शुक्रवार 10 जनवरी 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-01-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 10/01/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp tumhē̃ gyān yōg key|kī khurāk khilākar jabardast khātirī kartē haĩ , tō sadaiv khuśhmauj mē̃ rahō aur śhrīmat anusār sabkī khātirī kartē chalō ' '
1Essence: Sweet children, the Father serves you with the nourishment of this knowledge and yoga and gives you great hospitality. 2So, remain constantly happy and content and continue to offer hospitality to others according to shrimat.
Question
2Praśhna : is saṅgamyug par āpkē pās|pass sabsē amūlya chīz kaun see|sī|C hai , jiskī sambhāl karnī hai ?
3Question: What is the most invaluable thing of yours that you have to look after at this confluence age?
Answer
3Uttar : is sarvōttam brāhmaṇ kul mē̃ āpkī yah jīvan bahut amūlya hai , isliē śharīr key|kī sambhāl jarūr karnī hai .
4Answer: In this most elevated Brahmin clan, that life of yours is most invaluable and you therefore have to look after your body very well.
4Aisē nahī̃ yah tō miṭṭī kā putlā hai , kahā̃ yah khalās hō jāyē !
5Do not think that it is just a puppet of clay and that it should finish.
5Nahī̃ . 6Inkō jītē rakhnā hai .
6No; you have to keep it alive.
7Kōī bīmār hōtē haĩ tō unsē taṅg nahī̃ hōnā chāhiē .
7If someone is ill, do not become fed up with that one.
8Unkō bōlō tum śhivbābā kō yād karō .
8Just tell that person to continue to remember Shiv Baba.
9Jitnā yād karē̃gē utnā pāp kaṭtē jāyēṅgē .
9To the extent that you have remembrance, accordingly your sins will continue to be cut away.
10Unkī service karnī chāhiē , jītā rahē , śhivbābā kō yād kartā rahē .
10That person should continue to serve. 11He should stay alive and continue to remember Shiv Baba.
Murli
11Ōm śhānti .
12Om shanti.
12Gyān kā tīsrā nētra dēnē vālā rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
13The spiritual Father, who gives each of you a third eye of this knowledge, sits here and explains to you spiritual children.
13Gyān kā tīsrā nētra sivāē bāp K|kē aur kōī dē nahī̃ saktā .
14No one, except the Father, can give you a third eye of this knowledge.
14Abhī tum bachchō̃ kō gyān kā tīsrā nētra milā hai .
15Each of you children has now received a third eye of this knowledge.
15Abhī tum bachchē jāntē hō ki yah purānī duniyā badalnē vālī hai .
16You now know that this old world is about to change.
16Bichārē manuṣhya nahī̃ jāntē ki kaun badlānē vālā hai aur kaisē badlātē haĩ ! 17Kyōṅki unhō̃ kō gyān kā tīsrā nētra hī nahī̃ hai .
17The poor people don’t know the One who will change it or how He will change it, because they don’t have a third eye of this knowledge.
18Tum bachchō̃ kō abhī gyān kā tīsrā nētra milā hai jissē tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jān gayē hō .
18You children have now received a third eye of this knowledge, through which you now know the beginning, the middle and the end of the world.
19Yah hai gyān key|kī saccharin .
19This is the saccharine of knowledge.
20Saccharin key|kī ēk būnd bhī kitnī mīṭhī hōtī hai .
20Even one drop of saccharine is so sweet.
21Gyān kā ēk hī akṣhar hai manmanābhav . 22Yah akṣhar kitnā mīṭhā hai .
21There is just the one expression of this knowledge, ‘Manmanabhav’- this expression is very sweet.
23Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
22Consider yourselves to be souls and remember the Father.
24Bāp śhāntidhām aur sukhdhām kā rāstā batā rahē haĩ .
23The Father is showing you the path to the land of peace and the land of happiness.
25Bāp āyē haĩ bachchō̃ kō svarg kā varsā dēnē . 26Tō bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
24The Father has come to give you children the inheritance of heaven and so you children should have a great deal of happiness.
27Kahtē bhī haĩ khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .
25It is said: “There is no nourishment like happiness.”
28Jō sadaiv khuśh-mauj mē̃ rahtē haĩ unkē liē yah jaisē khurāk hōtī hai .
26It is as though it is nourishment for those who remain constantly happy and in pleasure.
2921 janm mauz mē̃ rahnē key|kī yah jabardast khurāk hai .
27This is the powerful nourishment for staying in pleasure for 21 births.
30Yah khurāk sadaiv ēk dō kō khilātē rahō .
28Continue to serve each other with this nourishment.
31Yah hai ēk dō key|kī jabardast khātirī .
29This is very powerful nourishment for one another.
32Aisī khātirī aur kōī manuṣhya , manuṣhya kī kar na sakē .
30No other human beings can offer this hospitality to other human beings.
33Tum bachchē śhrīmat par sabhī key|kī rūhānī khātirī kartē hō .
31You offer spiritual hospitality to everyone on the basis of shrimat.
34Sachchī-sachchī khuśh-khairāphat bhī yah hai kiskō bāp kā parichay dēnā .
32To give someone the Father’s introduction is also a true state.
35Mīṭhē bachchē jāntē haĩ bēhad K|kē bāp dvārā hamkō jīvanmukti key|kī saugāt miltī hai .
33You sweet children know that you are receiving the gift of liberation-in-life from the unlimited Father.
36Satyug mē̃ bhārat jīvan-mukt thā , pāvan thā .
34In the golden age, Bharat was liberated-in-life; it was pure.
37Bāp bahut baṛī ūñchī khurāk dētē haĩ tab tō gāyan hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .
35The Father gives very great and elevated nourishment. 36This is why there is the song: “If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.”
38Yah gyān aur yōg key|kī kitnī first class wonderful khurāk hai aur yah khurāk ēk hī rūhānī surgeon kē pās hai .
37The nourishment of this knowledge and yoga is first class and wonderful and it is only the one spiritual Surgeon who has this nourishment.
39Aur kiskō is khurāk kā mālūm hī nahī̃ hai .
38No one else knows about this nourishment.
40Bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchō̃ tumhārē liē tirī ( hathēlī ) par saugāt lē āyā hū̃ .
39The Father says: Sweet children, I have brought gifts on the palms of My hands for you.
41Mukti , jīvanmukti key|kī yah saugāt mērē pās|pass hī rahtī hai .
40These gifts of liberation and liberation-in-life remain with Me.
42Kalp-kalp maĩ hī ākar tumkō yah saugāt dētā hū̃ phir rāvaṇ chhīn lētā hai .
41It is I who come to give you these every cycle. 42Then, Ravan snatches them away.
43Tō abhī tum bachchō̃ kō kitnā khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē .
43Therefore, how high your mercury of happiness should rise in you children!
44Tum jāntē hō hamārā ēk hī bāp , teacher aur sachchā-sachchā sadgurū hai jō hamkō sāth lē jātē haĩ .
44You know that it is only the one Father, Teacher and true Satguru who takes you back with Him.
45Most beloved bāp sē viśhva kī bādśhāhī miltī hai .
45You receive the kingdom of the world from the most beloved Father.
46Yah cum|kam bāt hai kyā !
46This is not a small thing.
47Bachchō̃ kō sadaiv harṣhit rahnā chāhiē .
47You should constantly remain cheerful.
48Godly student life is the best .
48“Godly student life is the best.”
49Yah abhī kā hī gāyan hai nā .
49This saying applies to this time.
50Phir naī duniyā mē̃ tum sadaiv khuśhiyā̃ manātē rahē̃gē .
50Then, in the new world, too, you will continue to celebrate in happiness.
51Duniyā nahī̃ jāntī ki sachchī-sachchī khuśhiyā̃ kab manāī jāyēṅgī .
51People of the world do not know when true happiness is celebrated.
52Manuṣhyō̃ kō tō satyug kā gyān hī nahī̃ hai tō yahā̃ hī manātē rahtē haĩ .
52Human beings don’t have any knowledge of the golden age. 53So, they continue to celebrate it here.
53Parantu is purānī tamōpradhān duniyā mē̃ khuśhī kahā̃ sē I|āī|eye !
54However, where can happiness come from in this old tamopradhan world?
54Yahā̃ tō trāhi-trāhi kartē rahtē haĩ .
55People here continue to cry out in distress.
55Kitnā duḥkh key|kī duniyā hai .
56This is a world of such sorrow.
56Bāp tum bachchō̃ kō kitnā sahaj rāstā batātē haĩ .
57The Father shows you children a very easy path.
57Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān rahō .
58Stay at home with your families and remain as pure as a lotus.
58Dhandhā-dhōrī ādi kartē bhī mujhē yād kartē rahō .
59Remember Me while at your businesses.
59Jaisē āśhik aur māśhuk hōtē haĩ , vah tō ēk dō kō yād kartē rahtē haĩ .
60There is a lover and beloved; they continue to remember one another.
60Vah unkā āśhik , vah unkā māśhuk hōtā hai .
61That one is his beloved and he is her lover.
61Yahā̃ yah bāt nahī̃ hai , yahā̃ tō tum sabhī ēk māśhuk K|kē janma-janmāntar sē āśhik rahē hō .
62However, here, it is not like that. 63Here, you are lovers of the Beloved for birth after birth.
62Bāp tumhārā kabhī āśhik nahī̃ bantā .
64The Father does not become your lover.
63Tum us māśhuk kō ānē liē yād kartē āyē hō .
65You remember that Beloved in order to call Him here.
64Jab duḥkh jāstī hōtā hai tō jāstī sumiraṇ kartē haĩ , tab tō gāyan bhī hai duḥkh mē̃ sumiraṇ sab karē̃ , sukh mē̃ karē na kōy .
66You call out to Him even more when there is a lot of sorrow. 67This is why there is the remembrance: “Everyone remembers God in times of sorrow and no one remembers him in times of happiness.”
65Is samay jaisē bāp sarvśhaktimān hai .
68At this time, the Father is the Almighty Authority.
66Din-pratidin māyā bhī sarvśhaktimān , tamōpradhān hōtī jātī hai isliē ab bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē dēhī-abhimānī banō .
69Day by day, Maya is also becoming a tamopradhan almighty authority. 70Therefore, the Father says: Sweet children, now become soul conscious.
67Apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō aur sāth-sāth daivīguṇ bhī dhāraṇ karō tum aisē ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) ban jāyēṅgē .
71Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father, and, together with this, imbibe divine virtues and you will become like Lakshmi and Narayan.
68Is paṛhāī mē̃ mukhya bāt hai hī yād kī .
72The main aspect in this study is remembrance.
69Ūñch tē ūñch bāp kō bahut pyār , snēh sē yād karnā chāhiē .
73You have to remember the highest-on-high Father with a lot of love and affection.
70Vah ūñch tē ūñch bāp hī naī duniyā sthāpan karnē vālā hai .
74That Father is the One who establishes the new world.
71Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ tum bachchō̃ kō viśhva kā mālik banānē isliē ab mujhē yād karō tō tumhārē anēk janmō̃ K|kē pāp kaṭ jāyēṅgē .
75The Father says: I have come to make you children into the masters of the world. 76This is why you must remember Me so that your sins of many births can be cut away.
72Patit-pāvan bāp kahtē haĩ tum bahut patit ban gayē hō isliē ab tum mujhē yād karō tō tum pāvan ban aur pāvan duniyā kā mālik ban jāyēṅgē .
77The Purifier Father says: You have become very impure. 78Therefore, now remember Me and you will become pure and become the masters of the pure world.
73Patit-pāvan bāp kō hī bulātē haĩ nā .
79People call out to the Father, the Purifier.
74Ab bāp āyē haĩ tō jarūr pāvan bannā paṛē .
80Now that the Father has come, you definitely have to become pure.
75Bāp duḥkhhartā , sukhkartā hai .
81The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
76Barōbar satyug mē̃ pāvan duniyā thī tō sabhī sukhī hī thē .
82The golden age was definitely a pure world and so all were happy there.
77Ab bāp phir sē kahtē haĩ bachchē śhāntidhām aur sukhdhām kō yād kartē rahō .
83Now, once again, the Father says: Children, continue to remember the land of peace and the land of happiness.
78Abhī hai saṅgamyug .
84This is now the confluence age.
79Khivaiyā tumkō is pār sē us pār lē jātē haĩ .
85The Boatman is taking you from this shore across to the other side.
80Naīyā kōī ēk nahī̃ , sārī duniyā jaisē ēk baṛā jahāj hai .
86There is not only one boat; the whole world is like a big ship.
81Unkō pār lē jātē haĩ .
87He takes that across.
82Tum mīṭhē bachchō̃ kō kitnī khuśhiyā̃ hōnī chāhiē .
88You sweet children should have so much happiness.
83Tumhārē liē tō sadaiv khuśhī hī khuśhī hai .
89For you, there is nothing but happiness.
84Bēhad kā bāp hamkō paṛhā rahē haĩ , vāh !
90Wah! 91The unlimited Father is teaching us!
85Yah tō kabhī na sunā , na paṛhā .
92Neither have you heard this before nor have you studied this.
86Bhagvānuvāch maĩ tum rūhānī bachchō̃ kō rājyōg sikhā rahā hū̃ . 87Tō pūrī rīti sīkhnā chāhiē , dhārṇā karnī chāhiē . 88Pūrī rīti paṛhnā chāhiē .
93God speaks: I am teaching you spiritual children Raja Yoga, and so you should study it fully. 94You should study it fully and also imbibe it fully.
89Paṛhāī mē̃ number-vār tō sadaiv hōtē hī haĩ .
95Everyone is always numberwise in studying anyway.
90Apnē kō dēkhnā chāhiē maĩ uttam hū̃ , madhyam hū̃ vā kaniṣhṭ hū̃ ?
96Each of you should look at yourself: Am I the highest, average or the lowest?
91Bāp kahtē haĩ apnē kō dēkhō maĩ ūñch pad pānē K|kē lāyak hū̃ ?
97The Father says: Check yourself: Am I worthy of claiming a high status?
92Rūhānī service kartā hū̃ ?
98Am I doing spiritual service?
93Kyōṅki bāp kahtē haĩ bachchē serviceable banō , follow karō .
99The Father says: O children, become serviceable and follow the Father.
94Maĩ āyā hī hū̃ service kē liē .
100I have come for the sake of service.
95Rōz service kartā hū̃ isliē hī tō yah rath liyā hai .
101I do service every day. 102This is why I have taken this one’s chariot.
96Inkā rath bīmār paṛ jātā hai tō maĩ inmē̃ baiṭh murlī likhtā hū̃ .
103When this one’s chariot becomes ill, I sit in this one and write a murli.
97Mukh sē tō bōl nahī̃ saktē tō maĩ likh dētā hū̃ . 98Tāki bachchō̃ kē liē murlī miss na hō tō maĩ bhī service par hū̃ nā .
104When I cannot speak it through the mouth, I write it down instead so that you children don’t miss a murli. 105Therefore, I am also on service.
99Yah hai rūhānī service .
106This is spiritual service.
100Tō tum bachchē bhī bāp key|kī service mē̃ lag jāō .
107You children too should engage yourself in doing the Father’s service.
101On god fatherly service .
108“On Godfatherly Service.”
102Jō achchhā puruṣhārth kartē haĩ , achchhī service kartē haĩ unkō mahāvīr kahā jātā hai .
109Those who make good effort are called mahavirs.
103Dēkhā jātā hai kaun mahāvīr haĩ jō bābā K|kē direction par chaltē haĩ ?
110It is seen that the mahavirs are those who follow Baba’s directions.
104Bāp kā pharmān hai , apnē kō ātmā samajh bhāī-bhāī dēkhō .
111The Father’s order is: Consider yourselves to be souls and see others as brothers.
105Is śharīr kō bhūl jāō .
112Forget those bodies.
106Bābā bhī śharīr kō nahī̃ dēkhtē haĩ .
113Baba does not see bodies either.
107Bāp kahtē haĩ maĩ ātmāō̃ kō dēkhtā hū̃ .
114The Father says: I only see souls.
108Bākī yah tō gyān hai ki ātmā śharīr bigar bōl nahī̃ saktī .
115However, there is the knowledge that a soul cannot speak without a body.
109Maĩ bhī is śharīr mē̃ āyā hū̃ , loan liyā huā hai .
116I have entered this body. 117I have taken it on loan.
110Śharīr sāth hī ātmā paṛh saktī hai .
118Only when a soul is in a body can he study.
111Bābā key|kī baiṭhak yahā̃ ( bhrakuṭī mē̃ ) hai .
119Baba sits here (middle of the forehead).
112Yah hai akāl takht .
120This is an immortal throne.
113Ātmā akālmūrt hai .
121A soul is an immortal image.
114Ātmā kab chhōṭī baṛī nahī̃ hōtī hai .
122A soul does not become smaller or larger.
115Śharīr chhōṭā baṛā hōtā hai .
123Bodies become smaller or larger.
116Jō bhī ātmāyē̃ haĩ un sabhī kā takht yah bhr̥ikuṭī hai .
124The middle of the forehead is the throne of each soul.
117Śharīr tō sabhī K|kē bhinn-bhinn hōtē haĩ .
125Everyone’s body is different.
118Kiskā akāl takht puruṣh kā hai , kiskā akāl takht strī kā hai , kiskā akāl takht bachchē kā hai .
126The immortal throne of some is that of a man and the immortal throne of others is that of a woman. 127The immortal throne of some is of a child.
119Bāp baiṭh bachchō̃ kō rūhānī drill sikhlātē haĩ .
128The Father sits here and teaches spiritual drill to you children.
120Jab kōī sē bāt karō tō pahlē apnē kō ātmā samjhō .
129Whenever you talk to anyone, first of all consider yourself to be a soul.
121Ham ātmā phalānē bhāī sē bāt kartē haĩ .
130I, a soul, am talking to this brother.
122Bāp kā paigām dētē haĩ ki śhivbābā kō yād karō .
131Give the Father’s message to remember Shiv Baba.
123Yād sē hī junk utarnī hai .
132It is by your having remembrance that the alloy will be removed from you.
124Sōnē mē̃ jab alloy paṛtī hai tō sōnē key|kī value hī kam hō jātī hai .
133When alloy is mixed into gold, the value of the gold decreases.
125Tum ātmāō̃ mē̃ bhī junk paṛnē sē tum valueless hō gayē hō .
134When alloy becomes mixed into you souls, you even become valueless.
126Ab phir pāvan bannā hai .
135You have to become pure again.
127Tum ātmāō̃ kō ab gyān kā tīsrā nētra milā hai .
136Each of you souls has now received a third eye of this knowledge.
128Us nētra sē apnē bhāīyō̃ kō dēkhō .
137See your brothers through that eye.
129Bhāī-bhāī kō dēkhnē sē karmēndriyā̃ chañchal nahī̃ hōṅgī .
138By having the vision of brotherhood, your sense organs will not become mischievous.
130Rājya-bhāgya lēnā hai , viśhva kā mālik bannā hai tō yah mēhnat karō .
139If you want to claim your fortune of the kingdom and become the masters of the world, make effort!
131Bhāī-bhāī samajh sabhī kō gyān dō .
140Consider everyone to be your brother and give this knowledge to them.
132Tō phir yah ṭēv ( ādat ) pakkī hō jāyēgī .
141This habit will then become firm.
133Sachchē-sachchē brothers tum sabhī hō .
142All of you are true brothers.
134Bāp bhī ūpar sē āyē haĩ , tum bhī āyē hō .
143The Father has come from up above and you too came from up there.
135Bāp bachchō̃ sahit service kar rahē haĩ .
144The Father, together with the children, is doing service.
136Service karnē key|kī bāp himmat dētē haĩ .
145The Father gives you the courage to do service.
137Himmatē bachchē madadē bāp … tō yah practice karnī hai . 138Maĩ ātmā bhāī kō paṛhātā hū̃ .
146When you then have courage, the Father helps you. 147Therefore, you should practise this: “I, this soul, am teaching my brother.”
139Ātmā paṛhtī hai nā .
148It is the soul that studies.
140Iskō spiritual knowledge kahā jātā hai , jō rūhānī bāp sē hī miltī hai .
149This is called the spiritual knowledge that you receive from the spiritual Father.
141Saṅgam par hī bāp ākar yah knowledge dētē haĩ ki apnē kō ātmā samjhō .
150The Father comes and gives you this knowledge at the confluence age: Consider yourselves to be souls.
142Tum naṅgē āyē thē phir yahā̃ śharīr dhāraṇ kar tumnē 84 janm part bajāyā hai .
151You came bodiless and adopted bodies here and played parts for 84 births.
143Ab phir vāpis chalnā hai isliē apnē kō ātmā samajh bhāī kī dr̥iṣhṭi sē dēkhnā hai .
152You now have to go back again. 153Therefore, consider yourselves to be souls and have the vision of brotherhood.
144Yah mēhnat karnī hai .
154You have to make this effort.
145Apnī mēhnat karnī hai , dūsrē mē̃ hamārā kyā jātā !
155You have to make your own effort. 156What concern do we have with others?
146Charity begins at home arthāt pahlē khud kō ātmā samajh phir bhāīyō̃ kō samjhāō . 147Tō achchhī rīti tīr lagēgā .
157Charity begins at home, that is, first consider yourselves to be souls and explain to your brothers and the arrow will strike the target well.
148Yah jauhar bharnā hai .
158You have to fill yourselves with this force.
149Mēhnat karē̃gē tab hī ūñch pad pāyēṅgē .
159Only when you make effort will you claim a high status.
150Ismē̃ kuchh sahan bhī karnā paṛtā hai .
160You also have to tolerate a few things.
151Jab kōī ulṭī-sulṭī bāt bōlē tō tum chup rahō .
161Just remain silent when anyone says anything wrong.
152Tum chup rahē̃gē tō phir dūsrā kyā karēgā !
162What can others do if you remain silent?
153Tālī dō hāth sē bajtī hai .
163Clapping takes place with two hands.
154Ēk nē mukh key|kī tālī bajāī , dūsrā chup kar dē tō vah āpēhī chup hō jāyēṅgē .
164If the first one claps with the mouth but the other one remains silent, then the first one will automatically become silent.
155Tālī sē tālī bajnē sē āvāj hō jātā hai .
165Only when there is the clapping of two hands is there noise.
156Bachchō̃ kō ēk dō kā kalyāṇ karnā hai .
166You children have to benefit each other.
157Bāp samjhātē haĩ bachchē sadaiv khuśhī mē̃ rahnē chāhtē hō tō manmanābhav . 158Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
167The Father explains: Children, if you want to remain constantly happy, become “Manmanabhav”: consider yourselves to be souls and remember the Father.
159Bhāīyō̃ ( ātmāō̃ ) taraph dēkhō .
168See souls, your brothers.
160Tō bachchō̃ kō rūhānī yātrā par rahnē key|kī ādat ḍālnī hai .
169So, you children have to instil the habit of staying on this spiritual pilgrimage.
161Tumhārē hī phāydē key|kī bāt hai .
170This is for your benefit.
162Bāp key|kī śhikṣhā bhāīyō̃ kō dēnī hai .
171You have to give the Father’s teachings to your brothers.
163Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kō gyān dē rahā hū̃ .
172The Father says: I am giving you souls this knowledge.
164Ātmā kō hī dēkhtā hū̃ .
173I only see souls.
165Manuṣhya-manuṣhya sē bāt karē̃gē tō unkē mũh kō dēkhē̃gē nā .
174When a human being talks to another human being, he looks at his face.
166Tum ātmā sē bāt kartē hō tō ātmā kō hī dēkhnā hai .
175You speak to souls and so you have to look at the souls.
167Bhal śharīr dvārā gyān dētē hō parantu ismē̃ śharīr kā bhān tōṛnā hōtā hai .
176Although you give this knowledge through your bodies, you have to break the consciousness of your bodies.
168Tumhārī ātmā samajhtī hai paramātmā bāp hamkō gyān dē rahē haĩ .
177You souls understand that the Supreme Soul, the Father, is giving you this knowledge.
169Bāp bhī kahtē haĩ ātmāō̃ kō dēkhtā hū̃ , ātmāyē̃ bhī kahtī ham paramātmā bāp kō dēkh rahē haĩ .
178The Father also says: I too look at souls. 179Souls also say: We are looking at the Supreme Soul, the Father.
170Unsē knowledge lē rahē haĩ , iskō kahā jātā hai spiritual gyān key|kī lēn-dēn , ātmā key|kī ātmā kē sāth .
180We are receiving this knowledge from Him. 181This is called the give and take of spiritual knowledge of one soul with another.
171Ātmā mē̃ hī gyān hai .
182This knowledge is within you souls.
172Ātmā kō hī gyān dēnā hai .
183This knowledge has to be given to souls.
173Yah jaisē jauhar hai .
184This is like power.
174Tumhārē gyān mē̃ yah jauhar bhar jāyēgā . 175Tō kiskō bhī samjhānē sē jhaṭ tīr lag jāyēgā .
185When your knowledge is filled with power and you explain it to others, it will instantly strike the target.
176Bāp kahtē haĩ practice karkē dēkhō , tīr lagtā hai nā .
186The Father says: Practise this and see if the arrow strikes the target.
177Yah naī ṭēv ḍālnī hai tō phir śharīr kā bhān nikal jāyēgā . 178Māyā K|kē tūphān cum|kam āyēṅgē .
187Instil this new habit and the consciousness of bodies will be removed and fewer storms of Maya will come.
179Burē saṅkalp nahī̃ āyēṅgē .
188You will not have any bad thoughts.
180Criminal eye bhī nahī̃ rahēgī .
189The criminal eye will not remain either.
181Ham ātmā nē 84 kā chakra lagāyā .
190We souls have been around the cycle of 84 births.
182Ab nāṭak pūrā hōtā hai .
191The play is now about to end.
183Ab bābā key|kī yād mē̃ rahnā hai .
192You now have to stay in remembrance of Baba.
184Yād sē hī tamōpradhān sē satōpradhān ban , satōpradhān duniyā K|kē mālik ban jāyēṅgē .
193From tamopradhan, become satopradhan by having remembrance and you will become the masters of the satopradhan world.
185Kitnā sahaj hai .
194It is so easy.
186Bāp jāntē haĩ bachchō̃ kō yah śhikṣhā dēnā bhī mērā part hī hai .
195The Father knows that it is in His part to give teachings to the children.
187Kōī naī bāt nahī̃ .
196This is not a new thing.
188Her|har 5000 varṣh bād hamkō ānā hōtā hai .
197I have to come every 5000 years.
189Maĩ bandhāyamān hū̃ .
198I am bound by this bondage.
190Bachchō̃ kō baiṭh samjhātā hū̃ mīṭhē bachchē rūhānī yād kī yātrā mē̃ rahō tō ant matē sō gati hō jāyēgī .
199I sit here and explain to you children: Sweet children, remain on the pilgrimage of remembrance and your last thought will lead you to your destination.
191Yah antkāl hai nā !
200This is the final period.
192Māmēkam yād karō tō tumhārī sadgati hō jāyēgī .
201Remember Me alone and you will receive salvation.
193Yād kī yātrā sē pāyā majbūt hō jāyēgā .
202The pillars will become strong with this pilgrimage of remembrance.
194Yah dēhī-abhimānī bannē key|kī śhikṣhā ēk hī bār tum bachchō̃ kō miltī hai .
203Only once do you children receive these teachings for becoming soul conscious.
195Kitnā wonderful gyān hai .
204This is such wonderful knowledge.
196Bābā wonderful hai tō bābā kā gyān bhī wonderful hai .
205Baba is wonderful and Baba’s knowledge is also wonderful.
197Kab kōī batā na sakē .
206No one else can tell you this at any time.
198Abhī vāpas chalnā hai isliē bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchō̃ yah practice karō .
207It is now the time to return home. 208This is why the Father says: Sweet children, practise this.
199Apnē kō ātmā samajh ātmā kō gyān dō .
209Consider yourselves to be souls and give this knowledge to souls.
200Tīsrē nētra sē bhāī-bhāī kō dēkhnā hai .
210You have to use your third eye to see others as brothers.
201Yahī baṛī mēhnat hai .
211This is the greatest effort.
202Yah hai tum brāhmaṇō̃ kā sarvōttam ūñch tē ūñch kul .
212This is the most elevated clan of you Brahmins.
203Is samay tumhārā jīvan amūlya hai isliē is śharīr key|kī bhī sambhāl karnī hai .
213At this time, your lives are invaluable and you therefore also have to look after those bodies.
204Tamōpradhān hōnē kāraṇ śharīr key|kī āyu bhī kam hōtī gaī hai .
214Because of being tamopradhan, the lifespans of those bodies have continued to decrease.
205Ab tum jitnā yōg mē̃ rahē̃gē , utnā āyu baṛhēgī .
215To the extent that you stay in yoga now, so your lifespans will increase.
206Tumhārī āyu baṛhtē-baṛhtē 150 varṣh hō jāyēgī satyug mē̃ , isliē śharīr key|kī bhī sambhāl karnī hai .
216In the golden age, they will have increased, your lifespans will be 150 years and you therefore have to look after your bodies.
207Aisē nahī̃ yah tō miṭṭī kā putlā hai , kahā̃ yah khalās hō jāyē .
217Do not think that it is a puppet of clay and so it should finish.
208Nahī̃ . 209Inkō jītē rakhnā hai .
218No; you have to keep it alive.
210Yah amūlya jīvan hai nā !
219This is an invaluable life.
211Kōī bīmār hōtē haĩ tō unsē taṅg nahī̃ hōnā chāhiē .
220If someone is ill, do not become annoyed with that person.
212Unkō bhī bōlō śhivbābā kō yād karō .
221Tell that person to remember Shiv Baba.
213Jitnā yād karē̃gē utnā unkē pāp kaṭtē jāyēṅgē .
222To the extent that you have remembrance, accordingly your sins will continue to be cut away.
214Unkī service karnī chāhiē .
223That person should continue to serve.
215Jītā rahē , śhivbābā kō yād kartā rahē .
224He should stay alive and continue to remember Shiv Baba.
216Yah samajh tō rahtī hai nā ham bābā kō yād kartē haĩ .
225There is the understanding that he is remembering Baba.
217Ātmā yād kartī hai , bāp sē varsā pānē kē liē .
226That soul is remembering in order to claim the inheritance from the Father.
218Achchhā .
227Achcha.
219Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati number-vār puruṣhārth anusār māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
228To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, numberwise according to your efforts, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
220Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
229The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
221Dhārṇā kē liē mukhya sār :
230Essence for dharna:
2221 ) apnē kō dēkhō maĩ puruṣhārth mē̃ uttam hū̃ , madhyam hū̃ yā kaniṣhṭ hū̃ ?
231 1. Check yourself: In my efforts, am I the highest, average or the lowest?
223Maĩ ūñch pad pānē K|kē lāyak hū̃ ?
232Am I worthy of claiming a high status?
224Maĩ rūhānī service kartā hū̃ ?
233Do I do spiritual service?
2252 ) tīsrē nētra sē ātmā bhāī kō dēkhō , bhāī-bhāī samajh sabhī kō gyān dō , ātmik sthiti mē̃ rahnē key|kī ādat ḍālō tō karmēndriyā̃ chañchal nahī̃ hōṅgī .
234 2. With your third eye, see souls as brothers. 235Consider everyone to be a brother and give them this knowledge. 236Instil the habit of staying in the stage of soul consciousness and your physical organs will not cause mischief.
Blessing
226Vardān : brahmā bāp samān mahā tyāg sē mahān bhāgya banānē vālē phariśhtā sō viśhva mahārājan bhav
237Blessing: May you create your great fortune through your great renunciation, the same as Father Brahma, and become a number one angel and so a world emperor.
227Phariśhtā sō viśhva mahārājan bannē kā vardān unhī̃ bachchō̃ kō prāpt hōtā hai jō brahmā bāp K|kē her|har karma rūpī kadam kē pīchhē kadam uṭhānē vālē haĩ , jinkā man-buddhi saṅskār - sadā bāp kē āgē samarpit hai .
238 The children who take every step in following Father Brahma in his actions are the children who receive the blessing of becoming number one angels and so world emperors. 239Their minds and intellects are always surrendered to the Father.
228Jaisē brahmā bāp nē isī mahātyāg sē mahān bhāgya prāpt kiyā arthāt number one sampūrṇ phariśhtā aur number one viśhva mahārājan banē̃ , aisē follow father karnē vālē bachchē bhī mahān tyāgī vā sarvasva tyāgī hōṅgē .
240Just as Father Brahma with his great renunciation received great fortune, that is, he became the number one perfect angel and the number one world emperor, in the same way, the children who follow the father will be great and full renunciates.
229Saṅskār rūp sē bhī vikārō̃ K|kē vanśh kā tyāg karē̃gē .
241They will renounce any trace of vices even from their sanskars.
Slogan
230Slōgan : abhī sab ādhār ṭūṭnē haĩ isliē ēk bāp kō apnā ādhār banāō .
242Slogan: All supports are now to break and so make the one Father your Support.
231Apnī śhaktiśhālī mansā dvārā sakāśh dēnē key|kī sēvā karō
243*** Om Shanti *** 244With your powerful mind, do the service of giving sakaash.
232Itnī sārī prakr̥iti kō parivartan karnā , tamōguṇī saṅskārō̃ vālī ātmāō̃ K|kē tamōguṇī vibrations kō badalnā aur svayã kō bhī aisē khūnē nāhēk vāyumaṇḍal K|kē vibrations sē safe rakhnā tathā un ātmāō̃ kō sahyōg dēnā , is viśhāl kārya kē liē mansā kō śhubh bhāvnāō̃ sē sampann śhaktiśhālī banāō .
245In order to transform all of matter, to change the tamoguni vibrations of souls who have tamoguni sanskars, to keep yourself safe from the atmosphere of unnecessary bloodshed and to give co-operation to all souls - to carry out this unlimited task, make your mind powerful and full of good wishes.