सोमवार 20 जनवरी 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-01-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/01/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - gyān key|kī dhārṇā K|kē sāth-sāth satyugī rājāī kē liē yād aur pavitratā kā bal bhī jamā karō ' '
1Essence: Sweet children, together with imbibing this knowledge and claiming your golden-aged kingdom, increase your power of remembrance and strengthen your purity.
Question
2Praśhna : abhī tum bachchō̃ K|kē purūṣhārth kā kyā lakṣhya hōnā chāhiē ?
2Question: What should be your aim of the efforts that you children now make?
Answer
3Uttar : sadā khuśhī mē̃ rahnā , bahut-bahut mīṭhā bannā , sabkō prēm sē chalānā … yahī tumhārē purūṣhārth kā lakṣhya hō .
3Answer: To remain constantly happy, to become very sweet and interact lovingly with everyone. 4This should be the aim of your efforts.
4Isī sē tum sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ banē̃gē .
5By accomplishing this, you will become full of all virtues, 16 celestial degrees full.
Question
5Praśhna : jinkē karma śhrēṣhṭh haĩ , unkī niśhānī kyā hōgī ?
6Question: What is the sign of those whose actions are elevated?
Answer
6Uttar : unkē dvārā kisī kō bhī duḥkh nahī̃ pahũchēgā .
7Answer: No one experiences sorrow from them.
7Jaisē bāp duḥkh hartā sukh kartā hai , aisē śhrēṣhṭh karma karnē vālē bhī duḥkh hartā sukh kartā hōṅgē .
8Just as the Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, in the same way, those who perform elevated actions are removers of sorrow and bestowers of happiness.
Song
8Gīt : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …
9Song: Leave Your throne of the sky and come down to earth.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
11You sweetest, spiritual children heard the song.
11Yah mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchē kisnē kahā ?
12Who said “Sweetest, spiritual children”?
12Dōnō̃ bāp nē kahā . 13Nirākār nē bhī kahā tō sākār nē bhī kahā isliē inkō kahā jātā hai bāp va dādā .
13Both fathers said this; the incorporeal One said it and so did the corporeal one. 14This is why they are called Bap and Dada.
14Dādā hai sākārī .
15Dada is corporeal.
15Abhī yah gīt tō bhaktimārg K|kē haĩ .
16Those songs belong to the path of devotion.
16Bachchē jāntē haĩ bāp āyā huā hai aur bāp nē sārē sr̥iṣhṭi chakra kā gyān buddhi mē̃ biṭhāyā .
17You children understand that the Father has come to instil this knowledge of the whole world cycle in your intellects.
17Tum bachchō̃ key|kī bhī buddhi mē̃ hai - ki hamnē 84 janm pūrē kiyē , ab nāṭak pūrā hōtā hai .
18It is in the intellects of you children that you are now completing your 84 births and that this play is now about to end.
18Ab hamkō pāvan bannā hai , yōg vā yād sē .
19You now have to become pure by having yoga, that is, by having remembrance.
19Yād aur knowledge yah tō her|har bāt mē̃ chaltā hai .
20Remembrance and knowledge are used in every aspect.
20Barrister kō jarūr yād karē̃gē aur unsē knowledge lē̃gē .
21A pupil would remember the barrister and would of course take that knowledge from him.
21Iskō bhī yōg aur knowledge kā bal kahā jātā hai .
22These too are called the powers of yoga and knowledge.
22Yahā̃ tō yah hai naī bāt .
23Here, this is a new aspect.
23Us yōg aur gyān sē bal miltā hai had kā . 24Yahā̃ is yōg aur gyān sē bal miltā hai bēhad kā kyōṅki sarvśhaktimān authority hai .
24With their powers of that yoga and knowledge they receive limited power, whereas here, with the powers of this yoga and knowledge, you receive unlimited power from Baba because He is the Almighty Authority.
25Bāp kahtē haĩ maĩ gyān kā sāgar bhī hū̃ .
25The Father says: I am the Ocean of Knowledge.
26Tum bachchē ab sr̥iṣhṭi chakra kō jān gayē hō .
26You children now also know the world cycle.
27Mūl-vatan , sūkṣhmavatan … sab yād hai .
27You remember everything: the incorporeal world and the subtle region.
28Jō knowledge bāp mē̃ hai , vah bhī milī hai .
28The Father has given you all of this knowledge that He has within Him.
29Tō knowledge kō bhī dhāraṇ karnā hai aur rājāī kē liē bāp bachchō̃ kō yōg aur pavitratā bhī sikhlātē haĩ .
29Therefore, you have to imbibe this knowledge. 30The Father also teaches you children yoga and purity in order for you to claim your kingdom.
30Tum pavitra bhī bantē hō . 31Bāp sē rājāī bhī lētē hō .
31You become pure and you then claim your kingdom from the Father.
32Bāp apnē sē bhī jyādā martabā dētē haĩ .
32The Father gives you an even higher status than He has.
33Tum 84 janm lētē-lētē martabā ganvā dētē hō .
33You lose your status whilst taking your 84 births.
34Yah knowledge tum bachchō̃ kō abhī milī hai .
34It is at this time that you children receive this knowledge.
35Ūñch tē ūñch bannē key|kī knowledge ūñch tē ūñch bāp dvārā miltī hai .
35You are given the knowledge of how to become the highest of all by the Father who is the highest of all.
36Bachchē jāntē haĩ abhī ham jaisēki bāpdādā K|kē ghar mē̃ baiṭhē haĩ .
36You children understand that it is as though you are now sitting in BapDada's home.
37Yah dādā ( brahmā ) , mā̃ bhī hai .
37This Dada is also your mother.
38Vah bāp tō alag hai , bākī yah mā̃ bhī hai .
38That Father is distinct from this Dada who is also your mother.
39Parantu yah male|mail|mēl kā chōlā hōnē kāraṇ phir mātā mukarar kī jātī hai , inkō bhī adopt kiyā jātā hai .
39However, because this is a male costume, a mother has been appointed. 40She too has been adopted.
40Unsē phir rachnā huī hai .
41Creation takes place with a mother.
41Rachnā bhī hai adopted . 42Bāp bachchō̃ kō adopt kartē haĩ , varsā dēnē kē liē .
42The creation is also adopted; the Father adopts you children in order to give you the inheritance.
43Brahmā kō bhī adopt kiyā hai . 44Pravēśh karnā vā adopt karnā bāt ēk hī hai .
43Brahma too has been adopted; to enter him or adopt him, it is the same thing.
45Bachchē samajhtē haĩ aur samjhātē bhī haĩ - number-vār purūṣhārth anusār sabkō yahī samjhānā hai ki ham apnē parampitā paramātmā key|kī śhrīmat par is bhārat kō phir sē śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh banātē haĩ , tō khud kō bhī bannā paṛē .
44You children understand this, but you explain it to others, numberwise, according to your efforts. 45You have to explain to everyone that we are following the shrimat of our Supreme Father, the Supreme Soul, and are making this Bharat into the most elevated land once again. 46We also have to make ourselves the same.
46Apnē kō dēkhnā hai ki ham śhrēṣhṭh banē haĩ ?
47Each of you should look at yourself and ask: Have I become elevated?
47Kōī bhraṣhṭāchār kā kām kar kiskō duḥkh tō nahī̃ dētē haĩ ?
48Do I perform any corrupt actions or cause sorrow for anyone?
48Bāp kahtē haĩ maĩ tō āyā hū̃ bachchō̃ kō sukhī banānē tō tumkō bhī sabkō sukh dēnā hai .
49The Father says: I have come to make you children happy. 50Therefore, you too have to make everyone else happy.
49Bāp kabhī kiskō duḥkh nahī̃ dē saktā .
51The Father can never make anyone unhappy.
50Unkā nām hī hai duḥkh hartā sukh kartā .
52His title is “The Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness”.
51Bachchō̃ kō apnī jāñch karnī hai - mansā , vāchā , karmaṇā ham kiskō duḥkh tō nahī̃ dētē haĩ ?
53You children must check yourselves and ask: Do I cause sorrow for anyone through my thoughts, words or deeds?
52Śhivbābā kabhī kiskō duḥkh nahī̃ dētē .
54Shiv Baba never hurts anyone.
53Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp tum bachchō̃ kō yah bēhad key|kī kahānī sunātā hū̃ .
55The Father says: I tell you children this unlimited story every cycle.
54Ab tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham apnē ghar jāyēṅgē phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē .
56It is in your intellects that you are now to return to your home and then go to a new world.
55Ab key|kī paṛhāī anusār ant mē̃ tum transfer hō jāyēṅgē .
57You will be transferred at the end according to how much you study now.
56Vāpis ghar jākar phir number-vār part bajānē āyēṅgē .
58You will return home and then go down, numberwise, to play your parts.
57Yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
59It is a kingdom that is being established.
58Bachchē jāntē haĩ abhī jō purūṣhārth karē̃gē vahī purūṣhārth tumhārā kalp-kalp kā siddha hōgā .
60You children understand that whatever effort you make now, that effort is fixed for every cycle.
59Pahlē-pahlē tō sabhī kō buddhi mē̃ biṭhānā chāhiē ki rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge kō bāp K|kē sivāē kōī nahī̃ jāntē haĩ .
61First of all, you have to make everyone's intellect understand that no one but the Father knows this knowledge of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation.
60Ūñch tē ūñch bāp kā nām hī gum kar diyā hai .
62They have made the Father’s name, the name of the One who is the highest of all, disappear.
61Trimūrti nām tō hai , trimūrti rāstā bhī hai , trimūrti house bhī hai .
63There is the word Trimurti; there is also Trimurti Road and Trimurti House.
62Trimūrti kahā jātā hai brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō .
64The picture of Brahma, Vishnu and Shankar together is called the Trimurti.
63In tīnō̃ kā rachayitā jō śhivbābā hai us mūl kā nām hī gum kar diyā hai .
65However, they have removed the name of Shiv Baba, the Creator of those three, the main One.
64Abhī tum bachchē jāntē hō ūñch tē ūñch hai śhivbābā , phir hai trimūrti .
66You children now understand that Shiv Baba is the Highest on High. 67Then there is the Trimurti.
65Bāp sē ham bachchē yah varsā lētē haĩ .
68You children claim the inheritance from the Father.
66Bāp key|kī knowledge aur varsā yah dōnō̃ smr̥iti mē̃ rahē̃ tō sadaiv harṣhit rahē̃gē .
69By remembering this knowledge of the Father and the inheritance, you will remain constantly cheerful.
67Bāp kī yād mē̃ rah phir tum kiskō bhī gyān kā tīr lagāyēṅgē tō achchhā asar hōgā .
70When you shoot arrows of this knowledge whilst in remembrance of the Father, they will make a good impact.
68Usmē̃ śhakti ātī jāyēgī .
71You receive power from this remembrance.
69Yād kī yātrā sē hī śhakti miltī hai .
72Only through this pilgrimage of remembrance do you receive power.
70Abhī śhakti gum hō gaī hai kyōṅki ātmā patit tamōpradhān hō gaī hai .
73You souls lost all of your power as you became totally tamopradhan and impure.
71Ab mūl phikarāt yah rakhnī hai ki ham tamōpradhān sē satōpradhān banē̃ .
74Your main concern should now be in having to change from totally old and impure (tamopradhan) to totally pure (satopradhan).
72Manmanābhav kā arth|earth bhī yah hai .
75This is the meaning of “Manmanabhav” as well.
73Gītā jō paṛhtē haĩ unsē pūchhnā chāhiē - manmanābhav kā arth|earth kyā hai ?
76Ask those who study the Gita: What is the meaning of “Manmanabhav”?
74Yah kisnē kahā mujhē yād karō tō varsā milēgā ?
77Who said “Remember Me and claim the inheritance.”?
75Naī duniyā sthāpan karnē vālā kōī śhrīkr̥iṣhṇa tō nahī̃ hai .
78It wasn’t Shri Krishna who created the new world.
76Vah prince hai .
79He was a prince in the new world.
77Yah tō gāyā huā hai brahmā dvārā sthāpanā .
80It is remembered that establishment takes place through Brahma.
78Ab karankarāvanhār kaun ?
81Who is Karankaravanhar?
79Bhūl gayē haĩ .
82They have forgotten this.
80Unkē liē sarvavyāpī kah dētē haĩ . 81Kahtē haĩ brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar ādi sabmē̃ vahī hai .
83They say that God is omnipresent, that He is present in Brahma, Vishnu and Shankar and in everyone else.
82Ab iskō kahā jātā hai agyān .
84That is called ignorance.
83Bāp kahtē haĩ tumkō 5 vikārō̃ rūpī rāvaṇ nē kitnā bēsamajh banāyā hai .
85The Father says: Ravan, the form of the five vices, has made you so senseless.
84Tum jāntē hō barōbar ham bhī pahlē aisē thē .
86You understand that you were definitely the same before.
85Hā̃ , pahlē uttam sē uttam bhī ham hī thē phir nīchē girtē mahān patit banē̃ .
87Yes, you were also the most elevated before. 88Then you fell and gradually became the most impure.
86Śhāstrō̃ mē̃ dikhāyā hai rām bhagvān nē bandar sēnā lī , yah bhī ṭhīk hai .
89That scripture says that God Rama took an army of monkeys. 90That is right.
87Tum jāntē hō ham barōbar bandar misal thē .
91You understand that you previously really were like monkeys.
88Abhī mahsūstā ātī hai yah hai hī bhraṣhṭāchārī duniyā .
92You now realise how corrupt this world is.
89Ēk-dō kō gālī dētē kāṇṭā lagātē rahtē haĩ .
93Everyone wounds one another with insults.
90Yah hai kāṇṭō̃ kā jaṅgal . 91Vah hai phūlō̃ kā bagīchā .
94This is a forest of thorns whereas that is a garden of flowers.
92Jaṅgal bahut baṛā hōtā hai . 93Garden bahut chhōṭā hōtā hai . 94Garden baṛā nahī̃ hōtā hai .
95A forest is usually very large and a garden very small; a garden is not large.
95Bachchē samajhtē haĩ barōbar is samay yah baṛā bhārī kāṇṭō̃ kā jaṅgal hai .
96You children understand that, at this time, this forest of thorns is huge.
96Satyug mē̃ phūlō̃ kā bagīchā kitnā chhōṭā hōgā .
97That garden of flowers of the golden age is very small.
97Yah bātē̃ tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār samajhtē haĩ .
98You children also understand these matters, numberwise, according to the effort you make.
98Jinmē̃ gyān aur yōg nahī̃ hai , service mē̃ tatpar nahī̃ haĩ tō phir andar mē̃ itnī khuśhī bhī nahī̃ rahtī .
99Those who have none of this knowledge or yoga and who don’t stay busy doing service do not experience much internal happiness.
99Dān karnē sē manuṣhya kō khuśhī hōtī hai .
100A person experiences happiness by giving donations.
100Samajhtē haĩ isnē āgē janm mē̃ dān-puṇya kiyā hai tab achchhā janm milā hai .
101It would be understood that he gave donations and performed charitable acts in his previous birth and that this is why his present birth is so good.
101Kōī bhakta hōtē haĩ , samajhē̃gē ham bhakta achchhē bhakta K|kē ghar mē̃ jākar janma lē̃gē .
102Some devotees believe that, because they are devotees now, they will take their next birth in a good devotee’s home.
102Achchhē karmō̃ kā phal bhī achchhā miltā hai .
103The fruit of good actions is also good.
103Bāp baiṭh karma-akarma-vikarma kī gati bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
104The Father sits here and explains to you children the philosophy of elevated action, neutral action and sinful action.
104Duniyā in bātō̃ kō nahī̃ jāntī .
105No one else in the world knows about these matters.
105Tum jāntē hō abhī rāvaṇ rājya hōnē kāraṇ manuṣhyō̃ K|kē karma sab vikarma ban jātē haĩ .
106You understand that, because it is now Ravan’s kingdom, the actions of human beings have all become sinful.
106Patit tō bannā hī hai .
107Everyone had to become impure.
1075 vikārō̃ key|kī sabmē̃ pravēśhtā hai .
108The five vices entered everyone.
108Bhal dān-puṇya ādi kartē haĩ , alpkāl kē liē uskā phal mil jātā hai .
109Although they give donations and perform charity etc., the fruit they receive is only for a temporary period.
109Phir bhī pāp tō kartē hī haĩ .
110They still carry on committing sin.
110Rāvaṇ rājya mē̃ jō bhī lēn-dēn hōtī hai vah hai hī pāp key|kī .
111All the exchange that takes place in Ravan’s kingdom is sinful.
111Dēvtāō̃ kē āgē kitnā svachchhatā sē bhōg lagātē haĩ .
112People offer bhog with so much cleanliness to the idols of the deities.
112Svachchha bankar ātē haĩ parantu jāntē kuchh bhī nahī̃ .
113They are very clean when they go in front of them, but they don’t know anything.
113Bēhad K|kē bāp key|kī bhī kitnī glāni kar dī hai .
114They have defamed the unlimited Father so much.
114Vah samajhtē haĩ ki yah ham mahimā kartē haĩ ki īśhvar sarvavyāpī hai , sarvśhaktimān hai , parantu bāp kahtē haĩ yah inhō̃ key|kī ulṭī mat hai .
115They think that they are praising God by saying that the Almighty Authority is omnipresent. 116However, the Father says: Their ideas are wrong.
115Tum pahlē-pahlē bāp key|kī mahimā sunātē hō ki ūñch tē ūñch bhagvān ēk hai , ham unkō hī yād kartē haĩ .
117You first have to tell them the Father's praise: God is the Highest on High and we remember Him.
116Rājyōg key|kī aim object bhī sāmnē khaṛī hai .
118The aim and objective of Raja Yoga is in front of you.
117Yah rājyōg bāp hī sikhlātē haĩ .
119Only the Father teaches this Raja Yoga.
118Śhrīkr̥iṣhṇa kō bāp nahī̃ kahē̃gē , vah tō bachchā hai , śhiv kō bābā kahē̃gē .
120Shri Krishna cannot be the Father; he is a child. 121Only Shiv is called Baba.
119Unkō apnī dēh nahī̃ .
122He doesn’t have a body of His own.
120Yah maĩ loan par lētā hū̃ isliē inkō bāpdādā kahtē haĩ .
123He takes this one on loan. 124This is why we are called BapDada.
121Vah hai ūñch tē ūñch nirākār bāp .
125That One is the Highest on High, the incorporeal Father.
122Rachnā kō rachnā sē varsā mil na sakē .
126The creation cannot receive the inheritance from the creation.
123Laukik sambandh mē̃ bachchē kō bāp sē varsā miltā hai .
127In a physical relationship, sons receive an inheritance from their father.
124Bachchī kō tō mil na sakē .
128Daughters don’t receive it.
125Ab bāp nē samjhāyā hai tum ātmāyē̃ hamārē bachchē hō . 126Prajāpitā brahmā K|kē bachchē-bachchiyā̃ hō .
129The Father has now explained that all of you souls are His sons and that all are sons and daughters of Prajapita Brahma.
127Brahmā sē varsā nahī̃ milnā hai .
130You don’t receive an inheritance from Brahma.
128Bāp kā bannē sē hī varsā mil saktā hai .
131It is only by belonging to the Father that you can receive this inheritance.
129Yah bāp tum bachchō̃ kō sammukh baiṭh samjhātē haĩ .
132This Father is sitting here personally in front of you children and explaining this to you.
130Inkē kōī śhāstra tō ban nahī̃ saktē .
133There cannot be scriptures created of all of this.
131Bhal tum likhtē hō , literature chhapātē hō phir bhī teacher K|kē sivāē tō kōī samjhā na sakē .
134You write it down, you print literature but, nevertheless, no one except a teacher can explain it.
132Binā teacher kitāb sē kōī samajh na sakē .
135If there aren’t any teachers, no one would understand it simply from the books.
133Ab tum hō rūhānī teachers .
136You are now spiritual teachers.
134Bāp hai bījrūp , unkē pās|pass sārē jhāṛ K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge hai .
137The Father is the Seed of the human world tree; He has this knowledge of the beginning, the middle and the end of the whole tree.
135Teacher K|kē rūp mē̃ baiṭh tumkō samjhātē haĩ .
138He sits here in the form of the Teacher and explains to you.
136Tum bachchō̃ kō tō sadaiv khuśhī rahnī chāhiē ki hamkō supreme bāp nē apnā bachchā banāyā hai , vahī hamkō teacher bankar paṛhātē haĩ .
139You children should constantly have the happiness that the Supreme Father has made you His children and that He then becomes your Teacher and teaches you.
137Sachchā satgurū bhī hai , sāth mē̃ lē jātē haĩ .
140He is also the true Satguru: He takes you back with Him.
138Sarv kā sadgati dātā ēk hai .
141The Bestower of Salvation for all is One.
139Ūñch tē ūñch bāp hī hai jō bhārat kō her|har 5 hazār varṣh bād varsā dētē haĩ .
142The Father is the Highest on High and He gives the inheritance to the people of Bharat every 5000 years.
140Unkī śhiv jayantī manātē haĩ .
143The anniversary of Shiva’s birthday is celebrated.
141Vāstav mē̃ śhiv kē sāth trimūrti bhī hōnā chāhiē .
144In fact, the word “Trimurti” should be put next to “Shiv Jayanti”.
142Tum trimūrti śhiv jayantī manātē hō .
145You celebrate the Trimurti Shiv Jayanti.
143Sirph śhivjayantī manānē sē kōī bāt siddha nahī̃ hōgī .
146Nothing is proved by only celebrating Shiv Jayanti.
144Bāp ātē haĩ aur brahmā kā janm hōtā hai .
147When the Father comes, Brahma takes birth.
145Bachchē banē , brāhmaṇ banē aur aim object sāmnē khaṛī hai .
148You become his children, you become Brahmins and your aim and objective is put in front of you.
146Bāp khud ākar sthāpanā kartē haĩ .
149The Father Himself comes and carries out the task of establishment.
147Aim object bhī bilkul clear hai sirph śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍālnē sē sārī gītā kā mahatva chalā gayā hai .
150Your aim and objective is also very clear. 151The importance of the Gita was destroyed when Shri Krishna’s name was put into it.
148Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
152This too is fixed in the drama.
149Yah bhūl phir bhī hōnē vālī hī hai .
153This mistake will happen again.
150Khēl hī sārā gyān aur bhakti kā hai .
154The whole play is about this knowledge and that devotion.
151Bāp kahtē haĩ lāḍlē bachchē , sukhdhām , śhāntidhām kō yād karō . 152Alpha aur bē , kitnā sahaj hai .
155The Father says: Beloved children, remember Alpha and beta, the land of peace and the land of happiness. 156This is so easy.
153Tum kisī sē bhī pūchhō manmanābhav kā arth|earth kyā hai ? 154Dēkhō kyā kahtē haĩ ?
157Ask anyone the meaning of “Manmanabhav” and see what they reply.
155Bōlō bhagvān kiskō kahā jāē ?
158Ask them: Who is the One called God?
156Ūñch tē ūñch bhagvān hai nā .
159God is the Highest on High.
157Unkō sarvavyāpī thōṛēhī kahē̃gē .
160He can’t be omnipresent like they say.
158Vah tō sabkā bāp hai .
161He is everyone's Father.
159Abhī trimūrti śhivjayantī ātī hai .
162Trimurti Shiv Jayanti will soon be here.
160Tumkō trimūrti śhiv kā chitra nikālnā chāhiē .
163Make a picture of Trimurti Shiva.
161Ūñch tē ūñch hai śhiv , phir sūkṣhma vatanvāsī brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar .
164The Highest on High is Shiva, and then there are the residents of the subtle region: Brahma, Vishnu and Shankar.
162Ūñch tē ūñch hai śhivbābā .
165The Highest on High is Shiv Baba.
163Vah bhārat kō svarg banātē haĩ .
166He changes Bharat into heaven.
164Unkī jayantī tum kyō̃ nahī̃ manātē hō ?
167Why do you not celebrate His birth?
165Jarūr bhārat kō varsā diyā thā .
168He definitely gave the people of Bharat their inheritance.
166Unkā rājya thā .
169It was their kingdom.
167Ismē̃ tō tumkō ārya samājī bhī madad dēgē kyōṅki vah bhī śhiv kō māntē haĩ .
170The Arya Samajis will also help you in this, because they too believe in Shiva.
168Tum apnā jhaṇḍā chaṛhāō .
171You must hoist your flag.
169Ēk taraph trimūrti gōlā , dūsrē taraph jhāṛ .
172On one side, there should be the world cycle with the Trimurti and, on the other side, the tree.
170Tumhārā jhaṇḍā vāstav mē̃ yah hōnā chāhiē .
173Actually, this should be your flag.
171Ban tō saktā hai nā .
174It can be made.
172Jhaṇḍā chaṛhā dō jō sab dēkhē̃ .
175This flag should be hoisted for everyone to see.
173Sārī samjhānī ismē̃ hai .
176It contains the whole explanation.
174Kalpa vr̥ikṣha aur drama inmē̃ tō bilkul clear hai .
177The kalpa tree and the drama cycle are absolutely clearly shown in this.
175Sabkō mālūm paṛ jāyēgā ki hamārā dharm phir kab hōgā .
178Everyone should see at what time their religion begins.
176Āpēhī apnā-apnā hisāb nikālē̃gē .
179They themselves can calculate it.
177Sabkō is chakra aur jhāṛ par samjhānā hai .
180Explain this cycle and the tree to everyone.
178Christ kab āyā ?
181When did Christ come?
179Itnā samay vah ātmāyē̃ kahā̃ rahtī haĩ ?
182Where did all of those souls reside before that time?
180Jarūr kahē̃gē nirākārī duniyā mē̃ haĩ .
183They will reply that it must have been in the incorporeal world.
181Ham ātmāyē̃ rūp badalkar yahā̃ ākar sākār bantē haĩ .
184We souls change our form; we come down here and take corporeal forms.
182Bāp kō bhī kahtē haĩ nā - āp bhī rūp badal sākār mē̃ āō .
185People also say to the Father: Change Your form and come into the corporeal world.
183Āyēṅgē tō yahā̃ nā .
186He comes down here.
184Sūkṣhmavatan mē̃ tō nahī̃ āyēṅgē .
187He doesn’t come in the subtle region.
185Jaisē ham rūp badalkar part bajātē haĩ , āp bhī āō phir sē ākar rājyōg sikhlāō .
188Just as we change our forms whilst playing our parts, we also ask Him to come once again and teach us Raja Yoga.
186Rājyōg hai hī bhārat kō svarg banānē kā .
189Raja Yoga is taught to change Bharat into heaven.
187Yah tō baṛī sahaj bātē̃ haĩ .
190These are very easy matters to understand.
188Bachchō̃ kō śhauk chāhiē .
191You children should be interested in doing this.
189Dhārṇā kar aurō̃ kō karānī chāhiē .
192You must imbibe this knowledge and inspire others to do the same.
190Uskē liē likhāpaṛhī karnī chāhiē .
193You should correspond with one another about this.
191Bāp bhārat kō ākar heaven banātē haĩ .
194The Father comes and changes Bharat into heaven.
192Kahtē bhī haĩ barōbar Christ sē 3 hazār varṣh pahlē bhārat paradise thā isliē trimūrti śhiv kā chitra sabkō bhēj dēnā chāhiē .
195It is said that 3000 years before Christ, Bharat definitely became Paradise. 196Therefore, you must send the picture of Trimurti Shiva to everyone.
193Trimūrti śhiv key|kī stamp banānī chāhiē .
197Make a stamp of Trimurti Shiva.
194In stamp banānē vālō̃ key|kī bhī department hōgī .
198There is also a Government department of those who make stamps.
195Dēhlī mē̃ tō bahut paṛhē likhē haĩ .
199There are many well-educated people in Delhi.
196Yah kām kar saktē haĩ .
200They can do this work.
197Tumhārī capital bhī dēhlī hōnī hai .
201Your capital will also be Delhi.
198Pahlē dēhlī kō paristān kahtē thē .
202In the beginning, Delhi was called a land of angels (Paristhan).
199Ab tō kabristān hai .
203It is now a graveyard (kabristhan).
200Tō yah sab bātē̃ bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ānī chāhiē .
204So, all of these matters should be in the intellects of you children.
201Abhī tumhē̃ sadā khuśhī mē̃ rahnā hai , bahut-bahut mīṭhā bannā hai .
205You must now stay constantly happy. 206Become very sweet.
202Sabkō prēm sē chalānā hai .
207Interact lovingly with everyone.
203Sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ bannē kā purūṣhārth karnā hai .
208Make effort to become full of all virtues and perfect with 16 celestial degrees.
204Tumhārē puruṣhārth kā yahī lakṣhya hai parantu abhī tak kōī banā nahī̃ hai .
209This should be the aim of your efforts. 210However, no one has yet become this.
205Abhī tumhārī chaṛhtī kalā hōtī jātī hai .
211Your stage is now ascending.
206Dhīrē-dhīrē chaṛhtē hō nā .
212You ascend gradually.
207Tō bābā her|har prakār sē śhiv jayantī par sēvā karnē kā iśhārā dētē rahtē haĩ . 208Jissē manuṣhya samajhē̃gē ki barōbar inhō̃ key|kī knowledge tō baṛī hai .
213Baba keeps signalling you in many ways about doing service on Shiv Jayanti through which people will understand that your knowledge really is great.
209Manuṣhyō̃ kō samjhānē mē̃ kitnī mēhnat lagtī hai .
214It takes so much effort to explain to human beings.
210Mēhnat bigar rājdhānī thōṛēhī sthāpan hōgī .
215A kingdom would not be created without some effort being made.
211Chaṛhtē haĩ , girtē haĩ phir chaṛhtē haĩ .
216You ascend, then you fall and you ascend again.
212Bachchō̃ kō bhī kōī na kōī tūphān ātā hai .
217You children experience one storm or another.
213Mūl bāt hai hī yād kī .
218The main thing is remembrance.
214Yād sē hī satōpradhān bannā hai .
219You must have remembrance in order to become satopradhan.
215Knowledge tō sahaj hai .
220This knowledge is easy.
216Bachchō̃ kō bahut mīṭhē tē mīṭhā bannā hai .
221You children must become the sweetest of all.
217Aim object tō sāmnē khaṛī hai .
222Your aim and objective is in front of you.
218Yah ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) kitnē mīṭhē haĩ .
223They (Lakshmi and Narayan) are so sweet.
219Inhō̃ kō dēkh kitnī khuśhī hōtī hai .
224You experience so much happiness on seeing them.
220Ham student key|kī yah aim object hai .
225This is the aim and objective of you students.
221Paṛhānē vālā hai bhagvān .
226God is the One who is teaching you.
222Achchhā !
227Achcha.
223Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē , rūhānī bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
228To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
224Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
229The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
225Dhārṇā kē liē mukhya sār :
230Essence for dharna:
2261 ) bāp dvārā milī huī knowledge aur varsē kō smr̥iti mē̃ rakh sadaiv harṣhit rahnā hai .
231 1. Keep this knowledge and the inheritance you receive from the Father in your awareness and remain constantly cheerful.
227Gyān aur yōg hai tō service mē̃ tatpar rahnā hai .
232You have this knowledge and yoga, so stay ever ready on the field of service.
2282 ) sukhdhām aur śhāntidhām kō yād karnā hai .
233 2. Remember the land of happiness and the land of peace.
229In dēvtāō̃ jaisā mīṭhā bannā hai .
234You have to become as sweet as those deities.
230Apār khuśhī mē̃ rahnā hai .
235Stay in unlimited happiness.
231Rūhānī teacher ban gyān kā dān karnā hai .
236Become a spiritual teacher and donate this knowledge to others.
Blessing
232Vardān : dēh , sambandh aur vaibhavō̃ K|kē bandhan sē svatantr bāp samān karmātīt bhav
237Blessing: May you become karmateet, like the Father, and be free from your body, relations and material comforts.
233Jō nimitt mātra direction pramāṇ pravr̥itti kō sambhāltē huē ātmik svarūp mē̃ rahtē haĩ , mōh K|kē kāraṇ nahī̃ , unhē̃ yadi abhī-abhī order hō ki chalē āō tō chalē āyēṅgē .
238 If those who maintain their soul-conscious form while looking after their households as instruments, according to the directions, and not out of attachment, were to receive an order to depart now, they would do so.
234Bigul bajē aur sōchnē̃ mē̃ hī samay na chalā jāē - tab kahē̃gē naṣhṭōmōhā isliē sadaiv apnē kō check karnā hai ki dēh kā , sambandh kā , vaibhavō̃ kā bandhan apnī ōr khīñchtā tō nahī̃ hai !
239When the bugle is blown, if you do not pass your time in thinking about it, you would be said to be a conqueror of attachment. 240Therefore, check yourself as to whether any bondage of your body, relations and material comforts is pulling you.
235Jahā̃ bandhan hōgā vahā̃ ākarṣhaṇ hōgī . 236Lēkin jō svatantr haĩ vē|way bāp samān karmātīt sthiti K|kē samīp haĩ .
241Where there is some bondage, there will be an attraction, but those who are free will be close to the karmateet stage, like the Father.
Slogan
237Slōgan : snēh aur sahyōg kē sāth śhakti rūp banō tō rājdhānī mē̃ number āgē mil jāyēgā .
242Slogan: Together with giving love and co-operation, also become a form of power and you will receive a number ahead in the kingdom.
243*** Om Shanti ***
238Apnī śhaktiśhālī mansā dvārā sakāśh dēnē key|kī sēvā karō
244With your powerful mind, do the service of giving sakaash.
239Jitnā abhī tan , man , dhan aur samay lagātē hō , ussē mansā śhaktiyō̃ dvārā sēvā karnē sē bahut thōṛē samay mē̃ saphaltā jyādā milēgī .
245To the extent that you use your body, mind, wealth and time at the moment, by serving with the power of your mind, you will receive greater success in a shorter time.
240Abhī jō apnē prati kabhī-kabhī mēhnat karnī paṛtī hai - apnī nature kō parivartan karnē key|kī vā saṅgaṭhan mē̃ chalnē key|kī vā sēvā mē̃ saphaltā kabhī cum|kam dēkh dilśhikasta hōnē key|kī , yah sab samāpt hō jāyēgī .
246At the moment, you sometimes have to make effort for yourself in transforming your nature, in moving along with the gathering or sometimes when you see that there isn’t so much success in service, of not being disheartened. 247So all of that will finish.