गुरुवार 19 दिसंबर 2024 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-12-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 19/12/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah purūṣhōttam saṅgamyug transfer hōnē kā yug hai , abhī tumhē̃ kaniṣhṭ sē uttam purūṣh bannā hai ' '

1Essence: Sweet children, this most auspicious confluence age is the age to transfer yourselves. 2You now have to change from the most degraded humans into the most elevated humans.

Question

2Praśhna  : bāp K|kē sāth-sāth kin bachchō̃ key|kī bhī mahimā gāī jātī hai  ?

3Question: Which children are praised with the Father?

Answer

3Uttar  : jō teacher ban bahutō̃ kā kalyāṇ karnē kē nimitt bantē haĩ , unkī mahimā bhī bāp K|kē sāth-sāth gāī jātī hai .

4Answer: The praise of those who become teachers and instruments to benefit many is sung with the Father’s praise.

4Karan-karāvanhār bābā bachchō̃ sē anēkō̃ kā kalyāṇ karātē haĩ tō bachchō̃ key|kī bhī mahimā hō jātī hai .

5Baba, Karankaravanhar, benefits many through you children. 6This is why you children are also praised with the Father.

5Kahtē haĩ - bābā , phalānē nē hamārē par dayā key|kī , jō ham kyā sē kyā ban gayē  !

7People say: Baba, so-and-so had mercy on Me and look what I have now become from what I was.

6Teacher bannē bigar āśhīrvād mil nahī̃ saktī .

8Without becoming a teacher, you cannot receive blessings.

Murli

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ sē pūchhtē haĩ .

10The spiritual Father asks you spiritual children.

9Samjhātē bhī haĩ phir pūchhtē bhī haĩ .

11First, He explains and then He also asks.

10Ab bāp kō bachchō̃ nē jānā hai .

12You children now know the Father.

11Bhal kōī sarvavyāpī bhī kahtē haĩ parantu unkē pahlē bāp kō pahchānnā tō chāhiē nā - bāp kaun hai  ?

13Some people say that He is omnipresent but, before that, they should at least be able to recognise the Father, who the Father is.

12Pahchān kar phir kahnā chāhiē , bāp kā nivās sthān kahā̃ hai  ?

14They should recognise Him and then say where His place of residence is.

13Bāp kō jāntē hī nahī̃ tō unkē nivās sthān kā patā kaisē paṛē .

15If someone does not know the Father, how can he come to know about His place of residence?

14Kah dētē vah tō nām-rūp sē nyārā hai , gōyā hai nahī̃ .

16They simply say that He is beyond name and form, which means that He doesn’t exist.

15Tō jō chīz hai nahī̃ unkē rahnē K|kē sthān kā bhī kaisē vichār kiyā jāē  ?

17So, how could they even think of a place of residence for someone who doesn’t exist?

16Yah abhī tum bachchē jāntē hō .

18You children now know this.

17Bāp nē pahlē-pahlē tō apnī pahchān dī hai , phir rahnē kā sthān samjhāyā jātā hai .

19First of all, the Father gave you His own introduction. 20Then He explained about His place of residence.

18Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō is rath dvārā pahchān dēnē āyā hū̃ .

21The Father says: I have come to give you My introduction through this chariot.

19Maĩ tum sabkā bāp hū̃ , jiskō parampitā kahā jātā hai .

22I am the Father of all of you, the One who is called the Supreme Father.

20Ātmā kō bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ .

23No one knows anything about the Father.

21Bāp kā nām , rūp , dēśh , kāl nahī̃ hai tō bachchō̃ kā phir kahā̃ sē āyē  ?

24If the Father had no name, form, time or place, how could there be any of this for His children?

22Bāp hī nām-rūp sē nyārā hai tō bachchē phir kahā̃ sē āyē  ?

25If the Father is beyond name and form, where would His children come from?

23Bachchē haĩ tō jarūr bāp bhī hai .

26Since there are the children, there must definitely be the Father.

24Siddha hōtā hai vah nām-rūp sē nyārā nahī̃ hai .

27This proves that He is not beyond name and form.

25Bachchō̃ kā bhī nām-rūp hai . 26Bhal kitnā bhī sūkṣhma hō .

28His children also have names and forms, no matter how subtle they are.

27Ākāśh sūkṣhma hai tō bhī nām tō hai nā ākāśh .

29The sky is subtle but it still has the name “sky”.

28Jaisē yah polar sūkṣhma hai , vaisē bāp bhī bahut sūkṣhma hai .

30Empty space is subtle, and so the Father too is very subtle.

29Bachchē varṇan kartē haĩ wonderful sitārā hai , jō inmē̃ pravēśh kartē haĩ , jiskō ātmā kahtē haĩ .

31Children speak of the wonderful star that enters the body of this one who is also called a soul.

30Bāp tō rahtē hī haĩ paramdhām mē̃ , vah rahnē kā sthān hai .

32The Father resides in the supreme abode which is the place of residence.

31Ūpar nazar jātī hai nā . 32Ūpar aṅgulī sē iśhārā kar yād kartē haĩ .

33Their vision goes upwards when they point upwards with their fingers and remember Him.

33Tō jarūr jiskō yād kartē haĩ , kōī vastu hōgī .

34Therefore, the One that they remember must definitely exist.

34Parampitā paramātmā kahtē tō haĩ nā .

35They speak of the Supreme Father, the Supreme Soul.

35Phir bhī nām-rūp sē nyārā kahnā - isē agyān kahā jātā hai .

36To say that He is beyond name and form is ignorance.

36Bāp kō jānnā , isē gyān kahā jātā hai .

37Knowing the Father means to have this knowledge.

37Yah bhī tum samajhtē hō ham pahlē agyānī thē . 38Bāp kō bhī nahī̃ jāntē thē , apnē kō bhī nahī̃ jāntē thē .

38You understand that you were previously ignorant; you neither knew the Father nor yourselves.

39Ab samajhtē hō ham ātmā haĩ , na ki śharīr .

39Now you understand that you are souls and not bodies.

40Ātmā kō avināśhī kahā jātā hai tō jarūr kōī chīz hai nā .

40Souls are said to be imperishable, and so they are definitely things that exist.

41Avināśhī kōī nām nahī̃ .

41The word “imperishable” is not a name for souls.

42Avināśhī arthāt jō vināśh kō nahī̃ pātī .

42“Imperishable” means that which can’t be destroyed.

43Tō jarūr kōī vastu hai .

43Therefore, it definitely is something.

44Bachchō̃ kō achchhī rīti samjhāyā gayā hai , mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , jinkō bachchē-bachchē kahtē haĩ vah ātmāyē̃ avināśhī haĩ .

44This has been explained very clearly to you children. 45You sweetest children, the ones whom He calls His children, are imperishable souls.

45Yah ātmāō̃ kā bāp parampitā paramātmā baiṭh samjhātē haĩ .

46It is the Supreme Soul, the Supreme Father of all souls, who is sitting here and explaining to you.

46Yah khēl ēk hī bār hōtā hai jabki bāp ākar bachchō̃ kō apnā parichay dētē haĩ .

47This play is only performed once when the Father comes and gives His introduction to you children.

47Maĩ bhī pārṭdhārī hū̃ .

48I too am an actor.

48Kaisē part bajātā hū̃ , yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .

49How I play My part is in your intellects.

49Purānī arthāt patit ātmā kō nayā pāvan banātē haĩ tō phir śharīr bhī tumhārē vahā̃ gul-gul hōtē haĩ .

50He makes old, impure souls new and pure. 51Therefore, the bodies you receive there are also beautiful.

50Yah tō buddhi mē̃ hai nā .

52This is now in your intellect.

51Abhī tum bābā-bābā kahtē hō , yah part chal rahā hai nā .

53You say: “Baba! 54Baba!” 55This part is now being enacted.

52Ātmā kahtī hai bābā āyā huā hai - ham bachchō̃ kō śhāntidhām ghar lē jānē kē liē .

56You souls say that Baba has come in order to take you children back home to your abode of silence.

53Śhāntidhām kē bād hai hī sukhdhām .

57After the land of silence, there is the land of happiness.

54Śhāntidhām kē bād duḥkhdhām hō na sakē .

58There cannot be the land of sorrow immediately after the land of silence.

55Naī duniyā mē̃ sukh hī kahā jātā hai .

59There can only be happiness in the new world.

56Yah dēvī-dēvtāyē̃ agar chaitanya hō̃ aur insē kōī pūchhē āp kahā̃ K|kē rahnē vālē hō , tō kahē̃gē ham svarg K|kē rahnē vālē haĩ .

60If those deities were living now and someone asked them where they now resided, they would say that they reside in heaven.

57Ab yah jaṛ mūrti tō nahī̃ kah saktī .

61Those non-living images can’t tell you this.

58Tum tō kah saktē hō nā , ham asul svarg mē̃ rahnē vālē dēvī-dēvtāyē̃ thē phir 84 kā chakra lagāē ab saṅgam par āyē haĩ .

62However, you can say that we were the deities who originally resided in heaven and that, having gone around the cycle of 84 births, we are now at the confluence age.

59Yah transfer hōnē kā purūṣhōttam saṅgamyug hai .

63This is the most elevated confluence age when we are being transferred.

60Bachchē jāntē haĩ ham bahut uttam purūṣh bantē haĩ .

64You children know that you are becoming the most elevated human beings.

61Ham her|har 5 hazār varṣh bād satōpradhān bantē haĩ .

65Every 5000 years, you become satopradhan.

62Satōpradhān bhī number-vār kahē̃gē .

66All of you become satopradhan, numberwise.

63Tō yah sārā part ātmā kō milā huā hai .

67It is souls who have received parts.

64Aisē nahī̃ kahē̃gē ki manuṣhya kō part milā huā hai .

68You would not say that it is human beings who receive parts.

65Aham ātmā kō part milā huā hai .

69It is I, this soul, who received a part.

66Maĩ ātmā 84 janma lētī hū̃ .

70I, this soul, take 84 births.

67Ham ātmā vāris haĩ , vāris hamēśhā male|mail|mēl hōtē haĩ , female nahī̃ .

71I, this soul, am an heir. 72Heirs are always male, not female.

68Tō abhī tum bachchō̃ kō yah pakkā samajhnā hai ham sab ātmāyē̃ male|mail|mēl haĩ .

73Therefore, you children should firmly understand that you souls are male.

69Sabkō bēhad K|kē bāp sē varsā miltā hai .

74All of us receive the inheritance from the unlimited Father.

70Had K|kē laukik bāp sē sirph bachchō̃ kō varsā miltā hai , bachchī kō nahī̃ .

75Only sons, not daughters, receive an inheritance from limited, physical fathers.

71Aisē bhī nahī̃ , ātmā sadaiv female bantī hai .

76It isn't that some souls always become female.

72Bāp samjhātē haĩ tum ātmā kabhī male|mail|mēl kā , kabhī female kā śharīr lētī hō .

77The Father explains that all souls sometimes take male bodies and sometimes female bodies.

73Is samay tum sab males hō .

78At this time, all of you (souls) are male.

74Sab ātmāō̃ kō ēk bāp sē varsā miltā hai .

79All souls receive the inheritance from the one Father.

75Sab bachchē hī bachchē haĩ .

80All of you are sons.

76Sabkā bāp ēk hai .

81The Father of all is One.

77Bāp bhī kahtē haĩ - hē bachchō̃ , tum sab ātmāyē̃ males hō .

82The Father says: O children, all of you souls are males.

78Hamārē rūhānī bachchē hō .

83You are My spiritual children.

79Phir part bajānē liē male-female dōnō̃ chāhiē . 80Tab tō manuṣhya sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi hō .

84Both males and females are needed for you to play your parts, for only then can the human world population grow.

81In bātō̃ kō tumhārē sivāē kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

85No one but you knows these things.

82Bhal kahtē tō haĩ ham sabhī brothers haĩ parantu samajhtē nahī̃ .

86Although people say that they are brothers, they do not understand how.

83Abhī tum kahtē hō bābā āpsē hamnē anēk bār varsā liyā hai .

87You now say: Baba, we have claimed our inheritance from You innumerable times.

84Ātmā kō yah pakkā hō jātā hai .

88This has become firm for you souls.

85Ātmā bāp kō jarūr yād kartī hai - ō bābā rahm karō .

89Souls definitely remember the Father: “O Baba, have mercy!

86Bābā ab āp āō , ham āpkē sab bachchē banē̃gē .

90Baba, come now and we will all become Your children!

87Dēh sahit dēh K|kē sab sambandh chhōṛ ham ātmā āpkō hī yād karē̃gē .

91We souls will forget our bodies and all our bodily relations and will only remember You.”

88Bāp nē samjhāyā hai apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .

92The Father has explained: Consider yourselves to be souls and remember Me, the Father.

89Bāp sē ham varsā kaisē pātē haĩ , her|har 5 hazār varṣh bād ham yah dēvtā kaisē bantē haĩ , yah bhī jānnā chāhiē nā .

93How you claim your inheritance from the Father and how you become deities every 5000 years is something you have to know.

90Svarg kā varsā kissē miltā hai , yah abhī tum samajhtē hō .

94You now know from whom you receive the inheritance of heaven.

91Bāp tō svargvāsī nahī̃ hai , bachchō̃ kō banātē haĩ .

95The Father is not a resident of heaven, but He makes you children that.

92Khud tō nark mē̃ hī ātē haĩ , tum bāp kō bulātē bhī nark mē̃ hō , jabki tum tamōpradhān bantē hō .

96He Himself only comes in hell. 97You invite the Father to hell when you have all become tamopradhan.

93Yah tamōpradhān duniyā hai nā .

98This world is tamopradhan.

94Satōpradhān duniyā thī , 5 hazār varṣh pahlē inkā rājya thā .

99The world was satopradhan 5000 years ago when it was their kingdom.

95In bātō̃ kō , is paṛhāī kō abhī tum hī jāntē hō .

100You now understand these aspects of this study.

96Yah hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī paṛhāī .

101This is a study for becoming deities from ordinary human beings.

97Manuṣhy sē dēvtā kiyē karat na lāgī vār … bachchā banā aur vāris banā , bāp kahtē haĩ tum sab ātmāyē̃ mērē bachchē hō . 98Tumkō varsā dētā hū̃ .

102It is said that it didn’t take God long to change humans into deities. 103When you become a child, you become an heir. 104The Father says: All of you souls are My children and I give you all the inheritance.

99Tum bhāī hō , rahnē kā sthān mūlvatan athavā nirvāṇdhām hai , jiskō nirākārī duniyā bhī kahtē haĩ .

105You are all brothers. 106Your place of residence is the supreme region, the land beyond sound (nirvana), which is also called the incorporeal world.

100Sab ātmāyē̃ vahā̃ rahtī haĩ .

107All souls reside there.

101Is sūrya chānd sē bhī us pār vah tumhārā sweet silence ghar hai parantu vahā̃ baiṭh tō nahī̃ jānā hai .

108Beyond the sun and the moon is your home of sweet silence, but you can’t go and just sit there for evermore.

102Baiṭhkar kyā karē̃gē .

109What would you do whilst sitting there?

103Vah tō jaisē jaṛ avasthā hō gaī .

110That is a non-living stage.

104Ātmā jab part bajāyē tab hī chaitanya kahlāyē .

111Only when souls are playing parts are they said to be living.

105Hai chaitanya parantu part na bajāyē tō jaṛ huī nā .

112Souls are living, but when they are not playing parts, they are non-living.

106Tum yahā̃ khaṛē hō jāō , hāth pāṅw na chalāō tō jaisē jaṛ huē .

113If you simply stand here without moving your hands or feet, it would be as though you were non-living.

107Vahā̃ tō natural śhānti rahtī hai , ātmāyē̃ jaisē ki jaṛ haĩ . 108Part kuchh bhī nahī̃ bajātī .

114There, there is natural silence. 115It is as though souls are non-living; they do not perform any parts there.

109Śhōbhā tō part mē̃ hai nā .

116The beauty is in the parts you play.

110Śhāntidhām mē̃ kyā śhōbhā hōgī  ?

117What beauty would there be in the land of silence?

111Ātmāyē̃ sukh-duḥkh key|kī bhāsnā sē parē rahtī haĩ .

118Souls there are beyond experiencing happiness or sorrow.

112Kuchh part hī nahī̃ bajātī tō vahā̃ rahnē sē kyā phāydā  ?

119They don’t perform any parts there and so, what would be the benefit of staying there?

113Pahlē-pahlē sukh kā part bajānā hai .

120You first of all play your parts of happiness.

114Har ēk kō pahlē sē hī part milā huā hai .

121Each of you has received a part in advance.

115Kōī kahtē haĩ hamkō tō mōkṣh chāhiē .

122Some say that they want eternal liberation.

116Budbudā pānī mē̃ mil gayā bas , ātmā jaisēki hai nahī̃ .

123If that bubble were to merge into the water, it would be as though that soul no longer existed.

117Kuchh bhī part na bajāvē tō jaisē jaṛ kahē̃gē .

124When a soul has no part to play, he is said to be non-living.

118Chaitanya hōtē huē jaṛ hōkar paṛā rahē tō kyā phāydā  ?

125Whilst a living being, what would be the benefit of him staying there as a non-living being?

119Part tō sabkō bajānā hī hai .

126Everyone has to play a part.

120Mukhya hero-heroine kā part kahā jātā hai .

127The principal parts are played by the heroes and heroines.

121Tum bachchō̃ kō hero-heroine kā title miltā hai .

128You children receive the titles of hero and heroine.

122Ātmā yahā̃ part bajātī hai .

129You souls play your parts here.

123Pahlē sukh kā rājya kartī hai phir rāvaṇ K|kē duḥkh K|kē rājya mē̃ jātī hai .

130First, you rule the kingdom of happiness and then you go into Ravan’s kingdom of sorrow.

124Ab bāp kahtē haĩ tum bachchē sabkō yah paigām dō .

131The Father now says: You children now have to give everyone this message.

125Teacher ban aurō̃ kō samjhāō .

132You must become teachers and explain these things to others.

126Jō teacher nahī̃ bantē unkā pad kam hōgā .

133Those who do not become teachers will claim a low status.

127Teacher bannē bigar kiskō āśhīrvād kaisē milēgī  ?

134How can any of you claim blessings unless you become a teacher?

128Kiskō paisā dēgē tō unkō khuśhī hōgī nā .

135If you give others wealth, they would become happy, would they not?

129Andar mē̃ samajhtē haĩ be|B . K|kē . hamārē ūpar bahut dayā kartī haĩ , jō hamkō kyā sē kyā banā dētī haĩ  !

136They would feel inside that you Brahma Kumaris have such a lot of mercy for them that you completely transform them.

130Yū̃ tō mahimā ēk bāp key|kī hī kartē haĩ - vāh bābā , āp in bachchō̃ dvārā hamārā kitnā kalyāṇ kartē hō  !

137In fact, they only sing praise of the one Father: Wah Baba! 138You bring so much benefit to us through these children.

131Kōī dvārā tō hōtā hai nā .

139It has to happen through someone.

132Bāp karankarāvanhār hai , tumhārē dvārā karātē haĩ . 133Tumhārā kalyāṇ hōtā hai .

140The Father is the One who inspires others to act and who has everything accomplished through others. 141He enables everything to be done through you. 142Therefore, there is benefit for you.

134Tō tum phir aurō̃ kō kalam lagātē hō .

143This is why you plant this sapling and benefit others.

135Jaisē-jaisē jō service kartē haĩ , utnā ūñch pad pātē haĩ .

144To whatever extent you serve, you claim a status accordingly.

136Rājā bannā hai tō prajā bhī banānī hai .

145In order to become a king, you have to create subjects.

137Phir jō achchhē number mē̃ ātē haĩ vah bhī rājā bantē haĩ .

146Those who are placed high in the rosary become kings.

138Mālā bantī hai nā .

147The rosary has to be created.

139Apnē sē pūchhnā chāhiē ham mālā mē̃ kaun-sā number banē̃gē  ?

148Ask yourself: What number will I claim in the rosary?

1409 ratna mukhya haĩ nā .

149The nine jewels are the main ones.

141Bīch mē̃ hai hīrā banānē vālā .

150The One who makes others into diamonds is in the middle.

142Hīrē kō bīch mē̃ rakhtē haĩ . 143Mālā mē̃ ūpar fool|phūl bhī hai nā .

151The diamond is set in the middle of the jewels just as at the beginning of a rosary there is a tassel.

144Ant mē̃ tumkō patā paṛēgā - kaun-sē mukhya dānē bantē haĩ , jō dynasty mē̃ āyēṅgē .

152At the end, you will come to know who the main beads are that go into the dynasty.

145Pichhāṛī mē̃ tumkō sab sākṣhātkār hōgā jarūr .

153At the end, you will definitely have visions.

146Dēkhē̃gē , kaisē yah sab sajāyē̃ khātē haĩ .

154You will see how everyone experiences punishment.

147Śhurū mē̃ divya dr̥iṣhṭi mē̃ tum sūkṣhmavatan mē̃ dēkhtē thē .

155At the start of the yagya, you used to see this in the subtle region in divine visions.

148Yah bhī gupta hai .

156This is incognito.

149Ātmā sajāyē̃ kahā̃ khātī hai - yah bhī drama mē̃ part hai .

157Where a soul experiences punishment is also part of the drama.

150Garbh jēl mē̃ sajāyē̃ miltī haĩ .

158Souls are punished in the jail of a womb.

151Jēl mē̃ dharmarāj kō dēkhtē haĩ phir kahtē haĩ bāhar nikālō .

159When they are in that jail, they see Dharamraj and cry to be let out.

152Bīmāriyā̃ ādi hōtī haĩ , vah bhī karma kā hisāb hai nā .

160All sicknesses, etc. are also karmic accounts.

153Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

161All of these things have to be understood.

154Bāp tō jarūr right hī sunāyēṅgē nā .

162The Father will definitely tell you that which is right.

155Abhī tum righteous bantē hō .

163You are now becoming righteous.

156Righteous unkō kahā jātā hai jō bāp sē bahut tākat lētē haĩ .

164Righteous ones are those who take a lot of strength from the Father.

157Tum viśhva K|kē mālik bantē hō nā . 158Kitnī tākat rahtī hai .

165You become the masters of the world; you have so much strength.

159Haṅgāmē̃ ādi key|kī kōī bāt nahī̃ .

166There is no question of upheaval, etc. in this.

160Tākat cum|kam hai tō kitnē haṅgāmē hō jātē haĩ .

167It is when someone has insufficient strength that there are so many upheavals.

161Tum bachchō̃ kō tākat miltī hai - ādhākalp kē liē .

168You children receive enough strength to last you for half a cycle.

162Phir bhī number-vār purūṣhārth anusār .

169However, that too is numberwise, according to the efforts you make.

163Ēk jaisī tākat nahī̃ pā saktē , na ēk jaisā pad pā saktē haĩ .

170You can’t all receive the same strength. 171You can’t all receive the same status.

164Yah bhī pahlē sē nūndh hai . 165Drama mē̃ anādi nūndh hai .

172All of this is predestined; it is eternally predestined in this drama.

166Kōī pichhāṛī mē̃ ātē haĩ , ēk-dō janma liyā aur śharīr chhōṛā .

173Some come at the very end; they take one or two births and then leave their bodies.

167Jaisē dīvālī par machchhar hōtē haĩ , rāt kō janma lētē haĩ , subah kō mar jātē haĩ .

174They are just like the mosquitoes at the time of Diwali that are born at night and are dead by the morning.

168Vah tō anginat hōtē haĩ . 169Manuṣhya key|kī tō phir bhī gintī hōtī hai .

175They are countless, but you can at least count human beings.

170Pahlē-pahlē jō ātmāyē̃ ātī haĩ unkī āyu kitnī baṛī hōtī hai  !

176The souls that come at the beginning have long lifespans.

171Tum bachchō̃ kō khuśhī hōnī chāhiē - ham bahut baṛī āyu vālē banē̃gē .

177You children should have so much happiness of being the ones who will have long lifespans.

172Tum full part bajātē hō .

178You play full parts.

173Bāp tumkō hī samjhātē haĩ , tum kaisē full part bajātē hō .

179The Father explains to you how you play your full parts.

174Paṛhāī anusār ūpar sē ātē hō part bajānē .

180You come down from above to play your parts according to how much you study now.

175Tumhārī yah paṛhāī hai hī naī duniyā kē liē .

181This study of yours is for the new world.

176Bāp kahtē haĩ anēk bār tumkō paṛhātā hū̃ .

182The Father says: I have taught you many times before.

177Yah paṛhāī avināśhī hō jātī hai .

183This study is imperishable.

178Ādhākalp tum prālabdh pātē hō .

184You claim a reward for half a cycle.

179Us vināśhī paṛhāī sē sukh bhī alpkāl liē miltā hai .

185Through a perishable study you experience temporary happiness.

180Abhī kōī barrister bantā hai phir kalp bād barrister banēgā .

186Someone who becomes a barrister now will become a barrister after a cycle.

181Yah bhī tum jāntē hō - jō bhī sabkā part hai , vahī part kalp-kalp bajtā rahēgā .

187You also know that whatever part someone plays, he will play that part every cycle.

182Dēvtā hō yā śhūdra hō , har ēk kā part vahī bajtā hai , jō kalp-kalp bajtā hai .

188Whether someone is a deity or a shudra, each one plays his same part every cycle.

183Unmē̃ kōī phark nahī̃ hō saktā .

189There cannot be the slightest difference in this.

184Har ēk apnā part bajātē rahtē haĩ .

190Each one plays his own part.

185Yah sārā banā-banāyā khēl hai .

191This play is predestined.

186Pūchhtē haĩ purūṣhārth baṛā yā prālabdh baṛī  ?

192You ask: Which is greater: the effort or the reward?

187Ab purūṣhārth bigar tō prālabdh miltī nahī̃ .

193Without making effort, there can be no reward.

188Purūṣhārth sē prālabdh miltī hai drama anusār .

194According to the drama, you receive your reward by making effort.

189Tō sārā bōjh drama par ā jātā hai .

195Everything depends on the drama.

190Purūṣhārth kōī kartē haĩ , kōī nahī̃ kartē haĩ .

196Some make effort, whereas others don’t.

191Ātē bhī haĩ phir bhī purūṣhārth nahī̃ kartē tō prālabdh nahī̃ miltī .

197They come here and yet they don’t make any effort. 198Therefore, they don’t receive any reward.

192Sārī duniyā mē̃ jō bhī act chaltī hai , sārā banā-banāyā drama hai .

199Whatever is enacted in the world drama, it is predestined.

193Ātmā mē̃ pahlē sē hī part nūndhā huā hai ādi sē ant tak .

200Each soul has his part already fixed in him from the beginning to the end.

194Jaisē tumhārī ātmā mē̃ 84 kā part hai , hīrā bhī bantī hai tō kauṛī jaisā bhī bantī hai .

201Similarly, you souls have your parts of 84 births. 202You become like diamonds and you then become like shells.

195Yah sab bātē̃ tum abhī suntē hō .

203It is now that you hear about these things.

196School mē̃ agar kōī nā-pass hō paṛtā hai tō kahē̃gē yah buddhihīn hai . 197Dhārṇā nahī̃ hōtī , iskō kahā jātā hai variety jhāṛ , variety features .

204If someone fails at school, it is said that he doesn’t have an intellect, that he is unable to inculcate anything. 205This is called the variety tree and the variety features.

198Yah variety jhāṛ kā knowledge bāp hī samjhātē haĩ .

206Only the Father explains the knowledge of the variety tree to you.

199Kalpa vr̥ikṣha par bhī samjhātē haĩ .

207He also explains the kalpa tree.

200Baṛ K|kē jhāṛ kā misāl bhī is par hai . 201Unkī śhākhāyē̃ bahut phailtī haĩ .

208The example of the banyan tree refers to this; its branches spread out a great deal.

202Bachchē samajhtē haĩ hamārī ātmā avināśhī hai , śharīr tō vināśh hō jāyēgā .

209You children understand that souls are imperishable. 210Your bodies will be destroyed.

203Ātmā hī dhārṇā kartī hai , ātmā 84 janma lētī hai , śharīr tō badaltē jātē haĩ .

211It is you souls who imbibe this knowledge. 212You souls take 84 births. 213Your bodies keep changing.

204Ātmā vahī hai , ātmā hī bhinn-bhinn śharīr lēkar part bajātī hai .

214You souls remain the same, whereas you keep taking different bodies with which you play your parts.

205Yah naī bāt hai nā .

215This is a new aspect.

206Tum bachchō̃ kō bhī abhī yah samajh milī hai .

216You children have now been given this understanding.

207Kalp pahlē bhī aisē samjhā thā .

217You also understood this a cycle ago.

208Bāp ātē bhī haĩ bhārat mē̃ .

218The Father comes in Bharat.

209Tum sabkō paigām dētē rahtē hō , kōī bhī aisā nahī̃ rahēgā jiskō paigām na milē .

219You continue to give everyone this message. 220There will not be anyone who doesn’t receive this message.

210Paigām sunnā sabhī kā hak hai . 211Phir bāp sē varsā bhī lē̃gē .

221Everyone has a right to hear this message and everyone will also claim an inheritance from the Father.

212Kuchh tō sunē̃gē nā phir bhī bāp K|kē bachchē haĩ nā .

222Since they are children of the Father, they should at least hear something.

213Bāp samjhātē haĩ - maĩ tum ātmāō̃ kā bāp hū̃ .

223The Father explains: I am the Father of all of you souls.

214Mērē dvārā is rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānnē sē tum yah pad pātē hō .

224You souls claim that status by studying the beginning, the middle and the end of creation from Me.

215Bākī sab mukti mē̃ chalē jātē haĩ .

225All other souls go and rest in the land of liberation.

216Bāp tō sabkī sadgati kartē haĩ .

226The Father grants everyone salvation.

217Gātē haĩ ahō bābā , tērī līlā . . . kyā līlā  ?

227They say: God, your game is so wonderful!

218Kaisī līlā  ?

228What game?

219Yah purānī duniyā kō badalnē key|kī līlā hai .

229The game of transforming this old world.

220Mālūm hōnā chāhiē nā .

230You all know about this.

221Manuṣhya hī jānē̃gē nā .

231It is only human beings who would know this.

222Bāp tum bachchō̃ kō hī ākar sab bātē̃ samjhātē haĩ .

232The Father comes and only tells you children these things.

223Bāp knowledgeful hai . 224Tumkō bhī knowledgeful banātē haĩ .

233The Father is knowledge-full and He makes you knowledge-full.

225Number-vār tum bantē hō .

234You become this, numberwise.

226Scholarship lēnē vālē knowledgeful kahalāyēṅgē .

235Those who claim a scholarship are said to be knowledge-full.

227Achchhā  !

236Achcha.

228Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

237To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

229Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

238The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

230Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

239Essence for dharna:

2311 ) sadā isī smr̥iti mē̃ rahnā hai ki ham ātmā male|mail|mēl haĩ , hamē̃ bāp sē pūrā varsā lēnā hai .

240 1. Remain constantly aware that all of you souls are male and that you have to claim your full inheritance from the Father.

232Manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī paṛhāī paṛhnī aur paṛhānī hai .

241Study and teach others this study of becoming deities from ordinary human beings.

2332 ) sārī duniyā mē̃ jō bhī act chaltī hai , yah sab banā-banāyā drama hai , ismē̃ purūṣhārth aur prālabdh dōnō̃ key|kī nūndh hai .

242 2. Whatever act is being played out in the whole world, it is predestined in the drama. 243Both the effort and the reward are fixed within it.

234Purūṣhārth K|kē binā prālabdh nahī̃ mil saktī , is bāt kō achchhī tarah samajhnā hai .

244You must understand very clearly that if no effort is made, there can be no reward.

Blessing

235Vardān  : kōī bhī sēvā sachchē man sē vā lagan sē karnē vālē sachchē rūhānī sēvādhārī bhav

245Blessing: May you be a true spiritual server who does all types of service with love from a true heart.

236Sēvā kōī bhī hō lēkin vah sachchē man sē , lagan sē kī jāē tō uskī 100 marks miltī haĩ .

246 It may be any type of service, but when it is done with love from a true heart, you then receive 100 marks for it.

237Sēvā mē̃ chiṛchiṛā-pan na hō , sēvā kām utārnē kē liē na kī jāē .

247Let there not be any irritation in any service you do, let service not just be in name.

238Āpkī sēvā hai hī bigaṛī kō banānā , sabkō sukh dēnā , ātmāō̃ kō yōgya aur yōgī banānā , apkāriyō̃ par upkār karnā , samay par har ēk kō sāth vā sahyōg dēnā , aisī sēvā karnē vālē hī sachchē rūhānī sēvādhārī haĩ .

248Your service is to put right that which has gone wrong, to give happiness to everyone, to make souls yogya (capable, worthy) and yogi, to uplift those who defame you and to give your company and co-operation at a time of need. 249Those who do such service are true spiritual servers.

Slogan

239Slōgan  : pavitratā hī brāhmaṇ jīvan key|kī navīntā hai , yahī gyān kā foundation hai .

250Slogan: Purity is the newness of Brahmin life; it is the foundation of this knowledge.

251*** Om Shanti ***