb nahī̃ paṛhtē . 88Fark tō hai nā .

86The Father does not take up any books; there is a difference.

89Unkī yād kī yātrā tō hai hī nahī̃ . 90Vah tō nīchē girtē hī rahtē haĩ .

87They don't have the pilgrimage of remembrance at all; they continue to fall.

91Sarvavyāpī K|kē gyān sē sab dēkhō kaisē ban gayē haĩ .

88Look what everyone has become by having the concept of omnipresence.

92Tum jāntē hō kalp-kalp aisē hī hōgā .

89You understand that this will happen cycle after cycle.

93Bāp kahtē haĩ tumkō sikhlākar viṣhay sāgar sē pār kar dētē haĩ .

90The Father says: I teach you and take you across the ocean of poison.

94Kitnā fark hai .

91There is a vast difference.

95Śhāstra paṛhnā tō bhakti mārg huā nā .

92The study of the scriptures is the path of devotion.

96Bāp kahtē haĩ yah paṛhnē sē mērē sē kōī nahī̃ miltē .

93The Father says: No one meets Me by studying those scriptures.

97Vah samajhtē haĩ kōī bhī taraph jāō pahuñchnā tō sabkō ēk hī jagah hai .

94They think that you will all reach the same place, no matter which path you take.

98Kabhī kahtē haĩ bhagvān kis na kis rūp mē̃ ākar paṛhāyēṅgē .

95Sometimes, they say that God will come in some form or other and teach us.

99Jab bāp kō ākar paṛhānā hai tō phir tum kyā paṛhātē hō  ?

96In that case, since the Father has to come to teach, what is it that they are teaching?

100Bāp samjhātē haĩ gītā mē̃ āṭē mē̃ namak misal kōī right akṣhar haĩ , jismē̃ tum pakaṛ saktē hō .

97The Father says that there are just as many right words in the Gita as a pinch of salt in a sackful of flour. 98You can take up those points with them.

101Satyug mē̃ tō kōī bhī śhāstra ādi hōtē hī nahī̃ .

99There are no scriptures, etc. in the golden age.

102Yah hai hī bhakti mārg K|kē śhāstra .

100Those scriptures belong to the path of devotion.

103Aisē nahī̃ kahē̃gē ki yah anādi haĩ . 104Śhurū sē chalē ātē haĩ . 105Nahī̃ .

101You can't say that they have been in existence eternally, that they have existed since the beginning; no.

106Anādi kā arth|earth nahī̃ samajhtē .

102They don't understand the meaning of “eternity”.

107Bāp samjhātē haĩ yah tō drama anādi barōbar hai .

103The Father explains that this eternal drama is truly eternal.

108Tumkō bāp rājyōg sikhlātē haĩ .

104The Father is teaching you Raja Yoga.

109Bāp kahtē haĩ abhī tumkō sikhlātā hū̃ phir gum hō jātā hū̃ .

105He says: I teach you now and then I disappear.

110Tum kahē̃gē hamārā rājya anādi thā .

106You say that your kingdom is eternal.

111Rājya vahī hai sirph pāvan sē badal patit hōnē sē nām badal jātā hai .

107It is the same kingdom; it is just that its name changed, because it became impure from pure.

112Dēvtā kē badlē hindū kahlātē haĩ . 113Hai tō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē nā .

108Instead of being called deities, you are called Hindus, but you still belong to the original, eternal deity religion.

114Jaisē dūsrē satōpradhān sē satō , rajō , tamō mē̃ ātē haĩ , tum bhī aisē utartē hō .

109Just as others go through the stages of satopradhan, sato, rajo and tamo, in the same way, you also come down.

115Rajō mē̃ ātē hō tō apavitratā K|kē kāraṇ dēvtā kē badlē hindū kahlātē hō . 116Nahī̃ tō hindū hindustān kā nām hai .

110When you become rajo because of your impurity, instead of being called deities, you are called Hindus but, in fact, the name “Hindu” belongs to the land of Hindustan.

117Tum asul mē̃ tō dēvī-dēvtā thē nā .

111Originally, you were deities.

118Dēvtāyē̃ sadaiv pāvan hōtē haĩ .

112Deities are constantly pure.

119Abhī tō manuṣhya patit ban gayē haĩ . 120Tō nām bhī hindū rakh diyā hai .

113Human beings have now become impure, and so they have been given the name “Hindu”.

121Pūchhō hindū dharm kab , kisnē rachā  ?

114Ask them: When was the Hindu religion created and who created it?

122Tō batā nahī̃ sakē̃gē .

115They will not be able to give you an answer.

123Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā , jiskō paradise ādi bahut achchhē-achchhē nām dētē haĩ .

116The original, eternal deity religion did exist. 117It was given many beautiful names such as Paradise, etc.

124Jō past huā hai vah phir repeat hōnā hai .

118That which has passed will repeat.

125Is samay tum śhurū sē lēkar ant tak sab jāntē hō .

119At this time, you know about everything from the beginning to the end.

126Jāntē jāyēṅgē tō jītē rahē̃gē . 127Kaī tō mar bhī jātē haĩ .

120As you continue to know more, you will stay alive; some even die.

128Bāp kā bantē haĩ tō māyā key|kī yuddha chaltī hai . 129Yuddha hōnē sē traitor ban paṛtē haĩ .

121Your battle with Maya begins when you belong to the Father, but some also become traitors.

130Rāvaṇ K|kē thē , rām K|kē banē .

122You belonged to Ravan and you then belonged to Rama.

131Phir rāvaṇ , rām K|kē bachchō̃ par jīt pahan apnī taraph lē jātā hai .

123Then Ravan defeats the children of Rama (God) and pulls them to himself.

132Kōī bīmār hō paṛtē haĩ . 133Phir na vahā̃ K|kē rahtē , na yahā̃ K|kē rahtē .

124Some of you become ill and then, neither do you belong there nor do you remain here.

134Na khuśhī hai , na rañj . 135Bīch mē̃ paṛē rahtē haĩ .

125Neither do you have enjoyment nor do you experience sorrow; you remain in between.

136Tumhārē pās|pass bhī bahut haĩ jō bīch mē̃ haĩ . 137Bāp kā bhī pūrā nahī̃ bantē haĩ , rāvaṇ kā bhī pūrā nahī̃ bantē .

126Amongst you, too, there are many who are in between: they do not belong to the Father completely nor do they belong to Ravan completely.

138Abhī tum hō purūṣhōttam saṅgamyug par .

127You are now at the most auspicious confluence age.

139Uttam purūṣh bannē kē liē purūṣhārth kar rahē hō .

128You are making effort to become the highest of humans.

140Yah baṛī samajhnē key|kī bātē haĩ .

129These matters have to be understood very well.

141Bābā pūchhtē haĩ hāth tō bahut bachchē uṭhātē haĩ . 142Parantu samjhā jātā hai - buddhi nahī̃ hai .

130When Baba asks you something, many of you children raise your hands, but it is understood that you don't have such intellects.

143Bhal bābā kahtē haĩ śhubh bōlō .

131Baba says: By all means, say auspicious things.

144Kahtē tō sab haĩ - ham nar sē nārāyaṇ banē̃gē .

132You all say that you will change from an ordinary human into Narayan.

145Kathā hī nar sē nārāyaṇ bannē kī hai .

133The story is of changing from an ordinary human into Narayan.

146Agyān kāl mē̃ bhī satya nārāyaṇ kī kathā suntē haĩ nā . 147Vahā̃ tō kōī pūchh nahī̃ saktē .

134On the path of ignorance, you used to listen to the story of becoming a true Narayan, but nobody there could ask this question.

148Yah tō bāp hī pūchhtē haĩ .

135Here, the Father asks you: What do you think?

149Tum kyā samajhtē hō - itnī himmat hai  ?

136Do you have sufficient courage?

150Tumhē̃ pāvan bhī jarūr bannā hai .

137You definitely also have to become pure.

151Kōī ātē haĩ tō pūchhā jātā hai is janm mē̃ kōī pāp karma tō nahī̃ kiyē haĩ  ?

138When someone comes, he is asked: Have you committed any sin in this birth?

152Janma-janmāntar K|kē pāpī tō hō hī .

139All have been sinners for birth after birth.

153Is janm K|kē pāp batā dō tō halkē hō jāyēṅgē .

140If you speak about the sins of this birth, you become light.

154Nahī̃ tō dil andar khātā rahēgā .

141Otherwise, your conscience would bite you inside.

155Sach batlānē sē halkē hōṅgē .

142By telling the truth, you become light.

156Kaī bachchē sach nahī̃ batātē haĩ tō māyā ēkdam jōr sē ghū̃sā lagā dētī hai .

143Some children don't tell the truth, and so Maya punches them very hard.

157Tumhārī baṛī kaṛī boxing haĩ .

144Your boxing match is very hard.

158Us boxing mē̃ tō śharīr kō chōṭ lagtī hai , ismē̃ buddhi kō bahut chōṭ lagtī hai .

145In that boxing, your bodies are hurt, whereas here, it is your intellects that are badly hurt.

159Yah bābā bhī jāntē haĩ .

146Baba also knows this.

160Yah brahmā kahtē haĩ maĩ bahut janmō̃ K|kē ant kā hū̃ .

147This Brahma says: I have reached the final birth of my many births.

161Sabsē pāvan thā , abhī sabsē patit hū̃ .

148I was most pure and have now become most impure.

162Phir pāvan bantā hū̃ .

149I am becoming pure once again.

163Aisē tō nahī̃ kahtā hū̃ ki maĩ mahātmā hū̃ .

150I do not say that I am a great soul.

164Bāp bhī khātirī dētē haĩ , yah sabsē jāstī patit hai .

151The Father confirms this and also says: This one is the most impure one.

165Bāp kahtē haĩ maĩ parāyē dēśh , parāyē śharīr mē̃ ātā hū̃ .

152The Father says: I come into a foreign land and enter a foreign body.

166Inkē bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ , jisnē pūrē 84 janma liyē haĩ .

153I enter the one who has taken the full 84 births at the end of his many births.

167Ab yah bhī pāvan bannē kā purūṣhārth kartē haĩ , khabardār bhī bahut rahnā hōtā hai .

154He is now making effort to become pure once again. 155You have to remain very cautious.

168Bāp tō jāntē haĩ nā .

156The Father knows this.

169Yah bābā kā bachchā bahut najdīk hai .

157This child of Baba is very close.

170Yah tō bāp sē judā kabhī hō nahī̃ saktā .

158He can never be separated from the Father.

171Khyāl bhī nahī̃ ā saktā ki chhōṛkar jāū̃ .

159I cannot even have the thought that I should leave Him and go.

172Ēkdam hamārē bājū mē̃ baiṭhā hai .

160He is sitting absolutely next to Me.

173Mērā tō bābā hai nā . 174Mērē ghar mē̃ baiṭhā hai .

161Baba is mine, He is sitting in my home.

175Bābā jāntē haĩ hãsīkuṛī bhī kartē haĩ .

162Baba knows this and he laughs and jokes with Baba.

176Bābā āj hamkō snān tō karāō , bhōjan tō khilāō . 177Maĩ chhōṭā bachchā hū̃ , bahut prakār sē bābā kō yād kartā hū̃ . 178Tum bachchō̃ kō samjhātā hū̃ - aisē-aisē yād karō .

163This one says: Today, Baba, You can bathe me, You can feed me, I am Your small child. 164I remember Baba in many different ways, and then I explain to you children: Remember Baba in this way.

179Bābā āp tō bahut mīṭhē hō .

165Baba, You are very sweet.

180Ēkdam hamkō viśhva kā mālik banā dētē hō .

166You make us into the masters of the world.

181Yah bāt aur kiskī buddhi mē̃ hō na sakē .

167These aspects cannot be in the intellect of anyone else.

182Bāp sabkō refresh kartē rahtē haĩ .

168The Father continues to refresh you all.

183Sab purūṣhārth tō kartē haĩ , parantu chalan bhī aisī hō nā .

169You all continue to make effort, but your behaviour should also reflect that.

184Bhūl hō jāē tō jhaṭ likhnā chāhiē - bābā , hamsē yah bhūl hō jātī hai .

170If you make a mistake, instantly write and tell Baba: “Baba, I have made this mistake.”

185Kōī-kōī likhtē bhī haĩ - bābā hamsē yah bhūl huī māph karnā .

171Some write and say: “Baba, I have made a mistake; forgive me!”

186Hamārā bachchā bankar phir bhūl karnē sē sau gunā vr̥iddhi hō jātī hai .

172If, after becoming My child, you make a mistake, that mistake would multiply one hundred times.

187Māyā sē hārtē haĩ tō phir vahī K|kē vahī ban jātē haĩ .

173If you are defeated by Maya, you become like you were before.

188Bahut hārtē haĩ .

174Many are defeated.

189Yah baṛī boxing hai .

175This is a very powerful boxing match.

190Rām aur rāvaṇ key|kī laṛāī hai .

176It is a war between Rama and Ravan.

191Dikhātē bhī haĩ bandar sēnā lī .

177They show that God took an army of monkeys.

192Yah sab bachchō̃ kā khēl banā huā hai .

178That is a play that has been created for children.

193Jaisē chhōṭē bachchē bēsamajh hōtē haĩ nā .

179Little children don't have a lot of understanding.

194Bāp bhī kahtē haĩ yah tō inhō̃ key|kī pāī-paisē key|kī buddhi hai .

180The Father says: Those people’s intellects too are only worth a few pennies.

195Kahtē haĩ har ēk īśhvar kā rūp hai .

181They say that each one is a form of God.

196Tō har ēk īśhvar ban create bhī kartē haĩ , pālnā kartē haĩ phir vināśh bhī kar dētē .

182Does it mean that each one becomes God and creates, sustains and destroys?

197Ab īśhvar kōī kā vināśh thōṛēhī kartē haĩ .

183God does not destroy anything.

198Yah tō kitnī agyāntā hai isliē kahā jātā hai guṛiyō̃ kī pūjā kartē rahtē haĩ .

184To say that is such ignorance. 185This is why it has been said that people keep worshipping dolls.

199Wonder hai . 200Manuṣhyō̃ key|kī buddhi kyā hō jātī hai .

186It is a wonder what the intellects of human beings have become!

201Kitnā kharchā kartē haĩ .

187They spend so much money.

202Bāp ulhanā dētē haĩ - ham tumkō itnā baṛā banākar gayā , tumnē kyā kiyā  !

188The Father complains to you and says: I made you so great, but what did you do?

203Tum bhī jāntē hō ham sō dēvtā thē phir chakra lagātē haĩ , abhī ham brāhmaṇ banē haĩ .

189You also understand that you were deities and that, having gone around the cycle, you have now become Brahmins.

204Phir ham sō dēvtā … banē̃gē .

190You will then become deities again.

205Yah tō buddhi mē̃ baiṭhā huā hai nā .

191This must be in your intellects.

206Yahā̃ baiṭhtē hō tō buddhi mē̃ yah knowledge rahnī chāhiē .

192When you are sitting here, let this knowledge remain in your intellects.

207Bāp bhī knowledgeful hai nā .

193The Father is knowledge-full.

208Rahtē bhal śhāntidhām mē̃ haĩ phir bhī unkō knowledgeful kahā jātā hai .

194Although He resides in the land of peace, He is called knowledge-full.

209Tumhārī bhī ātmā mē̃ sārī knowledge rahtī hai nā .

195All of this knowledge also remains in you souls.

210Kahtē haĩ is gyān sē tō hamārī āṅkh khul gaī hai .

196People say that their eyes were opened by this knowledge.

211Bāp tumkō gyān kē chakṣhu dētē haĩ .

197The Father gives each of you an eye of knowledge.

212Ātmā kō sr̥iṣhṭi K|kē ādi , madhya , ant kā patā paṛ gayā hai .

198The soul now knows about the beginning, the middle and the end of the world.

213Chakra phirtā rahtā hai .

199The cycle continues to turn.

214Brāhmaṇō̃ kō hī svadarśhan chakra miltā hai .

200It is Brahmins who receive the discus of self-realisation.

215Dēvtāō̃ kō paṛhānē vālā kōī hōtā nahī̃ . 216Unkō śhikṣhā key|kī darkār nahī̃ .

201There is no one who teaches the deities; they don’t need any teachings.

217Paṛhnā tō tumkō hai jō phir tum dēvtā bantē hō .

202You, who are to become deities, have to study.

218Ab bāp baiṭh yah naī-naī bātē̃ samjhātē haĩ .

203The Father now sits here and explains these new things.

219Yah naī paṛhāī paṛhkar tum ūñch bantē hō .

204You become elevated by studying this new knowledge.

220First sō last . 221Last sō first .

205Those who are first become last and those who are last become first.

222Yah paṛhāī hai nā .

206This is a study.

223Abhī tum samajhtē hō bābā her|har kalp ākar patit sē pāvan banātē haĩ , phir yah knowledge khalās hō jāyēgī .

207You now understand that Baba comes every cycle and changes you from impure to pure. 208Then, this knowledge ends.

224Achchhā  !

209Achcha.

225Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

210To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

226Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

211The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

227Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

212Essence for dharna:

2281 ) bahut-bahut āgyākārī , mīṭhā hōkar chalnā hai .

213 1. Be very very obedient and move along with sweetness.

229Dēh-ahaṅkār mē̃ nahī̃ ānā hai .

214Don't have any arrogance of the body.

230Bāp kā bachchā bankar phir kōī bhī bhūl nahī̃ karnī hai .

215After becoming a child of the Father, do not make any mistakes.

231Māyā key|kī boxing mē̃ bahut-bahut khabardār rahnā hai .

216You have to be very careful when boxing with Maya.

2322 ) apnē vachanō̃ ( vākyō̃ ) mē̃ tākat bharnē kē liē ātma-abhimānī rahnē kā abhyās karnā hai .

217 2. In order to fill your words with power, practise being soul conscious.

233Smr̥iti rahē - bāp kā sikhlāyā huā ham sunā rahē haĩ tō usmē̃ jauhar bharēgā .

218Keep it in your consciousness that you are relating that which the Father has taught you. 219There will then be power in your words.

Blessing

234Vardān  : avināśhī naśhē mē̃ rah rūhānī mazē aur mauj kā anubhav karnē vālē brāhmaṇ sō phariśhtā bhav

220Blessing: May you maintain the imperishable intoxication of being a Brahmin who is to become an angel and experience spiritual pleasure and joy.

235Āp brāhmaṇ sō phariśhtē dēvtāō̃ sē bhī ūñchē hō , dēvtāī jīvan mē̃ bāp kā gyān emerge nahī̃ hōgā .

221 You Brahmins, who are to become angels are even higher than the deities. 222Knowledge of the Father will not emerge in the lives of the deities.

236Paramātma milan kā anubhav bhī nahī̃ hōgā isliē abhī sadā yah naśhā rahē ki ham dēvtāō̃ sē bhī ūñch brāhmaṇ sō phariśhtā haĩ .

223There won’t even experience meeting God. 224Therefore, now, constantly have the intoxication that you are Brahmins who are to become angels and are even higher than the deities.

237Yah avināśhī naśhā hī rūhānī majē aur mauj kā anubhav karānē vālā hai .

225Only this imperishable intoxication will enable you to experience spiritual pleasure and joy.

238Agar naśhā sadā nahī̃ rahēgā tō kabhī majē mē̃ rahē̃gē , kabhī mūñjhēṅgē .

226If you don’t constantly have this intoxication, you will sometimes be in pleasure and sometimes confused.

Slogan

239Slōgan  : apnī sēvā kō bhī bāp kē āgē arpit kar dō tab kahē̃gē samarpit ātmā .

227Slogan: When you surrender even your service to the Father, you will then be called a surrendered soul.

228*** Om Shanti ***