रविवार 8 दिसंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-12-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 13-02-2003 madhuban

0 08/12/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 13/02/2003

1 «  vartamān samay apnā merciful aur dātā svarūp pratyakṣha karō ' '

1At the present time, you have to now reveal your merciful and bestower form.

2Āj vardātā bāp apnē gyān dātā , śhakti dātā , guṇ dātā , paramātma sandēśh vāhak bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, the Father, the Bestower of Blessings, is seeing His children who are bestowers of knowledge, bestowers of power, bestowers of virtues and messengers of God.

3Har ēk bachchā master dātā ban ātmāō̃ kō bāp K|kē samīp lānē kē liē dil sē prayatna kar rahē haĩ .

3Each child has become a master bestower and is making effort from his heart to bring souls close to the Father.

4Viśhva mē̃ anēk prakār key|kī ātmāyē̃ haĩ , kin ātmāō̃ kō gyān amr̥it chāhiē , anya ātmāō̃ kō śhakti chāhiē , guṇ chāhiē , āp bachchō̃ kē pās sarv akhaṇḍ khajānē haĩ .

4There are many types of souls in the world. 5Some souls want the nectar of knowledge, some souls want power and virtues, whereas you children constantly have all of these unending treasures.

5Har ēk ātmā key|kī kāmnā pūrṇ karnē vālē hō .

6You are those who fulfil the desires of all souls.

6Din pratidin samay samāpti kā samīp ānē K|kē kāraṇ ab ātmāyē̃ kōī nayā sahārā ḍhūṇḍh rahī haĩ .

7Day by day, because the time of completion is coming close, souls are now looking for some new support.

7Tō āp ātmāyē̃ nayā sahārā dēnē kē nimitt banī huī hō .

8Therefore, you souls have become instruments to give souls a new support.

8Bāpdādā bachchō̃ K|kē umaṅg-utsāh kō dēkh khuśh hai .

9BapDada is pleased to see the zeal and enthusiasm of you children.

9Ēk taraph āvaśhyaktā hai aur dūsrē taraph umaṅg-utsāh hai .

10On the one hand, there is a need, and on the other hand, there is zeal and enthusiasm.

10Āvaśhyaktā K|kē samay ēk būnd kā bhī mahatva hōtā hai .

11At a time of need, even one drop is very important.

11Tō is samay āpkī dī|the huī añchalī kā , sandēśh kā bhī mahatva hai .

12So, at this time, there is importance in the drops you give, in the messages you give.

12Vartamān samay āp sabhī bachchō̃ kā merciful aur dātā svarūp pratyakṣha hōnē kā samay hai .

13The present time is the time for the form of all of you children to be revealed as merciful bestowers.

13Āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē anādi svarūp mē̃ bhī dātāpan K|kē saṅskār bharē huē haĩ isliē kalpa vr̥ikṣha K|kē chitra mē̃ āp vr̥ikṣha K|kē jaṛ mē̃ dikhāyē huē haĩ kyōṅki jaṛ dvārā hī sārē vr̥ikṣha kō sab kuchh pahuñchtā hai .

14Even in your eternal forms, you Brahmin souls have the sanskars of bestowers. 15This is why, in the picture of the kalpa tree, you are shown amongst the roots of the tree, because everything in the tree is reached from the roots.

14Āpkā ādi svarūp dēvtā rūp , uskā arth|earth hī hai dēv tā arthāt dēnē vālā .

16The meaning of your original deity form of devta (deity, bestower) is one who gives.

15Āpkā madhya kā svarūp pūjya chitra haĩ tō madhya samay mē̃ bhī pūjya rūp mē̃ āp vardān dēnē vālē , duāyē̃ dēnē vālē , āśhīrvād dēnē vālē dātā rūp hō .

17Your form in the middle period is the image of being worthy of worship. 18Even in the middle period, you are bestowers who give blessings through your worthy-of-worship forms. 19You are bestowers who give good wishes and blessings.

16Tō āp ātmāō̃ kā viśhēṣh svarūp hī dātāpan kā hai .

20The special forms of you souls is that of bestowers.

17Tō abhī bhī paramātma sandēśh vāhak ban viśhva mē̃ bāp key|kī pratyakṣhatā kā sandēśh phailā rahē haĩ .

21So, even now, you have become God’s messengers and are spreading the message of the Father’s revelation.

18Tō har ēk brāhmaṇ bachchā check karō ki anādi , ādi dātāpan K|kē saṅskār har ēk K|kē jīvan mē̃ sadā emerge rūp mē̃ rahtē haĩ  ?

22Therefore, let each Brahmin child check: Do the original and eternal sanskars of a bestower remain constantly emerged in your life?

19Dātāpan K|kē saṅskār vālī ātmāō̃ key|kī niśhānī hai - vah kabhī bhī yah saṅkalp-mātra bhī nahī̃ kartē ki kōī dē tō dēvē̃ , kōī karē tō karē̃ , nahī̃ .

23The sign of souls who have the sanskars of a bestower are: they never have even the slightest thought that only if someone gives to them will they give, or that they will do something only if someone else does it; no.

20Nirantar khulē bhaṇḍār haĩ .

24They are constantly open treasure stores.

21Tō bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē dātāpan K|kē saṅskār dēkh rahē thē .

25So, BapDada was looking at the sanskars of a bestower in all the children everywhere.

22Kyā dēkhā hōgā  ?

26What would He have seen?

23Number-vār tō hai hī nā  !

27It is numberwise, is it not?

24Kabhī bhī yah saṅkalp nahī̃ karō - yah hō tō maĩ bhī yah karū̃ .

28Never have the thought: “If this were like this, then I would also do this.”

25Dātāpan K|kē saṅskār vālē kō sarv taraph sē sahyōg svataḥ prāpt hōtā hai .

29Those who have the sanskars of a bestower automatically receive co-operation from everywhere.

26Na sirph ātmāō̃ dvārā lēkin prakr̥iti bhī samay pramāṇ sahyōgī ban jātī hai .

30Not only from souls, but even nature becomes co-operative according to the time.

27Yah sūkṣhma hisāb hai ki jō sadā dātā bantā hai , us puṇya kā phal samay par sahyōg , samay par saphaltā us ātmā kō sahaj prāpt hōtā hai isliē sadā dātāpan K|kē saṅskār emerge rūp mē̃ rakhō .

31It is a subtle account that, when someone becomes a bestower, the fruit of that charity is that that soul easily receives co-operation and success at the right time. 32Therefore, constantly keep the sanskars of a bestower emerged.

28Puṇya kā khātā ēk kā 10 guṇā phal dētā hai .

33In your accounts of charity, you receive ten-fold fruit for one.

29Tō sārē din mē̃ note karō - saṅkalp dvārā , vāṇī dvārā , sambandh-sampark dvārā puṇya ātmā ban puṇya kā khātā kitnā jamā kiyā  ?

34So, note how much you have accumulated throughout the day in your account of charity through your thoughts, words, relationships and connections as a charitable soul.

30Mansā sēvā bhī puṇya kā khātā jamā kartī hai .

35Even by serving with your minds you accumulate in your accounts of charity.

31Vāṇī dvārā kisī kamjōr ātmā kō khuśhī mē̃ lānā , parēśhān kō śhān key|kī smr̥iti mē̃ lānā , dilśhikasta ātmā kō apnī vāṇī dvārā umaṅg-utsāh mē̃ lānā , sambandh-sampark sē ātmā kō apnē śhrēṣhṭh saṅg kā raṅg anubhav karānā , is vidhi sē puṇya kā khātā jamā kar saktē hō .

36You can accumulate in your account of charity by bringing happiness to weak souls with your words, by making distressed souls aware of their honour, by putting zeal and enthusiasm into disheartened souls with your words, and enabling souls who are in a relationship or connection with you to experience the colour of your elevated company.

32Is janm mē̃ itnā puṇya jamā kartē hō jō ādhākalp puṇya kā phal khātē hō aur ādhākalp āpkē jaṛ chitra pāpī ātmāō̃ kō vāyumaṇḍal dvārā pāpō̃ sē mukt kartē haĩ .

37You accumulate so much charity in this birth that you eat the fruit of that charity for half a cycle, and, for the other half cycle you liberate sinful souls from their sins through the atmosphere created by your non-living images.

33Patit-pāvnī ban jātē hō .

38You become purifiers.

34Tō bāpdādā har ēk bachchē kā jamā huā puṇya kā khātā dēkhtē rahtē haĩ .

39Therefore, BapDada continues to look at every child’s account of the charity that they have accumulated.

35Bāpdādā vartamān samay kā bachchō̃ kā sēvā kā umaṅg-utsāh dēkh khuśh hō rahē haĩ .

40Seeing the zeal and enthusiasm of the children at the present time for doing service, BapDada is pleased.

36Majority bachchō̃ mē̃ sēvā kā umaṅg achchhā hai .

41The majority of children had very good enthusiasm for doing service.

37Sabhī apnē-apnē taraph sē sēvā kā plan practical mē̃ lā rahē haĩ .

42You are all putting plans of service into a practical form in your own way.

38Iskē liē bāpdādā dil sē mubārak dē rahē haĩ .

43BapDada is congratulating you all for this from His heart.

39Achchhā kar rahē haĩ aur achchhā kartē rahē̃gē .

44You are doing well and will continue to do well.

40Sabsē achchhī bāt yah hai - sabhī kā saṅkalp aur samay busy hō gayā hai .

45The best thing of all is that everyone’s thoughts and time have become busy in doing this.

41Har ēk kō yah lakṣhya hai ki chārō̃ ōr key|kī sēvā sē abhī ulhanē̃ kō pūrā jarūr karnā hai .

46Everyone has the aim of serving everywhere, because all the complaints definitely have to end.

42Brāhmaṇō̃ K|kē dr̥iṛh saṅkalp mē̃ bahut śhakti hai .

47The determined thoughts of Brahmins are filled with a lot of power.

43Agar brāhmaṇ dr̥iṛh saṅkalp karē̃ tō kyā nahī̃ hō saktā  !

48If Brahmins have determination, then what is not possible?

44Sab hō jāyēgā sirph yōg kō jvālā rūp banāō .

49Everything would be accomplished.

45Yōg jvālā rūp ban jāyēgā tō jvālā kē pīchhē ātmāyē̃ svataḥ hī ā jāyēṅgī kyōṅki jvālā ( light ) milnē sē unhō̃ kō rāstā dikhāī dēgā .

50Simply let your yoga take the form of powerful flames. 51When your yoga takes the form of powerful flames, souls will automatically follow the powerful flames, because when they receive light, they will be able to see the path.

46Abhī yōg tō lagā rahē haĩ lēkin yōg jvālā rūp hōnā hai .

52You are having yoga now, but it has to take the form of powerful flames.

47Sēvā kā umaṅg-utsāh achchhā baṛh rahā hai lēkin yōg mē̃ jvālā rūp abhī underline karnī hai .

53Zeal and enthusiasm for doing service are increasing very well, but you now have to underline yoga in order for it to take the form of powerful flames.

48Āpkī dr̥iṣhṭi mē̃ aisī jhalak ā jāē jō dr̥iṣhṭi sē kōī na kōī anubhūti kā anubhav karē̃ .

54Your drishti should have such a sparkle that others definitely experience something or other from it.

49Bāpdādā kō , foreign vālō̃ nē yah jō sēvā kī thī - call of time vālō̃ key|kī , uskī vidhi achchhī lagī ki chhōṭē sē saṅgaṭhan kō samīp lāyā .

55BapDada liked the method of serving that people abroad did, of the Call of the Time - the bringing of small gatherings close.

50Aisē her|har zone , her|har centre alag-alag sēvā tō kar rahē hō lēkin kōī sarv vargō̃ kā saṅgaṭhan banāō .

56Every centre, every zone is doing their individual service, but you now have to create a gathering of all the professions.

51Bāpdādā nē kahā thā ki bikharī huī sēvā bahut hai , lēkin bikharī huī sēvā sē kuchh samīp ānē vālī yōgya ātmāō̃ kā saṅgaṭhan chunō aur samay prati samay us saṅgaṭhan kō samīp lātē rahō aur unhō̃ kō sēvā kā umaṅg baṛhāō .

57BapDada had told you that service spreads everywhere. 58So, now select a gathering of worthy souls from those who have been served everywhere and bring them close. 59Then, from time to time, continue to bring that gathering close. 60Enable their zeal and enthusiasm for doing service to increase.

52Bāpdādā dēkhtē haĩ ki aisī ātmāyē̃ haĩ lēkin abhī vah powerful pālnā , saṅgaṭhit rūp mē̃ nahī̃ mil rahī hai .

61BapDada sees that there are such souls, but that they are not receiving sustenance in a powerful way collectively.

53Alag-alag yathāśhakti pālnā mil rahī hai , saṅgaṭhan mē̃ ēk dō kō dēkhkar bhī umaṅg ātā hai .

62They are receiving sustenance individually according to their capacity. 63They can have enthusiasm in a gathering when they see one another.

54Yah , yē kar saktā hai , maĩ bhī kar saktā hū̃ , maĩ bhī karūṅgā , tō umaṅg ātā hai .

64“If that one can do this, then I can also do it. 65I will also do it.” 66They can then have enthusiasm.

55Bāpdādā abhī sēvā kā pratyakṣha saṅgaṭhit rūp dēkhnē chāhtē haĩ .

67BapDada now wants to see this practical, collective form of service.

56Mēhnat achchhī kar rahē hō , har ēk apnē varg key|kī , area key|kī , zone key|kī , centre kī kar rahē hō , bāpdādā khuśh hōtē haĩ .

68BapDada is pleased to see that each one of you is making very good effort to serve your professions, your areas, your zones and your centres.

57Ab kuchh sāmnē lāō .

69Now, bring some of those in front of Baba.

58Pravr̥itti vālō̃ kā bhī umaṅg bāpdādā kē pās pahuñchtā hai aur double foreigners kā bhī double kārya mē̃ rahtē sēvā mē̃ svayã K|kē puruṣhārth mē̃ umaṅg achchhā hai , yah dēkh karkē bhī bāp-dādā khuśh hai .

70The enthusiasm of the householders also reaches BapDada. 71BapDada is also pleased to see the double foreigners doing a double task: of living at home and making effort in doing service and making effort on themselves.

59Brāhmaṇ ātmāyē̃ vartamān vāyumaṇḍal kō dēkh vidēśh mē̃ ḍartē tō nahī̃ haĩ  ?

72When you see the atmosphere abroad at the present time, you Brahmin souls are not afraid, are you?

60Kal kyā hōgā , kal kyā hōgā … yah tō nahī̃ sōchtē haĩ  ?

73You are not worrying about what will happen tomorrow, are you?

61Kal achchhā hōgā .

74“Tomorrow, it will be good.

62Achchhā hai aur achchhā hī hōnā hai .

75It is good and anything that happens will be good.

63Jitnī duniyā mē̃ halchal hōgī utnī hī āp brāhmaṇō̃ key|kī stage achal hōgī .

76To the extent that there is upheaval in the world, to that extent the stage of you Brahmin souls will remain unshakeable.”

64Aisē hai  ?

77Is it like this?

65Double vidēśhī halchal hai yā achal hai  ?

78Are you double foreigners shaking or are you unshakeable?

66Achal hai  ?

79Are you unshakeable?

67Halchal mē̃ tō nahī̃ haĩ nā  !

80You are not fluctuating, are you?

68Jō achal haĩ vah hāth uṭhāō .

81Those who are unshakeable, raise your hands!

69Achal haĩ  ?

82You are unshakeable.

70Kal kuchh hō jāyē tō  ?

83What if something happens tomorrow?

71Tō bhī achal haĩ nā  !

84You will still be unshakeable, will you not?

72Kyā hōgā , kuchh nahī̃ hōgā .

85What will happen? 86Nothing will happen.

73Āp brāhmaṇō̃ kē ūpar paramātma chhatrachhāyā hai .

87You Brahmins have the canopy of God’s protection over you.

74Jaisē waterproof kitnā bhī water hō lēkin waterproof dvārā waterproof hō jātē haĩ .

88When something is waterproof, then, no matter how much water comes, because it is waterproof, you remain waterproof.

75Aisē hī kitnī bhī halchal hō lēkin brāhmaṇ ātmāyē̃ paramātma chhatrachhāyā K|kē andar sadā proof haĩ .

89In the same way, no matter how much upheaval there is, Brahmin souls are constantly proof (safe) under the canopy of God’s protection.

76Bēphikar bādśhāh hō nā  !

90You are carefree emperors, are you not?

77Ki thōṛā-thōṛā phikar hai , kyā hōgā  ?

91Or, are you a little worried about what will happen?

78Nahī̃ .

92No.

79Bēphikar .

93Carefree!

80Svarājya adhikārī ban , bēphikar bādśhāh ban , achal-aḍōl seat par set rahō .

94Be a self-sovereign, be a carefree emperor and remain set on the unshakeable and immovable seat.

81Seat sē nīchē nahī̃ utarō .

95Don’t get off your seat.

82Upset hōnā arthāt seat par set nahī̃ hai tō upset haĩ .

96To become upset means that you are not set on your seat, for this is why you become upset.

83Seat par set jō hai vah svapn mē̃ bhī upset nahī̃ hō saktā .

97Those who are set on their seats cannot become upset even in their dreams.

84Mātāyē̃ kyā samajhtī hō  ?

98What do you mothers think?

85Seat par set hōnā , baiṭhnā ātā hai  ?

99Do you know how to set yourselves and sit on your seats?

86Halchal tō nahī̃ hōtī nā  !

100There isn’t fluctuation, is there?

87Bāpdādā combined hai , jab sarvśhaktivān āpkē combined hai tō āpkō kyā ḍar hai  !

101BapDada is combined with you. 102Since the Almighty Authority is combined with you, why should you be afraid?

88Akēlē samajhē̃gē tō halchal mē̃ āyēṅgē .

103If you consider yourself to be alone, there would be fluctuation.

89Combined rahē̃gē tō kitnī bhī halchal hō lēkin āp achal rahē̃gē .

104If you remain combined, then, no matter how much fluctuation there is, you would remain unshakeable.

90Ṭhīk hai mātāyē̃  ?

105Is this right, mothers?

91Ṭhīk hai nā , combined haĩ nā  !

106Are you all right? 107You are combined, are you not?

92Akēlē tō nahī̃  ?

108You are not alone, are you?

93Bāp key|kī jimmēvārī hai , agar āp seat par set hō tō bāp key|kī jimmēvārī hai , upset hō tō āpkī jimmēvārī hai .

109It is the Father’s responsibility. 110If you are set on your seats, it is the Father’s responsibility. 111If you become upset, it is your responsibility.

94Ātmāō̃ kō sandēśh dvārā añchalī dētē rahē̃gē tō dātā svarūp mē̃ sthit rahē̃gē , tō dātāpan K|kē puṇya kā phal śhakti miltī rahēgī .

112If you continue to give souls a drop with a message, you will remain stable in the form of a bestower, and you will continue to receive power as the fruit of the charity you did as a bestower.

95Chaltē phirtē apnē kō ātmā karāvanhār hai aur yah karmēndriyā̃ karanhār karmchārī haĩ , yah ātmā key|kī smr̥iti kā anubhav sadā emerge rūp mē̃ hō , aisē nahī̃ ki maĩ tō hū̃ hī ātmā .

113Whilst walking and moving around, let there constantly be the awareness emerged of your being a soul, one who makes others act, and that your physical organs are your workers who do the work. 114Don’t think: “I am a soul anyway.”

96Nahī̃ , smr̥iti mē̃ emerge hō .

115Let this be emerged in your awareness.

97Merge rūp mē̃ rahtā hai lēkin emerge rūp mē̃ rahnē sē vah naśhā , khuśhī aur controlling power rahtī hai .

116It is merged there, but when it has emerged, you will have that intoxication, happiness and controlling power.

98Majā bhī ātā hai , kyō̃  !

117You also enjoy yourselves. 118Why?

99Sākṣhī hō karkē karma karātē hō .

100Tō bār-bār check karō ki karāvanhār hōkar karma karā rahī hū̃  ?

101Jaisē rājā apnē karmchāriyō̃ kō order mē̃ rakhtē haĩ , order sē karātē haĩ , aisē ātmā karāvanhār svarūp key|kī smr̥iti rahē tō sarv karmēndriyā̃ order mē̃ rahē̃gī .

119Just as a king keeps all his workers under his control and makes them work according to his orders, in the same way, when you are aware of being a soul who is karavanhar (one who has things done through others), all your physical senses will remain in order.

102Māyā K|kē order mē̃ nahī̃ rahē̃gī , āpkē order mē̃ rahē̃gī .

120They will not come under Maya’s orders, they will remain under your orders.

103Nahī̃ tō māyā dēkhtī hai ki karāvanhār ātmā albēlī hō gaī hai tō māyā order karnē lagtī hai .

121Otherwise, Maya sees when a soul, who is making others do everything, has become careless, and so she begins to give orders.

104Kabhī saṅkalp śhakti , kabhī mukh key|kī śhakti māyā K|kē order mē̃ chal paṛtī hai isīliē sadā her|har karmēndriyō̃ kō apnē order mē̃ chalāō .

122Sometimes, the power of your mind and sometimes the power of your mouth moves under the orders of Maya. 123Therefore, constantly make your physical senses work under your orders.

105Aisē nahī̃ kahē̃gē - chāhtē tō nahī̃ thē , lēkin hō gayā .

124Don’t say: “I didn’t want it to happen, but it happened.”

106Jō chāhtē haĩ vahī hōgā .

125Only what you want to happen should happen.

107Abhī sē rājya adhikārī bannē K|kē saṅskār bharē̃gē tab hī vahā̃ bhī rājya chalāyēṅgē .

126Only if you fill yourselves with the sanskars of a self-sovereign now, will you be able to rule the kingdom there.

108Svarājya adhikārī key|kī seat sē kabhī bhī nīchē nahī̃ āō .

127Never come off your seat of a self-sovereign.

109Agar karmēndriyā̃ order par rahē̃gī tō her|har śhakti bhī āpkē order mē̃ rahēgī .

128If your physical senses are under your orders, all the powers will then remain under your orders.

110Jis śhakti key|kī jis samay āvaśhyaktā hai us samay jī hājir hō jāyēgī .

129Whatever power you need at a particular time will present itself at that time.

111Aisē nahī̃ kām pūrā hō jāē aur āp order karō sahanśhakti āō , kām pūrā hō jāyē phir āvē .

130It should not be that you order the power of tolerance to come and it comes when the task has been accomplished.

112Her|har śhakti āpkē order par jī hājir hōgī kyōṅki yah her|har śhakti paramātma dēn hai .

131Let every power be ready according to your orders, because each power is a gift from God.

113Tō paramātma dēn āpkī chīz hō gaī .

132Therefore, God’s gifts have become things that belong to you.

114Tō apnī chīz kō jaisē bhī use karō , jab bhī use karō , aisē yah sarv śhaktiyā̃ āpkē order par rahē̃gī , sarv karmēndriyā̃ āpkē order par rahē̃gī , iskō kahā jātā hai svarājya adhikārī , master sarvśhaktivān .

133So you can use anything that belongs to you as you like and whenever you like. 134In this way, all of those powers will remain under your orders. 135All your physical senses will remain under your orders. 136This is known as being a self-sovereign, a master almighty authority.

115Aisē hai pāṇḍav  ?

137Are you Pandavas like this?

116Master sarv śhaktivān bhī haĩ aur svarājya adhikārī bhī haĩ .

138You are master almighty authorities and also self-sovereigns.

117Aisē nahī̃ kahnā ki mukh sē nikal gayā , kisnē order diyā jō nikal gayā  !

139Don’t say that it just came out of your mouth. 140Who ordered it to emerge like that?

118Dēkhnē nahī̃ chāhtē thē , dēkh liyā .

141“I didn’t want to look at it, but I looked at it.

119Karnē nahī̃ chāhtē thē , kar liyā .

142I didn’t want to do it, but it happened.”

120Yah kiskē order par hōtā hai  ?

143According to whose orders does this happen?

121Iskō adhikārī kahē̃gē yā adhīn kahē̃gē  ?

144Would you call this having a right or being controlled?

122Tō adhikārī banō , adhīn nahī̃ .

145So, become someone who has a right, not someone who is controlled.

123Achchhā .

146Achcha.

124Bāpdādā kahtē haĩ jaisē abhī madhuban mē̃ sab bahut-bahut khuśh hō , aisē hī sadā khuśh-ābād rahnā .

147BapDada says: Just as all of you are very happy in Madhuban, in the same way, you must always remain happy and content.

125Rūhē gulāb haĩ .

148You are spiritual roses.

126Dēkhō , chārō̃ ōr dēkhō sabhī rūhē gulāb khilē huē gulāb haĩ .

149Look, look everywhere! 150All of you are spiritual roses, roses in bloom.

127Murjhāyē huē nahī̃ haĩ , khilē huē gulāb haĩ .

151You have not wilted, you are roses in bloom.

128Tō sadā aisē hī khuśhnasīb aur khuśhnumaḥ chēhrē mē̃ rahnā .

152Therefore, remain constantly fortunate and cheerful.

129Kōī āpkē chēhrē kō dēkhē tō āpsē pūchhē - kyā milā hai āpkō , baṛē khuśh hō  !

153Anyone who sees your faces should ask you what you have received because you look very happy.

130Har ēk kā chēhrā bāp kā parichay dē .

154Let each one’s face give the Father’s introduction.

131Jaisē chitra parichay dētē haĩ aisē āpkā chēhrā bāp kā parichay dē ki bāp milā hai .

155Just as a picture gives an introduction, in the same way, let your faces give the Father’s introduction - that you have found the Father.

132Achchhā .

156Achcha.

133Sab ṭhīk haĩ  ?

157Is everything OK?

134Vidēśh vālē bhī pahuñch gayē haĩ .

158Those from abroad have also arrived here.

135Achchhā lagtā hai nā yahā̃  ?

159You like it here, do you not?

136 ( mōhinī bahan , New York ) chalō halchal sunnē sē tō bach gaī .

160(To Mohiniben of New York.) 161At least you have been saved from having to hear about the upheaval.

137Achchhā kiyā hai , sabhī ikaṭṭhē pahuñch gayē haĩ , bahut achchhā kiyā hai .

162It is good that all of you have come together. 163You did very well in coming here together.

138Achchhā - double foreigners , double naśhā hai nā  !

164Achcha. 165Double foreigners: You have double intoxication, do you not?

139Kahō itnā naśhā hai jō dil kahtā hai ki agar haĩ tō ham double vidēśhī haĩ .

166You have so much intoxication that your hearts say: “If anyone is this, then it is we double foreigners who are this.”

140Double naśhā hai , svarājya adhikārī sō viśhva adhikārī .

167You have double intoxication of being self-sovereigns and of the ones who have a right to the world.

141Double naśhā hai nā  !

168You have double intoxication, do you not?

142Bāpdādā kō bhī achchhā lagtā hai .

169Even BapDada likes this.

143Agar kisī bhī group mē̃ double vidēśhī nahī̃ hōtē haĩ tō achchhā nahī̃ lagtā hai .

170If there aren’t any double foreigners in a group, it doesn’t feel good.

144Viśhva kā pitā hai nā tō viśhva K|kē chāhiē nā  !

171Baba is the Father of the World and so those from the world have to be here as well.

145Sab chāhiē .

172All are required.

146Mātāyē̃ nahī̃ hō̃ tō bhī raunak nahī̃ .

173There still isn’t any splendour if the mothers are not here.

147Pāṇḍav nahī̃ hō tō bhī raunak kam hō jātī hai .

174Even if there aren’t any Pandavas, the splendour is reduced.

148Dēkhō jis centre par kōī pāṇḍav nahī̃ hō sirph mātāyē̃ hō̃ tō achchhā lagēgā  !

175Just look, if a centre doesn’t have any Pandavas, but only mothers, would you like it?

149Aur sirph pāṇḍav hō̃ , śhaktiyā̃ nahī̃ hō , tō bhī sēvākēndra kā śhraṅgār nahī̃ lagtā hai .

176Also, if there were only Pandavas and no Shaktis, then too, the centre wouldn’t have that beauty.

150Dōnō̃ chāhiē .

177Both are needed.

151Bachchē bhī chāhiē .

178Children are also needed.

152Bachchē kahtē haĩ , hamārā nām kyō̃ nahī̃ liyā .

179Children say: “Why is our name not mentioned?”

153Bachchō̃ key|kī bhī raunak hai .

180There is the splendour of children too.

154Achchhā - abhī ēk second mē̃ nirākārī ātmā ban nirākār bāp kī yād mē̃ lavlīn hō jāō .

181Achcha. 182Now, in a second, become incorporeal souls absorbed in the love and remembrance of the incorporeal Father.

155 ( drill )

183(Baba conducted drill.)

156Chārō̃ ōr K|kē sarv svarājya adhikārī , sadā sākṣhīpan key|kī seat par set rahnē vālī achal aḍōl ātmāyē̃ , sadā dātāpan key|kī smr̥iti sē sarv kō gyān , śhakti , guṇ dēnē vālē merciful ātmāō̃ kō , sadā apnē chēhrē sē bāp kā chitra dikhānē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā khuśhnasīb , khuśhnumaḥ rahnē vālē rūhē gulāb , rūhānī gulāb bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

184To all the self-sovereigns everywhere, to the unshakeable and immovable souls who remain constantly set on the seats of detached observers, to the merciful souls who constantly maintain the awareness of being bestowers who bestow knowledge, power and virtues on everyone, to the elevated souls who constantly show the image of the Father through their faces, to the children who are spiritual roses and who remain constantly happy and fortunate, BapDada’s love, remembrance and namaste.

157Dādiyō̃ sē  : ( sēvā kē sāth sab taraph 108 ghaṇṭē yōg K|kē bhī achchhē programme chal rahē haĩ ) is yōg jvālā sē hī vināśh jvālā force mē̃ āyēgī .

185BapDada speaking to the Dadis: (Along with service, there are also programmes of 108 hours of yoga taking place everywhere.) 186The flames of destruction will only become forceful through this volcanic fire.

158Abhī dēkhō banātē haĩ programme , phir sōch mē̃ paṛ jātē haĩ .

187Programmes are being made and then they begin to think about it.

159Yōg sē vikarma vināśh hōṅgē , pāp karma kā bōjh bhasma hōgā , sēvā sē puṇya kā khātā jamā hōgā .

188With yoga, the sins and the burden of sinful actions will burn and, by doing service, your accounts of charity will accumulate.

160Tō puṇya kā khātā jamā kar rahē haĩ lēkin pichhlē jō kuchh saṅskār kā bōjh hai , vah bhasma yōg jvālā sē hōgā . 161Sādhāraṇ yōg sē nahī̃ .

189So, you are accumulating your accounts of charity. 190However, only with the fire of yoga, not with ordinary yoga will the burden of the sanskars of the past burn.

162Abhī kyā hai , yōg tō lagātē haĩ lēkin pāp bhasma hōnē kā jvālā rūp nahī̃ hai isliē thōṛā time khatm hōtā hai phir nikal ātā hai isliē rāvaṇ kō dēkhō , mārtē haĩ , jalātē haĩ phir haḍḍiyā̃ bhī pānī mē̃ ḍāl dētē haĩ .

191At the moment, you have yoga, but it isn’t the volcanic fire in which sins can be burnt. 192This is why they are destroyed for a short time, but they then emerge again. 193Also, just look at Ravan! 194He is killed and burnt and his bones are thrown into the water.

163Bilkul bhasma hō jāē , pichhlē saṅskār , kamjōr saṅskār bilkul bhasma hō jāē̃ , bhasma nahī̃ huē haĩ .

195Everything has to be completely incinerated, the sanskars of the past, weak sanskars should all be completely incinerated. 196They are not yet burnt.

164Martē haĩ lēkin bhasma nahī̃ hōtē haĩ , marnē kē bād phir jindā hō jātē haĩ .

197They are killed, but not yet burnt, so, after dying, they come back to life.

165Saṅskār parivartan sē saṅsār parivartan hōgā .

198The world will be transformed through the transformation of sanskars.

166Abhī saṅskārō̃ key|kī līlā chal rahī hai .

199The game of sanskars is now taking place.

167Saṅskār bīch-bīch mē̃ emerge hōtē haĩ nā  !

200Sanskars emerge in-between every now and then.

168Nāmniśhān khatm hō jāē , saṅskār parivartan - yah hai viśhēṣh underline key|kī bāt .

201All name and trace have to be destroyed. 202The transformation of sanskars is a matter to be specially underlined.

169Saṅskār parivartan nahī̃ haĩ tō vyarth saṅkalp bhī haĩ .

203Because the sanskars are not transformed, there are also waste thoughts.

170Vyarth samay bhī hai , vyarth nuksān bhī hai .

204Time is wasted and a wasteful loss incurred.

171Hōnā tō hai hī .

205This has to happen.

206(Someone said: Time makes you do it and it will happen through your own efforts.) 207Both together will make it happen. 208Time and your own efforts will make it happen.

172Saṅskār milan key|kī mahārās gāī huī hai .

209The maharaas (great dance) of the harmonising of sanskars is remembered. 210The memorial of the maharaas is the memorial of the great dance of harmonising sanskars.

173Abhī rās hōtī hai , mahārās nahī̃ huī hai .

211Just the raas now takes place, but the maharaas has not yet taken place.

174 ( mahārās kyō̃ nahī̃ hōtī haĩ  ?

212(Why doesn’t the maharaas take place?)

175) underline nahī̃ hai , dr̥iṛhtā nahī̃ hai . 176Albēlāpan bhinn-bhinn prakār kā hai .

213It isn’t underlined, there isn’t that determination, there are various types of carelessness.

177Achchhā  !

214Achcha.

Blessing

178Vardān  : karmayōgī ban her|har saṅkalp , bōl aur karma śhrēṣhṭh banānē vālē nirantar yōgī bhav

215Blessing: May you be a constant yogi and a karma yogi, and thereby make your every thought, word and action elevated.

179Karmayōgī ātmā kā her|har karma yōgyukt , yuktiyukt hōgā .

216 Every act of a karma yogi soul is yogyukt and yuktiyukt.

180Agar kōī bhī karma yuktiyukt nahī̃ hōtā tō samjhō yōgyukt nahī̃ haĩ .

217If any action of yours is not yuktiyukt, you can then understand that you are not yogyukt.

181Agar sādhāraṇ vā vyarth karma hō jātā hai tō nirantar yōgī nahī̃ kahē̃gē .

218If your actions are ordinary or wasteful, you cannot be said to be a constant yogi.

182Karmayōgī arthāt her|har second , her|har saṅkalp , her|har bōl sadā śhrēṣhṭh hō .

219A karma yogi is someone whose every thought and word are constantly elevated at every second.

183Śhrēṣhṭh karma key|kī niśhānī hai - svayã bhī santuṣhṭ aur dūsrē bhī santuṣhṭ .

220A sign of elevated actions is that you yourself would be content and others too would be content.

184Aisī ātmā hī nirantar yōgī bantī hai .

221Only such souls can be constant yogis.

Slogan

185Slōgan  : svayã priya , lōk priya aur prabhū priya ātmā hī vardānī mūrt hai .

222Slogan: A soul who is loved by himself, loved by people and loved by God is said to be a blessed image.

223*** Om Shanti ***