मंगलवार 28 जनवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-01-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 28/01/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - pass with honour hōnā hai tō śhrīmat par chaltē rahō , kusaṅg aur māyā K|kē tūphānō̃ sē apnī sambhāl karō ' '

1Essence: Sweet children, in order to pass with honours, constantly follow shrimat. 2Save yourself from bad company and from the storms of Maya.

Question

2Praśhna  : bāp nē bachchō̃ key|kī kyā sēvā key|kī , jō bachchō̃ kō bhī karnī hai  ?

3Question: What service does the Father do for you children, service that you also have to do?

Answer

3Uttar  : bāp nē lāḍlē bachchē kahkar hīrē jaisā banānē key|kī sēvā key|kī . 4Aisē ham bachchō̃ kō bhī apnē mīṭhē bhāiyō̃ kō hīrē jaisā banānā hai .

4Answer: Just as the Father calls you His beloved children and serves you by making you into diamonds, in the same way, you children also have to make your sweet brothers into diamonds.

5Ismē̃ kōī taklīph key|kī bāt nahī̃ hai , sirph kahnā hai ki bāp kō yād karō tō hīrē jaisā ban jāyēṅgē .

5There is no difficulty in this. 6Simply tell them: Remember the Father and you will become like diamonds.

Question

6Praśhna  : bāp nē kaun-sā hukm apnē bachchō kō diyā hai  ?

7Question: What order has the Father given you children?

Answer

7Uttar  : bachchē , tum sachchī kamāī karō aur karāō .

8Answer: Children, earn this true income and inspire others to do the same.

8Tumhē̃ kisī sē bhī udhār lēnē kā hukm nahī̃ hai .

9You are not allowed to take a loan from anyone.

Song

9Gīt  : is pāp key|kī duniyā sē …

10Song: Take us far away from this world of sin to a land of rest and comfort.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Naī duniyā mē̃ chalnē vālē mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ prati bāp good morning kar rahē haĩ .

12The Father says "Good morning" to you sweetest, spiritual children who are to go to a new world.

12Rūhānī bachchē number-vār purūṣhārth anusār jāntē haĩ ki barōbar ham is duniyā sē dūr jā rahē haĩ .

13You spiritual children know, numberwise, according to your efforts that you are to go far away from this world.

13Kahā̃  ?

14Where are you going to?

14Apnē sweet silence home mē̃ .

15To your sweet silence home.

15Śhāntidhām hī dūr hai , jahā̃ sē ham ātmāyē̃ ātī haĩ vah hai mūlvatan , yah hai sthūl vatan .

16The land of silence, where we souls come from, is very far away. 17That is an incorporeal world and this is a corporeal world.

16Vah hai ham ātmāō̃ kā ghar .

18That is the home of us souls.

17Us ghar mē̃ bāp bigar tō kōī lē na jā sakē .

19No one, except the Father, can take us back to that home.

18Tum sab brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ rūhānī service kar rahē hō .

20All of you Brahmins are doing spiritual service.

19Kisnē sikhāyā hai  ?

21Who taught you this?

20Dūr lē chalnē vālē bāp nē .

22The Father who takes you far away.

21Kitnō̃ kō lē jāyēṅgē dūr  ?

23How many will He take far away?

22Anginat haĩ .

24Countless souls.

23Ēk paṇḍē K|kē bachchē tum sab bhī paṇḍē hō .

25All of you children are guides who belong to the one Guide.

24Tumhārā nām hī hai pāṇḍav sēnā .

26Your name is the Pandava Army.

25Tum bachchē har ēk kō dūr lē jānē key|kī yukti batlātē hō - manmanābhav , bāp kō yād karō .

27You children show everyone the way to go far away: “Manmanabhav!” and “Remember the Father!”

26Kahtē bhī haĩ - bābā , is duniyā sē kahī̃ dūr lē chalō .

28You say: Baba, take us far away from this world.

27Naī duniyā mē̃ tō aisē nahī̃ kahē̃gē .

29You will not say this in the new world.

28Yahā̃ hai rāvaṇ rājya , tō kahtē haĩ issē dūr lē chalō , yahā̃ chain nahī̃ hai .

30Here, it is the kingdom of Ravan and so you say: Take us very far away from here. 31There is no comfort here.

29Iskā nām hī hai duḥkhdhām .

32The very name is the land of sorrow.

30Abhī bāp tumkō kōī dhakkā nahī̃ khilātē haĩ .

33The Father does not make you stumble.

31Bhakti mārg mē̃ bāp kō ḍhūṇḍhnē liē tum kitnē dhakkē khātē hō .

34You stumbled a great deal on the path of devotion searching for the Father.

32Bāp khud kahtē haĩ maĩ hū̃ hī gupta .

35The Father Himself says: I am incognito.

33In āṅkhō̃ sē kōī mujhē dēkh nahī̃ saktē .

36No one can see Me with physical eyes.

34Kr̥iṣhṇa K|kē mandir mē̃ māthā ṭēknē kē liē chākhṛī rakhtē haĩ , mujhē tō pair haĩ nahī̃ jō tumkō māthā ṭēknā paṛē .

37In the temples to Krishna, they keep his wooden slippers for you to bow your head to, but I don’t have any feet to which you would have to bow.

35Tumkō tō sirph kahtā hū̃ - lāḍlē bachchē , tum bhī aurō̃ kō kahtē hō - mīṭhē bhāīyō̃ , pārlaukik bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hō̃ . 36Bas aur kōī taklīph nahī̃ .

38I simply call you "My beloved children". 39You also say to others: Sweet brothers, remember the parlokik Father and your sins will be absolved; that is all. 40There is no other difficulty.

37Jaisē bāp hīrē jaisā banātē haĩ , bachchē bhī aurō̃ kō hīrē jaisā banātē haĩ .

41Just as the Father makes you into diamonds, so you children also have to make others into diamonds.

38Yahī sīkhnā hai - manuṣhya kō hīrē jaisā kaisē banāyē̃  ?

42You have to learn how to make human beings become like diamonds.

39Drama anusār kalp pahlē muāphik kalp-kalp K|kē saṅgam par bāp ākar hamkō sikhlātē haĩ .

43According to the drama, the Father comes and teaches us at the confluence of every cycle.

40Phir ham aurō̃ kō sikhlātē haĩ .

44We then teach others.

41Bāp hīrē jaisā banā rahē haĩ .

45The Father is making us into diamonds.

42Tumkō mālūm hai khōjō̃ K|kē gurū āgākhā̃ kō sōnē , chāndī , hīrō̃ mē̃ vazan kiyā thā .

46You know that the Aga Khan, the guru of the Ismailis, was weighed against gold, silver and diamonds.

43Nēhrū kō sōnē mē̃ vazan kiyā thā .

47Nehru was weighed against gold.

44Ab vah kōī hīrē jaisā banātē tō nahī̃ thē .

48Now, they do not make anyone into a diamond.

45Bāp tō tumkō hīrē jaisā banātē haĩ .

49The Father makes you become like diamonds.

46Unkō tum kismē̃ vazan karē̃gē  ?

50What would you weigh Him against?

47Tum hīrē ādi kyā karē̃gē .

51What would you do with diamonds etc.?

48Tumkō tō darkār hī nahī̃ .

52You don’t need them.

49Vō lōg tō race mē̃ bahut paisē uṛātē haĩ .

53Those people waste a lot of money on races.

50Makān , property ādi banātē rahtē haĩ . 51Tum bachchē tō sachchī kamāī kar rahē hō .

54They continue to build buildings and properties etc. whereas you children are earning a true income.

52Tum kōī sē udhār lō|low tō phir 21 janm kē liē bharkar dēnā paṛē .

55If you take a loan from anyone, you would have to pay him back for 21 births.

53Tumhē̃ kisī sē udhār lēnē kā hukm nahī̃ hai .

56You have no right to take a loan from anyone.

54Tum jāntē hō is samay hai jhūṭhī kamāī , jō khatm hō jānē vālī hai .

57You understand that all incomes at present are false and are to be finished.

55Bābā nē dēkhā yah tō kauṛiyā̃ haĩ , hamkō hīrē miltē haĩ , tō phir yah kōṛiyā̃ kyā karē̃gē  ?

58When Baba saw that he was to receive diamonds, he thought: What am I doing with these shells?

56Kyō̃ na bāp sē bēhad kā varsā lēvē̃ .

59Why should I not take my unlimited inheritance from the Father?

57Khānā tō milnā hī hai .

60I will have enough to eat anyway.

58Ēk kahāvat bhī hai - hāth jinkā aisē . . . . . pahlā pūr ( pahlā number ) vah pā lētē haĩ .

61There is a saying: Those whose hands are constantly giving attain the first number.

59Bābā kō śharrāph bhī kahtē haĩ nā .

62Baba is also called the Stockbroker.

60Tō bāp kahtē haĩ tumhārī purānī chījē̃ exchange kartā hū̃ .

63The Father says: I take your old things and exchange them for new.

61Kōī martā hai tō purānī chīzē̃ karnīghōr kō dētē haĩ nā .

64When someone dies, all their belongings are given to a special type of brahmin priest.

62Bāp kahtē maĩ tumsē lētā kyā hū̃ , yah sample dēkhō .

65The Father says: What do I take from you? 66Just look at this sample.

63Drōpadī bhī ēk tō nahī̃ thī nā . 64Tum sab drōpadiyā̃ hō̃ .

67There was not only one Draupadi; all of you are Draupadis.

65Bahut pukārtī haĩ bābā hamkō naṅgan hōnē sē bachāō .

68Many call out: O Baba, save us from being stripped!

66Bābā kitnā pyār sē samjhātē haĩ - bachchē , yah antim janm pavitra banō .

69Baba explains with so much love: Children, remain pure in this last birth of yours.

67Bāp kahtē haĩ nā bachchō̃ kō , ki mērē dāṛhī key|kī lāz rakhō , kul kō kalaṅk nahī̃ lagāō .

70The Father says: Children, maintain the honour of My beard; do not defame the name of your clan.

68Tum mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō kitnā fakhur hōnā chāhiē . 69Bāp tumkō hīrē jaisā banātē haĩ , inkō bhī vah bāp hīrē jaisā banātē haĩ .

71You sweetest children should have so much pure pride that the Father is making you into diamonds. 72The Father is making this one into a diamond too.

70Yād unkō karnā hai .

73You have to remember that One.

71Yah bābā brahmā kahtē haĩ mujhē yād karnē sē tumhārē vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .

74This Baba says: Your sins will not be absolved by remembering me.

72Maĩ tumhārā gurū nahī̃ hū̃ .

75I am not your guru.

73Vah hamkō sikhlātē haĩ , ham phir tumkō sikhlātē haĩ .

76Whatever He teaches me, I then teach you.

74Hīrē jaisā bannā hai tō bāp kō yād karō .

77If you want to become like a diamond, remember the Father.

75Bābā nē samjhāyā hai bhakti mārg mē̃ bhal kōī dēvtā key|kī bhakti kartē rahtē haĩ , phir bhī buddhi dukān , dhandhē ādi taraph bhāgtī rahtī hai , kyōṅki ussē āmdanī hōtī hai .

78Baba has explained that, although many people worship the deities on the path of devotion, their intellects still wander to their work or business etc., because they earn an income through that.

76Bābā apnā anubhav bhī sunātē haĩ ki jab buddhi idhar-udhar bhāgtī thī tō apnē kō chamāṭ mārtā thā - yah yād kyō̃ ātē haĩ  ?

79Baba relates his experience: When my intellect used to wander here and there, I would pinch myself and ask why I was remembering those things.

77Tō ab ham ātmāō̃ kō ēk bāp kō hī yād karnā hai , parantu māyā ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai , ghūsā lagtā hai .

80You souls should only remember the one Father, but Maya repeatedly makes you forget. 81She punches you again and again.

78Māyā buddhiyōg tōṛ dētī hai .

82Maya breaks your intellects’ yoga.

79Aisē-aisē apnē sāth bātē̃ karnī chāhiē .

83You should talk to yourselves in this way.

80Bāp kahtē haĩ - ab apnā kalyāṇ karō tō dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ karō , centres khōlō .

84The Father says: You now have to benefit yourselves and others by opening centres.

81Aisē bahut bachchē bōltē haĩ - bābā , phalānī jagah centre khōlū̃  ?

85Many children ask: Baba, can we open a centre at such-and-such a place.

82Bāp kahtē haĩ maĩ tō dātā hū̃ .

86The Father says: I am the Bestower.

83Hamkō kuchh darkār nahī̃ .

87I do not need anything for Myself.

84Yah makān ādi bhī tum bachchō̃ kē liē banātē haĩ nā .

88These buildings etc. are all for you children.

85Śhivbābā tō tumkō hīrē jaisā banānē āyē haĩ .

89Shiv Baba has come to make you into diamonds.

86Tum jō kuchh kartē hō vah tumhārē hī kām mē̃ ātā hai .

90Whatever you do, it is only of use to you.

87Yah kōī gurū nahī̃ hai jō chēlā ādi banāvē , makān bachchē hī banātē haĩ apnē rahnē kē liē .

91This one is not a guru who would have followers. 92The buildings that are built are only for the children themselves to stay in.

88Hā̃ , banānē vālē jab ātē haĩ tō khātirī kī jātī hai ki āp ūpar mē̃ nayē makān mē̃ jākar rahō .

93Yes, when those who build them come here, they are offered the hospitality of staying in a new building.

89Kōī tō kahtē haĩ ham nayē makān mē̃ kyō̃ rahē̃ , hamkō tō purānā hī achchhā lagtā hai .

94Some say: Why should we stay in the new building? 95I like the old building.

90Jaisē āp rahtē hō , ham bhī rahē̃gē .

96We will live in the same way that you live.

91Hamkō kōī ãhakār nahī̃ hai ki maĩ dātā hū̃ .

97We have no arrogance about having given this.

92Bāpdādā hī nahī̃ rahtē tō maĩ kyō̃ rahū̃  ?

98If BapDada does not live there, why should we?

93Hamkō bhī apnē sāth rakhō .

99We want to stay with You.

94Jitnā āpkē najdīk hōṅgē utnā achchhā hai .

100The closer we are to You, the better it is.

95Bāp samjhātē haĩ jitnā purūṣhārth karē̃gē tō sukhdhām mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .

101The Father explains: To the extent that you make effort, so you will claim a high status in the land of happiness.

96Svarg mē̃ tō sab jāyēṅgē nā .

102Every one of you will go to heaven.

97Bhāratvāsī jāntē haĩ bhārat puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā thī , pāp kā nām nahī̃ thā .

103The people of Bharat know that Bharat was a land of pure, charitable souls. 104There was not even the name of sin there.

98Abhī tō pāp ātmā ban gayē haĩ .

105Everyone has now become a sinful soul.

99Yah hai rāvaṇ rājya .

106This is the kingdom of Ravan.

100Satyug mē̃ rāvaṇ hōtā nahī̃ .

107Ravan does not exist in the golden age.

101Rāvaṇ rājya hōtā hī hai ādhākalp bād .

108The kingdom of Ravan will exist again after a half cycle.

102Bāp itnā samjhātē haĩ tō bhī samajhtē nahī̃ .

109The Father explains so much and yet you are still not able to understand.

103Kalp-kalp aisā hōtā āyā hai . 104Naī bāt nahī̃ .

110The same thing happens every cycle; this is nothing new.

105Tum pradarśhaniyā̃ kartē hō , kitnē ḍhēr ātē haĩ .

111So many come when you have exhibitions.

106Prajā tō bahut banēgī .

112Many of them will become subjects.

107Hīrē jaisā bannē mē̃ tō time lagtā hai .

113It takes time to become like diamonds.

108Prajā ban jāē vah bhī achchhā .

114Even if they become subjects, that too is good.

109Abhī hai hī kayāmat kā samay .

115It is now the time of settlement for all.

110Sabkā hisāb-kitāb chuktū hōtā hai .

116Everyone’s accounts are being settled.

1118 key|kī mālā jō banī huī hai vah hai pass with honours key|kī .

117The rosary of eight is made of those who pass with honours.

1128 dānē hī number one mē̃ jātē haĩ , jinkō zarā bhī sazā nahī̃ miltī hai .

118Only eight beads go into the first rosary. 119They attain their karmateet stage without experiencing punishment.

113Karmātīt avasthā kō pā lētē haĩ .

120Then there is the rosary of 108; they would be numberwise.

114Phir haĩ 108 , number-vār tō kahē̃gē nā .

121This drama is eternally predestined.

115Yah banā-banāyā anādi drama hai , jiskō sākṣhī hōkar dēkhtē haĩ ki kaun achchhā purūṣhārth kartē haĩ  ?

122You have to observe this as detached observers and see who is making good efforts. 123Some children come at the end and continue to follow shrimat.

116Kōī-kōī bachchē pīchhē āyē haĩ , śhrīmat par chaltē rahtē haĩ . 117Aisē hī śhrīmat par chaltē rahē̃ tō pass with honours ban 8 key|kī mālā mē̃ ā saktē haĩ . 118Hā̃ , chaltē-chaltē kabhī grahachārī bhī ā jātī hai .

124Continue to follow shrimat in this way, and it is possible that you will pass with honours and go into the rosary of eight. 125Yes, it is possible that, whilst you are moving along, there would sometimes be bad omens.

119Yah utrāī-chaṛhāī sabkē āgē ātī hai .

126Everyone has to face the stages of ascending and descending.

120Yah kamāī hai .

127This is an income.

121Kabhī bahut khuśhī mē̃ rahē̃gē , kabhī cum|kam .

128Sometimes, you remain very happy and at other times you remain less happy.

122Māyā kā tūphān athavā kusaṅg pīchhē haṭā dētā hai . 123Khuśhī gum hō jātī hai .

129The storms of Maya and bad company move you backwards and make you lose your happiness.

124Gāyā bhī huā hai saṅg tārē kusaṅg bōrē .

130It is said that good company takes you across and bad company drowns you.

125Ab rāvaṇ kā saṅg bōrē , rām kā saṅg tārē .

131Ravan’s company drowns you and Rama’s company takes you across.

126Rāvaṇ key|kī mat sē aisē banē haĩ .

132You became like that by following Ravan’s dictates.

127Dēvtāyē̃ bhī vāmmārg mē̃ jātē haĩ .

133Deities fell onto the path of sin.

128Unhō̃ K|kē chitra kaisē gandē dikhātē haĩ .

134People have shown such dirty pictures of them.

129Yah niśhānī hai vām mārg mē̃ jānē key|kī .

135Those are signs of their going onto the path of sin.

130Bhārat mē̃ hī rām rājya thā , bhārat mē̃ hī ab rāvaṇ rājya hai .

136The kingdom of Rama existed in Bharat and it is now the kingdom of Ravan in Bharat.

131Rāvaṇ rājya mē̃ 100 percent duḥkhī ban jātē haĩ .

137You become 100% unhappy in the kingdom of Ravan.

132Yah khēl hai .

138This is a play.

133Yah knowledge kiskō bhī samjhānā kitnā sahaj hai .

139It is very easy to explain this knowledge to anyone.

134 ( ēk nurse bābā K|kē sāmnē baiṭhī hai ) bābā is bachchī kō kahtē haĩ tum nurse hō , vah service bhī kartī rahō , sāth-sāth tum yah service bhī kar saktī hō .

140(A nurse was sitting in front of Baba). 141Baba says to this child: You are a nurse; continue to do that service and also do this service.

135Patient kō bhī yah gyān sunātī rahō ki bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē , phir 21 janmō̃ kē liē tum rōgī nahī̃ banē̃gē .

142Relate this knowledge to your patients. 143Tell them: Remember the Father and your sins will be absolved and you will not have any illnesses for 21 births.

136Yōg sē hī health aur is 84 K|kē chakra kō jānnē sē wealth miltī hai .

144You receive health by doing yoga and you receive wealth by knowing the cycle of 84 births.

137Tum tō bahut service kar saktī hō , bahutō̃ kā kalyāṇ karē̃gī .

145You can do a lot of service and you will continue to benefit many.

138Paisā bhī jō milēgā vah is rūhānī sēvā mē̃ lagāyēṅgī .

146You can use whatever money you earn for this spiritual service.

139Vāstav mē̃ tum bhī sab nurses hō nā .

147In fact, all of you are also nurses.

140Chhī-chhī gandē manuṣhyō̃ kō dēvtā banānā - yah nurse samān sēvā huī nā .

148To make dirty human beings into deities is a task like that of a nurse, is it not?

141Bāp bhī kahtē haĩ mujhē patit manuṣhya bulātē haĩ ki ākar pāvan banāō .

149The Father says: Impure human beings call out to Me to come and purify them.

142Tum bhī rōgiyō̃ key|kī yah sēvā karō , tum par kurbān jāyēṅgē .

150If you also serve diseased people, they will thank you a great deal.

143Tumhārē dvārā sākṣhātkār bhī hō saktā hai .

151They can even receive visions through you.

144Agar yōgyukt hō tō baṛē-baṛē surgeon ādi sab tumhārē charaṇō̃ mē̃ ākar paṛē̃ .

152If you remain accurately linked in yoga, even great surgeons etc. might come and fall at your feet.

145Tum karkē dēkhō .

153Just try it and see.

146Yahā̃ bādal ātē haĩ refresh hōnē .

154You clouds come here in order to be refreshed.

147Phir jākar varṣhā kar dūsrō̃ kō refresh karē̃gē .

155Then you go and shower this knowledge on to others and refresh them.

148Kaī bachchō̃ kō yah bhī patā nahī̃ rahtā hai ki barsāt kahā̃ sē ātī hai  ?

156Some children don’t even know where rain comes from.

149Samajhtē haĩ indra varṣhā kartē haĩ .

157They think that it is Indra (God of Rain) who showers rain.

150Indradhanuṣh kahtē haĩ nā .

158They say that a rainbow is the bow of Indra.

151Śhāstrō̃ mē̃ tō kitnī bātē̃ likh dī haĩ .

159So many false stories have been written in the scriptures.

152Bāp kahtē haĩ yah phir bhī hōgā , drama mē̃ jō nūndh hai .

160The Father says: Whatever is fixed in the drama will happen again.

153Ham kiskī glāni nahī̃ kartē haĩ , yah tō banā-banāyā anādi drama hai .

161We do not defame anyone. 162This drama is eternally predestined.

154Samjhāyā jātā hai ki yah bhakti mārg hai .

163It is understood that the path of devotion belongs to it.

155Kahtē bhī haĩ gyān , bhakti , vairāgya .

164It is said, “knowledge, devotion and disinterest.”

156Tum bachchō̃ kō is purānī duniyā sē vairāgya hai .

165You children have disinterest in this old world.

157Āp muyē mar gaī duniyā .

166When you die, the whole world is dead for you.

158Ātmā śharīr sē alag hō gaī tō duniyā hī khalās .

167When a soul leaves his body, the world is dead for him.

159Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - mīṭhē bachchē , paṛhāī mē̃ ġaphlat mat karō .

168The Father explains to you children: Sweet children, do not be careless in this study.

160Sārā madār paṛhāī par hai .

169Everything depends on how you study.

161Barrister kōī tō ēk lākh rūpayā kamātē haĩ aur kōī barrister kō pahannē kē liē coat|kōṭ bhī nahī̃ hōgā .

170Some barristers earn one hundred thousand rupees, whereas others don’t even have a coat to wear.

162Paṛhāī par sārā madār hai .

171Everything depends on how you study.

163Yah paṛhāī tō bahut sahaj hai .

172This study is very easy.

164Svadarśhan chakradhārī bannā hai arthāt apnē 84 janmō̃ K|kē ādi-madhy-ant kō jānnā hai .

173Become spinners of the discus of self-realisation, that is, know the beginning, the middle and the end of your 84 births.

165Abhī is sārē jhāṛ key|kī jaṛjaṛībhūt avasthā hai , foundation hai nahī̃ . 166Bākī sārā jhāṛ khaṛā hai . 167Vaisē yah ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm jō thā , thur thā , vah abhī hai nahī̃ .

174Just as that tree has now reached its state of total decay; there is no foundation and yet the rest of the tree is still standing, in the same way, the original eternal deity religion that existed in the form of the tree trunk, no longer exists.

168Dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa ban gayē haĩ .

175Everyone is now irreligious and unrighteous in their actions.

169Manuṣhya kiskō sadgati dē nahī̃ saktē haĩ .

176Human beings cannot grant salvation to anyone.

170Bāp baiṭh yah sab bātē̃ samjhātē haĩ , tum sadā kē liē sukhī ban jātē hō .

177The Father sits here and explains all of these aspects to you and makes you happy for all time.

171Kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ hōgā .

178There will never be untimely death there.

172Phalānā mar gayā , yah akṣhar vahā̃ hōtā nahī̃ .

179The words “So-and-so died” will not exist there.

173Tō bāp rāy dētē haĩ , bahutō̃ kō rāstā batāyēṅgē tō vah tum par kurbān jāyēṅgē .

180Therefore, the Father advises you that if you show the path to many they will surrender themselves to you.

174Kiskō sākṣhātkār bhī hō saktā hai .

181It is possible for some to have a vision.

175Sākṣhātkār sirph aim object hai . 176Uskē liē paṛhnā tō paṛē nā .

182Those visions are just of the aim and objective for which you are studying.

177Paṛhnē bigar thōṛēhī barrister ban jāyēṅgē .

183You cannot become a barrister without studying.

178Aisē nahī̃ ki sākṣhātkār huā mānā mukt huē , mīrā kō sākṣhātkār huā , aisē nahī̃ ki kr̥iṣhṇapurī mē̃ chalī gaī .

184It is not that you attain liberation by having a vision. 185Meera had a vision, but she didn’t go to the land of Krishna.

179Naudhā bhakti karnē sē sākṣhātkār hōtā hai . 180Yahā̃ phir hai naudhā yād .

186Devotees receive a vision after doing intense devotion, whereas here, there is intense remembrance.

181Sanyāsī phir brahm gyānī , tatva gyānī ban jātē haĩ .

187Sannyasis become knowledgeable about the element of light and the five elements.

182Bas , brahm mē̃ līn hōnā hai .

188They simply want to merge into the element of light.

183Ab brahm tō paramātmā nahī̃ hai .

189However, the element of light is not the Supreme Soul.

184Ab bāp samjhātē haĩ apnā dhandhā ādi śharīr nirvāh kē liē bhal karō parantu apnē kō trustee samajhkar , tō ūñch pad milēgā .

190The Father explains: You may continue to do your business for the livelihood of your bodies but you must now consider yourselves to be trustees and you will then claim a high status.

185Phir mamatva miṭ jāyēgā .

191All of your attachments will be broken.

186Yah bābā lēkar kyā karē̃gē  ?

192What would Baba do by taking anything?

187Isnē tō sab kuchh chhōṛā nā .

193This one renounced everything.

188Gharbār vā mahal ādi tō banānā nahī̃ hai .

194He has no need to build a house or a palace for himself.

189Yah makān banātē haĩ kyōṅki ḍhēr bachchē āyēṅgē .

195These buildings are being built because many children are yet to come.

190Ābūrōḍ sē yahā̃ tak queue lag jāyēgī .

196There will be a queue from Abu Road to here.

191Tumhārā abhī prabhāv nikalē tō māthā hī kharāb kar dē̃ .

197If your influence were to spread now, you would have a headache trying to handle them all.

192Baṛē ādmī ātē haĩ tō bhīṛ hō jātī hai .

198When an eminent person comes, a huge crowd gathers.

193Tumhārā prabhāv pichhāṛī mē̃ nikalnā hai , abhī nahī̃ .

199Your impact will spread at the end, not now.

194Bāp kō yād karnē kā abhyās karnā hai tāki pāp kaṭ jāyē̃ .

200You have to practise staying in remembrance of the Father so that your sins can be cut away.

195Aisē yād mē̃ śharīr chhōṛnā hai .

201You have to shed your bodies whilst in such remembrance.

196Satyug mē̃ śharīr chhōḍēṅgē , samajhē̃gē ēk chhōṛ dūsrā nayā lē̃gē .

202In the golden age, when you leave your body, you understand that you are leaving a body and taking a new one.

197Yahā̃ tō dēh-abhimān kitnā rahtā hai .

203Here, there is so much body consciousness.

198Phark hai nā .

204There is such a difference.

199Yah sab bātē̃ note karnī aur karānī hai .

205You have to note down all of these points and also make others note them down.

200Aurō̃ kō bhī āp samān hīrē jaisā banānā paṛē .

206You also have to make others into diamonds like yourselves.

201Jitnā purūṣhārth karē̃gē , utnā ūñch pad pāyēṅgē .

207You will attain a high status according to the efforts you make.

202Yah bāp samjhātē haĩ , yah kōī sādhū-mahātmā nahī̃ hai .

208It is the Father who explains this, not a holy man or a mahatma.

203Yah gyān baṛē majē kā hai , iskō achchhī rīti dhāraṇ karnā hai .

209This knowledge is very entertaining and you have to imbibe it very well.

204Aisē nahī̃ , bāp sē sunā phir yahā̃ key|kī yahā̃ rahī .

210It is not that you listen to the Father and then leave behind whatever you heard.

205Gīt mē̃ bhī sunā nā , kahtē haĩ sāth lē jāō .

211You also heard in the song: Take us back with You.

206Tum in bātō̃ kō āgē nahī̃ samajhtē thē , ab bāp nē samjhāyā hai tab samajhtē hō .

212Previously, you did not understand any of these things. 213Now that the Father has explained to you, you understand them.

207Achchhā  !

214Achcha.

208Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

215To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

209Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

216The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

210Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

217Essence for dharna:

2111 ) paṛhāī mē̃ kabhī ġaphlat nahī̃ karnī hai .

218 1. Never become careless about studying.

212Svadarśhan chakradhārī bankar rahnā hai .

219Become a spinner of the discus of self-realisation.

213Hīrē jaisā banānē key|kī sēvā karnī hai .

220Do the service of making others become like diamonds.

2142 ) sachchī kamāī karnī aur karānī hai .

221 2. Earn this true income and inspire others to do the same.

215Apnī purānī sab chījē̃ exchange karnī hai .

222Exchange all of your old things.

216Kusaṅg sē apnī sambhāl karnī hai .

223You have to remain cautious of bad company.

Blessing

217Vardān  : jahān K|kē nūr ban bhaktō̃ kō nazar sē nihāl karnē vālē darśhanīy mūrt bhav

224Blessing: May you become images that grant visions as lights of the world who take devotees beyond with a glance.

218Sārā viśhva āp jahān K|kē āṅkhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi lēnē kē liē intjār mē̃ hai .

225 The whole world is waiting to take drishti from the eyes of you, who are becoming the lights of the world.

219Jab āp jahān K|kē nūr apnī sampūrṇ stage tak pahuchēṅgē arthāt sampūrṇtā key|kī āṅkh khōlē̃gē tab second mē̃ viśhva parivartan hōgā .

226When you lights of the world reach your complete and perfect stage, that is, when you open your eyes of perfection, world transformation will then take place in a second.

220Phir āp darśhanīy mūrt ātmāyē̃ apnī nazar sē bhakta ātmāō̃ kō nihāl kar sakē̃gī .

227You souls, who are becoming images that grant visions, will then be able to take devotees beyond with a glance.

221Nazar sē nihāl hōnē vālō̃ key|kī lambī queue hai isliē sampūrṇtā key|kī āṅkh khulī rahē .

228There will be a long queue of those who want to be taken beyond with a glance. 229Therefore, let your eyes of perfection remain open.

222Āṅkhō̃ kā malnā aur saṅkalpō̃ kā ghuṭkā va jhuṭkā khānā band karō tab darśhanīy mūrt ban sakē̃gē .

230Stop rubbing your eyes, stop choking and nodding off in your thoughts and you will then be able to become the images that grant visions.

Slogan

223Slōgan  : nirmal svabhāv nirmāntā key|kī niśhānī hai .

231Slogan: A pure and clean nature is a sign of humility.

224Nirmal banō tō saphaltā milēgī .

232Become pure and clean and you will receive success.

233*** Om Shanti ***

225Apnī śhaktiśhālī mansā dvārā sakāśh dēnē key|kī sēvā karō

234With your powerful mind, do the service of giving sakaash.

226Man-buddhi kō ēkāgr karnē kē liē manmanābhav K|kē mantra kō sadā smr̥iti mē̃ rakhō .

235In order to concentrate your mind and intellect, constantly keep the mantra of “Manmanabhav” in your awareness.

227Manmanābhav K|kē mantra key|kī practical dhārṇā sē pahlā number ā saktē hō .

236By imbibing the mantra of “Manmanabhav” practically, you can claim a first number.

228Man key|kī ēkāgratā arthāt ēk key|kī yād mē̃ rahnā , ēkāgr hōnā yahī ēkānt hai .

237To have concentration of the mind means to stay in the remembrance of One, to be concentrated in solitude.

229Jab sarv ākarṣhaṇō̃ K|kē vibration sē antarmukh banē̃gē tab mansā dvārā pūrē viśhva kō sakāśh dēnē key|kī sēvā kar sakē̃gē .

238When you become introverted and free from the vibrations of all attractions, you will then be able to do the service of giving sakaash to the whole world with your mind.