गुरुवार 9 जनवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-01-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/01/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ vikarmō̃ key|kī sazā sē mukt hōnē kā purūṣhārth karnā hai , is antim janm mē̃ sab hisāb-kitāb chuktū kar pāvan bannā hai ' '

1Essence: Sweet children, in order to become free from being punished for your sins, you have to make effort. 2You have to settle all your accounts in this last birth and thereby become pure.

Question

2Praśhna  : dhōkhēbāj māyā kaun-sī pratigyā tuṛvānē key|kī kōśhiśh kartī hai  ?

3Question: Which promise does deceitful Maya try to make you break?

Answer

3Uttar  : tumnē pratigyā kī hai - kōī bhī dēhdhārī sē ham dil nahī̃ lagāyēṅgē .

4Answer: You promise that you won’t let your heart become attached to any bodily being.

4Ātmā kahtī hai ham ēk bāp kō hī yād karē̃gē , apnī dēh kō bhī yād nahī̃ karē̃gē .

5You souls say: I will only remember the one Father. 6I won’t even remember my own body.

5Bāp , dēh sahit sabkā sannyās karātē haĩ .

7The Father inspires you to renounce everything including your bodies.

6Parantu māyā yahī pratigyā tuṛvātī hai . 7Dēh mē̃ lagāv hō jātā hai .

8However, Maya tries to make you break this promise and have attachment for one body or another.

8Jō pratigyā tōṛtē haĩ unhē̃ sajāyē̃ bhī bahut khānī paṛtī haĩ .

9Those who break this promise will have to experience a lot of punishment.

Song

9Gīt  : tumhī̃ hō mātā-pitā tumhī̃ hō …

10Song: You are the Mother and Father.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Ūñch tē ūñch bhagvān key|kī mahimā bhī kī hai aur phir glāni bhī kī hai .

12There is praise as well as defamation of God, the Highest on High.

12Ab ūñch tē ūñch bāp khud ākar parichay dētē haĩ aur phir jab rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai tō apnī ūñchāī dikhātē haĩ .

13The highest-on-high Father, Himself, comes now and gives His own introduction. 14Ever since Ravan’s kingdom began, Ravan has been showing how great he is.

13Bhakti mārg mē̃ bhakti kā hī rājya hai isliē kahā jātā hai rāvaṇ rājya .

15On the path of devotion, it is the kingdom of devotion. 16This is why it is called Ravan’s kingdom.

14Vah rām rājya , yah rāvaṇ rājya .

17That is the kingdom of Ravan and the other is the kingdom of Rama.

15Rām aur rāvaṇ key|kī hī bhēṇṭ kī jātī hai . 16Bākī vah rām tō trētā kā rājā huā , unkē liē nahī̃ kahā jātā .

18Rama and Ravan are compared, but this is not said of that other Rama who is the king of the silver age.

17Rāvaṇ hai ādhākalp kā rājā .

19Ravan is king for half a cycle.

18Aisē nahī̃ ki rām ādhākalp kā rājā hai . 19Nahī̃ , yah detail mē̃ samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

20It isn't that that Rama too is a king for half a cycle; no. 21These are details that have to be understood.

20Bākī vah tō bilkul sahaj bāt hai samajhnē key|kī .

22However, they are very simple to understand.

21Ham sab bhāī haĩ .

23All of us are brothers.

22Ham sabkā vah bāp ēk nirākār hai .

24The Father of all of us is the incorporeal One.

23Bāp kō mālūm hai is samay hamārē sab bachchē rāvaṇ key|kī jēl mē̃ haĩ .

25The Father knows that all of His children are at present in Ravan’s jail.

24Kām chitā par baiṭh sab kālē hō gayē haĩ .

26Everyone has become ugly by sitting on the pyre of lust.

25Yah bāp jāntē haĩ .

27The Father knows all of this.

26Ātmā mē̃ hī sārī knowledge hai nā .

28All of this knowledge is in the soul.

27Ismē̃ bhī sabsē jāstī mahatva dēnā hōtā hai ātmā aur paramātmā kō jānnē kā .

29The most important thing is to know souls and the Supreme Soul.

28Chhōṭī-sī ātmā mē̃ kitnā part nūndhā huā hai jō bajātī rahtī hai .

30Such tiny souls have such huge parts recorded within them that they continue to play.

29Dēh-abhimān mē̃ ākar part bajātē haĩ tō svadharm kō bhūl jātē haĩ .

31When you start to play your parts of body consciousness, you forget your original religion.

30Ab bāp ākar ātma abhimānī banātē haĩ kyōṅki ātmā hī kahtī hai ki ham pāvan banē̃ .

32The Father has now come to make you soul conscious. 33It is you souls who say: I want to become pure.

31Tō bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .

34Therefore, the Father says: Constantly remember Me alone!

32Ātmā pukārtī hai hē parampitā , hē patit-pāvan , ham ātmāyē̃ patit ban gayē haĩ , ākar hamē̃ pāvan banāō .

35Souls call out: O Supreme Father, O Purifier, we souls have become impure; come and make us pure!

33Saṅskār tō sab ātmā mē̃ haĩ nā .

36It is you souls who carry all the sanskars.

34Ātmā sāph kahtī hai ham patit banē haĩ .

37Souls clearly say that they have become impure.

35Patit unkō kahā jātā hai jō vikār mē̃ jātē haĩ .

38Those who indulge in vice are called impure.

36Patit manuṣhya , pāvan nirvikārī dēvtāō̃ kē āgē jākar mandir mē̃ unkī mahimā gātē haĩ .

39Impure human beings go in front of the idols of the pure deities in the temples and sing their praise.

37Bāp samjhātē haĩ bachchē tum hī pūjya dēvtā thē .

40The Father says: Children, you were those worthy-of-worship deities.

3884 janm lētē-lētē nīchē jarūr utarnā paṛē .

41Whilst taking 84 births you definitely had to come down.

39Yah khēl hī patit sē pāvan , pāvan sē patit hōnē kā hai .

42This play is about changing from impure to pure and pure to impure.

40Sārā gyān bāp ākar iśhārē mē̃ samjhātē haĩ .

43The Father comes and explains all of this knowledge with a signal.

41Abhī sabkā antim janm hai .

44It is now everyone's last birth.

42Sabkō hisāb-kitāb chuktū kar jānā hai .

45All souls have to settle their accounts before returning home.

43Bābā sākṣhātkār karātē haĩ .

46Baba grants you all visions.

44Patit kō apnē vikarmō̃ kā daṇḍ jarūr bhōgnā paṛtā hai .

47Impure ones definitely have to suffer punishment for the sins they have committed.

45Pichhāṛī kā kōī janm dēkar hī sajā dēgē .

48Punishment is given by showing you something of your past birth.

46Manuṣhya tan mē̃ hī sajā khāyēṅgē isliē śharīr jarūr dhāraṇ karnā paṛtā hai .

49You experience punishment in a human body and this is why you definitely have to adopt bodies.

47Ātmā feel kartī hai , ham sajā bhōg rahē haĩ . 48Jaisē kāśhī kalvaṭ khānē samay daṇḍ bhōgtē haĩ , kiyē huē pāpō̃ kā sākṣhātkār hōtā hai .

50Souls feel that they are being punished, just as people experience punishment when they sacrifice themselves by diving into the well (at Kashi). 51They have a vision of all the sins they have committed.

49Tab tō kahtē haĩ kṣhamā karō bhagvān , ham phir aisā nahī̃ karē̃gē .

52This is why they ask God for forgiveness and say that they will never do that thing again.

50Yah sab sākṣhātkār mē̃ hī kṣhamā māṅgtē haĩ .

53They ask for forgiveness even in the visions they are being given.

51Feel kartē haĩ , duḥkh bhōgtē haĩ .

54They feel the punishment and experience pain.

52Sabsē jāstī mahatva hai ātmā aur paramātmā kā .

55It is souls and the Supreme Soul who have the greatest importance.

53Ātmā hī 84 janmō̃ kā part bajātī hai .

56You souls play your parts for 84 births.

54Tō ātmā sabsē powerful huī nā .

57Therefore, souls are the most powerful.

55Sārē drama mē̃ mahatva hai ātmā aur paramātmā kā .

58It is souls and the Supreme Soul who have importance in the whole drama.

56Jiskō aur kōī bhī nahī̃ jāntē .

59No one else knows this.

57Ēk bhī manuṣhya nahī̃ jāntā ki ātmā kyā , paramātmā kyā hai  ?

60Not a single human being knows what a soul is or what the Supreme Soul is.

58Drama anusār yah bhī hōnā hai .

61According to the drama, all of this has to happen.

59Tum bachchō̃ kō bhī gyān hai ki yah kōī naī bāt nahī̃ , kalp pahlē bhī yah chalā thā .

62You children now know that this is nothing new; the same thing happened a cycle ago.

60Kahtē bhī haĩ gyān , bhakti , vairāgya . 61Parantu arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .

63People speak of knowledge, devotion and disinterest but they do not understand the meaning of it.

62Bābā nē in sādhuō̃ ādi kā saṅg bahut kiyā huā hai , sirph nām lē lētē haĩ .

64Baba used to keep the company of sages etc. a great deal. 65They simply mention the names.

63Abhī tum bachchē achchhī rīti jāntē hō ki ham purānī duniyā sē naī duniyā mē̃ jātē haĩ tō purānī duniyā sē jarūr vairāgya karnā paṛē .

66You children now understand very clearly that, since you are leaving this old world to go to a new world, you definitely do have to have disinterest in this old world.

64Insē kyā dil lagānī hai .

67Why should you attach your heart to it?

65Tumnē pratigyā kī hai - kōī bhī dēhdhārī sē dil nahī lagāyēṅgē .

68You promised that you wouldn’t attach your heart to any bodily being.

66Ātmā kahtī hai ham ēk bāp kō hī yād karē̃gē . 67Apnī dēh kō bhī yād nahī̃ karē̃gē .

69You souls say: I will only remember the one Father; I won’t even remember my own body.

68Bāp dēh sahit sabkā sannyās karātē haĩ .

70The Father inspires you to renounce everything including your own bodies.

69Phir aurō̃ key|kī dēh sē ham lagāv kyō̃ rakhē̃ .

71So, why do you become attached to the bodies of others?

70Kōī sē lagāv hōgā tō unkī yād ātī rahēgī .

72When you have attachment to someone, you continue to remember them.

71Phir īśhvar yād ā na sakē .

73You won’t be able to remember God at that time.

72Pratigyā tōṛtē haĩ tō sazā bhī bahut khānī paṛtī hai , pad bhī bhraṣhṭa hō jātā hai isliē jitnā hō sakē bāp kō hī yād karnā hai .

74If you break your promise, you will have to experience a great deal of punishment and your status will be destroyed. 75Therefore, remember the Father as much as possible.

73Māyā tō baṛī dhōkhēbāj hai .

76Maya is very deceitful.

74Kōī bhī hālat mē̃ māyā sē apnē kō bachānā hai .

77You have to save yourself from Maya under all circumstances.

75Dēh-abhimān key|kī bahut kaṛī bīmārī hai .

78Body consciousness is a very severe sickness.

76Bāp kahtē haĩ ab dēhī-abhimānī banō .

79The Father says: Now become soul conscious.

77Bāp kō yād karō tō dēh-abhimān key|kī bīmārī chhūṭ jāē .

80Remember the Father and the sickness of body consciousness will be removed.

78Sārā din dēh-abhimān mē̃ rahtē haĩ .

81Some stay in body consciousness throughout the day.

79Bāp kō yād baṛā muśhkil kartē haĩ .

82It is with great difficulty that they remember the Father.

80Bābā nē samjhāyā hai hath kār ḍē dil yār ḍē .

83Baba has told you to let your hands do the work whilst your heart remains occupied in having remembrance of Baba.

81Jaisē āśhik māśhūk dhandhā ādi kartē bhī apnē māśhūk kō hī yād kartē rahtē . 82Ab tum ātmāō̃ kō paramātmā sē prīt rakhnī hai tō unkō hī yād karnā chāhiē nā .

84Just as lovers continue to remember one another whilst going about their business etc., so you souls now have to love the Supreme Soul. 85Therefore, you should only remember Him.

83Tumhārī aim object hī hai ki hamkō dēvī-dēvtā bannā hai , uskē liē purūṣhārth karnā hai .

86Your aim and objective is to become deities. 87You have to make effort for this.

84Māyā dhōkhā tō jarūr dēgī , apnē kō unsē chhuṛānā hai .

88Maya will definitely deceive you. 89You have to liberate yourselves from that.

85Nahī̃ tō phans marē̃gē phir glāni bhī hōgī , nuksān bhī bahut hōgā .

90Otherwise, you will become trapped by her. 91You would then cause defamation and lose a great deal.

86Tum bachchē jāntē hō ki ham ātmā bindī haĩ , hamārā bāp bhī bījrūp knowledgeful hai .

92You children know that you souls are points and that your Father is the Seed, the knowledge-full One.

87Yah baṛī wonderful bātē̃ haĩ .

93These are very wonderful aspects.

88Ātmā kyā hai , usmē̃ kaisē avināśhī part bharā huā hai - in guhya bātō̃ kō achchhē-achchhē bachchē bhī pūrī tarah nahī̃ samajhtē haĩ .

94What is a soul and how is it filled with an imperishable part? 95Even good children do not fully understand these deep matters.

89Apnē kō yathārth rīti ātmā samajhē̃ aur bāp kō bhī bindī misal samajh yād karē̃ , vah gyān kā sāgar hai , bījrūp hai … aisā samajh baṛā muśhkil yād kartē haĩ .

96There are very few who accurately consider themselves to be souls or who remember the Father in the form of a point and know that He is the Ocean of Knowledge and the Seed. 97It is with difficulty that they have remembrance with this understanding.

90Mōṭē khyālāt sē nahī̃ , ismē̃ mahīn buddhi sē kām lēnā hōtā hai - ham ātmā haĩ , hamārā bāp āyā huā hai , vah bījrūp knowledgeful hai .

98You have to have deep and subtle intellects and have no gross thoughts in order to understand that we are souls and that our Father has come. 99He is the Seed, the knowledge-full One.

91Hamkō knowledge sunā rahē haĩ .

100He is giving us this knowledge.

92Dhārṇā bhī mujh chhōṭī-sī ātmā mē̃ hōtī hai .

101It is I, this tiny soul, who has to imbibe all of this.

93Aisē bahut haĩ jō mōṭī rīti sirph kah dētē haĩ - ātmā aur paramātmā . . . . . lēkin yathārth rīti buddhi mē̃ ātā nahī̃ hai .

102There are many who speak in a gross way of the soul and the Supreme Soul, but nothing sits in their intellects accurately.

94Nā sē tō mōṭī rīti yād karnā bhī ṭhīk hai .

103Still, it is better to remember in a gross way than not to remember at all.

95Parantu vah yathārth yād jāstī phaldāyak hai .

104However, accurate remembrance is more fruitful.

96Vah itnā ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .

105Such souls are unable to claim a high status.

97Ismē̃ baṛī mēhnat hai .

106There is a lot of effort to make in this.

98Maĩ ātmā chhōṭī-sī bindu hū̃ , bābā bhī itnī chhōṭī-sī bindu hai , unmē̃ sārā gyān hai , yah bhī yahā̃ tum baiṭhē hō tō kuchh buddhi mē̃ ātā hai lēkin chaltē-phirtē vah chintan rahē , sō nahī̃ . 99Bhūl jātē haĩ .

107I, this soul, am a tiny point. 108Baba too is a tiny point. 109He has all of this knowledge. 110Whilst you are sitting here, some of this knowledge is in your intellects, but the churning you should do whilst walking and moving around doesn’t happen; you forget.

100Sārā din vahī chintan rahē - yah hai sachchī-sachchī yād .

111To churn this knowledge throughout the day is to have true remembrance.

101Kōī sach batātē nahī̃ haĩ ki ham kaisē yād kartē haĩ .

112None of you tell the truth as to how you remember Baba.

102Chart bhal bhējtē haĩ parantu yah nahī̃ likhtē ki aisē apnē kō bindī samajh aur bāp kō bhī bindī samajh yād kartā hū̃ .

113Although you send in your charts, you don’t write how much you consider yourselves to be points or how much you remember the Father as a point.

103Sachchāī sē pūrā likhtē nahī̃ haĩ .

114You do not write with that honesty.

104Bhal bahut achchhī-achchhī murlī chalātē haĩ parantu yōg bahut cum|kam hai .

115Although some read the murlis very well, they lack yoga.

105Dēh-abhimān bahut hai , is gupta bāt kō pūrā samajhtē nahī̃ , simraṇ nahī̃ kartē haĩ .

116They have a great deal of body consciousness. 117Neither do they understand these incognito matters very well, nor do they churn them.

106Yād sē hī pāvan bannā hai .

118In order to become pure, you have to have remembrance.

107Pahlē tō karmātīt avasthā chāhiē nā .

119First of all, you have to reach your karmateet stage.

108Vahī ūñch pad pā sakē̃gē .

120Only those who do so will be able to claim a high status.

109Bākī murlī bajānē vālē tō ḍhēr haĩ . 110Lēkin bābā jāntē haĩ yōg mē̃ rah nahī̃ saktē .

121Many can conduct the murlis, but Baba knows that they are unable to stay in yoga.

111Viśhva kā mālik bannā kōī māsī kā ghar thōṛēhī hai .

122To become a master of the world is not like going to your aunty's home!

112Vah alpkāl K|kē martabē pānē kē liē bhī kitnā paṛhtē haĩ . 113Source of income ab huī hai .

123People study such a great deal in order to attain a temporary status, a source of income.

114Āgē thōṛēhī barrister ādi itnā kamātē thē .

124Previously, barristers etc. didn’t earn very much.

115Abhī kitnī kamāī hō gaī hai .

125Their income has increased a great deal.

116Bachchō̃ kō apnē kalyāṇ kē liē ēk tō apnē kō ātmā samajh yathārth rīti bāp kō yād karnā hai aur trimūrti śhiv kā parichay aurō̃ kō bhī dēnā hai .

126Each of you children, for your own benefit, first has to consider yourself to be a soul and remember the Father accurately. 127Secondly, you have to give everyone the introduction of Trimurti Shiva.

117Sirph śhiv kahnē sē samajhē̃gē nahī̃ .

128When you simply say “Shiva”, people don’t understand.

118Trimūrti tō jarūr chāhiē .

129You definitely have to say "Trimurti".

119Mukhya haĩ hī dō chitra trimūrti aur jhāṛ .

130There are two main pictures: the Trimurti and the tree.

120Sīṛhī sē bhī jhāṛ mē̃ jāstī knowledge hai .

131There is more of this knowledge in the tree than in the ladder.

121Yah chitra tō sabkē pās|pass hōnē chāhiē .

132Everyone should have this picture.

122Ēk taraph trimūrti gōlā , dūsrē taraph jhāṛ .

133On one side, there should be the Trimurti and the cycle, and on the other, the tree.

123Yah pāṇḍav sēnā kā flag ( jhaṇḍā ) hōnā chāhiē .

134There should also be the flag of the Pandavas Army.

124Drama aur jhāṛ key|kī knowledge bhī bāp dētē haĩ .

135The Father gives you the knowledge of the tree and the drama.

125Lakṣhmī-nārāyaṇ , viṣhṇu ādi kaun haĩ  ?

136Who are Lakshmi, Narayan, Vishnu etc.?

126Yah kōī samajhtē nahī̃ .

137No one knows.

127Mahālakṣhmī key|kī pūjā kartē haĩ , samajhtē haĩ lakṣhmī āyēgī .

138People worship Mahalakshmi. 139They think that Lakshmi will come.

128Ab lakṣhmī kō dhan kahā̃ sē āyēgā  ?

140Where would Lakshmi get wealth from?

1294 bhujā vālē , 8 bhujā vālē kitnē chitra banā diyē haĩ .

141They have created so many images of those with four arms, eight arms.

130Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .

142They don’t understand anything.

1318-10 bhujā vālā kōī manuṣhya tō hōtā nahī̃ .

143There are no human beings with eight or ten arms.

132Jiskō jō āyā sō banāyā , bas chal paṛā .

144They just made whatever entered their minds.

133Kōī nē mat dī|the ki hanumān key|kī pūjā karō bas chal paṛā .

145Someone came up with the idea of worshipping Hanuman and so everyone followed him.

134Dikhātē haĩ sañjīvanī būṭī lē āyā . . . uskā bhī arth|earth tum bachchē samajhtē hō .

146He is said to have fetched the life-giving herb. 147You children understand the meaning of that.

135Sañjīvanī būṭī tō hai manmanābhav  !

148The life-giving herb is “Manmanabhav”.

136Vichār kiyā jātā hai jab tak brāhmaṇ na banē̃ , bāp kā parichay na milē tab tak worth not A penny hai .

149Until you become a Brahmin and receive the Father's introduction, you are considered to be not worth a penny.

137Martabē kā manuṣhyō̃ kō kitnā abhimān hai . 138Unhō̃ kō tō samjhānē mē̃ baṛī muśhkilāt hai .

150People have so much arrogance about their status that there is great difficulty in explaining to them.

139Rājāī sthāpan karnē mē̃ kitnī mēhnat lagtī hai .

151So much effort is required in establishing a kingdom.

140Vah hai bāhubal , yah hai yōgbal .

152Theirs is physical power and this is yoga power.

141Yah bātē̃ śhāstrō̃ mē̃ tō haĩ nahī̃ .

153These things are not mentioned in the scriptures.

142Vāstav mē̃ tum kōī śhāstra ādi refer nahī̃ kar saktē hō .

154In fact, you mustn’t refer to the scriptures etc.

143Agar tumkō kahtē haĩ - tum śhāstrō̃ kō māntē hō  ? 144Bōlō hā̃ yah tō sab bhakti mārg K|kē haĩ . 145Abhī ham gyān mārg par chal rahē haĩ .

155If anyone asks you whether you believe in the scriptures, tell him: Yes, all of that belongs to the path of devotion, but we are now following the path of this knowledge.

146Gyān dēnē vālā gyān kā sāgar ēk hī bāp hai , inkō rūhānī gyān kahā jātā hai .

156Only the one Father is the Ocean of this Knowledge, the One who gives us knowledge. 157This is called spiritual knowledge.

147Rūh baiṭh rūhō̃ kō gyān dētē haĩ .

158The Spirit sits here and gives this knowledge to the spirits.

148Vah manuṣhya , manuṣhya kō dētē haĩ .

159Those human beings give knowledge to human beings.

149Manuṣhya kabhī spiritual knowledge dē na sakē̃ .

160Human beings can never give spiritual knowledge.

150Gyān kā sāgar patit-pāvan , liberator , sadgati dātā ēk hī bāp hai .

161The Ocean of Knowledge, the Purifier, the Liberator, the Bestower of Salvation, is only the one Father.

151Bāp samjhātē rahtē haĩ yah-yah karō .

162The Father continues to explain to you how to do this, that and the other.

152Ab dēkhē̃ śhivjayantī par kitnā dhamchakra machātē haĩ .

163Now, just look how much pomp and splendour they make on Shiv Jayanti!

153Translight K|kē chitra chhōṭē bhī hō̃ jō sabkō mil jāē̃ .

164There should be small “translights” that you can give to everyone.

154Tumhārī tō hai bilkul naī bāt . 155Kōī samajh na sakē .

165Yours is a completely new aspect; no one else is able to understand it.

156Khūb akhbārō̃ mē̃ ḍālnā chāhiē .

166You should advertise it widely in the newspapers and spread the word.

157Āvāz karnā chāhiē . 158Centres khōlnē vālē bhī aisē chāhiē .

167You need people who can open centres.

159Abhī tum bachchō̃ kō hī itnā naśhā nahī̃ chaṛhā huā hai .

168At present, you children do not have that much intoxication.

160Number-vār purūṣhārth anusār samjhātē haĩ .

169You are able to explain, numberwise, according to the efforts you make.

161Itnē ḍhēr brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .

170There are many Brahma Kumars and Kumaris.

162Achchhā , brahmā kā nām nikāl kōī kā bhī nām ḍālō .

171Achcha, you may remove Brahma’s name and substitute anyone else's.

163Rādhē-kr̥iṣhṇa kā nām ḍālō .

172You may even put the names of Radhe and Krishna.

164Achchhā phir brahmākumār-kumāriyā̃ kahā̃ sē āyēṅgē  ?

173Achcha, then where would the Brahma Kumaris come from?

165Kōī tō brahmā chāhiē nā , jō mukh vaṅśhāvalī be|B . K|kē . hō̃ .

174There has to be someone who becomes Brahma so that there can be the mouth-born creation, you Brahma Kumars and Kumaris.

166Bachchē āgē chalkar bahut samajhē̃gē .

175As you children make progress, you will understand a great deal more.

167Kharchā tō karnā hī paṛtā hai .

176You have to have some expenditure.

168Chitra tō baṛē clear haĩ .

177The pictures are very clear.

169Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra bahut achchhā hai .

178The picture of Lakshmi and Narayan is very good.

170Achchhā  !

179Achcha.

171Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē serviceable , āgyākārī , pharmānbardār , number-vār purūṣhārth anusār bachchō̃ prati māt-pitā bāp-dādā kā yād-pyār aur good morning .

180To you sweetest, beloved long-lost and now-found serviceable, obedient children, the ones who follow all orders, to you numberwise children, according to your efforts, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

172Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

181The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

173Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

182Essence for dharna:

1741 ) karmātīt bannē kē liē bāp kō mahīn buddhi sē pahchān kar yathārth yād karnā hai .

183 1. In order to become karmateet, your intellect must become subtle and be able to recognise the Father and remember Him accurately.

175Paṛhāī K|kē sāth-sāth yōg par pūrā attention dēnā hai .

184Together with studying, pay full attention to having remembrance.

1762 ) svayã kō māyā K|kē dhōkhē sē bachānā hai .

185 2. Protect yourself from being deceived by Maya.

177Kōī key|kī bhī dēh mē̃ lagāv nahī̃ rakhnā hai .

186Do not become attached to anyone's body.

178Sachchī prīt ēk bāp sē rakhnī hai .

187Have true love for the one Father.

179Dēh-abhimān mē̃ nahī̃ ānā hai .

188Do not become body conscious.

Blessing

180Vardān  : brahm-mahūrt K|kē samay vardān lēnē aur dān dēnē vālē bāp samān vardānī , mahādānī bhav

189Blessing: May you be a bestower of blessings and a great donor, like the Father, and take and donate blessings at the time of brahm-muhurat.

181Brahm-mahūrt K|kē samay viśhēṣh brahmlōk nivāsī bāp gyān sūrya key|kī light aur might key|kī kiraṇē̃ bachchō̃ kō vardān rūp mē̃ dētē haĩ .

190 At the time of brahm-muhurat (Amrit vela), the Father, the Resident of Brahmlok, especially blesses you children with rays of light and might of the Sun of Knowledge.

182Sāth-sāth brahmā bāp bhāgya vidhātā K|kē rūp mē̃ bhāgya rūpī amr̥it bāṇṭtē haĩ sirph buddhi rūpī kalaṣh amr̥it dhāraṇ karnē yōgya hō . 183Kisī bhī prakār kā vighna yā rūkāvaṭ na hō , tō sārē din kē liē śhrēṣhṭh sthiti vā karma kā mahūrta nikāl saktē hō kyōṅki amr̥itvēlē kā vātāvaraṇ hī vr̥itti kō badalnē vālā hōtā hai isliē us samay vardān lētē huē dān dō arthāt vardānī aur mahādānī banō .

191Together with that, Father Brahma, as the Bestower of Fortune, also distributes the nectar of fortune. 192You simply have to make sure that the urn of your intellect is ready to imbibe that nectar; let there be no type of obstacle or obstruction. 193You can then use that auspicious time to make your stage elevated and thereby perform elevated acts during the whole day. 194The atmosphere at amrit vela can change your attitude, so, at that time, take and donate blessings, that is, be one who is blessed and who becomes a great donor.

Slogan

184Slōgan  : krōdhī kā kām hai krōdh karnā aur āpkā kām hai snēh dēnā .

195Slogan: It is the duty of an angry person to get angry, and it is your duty to give love.

185Apnī śhaktiśhālī mansā dvārā sakāśh dēnē key|kī sēvā karō

196*** Om Shanti *** 197With your powerful mind, do the service of giving sakaash.

186Ab sva kalyāṇ kā aisā śhrēṣhṭh plan banāō jō viśhva sēvā mē̃ sakāśh āpēhī miltī rahē .

198Now make an elevated plan for your own benefit so that world service automatically continues to receive sakaash.

187Abhī umaṅg-utsāh sē apnē man mē̃ yah pakkā vāydā karō ki ham bāp samān bankar hī dikhāyēṅgē .

199With zeal and enthusiasm, now make a firm promise in your mind that you will definitely demonstrate becoming equal to the Father.

188Brahmā bāp kā bhī bachchō̃ sē ati snēh hai isliē ēk-ēk bachchē kō emerge kar viśhēṣh samān bannē key|kī sakāśh dētē rahtē haĩ .

200Father Brahma has deep love for the children, and so he emerges each child and especially continues to give sakaash for them to become equal.