शनिवार 16 नवंबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
016-11-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 16/11/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ tumhē̃ rūhānī hunar sikhlānē , jis hunar sē tum sūrya-chānd sē bhī pār śhāntidhām mē̃ jātē hō ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to teach you spiritual art. 2Through this art you go beyond the sun and the moon to the land of peace.
Question
2Praśhna : science ghamaṇḍ aur silence ghamaṇḍ mē̃ kaun-sā antar hai ?
3Question: What is the difference between those who are proud of their science and those who are proud of their silence?
Answer
3Uttar : science ghamaṇḍī chānd sitārō̃ par jānē kē liē kitnā kharchā kartē haĩ .
4Answer: Those who are proud of their science spend so much money on going to the moon and the stars.
4Śharīr kā jōkhim uṭhākar jātē haĩ . 5Unhē̃ yah ḍar rahtā hai ki rocket kahā̃ fail na hō jāē .
5They risk their bodies and are afraid that their rocket may fail.
6Tum bachchē silence ghamaṇḍ vālē bigar kauṛī kharchā sūrya-chānd sē bhī pār mūlvatan mē̃ chalē jātē hō .
6You children, who are proud of your silence, go beyond the moon and the stars into the supreme region without spending a penny.
7Tumhē̃ kōī ḍar nahī̃ kyōṅki tum śharīr kō yahā̃ hī chhōṛkar jātē hō .
7You have no fear because you leave your bodies here and go.
Murli
8Ōm śhānti .
8Om shanti.
9Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
9The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children.
10Bachchē suntē tō rahtē haĩ ki science-dān chānd par jānē kā prayatna kartē rahtē haĩ .
10You children keep hearing about scientists who continue to make effort to go to the moon.
11Lēkin vē|way lōg tō sirph chānd tak jānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , kitnā kharchā kartē haĩ . 12Bahut ḍar rahtā hai ūpar jānē mē̃ .
11Those people spend so much money on just trying to go to the moon, yet they have a lot of fear about going there.
13Ab tum apnē ūpar vichār karō , tum kahā̃ K|kē rahnē vālē hō ?
12Now think about yourselves. 13What is your place of residence?
14Vah tō chandramā key|kī taraph jātē haĩ . 15Tum tō sūrya-chānd sē bhī pār jātē hō , ēkdam mūlvatan mē̃ .
14They go to the moon, but you go beyond even the sun and the moon, right to the supreme region.
16Vō lōg tō ūpar jātē haĩ tō unkō bahut paisē miltē haĩ .
15When those people go up there, they are rewarded with plenty of money.
17Ūpar mē̃ chakra lagākar ātē tō unhō̃ kō lākhō̃ saugātē̃ miltī haĩ .
16After they have returned from their journey and they land, they receive hundreds of thousands of gifts.
18Śharīr kā jōkhim ( risk ) uṭhākar jātē haĩ .
17They risk their bodies when they go up.
19Vah haĩ science ghamaṇḍī . 20Tumhārē pās|pass hai silence kā ghamaṇḍ .
18They are proud of their science; you are proud of your silence.
21Tum jāntē hō ham ātmā apnē śhāntidhām brahmāṇḍ mē̃ jātē haĩ .
19You souls know that you are to return to your land of peace, the brahm element.
22Ātmā hī sab kuchh kartī hai .
20It is souls that do everything.
23Unhō̃ key|kī bhī ātmā śharīr kē sāth ūpar mē̃ jātī hai .
21Those souls go up with their bodies too.
24Baṛā khauphnāk hai .
22It is very dangerous.
25Ḍartē bhī haĩ , ūpar sē girē tō jān khatm hō jāyēgī .
23They are afraid of falling from above and dying.
26Vah sab haĩ jismānī hunar .
24All of that is physical art.
27Tumkō bāp rūhānī hunar ( kalā ) sikhlātē haĩ .
25The Father is teaching you spiritual art.
28Is hunar sīkhnē sē tumkō kitnī baṛī prize miltī hai .
26By studying this art, you receive a huge prize.
2921 janmō̃ key|kī prize miltī hai , number-vār purūṣhārth anusār .
27It is a prize that lasts for 21 births, numberwise, according to the efforts you make.
30Ājkal government lottery bhī nikāltī hai nā .
28Nowadays, the Government holds a lottery.
31Yah bāp tumkō prize dētē haĩ . 32Aur kyā sikhātē haĩ ?
29This Father gives you a prize and what does He teach you?
33Tumkō bilkul ūpar lē jātē haĩ , jahā̃ tumhārā ghar hai .
30He takes you to the absolute top, to your home.
34Abhī tumkō yād ātā hai nā ki hamārā ghar kahā̃ hai aur rājdhānī jō ganvāī hai , vah kahā̃ hai .
31You now remember where your home is and where the kingdom that you lost is.
35Rāvaṇ nē chhīn liyā .
32Ravan snatched it away from you.
36Ab phir sē ham apnē aslī ghar bhī jātē haĩ aur rājāī bhī pātē haĩ .
33Now, once again, you are to go to your original home and you will also claim your kingdom.
37Muktidhām hamārā ghar hai - yah kōī kō patā nahī̃ hai .
34No one knows that the land of liberation is your home.
38Ab tum bachchō̃ kō sikhlānē kē liē dēkhō bāp kahā̃ sē ātē haĩ , kitnā dūr sē ātē haĩ .
35Now, look where the Father comes from in order to teach His children. 36He comes from so far away.
39Ātmā bhī rocket hai .
37Souls too are rockets.
40Vah kōśhiśh kartē haĩ ūpar jākar dēkhē̃ chandramā mē̃ kyā hai , star mē̃ kyā hai ?
38Those people try to go up and see what there is on the moon and the stars.
41Tum bachchē jāntē hō yah tō is māṇḍavē key|kī battiyā̃ haĩ . 42Jaisē māṇḍavē mē̃ bijliyā̃ lagātē haĩ .
39You children understand that the moon and the stars are lights for this stage, just as they have lights on a physical stage here.
43Museum mē̃ bhī tum battiyō̃ key|kī laṛiyā̃ lagātē hō nā .
40You also have strings of lights in the museums.
44Yah phir hai bēhad key|kī duniyā . 45Ismē̃ yah sūrya , chānd , sitārē rōśhnī dēnē vālē haĩ .
41This then is an unlimited world for which the sun, moon and stars provide light.
46Manuṣhya phir samajhtē haĩ sūrya-chandramā yah dēvtāyē̃ haĩ . 47Parantu yah dēvtā tō haĩ nahī̃ .
42People believe that the sun and the moon are deities, but they are not deities.
48Abhī tum samajhtē hō bāp kaisē ākar hamkō manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ .
43You now understand how the Father comes and changes you from humans into deities.
49Yah gyān sūrya , gyān chandramā aur gyān lucky sitārē haĩ .
44There are the Sun of Knowledge, the moon of knowledge and the lucky stars of knowledge.
50Gyān sē hī tum bachchō̃ key|kī sadgati hō rahī hai .
45You children receive salvation through this knowledge.
51Tum kitnā dūr jātē hō .
46You go so far away.
52Bāp nē hī ghar jānē kā rāstā batāyā hai .
47The Father has shown you the way to return home.
53Sivāē bāp K|kē kōī bhī vāpis apnē ghar jā nahī̃ saktē .
48Without the Father, no one can go back home.
54Bāp jab ākar śhikṣhā dētē haĩ , tab tum jāntē hō .
49You understand this when the Father comes and teaches you.
55Yah bhī samajhtē haĩ ham ātmā pavitra banē̃gē tab hī apnē ghar jā sakē̃gē .
50You souls also understand that it is only when you become pure you will be able to return home.
56Phir yā tō yōgbal sē yā sajāō̃ K|kē bal sē pāvan bannā hai .
51You have to become pure either with the power of yoga or with the power of punishment.
57Bāp tō samjhātē rahtē haĩ jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā tum pāvan banē̃gē .
52The Father continues to tell you that the more you remember Him, the purer you will become.
58Yād nahī̃ karē̃gē tō patit hī rah jāyēṅgē phir bahut sajā khānī paṛēgī aur pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .
53By not remembering Him, you remain impure and there will have to be a lot of punishment experienced, and any status you had will be destroyed.
59Bāp khud baiṭh tumkō samjhātē haĩ . 60Tum aisē-aisē ghar jā saktē hō .
54The Father Himself sits here and explains how you can return home.
61Brahmāṇḍ kyā hai , sūkṣhmavatan kyā hai , kuchh bhī patā nahī̃ .
55You did not know what the brahm element is or what the subtle region is.
62Student pahlē thōṛēhī kuchh jāntē haĩ , jab paṛhnā śhurū kartē haĩ tō phir knowledge miltī hai .
56Students do not know anything at first, but they start to understand when they begin to study.
63Knowledge bhī kōī chhōṭī , kōī baṛī hōtī hai .
57Some knowledge is of a lower level and some knowledge is of a very high level.
64I|āī|eye . see|sī|C . S . kā imtahān diyā tō phir kahē̃gē knowledgeful .
58When you have taken the I.C.S. examination, it is said that you are knowledge-full.
65Issē ūñch knowledge kuchh hōtī nahī̃ .
59There is no knowledge higher than this.
66Ab tum bhī kitnī ūñch knowledge sīkhtē hō .
60You are now studying such elevated knowledge.
67Bāp tumkō pavitra bannē key|kī yukti batātē haĩ ki bachchō̃ māmēkam yād karō tō tum patit sē pāvan banē̃gē .
61The Father shows you the way to become pure: Children, if you remember Me alone, you change from impure to pure.
68Asul mē̃ tum ātmāyē̃ pāvan thī .
62Originally, you souls were pure and used to reside up above in your home.
69Ūpar apnē ghar mē̃ rahnē vālī thī , jab tum satyug mē̃ jīvanmukti mē̃ hō tō bākī sab muktidhām mē̃ rahtē haĩ .
63When you were in the golden age, in a life of liberation, all others were in the land of liberation.
70Mukti aur jīvanmukti dōnō̃ kō ham śhivālay kah saktē haĩ .
64You could call the land of liberation and the land of liberation-in-life, the Temple of Shiva (Shivalaya).
71Mukti mē̃ śhivbābā bhī rahtē haĩ , ham bachchē ( ātmāyē̃ ) bhī rahtē haĩ .
65Shiv Baba resides in the land of liberation and you children, you souls, also reside there.
72Yah hai rūhānī highest knowledge .
66This is the highest spiritual knowledge.
73Vah kahtē haĩ ham chānd kē ūpar jākar rahē̃gē .
67Those people say that they want to go and live on the moon.
74Kitnā māthā mārtē haĩ .
68They try so hard.
75Bahādurī dikhātē haĩ .
69They show their courage.
76Itnē multi-milion mile ūpar jātē haĩ , lēkin unhō̃ key|kī āśh pūrṇ nahī̃ hōtī hai aur tumhārī āśh pūrī hō jātī hai .
70They go so many multimillions of miles up. 71However, their desires are not fulfilled whereas your desires are fulfilled.
77Unkā hai jhūṭhā jismānī ghamaṇḍ .
72They have false physical pride.
78Tumhārā hai rūhānī ghamaṇḍ .
73You have spiritual pride.
79Vah māyā key|kī bahādurī kitnī dikhātē haĩ .
74They show so much courage for the things of Maya.
80Manuṣhya kitnī tāliyā̃ bajātē haĩ , badhāīyā̃ dētē haĩ .
75They are applauded and congratulated so much.
81Miltā bhī bahut hai . 82Karkē 5-10 krōṛ milē̃gē .
76They receive a lot of money; it might be something like five to ten million rupees.
83Tum bachchō̃ kō yah gyān hai ki unhō̃ kō yah jō paisē miltē haĩ , sab khatm hō jāyēṅgē .
77You children know that all the money they receive is going to be destroyed.
84Bākī thōṛē din hī samjhō .
78Only a few days remain.
85Āj kyā hai , kal kyā hōgā !
79What is there today and what will there be tomorrow?
86Āj tum narkvāsī hō , kal svargvāsī ban jāyēṅgē .
80Today, you are the residents of hell and tomorrow, you will become the residents of heaven.
87Time kōī jāstī nahī̃ lagtā hai , tō unhō̃ kī hai jismānī tākat aur tumhārī hai rūhānī tākat . 88Jō sirph tum hī jāntē hō .
81This doesn’t take a lot of time. 82Theirs is physical power whereas yours is spiritual power, which only you know about.
89Vah jismānī tākat sē kahā̃ tak jāyēṅgē .
83How far can they go with physical power?
90Chānd , sitārō̃ tak pahũchēṅgē aur laṛāī śhurū hō jāyēgī . 91Phir vah sab khatm hō jāyēṅgē .
84They may reach the moon and the stars, but the war will then begin and they will all die.
92Unhō̃ kā hunar yahā̃ tak hī khatm hō jāyēgā .
85Their art will end there.
93Vah hai jismānī highest hunar , tumhārā hai rūhānī highest hunar .
86That is the highest physical art. 87Yours is the highest spiritual art.
94Tum śhāntidhām mē̃ jātē hō . 95Uskā nām hī hai sweet home .
88You go to the land of peace which is also called the sweet home.
96Vō lōg kitnē ūpar jātē haĩ aur tum apnā hisāb karō - tum kitnē miles ūpar mē̃ jātē hō ?
89Those people go so high above. 90Calculate how many miles up you go.
97Tum kaun ?
91What are you?
98Ātmāyē̃ .
92Souls.
99Bāp kahtē haĩ maĩ kitnē mile ūpar mē̃ rahtā hū̃ .
93The Father asks: Can you calculate how many miles away I live?
100Gintī kar sakē̃gē ! 101Unhō̃ kē pās tō gintī hai , batlātē haĩ itnē mile ūpar mē̃ gayē phir lauṭ ātē haĩ .
94They can calculate and say how many miles they went before they returned.
102Baṛī khabardārī rakhtē haĩ , aisē utarē̃gē yah karē̃gē , bahut āvāj hōtā hai .
95They are very cautious and think about the way they will land and the way they will return.
103Tumhārā kyā āvāj hōgā .
96They create a lot of noise.
104Tum kahā̃ jātē hō phir kaisē ātē hō , kōī patā nahī̃ .
97What noise do you make? 98No one knows where you go and how you return.
105Tumkō kyā prize miltī hai , yah bhī tum hī jānō .
99Only you know the prize you receive.
106Wonderful hai .
100It is wonderful.
107Bābā key|kī kamāl hai , kiskō patā nahī̃ .
101It is Baba's wonder. 102No one knows about this.
108Tum tō kahē̃gē yah naī bāt thōṛēhī hai . 109Her|har 5 hazār varṣh bād vah apnī yah practice kartē rahē̃gē .
103You might say that this is not a new thing; every 5000 years you will continue to practise this.
110Tum is sr̥iṣhṭi rūpī drama K|kē ādi , madhya , ant duration ādi kō achchhī rīti jāntē hō .
104You very clearly understand the beginning, the middle and the end of the duration of this world drama.
111Tō tumkō andar fakhur hōnā chāhiē - bābā hamkō kyā sikhlātē haĩ .
105So you should be proud of what Baba is teaching you.
112Bahut ūñchā purūṣhārth kartē haĩ phir bhī karē̃gē .
106You are making very elevated effort and you will make this again.
113Yah sab bātē̃ aur kōī nahī̃ jāntē .
107No one else knows these things.
114Bāp hai gupta .
108The Father is incognito.
115Tumkō kitnā rōz samjhātē haĩ .
109He explains so much to you every day.
116Tumkō kitnī knowledge dētē haĩ .
110He gives you so much of this knowledge.
117Un lōgō̃ kā jānā hai had tak . 118Tum bēhad mē̃ jātē hō .
111Those people only go to a limited place, whereas you go into the unlimited.
119Vah chandramā tak jātē haĩ , ab vah tō baṛī-baṛī battiyā̃ haĩ , aur tō kuchh hai nahī̃ .
112They go to the moon, but that is just a large light, nothing else.
120Unkō dharnī bahut chhōṭī dēkhnē mē̃ ātī hai .
113The earth from there is seen to be very tiny.
121Tō unhō̃ key|kī jismānī knowledge aur tumhārī knowledge mē̃ kitnā fark hai .
114There is so much difference between their worldly knowledge and your knowledge.
122Tumhārī ātmā kitnī chhōṭī hai . 123Parantu rocket baṛā tīkhā hai .
115You souls are very tiny, but you are very fast rockets.
124Ātmāyē̃ ūpar mē̃ rahtī haĩ phir ātī haĩ part bajānē .
116Souls reside up above and then they come down here to play their parts.
125Vah bhī supreme ātmā hai . 126Parantu unkī pūjā kaisē hō .
117That One is the Supreme Soul, but how can He be worshipped?
127Bhakti bhī jarūr hōnī hī hai .
118Devotion definitely has to take place.
128Bābā nē samjhāyā hai ādhākalp hai gyān din , ādhākalp hai bhakti rāt .
119Baba has explained that for half a cycle there is this knowledge, the day, and for the other half there is devotion, the night.
129Abhī saṅgamyug par tum gyān lētē hō .
120You are now receiving this knowledge at the confluence age.
130Satyug mē̃ tō gyān hōtā nahī̃ isliē iskō purūṣhōttam saṅgamyug kahā jātā hai .
121There is none of this knowledge in the golden age, which is why this age is called the most auspicious confluence age.
131Sabkō purūṣhōttam banātē haĩ .
122Baba makes all of you most elevated.
132Tumhārī ātmā kitnā dūr-dūr jātī hai , tumkō khuśhī hai nā .
123You souls go so far away. 124You have the happiness of this.
133Vah hunar dikhātē haĩ tō bahut paisē miltē haĩ .
125They show their art so that they can receive a lot of money.
134Bhal kitnā bhī milē̃ parantu tum samajhtē hō vah kuchh bhī sāth chalnā nahī̃ hai .
126No matter how much they receive, you understand that they won’t be able to take any of it with them.
135Abhī marē ki marē . 136Sab khatm hō jānē vālā hai .
127Everyone is about to die because everything is about to be destroyed.
137Abhī tumkō kitnē valuable ratna miltē haĩ , inkī value kōī ginī nahī̃ jātī . 138Lākh-lākh rūpayā ēk-ēk versions kā hai .
128You now receive so many valuable jewels that you cannot calculate their value; each version is worth hundreds of thousands of rupees.
139Kitnē samay sē tum suntē hī ātē hō .
129You have been listening to them for so long.
140Gītā mē̃ kitnī valuable knowledge hai .
130There is very valuable knowledge in this Gita.
141Yah ēk hī gītā hai jiskō most valuable kahtē haĩ .
131This is the only Gita which is called the most valuable Gita.
142Sarvśhāstramaī śhirōmaṇī śhrīmat bhagavat gītā hai .
132The Gita containing the elevated directions of God is the jewel of all the scriptures.
143Vō lōg bhal paṛhtē rahtē haĩ parantu arth|earth thōṛēhī samajhtē haĩ . 144Gītā paṛhnē sē kyā hōgā .
133Those people continue to study the Gita but they do not understand the meaning of it and what will happen by studying the Gita.
145Ab bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum pāvan banē̃gē .
134The Father says: Now remember Me and you will become pure.
146Bhal vah gītā paṛhtē haĩ parantu ēk kā bhī bāp sē yōg nahī̃ . 147Bāp kō hī sarvavyāpī kah dētē haĩ .
135Although they study the Gita, not a single one of them has yoga with the Father; they call the Father omnipresent.
148Pāvan bhī ban nahī̃ saktē .
136They cannot become pure.
149Ab yah lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra tumhārē sāmnē haĩ .
137The picture of Lakshmi and Narayan is now in front of you.
150Inkō dēvtā kahā jātā hai kyōṅki daivīguṇ haĩ .
138They are called deities because they have divine virtues.
151Tum ātmāō̃ kō pavitra ban sabkō apnē ghar jānā hai .
139You souls have to become pure and you then all have to return home.
152Naī duniyā mē̃ tō itnē manuṣhya hōtē nahī̃ .
140There aren't so many human beings in the new world.
153Bākī sab ātmāō̃ kō jānā paṛēgā apnē ghar .
141All the other souls will have to return home.
154Tumkō bāp bhī wonderful knowledge dētē haĩ , jissē tum manuṣhya sē dēvtā bahut ūñch bantē hō .
142The Father is giving you this most wonderful knowledge through which you become very elevated and change from humans into deities.
155Tō aisī paṛhāī par attention bhī itnā chāhiē .
143Therefore, you need to pay a lot of attention to such a study.
156Yah bhī samajhtē haĩ jaisā jisnē kalp pahlē attention diyā hai , aisā dētē rahē̃gē . 157Mālūm paṛtā rahtā hai .
144It is also understood that whatever attention you paid a cycle ago, you will pay the same attention now; this can be understood.
158Bāp service kā samāchār sunkar khuśh bhī hōtē haĩ .
145The Father is pleased to hear your news of service.
159Bāp kō kabhī chiṭṭhī hī nahī̃ likhtē haĩ tō samajhtē haĩ unkā buddhiyōg kahā̃ ṭhikkar bhittar taraph lag gayā hai . 160Dēh-abhimān āyā huā hai , bāp kō bhūl gayē haĩ .
146If you never write a letter to the Father, it is understood that your intellects’ yoga has been drawn to pebbles and stones, that you souls have become body conscious and forgotten the Father.
161Nahī̃ tō vichār karō lav|love marriage hōtī hai tō unkā kitnā āpas mē̃ pyār rahtā hai .
147Otherwise, just think about when there is a love marriage, they have so much love for one another.
162Hā̃ , kōī-kōī K|kē khyāl badal jātē haĩ tō phir strī kō bhī mār ḍāltē haĩ .
148However, later on, some change their minds and even kill their wife.
163Yah tumhārī hai unkē sāth lav|love marriage .
149Your love marriage is with that One.
164Bāp ākar tumkō apnā parichay dētē haĩ .
150The Father comes and gives you His introduction.
165Tum āpēhī parichay nahī̃ pātē hō . 166Bāp kō ānā paṛtā hai .
151You don't receive His introduction automatically; the Father has to come.
167Bāp āyēgā tab jabki duniyā purānī hōgī .
152The Father comes when the world has become old.
168Purānī kō naī banānē jarūr saṅgam par hī āyēṅgē .
153He definitely only comes at the confluence age to make the old world new.
169Bāp key|kī duty hai naī duniyā sthāpan karnē key|kī .
154The Father's duty is to establish a new world.
170Tumkō svarg kā mālik banā dētē haĩ tō aisē bāp kē sāth kitnā lav|love hōnā chāhiē phir kyō̃ kahtē ki bābā ham bhūl jātē haĩ .
155He makes you into the masters of heaven, and so there should be so much love for the Father. 156Why then do you say, “Baba, I forget you”?
171Kitnā ūñch tē ūñch bāp hai .
157The Father is so elevated.
172Insē ūñchā kōī hōtā hī nahī̃ .
158There is no one higher than He is.
173Manuṣhya mukti kē liē kitnā māthā mārtē , upāya kartē haĩ .
159People try so hard to attain liberation; they try so many ways.
174Kitnī jhūṭh ṭhagī chal rahī hai .
160So much lying and deceit goes on.
175Maharṣhi ādi kā kitnā nām hai .
161Maharishis, etc. are glorified a great deal.
176Government 10-20 acre jamīn dē dētī hai .
162The Government then gives them 10 or 20 acres of land.
177Aisē nahī̃ ki government kōī irreligious hai , unmē̃ kōī minister religious hai , kōī unreligious hai .
163It is not that the Government is irreligious. 164There are some ministers who are religious and some who are irreligious.
178Kōī dharm kō māntē hī nahī̃ .
165Some don't believe in religion at all.
179Kahā jātā hai religion is might .
166It is said, “Religion is might”.
180Kriściyan mē̃ might thī nā . 181Sārē bhārat kō hap karkē gayē .
167The Christians had so much might that they swallowed the whole of Bharat.
182Abhī bhārat mē̃ kōī might nahī̃ hai .
168There is now no might left in this Bharat.
183Kitnā jhagaṛā|jhagṛā mārāmārī lagī paṛī hai .
169There is so much quarrelling and fighting, etc.
184Vahī bhārat kyā thā .
170What was this same Bharat like previously?
185Bāp kaisē , kahā̃ ātē haĩ , kiskō kuchh bhī patā nahī̃ .
171No one knows how or where the Father comes. 172No one knows anything.
186Tum jāntē hō magadh dēśh mē̃ ātē haĩ , jahā̃ magarmachchh hōtē haĩ .
173You understand that the Father comes into a most degraded and impure land, where there are alligators and crocodiles.
187Manuṣhya aisē haĩ jō sab-kuchh khā jāē̃ .
174People are such that they would eat anything.
188Sabsē jāstī vaiṣhṇav bhārat thā .
175Bharat was the most Vaishnav (vegetarian).
189Yah vaiṣhṇav rājya hai nā .
176This is a Vaishnav land, is it not?
190Kahā̃ yah mahān pavitra dēvtāyē̃ , kahā̃ ājkal dēkhō kyā-kyā hap kartē jātē haĩ .
177There is a vast difference between those great, pure deities and people now who keep swallowing all sorts of things.
191Ādamkhōr bhī ban jātē haĩ .
178There are even cannibals here who eat others.
192Bhārat key|kī kyā hālat hō gaī hai .
179What has the condition of Bharat become?
193Abhī tumkō sārā rāz samjhā rahē haĩ .
180The Father now explains all the secrets to you.
194Ūpar sē lēkar nīchē tak pūrā gyān dētē haĩ .
181Baba gives you all of this knowledge from the top to the bottom.
195Pahlē-pahlē tum hī is pr̥ithvī par hōtē hō phir manuṣhya vr̥iddhi kō pātē haĩ .
182You are the first ones who come on this earth and then the population of human beings increases.
196Abhī thōṛē samay mē̃ hāhākār hō jāyēgā phir hāy-hāy kartē rahē̃gē .
183In a short while, there will be cries of sorrow; they will continue to cry.
197Svarg mē̃ dēkhō kitnā sukh hai .
184Look, there is so much happiness in heaven.
198Yah aim object key|kī niśhānī dēkhō .
185Look at the symbol of your aim and objective.
199Yah sab tum bachchō̃ kō dhārṇā bhī karnī hai .
186You children have to imbibe all of this.
200Kitnī baṛī paṛhāī hai .
187This is such a great study.
201Bāp kitnā clear kar samjhātē haĩ .
188The Father explains everything so clearly.
202Mālā kā rāz bhī samjhāyā hai .
189He also explains the significance of the rosary.
203Ūpar mē̃ fool|phūl hai śhivbābā , phir mērū … pravr̥itti mārg hai nā .
190The tassel represents Shiv Baba. 191Then, because this is the household path, there is the dual-bead.
204Nivr̥iti mārg vālō̃ kō tō mālā phērnē kā hukm nahī̃ .
192Those on the path of isolation have no right to rotate a rosary.
205Yah hai hī dēvtāō̃ key|kī mālā , unhōnnē kaisē rājya liyā hai , tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ .
193This is a rosary of deities. 194How did they claim that kingdom? 195Amongst you too, you are numberwise.
206Kōī-kōī haĩ jō bēdhaṛak hō kiskō bhī samjhātē haĩ - āō tō ham āpkō aisī bāt batāyē̃ jō aur kōī batā hī nahī̃ saktē .
196Some of you are able to explain to anyone fearlessly. 197You say: Come, and we will tell you things that no one else can tell you.
207Sivāē śhivbābā K|kē aur kōī jāntē hī nahī̃ .
198No one, apart from Shiv Baba, even knows them.
208Unhō̃ kō yah rājyōg kisnē sikhāyā .
199Who taught them Raja Yoga?
209Bahut rasīlā baiṭh samjhānā chāhiē . 210Yah 84 janm kaisē lētē , dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra . . . . .
200You have to sit with them and explain in a very sweet way how they take 84 births and how they become deities, warriors, merchants and shudras.
211Bāp kitnī sahaj knowledge batātē haĩ aur pavitra bhī bannā hai tab hī ūñch pad pāyēṅgē .
201The knowledge that the Father gives you is so easy, but you also have to become pure, for only then will you be able to claim a high status.
212Sārē viśhva par śhānti sthāpan karnē vālē tum hō .
202You are the ones who establish peace throughout the whole world.
213Bāp tumkō rājya-bhāgya dētē haĩ .
203The Father gives you your fortune of that kingdom.
214Dātā hai nā . 215Vah kuchh lētā nahī̃ hai .
204He is the Bestower; He doesn’t accept anything.
216Tumhārī paṛhāī kī yah hai prize .
205This is the prize of your study.
217Aisī prize tō aur kōī dē na sakē .
206No one else can give you this prize.
218Tō aisē bāp kō pyār sē kyō̃ nahī̃ yād kartē haĩ .
207Therefore, why not remember such a Father with love?
219Laukik bāp kō tō sārā janm yād kartē hō . 220Pārlaukik kō kyō̃ nahī̃ yād kartē hō .
208You remember your worldly fathers throughout your lives; why do you not remember the parlokik Father?
221Bāp nē batāyā hai yah yuddha kā maidān hai , time lagtā hai pāvan bannē mē̃ . 222Itnā hī samay lagtā hai jab tak laṛāī pūrī hō .
209The Father has told you that this is a battlefield. 210It takes time to become pure; it will take until the time when the war ends.
223Aisē nahī̃ jō śhurū mē̃ āyē haĩ vah pūrē pāvan hōṅgē .
211It is not that those who came in the beginning will become completely pure.
224Bābā kahtē haĩ māyā key|kī laṛāī baṛī jōr sē chaltī hai .
212Baba says that your war with Maya takes place with great force.
225Achchhē-achchhē kō bhī māyā jīt lētī hai . 226Itnī tō balvān hai .
213Maya is so powerful that she even conquers very good children.
227Jō girtē haĩ vah phir murlī bhī kahā̃ sē sunē̃ .
214How can those who fall hear the murli?
228Centre mē̃ tō ātē hī nahī̃ tō unkō kaisē patā paṛē .
215They do not go to their centre, so how could they find out anything?
229Māyā ēkdam worth not A penny banā dētī hai .
216Maya makes them worth not a penny.
230Murlī jab paṛhē̃ tab sujāg hō̃ .
217If they study the murli, they can remain alert.
231Gandē kām mē̃ lag jātē haĩ .
218However, they become busy doing dirty work.
232Kōī sensible bachchā hō jō unkō samajhāvē - tumnē māyā sē kaisē hār khāī hai . 233Bābā tumkō kyā sunātē haĩ , tum phir kahā̃ jā rahē hō .
219A sensible child has to explain to them how they have been defeated by Maya, what Baba tells us and yet where they are going.
234Dēkhtē haĩ inkō māyā khā rahī hai tō bachānē key|kī kōśhiśh karnī chāhiē . 235Kahā̃ māyā sārā hap na kar lēvē .
220When you see that Maya is eating others, try to save them so that Maya does not swallow them completely.
236Phir sē sujāg hō jāē̃ .
221They have to be made conscious again.
237Nahī̃ tō ūñch pad nahī̃ pāyēṅgē . 238Satgurū key|kī nindā karātē haĩ .
222Otherwise, because they defame the name of the Satguru, they won’t claim a high status.
239Achchhā !
223Achcha.
240Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
224To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
241Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
225The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
242Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2431 ) bāp sē silence kā hunar sīkhkar is had key|kī duniyā sē pār bēhad mē̃ jānā hai .
227 1. Learn the art of silence from the Father and go beyond this limited world into the unlimited world.
244Fakhur ( naśhā ) rahē bāp hamē̃ kitnā wonderful gyān dēkar , kitnī baṛī prize dētē haĩ .
228By giving us this wonderful knowledge, the Father gives us such a great prize and so there should be the intoxication of that.
2452 ) bēdhaṛak hōkar bahut rasīlē ḍhaṅg sē sēvā karnī hai .
229 2. You have to do service fearlessly in a very sweet way.
246Māyā key|kī laṛāī mē̃ balvān ban jīt pānī hai .
230Be powerful in your war with Maya and gain victory over her.
247Murlī sunkar sujāg rahnā hai aur sabkō sujāg karnā hai .
231Listen to the murli and remain alert and inspire others to remain alert.
Blessing
248Vardān : parampūjya ban paramātma pyār kā adhikār prāpt karnē vālē sampūrṇ svachchha ātmā bhav
232Blessing: May you become a completely pure and clean soul and thereby become completely worthy of worship and claim a right to God’s love.
249Sadā yē smr̥iti jīvan mē̃ lāō ki maĩ pūjya ātmā is śharīr rūpī mandir mē̃ virājmān hū̃ .
233 Constantly have this awareness in your life: I am a worthy-of-worship soul seated in the temple of this body.
250Aisī pūjya ātmā hī sarv key|kī pyārī hai .
234Such worthy-of-worship souls are loved by all.
251Unkī jaṛ mūrti bhī sabkō pyārī lagtī hai .
235Even their non-living images are loved by all.
252Kōī āpas mē̃ bhal jhagaṛtē hō̃ lēkin mūrti kō pyār karē̃gē kyōṅki unmē̃ pavitratā hai .
236Even though people may fight among themselves, they would have love for the idols, because those idols have purity in them.
253Tō apnē āpsē pūchhō man-buddhi sampūrṇ svachchha banī hai , jarā bhī asvachchhatā mix tō nahī̃ hai ?
237So, ask yourself: Have my mind and intellect become completely clean and pure? 238There isn’t the slightest uncleanliness mixed in them, is there?
254Jō aisē sampūrṇ svachchha haĩ vahī paramātma pyār K|kē adhikārī haĩ .
239Those who are completely pure in this way have a right to God’s love.
Slogan
255Slōgan : gyān K|kē khajānē kō svayã mē̃ dhāraṇ kar her|har samay , her|har karma samajh sē karnē vālē hī gyānī-tū ātmā haĩ .
240Slogan: Inculcate the treasures of knowledge into yourself and perform every act at every moment with understanding, for only then would you be a knowledgeable soul.
241*** Om Shanti ***