सोमवार 11 नवंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

011-11-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 11/11/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - apnē ūpar pūrī nazar rakhō , kōī bhī bēkāydē chalan nahī̃ chalnā , śhrīmat kā ullaṅghan karnē sē gir jāyēṅgē ' '

1Essence: Sweet children, each of you must keep an eye on yourself fully. 2You should not do anything against the law. 3By disobeying shrimat you will fall.

Question

2Praśhna  : padmāpadmapati bannē kē liē kaun-sī khabardārī chāhiē  ?

4Question: What precautions must you take in order to become a multimillionaire?

Answer

3Uttar  : sadaiv dhyān rahē - jaisā karma ham karē̃gē hamē̃ dēkh aur bhī karnē lagē̃gē .

5Answer: Let there always be this attention: Whatever I do, others who see me will do the same.

4Kisī bhī bāt kā mithyā ahaṅkār na āyē .

6You should not have any false arrogance.

5Murlī kabhī bhī miss na hō .

7You should never miss the murli.

6Mansā-vāchā-karmaṇā apnī sambhāl rakhō . 7Yah āṅkhē̃ dhōkhā na dē̃ tō padmō̃ key|kī kamāī jamā kar sakē̃gē .

8Be careful about your thoughts, words and actions; your eyes should not deceive you. 9You will then be able to accumulate an income of multimillions.

8Iskē liē antarmukhī hōkar bāp kō yād karō aur vikarmō̃ sē bachē rahō .

10To achieve this, you must remain introverted and remember the Father and you will then remain safe from all sinful acts.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Rūhānī bachchō̃ kō bāp nē samjhāyā hai , yahā̃ tum bachchō̃ kō is khyāl sē jarūr baiṭhnā hōtā hai , yah bābā bhī hai , teacher aur satgurū bhī hai .

12The Father has explained to you spiritual children that when you sit here, your intellects should definitely have the thought: That One is our Baba, our Teacher and also our Satguru.

11Aur yah bhī mahsūs kartē hō - bābā kō yād kartē-kartē pavitra ban , pavitradhām mē̃ jākar pahũchēṅgē .

13You also realise that, by remembering Baba, you will become pure and go to the pure land.

12Bāp nē samjhāyā hai ki pavitradhām sē hī tum nīchē utartē hō .

14The Father has explained that you come down from a pure land.

13Uskā nām hī hai pavitradhām .

15That is called a pure land.

14Satōpradhān sē phir satō , rajō , tamō … abhī tum samajhtē hō ki ham nīchē girē huē haĩ arthāt vēśhyālay mē̃ haĩ .

16You then go from the satopradhan stage through the stages of sato, rajo and tamo. 17You now understand that you have fallen down, that is, you are in a brothel.

15Bhal tum saṅgamyug par hō , parantu gyān sē tum jāntē hō ki hamnē kinārā kiyā huā hai phir bhī agar ham śhivbābā key|kī yād mē̃ rahtē haĩ tō śhivālay dūr nahī̃ . 16Śhivbābā kō yād nahī̃ kartē tō śhivālay bahut dūr hai .

18Although you are at the confluence age, you understand with this knowledge that you have stepped away from this world. 19If you keep remembering Shiv Baba, Shivalaya (the Temple of Shiva) is not far away, but if you do not remember Shiv Baba, Shivalaya is very far away.

17Sajāyē̃ khānī paṛtī haĩ tō bahut dūr hō jātā hai .

20If you have to experience punishment, you then become very distant.

18Tō bāp bachchō̃ kō kōī jāstī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

21So the Father does not give you children too much difficulty.

19Ēk tō bār-bār kahtē haĩ mansā-vāchā-karmaṇā pavitra bannā hai .

22Firstly, He repeatedly says: You have to become pure in your thoughts, words and actions.

20Yah āṅkhē̃ bhī baṛā dhōkhā dētī haĩ , insē bahut sambhālkar chalnā hōtā hai .

23Those physical eyes can deceive you a great deal. 24You have to take great care with them.

21Bāp nē samjhāyā hai ki dhyān aur yōg bilkul alag hai .

25The Father has explained that trance is totally distinct from yoga.

22Yōg arthāt yād .

26Yoga means remembrance.

23Āṅkhē̃ khulī hōtē bhī tum yād kar saktē hō .

27You can have remembrance even with your eyes open.

24Dhyān kō kōī yōg nahī̃ kahā jātā .

28Trance is not yoga.

25Bhōg bhī lē jātē haĩ tō direction anusār hī jānā hai .

29When you offer bhog, you have to go up according to the directions you are given.

26Ismē̃ māyā bhī bahut ātī hai .

30Maya interferes a great deal in this.

27Māyā aisī hai jō ēkdam nāk mē̃ dam kar dētī hai .

31Maya is such that she gets up your nose (harasses you)!

28Jaisē bāp balvān hai , vaisē māyā bhī baṛī balvān hai .

32Just as the Father is powerful, so Maya too is very powerful.

29Itnī balvān hai jō sārī duniyā kō vēśhyālay mē̃ ḍhakēl diyā hai isliē ismē̃ bahut khabardārī rakhnī hōtī hai .

33She is so powerful that she has pushed the whole world into a brothel. 34Therefore, you have to be very cautious.

30Bāp key|kī kāydē anusār yād chāhiē .

35You should remember the Father accurately and with discipline.

31Bēkāydē kōī kām kiyā tō ēkdam girā dētī hai .

36If you perform any action against the law, she makes you fall completely.

32Dhyān ādi key|kī kabhī kōī ichchhā nahī̃ rakhnī hai .

37You should never have any desire for trance etc.

33Ichchhā mātram avidyā . . . . . bāp tumhārī sab manōkāmanāyē̃ bigar māṅgē pūrī kar dētē haĩ , agar bāp key|kī āgyā par chalē tō .

38Become totally ignorant of even the knowledge of desires. 39If you follow the Father's directions, all your desires will be fulfilled without your asking.

34Agar bāp key|kī āgyā na mān ulṭā rāstā liyā tō hō saktā hai svarg kē badlē nark mē̃ hī gir jāē̃ .

40If you do not follow His instructions and take a wrong path, it is then possible that, instead of going to heaven, you will fall into hell.

35Gāyan bhī hai gaj kō grāh nē khāyā .

41It has been remembered that an alligator swallowed an elephant.

36Bahutō̃ kō gyān dēnē vālē , bhōg lagānē vālē āj haĩ kahā̃ , kyōṅki bēkāydē chalan K|kē kāraṇ pūrē māyāvī ban jātē haĩ .

42Those who used to give this knowledge to many and who used to offer bhog are not here today. 43Because of their unlawful behaviour, they were totally influenced by Maya.

37Deity bantē-bantē devil ban jātē haĩ .

44Whilst becoming deities, they became devils.

38Bāp jāntē haĩ ki bahut achchhē puruṣhārthī jō dēvtā bannē vālē thē vah asur ban asurō̃ kē sāth rahtē haĩ . 39Traitor hō jātē haĩ .

45The Father knows that those who used to make very good efforts and who were going to become deities have become like devils and are living with devilish people; they have become traitors.

40Bāp kā bankar phir māyā K|kē ban jātē , unhē̃ traitor kahā jātā hai .

46Those who belong to the Father and then belong to Maya are called traitors.

41Apnē ūpar nazar rakhnī hōtī hai .

47Each of you has to keep an eye on yourself.

42Śhrīmat kā ullaṅghan kiyā tō yah girē . 43Patā bhī nahī̃ paṛēgā .

48If you disobey shrimat, you will fall and you won't even realise it.

44Bāp tō bachchō̃ kō sāvdhān kartē haĩ ki kōī aisī chalan na chalō jō rasātal mē̃ pahũch jāō .

49The Father cautions you children and tells you that your behaviour should not be such that you would be taken into the depths of hell.

45Kal bhī bābā nē samjhāyā - bahut gōp haĩ āpas mē̃ committee ādi banātē haĩ , jō kuchh kartē haĩ , śhrīmat K|kē ādhār bigar kartē haĩ tō dis service kartē haĩ .

50Baba explained yesterday that many brothers hold committees amongst themselves and do everything without shrimat and thereby cause disservice.

46Bigar śhrīmat karē̃gē tō girtē hī jāyēṅgē .

51If you do something without shrimat, you continue to fall.

47Bābā nē śhurū mē̃ committee banāī thī tō mātāō̃ key|kī banāī thī kyōṅki kalaṣh tō mātāō̃ kō hī miltā hai .

52In the beginning, Baba set up a mothers’ committee because the mothers have been given the urn of nectar.

48Vandē mātaram gāyā huā hai nā .

53"Salutations to the mothers" has been remembered.

49Agar gōp lōg committee banātē haĩ tō vandē gōp tō gāyan nahī̃ hai .

54Even if the brothers create committees, there isn't a saying "Salutations to the brothers".

50Śhrīmat par nahī̃ tō māyā K|kē jāl mē̃ phans paṛtē haĩ .

55If you do not follow shrimat, you become trapped in Maya’s web.

51Bābā nē mātāō̃ key|kī committee banāī , unhō̃ K|kē havālē sab kuchh kar diyā .

56Baba had set up a committee of mothers and handed everything over to them.

52Puruṣh aksar karkē dēvālā mārtē haĩ , striyā̃ nahī̃ .

57Generally, men, not women, cause bankruptcy.

53Tō bāp bhī kalaṣh mātāō̃ par rakhtē haĩ .

58Therefore, the Father places the urn on the mothers.

54Is gyān mārg mē̃ mātāyē̃ bhī dēvālā mār saktī haĩ .

59On the path of this knowledge, even mothers can become bankrupt.

55Padmāpadma bhāgyaśhālī jō bannē vālē haĩ , vah māyā sē hār khākar dēvālā mār saktē haĩ .

60Those who can become multimillion times fortunate can also be defeated by Maya and cause bankruptcy.

56Ismē̃ strī-puruṣh dōnō̃ dēvālā mār saktē haĩ aur mārtē bhī haĩ .

61Here, both men and women can become bankrupt and they do become bankrupt!

57Kitnē hār khākar chalē gayē gōyā dēvālā mār diyā nā .

62So many were defeated and left which means that they became bankrupt!

58Bāp samjhātē haĩ bhāratvāsiyō̃ nē tō pūrā dēvālā mārā hai .

63The Father explains that the people of Bharat have become totally bankrupt.

59Māyā kitnī jabardast hai . 60Jō samajh nahī̃ saktē haĩ ham kyā thē , kahā̃ sē ēkdam nīchē ākar girē haĩ .

64Maya is so powerful that people are unable to understand what they were and how they have completely fallen.

61Yahā̃ bhī ūñch chaṛhtē-chaṛhtē phir śhrīmat kō bhūl apnī mat par chaltē haĩ tō dēvālā mār dētē haĩ .

65Here, too, whilst some of you are climbing up, you forget shrimat and then become bankrupt by following your own dictates.

62Vō lōg tō dēvālā mārtē phir 5-7 varṣh bād khaṛē hō jātē haĩ .

66Those people become bankrupt but can then rise up again after five to seven years.

63Yahā̃ tō 84 janmō̃ kā dēvālā mārtē haĩ .

67Here, you become bankrupt for 84 births.

64Ūñch pad pā na sakē̃ .

68You cannot claim a high status then.

65Dēvālā mārtē hī rahtē haĩ .

69You keep becoming bankrupt.

66Bābā kē pās photo hōtā tō batlātē .

70If Baba had photographs, He would show you.

67Tum kahē̃gē bābā tō bilkul ṭhīk kahtē haĩ .

71You would say that what Baba is telling you is absolutely right.

68Yah kitnā baṛā mahārathī thā , bahutō̃ kō uṭhātē thē . 69Āj haĩ nahī̃ .

72“This one was a great maharathi and used to uplift many, but he is not here today.

70Dēvālē mē̃ haĩ .

73He went bankrupt.”

71Bābā ghaṛī-ghaṛī bachchō̃ kō sāvdhān kartē rahtē haĩ .

74Baba repeatedly cautions you children.

72Apnī mat par kamēṭiyā̃ ādi banānā ismē̃ kuchh rakhā nahī̃ hai .

75There is nothing to be gained by setting up your committees etc. according to your own dictates.

73Āpas mē̃ milkar jharmuī jhagmuī karnā , yah aisā kartā thā , phalānā aisā kartā thā . . . . . . . . . , sārā din yahī kartē rahtē haĩ .

76Then, throughout the whole day, whenever you meet, you would just keep gossiping: "This one used to do this; that one used to do that."

74Bāp sē buddhiyōg lagānē sē hī satōpradhān banē̃gē .

77Only when your intellects are in yoga with the Father will you become satopradhan.

75Bāp kā banē aur bāp sē yōg nahī̃ tō ghaṛī-ghaṛī girtē rahē̃gē . 76Connection hī ṭūṭ paṛtā hai .

78If, after belonging to the Father, your yoga is not connected to Him, you keep falling; your connection breaks.

77Link ṭūṭ jāē tō ghabrānā nahī̃ chāhiē . 78Māyā hamē̃ itnā taṅg kyō̃ kartī hai .

79You should not become afraid and question why Maya is causing you so much distress if your link breaks.

79Kōśhiśh kar bāp kē sāth link jōṛnī chāhiē .

80You should try to forge a link with the Father again.

80Nahī̃ tō battery charge kaisē hōgī .

81Otherwise, how would your battery be charged?

81Vikarma hōnē sē battery discharge hō jātī hai .

82If you perform sinful acts, your battery becomes discharged.

82Śhurū mē̃ kitnē ḍhēr K|kē ḍhēr bābā K|kē ākar banē .

83In the beginning, so many came and belonged to Baba.

83Bhaṭṭhī mē̃ āyē phir āj kahā̃ haĩ .

84They joined the bhatthi, but where are they today?

84Gir paṛē kyōṅki purānī duniyā yād I|āī|eye .

85They fell because they remembered the old world.

85Abhī bāp kahtē haĩ maĩ tumkō bēhad kā vairāgya dilātā hū̃ , is purānī duniyā sē dil nahī̃ lagāō .

86The Father says: I am now inspiring you to have unlimited disinterest. 87Don’t allow your hearts to be attached to the old world.

86Dil svarg sē lagānī hai .

88Let your hearts be attached to heaven.

87Agar aisā lakṣhmī-nārāyaṇ bannā hai tō mēhnat karnī paṛē .

89If you want to become like Lakshmi or Narayan, you have to make effort.

88Buddhiyōg ēk bāp kē sāth hōnā chāhiē . 89Purānī duniyā sē vairāgya .

90Your intellects’ yoga should be with the one Father and you should have disinterest in the old world.

90Sukhdhām aur śhāntidhām kō yād karō .

91Remember the land of happiness and the land of peace.

91Jitnā hō sakē uṭhtē , baiṭhtē , chaltē , phirtē bāp kō yād karō .

92As you walk and move around, you should remember Baba to whatever extent possible.

92Yah tō bilkul hī sahaj hai .

93This is absolutely easy.

93Tum yahā̃ āyē hī hō nar sē nārāyaṇ bannē kē liē .

94You have come here in order to change from ordinary humans into Narayan.

94Sabkō kahnā hai ki ab tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai kyōṅki return journey hōtī hai .

95You must tell everyone that they now have to change from tamopradhan to satopradhan because it is now the time for your return journey.

95World key|kī history-geography repeat mānā nark sē svarg , phir svarg sē nark . 96Yah chakra phirtā hī rahtā hai .

96The history and geography of the world repeat. 97This means that hell changes into heaven and heaven into hell; this cycle continues to turn.

97Bāp nē kahā hai yahā̃ svadarśhan chakradhārī hōkar baiṭhō .

98The Father says: Whilst you are sitting here, become a spinner of the discus of self-realisation (swadarshanchakradhari).

98Isī yād mē̃ rahō ki hamnē kitnē bār chakra lagāyā hai .

99Stay in remembrance of having been around the cycle many times.

99Abhī phir sē ham dēvtā ban rahē haĩ .

100You are now becoming deities once again.

100Duniyā mē̃ kōī bhī is rāz kō nahī̃ samajhtē haĩ .

101No one in the world understands the significance of this.

101Yah gyān dēvtāō̃ kō hai nahī̃ . 102Vah tō haĩ hī pavitra .

102Deities do not have this knowledge; they are pure anyway.

103Unmē̃ gyān hī nahī̃ jō śhaṅkh bajāvē̃ .

103They can’t blow the conch shell because they don't have this knowledge.

104Vah pavitra haĩ , unkō yah niśhānī dēnē key|kī darkār nahī̃ .

104Because they are pure, there is no need to give them these symbols.

105Niśhānī tab hōtī hai jab dōnō̃ ikaṭṭhē hōtē haĩ .

105The symbols are given when both are together.

106Tumkō bhī niśhānī nahī̃ kyōṅki tum āj dēvtā bantē-bantē kal asur ban jātē hō .

106You are not given these symbols either, because, today, you are becoming deities and, tomorrow, you become devils.

107Bāp dēvtā banātē , māyā asur banā dētī hai .

107The Father makes you into deities and Maya makes you into devils.

108Bāp jab samjhātē haĩ tab patā paṛtā hai ki sachmuch hamārī avasthā girī huī hai .

108When the Father explains, you understand that your stage truly has fallen.

109Kitnē bichārē śhivbābā K|kē khajānē mē̃ jamā karātē phir māṅgkar asur ban jātē .

109Many unfortunate ones gave to Shiv Baba's treasure store, but they then asked for it back and became devils.

110Ismē̃ yōg key|kī hī sārī kamī hai .

110This happened because of a lack of yoga.

111Yōg sē hī pavitra bannā hai .

111It is only by having yoga that you are able to become pure.

112Bulātē bhī hō bābā āō , hamē̃ patit sē pāvan banāō , jō ham svarg mē̃ jā sakē .

112You call out: Baba, come and change us from impure to pure so that we can go to heaven.

113Yād kī yātrā hai hī pāvan ban ūñch pad pānē kē liē .

113You are on the pilgrimage of remembrance so that you can become pure and claim a high status.

114Jō mar jātē haĩ phir bhī jō kuchh sunā hai tō śhivālay mē̃ āyēṅgē jarūr . 115Pad bhal kaisā bhī pāyē̃ .

114Even those who heard a little and then died will definitely go to Shivalaya (the Temple of Shiva), no matter what status they claim.

116Ēk bār yād kiyā tō svarg mē̃ āyēṅgē jarūr . 117Bākī ūñch pad pā na sakē̃ .

115Once they have had remembrance, they will definitely go to heaven, but they cannot claim a high status.

118Svarg kā nām sunkar khuśh hōnā chāhiē .

116You should be happy when you hear the name of heaven.

119Fail hō pāī-paisē kā pad pā liyā , ismē̃ khuśh nahī̃ hō jānā hai .

117You must not be happy on failing and claiming a status worth pennies.

120Feeling tō ātī hai nā - maĩ naukar hū̃ .

118There will definitely be the feeling that you are a servant.

121Pichhāṛī mē̃ tumhē̃ sab sākṣhātkār hōṅgē ki ham kyā banē̃gē , hamsē kyā vikarma huā hai , jō aisī hālat huī hai . 122Maĩ mahārānī kyō̃ nahī̃ banū̃ .

119At the end, you will have visions of what you are going to become and you will know what sinful acts you performed that led you to that state, and why you did not become an empress.

123Kadam-kadam par khabardārī sē chalnē sē tum padmāpadmapati ban saktē hō .

120By being cautious at every step, you can become multimillionaires.

124Mandirō̃ mē̃ dēvtāō̃ kō padma key|kī niśhānī dikhātē haĩ .

121In the temples, the idols of deities are shown with the symbol of a lotus.

125Darjē mē̃ phark hō jātā hai .

122There is a difference in the status.

126Āj key|kī rājāī kā kitnā dabdabā rahtā hai  ! 127Hai tō alp-kāl kā . 128Sadākāl K|kē rājā tō ban na sakē̃ .

123Even the kingdoms of today have so much splendour, although they are only temporary; they cannot be kings for all time.

129Tō abhī bāp kahtē haĩ - tumhē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ bannā hai tō puruṣhārth bhī aisā chāhiē .

124So, the Father says: If you wish to become like Lakshmi or Narayan, the effort you make should be accordingly.

130Kitnā ham aurō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ  ?

125How many people do you bring benefit to?

131Antarmukh hō kitnā samay bābā key|kī yād mē̃ rahtē haĩ  ?

126For how long do you stay introverted and remember Baba?

132Abhī ham jā rahē haĩ apnē sweet home mē̃ .

127We are now to return to our sweet home.

133Phir āyēṅgē sukhdhām mē̃ .

128We will then go down into the land of happiness.

134Yah sab gyān kā manthan andar mē̃ chaltā rahē .

129You should churn all of this knowledge internally.

135Bāp mē̃ gyān aur yōg dōnō̃ haĩ . 136Tumhārē mē̃ bhī hōnā chāhiē .

130The Father has both knowledge and yoga in Him; you too must have both in you.

137Jāntē hō hamē̃ śhivbābā paṛhātē haĩ tō gyān bhī huā aur yād bhī huī .

131You know that Shiv Baba is teaching you. 132Therefore, this is knowledge and also remembrance.

138Gyān aur yōg dōnō̃ sāth-sāth chaltā hai .

133Gyan and yoga are together.

139Aisē nahī̃ , yōg mē̃ baiṭhō , bābā kō yād kartē rahō aur knowledge bhūl jāē .

134It should not be that when you sit in yoga and continue to remember Baba, this knowledge is forgotten.

140Bāp yōg sikhlātē haĩ tō knowledge bhūl jātē haĩ kyā  ?

135When the Father teaches you yoga, does He forget knowledge?

141Sārī knowledge unmē̃ rahtī hai .

136All of this knowledge remains with Him.

142Tum bachchō̃ mē̃ bhī knowledge hōnī chāhiē . 143Paṛhnā chāhiē .

137You children must also have this knowledge; you have to study.

144Jaisē karma maĩ karũgā mujhē dēkh aur bhī karē̃gē .

138When others see the actions I perform, they will do the same.

145Maĩ murlī nahī̃ paḍhū̃gā tō aur bhī nahī̃ paṛhē̃gē .

139If I don't study the murli, others will not study it either.

146Mithyā ahaṅkār ā jātā hai tō māyā jhaṭ war|vār kar dētī hai .

140They have false arrogance, and so Maya very quickly attacks them.

147Kadam-kadam bāp sē śhrīmat lētē rahnā hai .

141You must take the Father's shrimat at every step.

148Nahī̃ tō kuchh na kuchh vikarma ban jātē haĩ .

142Otherwise, there will be one or another sinful action.

149Bahut bachchē bhūlē kartē bāp kō nahī̃ batātē tō apnī satyānāśh kar lētē haĩ .

143After making a mistake, many children don't tell the Father; they completely destroy themselves.

150Ġaphlat hōnē sē māyā thappaṛ lagā dētī hai .

144If you are careless, Maya slaps you.

151Worth not A penny banā dētī hai .

145She makes you worth not a penny.

152Ahaṅkār mē̃ ānē sē māyā bahut vikarma karātī hai .

146When you become arrogant, Maya makes you perform many sinful acts.

153Bābā nē aisē thōṛēhī kahā hai , aisī-aisī puruṣhō̃ key|kī kamēṭiyā̃ banāō .

147Baba has never told the brothers to set up a committee of brothers.

154Committee mē̃ ēk-dō samjhū sayānī bachchiyā̃ jarūr hōnī chāhiē . 155Jinkī hī rāy par kām hō .

148There should definitely be one or two sensible sisters on the committee, and with their advice, the work can be carried out.

156Kalaṣh tō lakṣhmī par rakhā jātā hai nā .

149The urn is given to Lakshmi.

157Gāyan bhī hai , amr̥it pilātē thē phir kahā̃ yagya mē̃ vighna ḍāltē thē .

150It has also been remembered that when nectar was being given, there were obstacles in the yagya.

158Anēk prakār K|kē vighna ḍālnē vālē haĩ .

151They cause many types of obstacle.

159Sārā din yahī jharmuī jhagmuī key|kī bātē̃ kartē rahtē haĩ .

152They spend the whole day gossiping.

160Yah bahut kharāb hai .

153That is very bad.

161Kōī bhī bāt hō tō bāp kō report karnī chāhiē .

154If anything happens, you must report it to the Father.

162Sudhārnē vālā tō ēk hī bāp hai .

155Only the one Father can reform everyone.

163Tum apnē hāth mē̃ law nahī̃ uṭhāō .

156You must not take the law into your own hands.

164Tum bāp kī yād mē̃ rahō .

157You must stay in remembrance of the Father.

165Sabhī kō bāp kā parichay dētē rahō tab aisā ban sakē̃gē .

158Keep giving the Father’s introduction to everyone and you will then become like that.

166Māyā bahut kaṛī hai . 167Kiskō nahī̃ chhōṛtī .

159Maya is very strong, she doesn't leave anyone alone.

168Sadaiv bāp kō samāchār likhnā chāhiē .

160You must always write your news to the Father.

169Direction lētē rahnā chāhiē .

161You must keep taking directions.

170Yū̃ tō direction sadaiv miltē rahtē haĩ .

162Actually, you constantly receive directions anyway.

171Aisē tō bachchē samajhtē haĩ bābā nē tō āpēhī is bāt par samjhā diyā , bābā tō antaryāmī hai .

163You children think that Baba knows all the secrets inside you when He explains a particular aspect that happens to be in your mind.

172Bābā kahtē nahī̃ , maĩ tō knowledge paṛhātā hū̃ .

164However, Baba says: No; I only teach you this knowledge.

173Ismē̃ antaryāmī key|kī bāt hī nahī̃ .

165There is no question of knowing the secrets inside you.

174Hā̃ , yah jāntā hū̃ ki yah sab mērē bachchē haĩ .

166Yes, I do know that you are all My children.

175Har ēk śharīr K|kē andar mērē bachchē haĩ . 176Bākī aisē nahī̃ ki bāp sabhī K|kē andar virājmān hai .

167The child in each body is Mine, but that doesn't mean the Father is present inside each one.

177Manuṣhya tō ulṭā hī samajh lētē haĩ .

168Human beings have understood everything wrongly.

178Bāp kahtē haĩ maĩ jāntā hū̃ ki sabhī takht par ātmā virājmān hai .

169The Father says: I know that you souls are seated on your thrones.

179Yah tō kitnī sahaj bāt hai .

170This is such an easy matter.

180Sabhī chaitanya ātmāyē̃ apnē-apnē takht par baiṭhī haĩ phir bhī paramātmā kō sarvavyāpī kah dētē haĩ , yah hai ēkaj bhūl .

171All living souls are sitting on their thrones, yet they still say that God is omnipresent. 172This is the main mistake.

181Is kāraṇ hī bhārat itnā girā huā hai .

173It is because of this that Bharat has fallen so much.

182Bāp kahtē haĩ tumnē mērī bahut glāni kī hai .

174The Father says: You have defamed Me a great deal.

183Viśhva K|kē mālik banānē vālē kō tumnē gālī dī hai isliē bāp kahtē haĩ yadā yadāhi . . . . . . .

175You have insulted the One who makes you into the masters of the world. 176This is why the Father says: I come when there is defamation of religion.

184Bāhar vālē yah sarvavyāpī kā gyān bhāratvāsiyō̃ sē sīkhtē haĩ .

177People abroad learn the concept of omnipresence from the people of Bharat.

185Jaisē bhāratvāsī unsē hunar sīkhtē haĩ vah phir ulṭā sīkhtē haĩ .

178The people of Bharat learn skills from them and they then learn wrong things.

186Tumhē̃ tō ēk bāp kō yād karnā hai aur bāp kā parichay bhī sabkō dēnā hai .

179You have to remember the one Father alone and give everyone the Father's introduction.

187Tum hō andhō̃ kī lāṭhī .

180You are the sticks for the blind.

188Lāṭhī sē rāh batlātē haĩ nā .

181A path is shown to others with a stick.

189Achchhā  !

182Achcha.

190Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

183To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

191Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

184The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

192Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

185Essence for dharna:

1931 ) bāp key|kī āgyā anusār her|har kārya karnā hai .

186 1. Every act you perform must be according to the Father's instructions.

194Kabhī bhī śhrīmat kā ullaṅghan na hō tab hī sarv manōkāmanāyē̃ binā māṅgē pūrī hōṅgī .

187You must never disobey shrimat. 188Only then will all your desires be fulfilled without your asking for anything.

195Dhyān dīdār key|kī ichchhā nahī̃ rakhnī hai , ichchhā mātram avidyā bannā hai .

189You must not have any desire for trance or visions. 190Become ignorant of all desires.

1962 ) āpas mē̃ milkar jharmuī jhagmuī ( ēk dūsrē kā parchintan ) nahī̃ karnā hai .

191 2. You must not meet together and gossip.

197Antarmukh hō apnī jāñch karnī hai ki ham bābā key|kī yād mē̃ kitnā samay rahtē haĩ , gyān kā manthan andar chaltā hai  ?

192Become introverted and check yourself: For how long do I stay in remembrance of Baba? 193Do I churn this knowledge?

Blessing

198Vardān  : her|har ātmā K|kē sambandh samparka mē̃ ātē sabkō dān dēnē vālē mahādānī , vardānī bhav

194Blessing: May you make donations as a great donor and a blessed soul to every soul who comes into connection or relationship with you.

199Sārē din mē̃ jō bhī sambandh-sampark mē̃ āyē usē kōī na kōī śhakti kā , gyān kā , guṇ kā dān dō .

195 1) Give whoever comes into a connection or relationship with you throughout the day a donation of one or another power, a point of this knowledge or virtue.

200Āpkē pās|pass gyān kā bhī khajānā hai , tō śhaktiyō̃ aur guṇō̃ kā bhī khajānā hai .

196You have the treasures of this knowledge and also the treasures of powers and virtues.

201Tō kōī bhī din binā dān diyē khālī na jāē tab kahē̃gē mahādānī .

197So, let no day pass without your giving a donation and you would then be said to be a great donor.

2022 - dān śhabda kā rūhānī arth|earth hai sahyōg dēnā .

1982) The spiritual meaning of the word “donation” is co-operation.

203Tō apnī śhrēṣhṭh sthiti K|kē vāyumaṇḍal dvārā aur apnī vr̥itti K|kē vibrations dvārā her|har ātmā kō sahyōg dō tab kahē̃gē vardānī .

199Use the atmosphere of your elevated stage and the vibrations of your attitude, to give co-operation to every soul and you will then be said to be a blessed soul.

Slogan

204Slōgan  : jō bāpdādā aur parivār K|kē samīp haĩ unkē chēhrē par santuṣhṭatā , rūhāniyat aur prasannatā key|kī muskarāhaṭ rahtī hai .

200Slogan: The faces of those who are close to BapDada and the family smile with contentment, spirituality and happiness.

201*** Om Shanti ***