शनिवार 1 फ़रवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-02-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 01/02/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum ātmāō̃ kā svadharm śhānti hai , tumhārā dēśh śhāntidhām hai , tum ātmā śhānt svarūp hō isliē tum śhānti māṅg nahī̃ saktē ' '

1Essence: Sweet children, the original religion of you souls is peace. 2The land of souls is the land of peace. 3You souls are embodiments of peace. 4Therefore, you cannot ask for peace.

Question

2Praśhna  : tumhārā yōgbal kaun-sī kamāl kartā hai  ?

5Question: What wonders does your power of yoga perform?

Answer

3Uttar  : yōgbal sē tum sārī duniyā kō pavitra banātē hō , tum kitnē thōṛē bachchē yōgbal sē yah sārā pahāṛ uṭhāē sōnē kā pahāṛ sthāpan kartē hō .

6Answer: With the power of yoga, you purify the whole world. 7There are very few of you children to remove the whole of this mountain with the power of yoga and establish a mountain of gold.

45 tatva satōpradhān hō jātē haĩ , achchhā phal dētē haĩ .

8Even the five elements will become satopradhan and give very good fruit.

5Satōpradhān tatvō̃ sē yah śharīr bhī satōpradhān hōtē haĩ .

9When matter is satopradhan, your bodies will also be satopradhan.

6Vahā̃ K|kē phal bhī bahut baṛē-baṛē svādiṣhṭ hōtē haĩ .

10The fruit there is very large and delicious.

Murli

7Ōm śhānti .

11Om shanti.

8Jab ōm śhānti kahā jātā hai tō bahut khuśhī hōnī chāhiē kyōṅki vāstav mē̃ ātmā hai hī śhānt svarūp , uskā svadharm hī śhānt hai .

12When you say "Om shanti", you should have great happiness. 13In fact, you souls are embodiments of peace; the original religion of you souls is peace.

9Is par sannyāsī bhī kahtē haĩ , śhānti kā tō tumhārē galē mē̃ hār paṛā hai .

14Sannyasis say of this that peace is the garland around your neck.

10Śhānti kō bāhar kahā̃ ḍhūṇḍhtē hō .

15Why do you search for peace outside?

11Ātmā svataḥ śhānt svarūp hai .

16Souls are themselves embodiments of peace.

12Is śharīr mē̃ part bajānē ānā paṛtā hai .

17They have to enter bodies in order to play their parts.

13Ātmā sadā śhānt rahē tō karma kaisē karēgī  ?

18If souls remained constantly in silence, how could they act?

14Karma tō karnā hī hai .

19Actions have to be performed.

15Hā̃ , śhāntidhām mē̃ ātmāyē̃ śhānt rahtī haĩ .

20Yes, in the land of silence, souls remain silent.

16Vahā̃ śharīr hai nahī̃ , yah kōī bhī sannyāsī ādi nahī̃ samajhtē ki ham ātmā haĩ , śhāntidhām mē̃ rahnē vālī haĩ .

21There are no bodies there. 22None of the sannyasis, etc. understand that each of them is a soul, that they are residents of the land of silence.

17Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai - śhāntidhām hamārā dēśh hai , phir ham sukhdhām mē̃ ākar part bajātē haĩ phir rāvaṇ rājya hōtā hai duḥkhdhām mē̃ .

23You children have been told that the land of silence is your home. 24Then you go to a land of happiness to play your parts and then it is Ravan’s kingdom in this land of sorrow.

18Yah 84 janmō̃ key|kī kahānī hai .

25This is the story of 84 births.

19Bhagvānuvāch hai nā arjun prati ki tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .

26God says to Arjuna: You do not know your own births.

20Ēk kō kyō̃ kahtē haĩ  ?

27Why does He only speak to one?

21Kyōṅki ēk key|kī guarantee hai .

28Because there is the guarantee for one.

22In rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī tō guarantee hai nā tō inkō hī kahtē haĩ .

29There is the guarantee for Radhe and Krishna and so He speaks to them.

23Yah bāp bhī jāntē haĩ , bachchē bhī jāntē haĩ ki yah jō sab bachchē haĩ sab tō 84 janm lēnē vālē nahī̃ haĩ .

30The Father knows and you children also know that not all of the children will take 84 births.

24Kōī bīch mē̃ āyēṅgē , kōī ant mē̃ āyēṅgē . 25Inkī tō certain hai .

31Some will come in the middle, some will come at the end, but for this one, it is certain.

26Inkō kahtē haĩ - hē bachchē .

32Baba says to this one: O child!

27Tō yah arjun huā nā .

33Therefore, this one is Arjuna.

28Rath par baiṭhā hai nā .

34He is sitting in this chariot.

29Bachchē khud bhī samajh saktē haĩ - ham janm kaisē lē̃gē  ?

35You children can understand for yourselves how you will take birth.

30Service hī nahī̃ kartē haĩ tō satyug naī duniyā mē̃ pahlē kaisē āyēṅgē  ?

36If you do not do any service, how could you go to that new, golden-aged world at the beginning?

31Inkī takdīr kahā̃ hai .

37It would not be in your fortune.

32Pīchhē jō janma lē̃gē unkē liē tō purānā ghar hōtā jāyēgā nā .

38Those who take birth at the end will go there when the house has become old.

33Maĩ inkē liē kahtā hū̃ , jinkē liē tumkō bhī certain hai .

39I am speaking for this one, for the one for whom it is certain.

34Tum bhī samajh saktē hō - mammā-bābā 84 janma lētē haĩ .

40You can understand that Mama and Baba take 84 births.

35Kumārkā hai , janak hai , aisē-aisē mahārathī jō haĩ vah 84 janma lētē haĩ .

41There are also Kumarka and Janak. 42Such maharathis take 84 births.

36Jō service nahī̃ kartē haĩ tō jarūr kuchh janm bād mē̃ āyēṅgē .

43Those who do not do service will definitely come a few births later.

37Samajhtē haĩ ham tō nā-pass hō jāyēṅgē , pichhāṛī mē̃ ā jāyēṅgē .

44They can understand for themselves that they will fail and come later.

38School mē̃ dauṛī pahan niśhānē tak ākar phir vāpis lauṭtē haĩ nā .

45In a school they race to the finishing line and return.

39Sab ēkras hō na sakē̃ .

46Not everyone can be the same.

40Race mē̃ zarā pāv inch kā bhī phark paṛtā hai tō plus mē̃ ā jātā hai , yah bhī aśhva race hai .

47In a race, if there is the difference of even a quarter of an inch, that one claims a number ahead. 48This is also a horse race. 49This is an ashwa race.

41Aśhva ghōṛē kō kahā jātā hai .

50“Ashwa” means a horse.

42Rath kō bhī ghōṛā kahā jātā hai .

51This chariot is also called a horse.

43Bākī yah jō dikhātē haĩ dakṣha prajāpitā nē yagya rachā , usmē̃ ghōṛē kō havan kiyā , yah sab bātē̃ haĩ nahī̃ .

52None of those things that have been said about Daksh Prajapita creating a sacrificial fire and sacrificing a horse in that sacrificial fire happened.

44Na dakṣha prajāpitā hai , na kōī yagya rachā hai .

53Neither was there Daksh Prajapita, nor was there any sacrificial fire created by him.

45Pustakō̃ mē̃ bhakti mārg key|kī kitnī dant kathāyē̃ haĩ .

54So many false books have been written on the path of devotion.

46Unkā nām hī kathā hai .

55They are just called stories.

47Bahut kathāyē̃ suntē haĩ . 48Tum tō yah paṛhtē hō .

56They listen to many stories, whereas you study.

49Paṛhāī kō kathā thōṛēhī kahē̃gē .

57A study wouldn’t be called a story.

50School mē̃ paṛhtē haĩ , aim object rahtī hai .

58You have an aim and objective in what you study at school.

51Hamkō is paṛhāī sē yah naukrī milēgī . 52Kuchh na kuchh miltā hai .

59You find employment through that study; you receive something or other.

53Abhī tum bachchō̃ kō dēhī-abhimānī bahut bannā hai .

60You children now have to become very soul conscious.

54Yahī mēhnat hai .

61This does take effort.

55Bāp kō yād karnē sē hī vikarma vināśh hōṅgē .

62Only by remembering the Father can your sins be absolved.

56Khās yād karnā hōtā hai , aisē nahī̃ ki maĩ tō śhivbābā kā bachchā hū̃ nā phir yād kyā karē̃ .

63You especially do have to remember Him. 64You shouldn't think that you are Shiv Baba's child anyway, and ask why you should therefore remember Him; no.

57Nahī̃ , yād karnā hai apnē kō student samajhkar .

65You have to remember Him whilst also considering yourselves to be His students.

58Ham ātmāō̃ kō śhivbābā paṛhā rahē haĩ , yah bhī bhūl jātē haĩ .

66Shiv Baba is teaching us souls. 67You also forget this.

59Śhivbābā ēk hī teacher hai jō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz sunātē haĩ , yah bhī yād nahī̃ rahtā hai .

68Shiv Baba is the only Teacher who teaches you the secrets of the beginning, the middle and the end of the world. 69You do not even remember this.

60Har ēk bachchē kō apnē dil sē pūchhnā hai ki kitnā samay bāp kī yād ṭhahartī hai  ?

70Each one of you children can ask your heart how long you stayed in remembrance of the Father.

61Jāstī time tō bāharmukhtā mē̃ hī jātā hai .

71You spend most of your time in extroversion.

62Yah yād hī mukhya hai .

72This remembrance is the main thing.

63Is bhārat K|kē yōg key|kī hī bahut mahimā hai . 64Parantu yōg kaun sikhlātē haĩ - yah kiskō patā nahī̃ hai .

73There is great praise of this yoga of Bharat, but who can teach you this yoga of Bharat? 74No one knows this.

65Gītā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .

75They have put Shri Krishna’s name in the Gita.

66Ab śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karnē sē tō ēk bhī pāp nahī̃ kaṭēgā kyōṅki vah tō śharīrdhārī hai . 67Pāñch tatvō̃ kā banā huā hai .

76Not a single sin can be cut away by remembering Shri Krishna, because he is a bodily being, made of the five elements.

68Unkō yād kiyā tō gōyā miṭṭī kō yād kiyā , 5 tatvō̃ kō yād kiyā .

77To remember him means to remember clay. 78It means that you remember the five elements.

69Śhivbābā tō aśharīrī hai isliē kahtē haĩ aśharīrī banō , mujh bāp kō yād karō .

79Shiv Baba is bodiless and this is why He says: Become bodiless! 80Remember Me, your Father!

70Kahtē bhī hō - hē patit-pāvan , vah tō ēk huā nā .

81You call out: “O Purifier!” 82Therefore, He is the only One.

71Yukti sē pūchhnā chāhiē - gītā kā bhagvān kaun  ?

83Ask them tactfully who the God of the Gita is.

72Bhagvān rachayitā tō ēk hōtā hai .

84There is only the one God who is the Creator.

73Agar manuṣhya apnē kō bhagvān kahlātē bhī haĩ tō aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē ki tum sab hamārē bachchē hō .

85Even though people call themselves God, they never say that everyone is their child.

74Yā tō kahē̃gē tattvam yā kahē̃gē īśhvar sarvavyāpī hai .

86They either say, "I am God and the same applies to you", or they say that God is omnipresent.

75Ham bhī bhagvān , tum bhī bhagvān , jidhar dēkhtā hū̃ tū hī tū hai .

87They say, “I am God and you are God and, wherever I look, I only see You.

76Patthar mē̃ bhī tū , aisē kah dētē .

88You are even in the stones.” 89They just say this.

77Tum hamārē bachchē hō , yah kah nahī̃ saktē .

90They wouldn’t say that you are their children.

78Yah tō bāp hī kahtē haĩ - hē mērē lāḍlē rūhānī bachchō̃ .

91Only the Father says: O My beloved, spiritual children.

79Aisē aur kōī kah na sakē .

92No one else says this.

80Musalmān kō agar kōī kahē mērē lāḍlē bachchō̃ , tō thappaṛ mār dē̃ .

81Yah ēk hī pārlaukik bāp kah saktē haĩ .

93Only the one parlokik Father can say this.

82Aur kōī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān dē na sakē .

94No one else can give you the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

8384 K|kē sīṛhī kā rāz kōī samjhā na sakē sivāē nirākār bāp K|kē .

95No one but the incorporeal Father can explain the secrets shown in the picture of the ladder of 84 births.

84Unkā aslī nām hī hai śhiv . 85Yah tō manuṣhyō̃ nē athāh nām rakh diyē haĩ .

96Although He has been given many names, His real name is Shiva.

86Anēk bhāṣhāyē̃ haĩ . 87Tō apnī-apnī bhāṣhā mē̃ nām rakh dētē haĩ . 88Jaisē bāmbē mē̃ babulnāth kahtē haĩ , parantu vah arth|earth thōṛēhī samajhtē .

97There are many languages, and so they name Him in their own language, just as in Bombay they call Him Babulnath (Lord of Thorns). 98However, they don’t understand the meaning of that.

89Tum samajhtē hō kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē vālā hai .

99You understand that He is the One who changes thorns into flowers.

90Bhārat mē̃ śhivbābā K|kē hajārō̃ nām hōṅgē , arth|earth kuchh nahī̃ jāntē .

100In Bharat, Shiv Baba has probably been given a thousand names, but no one understands the meanings of them.

91Bāp bachchō̃ kō hī samjhātē haĩ . 92Usmē̃ bhī mātāō̃ kō bābā jāstī āgē kartē haĩ .

101The Father only explains to you children and in this Baba keeps the mothers in the front.

93Ājkal females kā mān bhī hai kyōṅki bāp āyē haĩ nā .

102Since the Father came, there is greater regard for women.

94Bāp mātāō̃ key|kī mahimā ūñch kartē haĩ .

103The Father has increased the praise of mothers.

95Tum śhiv śhakti sēnā hō , tum hī śhivbābā kō jāntē hō .

104You are the Shiv Shakti Army. 105Only you know Shiv Baba.

96Sach tō ēk hī hai .

106There is only the One who is called the Truth.

97Gāyā bhī jātā hai sach key|kī bēṛī hilē ḍulē , ḍūbē nahī̃ .

107It is remembered that, although the boat of truth may rock, it will never sink.

98Tō tum sachchē hō , naī duniyā kī sthāpanā kar rahē hō .

108Therefore, you are the true ones, the ones who are establishing the new world.

99Bākī jhūṭhī bēṛiyā̃ sab khatm hō jāyēṅgī .

109All the things of falsehood are to be destroyed.

100Tum bhī kōī yahā̃ rājya karnē vālē nahī̃ hō .

110You are not going to rule here.

101Tum phir dūsrē janm mē̃ ākar rājya karē̃gē .

111You will come and rule here in your next birth.

102Yah baṛī gupta bātē̃ haĩ jō tum hī jāntē hō .

112These matters are very incognito and only you understand them.

103Yah bābā na milā hōtā tō kuchh bhī nahī̃ jāntē thē .

113You now know that if you hadn't met Baba, you wouldn't have understood anything.

104Abhī jānā hai .

114You now understand this.

105Yah hai yudhiṣhṭhir , yuddha K|kē maidān mē̃ bachchō̃ kō khaṛā karnē vālā .

115This one is Yudhishthira, the one who alerts you children on the battlefield.

106Yah hai nonviolence , ahiṃsak .

116This is a non-violent battle.

107Manuṣhya hiṅsā samajh lētē haĩ mārā-mārī kō .

117People think that only fighting with one another is violence.

108Bāp kahtē haĩ pahlī mukhya hiṅsā tō kām kaṭārī kī hai isliē kām mahāśhatru kahā hai , in par hī vijay pānī hai .

118The Father says: The first and main violence is using the sword of lust. 119This is why lust is said to be your greatest enemy. 120You have to conquer it.

109Mūl bāt hai hī kām vikār key|kī , patit mānā vikārī .

121The main thing you have to conquer is the vice of lust. 122To be impure means to be vicious.

110Vikārī kahā hī jātā hai patit bannē vālē kō , jō vikār mē̃ jātē haĩ .

123Those who are impure are said to be vicious; they are those who indulge in vice.

111Krōdh karnē vālē kō aisē nahī̃ kahē̃gē ki yah vikārī hai .

124You wouldn't call a person who gets angry vicious.

112Krōdhī kō krōdhī , lōbhī kō lōbhī kahē̃gē .

125A person who becomes angry is an angry person, and a person who becomes greedy is a greedy person.

113Dēvtāō̃ kō nirvikārī kahā jātā hai . 114Dēvtāyē̃ nirlōbhī , nirmōhī , nirvikārī haĩ . 115Vah kabhī vikār mē̃ nahī̃ jātē .

126Deities are said to be completely viceless, free from greed, free from attachment and free from vice; they never indulge in vice.

116Tumkō kahtē haĩ vikār bigar bachchē kaisē hōṅgē  ? 117Unhō̃ kō tō nirvikārī māntē hō nā . 118Vah hai hī viceless duniyā .

127When people ask you how children can be created without vice, tell them: “You consider the deities to be viceless and that is a viceless world.

119Dvāpar kaliyug hai vicious duniyā .

128The copper and iron ages are in a vicious world.

120Khud kō vikārī , dēvtāō̃ kō nirvikārī kahtē tō haĩ nā .

129You call yourselves vicious and the deities viceless.

121Tum jāntē hō ham bhī vikārī thē . 122Ab in jaisā nirvikārī ban rahē haĩ .

130You know that you used to be vicious and that you are now becoming as viceless as them.

123In lakṣhmī-nārāyaṇ nē bhī yād K|kē bal sē yah pad pāyā hai phir pā rahē haĩ .

131Lakshmi and Narayan had claimed their status with the power of yoga and are also claiming it once again.

124Ham hī dēvī-dēvtā thē , hamnē kalp pahlē aisē rājya pāyā thā , jō ganvāyā , phir ham pā rahē haĩ .

132We were deities; we claimed our kingdom a cycle ago. 133We then lost it and are claiming it back once again.”

125Yahī chintan buddhi mē̃ rahē tō bhī khuśhī rahēgī .

134If your intellects just churned this, you would have great happiness.

126Parantu māyā yah smr̥iti bhulā dētī hai .

135However, Maya makes you forget to maintain this awareness.

127Bābā jāntē haĩ tum sthāī yād mē̃ rah nahī̃ sakē̃gē .

136Baba knows that you can't stay in remembrance constantly.

128Tum bachchē aḍōl ban yād kartē rahō tō jaldī karmātīt avasthā hō jāē aur ātmā vāpis chalī jāē . 129Parantu nahī̃ .

137If you children remained unshakeable and stayed in remembrance, you would quickly reach your karmateet stage and you souls would be able to return home; but no!

130Pahlē number mē̃ tō yah jānē vālā hai .

138This one is the one who has to go first.

131Phir hai śhivbābā key|kī barāt .

139There will be the wedding procession of Shiv Baba.

132Śhādī mē̃ mātāyē̃ miṭṭī K|kē maṭkē mē̃ jyōti jagākar lē jātī haĩ nā , yah niśhānī hai . 133Śhivbābā sājan tō sadā jāgtī jyōt hai .

140Mothers take earthenware lamps to a wedding. 141That lamp symbolises Shiv Baba, the Bridegroom, who is the constantly lit Light.

134Bākī hamārī jyōti jagāī hai .

142He has now ignited us lights.

135Yahā̃ key|kī bāt phir bhakti mārg mē̃ lē gayē haĩ .

143They have taken the things of the present time on to the path of devotion.

136Tum yōgbal sē apnī jyōti jagātē hō .

144You light your flame with the power of yoga.

137Yōg sē tum pavitra bantē hō . 138Gyān sē dhan miltā hai .

145You become pure by having yoga and you receive wealth by studying this knowledge.

139Paṛhāī kō source of income kahā jātā hai nā .

146This study is your source of income.

140Yōgbal sē tum khās bhārat aur ām sārē viśhva kō pavitra banātē hō .

147With the power of yoga, you purify Bharat in particular and the whole world in general.

141Ismē̃ kanyāyē̃ bahut achchhī madadgār ban saktī haĩ .

148Kumaris can become very good helpers in this.

142Service kar ūñch pad pānā hai .

149You claim a very good status by doing this service.

143Jīvan hīrē jaisā banānā hai , cum|kam nahī̃ .

150You have to make your lives like a diamond, nothing less.

144Gāyā jātā hai follow father mother .

151It is said: Follow the mother and father.

145See|sī|C mother father aur ananya brothers , sisters .

152See the mother, father and the special brothers and sisters.

146Tum bachchē pradarśhanī mē̃ bhī samjhā saktē hō ki tumkō dō father haĩ - laukik aur pārlaukik .

153You children can explain at the exhibitions that you have two fathers: your worldly father and the parlokik Father.

147Ismē̃ baṛā kaun  ?

154Which one is greater?

148Baṛā tō jarūr bēhad kā bāp huā nā .

155The unlimited Father would surely be greater.

149Varsā unsē milnā chāhiē .

156He is the One from whom you receive the inheritance.

150Abhī varsā dē rahē haĩ , viśhva kā mālik banā rahē haĩ .

157He is now giving you the inheritance. 158He is making you into the masters of the world.

151Bhagvānuvāch - tumkō rājyōg sikhātā hū̃ phir tum dūsrē janm mē̃ viśhva K|kē mālik banē̃gē .

159God speaks: I now teach you Raja Yoga and then, in your next birth, you become the masters of the world.

152Bāp kalp-kalp bhārat mē̃ ākar bhārat kō bahut sāhūkār banātē haĩ .

160The Father comes into Bharat every cycle and makes Bharat very wealthy.

153Tum viśhva K|kē mālik bantē hō is paṛhāī sē .

161You become the masters of the world through this study.

154Us paṛhāī sē kyā milēgā  ?

162What do you receive from other studies?

155Yahā̃ tō tum hīrē jaisā bantē hō 21 janma liē .

163Here, you become like diamonds for 21 births.

156Us paṛhāī mē̃ rāt-din kā phark hai .

164There is the difference of day and night between this study and other studies.

157Yah tō bāp , teacher , gurū ēk hī hai .

165Here, the Father, Teacher and Guru are one.

158Tō bāp kā varsā , teacher kā varsā aur gurū kā varsā sab dētē haĩ .

166Therefore, you are given the inheritance by the Father, the inheritance by the Teacher and the inheritance by the Guru.

159Ab bāp kahtē haĩ dēh sahit sabkō bhūlnā hai .

167The Father says: Now forget everything including your own bodies.

160Āp muyē mar gaī duniyā .

168When you die, the whole world is dead for you.

161Bāp K|kē adopted bachchē banē , bākī kiskō yād karē̃gē .

169You have become the Father's adopted children, and so who else would you remember?

162Dūsrō̃ kō dēkhtē huē jaisē ki dēkhtē nahī̃ .

170Even whilst seeing others, let it be as though you don't see them.

163Part mē̃ bhī ātē haĩ parantu buddhi mē̃ hai - ab hamkō ghar jānā hai phir yahā̃ ākar part bajānā hai .

171You came to play your parts but your intellects understand that you now have to return home and then come down again to play your parts.

164Yah buddhi mē̃ rahē tō bhī bahut khuśhī rahēgī .

172If you just kept this in your intellects, you would experience great happiness.

165Bachchō̃ kō dēh bhān chhōṛ dēnā chāhiē .

173You children must let go of body consciousness.

166Yah purānī chīz yahā̃ chhōṛnī hai , ab vāpis jānā hai .

174We have to leave these old things here because we now have to return home.

167Nāṭak pūrā hōtā hai . 168Purānī sr̥iṣhṭi kō āg lag rahī hai .

175Now that the play is coming to an end, the old world is to be set ablaze.

169Andhē key|kī aulād andhē agyān nīnd mē̃ sōyē paṛē haĩ .

176Both the blind and the children of the blind are sleeping in a sleep of ignorance.

170Manuṣhya tō samajhē̃gē yah sōyā huā manuṣhya dikhāyā hai . 171Parantu yah agyān nīnd key|kī bāt hai , jissē tum jagātē hō .

177This is not the usual sleep that people have, but it is a matter of a sleep of ignorance. 178You have to awaken them from that.

172Gyān arthāt din hai satyug , agyān arthāt rāt hai kaliyug .

179This knowledge is the day, the golden age; ignorance is the night, the iron age.

173Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

180These things have to be understood.

174Kanyā śhādī kartī hai tō mātā-pitā , sāsū-sasur ādi bhī yād āyēgā .

181When a girl gets married, she remembers her parents and her in-laws, etc.

175Unkō bhūlnā paṛē .

182They now have to be forgotten.

176Aisē bhī yugal haĩ , jō sannyāsiyō̃ kō dikhātē haĩ - ham yugal bankar kabhī vikār mē̃ nahī̃ jātē haĩ . 177Gyān talvār bīch mē̃ hai .

183Some couples are such that they can show the sannyasis how they are able to refrain from lust, even though they are a couple, that they keep the sword of this knowledge between them.

178Bāp kā pharmān hai - pavitra rahnā hai .

184The Father's order is: Remain pure!

179Dēkhō ramēśh-uṣhā haĩ , kabhī bhī patit nahī̃ banē haĩ , yah ḍar hai agar ham patit banē̃ tō 21 janmō̃ key|kī rājāī khatm hō jāyēgī . 180Dēvālā mār dēgē .

185Just look at Ramesh and Usha: there has never been impurity between them because of the fear of losing their kingdom of 21 births; that they would go bankrupt.

181Aisē kōī-kōī fail hō paṛtē haĩ .

186There are some who fail in this.

182Gandharvī vivāh kā nām tō hai nā .

187There is also marriage in name only.

183Tum jāntē hō pavitra rahnē sē pad bahut ūñch milēgā .

188You know that you can claim a very high status by remaining pure.

184Ēk janm kē liē pavitra bannā hai .

189You only have to remain pure for this one birth.

185Yōgbal sē karmēndriyō̃ par bhī control ā jātā hai .

190When you gain the power of yoga you can control your sense organs.

186Yōgbal sē tum sārī duniyā kō pavitra banātē hō .

191You also purify the whole world with the power of yoga.

187Tum kitnē thōṛē bachchē yōgbal sē yah sārā pahāṛ uṛāē sōnē kā pahāṛ sthāpan kartē hō .

192There are very few of you children with the power of yoga to remove this whole mountain and establish a mountain of gold.

188Manuṣhya thōṛēhī samajhtē haĩ , vah tō gōvardhan parvat pichhāṛī parikramā dētē rahtē haĩ .

193People don't understand any of this. 194They simply go around the Goverdhan mountain.

189Yah tō bāp hī ākar sārī duniyā kō golden aged banātē haĩ .

195Only the Father makes the whole world golden aged.

190Aisē nahī̃ ki himālay kōī sōnē kā hō jāyēgā .

196It isn't that the Himalayas will become gold.

191Vahā̃ tō sōnē key|kī khāniyā̃ bhartū hō jāyēṅgī .

197There, the mines of gold remain full.

1925 tatva satōpradhān haĩ , phal bhī achchhā dētē haĩ .

198The five elements are satopradhan. 199They give very good fruit.

193Satōpradhān tatvō̃ sē yah śharīr bhī satōpradhān hōtē haĩ .

200Because matter becomes satopradhan, your bodies too are satopradhan.

194Vahā̃ K|kē phal bhī bahut baṛē-baṛē svādiṣhṭ hōtē haĩ .

201The fruits there are very large and delicious.

195Nām hī hai svarg .

202The very name is heaven.

196Tō apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnē sē hī vikār chhūṭē̃gē .

203Only when you consider yourselves to be souls and you remember the Father can you become free from vice.

197Dēh-abhimān ānē sē vikār key|kī chēṣhṭā hōtī hai .

204When you become body conscious, you have a desire for lust.

198Yōgī kabhī vikār mē̃ nahī̃ jāyēṅgē .

205Yogis never indulge in vice.

199Gyān bal tō hai , parantu yōgī nahī̃ hōgā tō gir paṛēgā .

206Even though you might have some power of this knowledge, if you are not a yogi, you fall.

200Jaisē pūchhā jātā hai - purūṣhārth baṛā yā prālabdh  ? 201Tō kahtē haĩ purūṣhārth baṛā .

207When you are asked whether the effort or the reward is greater, you say that the effort is greater.

202Vaisē ismē̃ kahē̃gē yōg baṛā .

208Similarly, you would say that, in this, yoga is greater.

203Yōg sē hī patit sē pāvan bantē haĩ .

209It is only by having yoga that you can become pure from impure.

204Ab tum bachchē tō kahē̃gē ham bēhad K|kē bāp sē paṛhē̃gē .

210You children say that you are now studying with the unlimited Father.

205Manuṣhya sē paṛhnē sē kyā milēgā  ?

211What would you receive by studying with human beings?

206Mās mē̃ kyā kamāī hōgī  ?

212What would your monthly salary be?

207Yah tum ēk-ēk ratna dhāraṇ kartē hō . 208Yah hai lākhō̃ rūpayō̃ K|kē .

213Each jewel you imbibe here is worth hundreds of thousands of rupees.

209Vahā̃ paisē key|kī gintī nahī̃ key|kī jātī . 210Anginat dhan hōtā hai .

214There, money is never counted; there is countless wealth.

211Sabkō apnī-apnī khētiyā̃ ādi hōtī haĩ .

215Everyone has his own farm, etc.

212Ab bāp kahtē haĩ ham tumkō rājyōg sikhlātē haĩ .

216The Father says: It is now that I teach you Raja Yoga.

213Yah hai aim object .

217That is your aim and objective.

214Purūṣhārth karkē ūñch bannā hai .

218You have to become elevated by making effort.

215Rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

219Your kingdom is being established.

216In lakṣhmī-nārāyaṇ nē kaisē prālabdh pāī , inkī prālabdh kō jān gayē tō bākī kyā chāhiē .

220How did Lakshmi and Narayan claim their reward? 221Once you have understood their reward, what else do you need?

217Abhī tum jāntē hō kalp 5 hazār varṣh bād bāp ātē haĩ , ākar bhārat kō svarg banātē haĩ .

222You now know that the Father comes every cycle, every 5000 years, and makes the people of Bharat into the residents of heaven.

218Tō bachchō̃ kō service karnē kā umaṅg hōnā chāhiē . 219Jab tak kōī kō rāstā nahī̃ batāyā hai , khānā nahī̃ khāyēṅgē - itnā ullās-umaṅg hō tab ūñch pad pā saktē haĩ .

223Therefore, you children should have such enthusiasm for doing service that you won't eat until you have shown someone the path. 224Only when you have such zeal and enthusiasm can you claim a high status.

220Achchhā  !

225Achcha.

221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

226To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

222Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

227The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

223Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

228Essence for dharna:

2241 ) īśhvarīy service kar apnā jīvan 21 janmō̃ kē liē hīrē jaisā banānā hai .

229 1. You have to make your life like a diamond for 21 births by doing Godly service.

225Māt-pitā aur ananya bhāī-bahinō̃ kō hī follow karnā hai .

230You must only follow the mother and father and the special brothers and sisters.

2262 ) karmātīt avasthā banānē kē liē dēh sahit sabkō bhūlnā hai .

231 2. In order to make your stage karmateet, forget everyone, including your own body.

227Apnī yād aḍōl aur sthāī banānī hai .

232You have to make your remembrance unshakeable and constant.

228Dēvtāō̃ jaisā nirlōbhī , nirmōhī , nirvikārī bannā hai .

233You have to become free from greed and attachment and as viceless as the deities.

Blessing

229Vardān  : taṛaphtī huī ātmāō̃ kō ēk second mē̃ gati-sadgati dēnē vālē master dātā bhav

234Blessing: May you give souls in great distress liberation and salvation in a second as a master bestower.

230Jaisē sthūl season kā intjām kartē hō , sēvādhārī sāmagrī sab taiyār kartē hō jissē kisī kō kōī taklīph na hō , samay vyarth na jāē .

235 You make preparations here for each season physically and you bring all the servers and all the necessary materials here, so that there won’t be any difficulties and time won’t be wasted.

231Aisē hī ab sarv ātmāō̃ key|kī gati-sadgati karnē key|kī antim season ānē vālī hai , taṛaphtī huī ātmāō̃ kō queue mē̃ khaṛā karnē kā kaṣhṭa nahī̃ dēnā hai , ātē jāē̃ aur lētē jāē̃ .

236In the same way, the final season for giving all souls liberation and salvation is now going to come. 237Do not make distressed souls suffer by having them wait in a queue; let them continue to come and simply take.

232Iskē liē ever-ready banō .

238Become ever ready for this.

233Purūṣhārthī jīvan mē̃ rahnē sē ūpar ab dātāpan key|kī sthiti mē̃ rahō .

239Now, stay beyond an effort-making life, in the stage of a bestower.

234Her|har saṅkalp , her|har second mē̃ master dātā ban karkē chalō .

240Continue to move along as a master bestower in every thought and at every second.

Slogan

235Slōgan  : hajūr kō buddhi mē̃ hājir rakhō tō sarv prāptiyā̃ jī hajūr karē̃gī .

241Slogan: Keep the Lord present in your intellect and all your attainments will also say, “Yes, my lord”.

242*** Om Shanti ***

236Avyakt iśhārē - ēkāntpriy banō ēktā aur ēkāgratā kō apnāō

243Have love for solitude and imbibe unity and concentration.

237Ēktā kē sāth ēkāntpriy bannā hai .

244Along with unity, become one who has love for solitude.

238Ēkāntpriy vah hōgā jinkā anēk taraph sē buddhiyōg ṭūṭā huā hōgā aur ēk kā hī priya hōgā .

245Someone who has love for solitude has his intellect’s yoga broken away from all others and has love for only the One.

239Ēk priya hōnē kāraṇ ēk key|kī hī yād mē̃ rah saktā .

246Because of having love for only the One, such a soul will be able to stay in the remembrance of the One.

240Ēkāntpriy arthāt ēk K|kē sivāy dūsrā na kōī .

247To have love for solitude means to belong to the One and none other.

241Sarv sambandh , sarv rasanāē̃ ēk sē lēnē vālā hī ēkānt-priy hō saktā hai .

248By having all relationships and experiencing all sweetness with the One, you can become someone who has love for solitude.