मंगलवार 31 दिसंबर 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
031-12-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 31/12/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp jō rōz-rōz paṛhātē haĩ , yah paṛhāī kabhī miss nahī̃ karnī hai , is paṛhāī sē hī andar kā sanśhay dūr hōtā hai ' '
1Essence: Sweet children, never miss this study that the Father teaches you every day. 2Only when you study this study will the doubts within you be removed.
Question
2Praśhna : bāp K|kē dil kō jītnē key|kī yukti kyā hai ?
3Question: What is the way to win the Father's heart?
Answer
3Uttar : bāp K|kē dil kō jītnā hai tō jab tak saṅgamyug hai tab tak bāp sē kuchh bhī chhipāō nahī̃ .
4Answer: In order to win the Father's heart, never hide anything from Him for as long as the confluence age lasts.
4Apnē characters par pūrā-pūrā dhyān dō .
5Pay full attention to your character.
5Agar kōī pāp karma hō jātā hai tō avināśhī surgeon kō sunāō tō halkē hō jāyēṅgē .
6If you have performed any sinful acts, tell the imperishable Surgeon and you will become light.
6Bāp jō śhikṣhā dētē haĩ yahī unkī dayā , kr̥ipā vā āśhīrvād hai .
7The Father's mercy, His good wishes and His blessings are the teachings that He gives you.
7Tō bāp sē dayā va kr̥ipā māṅgnē key|kī bajāē svayã par kr̥ipā karō .
8Therefore, instead of asking the Father for mercy, have mercy on yourselves.
8Aisā puruṣhārth kar bāp K|kē dil kō jīt lō .
9Make such effort that you win the Father's heart.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Abhī rūhānī bachchē yah tō jāntē haĩ ki naī duniyā mē̃ sukh hai , purānī duniyā mē̃ duḥkh hai .
11You spiritual children now know that there is happiness in that new world and sorrow in this old world.
11Duḥkh mē̃ sabhī duḥkh mē̃ ā jātē haĩ aur sukh mē̃ sabhī sukh mē̃ ā jātē haĩ .
12At the time of sorrow, everyone experiences sorrow, and at the time of happiness, everyone experiences happiness.
12Sukh key|kī duniyā mē̃ duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ phir jahā̃ duḥkh hai vahā̃ sukh kā nām-niśhān nahī̃ .
13There is no name or trace of sorrow in the land of happiness and there is no name or trace of happiness where there is sorrow.
13Jahā̃ pāp hai vahā̃ puṇya kā nām-niśhān nahī̃ , jahā̃ puṇya hai vahā̃ pāp kā nām-niśhān nahī̃ .
14Wherever there is sin, there can be no name or trace of charity and where there is charity, there can be no name or trace of sin.
14Vah kaun-sī jagah hai ?
15Which places are these?
15Ēk hai satyug , dūsrā hai kaliyug .
16One is the golden age and the other is the iron age.
16Yah tō bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ jarūr hōgā hī .
17This should definitely be in the intellects of you children.
17Abhī duḥkh kā samay pūrā hōtā hai aur satyug kē liē taiyārī hō rahī hai .
18The time of sorrow is now coming to an end and you are making preparations to go to the golden age.
18Ham abhī is patit chhī-chhī duniyā sē us pār satyug arthāt rāmrājya mē̃ jā rahē haĩ .
19We are now about to leave this dirty, impure world and go across to the golden age, that is, to the kingdom of Rama.
19Naī duniyā mē̃ hai sukh , purānī duniyā mē̃ hai duḥkh .
20There is happiness in that new world and sorrow in this old world.
20Aisā nahī̃ , jō sukh dētā hai vahī duḥkh bhī dētā hai .
21It isn't that the One who gives you happiness also causes you sorrow; no.
21Nahī̃ , sukh bāp dētē haĩ , duḥkh māyā rāvaṇ dētā hai .
22Happiness is given by the Father and sorrow is caused by Maya, Ravan.
22Us duśhman key|kī effigy her|har varṣh jalātē haĩ .
23Effigies of that enemy are burnt every year.
23Duḥkh dēnē vālē kō hamēśhā jalāyā jātā hai .
24It is effigies of someone who causes sorrow that are always burnt.
24Bachchē jāntē haĩ jab uskā rājya pūrā hōtā hai tō phir hamēśhā kē liē khalās hō jātā hai .
25You children understand that when his kingdom finishes, it will finish for all time.
255 vikār hī sabkō ādi-madhy-ant duḥkh dētē āyē haĩ .
26It is the five vices that cause sorrow for everyone from the time they begin through the middle to the end of them.
26Tum yahā̃ baiṭhē hō tō bhī tumhārī buddhi mē̃ yahī rahē ki ham bābā kē pās jāyē̃ .
27Although you are sitting here, it is in your intellects that you want to go to Baba.
27Rāvaṇ kō tō tum bāp nahī̃ kahē̃gē .
28You would not call Ravan your Father.
28Kab sunā hai - rāvaṇ kō parampitā paramātmā kōī kahtē hō ?
29Have you ever heard anyone calling Ravan, “The Supreme Father, the Supreme Soul”?
29Kabhī bhī nahī̃ .
30Not at all!
30Kaī samajhtē haĩ laṅkā mē̃ rāvaṇ thā .
31Some people think that Ravan inhabited Lanka.
31Bāp kahtē haĩ yah sārī duniyā hī laṅkā hai .
32The Father says: This whole world is the island of Lanka.
32Kahtē haĩ vāskōḍigāmā nē chakra lagāyā , steamer vā boat K|kē dvārā .
33People say that Vasco da Gama went around the world in a steamer or a boat.
33Jis samay usnē chakra lagāyā us samay aeroplane ādi nahī̃ thē .
34Aeroplanes etc. didn’t exist at the time that he went around the world.
34Train bhī steam par chaltī thī .
35Trains too used to run on steam.
35Bijlī alag chīz hai .
36Electricity is something else.
36Ab bāp kahtē haĩ duniyā tō ēk hī hai . 37Naī sē purānī , purānī sē naī bantī hai .
37The Father now says: There is only one world; it changes from new to old and old to new.
38Aisē nahī̃ kahnā hōtā hai ki sthāpanā , pālnā , vināśh .
38It is incorrect to say that there is first establishment, then sustenance and then destruction.
39Nahī̃ , pahlē sthāpanā phir vināśh , bād mē̃ pālnā , yah right akṣhar haĩ .
39It is correct to say that there is first establishment, then destruction and then sustenance.
40Bād mē̃ rāvaṇ key|kī pālnā śhurū hōtī hai .
40The sustenance you are given by Ravan takes place much later.
41Vah jhūṭhī vikārī patit bannē key|kī pālnā hai , jissē sab duḥkhī hōtē haĩ .
41That is false sustenance through which you become impure and vicious. 42By taking that sustenance everyone experiences sorrow.
42Bāp tō kabhī kiskō duḥkh nahī̃ dētē .
43The Father never causes sorrow for anyone.
43Yahā̃ tō tamōpradhān bannē K|kē kāraṇ bāp kō hī sarvavyāpī kah dētē haĩ .
44Because everyone here is tamopradhan, they say that the Father is omnipresent.
44Dēkhō , kyā ban paṛē haĩ !
45Just look what they have become!
45Yah tō tum bachchō̃ kō chaltē-phirtē buddhi mē̃ rahnā chāhiē .
46You children should keep these things in your intellects as you walk and move around.
46Hai tō bahut sahaj . 47Sirph alpha key|kī bāt hai .
47This is very easy; it is simply a matter of Alpha.
48Musalmān lōg bhī kahtē haĩ uṭhkar allāh kō yād karō .
48People of Islam also say that you should wake up early in the morning and remember Allah.
49Khud bhī savērē uṭhtē haĩ .
49They themselves wake up early in the morning.
50Vah kahtē haĩ allāh vā khudā kō yād karō . 51Tum kahēgē bāp kō yād karō .
50They say, "Remember Allah" or "Khuda" (God), whereas you say, "Remember the Father".
52Bābā akṣhar bahut mīṭhā hai .
51The word “Baba” is very sweet.
53Allāh kahnē sē varsā yād nahī̃ āyēgā . 54Bābā kahnē sē varsā yād ā jātā hai .
52You wouldn’t remember your inheritance by saying “Allah”, whereas, by saying, “Baba” you remember your inheritance.
55Musalmān lōg bāp nahī̃ kahtē haĩ .
53People of Islam do not say Father.
56Vah phir allāh miyā̃ kahtē haĩ .
54They speak of Allah, the Lord.
57Miyā̃-bībī .
55People speak of husband and wife.
58Yah sabhī akṣhar bhārat mē̃ haĩ .
56All of these words exist in Bharat.
59Parampitā paramātmā kahnē sē hī śhivliṅg yād ā jāyēgā .
57When the people of Bharat say, “The Supreme Father, the Supreme Soul”, they remember a Shiva lingam.
60Europe-vasi lōg god father kahtē haĩ . 61Bhārat mē̃ tō patthar bhittar kō bhī bhagvān samajh lētē haĩ .
58Europeans speak of God, the Father, but the people of Bharat even consider pebbles and stones to be God.
62Śhivliṅg bhī patthar kā hōtā hai .
59Shiva lingams too are made of stone.
63Samajhtē haĩ is patthar mē̃ bhagvān baiṭhā hai . 64Bhagvān kō yād karē̃gē tō patthar hī sāmnē ā jātā hai .
60They think that God is sitting in that stone and so when they remember God, an image of that stone appears in front of them.
65Patthar kō bhagvān samajh pūjtē haĩ .
61They consider that stone to be God and worship it.
66Patthar kahā̃ sē ātā hai ?
62Where do such stones come from?
67Pahāṛō̃ K|kē jharnō̃ sē girtē-girtē gōl chiknā ban jātā hai .
63They are brought down from the mountains by the streams and made smooth and round by the water.
68Phir kaisē natural niśhān bhī ban jātē haĩ .
64It becomes a symbol naturally.
69Dēvī-dēvatāō̃ key|kī mūrti aisī nahī̃ hōtī hai .
65The statues of the deities are not like that.
70Patthar kāṭ-kāṭ kar kān , mũh , nāk , āṅkh ādi-ādi kitnā sundar banātē haĩ .
66Sculptors carve statues out of stone with beautiful ears, mouths, noses, eyes etc.
71Kharchā bahut kartē haĩ .
67They spend a lot of money.
72Śhivbābā key|kī mūrti par kōī kharchē ādi key|kī bāt nahī̃ .
68However, there is no question of expense, etc. for an image of Shiv Baba.
73Abhī tum bachchē samajhtē hō ham sō dēvī-dēvtā chaitanya mē̃ khud ban rahē haĩ .
69You children understand that you yourselves are now becoming deities in living forms.
74Chaitanya mē̃ hōṅgē tab pūjā ādi nahī̃ hōgī .
70You are not worshipped whilst you are in living forms.
75Jab pattharbuddhi bantē haĩ tab patthar key|kī pūjā kartē haĩ .
71People worship stone when they become those with stone intellects.
76Chaitanya haĩ tō pūjya haĩ phir pujārī ban jātē haĩ .
72You are worthy of worship when you are in your living forms. 73Afterwards, you become worshippers.
77Vahā̃ na kōī pujārī hōtē , na hī kōī patthar key|kī mūrti hōtī .
74There are neither any worshippers nor any images of stone in the golden age.
78Darkār hī nahī̃ .
75There is no need for them there.
79Jō chaitanya thē unkī niśhānī yādgār kē liē pattharō̃ key|kī rakhtē haĩ .
76Stone images are kept as memorials of those who existed in living forms.
80Abhī in dēvtāō̃ key|kī kahānī kā tumkō mālūm paṛ gayā hai ki in dēvtāō̃ key|kī jīvan kahānī kyā thī ?
77You now know what the life stories of those deities were.
81Phir sē vahī repeat hōtī hai .
78They are to be repeated once again.
82Āgē yah gyān chakṣhu nahī̃ thā tō jaisē pattharbuddhi thē .
79Previously, when you didn’t have your third eye of knowledge, it was as though your intellects were stone.
83Abhī bāp dvārā jō gyān milā hai , gyān ēk hī hai parantu uṭhānē vālē number-vār haĩ .
80The knowledge that you all receive from the Father is the same, but you all take it numberwise.
84Tumhārī rūdra mālā bhī is dhārṇā K|kē anusār hī bantī hai .
81Therefore, the rosary of Rudra (souls) is created according to how much each of you imbibes.
85Ēk hai rūdra mālā , dūsrī hai rūṇḍ mālā .
82One rosary is of Rudra and the other is the rosary of Runda (human beings).
86Ēk hai brothers key|kī , dūsrī hai brothers aur sisters key|kī .
83One is of brothers (souls) and the other is of brothers and sisters.
87Yah tō buddhi mē̃ ātā hai ham ātmāyē̃ bahut chhōṭī-chhōṭī bindī muāphik haĩ .
84It is now in your intellects that all of you souls are just like tiny dots.
88Gāyan bhī hai bhr̥ikuṭī K|kē bīch chamaktā hai ajab sitārā .
85There is a song that says: A wonderful star sparkles in the centre of the forehead.
89Abhī tum samajhtē hō ham ātmā chaitanya haĩ . 90Ēk chhōṭē sitārē misal haĩ .
86You souls now understand that you souls are living beings, that each of you is like a small star.
91Phir jab garbh mē̃ ātē haĩ tō pahlē kitnā chhōṭā piṇḍ hōtā hai . 92Phir kitnā baṛā hō jātā hai .
87The body of a soul that enters a womb is at first very small and then it grows larger.
93Vahī ātmā apnē śharīr dvārā avināśhī part bajātī rahtī hai .
88Souls continue to play their imperishable parts through their bodies.
94Is śharīr kō hī phir sab yād karnē lag paṛtē haĩ .
89Then, everyone starts remembering bodies.
95Yah śharīr hī achchhā-burā hōnē K|kē kāraṇ sabkō ākarṣhit kartā hai .
90It is bodies that attract everyone because they are either good or bad.
96Satyug mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē ki ātma-abhimānī banō , apnē kō ātmā samjhō .
91In the golden age, you don’t have to tell anyone to become soul conscious or to consider themselves to be souls.
97Yah gyān tumhē̃ abhī hī miltā hai kyōṅki tum jāntē hō abhī ātmā patit ban paṛī hai .
92It is now that you are given this knowledge because you know that souls are now impure.
98Patit hōnē kāraṇ jō kām kartī hai vah sabhī ulṭā hō jātā hai .
93Because they are impure, whatever acts they perform are wrong.
99Bāp sulṭā kām karātē , māyā ulṭā kām karātī hai .
94The Father inspires you to act correctly whereas Maya makes you act wrongly.
100Sabsē ulṭā kām hai bāp kō sarvavyāpī kahnā .
95The most incorrect act is to call the Father omnipresent.
101Ātmā jō part bajātī hai vah avināśhī hai .
96The part that each soul plays is imperishable.
102Unkō jalāyā nahī̃ jātā , unkī tō pūjā hōtī hai .
97You souls are never burnt. 98You are worshipped.
103Śharīr kō jalāyā jātā hai .
99Your bodies are burnt.
104Ātmā jab śharīr chhōṛtī tō śharīr kō jalātē haĩ . 105Ātmā dūsrē śharīr mē̃ pravēśh kar jātī hai .
100When a soul leaves his body, that soul enters another body, and the old body is burnt.
106Ātmā bigar śharīr dō-chār din bhī nahī̃ rakh saktē haĩ .
101A body without a soul cannot be kept for even two to four days.
107Kaī tō phir śharīr mē̃ davāiyā̃ ādi lagākar rakh bhī lētē haĩ .
102However, some bodies are preserved with chemicals, etc.
108Parantu phāydā kyā ?
103What benefit is there in that?
109Kriściyan kā ēk saint Xavier hai , kahtē haĩ uskā śharīr abhī bhī rakhā huā hai .
104Christians say of Saint Xavier that his body is still preserved.
110Unkā bhī jaisē mandir banā huā hai .
105It is as though there is a temple to him there.
111Kiskō dikhātē nahī̃ haĩ sirph unkē pāṅw dikhātē haĩ .
106The only part of him that they show is his foot.
112Kahtē haĩ kōī pāṅw chhū lētā hai tō bīmār nahī̃ hōtā .
107They say that anyone who touches his foot will never become ill.
113Pāṅw chhūnē sē bīmārī sē halkē hō jātē haĩ tō samajhtē haĩ unkī kr̥ipā .
108If they feel relief from their illness after touching his foot, they believe that that is his mercy.
114Bāp kahtē haĩ bhāvnā kā bhāṛā mil jātā hai .
109The Father says: They receive the return of their faith.
115Niśhchaybuddhi hōnē sē kuchh fāydā hōtā hai .
110Some do take benefit due to the faith that their intellects have.
116Bākī aisē hō tō ḍhēr K|kē ḍhēr vahā̃ jāyē̃ , mēlā lag jāē .
111However, if it really were like that, great crowds would go there and there would be a great gathering.
117Bāp bhī yahā̃ āyē haĩ phir bhī itnā ḍhēr nahī̃ hōtē .
112The Father has come here, but there still isn’t a big crowd.
118Ḍhēr hōnē kī jagah bhī nahī̃ hai .
113There isn't enough space for everyone anyway.
119Jab ḍhēr hōnē kā samay ātā hai tō vināśh hō jātā hai .
114When it is the time for many to come, destruction will take place.
120Yah bhī drama banā huā hai .
115This too is fixed in the drama.
121Iskā ādi vā ant nahī̃ hai .
116This drama has no beginning or end.
122Hā̃ , jhāṛ key|kī jaṛjaṛībhūt avasthā hōtī hai arthāt tamōpradhān ban jātā hai tab yah jhāṛ change hōtā hai .
117Yes, the tree does reach a state of total decay, that is, it becomes tamopradhan. 118Therefore, it then has to be changed.
123Kitnā yah bēhad kā baṛā jhāṛ hai .
119This tree is unlimited.
124Pahlē vah āyēṅgē jinkō pahlē number mē̃ jānā hai .
120Those who have to go into the first number will go down first.
125Number-vār āyēṅgē nā ?
121Everyone has to go down, numberwise.
126Sabhī sūryavanśhī tō ikaṭṭhē nahī̃ āyēṅgē .
122Not everyone in the sun dynasty can come down together.
127Chandravanśhī bhī sabhī ikaṭṭhē nahī̃ ātē .
123Not even everyone in the moon dynasty can go down together.
128Number-vār mālā anusār hī āyēṅgē .
124They will go down, numberwise, according to their place in the rosary.
129Pārṭdhārī sabhī ikaṭṭhē kaisē āyēṅgē .
125How could all the actors come onto the stage together?
130Khēl hī bigaṛ jāē .
126The whole play would be spoilt.
131Yah khēl baṛā accurate banā huā hai , ismē̃ kōī change hō nahī̃ saktī .
127This play is very accurate; there cannot be the slightest change in it.
132Mīṭhē-mīṭhē bachchē jab yahā̃ baiṭhtē hō tō buddhi mē̃ yahī yād rahnā chāhiē .
128Sweetest children, when you sit here, your intellects should only retain these things.
133Aur satsaṅgō̃ mē̃ tō aur-aur bātē̃ buddhi mē̃ ātī haĩ .
129In other satsangs, they keep all sorts of things in their intellects.
134Yah tō ēk hī paṛhāī hai , jissē tumhārī kamāī hōtī hai .
130Here, there is only this one study through which you can earn your income.
135Un śhāstrō̃ ādi kō paṛhnē sē kamāī nahī̃ hōtī .
131You earn no income from studying those scriptures etc.
136Hā̃ , kuchh na kuchh guṇ achchhē hōtē haĩ .
132Yes, you can imbibe some good virtues.
137Granth paṛhnē baiṭhtē haĩ tō aisē nahī̃ sabhī nirvikārī hōtē haĩ .
133It isn’t that all those who sit and read the Granth (Sikh scripture) are viceless.
138Bāp kahtē haĩ is duniyā mē̃ sabhī bhraṣhṭāchār sē paidā hōtē haĩ .
134The Father says: Everyone in this world is created through corruption.
139Tum bachchō̃ sē kaī pūchhtē haĩ vahā̃ janm kaisē hōgā ?
135Many people ask you children how babies will take birth there.
140Bōlō , vahā̃ tō 5 vikār hī nahī̃ , yōgbal sē bachchē paidā hōtē haĩ .
136Tell them: The five vices do not exist there. 137Children are born through the power of yoga.
141Pahlē hī sākṣhātkār hōtā hai ki bachchā ānē vālā hai .
138They have a vision beforehand of the child that is going to take birth.
142Vahā̃ vikār key|kī bāt nahī̃ .
139There is no question of vice there.
143Yahā̃ tō bachchō̃ kō bhī māyā girā dētī hai .
140Here, Maya even makes some of you children fall.
144Kōī-kōī tō bāp kō ākar sunātē bhī haĩ .
141Some do come and tell the Father.
145Sunāyēṅgē nahī̃ tō sauguṇā daṇḍ paṛ jāyēgā .
142Because some do not tell Him, they have to experience one hundred-fold punishment.
146Bāp tō sabhī bachchō̃ kō kahtē haĩ ki kōī bhī pāp karma hō jātā hai tō bāp kō jhaṭ batānā chāhiē .
143The Father tells all of you children that if you ever perform sinful acts, you must immediately tell the Father.
147Bāp avināśhī vaidya hai .
144The Father is the imperishable Herbalist.
148Surgeon kō sunānē sē tum halkē hō jāyēṅgē .
145By telling the Surgeon what you have done, you will become light.
149Jab tak saṅgamyug hai tab tak bāp sē kuchh chhipānā nahī̃ hai .
146You must not hide anything from the Father during the whole of the confluence age.
150Kōī chhipātē haĩ tō bāp K|kē dil kō jīt nahī̃ saktē .
147If anyone hides anything, he will not be able to win the Father's heart.
151Sārā madār purūṣhārth par hai .
148Everything depends on the efforts you make.
152School mē̃ āyēṅgē hī nahī̃ tō character kaisē sudharē̃gē ?
149If someone doesn’t go to school, how could his character be reformed?
153Is samay sabkē characters kharāb haĩ .
150At present, everyone’s character is bad.
154Vikār hī pahlē number kā kharāb characters hai isliē bāp kahtē haĩ - bachchō̃ , kām vikār tumhārā mahāśhatru hai .
151The vice of lust is the foremost bad character. 152This is why the Father says: Children, the vice of lust is your greatest enemy.
155Āgē bhī yah gītā kā gyān sunā thā tō yah sabhī bātē̃ samajh mē̃ nahī̃ ātī thī .
153Previously, I too used to listen to the Gita, but I wasn’t able to understand everything.
156Ab bāp direct gītā sunātē haĩ .
154The Father is now giving you this knowledge of the Gita directly.
157Abhī bāp nē tum bachchō̃ kō divya buddhi dī hai , tō bhakti kā nām suntē hansī ātī hai ki kyā-kyā kartē thē !
155The Father has now given you children divine intellects. 156When you remember what you used to do in devotion, you laugh.
158Abhī tō bāp śhikṣhā dētē haĩ , ismē̃ dayā , kr̥ipā vā āśhīrvād key|kī bāt hōtī nahī̃ .
157The Father now gives you teachings; there is no question of blessings or mercy in this.
159Khud par hī dayā , kr̥ipā vā āśhīrvād karnī hai .
158You have to have mercy and blessings on yourselves.
160Bāp tō her|har bachchē kō puruṣhārth karātē haĩ .
159The Father inspires each of you children to make effort.
161Kōī tō puruṣhārth kar bāp K|kē dil kō jīt lētē , kōī tō puruṣhārth kartē-kartē mar bhī paṛtē haĩ .
160Some of you do make effort and win the Father's heart. 161Some even die whilst making effort.
162Bāp tō her|har bachchē kō ēk jaisā hī paṛhātē haĩ phir kōī samay aisī guhya bātē̃ nikaltī haĩ jō purānā sanśhay hī uṛ jātā hai , phir khaṛē hō jātē haĩ isliē bābā key|kī paṛhāī kabhī miss nahī̃ karnī chāhiē .
162The Father gives the same teachings to all of you children. 163Sometimes, such deep points emerge that all their previous doubts are removed and they become alert again. 164This is why you must never miss Baba's study.
163Mukhya hai bāp kī yād .
165The main thing is to have remembrance of the Father.
164Daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ .
166You also have to imbibe divine virtues.
165Kōī kuchh chhī-chhī bōlē tō sunā-ansunā kar dēnā chāhiē .
167If someone speaks to you about dirty things, then simply hear, but do not hear.
166Hear no evil … ūñch pad pānā hai tō mān-apmān , duḥkh-sukh , hār-jīt sab sahan jarūr karnā hai .
168Hear no evil! 169In order to claim a high status, you definitely do have to tolerate fame and defamation, regard and disregard, happiness and sorrow, victory and defeat.
167Bāp kitnī yuktiyā̃ batlātē haĩ .
170The Father gives you so many methods.
168Phir bhī bachchē bāp kā bhī sunā-ansunā kar dētē haĩ tō vah kyā pad pāyēṅgē ?
171Nevertheless, it is as though some children listen to the Father but hear nothing of what He says. 172Therefore, what status will they receive?
169Bāp kahtē haĩ jab tak aśharīrī nahī̃ banē haĩ tab tak māyā key|kī kuchh na kuchh chōṭ lagtī rahēgī .
173The Father says: Until you become bodiless, you will continue to be hurt by Maya in one way or another.
170Bāp kā kahnā nahī̃ māntē tō bāp kā disregard kartē haĩ .
174If you do not listen to the Father, it means that you have disregard for the Father.
171Phir bhī bāp kahtē haĩ bachchē , sadā jītē jāgtē rahō aur bāp kō yād kar ūñch pad pāō .
175In spite of that, the Father still says: Children, may you remain constantly alive and conscious and remember the Father and claim a high status.
172Achchhā !
176Achcha.
173Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
177To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
174Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
178The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
175Dhārṇā kē liē mukhya sār :
179Essence for dharna:
1761 ) kōī bhī ulṭī-sulṭī bātē̃ karē tō sunā-ansunā kar dēnā hai .
180 1. If anyone tells you any wrong things, hear but do not hear.
177Hear no evil … duḥkh-sukh , mān-apmān sab kuchh sahan karnā hai .
181Hear no evil! 182You have to tolerate everything: happiness and sorrow, victory and defeat, regard and disregard.
1782 ) bāp jō sunātē haĩ usē kabhī sunā-ansunā kar bāp kā disregard nahī̃ karnā hai .
183 2. Never have disregard for the Father by ignoring what He says.
179Māyā key|kī chōṭ sē bachnē kē liē aśharīrī rahnē kā abhyās jarūr karnā hai .
184In order to be saved from being hurt by Maya, definitely practise remaining in the bodiless stage.
Blessing
180Vardān : bāp samān merciful ban sabkō kṣhamā kar snēh dēnē vālē master dātā bhav
185Blessing: May you become a master bestower and be as merciful as the Father by forgiving everyone and giving them love.
181Jaisē bāp kō merciful , merciful kahtē haĩ , aisē āp bachchē bhī master merciful hō .
186 Just as the Father is said to be merciful, in the same way, you children are also “master merciful”.
182Jō merciful haĩ vahī kalyāṇ kar saktē haĩ , akalyāṇ karnē vālē kō bhī kṣhamā kar saktē haĩ .
187Only those who are merciful can benefit others and forgive those who cause them harm.
183Vah master snēh K|kē sāgar hōtē haĩ , unkē pās|pass snēh K|kē binā aur kuchh hai hī nahī̃ .
188They are master oceans of love and they have nothing but love.
184Vartamān samay sampatti sē bhī jyādā snēh key|kī āvaśhyaktā hai isliē master dātā ban sabkō snēh dētē chalō .
189At present, there is an even greater need for love than wealth. 190Therefore, become master bestowers and continue to give everyone love.
185Kōī bhī khālī hāth na jāyē .
191Let no one go away empty-handed.
Slogan
186Slōgan : tīvr puruṣhārthī bannē key|kī chāhnā hō tō jahā̃ chāh hai vahā̃ rāh mil jāyēgī .
192Slogan: When you desire to become an intense effort-maker, where there is a desire, you will definitely find a way.
193*** Om Shanti ***