बुधवार 27 नवंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

027-11-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 27/11/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - had K|kē saṅsār key|kī vāhyāt bātō̃ mē̃ apnā time west|waste nahī̃ karnā hai , buddhi mē̃ sadā royal khyālāt chaltē rahē̃ ' '

1Essence: Sweet children, don’t waste your time in useless things of this limited world. 2Let there constantly be royal thoughts in your intellects.

Question

2Praśhna  : kaun-sē bachchē bāp K|kē her|har direction kō amal mē̃ lā saktē haĩ  ?

3Question: Which children are able to put every direction the Father gives into practice?

Answer

3Uttar  : jō antarmukhī haĩ , apnā show nahī̃ hai , rūhānī naśhē mē̃ rahtē haĩ , vahī bāp K|kē her|har direction kō amal mē̃ lā saktē haĩ .

4Answer: Those who are introverted and who do not make any external show but who stay in spiritual intoxication are able to put every one of the Father’s directions into practice.

4Tumhē̃ mithyā ahaṅkār kabhī nahī̃ ānā chāhiē .

5You children should not have any false pride.

5Andar key|kī baṛī saphāī hō .

6There should be total cleanliness in you.

6Ātmā bahut achchhī hō , ēk bāp sē sachchā lav|love hō .

7You souls have to be very good and have true love for the one Father.

7Kabhī lūnpānī arthāt khārēpan kā saṅskār na hō , tab bāp kā her|har direction amal mē̃ āyēgā .

8Never let there be any sanskars of salt water, for only then will you be able to put every one of the Father's directions into practice.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Bachchē sirph yād kī yātrā mē̃ hī nahī̃ baiṭhē haĩ . 10Bachchō̃ kō yah fakhur hai ki ham śhrīmat par apnā paristān sthāpan kar rahē haĩ .

10You children are not only sitting and having the pilgrimage of remembrance, but you also have the spiritual intoxication that you are establishing your land of angels (Paristhan) by following shrimat.

11Itnā umaṅg , khuśhī rahnī chāhiē .

11You should have so much happiness and enthusiasm.

12Kichaṛpaṭṭī ādi key|kī sab vāhyāt bātē̃ nikal jānī chāhiē .

12All useless things and rubbish should have been removed by now.

13Bēhad K|kē bāp kō dēkhtē hī hullās mē̃ ānā chāhiē .

13You should have great enthusiasm on seeing the unlimited Father.

14Jitnā-jitnā tum yād kī yātrā mē̃ rahē̃gē utnā improvement ātī jāyēgī .

14The more you stay on the pilgrimage of remembrance, the more improvement there will be.

15Bāp kahtē haĩ bachchō̃ kē liē rūhānī university hōnī chāhiē .

15The Father says that there should be a spiritual university for you children.

16Tumhārī hai hī world spiritual university .

16Yours is the World Spiritual University.

17Tō vah university kahā̃ hai  ?

17So, where is this university?

18University khās sthāpan kī jātī hai .

18A university is created especially for you.

19Uskē sāth baṛī royal hostel chāhiē .

19Together with that, there has to be a very royal hostel.

20Tumhārē kitnē royal khyālāt hōnē chāhiē .

20Your thoughts should be so royal.

21Bāp kō tō rāt-din yahī khyālāt rahtē haĩ - kaisē bachchō̃ kō paṛhākar ūñch imtahān mē̃ pās|pass karāyē̃  ? 22Jissē phir yah viśhva K|kē mālik bannē vālē haĩ .

21Day and night, the Father thinks about how to teach you children and enable you to pass the highest exams through which you will become the masters of the world.

23Asul mē̃ tumhārī ātmā śhuddha satōpradhān thī tō śharīr bhī kitnā satōpradhān sundar thā .

22Originally, you souls were completely pure, and so your bodies were also completely pure and beautiful.

24Rājāī bhī kitnī ūñch thī .

23You had such an elevated kingdom.

25Tumhārā had K|kē saṅsār key|kī kichaṛpaṭṭī key|kī bātō̃ mē̃ time bahut west|waste hōtā hai .

24A lot of your time is wasted in useless things of this limited world.

26Tum student K|kē andar kichaṛpaṭṭī K|kē khyālāt nahī̃ hōnē chāhiē .

25You students should not have any dirty thoughts.

27Kamēṭiyā̃ ādi tō bahut achchhī-achchhī banātē haĩ . 28Parantu yōgbal hai nahī̃ .

26You set up many very good committees, but there is no power of yoga.

29Gapōṛā bahut mārtē haĩ - ham yah karē̃gē , yah karē̃gē .

27You tell one another many tall stories about how you will do this or that.

30Māyā bhī kahtī hai ham inkō nāk-kān sē pakaṛē̃gē .

28Maya too says: I will get hold of them by their noses or their ears.

31Bāp kē sāth lav|love hī nahī̃ hai .

29There is no love for the Father.

32Kahā jātā hai nā - nar chāhat kuchh aur … tō māyā bhī kuchh karnē nahī̃ dētī hai .

30There is the saying, “Human beings want something to happen and something else happens instead.” 31So, Maya too stops you from doing anything.

33Māyā bahut ṭhagnē vālī hai , kān hī kāṭ lētī hai .

32Maya deceives you a great deal; she cuts off your ears.

34Bāp kitnā bachchō̃ kō ūñch banātē haĩ , direction dētē haĩ - yah-yah karō .

33The Father makes you children so elevated. 34He gives you directions to do this, that and the other.

35Bābā baṛī royal-royal bachchiyā̃ bhēj dētē haĩ .

35Baba also sends very royal daughters outside to do service.

36Kōī-kōī kahtē haĩ bābā ham training liē jāvē̃  ?

36Some children ask Baba: Baba, should we go for training?

37Tō bābā kahtē haĩ bachchē , pahlē tum apnī kamiyō̃ kō tō nikālō .

37Baba says: Children, first of all, remove your own weaknesses.

38Apnē kō dēkhō hamārē mē̃ kitnē avguṇ haĩ  ?

38Check yourself: How many defects do I have?

39Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō bhī māyā ēkdam lūn-pānī kar dētī hai .

39Maya makes even great maharathis into salt water.

40Aisē khārē bachchē haĩ jō bāp kō kabhī yād bhī nahī̃ kartē haĩ .

40There are such salty children that they never remember the Father.

41Gyān kā «  ga ' ' bhī nahī̃ jāntē .

41They don’t even know the “a b c” of this knowledge yet.

42Bāhar kā show bahut hai .

42They put on a great deal of external show.

43Ismē̃ tō baṛā antarmukh rahnā chāhiē , parantu kaiyō̃ key|kī tō aisī chalan hōtī hai jaisē anpaṛh jaṭ lōg hōtē haĩ , thōṛē-sē paisē haĩ tō uskā naśhā chaṛh jātā hai .

43Here, you have to remain very introverted. 44However, some of you children behave in such a way that it is as though you are illiterate. 45When some people have even a small amount of money, they become very intoxicated.

44Yah nahī̃ samajhtē ki arē , ham tō kaṅgāl haĩ .

46They don’t understand that they are totally bankrupt.

45Māyā samajhnē nahī̃ dētī hai .

47Maya doesn’t allow them to understand this.

46Māyā baṛī jabardast hai .

48Maya is very powerful.

47Bābā thōṛī mahimā kartē haĩ tō usmē̃ baṛā khuśh hō jātē haĩ .

49When Baba praises them even a little, they become very happy with that.

48Bābā kō rāt-din yahī khyālāt chaltī haĩ ki university baṛī first class hōnī chāhiē , jahā̃ bachchē achchhī rīti paṛhē̃ .

50Day and night, Baba thinks that there has to be a first-class university where you children can study well.

49Tum jāntē hō ham svarg mē̃ jātē haĩ tō khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē nā .

51You know that you are going to heaven and so your degrees of happiness should remain high.

50Yahā̃ bābā kisma-kisma kā dose dētē haĩ , naśhā chaṛhātē haĩ .

52Baba gives you various doses to take in order to keep you intoxicated.

51Kōī dēvālā nikālā huā hō , unkō śharāb pilā dō tō samajhē̃gē ham bādśhāh haĩ . 52Phir naśhā pūrā hōnē sē vaisē kā vaisā ban jātē haĩ .

53When a bankrupt person drinks alcohol, he thinks that he is a king, but when the effect of the alcohol wears off, he’s back to where he was.

53Ab yah tō hai rūhānī naśhā .

54However, here, you have spiritual intoxication.

54Tum jāntē hō bēhad kā bāp teacher ban hamkō paṛhātē haĩ aur direction dētē haĩ - aisē-aisē karō .

55You know that the unlimited Father has become your Teacher and is teaching you and is giving you directions to do this and that.

55Kōī-kōī samay mē̃ kiskō mithyā ahaṅkār bhī ā jātā hai .

56Sometimes, some of you have false pride.

56Māyā hai nā .

57There is Maya, isn’t there?

57Aisī-aisī bātē̃ banātē haĩ jō bāt mat pūchhō .

58Such tall stories are made, don't even ask.

58Bābā samajhtē haĩ yah chal nahī̃ sakē̃gē .

59Baba understands that such children won’t be able to carry on here.

59Andar key|kī baṛī saphāī chāhiē .

60There has to be great cleanliness inside you.

60Ātmā bahut achchhī chāhiē .

61You souls have to be very good.

61Tumhārī lav|love marriage huī hai nā .

62You have had a love marriage.

62Lav|love marriage mē̃ kitnā pyār hōtā hai , yah tō patiyō̃ kā pati hai .

63In a love marriage, there is so much love. 64That One is the Husband of all husbands.

63Sō bhī kitnō̃ key|kī lav|love marriage hōtī hai . 64Ēk key|kī thōṛēhī hōtī hai . 65Sab kahtē haĩ hamārī tō śhivbābā kē sāth sagāī hō gaī .

65So, it is not just one, but many of you have love marriages; all of you say that you are betrothed to Shiv Baba.

66Ham tō svarg mē̃ jākar baiṭhē̃gē .

66You are going to sit in heaven.

67Khuśhī key|kī bāt hai nā .

67This is a matter of great happiness.

68Andar mē̃ ānā chāhiē nā bābā hamkō kitnā śhrr̥iṅgār kartē haĩ .

68Internally, you should be thinking about how much Baba is adorning you.

69Śhivbābā śhrr̥iṅgār kartē haĩ in dvārā .

69Shiv Baba adorns you through this one (Brahma).

70Tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham bāp kō yād kartē-kartē satōpradhān ban jāyēṅgē .

70Your intellects know that by continuing to remember Baba you will become satopradhan.

71Is knowledge kō aur kōī jāntā hī nahī̃ .

71No one else knows this knowledge at all.

72Ismē̃ baṛā naśhā rahtā hai .

72There is great intoxication about this.

73Abhī ajun itnā naśhā chaṛhtā nahī̃ hai . 74Hōnā hai jarūr .

73At present, there isn't the intoxication that there should be.

75Gāyan bhī hai atīndriya sukh gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .

74It is said: "If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis."

76Abhī tumhārī ātmāyē̃ kitnī chhī-chhī haĩ .

75Some of you souls are so dirty.

77Jaisē bahut chhī-chhī kichṛē mē̃ baiṭhī haĩ .

76It is as though you are sitting on a pile of dirt.

78Unhō̃ kō bāp ākar change kartē haĩ , rejuvenate kartē haĩ .

77The Father comes and changes you, He rejuvenates you.

79Manuṣhya glands change karātē haĩ tō kitnī khuśhī hōtī hai .

78When people have their glands changed, they have so much happiness.

80Tumkō tō ab bāp milā tō bēṛā hī pār hai .

79You have now found the Father, and so it is as though your boat has gone across.

81Samajhtē hō ham bēhad K|kē bāp K|kē banē haĩ tō apnē kō kitnā jaldī sudhārnā chāhiē .

80You understand that, as you now belong to the unlimited Father, you have to reform yourselves very quickly.

82Rāt-din yahī khuśhī , yahī chintan rahē - tumkō martial dēkhō kaun milā huā hai  !

81You should be very happy and also be concerned about this, day and night. 82Just see whom you have found as the Marshall.

83Rāt-din isī khyālāt mē̃ rahnā hōtā hai .

83Day and night, you have to keep busy with these thoughts.

84Jō-jō achchhī rīti samajhtē haĩ , pahchāntē haĩ , vah tō jaisē uṛnē lag paṛtē haĩ .

84Those who clearly recognise and understand Baba would start to fly.

85Tum bachchē abhī saṅgam par hō . 86Bākī vah sabhī tō gand mē̃ paṛē haĩ .

85You children are now at the confluence age, whereas everyone else is in the dirt.

87Jaisē kichṛē K|kē kinārē jhōpṛiyā̃ lagākar gand mē̃ baiṭhē rahtē haĩ nā .

86It is as though they are living in those little shacks that have been made by the rubbish dump.

88Kitnī jhuggiyā̃ banī huī rahtī haĩ .

87There are so many little shacks.

89Yah phir hai bēhad key|kī bāt .

88This then is a matter of the unlimited.

90Abhī unsē nikalnē key|kī śhivbābā tumkō bahut sahaj yukti batlātē haĩ . 91Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ tum jāntē hō nā is samay tumhārī ātmā aur śharīr dōnō̃ hī patit haĩ .

89Shiv Baba is now showing you a very easy way to help you remove yourselves from that: Sweetest children, you know that, at this time, both you, you souls and your bodies, are impure.

92Abhī tum nikal āyē hō .

90You have now moved away from that world.

93Jō-jō nikalkar āyē haĩ unmē̃ gyān key|kī parākāṣhṭhā hai nā .

91Those who have moved away from that world are now enlightened with this knowledge.

94Tumkō bāp milā tō phir kyā  !

92You have found the Father, so, what more?

95Yah naśhā jab chaṛhē tab tum kiskō samjhā sakō .

93Only when you have this intoxication will you explain to others.

96Bāp āyā huā hai .

94The Father has come.

97Bāp hamārī ātmā kō pavitra banā dētē haĩ . 98Ātmā pavitra bannē sē phir śharīr bhī first class miltā hai .

95He is making us souls pure. 96When a soul becomes pure, he receives a first-class body.

99Abhī tumhārī ātmā kahā̃ baiṭhī hai  ?

97Just look where you souls are sitting now.

100Is jhuggī ( śharīr ) mē̃ baiṭhī huī hai .

98You are sitting in your shacks, your bodies.

101Tamōpradhān duniyā hai nā .

99This world is tamopradhan (completely impure).

102Kichṛē K|kē kinārē par ākar baiṭhē haĩ nā .

100You are sitting beside the rubbish dump.

103Vichār karō ham kahā̃ sē nikalē haĩ .

101Just consider where you have come away from.

104Bāp nē gandē nālē sē nikālā hai .

102The Father has now moved you away from that stagnant, dirty water.

105Ab hamārī ātmā svachchha ban jāyēgī .

103Therefore, you souls will now become clean.

106Rahnē vālē bhī first class mahal banāyēṅgē .

104You will then have first-class palaces built to live in.

107Hamārī ātmā kō bāp śhrr̥iṅgār kar svarg mē̃ lē jā rahē haĩ .

105The Father is adorning you souls and taking you to heaven.

108Andar mē̃ aisē-aisē khyālāt bachchō̃ kō ānē chāhiē .

106You children should have these kinds of thoughts inside you.

109Bāp kitnā naśhā chaṛhātē haĩ .

107The Father makes you so intoxicated.

110Tum itnā ūñch thē phir girtē-girtē ākar nīchē paṛē hō .

108Once upon a time, you were so elevated. 109Then, you gradually began to fall until now, when you have reached the very bottom.

111Śhivālay mē̃ thē tō ātmā kitnī śhuddha thī .

110When you souls were in the Temple of Shiva, you were so pure.

112Tō phir āpas mē̃ milkar jaldī-jaldī śhivālay mē̃ jānē kā upāya karnā chāhiē .

111Therefore, you should now get together and quickly make effort to go back to the Temple of Shiva.

113Bābā kō tō wonder lagtā hai - bachchō̃ kō vah dimāg nahī̃  !

112Baba is so amazed that you children don’t have enough brains to do that.

114Bābā hamkō kahā̃ sē nikāltē haĩ  !

113From where has Baba removed you?

115Pāṇḍav government sthāpan karnē vālā bāp hai .

114It was the Father who established this Pandava Government.

116Bhārat jō heaven thā sō ab hell hai .

115The Bharat that was once heaven is now hell.

117Ātmā key|kī bāt hai .

116All of this refers to souls.

118Ātmā par hī taras paṛtā hai .

117Baba has great mercy for souls.

119Ēkdam tamōpradhān duniyā mē̃ ākar ātmā baiṭhī hai isliē bāp kō yād kartī hai - bābā , hamkō vahā̃ lē jāō .

118The world that you souls are now in is completely tamopradhan and this is why you remember the Father and say, "Baba, come and take us back home!"

120Yahā̃ baiṭhē bhī tumkō yah khyālāt chalānē chāhiē isliē bābā kahtē haĩ bachchō̃ kē liē first class university banāō .

119Even whilst you are sitting here, you should have such thoughts as these. 120This is why Baba says: A first-class university has to be built for you children.

121Kalp-kalp bantī hai .

121It is built every cycle.

122Tumhārē khyālāt baṛē ālīśhān hōnē chāhiē .

122Your thoughts should be very royal.

123Abhī vah naśhā nahī̃ chaṛhā huā hai .

123At present, you do not have such intoxication.

124Naśhā hō tō patā nahī̃ kyā karkē dikhāyē̃ .

124If you did have that intoxication, you would be able to show great wonders.

125Bachchē university kā arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .

125You children don’t understand the meaning of “university”.

126Us royalty K|kē naśhē mē̃ nahī̃ rahtē haĩ .

126You don’t maintain the intoxication of that royalty.

127Māyā dabākar baiṭhī hai .

127Maya is suppressing you.

128Bābā samjhātē haĩ bachchē apnā ulṭā naśhā mat chaṛhāō .

128Baba explains: Children, you must not have any wrong type of intoxication.

129Harēk apnī-apnī qualification dēkhō . 130Ham kaisē paṛhtē haĩ , kyā madad kartē haĩ , sirph bātō̃ kā pakauṛā nahī̃ khānā hai . 131Jō kahtē hō vah karnā hai .

129Each of you has to examine yourself to see what qualifications you have and how much you study and help. 130You shouldn’t just tell tall stories; you have to put into practice the things that you talk about.

132Gapōṛē nahī̃ ki yah karē̃gē , yah karē̃gē .

131You should not just tell tall stories.

133Āj kahtē haĩ yah karē̃gē , kal maut āyā khatm hō jāyēṅgē .

132Today, you say that you are going to do something. 133Tomorrow, death comes and everything will be completely over for you.

134Satyug mē̃ tō aisē nahī̃ kahē̃gē .

134You wouldn’t say this in the golden age.

135Vahā̃ kabhī akālē mr̥iityu hōtā nahī̃ .

135Untimely death doesn’t take place in heaven.

136Kāl ā nahī̃ saktā .

136Death cannot go there.

137Vah hai hī sukhdhām .

137That is the land of happiness.

138Sukhdhām mē̃ kāl K|kē ānē kā hukm nahī̃ .

138Death has no right to enter the land of happiness.

139Rāvaṇ rājya aur rāmrājya K|kē bhī arth|earth kō samajhnā hai .

139You have to understand the meaning of “The kingdom of Ravan” and “The kingdom of Rama”.

140Abhī tumhārī laṛāī hai hī rāvaṇ sē .

140Your war is now with Ravan.

141Dēh-abhimān bhī kamāl kartā hai , jō bilkul patit banā dētā hai .

141Body consciousness performs great wonders; it makes you completely impure.

142Dēhī-abhimānī hōnē sē ātmā śhuddha ban jātī hai .

142By becoming soul conscious you souls become clean.

143Tum samajhtē hō nā vahā̃ hamārē kaisē mahal banē̃gē .

143You understand what kind of palaces you will have there.

144Abhī tum tō saṅgam par ā gayē hō .

144You are now at the confluence age.

145Number-vār sudhar rahē hō , lāyak ban rahē hō .

145You are now improving yourselves, numberwise, and making yourselves worthy.

146Tumhārī ātmā patit hōnē K|kē kāraṇ śharīr bhī patit milē haĩ .

146Because you souls became impure, you received impure bodies.

147Abhī maĩ āyā hū̃ tumkō svargvāsī banānē .

147I have now come to make you into the residents of heaven.

148Yād kē sāth daivīguṇ bhī chāhiē .

148Together with having remembrance, you should also have divine virtues.

149Māsī kā ghar thōṛēhī hai .

149This is not like going to your aunty’s home.

150Samajhtē haĩ ki bābā āyā hai hamkō nar sē nārāyaṇ banānē parantu māyā kā baṛā gupta mukābalā hai .

150You understand that Baba has come to change you from human beings into Narayan. 151However, Maya wages war on you in an incognito way.

151Tumhārī laṛāī hai hī gupta isliē tumkō unknown warriors kahā gayā hai .

152Your war is incognito. 153This is why you are called unknown warriors.

152Unknown warrior aur kōī hōtā hī nahī̃ .

154There aren’t any other unknown warriors.

153Tumhārā hī nām hai warriors .

155You are called warriors.

154Aur tō sabkē nām register mē̃ haĩ hī .

156The names of all the others appear in a register.

155Tum unknown warriors key|kī niśhānī unhōnnē pakaṛī hai .

157They have taken the symbol of you unknown warriors.

156Tum kitnē gupta hō , kiskō patā nahī̃ .

158You are so incognito that no one knows you.

157Tum viśhva par vijay pā rahē hō māyā kō vaśh karnē kē liē .

159You gain victory over the whole world in order to control Maya.

158Tum bāp kō yād kartē hō phir bhī māyā bhulā dētī hai .

160When you try to remember the Father, Maya makes you forget Him.

159Kalp-kalp tum apnā rājya sthāpan kar lētē hō .

161You establish your own kingdom every cycle.

160Tō unknown warriors tum hō jō sirph bāp kō yād kartē hō .

162You are the unknown warriors who only remember the Father.

161Ismē̃ hāth-pā̃v kuchh nahī̃ chalātē hō .

163You don’t even have to use your hands or feet in this.

162Yād kē liē yuktiyā̃ bhī bābā bahut batlātē haĩ .

164Baba shows you many ways to have remembrance.

163Chaltē-phirtē tum yād kī yātrā karō , paṛhāī bhī karō .

165Whilst walking and moving along, stay on the pilgrimage of remembrance. 166You also have to study this knowledge.

164Abhī tum samajhtē hō ham kyā thē , kyā ban gayē haĩ .

167You understand what you were and what you have now become.

165Ab phir bābā hamkō kyā banātē haĩ .

168You also understand what the Father is making you into.

166Kitnā sahaj yukti batlātē haĩ .

169He gives you such easy methods.

167Kahā̃ bhī rahtē yād karō tō junk utar jāyē .

170Wherever you souls are living, remember the Father so that the rust can be removed from you.

168Kalp-kalp yah yukti dētē rahtē haĩ .

171He shows you this method every cycle.

169Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō satōpradhān banē̃gē , aur kōī bhī bandhan nahī̃ .

172Consider yourselves to be souls and remember the Father and you will become satopradhan. 173You have no bondage other than this.

170Bathroom mē̃ jāō tō bhī apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō ātmā kā mail utar jāyē .

174Even when you go to the bathroom, consider yourselves to be souls and remember the Father so that the dirt on you souls can be removed.

171Ātmā kō kōī tilak nahī̃ lagānā hōtā hai , yah sab tō bhakti mārg key|kī niśhānī haĩ .

175You do not have to apply a tilak to the soul. 176All of those things are signs of the path of devotion.

172Is gyān mārg mē̃ kōī darkār nahī̃ hai , pāī kā kharchā nahī̃ .

177There is no need for any of those things on the path of this knowledge. 178You don’t even have the expense of a penny.

173Ghar baiṭhē yād kartē rahō . 174Kitnā sahaj hai .

179Even whilst sitting at home, continue to stay in remembrance. 180It is very easy.

175Vah bābā hamārā bāp bhī hai , teacher aur gurū bhī hai .

181Baba is our Father, our Teacher and our Guru.

176Pahlē bāp kī yād phir teacher key|kī phir gurū kī , kāydā aisē kahtā hai .

182Generally, the rule is that there is first the remembrance of your father, then your teacher and then your guru.

177Teacher kō tō jarūr yād karē̃gē , unsē paṛhāī kā varsā miltā hai phir vānaprasth avasthā mē̃ gurū miltā hai .

183You would definitely remember your teacher because you receive the inheritance of a study from him. 184Then, when you reach your age of retirement, you have a guru.

178Yah bāp tō sab wholesale mē̃ dē dētē haĩ .

185This Father gives you everything wholesale.

179Tumkō 21 janm kē liē rājāī whole-sale mē̃ dē dētē haĩ .

186Baba gives you a kingdom for 21 births wholesale.

180Śhādī mē̃ kanyā kō dahēj gupta dētē haĩ nā .

187When a girl gets married, she is given an incognito dowry.

181Show karnē key|kī darkār nahī̃ .

188They don’t make any external show about that.

182Kahā jātā hai gupta dān .

189"Incognito donation" has been remembered.

183Śhivbābā bhī gupta hai nā , ismē̃ ahaṅkār key|kī kōī bāt nahī̃ .

190Shiv Baba is also incognito. 191There is no question of ego in this.

184Kōī-kōī kō ahaṅkār rahtā hai ki sab dēkhē̃ .

192Some people have a lot of ego, and they want everyone to see what they give.

185Yah hai sab gupta .

193Here, everything is incognito.

186Bāp tumkō viśhva kī bādśhāhī dahēj mē̃ dētē haĩ .

194The Father gives you the sovereignty of the whole world as your dowry.

187Kitnā gupta tumhārā śhrr̥iṅgār hō rahā hai .

195You are being adorned in such an incognito way.

188Kitnā baṛā dahēj miltā hai .

196You receive such a huge dowry.

189Bāp kaisē yukti sē dētē haĩ , kiskō patā nahī̃ paṛtā .

197The Father gives it to you in such a way that no one knows about it.

190Yahā̃ tum beggar hō , dūsrē janm mē̃ golden spoon in mouth hōgā .

198Here, you are beggars, whereas in your next birth, you will have a golden spoon in your mouth.

191Tum golden duniyā mē̃ jātē hō nā .

199You are going to a golden-aged world.

192Vahā̃ sab kuchh sōnē kā hōgā .

200There, everything will be made of gold.

193Sāhūkārō̃ K|kē mahalō̃ mē̃ achchhī jaṛit hōgī .

201Wealthy people will have palatial mansions decorated with gold.

194Fark tō jarūr rahēgā .

202There will definitely be a difference.

195Yah bhī abhī tum samajhtē hō - māyā sabkō ulṭā laṭakā dētī hai|laṭkā dētī hai .

203You understand that people are now dangling upside down like bats. 204Maya makes them dangle upside down.

196Ab bāp āyā hai tō bachchō̃ mē̃ kitnā haũslā hōnā chāhiē .

205The Father has now come, and so you should have so much enthusiasm.

197Parantu māyā bhulā dētī hai - bāp kā direction hai yā brahmā kā  ? 198Bhāī kā hai yā bāp kā  ?

206However, Maya makes you forget whether these are the Father's directions or Brahma's directions, whether they are the Father's directions or the brother's directions.

199Isī mē̃ bahut mūnjhtē haĩ .

207They become confused about this.

200Bāp kahtē haĩ achchhā vā burā hō - tum bāp kā direction hī samjhō . 201Un par chalnā paṛē .

208The Father says: No matter whether you think that the directions are good or bad, you should consider them to be the Father's directions; you have to follow them.

202Inkī kōī bhūl bhī hō jāyēgī tō abhul karā dēgē . 203Unmē̃ tākat tō hai nā .

209Even if there is a mistake in them, Baba will rectify that mistake because He has that power.

204Tum dēkhtē hō yah kaisē chaltē haĩ , inkē sir par kaun baiṭhē haĩ .

210You can see how this one follows everything. 211Who is sitting in his head?

205Ēkdam bājū mē̃ baiṭhē haĩ .

212He (Shiv Baba) is sitting right next to him (Brahma Baba).

206Gurū lōg bājū mē̃ biṭhākar sikhlātē haĩ nā .

213Gurus also make you sit beside them when they teach you.

207Tō bhī mēhnat inkō karnī hōtī hai .

214Nevertheless, this one also has to make effort.

208Tamōpradhān sē satōpradhān bannē mē̃ purūṣhārth karnā paṛtā hai .

215He has to make effort to become satopradhan from tamopradhan.

209Bāp kahtē haĩ mujhē yād kar bhōjan banāō .

216The Father says: Remember Me whilst you are preparing food.

210Śhivbābā key|kī yād kā bhōjan aur kiskō mil na sakē .

217No one else is able to get food prepared in remembrance of Shiv Baba.

211Abhī K|kē bhōjan kā hī gāyan hai .

218The Brahma bhojan that is praised is of the present time.

212Vah brāhmaṇ lōg bhal stuti gātē haĩ parantu arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē .

219Although worldly brahmins sing praise of that food, they do not understand what it means.

213Jō mahimā kartē haĩ , samajhtē kuchh nahī̃ .

220Those who just sing praise do not understand anything.

214Itnā samjhā jātā hai ki yah religious minded haĩ kyōṅki pujārī haĩ .

221However, you can understand that when someone is a worshipper he is religious minded.

215Vahā̃ tō religious minded key|kī bāt hī nahī̃ , vahā̃ bhakti hōtī nahī̃ .

222There, in the golden age, there is no question of being religious minded because there is no devotion there.

216Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai - bhakti kyā chīz hōtī hai .

223No one there knows what devotion is.

217Kahtē thē gyān , bhakti , vairāgya .

224People speak of knowledge (gyan), devotion (bhakti) and distaste (vairaag).

218Kitnē first class akṣhar haĩ .

225These terms are first class.

219Gyān din , bhakti rāt .

226This knowledge is the day and devotion is the night.

220Phir rāt sē vairāgya tō din mē̃ jātē haĩ .

227When you have distaste for the night, you are able to go into the day.

221Kitnā clear hai .

228This is very clear.

222Abhī tum samajh gayē hō tō tumkō dhakkā nahī̃ khānā paṛtā hai .

229You have now understood and so you no longer have to stumble.

223Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō , maĩ tumkō viśhva kā mālik banātā hū̃ .

230The Father says: Remember Me! 231I am making you into the masters of the world.

224Maĩ tumhārā bēhad kā bāp hū̃ , sr̥iṣhṭi kā chakra jānnā bhī kitnā sahaj hai .

232I am your unlimited Father. 233It is very easy to learn this knowledge of the world cycle.

225Bīj aur jhāḍ kō yād karō .

234Remember the Seed and remember the tree.

226Abhī kaliyug kā ant hai phir satyug ānā hai .

235Now that it is the end of the iron age, the golden age is about to come.

227Abhī tum saṅgamyug par gul-gul bantē hō .

236You are now at the confluence age and becoming beautiful flowers.

228Ātmā satōpradhān ban jāyēgī tō phir rahnē kā bhī satōpradhān mahal milēgā .

237You souls will become satopradhan and so you will receive satopradhan palaces in which to reside.

229Duniyā hī naī ban jātī hai .

238The whole world is becoming new.

230Tō bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .

239Therefore, you children should be experiencing so much happiness.

231Achchhā  !

240Achcha.

232Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

241To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

233Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

242The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

234Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

243Essence for dharna:

2351 ) sadā fakhur ( naśhā ) rahē ki ham śhrīmat par apnā paristān sthāpan kar rahē haĩ .

244 1. Constantly have the intoxication that you are establishing your land of angels (Paristhan) by following shrimat.

236Vāhyāt kichaṛpaṭṭī key|kī bātō̃ kō chhōṛ baṛē hullās mē̃ rahnā hai .

245Discard all wasteful things and rubbish and maintain great enthusiasm.

2372 ) apnē khyālāt baṛē ālīśhān rakhnē haĩ .

246 2. Have very royal thoughts.

238Bahut achchhī royal university aur hostel khōlnē kā prabandh karnā hai .

247Make arrangements to open a very good, royal university and hostel.

239Bāp kā gupta madadgār bannā hai , apnā show nahī̃ karnā hai .

248Become incognito helpers of the Father; do not show off.

Blessing

240Vardān  : nimitt kōī bhī sēvā kartē bēhad key|kī vr̥itti dvārā vibration phailānē vālē bēhad sēvādhārī bhav

249Blessing: May you spread vibrations with your unlimited attitude while doing any type of service as an unlimited server.

241Ab bēhad parivartan key|kī sēvā mē̃ tīvr gati lāō .

250 Now, bring about intensity in the service of unlimited transformation.

242Aisē nahī̃ kar tō rahē haĩ , itnā busy rahtē haĩ jō time hī nahī̃ miltā .

251Let it not be: I am doing it anyway, I stay so busy that I don’t even have time.

243Lēkin nimitt kōī bhī sēvā kartē bēhad K|kē sahyōgī ban saktē hō , sirph vr̥itti bēhad mē̃ hō tō vibration phailtē rahē̃gē .

252While being an instrument for any type of service, you can co-operate in an unlimited way. 253Simply let your attitude remain in the unlimited and those vibrations will then continue to spread.

244Jitnā bēhad mē̃ busy rahē̃gē tō jō duty hai vah aur hī sahaj hō jāyēgī .

254The busier you remain in the unlimited, the easier your duty will become.

245Her|har saṅkalp , her|har second śhrēṣhṭh vibration phailānē key|kī sēvā karnā hī bēhad sēvādhārī bannā hai .

255To do the service of spreading elevated vibrations with your every thought at every second is to be an unlimited server.

Slogan

246Slōgan  : śhiv bāp kē sāth combined rahnē vālī śhivśhaktiyō̃ kā śhraṅgār hai gyān K|kē astra-śhastra .

256Slogan: The weapons of this knowledge are the decoration of the Shiv Shaktis who remain combined with Father Shiva.

257*** Om Shanti ***