सोमवार 25 नवंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-11-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 25/11/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhānti kā guṇ sabsē baṛā guṇ hai , isliē śhānti sē bōlō , aśhānti phailānā band karō ' '

1Essence: Sweet children, the greatest virtue of all is the virtue of peace. 2Therefore, speak peacefully and stop spreading peacelessness.

Question

2Praśhna  : saṅgamyug par bāp sē bachchō̃ kō kaun-sā varsā miltā hai  ?

3Question: What inheritance do you children claim from the unlimited Father at the confluence age?

3Guṇvān bachchō̃ key|kī niśhāniyā̃ kyā hōṅgī  ?

4What are the signs of virtuous children?

Answer

4Uttar  : pahlā varsā miltā hai gyān kā , 2 . śhānti kā , 3 . guṇō̃ kā .

5Answer: The first inheritance is this knowledge, the second is peace and the third is virtues.

5Guṇvān bachchē sadā khuśhī mē̃ rahē̃gē .

6Virtuous children remain constantly happy.

6Kisī kā avguṇ nahī̃ dēkhē̃gē , kiskī complain nahī̃ karē̃gē , jismē̃ avguṇ haĩ unkā saṅg bhī nahī̃ karē̃gē .

7They don’t see anyone's defects. 8They do not complain about anyone. 9They do not keep the company of those who have defects.

7Kōī nē kuchh kahā tō sunā ansunā kar apnī mastī mē̃ rahē̃gē .

10If anyone says anything wrong, they ignore it and maintain their own intoxication.

Murli

8Ōm śhānti .

11Om shanti.

9Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

12The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children.

10Ēk tō tumkō bāp sē gyān kā varsā mil rahā hai .

13Firstly, you receive the inheritance of this knowledge from the Father.

11Bāp sē bhī guṇ uṭhānā hai aur phir in chitrō̃ sē ( lakṣhmī-nārāyaṇ sē ) bhī guṇ uṭhānā hai .

14You must pick up virtues from the Father and also pick up virtues from this picture (of Lakshmi and Narayan).

12Bāp kō kahā jātā hai śhānti kā sāgar .

15The Father is called the Ocean of Peace.

13Tō śhānti bhī dhāraṇ karnī chāhiē .

16Therefore, you must imbibe peace.

14Śhānti kē liē hī bāp samjhātē haĩ ēk-dō sē śhānti sē bōlō .

17The Father explains about peace and says: Speak to each other peacefully.

15Yah guṇ uṭhāyā jātā hai .

18Pick up this virtue.

16Gyān kā guṇ uṭhā hī rahē hō .

19You are picking up the virtue of this knowledge anyway.

17Yah knowledge paṛhnī hai .

20You have to study this knowledge.

18Yah knowledge sirph yah vichitr bāp hī paṛhātē haĩ .

21This knowledge is only taught by the Father without an image.

19Vichitr ātmāyē̃ ( bachchē ) paṛhtē haĩ .

22The children (souls) who are without images are studying.

20Yah hai yahā̃ key|kī naī khūbī , jiskō aur kōī jāntē nahī̃ haĩ .

23No one else knows about this new speciality that is taught here.

21Śhrīkr̥iṣhṇa jaisē daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ .

24You must also imbibe divine virtues like those of Krishna.

22Bāp nē samjhāyā hai maĩ śhānti kā sāgar hū̃ tō śhānti yahā̃ sthāpan karnī hai .

25The Father has explained: I am an Ocean of Peace. 26Therefore, peace has to be established here.

23Aśhānti khatm hōnī hai .

27Peacelessness has to end.

24Apnī chalan kō dēkhnā chāhiē - kahā̃ tak ham śhānt mē̃ rahtē haĩ .

28Check your behaviour to see to what extent you remain peaceful.

25Bahut purūṣh lōg hōtē haĩ jō śhānti pasand kartē haĩ . 26Samajhtē haĩ ki śhānt rahnā achchhā hai .

29Many men prefer peace; they understand that it is good to remain peaceful.

27Śhānti kā guṇ bhī bahut bhārī hai . 28Parantu śhānti kaisē sthāpan hōgī , śhānti kā arth|earth kyā hai - yah bhāratvāsī bachchē nahī̃ jāntē .

30The virtue of peace is a great one, but the children of Bharat neither know the meaning of peace nor how peace can be established.

29Bāp bhāratvāsiyō̃ kē liē hī kahē̃gē .

31The Father only speaks about the people of Bharat.

30Bāp ātē bhī bhārat mē̃ hī haĩ .

32The Father comes in Bharat alone.

31Abhī tum samajhtē hō barōbar andar mē̃ bhī śhānti jarūr hōnī chāhiē .

33You now understand that there should definitely be peace internally.

32Aisē nahī̃ kōī aśhānt karē tō khud kō bhī aśhānt karnā hai . 33Nahī̃ , aśhānt hōnā yah bhī avguṇ hai .

34If someone tries to make you peaceless, you mustn’t allow yourself to become peaceless; no. 35To be peaceless is also a defect.

34Avguṇ kō nikālnā hai .

36You have to remove that defect.

35Har ēk sē guṇ grahaṇ karnā hai .

37You must pick up virtues from everyone.

36Avguṇ taraph dēkhnā bhī nahī̃ chāhiē .

38Do not even see their defects.

37Bhal āvāz suntē kartē hō tō bhī khud śhānt rahnā chāhiē kyōṅki bāp aur dādā dōnō̃ śhānt rahtē haĩ .

39Even when you hear noise etc., you should remain peaceful just as both Bap and Dada do.

38Kabhī bigaṛtē nahī̃ haĩ . 39Raṛī nahī̃ mārtē .

40They never get disturbed; they never shout.

40Yah brahmā bhī sīkhā hai nā .

41This Brahma has learnt this.

41Jitnā śhānt mē̃ rahō , utnā achchhā hai .

42The more peaceful you remain, the better it is.

42Śhānti sē hī yād kar saktē haĩ .

43With peace, you are able to have remembrance.

43Aśhānti vālē yād kar na sakē̃ .

44Those who are peaceless are not able to have remembrance.

44Har ēk sē guṇ grahaṇ karnā hī hai .

45You have to pick up virtues from everyone.

45Datātray ādi K|kē misāl bhī yahā̃ sē lagtē haĩ .

46The example of Dattatreya etc. 47(Hindu saint who picked up virtues from everyone and everything) applies here.

46Dēvtāō̃ jaisē guṇvān tō kōī hōtē nahī̃ .

48There is no one as virtuous as the deities.

47Ēk hī vikār mūl hai , us par tum vijay pā rahē hō , pātē rahtē hō .

49There is one main vice and you are conquering that.

48Karmēndriyō̃ par vijay pānī hai . 49Avguṇō̃ kō chhōṛ dēnā hai .

50You have to conquer the sense organs and renounce defects.

50Dēkhnā bhī nahī̃ hai , bōlnā bhī nahī̃ hai .

51You must neither see any defects nor speak about them.

51Jinmē̃ guṇ haĩ unkē pās|pass hī jānā chāhiē .

52Only stay with those who have virtues.

52Rahnā bhī bahut mīṭhā śhānt hai .

53You must remain very sweet and peaceful.

53Thōṛā hī bōlnē sē tum sab kārya kar saktē hō .

54Just by speaking a little, you can get any task done.

54Sabsē guṇ grahaṇ kar guṇvān bannā hai .

55You have to pick up virtues from everyone and become virtuous.

55Samjhū sayānē jō hōtē haĩ vah śhānt rahnā pasand kartē haĩ .

56Those who are sensible and wise prefer to stay in silence.

56Kaī bhakta lōg gyāniyō̃ sē bhī sayānē nirmāṇchit hōtē haĩ .

57Some devotees are even more sensible and humble than knowledgeable souls.

57Bābā tō anubhavī hai nā .

58Baba is experienced.

58Yah jis laukik bāp kā bachchā thā , vah teacher thā , bahut nirmāṇ , śhānt rahtā thā . 59Kabhī krōdh mē̃ nahī̃ ātā thā .

59The physical father of this one was a teacher. 60He was very humble and peaceful and would never get angry.

60Jaisē sādhū lōg hōtē haĩ tō unhō̃ key|kī mahimā kī jātī hai , bhagvān sē milnē kē liē purūṣhārth kartē rahtē haĩ nā .

61Sages too are praised because they are continually endeavouring to meet God.

61Kāśhī mē̃ , haridvār mē̃ jākar rahtē haĩ .

62They go and live in Kashi or Haridwar.

62Bachchō̃ kō bahut hī śhānt aur mīṭhā rahnā chāhiē .

63You children have to be very peaceful and sweet.

63Yahā̃ kōī aśhānt rahtē haĩ tō śhānti phailānē kē nimitt nahī̃ ban saktē .

64Anyone who remains peaceless here cannot be an instrument for spreading peace.

64Aśhānti vālē sē bāt bhī nahī̃ karnī chāhiē . 65Dūr rahnā chāhiē .

65You must not even speak to those who are peaceless; you must stay away from them.

66Phark hai nā . 67Vah bagulē aur vah hans .

66There is a difference between storks and swans.

68Hans sārā din mōtī chugtē rahtē haĩ .

67Swans continue to pick up pearls all day long.

69Uṭhtē , baiṭhtē , chaltē apnē gyān kō simraṇ kartē rahō .

68As you walk and move around, continue to churn this knowledge.

70Sārā din buddhi mē̃ yahī rahē - kiskō kaisē samjhāyē̃ , bāp kā parichay kaisē dēvē̃ .

69Throughout the day, your intellects should churn how to explain and give the Father's introduction to others.

71Bābā nē samjhāyā hai jō bhī bachchē ātē haĩ unsē form bharāyā jātā hai .

70The Father has explained that any child who comes here must be asked to fill in a form.

72Centres par jab kōī course lēnē chāhtē haĩ tō unsē form bharānā hai , course nahī̃ lēnā hai tō form bharānē key|kī darkār nahī̃ .

71When people want to take the course at a centre, they must be asked to fill in a form. 72If they do not want to do the course, there is no need for them to fill in a form.

73Form bharāyā hī isliē jātā hai ki mālūm paṛē inmē̃ kyā-kyā hai  ? 74Kyā samjhānā hai  ? 75Kyōṅki duniyā mē̃ tō in bātō̃ kō kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

73They are asked to fill in a form so that you can find out what they think and what you have to explain to them, because no one in the world understands these things.

76Tō unkā sārā mālūm paṛtā hai form sē .

74You can know everything about them from those forms.

77Bāp sē kōī miltē haĩ tō bhī form bharānā hōtā hai . 78Tō mālūm paṛē kyō̃ miltē haĩ  ?

75Even when some want to meet the Father, you have to ask them to fill in a form, so that you find out why they want to meet Baba.

79Kōī bhī ātē haĩ tō unkō had aur bēhad K|kē bāp kā parichay dēnā hai kyōṅki tumkō bēhad K|kē bāp nē ākar apnā parichay diyā hai tō tum phir aurō̃ kō parichay dētē hō .

76When people come here, you have to give them the introduction of the limited and unlimited fathers. 77Since the unlimited Father has come and introduced Himself to you, you have to give His introduction to others.

80Unkā nām hai śhivbābā .

78His name is Shiv Baba.

81Śhiv paramātmāē namaḥ kahtē haĩ nā .

79People say: Salutations to the Supreme Soul Shiva.

82Vah kr̥iṣhṇa kō dēvtāē namaḥ kahē̃gē . 83Śhiv kō kahē̃gē śhiv paramātmāē namaḥ .

80They say: Salutations to the deity Krishna, whereas to Shiva, they say: Salutations to the Supreme Soul Shiva.

84Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāē̃ .

81The Father says: Remember Me so that your sins are cut away.

85Mukti-jīvanmukti kā varsā pānē kē liē pavitra ātmā jarūr bannā paṛē .

82In order to claim your inheritance of liberation and liberation in life, you definitely have to become a pure soul.

86Vah hai hī pavitra duniyā , jiskō satōpradhān duniyā kahā jātā hai .

83That is a pure world which is called a satopradhan world.

87Vahā̃ jānā hai tō bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .

84You have to go there. 85So, the Father says: Remember Me!

88Yah tō bahut sahaj hai .

86This is very easy.

89Kōī sē bhī form bharākar phir tum course dētē hō .

87You must ask people to fill in a form before you give them the course.

90Ēk din bharāō phir samjhāō phir form bharāō tō mālūm paṛēgā hamnē unkō samjhāyā , vah yād rahā vā nahī̃ .

88Ask them to fill in a form on the first day and then explain to them. 89Then, ask them to fill it in again to find out whether or not they remember what you explained to them.

91Tum dēkhē̃gē dō din K|kē form mē̃ phark jarūr hōgā .

90You will see that there will definitely be a difference in the two forms.

92Jhaṭ tumkō mālūm paṛ jāyēgā - kyā samjhā hai  ? 93Hamārī samjhānī par kuchh vichār kiyā hai vā nahī̃  ?

91You will very quickly know what they have understood and whether they have thought about what you explained to them or not.

94Yah form sabkē pās|pass hōnē chāhiē .

92Everyone should have these forms.

95Bābā murlī mē̃ direction dētē haĩ tō baṛē-baṛē centres kō tō jhaṭ act mē̃ lānā chāhiē .

93Baba gives directions in the murlis. 94Large centres should put them into practice instantly.

96Form rakhnā hai .

95You have to keep these forms.

97Nahī̃ tō mālūm kaisē paṛē .

96Otherwise, how would you find out?

98Khud bhī feel karē̃gē - kal kyā likhā thā , āj kyā likhtā hū̃  ?

97They themselves will feel the difference between what they wrote yesterday and what they are writing today.

99Form tō bahut jarūrī hai .

98The forms are very necessary.

100Alag-alag chhapāvē̃ tō bhī harjā nahī̃ . 101Yā tō ēk jagah chhapākar sab taraph bhēj dēvē̃ .

99There is no problem if all the centres have the forms printed separately; or else they can be printed in one place and sent to all the different centres.

102Yah hai dūsrō̃ kā kalyāṇ karnā .

100This is what it means to benefit others.

103Tum bachchē yahā̃ āyē hō dēvī-dēvtā bannē .

101You children have come here to become deities.

104Dēvtā akṣhar bahut ūñch hai .

102The word “deity” is very elevated.

105Daivīguṇ dhāraṇ karnē vālē kō dēvtā kahā jātā hai .

103Those who have imbibed divine virtues are called deities.

106Abhī tum daivīguṇ dhāraṇ kar rahē hō tō jahā̃ pradarśhanī vā museum hōtē haĩ vahā̃ yah form bahut hōnē chāhiē .

104You are now imbibing divine virtues. 105You must keep a lot of these forms wherever there are exhibitions and museums.

107Tō mālūm paṛē kaisī avasthā hai .

106You will then be able to know the stage of each of the visitors.

108Samajhkar phir samjhānā paṛē .

107You first have to understand and then explain to others.

109Bachchō̃ kō tō sadaiv guṇ hī varṇan karnē haĩ , avguṇ kabhī nahī̃ .

108You children must only speak of virtues, never defects.

110Tum guṇvān bantē hō nā .

109You are becoming virtuous.

111Jinmē̃ bahut guṇ hōṅgē vah dūsrō̃ mē̃ bhī guṇ phū̃k sakē̃gē .

110Those who have many virtues will be able to distribute many virtues to others.

112Avguṇ vālē kabhī guṇ phū̃k na sakē̃ .

111Those with defects will not be able to distribute virtues to others.

113Bachchē jāntē haĩ samay kōī bahut nahī̃ rahā hai .

112You children understand that there is not much time left.

114Purūṣhārth bahut karnā hai .

113You have to make a lot of effort.

115Bāp nē samjhāyā hai - tum rōz musāphirī kartē hō , yātrā kartē rahtē hō .

114The Father has explained: You go on a journey, a pilgrimage, every day.

116Yah jō gāyan hai atīndriya sukh gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō - yah pichhāṛī key|kī bāt hai .

115The saying, "Ask the gopes and gopis about supersensuous joy", refers to your stage at the end.

117Abhī tō number-vār haĩ .

116At the moment, all of you are numberwise.

118Kōī tō andar mē̃ khuśhī K|kē gīt gātē rahtē haĩ - ōhō  !

117Some sing songs of happiness inside, "Oho!

119Parampitā paramātmā hamkō milā hai , unsē ham varsā lētē haĩ .

118We have found the Supreme Father, the Supreme Soul. 119We are claiming our inheritance from Him."

120Unkē pās|pass kōī complain hō na sakē .

120Such souls will not have any complaints.

121Kōī nē kuchh kahā tō bhī sunā-ansunā kar apnī mastī mē̃ mast rahnā chāhiē .

121Even if anyone says anything wrong, ignore it and remain intoxicated.

122Kōī bhī bīmārī vā duḥkh ādi hai tō tum sirph yād mē̃ rahō .

122If there is any sickness or sorrow, just stay in remembrance.

123Yah hisāb-kitāb abhī hī chuktū karnā hai phir tō tum 21 janm fool|phūl bantē hō .

123These accounts have to be settled now; you will then become flowers for 21 births.

124Vahā̃ duḥkh key|kī bāt hī nahī̃ hōgī .

124There, there will be no question of sorrow.

125Gāyā jātā hai khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .

125It has been said that there is no nourishment like the nourishment of happiness.

126Phir sustī ādi sab uṛ jātī hai , ismē̃ tō yah hai sachchī khuśhī , vah hai jhūṭhī .

126Then laziness etc. will all finish. 127Here, there is real happiness, whereas that is false.

127Dhan milā , zewar milā tō khuśh hōṅgē . 128Yah hai bēhad key|kī bāt . 129Tumkō tō athāh khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .

128Anyone who has wealth and jewellery may be very happy, but it is a question here of the unlimited; you should remain in unlimited happiness.

130Jāntē hō ham 21 janmō̃ kē liē sadā sukhī rahē̃gē .

129You know that you will remain constantly happy for 21 births.

131Isī smr̥iti mē̃ rahō - ham kyā bantē haĩ .

130You should be aware of what you are going to become.

132Bābā kahnē sē hī duḥkh dūr hō jānē chāhiē .

131By your just saying, “Baba”, your sorrow should be removed.

133Yah tō 21 janmō̃ key|kī khuśhī hai .

132This happiness is for 21 births.

134Ab bākī thōṛē din haĩ .

133There are just a few days left.

135Ham jātē haĩ apnē sukhdhām . 136Phir aur kuchh bhī yād na rahē .

134You are going to the land of happiness, so nothing else should be remembered.

137Yah bābā apnā anubhav sunātē haĩ .

135This Baba shares his experience.

138Kitnē samāchār ātē haĩ , khiṭ-khiṭ chaltī hai .

136Baba receives a lot of news about the conflicts that continue.

139Bābā kō kōī bāt kā duḥkh thōṛēhī hōtā hai .

137Baba does not feel sorrow about anything.

140Sunā , achchhā yah bhāvī . 141Yah tō kuchh bhī nahī̃ hai , ham tō kārūn kē khajānē vālē bantē haĩ .

138If he hears something, he says: Achcha, it is destined; it is nothing. 139You are becoming those with limitless treasures.

142Apnē sē bāt karnē sē hī khuśhī hōtī hai .

140By talking to yourself, you have happiness.

143Baṛā śhānt mē̃ rahtē haĩ , unkā chēhrā bhī bahut khuśhnumaḥ rahēgā .

141You will remain very peaceful and your face will remain cheerful.

144Scholarship ādi miltī hai tō chēhrā kitnā harṣhit rahtā hai .

142If someone wins a scholarship etc. his face remains very cheerful.

145Tum bhī purūṣhārth kar rahē hō - in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā harṣhitmukh hōnē kē liē .

143You are also making effort to be as cheerful as Lakshmi and Narayan.

146Inmē̃ gyān tō nahī̃ hai .

144They do not have this knowledge.

147Tumkō tō gyān bhī hai tō khuśhī rahnī chāhiē .

145You have this knowledge, and so you should have happiness.

148Harṣhitpanā bhī hōnā chāhiē .

146You should be cheerful.

149In dēvtāō̃ sē tum bahut ūñch hō .

147You are even more elevated than the deities.

150Gyān sāgar bāp hamkō kitnā ūñch gyān dētē haĩ .

148The Father, the Ocean of Knowledge, is giving you such elevated knowledge.

151Avināśhī gyān ratnō̃ key|kī lottery mil rahī hai tō kitnā khuśh rahnā chāhiē .

149You are winning the lottery of the imperishable jewels of this knowledge and so you should remain so happy.

152Yah tumhārā janm hīrē jaisā gāyā jātā hai .

150This birth of yours has been remembered as being as valuable as a diamond.

153Knowledgeful bāp kō hī kahā jātā hai . 154In dēvtāō̃ kō nahī̃ kahā jātā .

151Only the Father, not those deities, is called knowledge-full.

155Tum brāhmaṇ hī knowledgeful hō tō tumkō knowledge key|kī khuśhī rahtī hai .

152You Brahmins are also knowledge-full. 153Therefore, you have the happiness of this knowledge.

156Ēk tō bāp milnē key|kī khuśhī hōtī hai .

154Firstly, there is the happiness of having found the Father.

157Sivāē tumhārē kiskō khuśhī hō na sakē .

155No one, except you, has this happiness.

158Bhakti mārg mē̃ haḍḍī sukh nahī̃ rahtā hai .

156There is no real happiness on the path of devotion.

159Bhakti mārg kā hai artificial alpkāl kā sukh .

157The happiness of the path of devotion is for a short period and artificial.

160Unkā tō nām hī hai svarg , sukhdhām , heaven .

158The name of that place is swarg, the land of happiness, heaven.

161Vahā̃ apār sukh , yahā̃ apār duḥkh .

159There, there is limitless happiness whereas here, there is limitless sorrow.

162Abhī bachchō̃ kō mālūm paṛtā hai - rāvaṇ-rājya mē̃ ham kitnā chhī-chhī banē haĩ .

160You children now know how dirty you became in the kingdom of Ravan.

163Āhistē-āhistē nīchē utartē āyē haĩ .

161You have gradually been coming down.

164Yah hai hī viṣhay sāgar .

162This is an ocean of poison.

165Ab bāp is viṣh K|kē sāgar sē nikāl tumkō kṣhīrsāgar mē̃ lē jātē haĩ .

163The Father now removes you from this ocean of poison and takes you to an ocean of milk.

166Bachchō̃ kō yahā̃ mīṭhā bahut lagtā hai phir bhūl jānē sē kyā avasthā hō jātī hai .

164You children find all of this very sweet, but then, when you forget, your stage becomes spoilt.

167Bāp kitnā khuśhī kā pārā chaṛhātē haĩ .

165The Father makes your mercury of happiness rise.

168Is gyān amr̥it kā hī gāyan hai .

166This nectar of knowledge has been remembered.

169Gyān amr̥it kā gilās pītē rahnā hai .

167You must continue to drink a glass of the nectar of this knowledge.

170Yahā̃ tumkō bahut achchhā naśhā chaṛhtā hai phir bāhar jānē sē vah naśhā kam hō jātā hai .

168Here, your intoxication is very high, but when you go outside, it decreases.

171Bābā khud feel kartē haĩ , yahā̃ bachchō̃ kō achchhī feeling ātī hai - ham apnē ghar jātē haĩ , ham bābā key|kī śhrīmat par rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .

169Baba, Himself, feels that the children have a very good feeling here; they feel that they are going to their home. 170We are establishing the kingdom on the basis of Baba's shrimat.

172Ham baṛē warriors haĩ .

171We are great warriors.

173Yah sab buddhi mē̃ knowledge hai , jissē tum itnā pad pātē hō .

172All of this knowledge is in your intellects. 173It is through this that you claim that status.

174Paṛhātē dēkhō kaun haĩ  !

174Look who it is who is teaching you.

175Bēhad kā bāp , ēkdam badlā dētē haĩ .

175The unlimited Father transforms you completely.

176Tō bachchō̃ kō dil mē̃ kitnī na khuśhī hōnī chāhiē .

176So, you children should feel so much happiness in your hearts.

177Yah bhī dil mē̃ ānā chāhiē ki aurō̃ kō bhī khuśhī dēvē̃ .

177It should also emerge in your hearts that you have to give happiness to others.

178Rāvaṇ kā hai śhrāp aur bāp kā miltā hai varsā .

178Ravan curses you, whereas you receive the inheritance from the Father.

179Rāvaṇ K|kē śhrāp sē tum kitnē duḥkhī-aśhānt banē hō .

179You become so unhappy and peaceless by being cursed by Ravan.

180Bahut gōp bhī haĩ jinkī dil hōtī hai service karē̃ . 181Parantu kalaṣh mātāō̃ kō miltā hai .

180There are many brothers who want to do service, but the urn has been given to the mothers.

182Śhakti dal hai nā .

181The army is one of Shaktis.

183Vandē mātaram gāyā jātā hai .

182It has been remembered: “Salutations to the mothers”.

184Sāth mē̃ vandē pitaram tō hai hī .

183Together with that, salutations are also given to the Father anyway.

185Parantu nām mātāō̃ kā hai .

184However, the name of the mothers is mentioned.

186Pahlē lakṣhmī phir nārāyaṇ .

185It is Lakshmi first and then Narayan.

187Pahlē sītā , pīchhē rām .

186It is Sita first and then Rama.

188Yahā̃ pahlē male|mail|mēl kā nām phir strī kā likhtē haĩ .

187Here, they first write the name of the male and then of the female.

189Yah bhī khēl hai nā .

188All of this is a game.

190Bāp samjhātē tō sab kuchh hai .

189The Father explains everything.

191Bhakti mārg kā rāz bhī samjhātē haĩ .

190He has also explained the secrets of the path of devotion.

192Bhakti mē̃ kyā-kyā hōtā hai .

191All sorts of things take place in devotion.

193Jab tak gyān nahī̃ hai tō patā thōṛēhī paṛtā hai .

192You do not understand any of that until you have this knowledge.

194Abhī tum sabkā characters sudhartā hai .

193Everyone's character is now being reformed.

195Tumhārā daivī character ban rahā hai .

194Your characters are becoming divine.

1965 vikārō̃ sē āsurī character hō jātā hai .

195Your characters were made devilish by the five vices.

197Kitnī change hōtī hai . 198Tō change mē̃ ānā chāhiē nā .

196So much change takes place; you should change as well.

199Śharīr chhūṭ jāē phir thōṛēhī change hō sakēgī .

197You will not be able to change yourselves once you have left your bodies.

200Bāp mē̃ tākat hai , kitnē mē̃ change lātē haĩ .

198The Father has the power to bring about change in many.

201Kaī bachchē apnē anubhav sunātē haĩ - ham bahut kāmī , śharābī thē , hamārē mē̃ baṛī change huī hai .

199Many children share their experience: I was very lustful and an alcoholic; I have been transformed a lot.

202Abhī ham bahut prēm sē rahtē haĩ .

200We now live together with so much love.

203Prēm K|kē āṅsū bhī ā jātē haĩ .

201There are even tears of love.

204Bāp samjhātē tō bahut haĩ parantu yah sab bātē̃ bhūl jātī haĩ .

202Although the Father explains so much, all of these things are forgotten.

205Nahī̃ tō khuśhī kā pārā chaṛhā rahē .

203Otherwise, the degree of your happiness would remain very high.

206Ham bahutō̃ kā kalyāṇ karē̃ .

204There would be the thought: We have to benefit many.

207Manuṣhya bahut duḥkhī haĩ , unkō rāstā batāvē̃ .

205Let us show the path to people who are unhappy.

208Samjhānē kē liē bhī kitnī mēhnat karnī paṛtī hai .

206You have to make so much effort to explain.

209Gālī bhī khānī paṛtī hai .

207Sometimes, you are even insulted.

210Pahlē sē hī āvāz hai , yah sabkō bhāī-bahan banā dētē haĩ .

208The sound has already spread that you make people into brothers and sisters.

211Arē , bhāī-bahan kā sambandh tō achchhā hai nā .

209Oh! 210But the relationship of brother and sister is good.

212Tum ātmāyē̃ tō bhāī hō .

211You souls are brothers.

213Parantu phir bhī janma-janmāntar key|kī dr̥iṣhṭi jō pakkī huī hai , vah ṭūṭtī nahī̃ hai .

212However, the vision that has become firm for many births does not change.

214Bābā pās|pass tō bahut samāchār ātē haĩ .

213A lot of news comes to Baba.

215Bāp samjhātē haĩ is chhī-chhī duniyā sē tum bachchō̃ key|kī dil haṭ jānā chāhiē .

214Therefore, the Father explains: The hearts of you children have to be removed from this dirty world.

216Gul-gul bannā chāhiē .

215You have to become beautiful.

217Kitnē gyān sunkar bhī bhūl jātē haĩ . 218Sārā gyān uṛ jātā hai .

216Many hear this knowledge and then forget it; all of this knowledge disappears.

219Kām mahāśhatru hai nā .

217Lust is the greatest enemy.

220Bābā tō bahut anubhavī hai .

218Baba is very experienced.

221Is vikār K|kē pichhāṛī rājāō̃ nē apnī rājāī ganvāī hai .

219Kings have lost their kingdoms because of these vices.

222Kām bahut kharāb hai .

220Lust is very bad.

223Sab kahtē bhī haĩ bābā yah bahut kaṛā duśhman hai .

221Everyone says: Baba, this is a very strong enemy.

224Bāp kahtē haĩ kām kō jītnē sē tum viśhva kā mālik banē̃gē .

222The Father says: By conquering lust, you will become the masters of the world.

225Parantu kām vikār aisā kaṛā hai jō pratigyā karkē phir gir paṛtē haĩ .

223However, the vice of lust is so strong that, even after souls make a promise, they fall.

226Bahut muśhkil sē kōī sudhartē haĩ .

224Souls reform themselves with great difficulty.

227Is samay sārī duniyā kā character bigaṛā huā hai .

225At this time, the characters of the people of the whole world are spoilt.

228Pāvan duniyā kab thī , kaisē banī , inhōnnē rājya-bhāgya kaisē pāyā , kabhī kōī batā na sakē .

226When did the pure world exist and how was it created? 227How did they claim their fortune of the kingdom? 228No one can ever tell you that.

229Āgē samay āyēgā tum lōg vilāyat ādi mē̃ bhī jāyēṅgē .

229The time will come when you people will go abroad too.

230Vah bhī sunē̃gē . 231Paradise kaisē sthāpan hōtā hai .

230They will hear about how Paradise is being established.

232Tumhārī buddhi mē̃ yah sab bātē̃ achchhī rīti haĩ .

231All of these things are very clear in your intellects.

233Tō ab tumhē̃ yahī lāt aur tāt rahnī chāhiē , aur sab bātē̃ bhūl jānī hai .

232This is the deep concern you should now have. 233All other things must be forgotten.

234Achchhā  !

234Achcha.

235Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

235To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

236Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

236The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

237Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

237Essence for dharna:

2381 ) uṭhtē , baiṭhtē , chaltē gyān kā simraṇ kar mōtī chugnē vālā hans bannā hai .

238 1. As you walk and move around and as you sit, churn this knowledge and become like a swan that picks up pearls.

239Sabsē guṇ grahaṇ karnē haĩ .

239Imbibe virtues from everyone.

240Ēk-dūsrē mē̃ guṇ hī phūṅknē haĩ .

240You must distribute your virtues to others.

2412 ) apnā chēhrā sadā khuśhnumaḥ rakhnē kē liē apnē āpsē bātē̃ karnī hai - ōhō  !

241 2. In order to keep your face cheerful constantly, talk to yourself: Oho!

242Ham tō kārūn kē khajānē K|kē mālik bantē haĩ .

242We are becoming the masters of limitless treasures.

243Gyān sāgar bāp dvārā hamē̃ gyān ratnō̃ key|kī lottery mil rahī hai  !

243We are winning the lottery of the jewels of knowledge from the Father, the Ocean of Knowledge.

Blessing

244Vardān  : apnē title key|kī smr̥iti kē sāth samarth sthiti banānē vālē svamāndhārī bhav

244Blessing: May you have self-respect and make your stage powerful by remaining aware of your titles.

245Saṅgamyug par svayã bāp apnē bachchō̃ kō śhrēṣhṭh title dētē haĩ , tō usī rūhānī naśhē mē̃ rahō .

245 At the confluence age, the Father Himself gives you, His children, elevated titles, and so you have to maintain your spiritual intoxication of these.

246Jaisā title yād āyē vaisī samarth sthiti bantī jāyē .

246As is the title you remember, so your stage becomes as powerful as that.

247Jaisē āpkā title hai svadarśhan chakradhārī tō yah smr̥iti ātē hī pardarśhan samāpt hō jāē , svadarśhan kē āgē māyā kā galā kaṭ jāē .

247For instance, your title is a spinner of the discus of self-realisation, and so as soon as you have this awareness, your looking at others finishes. 248Maya’s throat is cut when you have self-realisation.

248Mahāvīr hū̃ , yah title yād āyē tō sthiti achal-aḍōl ban jāē .

249When you remember that you are a mahavir, your stage becomes unshakeable and immovable.

249Tō title key|kī smr̥iti kē sāth samarth sthiti banāō tab kahē̃gē śhrēṣhṭh svamāndhārī .

250So, together with being aware of your titles, make your stage equally powerful and you will then be said to be someone who has elevated self-respect.

Slogan

250Slōgan  : bhaṭaktī huī ātmāō̃ key|kī chāhnā pūrṇ karnē kē liē parakhnē key|kī śhakti kō baṛhāō .

251Slogan: In order to fulfil the desires of wandering souls, increase your power of discernment.

252*** Om Shanti ***