बुधवार 1 जनवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-01-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 01/01/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum gyān kī barsāt kar hariyālī karnē vālē hō , tumhē̃ dhārṇā karnī aur karānī hai ' '

1Essence: Sweet children, you are the ones who rain this knowledge and make everything green. 2You have to imbibe this knowledge and inspire others to do the same.

Question

2Praśhna  : jō bādal barastē nahī̃ haĩ , unhē̃ kaun-sā nām dēgē  ?

3Question: What would clouds that do not rain be called?

Answer

3Uttar  : vah haĩ sust bādal .

4Answer: They are lazy clouds.

4Chust vah jō barastē haĩ .

5Active clouds are those that rain.

5Agar dhārṇā hō tō barasnē K|kē binā rah nahī̃ saktē .

6If they have imbibed this knowledge, they cannot remain without showering it on others.

6Jō dhārṇā kar dūsrō̃ kō nahī̃ karātē unkā pēṭ pīṭh sē lag jātā hai , vah garīb haĩ . 7Prajā mē̃ chalē jātē haĩ .

7For those who do not imbibe this knowledge or inspire others to do so, it is as though their stomachs stick to their backs. 8They are poor and they will become subjects.

Question

8Praśhna  : yād kī yātrā mē̃ mukhya mēhnat kaun-sī hai  ?

9Question: What is the main effort you have to make on this pilgrimage of remembrance?

Answer

9Uttar  : apnē kō ātmā samajh bāp kō bindu rūp mē̃ yād karnā , bāp jō hai jaisā hai usī svarūp sē yathārth yād karnā , ismē̃ hī mēhnat hai .

10Answer: To consider yourself to be a soul and to remember the Father in the form of a point. 11To remember the Father accurately as He is, in His real form, takes effort.

Song

10Gīt  : jō piyā kē sāth hai …

12Song: The rain of knowledge is for those who are with the Beloved.

Murli

11Ōm śhānti .

13Om shanti.

12Jaisē sāgar kē ūpar mē̃ bādal haĩ tō bādalō̃ kā bāp huā sāgar .

14Clouds are above the ocean and the Father of clouds is the ocean.

13Jō bādal sāgar kē sāth haĩ unkē liē hī barsāt hai .

15Showers of rain are only from the clouds that are made with the ocean.

14Vah bādal bhī pānī bharkar phir barastē haĩ .

16Those clouds fill themselves with water and then rain.

15Tum bhī sāgar kē pās ātē hō bharnē kē liē .

17You also come to this Ocean in order to fill yourselves.

16Sāgar K|kē bachchē bādal tō hō hī , jō mīṭhā pānī khīñch lētē hō .

18You children of the Ocean are clouds anyway and this is why you are able to absorb this sweet water.

17Ab bādal bhī anēk prakār K|kē hōtē haĩ .

19There are many types of cloud.

18Kōī khūb jōr sē barastē haĩ , bāṛh kar dētē haĩ , kōī cum|kam barastē haĩ .

20Some rain very heavily and cause a flood whereas some rain very little.

19Tumhārē mē̃ bhī aisē number-vār haĩ jō khūb jōr sē barastē haĩ , unkā nām bhī gāyā jātā hai .

21You too are numberwise. 22Those who rain very heavily are remembered.

20Jaisē varṣhā bahut hōtī hai tō manuṣhya khuśh hōtē haĩ .

23When there is a lot of rain, people become very happy.

21Yah bhī aisē hai . 22Jō achchhā barastē haĩ , unkī mahimā hōtī hai , jō nahī̃ barastē haĩ unkī dil jaisē sust hō jātī hai , pēṭ bharēgā nahī̃ .

24Here, too, those who rain a great deal are praised. 25Those who do not rain become lazy hearted. 26They are unable to fill their stomachs.

23Pūrī rīti dhārṇā na hōnē sē pēṭ jākar pīṭh sē lagtā hai .

27Because they are not able to imbibe this knowledge well, their stomachs stick to their backs.

24Famine hōtā hai tō manuṣhyō̃ kā pēṭ pīṭh sē lag jātā hai .

28When there is a famine, the stomachs of people stick to their backs.

25Yahā̃ bhī dhārṇā kar aur dhārṇā nahī̃ karātē haĩ tō pēṭ jākar pīṭh sē lagēgā .

29Here, too, if you do not imbibe this knowledge or inspire others to imbibe it, your stomach sticks to your back.

26Khūb barasnē vālē jākar rājā-rānī banē̃gē aur vah garīb .

30Those who rain a lot now become the kings and queens; the others become poor.

27Garībō̃ kā pēṭ pīṭh sē rahtā hai .

31The stomachs of the poor stick to their backs.

28Tō bachchō̃ kō dhārṇā baṛī achchhī karnī chāhiē .

32Therefore, you children should imbibe this knowledge very well.

29Ismē̃ bhī ātmā aur paramātmā kā gyān kitnā sahaj hai .

33The knowledge of souls and the Supreme Soul is so simple.

30Tum ab samajhtē hō hamārē mē̃ ātmā aur paramātmā dōnō̃ kā gyān nahī̃ thā . 31Tō pēṭ pīṭh sē lag gayā nā .

34You now understand that you previously had no knowledge of souls or the Supreme Soul, and so your stomachs stuck to your backs.

32Mukhya hai hī ātmā aur paramātmā key|kī bāt .

35The main aspects are of souls and the Supreme Soul.

33Manuṣhya ātmā kō hī nahī̃ jāntē haĩ tō paramātmā kō phir kaisē jān sakē̃gē .

36People don’t know what a soul is, and so how could they know about the Supreme Soul?

34Kitnē baṛē vidvān , paṇḍit ādi haĩ , kōī bhī ātmā kō nahī̃ jāntē .

37There are many scholars and pundits etc.; they do not know about souls.

35Ab tumkō mālūm huā hai ki ātmā avināśhī hai , usmē̃ 84 janmō̃ kā avināśhī part nūndhā huā hai , jō chaltā rahtā hai .

38You have now come to know that you are imperishable souls and are filled with imperishable parts of 84 births which continue to repeat.

36Ātmā avināśhī tō part bhī avināśhī hai .

39Souls are imperishable and so their parts are also imperishable.

37Ātmā kaisā all-round part bajātī hai - yah kiskō patā nahī̃ hai .

40No one knows how you souls play all-round parts.

38Vah tō ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ .

41People just say that each soul is the Supreme Soul.

39Tum bachchō̃ kō ādi sē lēkar ant tak pūrā gyān hai .

42You children have all of this knowledge from the beginning to the very end.

40Vah tō drama key|kī āyu hī lākhō̃ varṣh kah dētē .

43They say that the duration of the drama is hundreds of thousands of years.

41Abhī tumkō sārā gyān milā hai .

44You have now received this entire knowledge.

42Tum jāntē hō is bāp K|kē rachē huē gyān yagya mē̃ yah sārī duniyā svāhaḥ hōnī hai isliē bāp kahtē haĩ dēh sahit jō kuchh bhī hai yah sab bhūl jāō , apnē kō ātmā samjhō .

45You know that the whole of this old world is to be sacrificed into the sacrificial fire of knowledge created by the Father. 46That is why the Father says: Forget everything including your own bodies. 47Consider yourselves to be souls.

43Bāp kō aur śhāntidhām , sweet home kō yād karō .

48Remember the Father and your sweet home, the land of peace.

44Yah tō hai hī duḥkhdhām .

49This is a land of sorrow.

45Tumhārē mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār samjhā saktē haĩ .

50You are able to explain to others, numberwise, according to the efforts you make.

46Abhī tum gyān sē tō bharpūr hō . 47Bākī sārī mēhnat hai yād mē̃ .

51You are now being filled with this knowledge, but your efforts lie in having remembrance.

48Janma-janmāntar kā dēh-abhimān miṭākar dēhī-abhimānī banē̃ , ismē̃ baṛī mēhnat hai .

52It takes great effort to finish the body consciousness of many births and become soul conscious.

49Kahnā tō baṛā sahaj hai parantu apnē kō ātmā samajhē̃ aur bāp kō bhī bindu rūp mē̃ yād karē̃ , ismē̃ mēhnat hai .

53Although it is very easy to speak about this, it takes effort to consider yourself to be a soul and to remember the Father in the form of a point.

50Bāp kahtē haĩ maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , aisā kōī muśhkil yād kar saktē haĩ .

54The Father says: Scarcely anyone remembers Me as I am or who I am.

51Jaisē bāp vaisē bachchē hōtē haĩ nā .

55As is the Father, so His children.

52Apnē kō jānā tō bāp kō bhī jān jāyēṅgē .

56If you know yourself as you are, you will also know the Father as He is.

53Tum jāntē hō paṛhānē vālā tō ēk hī bāp hai , paṛhnē vālē bahut haĩ .

57You know that there is only the one Father who teaches whereas there are many who study.

54Bāp rājdhānī kaisē sthāpan kartē haĩ , vah tum bachchē hī jāntē hō .

58Only you children know how the Father establishes the kingdom.

55Bākī yah śhāstra ādi sab haĩ bhakti mārg kī sāmagrī .

59However, all of those scriptures, etc. are the paraphernalia of the path of devotion.

56Samjhānē kē liē hamkō kahnā paṛtā hai . 57Bākī ismē̃ ghr̥iṇā key|kī kōī bāt nahī̃ hai .

60We have to say this in order to explain to others, but there is no question in this of disliking anything.

58Śhāstrō̃ mē̃ bhī brahmā kā din aur rāt kahtē haĩ parantu samajhtē nahī̃ .

61The day and the night of Brahma are even mentioned in the scriptures, but people do not understand anything.

59Rāt aur din ādhā-ādhā hōtā hai .

62The day and night are half and half.

60Sīṛhī par kitnā sahaj samjhāyā jātā hai .

63It is explained very easily in the picture of the ladder.

61Manuṣhya samajhtē haĩ ki bhagvān tō baṛā samarth hai vah jō chāhē sō kar saktē haĩ . 62Lēkin bābā kahtē maĩ bhī drama K|kē bandhan mē̃ bāndhā huā hū̃ .

64People believe that God is so powerful that He can do whatever He wants, but Baba says: I too am bound by this drama.

63Bhārat par tō kitnī āphatē̃ ātī rahtī haĩ phir maĩ ghaṛī-ghaṛī ātā hū̃ kyā  ?

65Bharat continues to have so many difficulties, so do I keep coming here again and again?

64Mērē part key|kī limit hai .

66There is a limit to My part.

65Jab pūrā duḥkh hōtā jātā hai tab maĩ apnē samay par ātā hū̃ .

67It is only when there is complete sorrow that I then come, according to My own time.

66Ēk second kā bhī fark nahī̃ paṛtā hai .

68There cannot be the difference of even a second.

67Drama mē̃ har ēk kā accurate part nūndhā huā hai .

69Everyone’s part is fixed accurately in the drama.

68Yah hai highest bāp key|kī reincarnation .

70This is the reincarnation of the highest Father.

69Phir number-vār sab ātē haĩ , cum|kam tākat vālē .

71Then, those who have less power continue to come down, numberwise.

70Tum bachchō̃ kō abhī bāp sē knowledge milī hai jō tum viśhva K|kē mālik bantē hō .

72You children have now received this knowledge from the Father through which you are becoming the masters of the world.

71Tumhārē mē̃ full force key|kī tākat ātī hai .

73You gain the full force of that power.

72Purūṣhārth kar tum tamōpradhān sē satōpradhān bantē hō .

74By making effort, you become satopradhan from tamopradhan.

73Aurō̃ kā tō part hī nahī̃ hai .

75This is not in the parts of others.

74Mukhya hai drama , jiskī knowledge tumkō abhī miltī hai .

76The main thing is the drama, the knowledge of which you have now received.

75Bākī tō sab haĩ material kyōṅki vah sab in ôkhō̃ sē dēkhā jātā hai .

77Everything else is material, because you can see all of that with your physical eyes.

76Wonder of|off dī|the world tō bābā hai , jō phir rachtē bhī svarg haĩ , jiskō heaven , paradise kahtē haĩ .

78Baba is the Wonder of the World and He creates heaven which is also called Paradise.

77Unkī kitnī mahimā hai , bāp aur bāp K|kē rachnā key|kī baṛī mahimā hai .

79There is so much praise of Him. 80There is great praise of the Father and His creation.

78Ūñch tē ūñch hai bhagvān .

81The Highest on High is God.

79Ūñch tē ūñch svarg key|kī sthāpanā bāp kaisē kartē haĩ , yah kōī bhī kuchh bhī nahī̃ jāntē haĩ .

82No one knows how the Father creates the highest heaven of all.

80Tum mīṭhē-mīṭhē bachchē bhī number-vār purūṣhārth anusār jāntē hō aur us anusār hī pad pātē hō , jisnē purūṣhārth kiyā vah drama anusār hī kartē haĩ .

83You sweetest children only understand this, numberwise, and claim a status according to the efforts you make. 84Whatever efforts you make, you do that according to the drama.

81Purūṣhārth bigar tō kuchh mil na sakē .

85You cannot receive anything without making effort.

82Karma bigar ēk second bhī rah nahī̃ saktē .

86You cannot remain for even a second without performing an act.

83Vah haṭhyōgī prāṇāyām chaṛhā lētē haĩ , jaisē jaṛ ban jātē haĩ , andar paṛē rahtē haĩ , ūpar miṭṭī jam jātī hai , miṭṭī kē ūpar pānī paṛnē sē ghās jam jātī hai . 84Parantu issē kuchh phāydā nahī̃ .

87Those hatha yogis exercise breath control; it is as though they are dead. 88They simply stay in their caves while dust settles on them. 89When water falls on them, grass begins to grow, but what benefit is there in that?

85Kitnā din aisē baiṭhē rahē̃gē  ?

90For how many days can they remain sitting like that?

86Karma tō jarūr karnā hī hai .

91They definitely have to act.

87Karm sannyāsī kōī ban na sakē .

92No one can become a renunciate of action.

88Hā̃ , sirph khānā ādi nahī̃ banātē haĩ isliē unkō karm sannyāsī kah dētē haĩ .

93It is because they don’t prepare food, etc. for themselves that they call themselves renunciates of actions.

89Yah bhī unhō̃ kā drama mē̃ part hai .

94This too is in their parts in the drama.

90Yah nivr̥itti mārg vālē bhī nahī̃ hōtē tō bhārat key|kī kyā hālat hō jātī  ?

95If those people of the path of isolation did not exist, what would Bharat’s condition have become?

91Bhārat number one pure thā .

96Bharat was number one pure.

92Bāp pahlē-pahlē purity sthāpan kartē haĩ , jō phir ādhākalp chaltī hai .

97The Father first of all creates purity which lasts for half a cycle.

93Barōbar satyug mē̃ ēk dharm , ēk rājya thā . 94Phir deity rājya ab phir sē sthāpan hō rahā hai .

98There was definitely one religion and one kingdom in the golden age; that deity kingdom is now being established once again.

95Aisē achchhē-achchhē slōgan banākar manuṣhyō̃ kō sujāg karnā chāhiē . 96Phir sē deity rājya-bhāgya ākar lō|low .

99You should invent such good slogans that they awaken people: Come and claim your fortune of the deity kingdom again.

97Abhī tum kitnā achchhī rīti samajhtē hō .

100You now understand this very well.

98Śhrīkr̥iṣhṇa kō śhyām-sundar kyō̃ kahtē haĩ - yah bhī abhī tum jāntē hō .

101You also now know why Shri Krishna is called "The ugly and the beautiful one".

99Ājkal tō bahut hī aisē-aisē nām rakh dētē haĩ .

102Nowadays, many people are given such names.

100Śhrīkr̥iṣhṇa sē competition kartē haĩ .

103They are in competition with Shri Krishna.

101Tum bachchē jāntē hō patit rājāyē̃ kaisē pāvan rājāō̃ kē āgē jākar māthā ṭēktē haĩ parantu jāntē thōṛēhī haĩ .

104You children know how impure kings go in front of the idols of those pure kings and bow their heads; they do not know anything.

102Tum bachchē jāntē hō jō pūjya thē vahī phir pujārī ban jātē haĩ .

105You children understand that it is those who were worthy of worship who then became worshippers.

103Abhī tumhārī buddhi mē̃ sārā chakra hai .

106The entire cycle is now in your intellects.

104Yah bhī yād rahē tō avasthā baṛī achchhī rahē .

107Even if you remember this much, your stage will remain very good.

105Parantu māyā simraṇ karnē nahī̃ dētī hai , bhulā dētī hai .

108However, Maya does not allow you to remember; she makes you forget.

106Sadaiv harṣhitmukh avasthā rahē tō tumkō dēvtā kahā jāē .

109If your stage remains constantly cheerful, you will be called deities.

107Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra dēkh kitnā khuśh hōtē haĩ .

110People become so happy on seeing the picture of Lakshmi and Narayan.

108Rādhē-kr̥iṣhṇa athavā rām ādi kō dēkh itnā khuśh nahī̃ hōtē kyōṅki śhrīkr̥iṣhṇa kē liē śhāstrō̃ mē̃ haṅgāmē̃ key|kī bātē̃ likh dī haĩ .

111They do not become as happy on seeing the picture of Radhe and Shri Krishna or Shri Rama, etc. because many aspects of upheaval have been written about Shri Krishna in the scriptures.

109Yah bābā bantā bhī śhrī nārāyaṇ hai nā .

112This Baba becomes Shri Narayan.

110Bābā tō in lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra kō dēkh khuśh hōtē haĩ .

113Baba becomes very happy on seeing the picture of Lakshmi and Narayan.

111Bachchō̃ kō bhī aisē samajhnā chāhiē , bākī kitnā samay is purānē śharīr mē̃ hōṅgē phir jākar prince banē̃gē .

114You children should also understand how long you will remain in your old bodies before you go and become princes.

112Yah aim object hai nā .

115This is your aim and objective.

113Yah bhī sirph tum jāntē hō .

116Only you know this.

114Khuśhī mē̃ kitnā gadgad hōnā chāhiē .

117Happiness should be bubbling up inside you.

115Jitnā paṛhē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē , paṛhē̃gē nahī̃ tō kyā pad milēgā  ?

118To the extent that you study, accordingly you will claim a high status. 119What status would you claim if you do not study?

116Kahā̃ viśhva K|kē mahārājā-mahārānī , kahā̃ sāhūkār , prajā mē̃ naukar-chākar .

120Just look at the status of the emperors of the world, the status of the wealthy subjects and the status of the servants.

117Subject tō ēk hī hai . 118Sirph manmanābhav , madhyājī bhav , alpha aur bē , yād aur gyān .

121There is only one subject; it is simply “Manmanabhav and Madhyajibhav”. 122It is Alpha and beta, this knowledge and yoga.

119Inkō kitnī khuśhī huī - alpha kō allāh milā , bākī sab dē diyā .

123This Baba has so much happiness. 124He found Allah and gave away everything.

120Kitnī baṛī lottery mil gaī .

125He won such a huge lottery.

121Bākī kyā chāhiē  !

126What else would he need?

122Tō kyō̃ na bachchō̃ K|kē andar mē̃ khuśhī rahnī chāhiē isliē bābā kahtē haĩ aisā translight kā chitra sabkē liē banvāyē̃ jō bachchē dēkhkar khuśh hōtē rahē̃ .

127So, why should you children also not have this happiness inside you? 128This is why Baba says: Create such "translight" pictures for everyone, that children become happy on seeing them.

123Śhivbābā brahmā dvārā hamkō yah varsā dē rahē haĩ .

129Shiv Baba is giving us this inheritance through Brahma.

124Manuṣhya tō kuchh nahī̃ jāntē haĩ .

130Human beings don’t know anything.

125Bilkul hī tuchchh buddhi haĩ .

131They have totally degraded intellects.

126Abhī tum tuchchh buddhi sē svachchha buddhi ban rahē hō .

132From having degraded intellects you are now becoming those with pure, clean intellects.

127Sab kuchh jān gayē hō , aur kuchh paṛhnē key|kī darkār nahī̃ .

133You have come to know everything; there is no need to study anything else.

128Is paṛhāī sē tumkō viśhva kī bādśhāhī miltī hai , isliē bāp kō knowledgeful kahtē haĩ .

134You receive the sovereignty of the world through this study. 135This is why the Father is called knowledge-full.

129Manuṣhya phir samajhtē haĩ har ēk key|kī dil kō jāntē haĩ , parantu bāp tō knowledge dētē haĩ .

136People believe that He knows everything in each one’s heart. 137However, the Father gives this knowledge.

130Teacher samajh saktē haĩ phalānā paṛhtē haĩ , bākī sārā din yah thōṛēhī baiṭh dēkhē̃gē ki inkī buddhi mē̃ kyā chaltā hai .

138A teacher can understand to what extent each one studies. 139He does not sit there the whole day watching what’s going on in each one’s intellect.

131Yah tō wonderful knowledge hai .

140This knowledge is wonderful.

132Bāp kō gyān kā sāgar , sukh-śhānti kā sāgar kahā jātā hai .

141The Father is called the Ocean of Knowledge and the Ocean of Peace and Happiness.

133Tum bhī abhī master gyān sāgar bantē hō .

142You are now becoming master oceans of knowledge.

134Phir yah title uṛ jāyēgā .

143You will not have these titles there.

135Phir sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ banē̃gē .

144You will become completely virtuous, 16 celestial degrees full, full of all virtues.

136Yah hai manuṣhya kā ūñch martabā .

145This is the highest status of a human being.

137Is samay yah hai īśhvarīy martabā .

146At present, each of you has a Godly status.

138Kitnī samajhnē aur samjhānē key|kī bātē̃ haĩ .

147You have to understand this and also explain it to others.

139Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra dēkh baṛī khuśhī hōnī chāhiē .

148You should experience a great deal of happiness when you see the picture of Lakshmi and Narayan.

140Ham abhī viśhva K|kē mālik banē̃gē .

149We will now become masters of the world like them.

141Knowledge sē hī sab guṇ ātē haĩ .

150It is with this knowledge that you receive all the virtues.

142Apnā aim object dēkhnē sē hī refreshment ā jātī hai , isliē bābā kahtē haĩ yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra tō harēk kē pās hōnā chāhiē .

151You become refreshed by seeing your aim and objective. 152Therefore, the Father says that everyone should have a picture of Lakshmi and Narayan.

143Yah chitra dil mē̃ pyār baṛhātā hai .

153This picture increases the love in your hearts.

144Dil mē̃ ātā hai - bas , yah mr̥ityulōk mē̃ last janm hai . 145Phir ham amarlōk mē̃ yah jākar banū̃gā , tattvam .

154It enters your hearts that you are in your last birth in the land of death and that you will become like them in that land of immortality. 155This applies to you as well.

146Aisē nahī̃ ki ātmā sō paramātmā . 147Nahī̃ , yah gyān sārā buddhi mē̃ baiṭhā huā hō .

156It is not that souls are the Supreme Soul; no. 157All of this knowledge should remain in your intellects.

148Jab bhī kiskō samjhātē hō , bōlō ham kabhī bhī kōī sē bhīkh nahī̃ māṅgtē .

158When you explain to others, tell them: We do not ask anyone for anything.

149Prajāpitā brahmā K|kē bachchē tō bahut haĩ .

159There are many children of Prajapita Brahma.

150Ham apnē hī tan-man-dhan sē sēvā kartē haĩ .

160We do service with our minds, bodies and wealth.

151Brāhmaṇ apnī kamāī sē hī yagya kō chalā rahē haĩ .

161We Brahmins keep this yagya going with our own earnings.

152Śhūdrō̃ K|kē paisē nahī̃ lagā saktē .

162We cannot use the money of shudras.

153Ḍhēr bachchē haĩ vah jāntē haĩ jitnā ham tan-man-dhan sē service karē̃gē , surrender hōṅgē utnā pad pāyēṅgē .

163There are countless children. 164Each of us knows that we will claim a status to the extent that we surrender our minds, bodies and wealth for service.

154Jāntē haĩ bābā nē bīj bōyā hai tō yah lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

165You know that it is because Baba has sown the seeds that he becomes Narayan.

155Paisē yahā̃ kām mē̃ tō ānē nahī̃ haĩ , kyō̃ na is kārya mē̃ lagā dē̃ .

166The money is not going to be of any use here, and so why should I not use it for this task?

156Phir kyā surrender hōnē vālē bhūkh martē haĩ kyā  ?

167Did those who surrendered everything starve to death?

157Bahut sambhāl hōtī rahtī hai .

168They were looked after very well.

158Bābā key|kī kitnī sambhāl hōtī rahtī hai .

169Baba is also looked after so well.

159Yah tō śhivbābā kā rath hai nā . 160Sārē world kō heaven banānē vālā hai .

170This is the chariot of Shiv Baba, the One who makes the whole world into heaven.

161Yah hasīn musāphir hai .

171That One is the Beautiful Traveller.

162Parampitā paramātmā tō ākar sabkō hasīn banātē haĩ , tum sānvarē sē gōrā hasīn bantē hō nā .

172The Supreme Soul comes here to make everyone beautiful. 173He changes you from ugly to beautiful.

163Kitnā salōnā sājan hai , ākar sabkō gōrā banā dētē haĩ .

174He is such a handsome Bridegroom. 175He comes and makes everyone beautiful.

164Un par tō kurbān jānā chāhiē .

176You have to sacrifice yourself to Him.

165Yād kartē rahnā chāhiē .

177Continue to remember Him.

166Jaisē ātmā kō dēkh nahī̃ saktē , jān saktē haĩ , vaisē paramātmā kō bhī jān saktē haĩ .

178Just as you cannot see a soul but you can understand it, in the same way, you can understand the Supreme Soul.

167Dēkhnē mē̃ tō ātmā-paramātmā dōnō̃ ēk jaisē bindu haĩ . 168Bākī tō sārī knowledge hai .

179Souls and the Supreme Soul are identical in appearance, just points; all the rest is knowledge.

169Yah baṛī samajh key|kī bātē̃ haĩ .

180These are matters of deep understanding.

170Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah note rahnī chāhiē .

181You children should note down these points in your intellects.

171Buddhi mē̃ number-vār purūṣhārth anusār dhārṇā hōtī hai .

182Your intellects imbibe this knowledge, numberwise, according to the efforts you make.

172Doctor lōgō̃ kō bhī davāiyā̃ yād rahtī haĩ nā .

183Doctors are able to remember medicines.

173Aisē nahī̃ ki us samay baiṭh kitāb dēkhē̃gē .

184It is not that they start consulting their books at that time.

174Ḍôkṭarī key|kī bhī points hōtī haĩ , bairisṭarī key|kī bhī points hōtī haĩ .

185Doctors have points; barristers have points.

175Tumhārē pās|pass bhī points haĩ , topics haĩ , jis par samjhātē haĩ .

186You also have points of this knowledge. 187There are plenty of topics that you can explain.

176Kōī point kiskō phāydā kar lētī hai , kōī kō kis point sē tīr lag jātā hai .

188Any point can bring benefit to someone. 189Some are struck by an arrow with one point and others with another point.

177Point tō bahut ḍhēr key|kī ḍhēr haĩ .

190There are many points.

178Jō achchhī rīti dhāraṇ karē̃gē vah achchhī rīti service kar sakē̃gē .

191Those who imbibe these points very well will be able to do very good service.

179Ādhākalp sē mahārōgī patient haĩ .

192You have been very sick patients for half a cycle.

180Ātmā patit banī hai , unkē liē ēk avināśhī surgeon davāī dētē haĩ .

193Souls have become impure and so the one eternal Surgeon gives you medicine.

181Vah sadaiv surgeon hī rahtē haĩ , kabhī bīmār hōtē nahī̃ .

194He is always the Surgeon; He never falls ill Himself.

182Aur tō sab bīmār paṛ jātē haĩ .

195Everyone else becomes ill.

183Avināśhī surgeon ēk hī bār ākar manmanābhav kā injection lagātē haĩ .

196The eternal Surgeon only comes once, in this age, and gives you the injection of “Manmanabhav”.

184Kitnā sahaj hai , chitra kō pocket mē̃ rakh dō sadaiv .

197It is very easy. 198Keep this picture in your pocket all the time.

185Bābā nārāyaṇ kā pujārī thā tō lakṣhmī kā chitra nikāl akēlā nārāyaṇ kā chitra rakh diyā .

199Baba used to worship Narayan before. 200He removed Lakshmi’s image from the picture and kept an image of Narayan alone.

186Abhī patā paṛtā hai jiskī ham pūjā kartē thē , vah ab ban rahē haĩ .

201He understood that he is now becoming the same one whom he used to worship.

187Lakṣhmī kō vidāī dē dī tō yah pakkā hai , ham lakṣhmī nahī̃ banū̃gā .

202He took leave from Lakshmi (removed her image from the picture). 203It was certain that he was not going to become Lakshmi.

188Lakṣhmī baiṭh pair dabāyē , yah achchhā nahī̃ lagtā thā .

204He did not like Lakshmi massaging the feet of Narayan in that picture.

189Unkō dēkhkar purūṣh lōg strī sē pair dabvātē haĩ .

205When some men saw this, they asked their wives to massage their feet.

190Vahā̃ thōṛēhī lakṣhmī aisē pair dabāyēgī .

206Lakshmi does not massage Narayan’s feet there.

191Yah rasm-rivāj vahā̃ hōtī nahī̃ .

207This custom and system does not exist there.

192Yah rasam rāvaṇ rājya kī hai .

208This system belongs to the kingdom of Ravan.

193Is chitra mē̃ sārī knowledge hai .

209The whole of this knowledge is in this picture.

194Ūpar mē̃ trimūrti bhī hai , is knowledge kō sārā din simraṇ kar baṛā wonder lagtā hai .

210There is the Trimurti at the top. 211There is great amazement in remembering this knowledge throughout the day.

195Bhārat ab svarg ban rahā hai .

212Bharat is now becoming heaven.

196Kitnī achchhī samjhānī hai , patā nahī̃ , manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ kyō̃ nahī̃ baiṭhtā hai  ?

213This is a very good explanation, yet it is not known why it doesn’t sit in the intellects of human beings.

197Āg baṛē jōr sē lagēgī , bhambhōr kō āg lagnī hai .

214There will be a blaze of fire with full force; the haystack has to be set on fire.

198Rāvaṇ rājya tō jarūr khalās hōnā chahiē .

215The kingdom of Ravan definitely has to be destroyed.

199Yagya mē̃ bhī pavitra brāhmaṇ chāhiē .

216Pure Brahmins are needed for this yagya.

200Yah baṛā bhārī yagya hai - sārē viśhva mē̃ purity lānē kā .

217This is the greatest sacrificial fire: it brings about purity throughout the whole world.

201Vō brāhmaṇ bhī bhal brahmā key|kī aulād kahlātē haĩ , parantu vah tō kukh vaṅśhāvalī haĩ .

218Although those brahmins call themselves children of Brahma, they are born through vice.

202Brahmā key|kī santān tō pavitra mukh vaṅśhāvalī thē nā .

219The children of Brahma are pure, mouth-born creations.

203Tō unhō̃ kō yah samjhānā chāhiē .

220Therefore, explain this to them.

204Achchhā  !

221Achcha.

205Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

222To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

206Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

223The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

207Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

224Essence for dharna:

2081 ) svachchha buddhi ban wonderful gyān kō dhāraṇ kar bāp samān master gyān sāgar bannā hai .

225 1. Make your intellect clean and imbibe this wonderful knowledge and thereby become a master ocean of knowledge, like the Father.

209Knowledge sē sarv guṇ svayã mē̃ dhāraṇ karnē haĩ .

226Imbibe all the virtues with this knowledge.

2102 ) jaisē bābā nē tan-man-dhan service mē̃ lagāyā , surrender huē aisē bāp samān apnā sab kuchh īśhvarīy sēvā mē̃ saphal karnā hai .

227 2. Just as Baba surrendered his body, mind and wealth and used them in doing service, so, you have to use everything in a worthwhile way for doing God’s service like the father.

211Sadā refresh rahnē kē liē aim object kā chitra sāth mē̃ rakhnā hai .

228In order to remain constantly refreshed, keep a picture of your aim and objective with you.

Blessing

212Vardān  : ēkras sthiti dvārā sadā ēk bāp kō follow karnē vālē prasannchit bhav

229Blessing: May you be happy hearted and constantly follow the one Father with your stable and constant stage.

213Āp bachchō̃ kē liē brahmā bāp key|kī jīvan accurate computer hai .

230 For you children, Father Brahma’s life is an accurate computer.

214Jaisē ājkal computer dvārā har ēk praśhna kā uttar pūchhtē haĩ .

231People nowadays put all of their questions into a computer and receive an answer.

215Aisē man mē̃ jab bhī kōī praśhna uṭhtā hai tō kyā , kyō̃ , kaisē kē bajāē brahmā bāp K|kē jīvan rūpī computer sē dēkhō .

232In the same way, whenever a question arises, then, instead of asking, “Why?” or “What?”, just look at the computer of Father Brahma’s life.

216Kyā aur kaisē kā question aisē mē̃ badal jāyēgā .

233The questions of “Why?” and “What?” will change into, “In this way”.

217Praśhnachit kē bajāē prasannchit ban jāyēṅgē .

234Instead of being full of questions, you will become happy hearted.

218Prasannchit arthāt ēkras sthiti mē̃ ēk bāp kō follow karnē vālē .

235To be happy hearted means to follow the father with your constant and stable stage.

Slogan

219Slōgan  : ātmik śhakti K|kē ādhār par sadā svastha rahnē kā anubhav karō .

236Slogan: With your soul-conscious power, constantly experience being healthy.

220Viśhēṣh note  : sabhī brahmā vats 1 January sē 31 January 2025 tak viśhēṣh antarmukhtā key|kī guphā mē̃ baiṭh yōg tapasyā kartē huē pūrē viśhva kō apnī śhaktiśhālī mansā dvārā viśhēṣh sakāśh dēnē key|kī sēvā karnā jī .

237*** Om Shanti *** 238Special note: All Brahmin children, while doing yoga tapasya in the cave of introversion from 1st to 31st January, serve the world with your powerful mind by giving it sakaash.

221Isī lakṣhya sē is mās K|kē patra puṣhp mē̃ jō avyakt iśhārē bhējē gayē haĩ , vah pūrē January mās mē̃ murlī kē nīchē bhī likh rahē haĩ .

239With this aim, the avyakt signals that are sent in this month’s newsletter will also be written at the end of each murli for the whole month.

222Āp sabhī in points par viśhēṣh manan chintan kartē huē mansā sēvā K|kē anubhavī banē̃ .

240While especially churning these points, become experienced in serving with your mind.

223Apnī śhaktiśhālī mansā dvārā sakāśh dēnē key|kī sēvā karō

241With your powerful minds, do the service of giving sakaash.

224Āp śhānti dūt bachchē , kahā̃ bhī rahtē , chaltē-phirtē sadā apnē kō śhānti dūt samajhkar chalō .

242You children, who are messengers of peace, have to consider yourselves to be messengers of peace while walking and moving around, no matter where you are staying.

225Jō svayã śhānt svarūp , śhaktiśhālī svarūp mē̃ sthit hōṅgē vah dūsrō̃ kō bhī śhānti aur śhakti key|kī sakāśh dētē rahē̃gē .

243Those who are embodiments of peace and stable in a powerful form will continue to give others the sakaash of peace and power.