रविवार 2 फ़रवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

002-02-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 31-12-2003 madhuban

0 02/02/25 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 31/12/2003

1 «  is varṣh nimitt aur nirmān ban jamā K|kē khātē kō baṛhāō aur akhaṇḍ mahādānī banō ' '

1This year, become a humble instrument and increase your 2account of accumulation and become a constant great donor.

2Āj anēk bhujādhārī bāpdādā apnē chārō̃ ōr key|kī bhujāō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3Today, BapDada, the One with many arms, is seeing all His arms everywhere.

3Kōī bhujāyē̃ sākār mē̃ sammukh haĩ aur kaī bhujāyē̃ sūkṣhma rūp mē̃ dikhāī dē rahī haĩ .

4Some arms are personally in front of Him in their corporeal forms and some arms are visible in their subtle forms.

4Bāpdādā apnī anēk bhujāō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

5BapDada is pleased to see all His many arms.

5Sabhī bhujāyē̃ number-vār bahut allrounder , ever ready , āgyākārī bhujāyē̃ haĩ .

6All the arms are numberwise: all-rounder, ever-ready and obedient arms.

6Bāpdādā sirph iśhārā kartē tō right hands kahtē - hā̃ bābā , hāzir bābā , abhī bābā .

7As soon as BapDada gives a signal, the right hands say: “Yes, Baba. 8Present, Baba. 9Right now, Baba.”

7Aisē murabbī bachchō̃ kō dēkh kitnī khuśhī hōtī  !

10There is so much happiness on seeing such especially beloved children.

8Bāpdādā kō rūhānī phakhur hai ki sivāē bāpdādā K|kē aur kisī bhī dharm ātmā , mahān ātmā kō aisī aur itnī sahyōgī bhujāyē̃ nahī̃ miltī .

11BapDada has spiritual intoxication that no one, apart from BapDada, none of the dharamatmas (religious souls) or mahatmas (great souls), have so many such co-operative arms.

9Dēkhō sārē kalp mē̃ chakkar lagāō aisī bhujāyē̃ kiskō milī haĩ  ?

12Just go around the whole cycle and see if anyone has received such arms.

10Tō bāpdādā her|har bhujā key|kī viśhēṣhtā kō dēkh rahē haĩ .

13So, BapDada was seeing the speciality of all the arms.

11Sārē viśhva sē chunī huī viśhēṣh bhujāyē̃ hō , paramātma sahyōgī bhujāyē̃ hō .

14You are the special arms selected out of the whole world; you are the arms who co-operate with God.

12Dēkhō āj is hall mē̃ bhī kitnē pahuñch gayē haĩ  !

15Look how many arms have arrived at this hall today!

13 ( āj hall mē̃ 18 hajār sē bhī adhik bhāī bahinē̃ baiṭhē haĩ ) sabhī apnē kō paramātma bhujā haĩ , yah anubhav kartē hō  ?

16(Today, there are more than 18,000 brothers and sisters sitting in Shantivan Hall.) 17Do all of you experience yourselves to be God’s arms?

14Phakhur hai nā  !

18You have that intoxication, do you not?

15Bāpdādā kō khuśhī hai ki chārō̃ ōr sē nayā varṣh manānē kē liē sabhī pahuñch gayē haĩ .

19BapDada is pleased that all of you have arrived here from everywhere to celebrate the New Year.

16Lēkin nayā varṣh kyā yād dilātā hai  ?

20However, what does the New Year remind you of?

17Nayā yug , nayā janm .

21The new age and the new birth.

18Jitnā hī ati purānā last janm hai utnā hī nayā pahlā janm kitnā sundar hai  !

22To the extent that your last birth is extremely old, similarly, the new, first birth is so beautiful.

19Yah śhyām aur vah sundar .

23This one is shyam (ugly) and that one is sundar (beautiful).

20Itnā spaṣhṭ jaisē āj K|kē din purānā varṣh bhī spaṣhṭ hai aur nayā varṣh bhī sāmnē spaṣhṭ hai . 21Aisē apnā nayā yug , nayā janm spaṣhṭ sāmnē ātā hai  ?

24Just as today, the last day of the year, is clear and the New Year in front of you is also just as clear, so do the new age and the new birth appear in front of you just as clearly?

22Āj last janm mē̃ haĩ , kal first janm mē̃ hōṅgē .

25Today, you are in the last birth and tomorrow, you will be in the first birth.

23Clear hai  ?

26Is this clear?

24Sāmnē ātā hai  ?

27Does it appear in front of you?

25Jō ādi bachchē haĩ unhōnnē brahmā bāp kā anubhav kiyā .

28The children, at the beginning, had this experience of Father Brahma.

26Brahmā bāp kō jaisē apnā nayā janm , nayē janm kā rājāī śharīr rūpī vastra sadā sāmnē khūṇṭī par laṭakā|laṭkā huā dikhāī dētā thā .

29Father Brahma always used to see his costume of the royal body of the new birth hanging on a hanger in front of him.

27Jō bhī bachchē milnē jātē vah anubhav kartē , brahmā bāp kā anubhav rahā , āj būṛhā hū̃ kal michnū sā ban jāūṅgā .

30All the children who would go to meet him would experience what Father Brahma’s experience was: “Today, I am an old man and tomorrow, I will become a small child.”

28Yād hai nā  !

31Do you remember that?

29Purānō̃ kō yād hai  ?

32Do the old ones remember that?

30Hai bhī āj aur kal kā khēl .

33It is just a game of today and tomorrow.

31Itnā spaṣhṭ bhaviṣhya anubhav hō .

34Let your future be experienced just as clearly.

32Āj svarājya adhikārī haĩ kal viśhva rājya adhikārī .

35Today, you are self-sovereigns and tomorrow, you will be the sovereigns of the world.

33Hai naśhā  ?

36Do you have that intoxication?

34Dēkhō , āj bachchē tāj pahankar baiṭhē haĩ .

37Look, today, some children are sitting here wearing crowns.

35 ( retreat mē̃ āyē huē double vidēśhī chhōṭē bachchē tāj pahankar baiṭhē haĩ ) tō kyā naśhā hai  ?

38(Little double-foreign children who have come for a retreat were seated, wearing a crown.) 39What intoxication do you have?

36Tāj pahannē sē kyā naśhā hai  ?

40What intoxication do you have, wearing a crown?

37Yah phariśhtē K|kē naśhē mē̃ haĩ .

41They have the intoxication of being angels.

38Hāth hilā rahē haĩ , ham naśhē mē̃ haĩ .

42They are waving their hands showing that they are intoxicated.

39Tō is varṣh kyā karē̃gē  ?

43So, what will you do this year?

40Nayē varṣh mē̃ navīntā kyā karē̃gē  ?

44What newness will you bring about in the New Year?

41Kōī plan banāyā hai  ?

45Have you made any plans?

42Navīntā kyā karē̃gē  ?

46What newness will you bring?

43Programme tō kartē rahtē haĩ , lākh kā bhī kiyā , dō lākh kā bhī kiyā , navīntā kyā karē̃gē  ?

47You continue to have programmes. 48You have had programmes of 100,000 and even of 200,000, but what newness will you bring about?

44Ājkal K|kē lōg ēk taraph sva prāpti kē liē ichchhuk bhī haĩ , lēkin himmathīn haĩ .

49On the one hand, people nowadays want some attainment for themselves, but they lack courage.

45Himmat nahī̃ hai .

50They don’t have courage.

46Sunnē chāhtē bhī haĩ , lēkin bannē key|kī himmat nahī̃ hai .

51They want to hear everything, but they don’t have the courage to become that.

47Aisī ātmāō̃ kō parivartan karnē kē liē pahlē tō ātmāō̃ kō himmat K|kē paṅkh lagāō .

52In order to transform such souls, first of all, you have to put wings of courage on those souls.

48Himmat K|kē paṅkh kā ādhār hai anubhav .

53The basis of the wings of courage is experience.

49Anubhav karāō .

54Give them an experience.

50Anubhav aisī chīz hai , jarā sā añchalī milnē kē bād anubhav kiyā tō anubhav K|kē paṅkh kahō , yā anubhav K|kē pāṅw kahō ussē himmat mē̃ āgē baṛh sakē̃gē .

55Experience is such that when they receive even a drop and experience something, then, whether you call it the wings of experience or the feet of experience, they will be able to move forward with courage through that.

51Iskē liē viśhēṣh is varṣh nirantar akhaṇḍ mahādānī bannā paṛē , akhaṇḍ .

56For this, especially this year, you have to become constantly great donors; constant.

52Mansā dvārā śhakti svarūp banāō .

57Make them into the embodiments of power with your minds.

53Mahādānī ban mansā dvārā , vibration dvārā nirantar śhaktiyō̃ kā anubhav karāō .

58Become great donors and constantly give them the experience of powers with your minds and your vibrations.

54Vāchā dvārā gyān dān dō , karma dvārā guṇō̃ kā dān dō .

59With your words give them the donation of this knowledge. 60With your actions donate virtues to them.

55Sārā din chāhē mansā , chāhē vāchā , chāhē karma tīnō̃ dvārā akhaṇḍ mahādānī banō .

61Throughout the whole day, whether it is with your thoughts, words or deeds, be constant donors in all three forms.

56Samay pramāṇ abhī dānī nahī̃ , kabhī-kabhī dān kiyā , nahī̃ , akhaṇḍ dānī kyōṅki ātmāō̃ kō āvaśhyaktā hai .

62According to the time, you mustn’t just become donors who only donate sometimes. 63No, become constant donors, because souls need this.

57Tō mahādānī bannē kē liē pahlē apnā jamā kā khātā check karō .

64So, to become such great donors, first of all, check your account of accumulation.

58Chār hī subject mē̃ jamā kā khātā kitnī percent mē̃ hai  ?

65In all four subjects, what percentage have I accumulated?

59Agar svayã mē̃ jamā kā khātā nahī̃ hōgā tō mahādānī kaisē banē̃gē  !

66If you haven’t accumulated anything in your account, how would you become great donors?

60Aur jamā K|kē khātē kō check karnē key|kī niśhānī kyā hai  ?

67What is the sign of checking your account of accumulation?

61Mansā , vāchā , karma dvārā sēvā tō key|kī lēkin jamā kī niśhānī hai - sēvā kartē huē pahlē svayã key|kī santuṣhṭatā .

68You served with your thoughts, words and deeds, but the sign of accumulating is that, whilst serving, there needs to be first of all contentment with oneself.

62Sāth-sāth jinhō̃ key|kī sēvā kartē , un ātmāō̃ mē̃ khuśhī key|kī santuṣhṭatā I|āī|eye  ?

69As well as that, did those souls whom you served have the contentment of happiness?

63Agar dōnō̃ taraph santuṣhṭatā nahī̃ tō samjhō sēvā K|kē khātē mē̃ āpkī sēvā kā phal jamā nahī̃ huā .

70If there isn’t contentment on both sides, you can then understand that the fruit of your service has not been accumulated in your account of service.

64Bāpdādā kabhī-kabhī bachchō̃ K|kē jamā kā khātā dēkhtē haĩ .

71Sometimes, BapDada looks at the children’s accounts of accumulation.

65Tō kahā̃-kahā̃ mēhnat jyādā hai , lēkin jamā kā phal cum|kam hai .

72In some cases, there is greater labour and less fruit of accumulation.

66Kāraṇ  ?

73What is the reason for that?

67Dōnō̃ taraph key|kī santuṣhṭatā key|kī kamī .

74There is a lack of contentment on both sides.

68Agar santuṣhṭatā kā anubhav nahī̃ kiyā , chāhē svayã , chāhē dūsrē tō jamā kā khātā kam hōtā hai .

75If there isn’t the experience of contentment either by oneself or by others, then the account of accumulation is reduced.

69Bāpdādā nē jamā kā khātā bahut sahaj baṛhānē key|kī golden chābī bachchō̃ kō dī hai .

76BapDada has given a golden key to each of you children to increase your account of accumulation easily.

70Jāntē hō vah chābī kyā hai  ?

77Do you know what that key is?

71Milī tō hai nā  !

78You have received it, have you not?

72Sahaj jamā kā khātā bharpūr karnē key|kī golden chābī hai - kōī bhī mansā-vāchā-karma , kisī mē̃ bhī sēvā karnē K|kē samay ēk tō apnē andar nimitt bhāv key|kī smr̥iti .

79The golden key to make your account of accumulation overflow easily is that whenever you are serving with your thoughts, words or actions, you must first have the awareness of being an instrument.

73Nimitt bhāv , nirmān bhāv , śhubh bhāv , ātmik snēh kā bhāv , agar is bhāv key|kī sthiti mē̃ sthit hōkar sēvā kartē hō tō sahaj āpkē is bhāv sē ātmāō̃ key|kī bhāvnā pūrṇ hō jātī hai .

80To have the feeling of being an instrument, to have the feeling of humility, to have pure motives and the feeling of soul-conscious love - if you serve whilst stable in this stage, then the desires of souls will automatically be fulfilled through these feelings,.

74Āj K|kē lōg har ēk kā bhāv kyā hai , vah note kartē haĩ .

81People nowadays always note down what the motives of everyone are.

75Kyā nimitt bhāv sē kar rahē haĩ , vā abhimān K|kē bhāv sē  !

82Is that person doing something as an instrument or with the motive of arrogance?

76Jahā̃ nimitt bhāv hai vahā̃ nirmān bhāv automatically ā jātā hai .

83Where there is the motive of being an instrument, there is automatically the feeling of humility.

77Tō check karō - kyā jamā huā  ?

84So check: What have I accumulated?

78Kitnā jamā huā  ?

85How much have I accumulated?

79Kyōṅki is samay saṅgamyug hī jamā karnē kā yug hai .

86Because it is only at this time, at this confluence age, that it is the age for accumulating.

80Phir tō sārā kalp jamā kī prālabdh hai .

87Then, the whole cycle will be the reward for what you have accumulated.

81Tō is varṣh kyā viśhēṣh attention dēnā hai  ?

88So, this year, what special attention does each of you have to pay?

82Apnē-apnē jamā kā khātā check karō .

89Check your own account of accumulation.

83Checker bhī banō , maker bhī banō kyōṅki samay key|kī samīpatā K|kē nazārē dēkh rahē hō .

90Become a checker and also a maker, because you are seeing the scenes of the closeness of time.

84Aur sabhī nē bāpdādā sē vāydā kiyā hai ki ham samān banē̃gē .

91All of you have promised BapDada that you will become equal.

85Vāydā kiyā hai nā  ?

92Have you made this promise?

86Jinhōnnē vāydā kiyā hai , vah hāth uṭhāō .

93Those who have promised this, raise your hands?

87Kiyā hai pakkā  ?

94Is this firm?

88Ki percentage mē̃  ?

95Or, have you promised it only to a certain percentage?

89Pakkā kiyā hai nā  ?

96Have you made this promise firm?

90Tō brahmā bāp samān khātā jamā chāhiē nā  !

97So, you need to have an account of accumulation, equal to that of Father Brahma’s, do you not?

91Brahmā bāp K|kē samān bannā hai tō brahmā bāp kā viśhēṣh charitra kyā dēkhā  ?

98You have to become equal to Father Brahma. 99So, what special divine activities of Father Brahma did you see?

92Ādi sē lēkar ant tak her|har bāt mē̃ , maĩ kahā yā bābā kahā  ?

100From the beginning to the end, in every situation, did he say, “I” or “Baba”?

93Maĩ kar rahā hū̃ , nahī̃ , bābā karā rahā hai .

101Not, “I am doing this”, but, “Baba is making me do it.”

94Kissē milnē āyē hō  ?

102Whom have you come to meet?

95Bābā sē milnē āyē hō .

103You have come to meet Baba.

96Maĩ pan kā abhāv , avidyā , yah dēkhā nā  !

104There was that absence of any feeling or knowledge of the consciousness of “I”.

97Dēkhā  ?

105You saw this, did you not?

98Her|har murlī mē̃ bābā , bābā kitnā bār yād dilātē haĩ  ?

106In every murli, how many times did he remind you of “Baba, Baba”?

99Tō samān bannā , iskā arth|earth hī hai pahlē maĩ pan kā abhāv hō .

107So, you were told that to become equal means first of all not to have the slightest feeling of “I”.

100Pahlē sunāyā hai ki brāhmaṇō̃ kā maĩ-pan bhī bahut royal hai .

108You have also been told earlier that the consciousness of “I” in Brahmins is very royal.

101Yād hai nā  ?

109Do you remember it?

102Sunāyā thā nā  !

110You were told about it, were you not?

103Sab chāhtē haĩ ki bāpdādā key|kī pratyakṣhatā hō .

111Everyone wants there to be the revelation of BapDada.

104Bāpdādā key|kī pratyakṣhatā karē̃ .

112“Let us reveal BapDada!”

105Plan bahut banātē hō .

113You also made many plans.

106Achchhē plan banātē hō , bāpdādā khuśh hai .

114You make very good plans. 115BapDada is pleased with them.

107Lēkin yah royal rūp kā maĩ-pan plan mē̃ , saphaltā mē̃ kuchh percentage cum|kam kar dētā hai .

116However, this royal form of the consciousness of “I” in your plans reduces the success by a certain percentage.

108Natural saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ , karma mē̃ , her|har saṅkalp mē̃ bābā , bābā smr̥iti mē̃ hō . 109Maĩ-pan nahī̃ .

117In your every thought, word and deed let there be the natural awareness of “Baba, Baba” - no consciousness of “I”.

110Bāpdādā karāvanhār karā rahā hai .

118“BapDada, Karavanhar, is making me do it.”

111Jagat-ambā key|kī yahī viśhēṣh dhārṇā rahī .

119This was the special dharna of Jagadamba.

112Jagat ambā kā slōgan yād hai , purānō̃ kō yād hōgā .

120Do you remember the slogan of Jagadamba? 121The older ones would remember it.

113Hai yād  ?

122Do you remember it?

114Bōlō , ( hukmī hukm chalāē rahā ) yah thī viśhēṣh dhārṇā jagat ambā key|kī .

123Say it? 124“Hukam hi hukam chala raha hai” (The One who is giving you orders is making you move.) 125This was the special dharna of Jagadamba.

115Tō number lēnā hai , samān bannā hai tō maĩ pan khatm hō jāē .

126So, if you want to claim a number and want to become equal, finish all consciousness of “I”.

116Mukh sē automatic bābā-bābā śhabda nikalē .

127Let only “Baba, Baba” emerge automatically through your lips.

117Karma mē̃ , āpkī sūrat mē̃ bāp key|kī mūrat dikhāī dē tab pratyakṣhatā hōgī .

128Let the Father’s image be revealed in your actions and on your face and then revelation will take place.

118Bāpdādā yah royal rūp K|kē maĩ-maĩ K|kē gīt bahut suntē haĩ .

129BapDada hears this song of the royal form of “I” a lot.

119Mainnē jō kiyā vahī ṭhīk hai , mainnē jō sōchā vahī ṭhīk hai , vahī hōnā chāhiē , yah maĩ pan dhōkhā dē dētā hai .

130“What I did was fine. 131What I thought was fine. 132That is what should happen.” 133This consciousness of “I” deceives you.

120Sōchō bhalē , kahō bhalē lēkin nimitt aur nirmān bhāv sē .

134You may think about something, speak about it, but do it with the motive of a humble instrument.

121Bāpdādā nē pahlē bhī ēk rūhānī drill sikhāī hai , kaun see|sī|C drill  ?

135BapDada has already also taught you a spiritual drill earlier. 136What drill is that?

122Abhī-abhī mālik , abhī-abhī bālak .

137One moment, be a master and the next moment, become a child.

123Vichār dēnē mē̃ mālik pan , majority K|kē final hōnē kē bād bālak pan .

138Be a master in giving your ideas. 139Then, when it is finalised by the majority, become a child.

124Yah mālik aur bālak … yah rūhānī drill bahut-bahut āvaśhyak hai .

140This spiritual drill of being a master and a child is most essential.

125Sirph bāpdādā K|kē tīn śhabda śhikṣhā K|kē yād rakhō - sabkō yād haĩ  !

141Simply remember those three words of the teachings of BapDada. 142Do all of you remember them?

126Mansā mē̃ nirākārī , vāchā mē̃ niranhakārī , karma mē̃ nirvikārī .

143In your thoughts be incorporeal. 144In your words be egoless. 145In your actions be viceless.

127Jab bhī saṅkalp kartē hō tō nirākārī sthiti mē̃ sthit hōkē saṅkalp karō aur sab bhūl jāē lēkin yah tīn śhabda nahī̃ bhūlō .

146Whenever you have any thoughts, create those thoughts whilst stable in your incorporeal stage. 147Even if you forget everything else, don’t forget these three words.

128Yah sākār rūp key|kī tīn śhabdō̃ key|kī śhikṣhā saugāt hai .

148These teachings of the three words are a gift from the sakar form.

129Tō brahmā bāp sē sākār rūp mē̃ bhī pyār rahā hai .

149You had love for Father Brahma in the sakar form.

130Abhī bhī double foreigners kaī anubhav sunātē haĩ ki brahmā bāp sē bahut pyār hai .

150Even now, some double foreigners relate their experiences saying that they have a lot of love for Father Brahma.

131Dēkhā nahī̃ hai tō bhī pyār hai . 132Hai  ?

151Even though they haven’t seen him, they still have love for him.

133Hā̃ double foreigners brahmā bāp sē pyār jyādā hai nā  ?

152Double foreigners, do you have greater love for Father Brahma?

134Hai nā  ? 135Tō jissē pyār hōtā hai nā uskī saugāt bahut sambhāl K|kē rakhtē haĩ .

153So, whoever you love, you would keep a gift from that one very carefully.

136Chāhē chhōṭī see|sī|C bhī saugāt hōgī nā , tō jissē ati pyār hōtā hai uskī saugāt kō chhipākē rakhtē haĩ , sambhāl K|kē rakhtē haĩ .

154Even if it is only a small gift, when you have deep love for someone, you would keep a gift received from that one hidden away carefully.

137Tō brahmā bāp sē pyār hai tō in tīn śhabdō̃ key|kī śhikṣhā sē pyār .

155Therefore, you do have love for Father Brahma, and so that means you have love for these three words of teachings.

138Ismē̃ sampann bannā yā samān bannā bahut sahaj hō jāyēgā .

156It will become very easy for you with these to become complete and equal.

139Yād karō brahmā bāp nē kyā kahā  !

157Remember what Father Brahma said.

140Tō nayē varṣh mē̃ vāchā key|kī sēvā bhalē karō , dhūmdhām sē karō lēkin anubhav karānē key|kī sēvā sadā attention mē̃ rakhō .

158So, in the New Year, you may serve with words. 159Do that with a lot of splendour, but constantly pay attention to doing the service of giving an experience.

141Sab anubhav karē̃ ki is bahan dvārā yā bhāī dvārā hamē̃ śhakti kā anubhav huā , śhānti kā anubhav huā , kyōṅki anubhav kabhī bhūltā nahī̃ hai .

160Enable everyone to have an experience of receiving a lot of power through a brother or sister, or enable them to experience peace, because an experience is never forgotten.

142Sunā huā bhūl jātā hai .

161Whatever you have heard can be forgotten.

143Achchhā lagtā hai lēkin bhūl jātā hai .

162You enjoy it, but it can be forgotten.

144Anubhav aisī chīz hai jō khīñch K|kē uskō āpkē najdīk lāyēgī .

163An experience is such that they are pulled close to you.

145Samparka vālā sambandh mē̃ ātā rahēgā kyōṅki sambandh K|kē binā varsē K|kē adhikārī nahī̃ ban saktē haĩ .

164Those who are in contact with you will continue to form a relationship with you, because without a relationship, they cannot claim a right to an inheritance.

146Tō anubhav sambandh mē̃ lānē vālā hai .

165Therefore, experience will bring them into a relationship.

147Achchhā .

166Achcha.

148Samjhā , kyā karē̃gē  ?

167Do you understand? 168What will you now do?

149Check karō , checker bhī banō maker bhī banō .

169Check and become a checker and also a maker.

150Anubhav karānē K|kē maker banō , jamā K|kē khātē check karnē K|kē checker banō .

170Become a maker who gives an experience. 171Become a checker of your account of accumulation.

151Achchhā .

172Achcha.

152Abhī sabhī kyā karē̃gē  ?

173What will everyone do now?

153Bāpdādā kō nayē varṣh key|kī kōī gift dēgē yā nahī̃  ?

174Will you give BapDada a gift for the New Year or not?

154Nayē varṣh mē̃ kyā kartē hō  ?

175What do people do at the New Year?

155Ēk dō kō gift dētē hō nā .

176You give gifts to one another, do you not?

156Ēk card dētē haĩ , ēk gift dētē haĩ .

177You give a card or a gift.

157Tō bāpdādā kō card nahī̃ chāhiē , record chāhiē .

178So, BapDada doesn’t want cards, He wants a record.

158Sab bachchō̃ kā record number one hō , yah record chāhiē .

179BapDada wants the record that records all the children becoming number one.

159Nirvighna hō , abhī yah kōī-kōī vighna key|kī bātē̃ suntē haĩ nā , tō bāpdādā kō ēk hansī kā khēl yād ātā hai .

180They should be free from obstacles. 181Now, when BapDada hears of some obstacles, BapDada remembers an amusing game.

160Mālūm hai kaun sā hansī kā khēl hai  ?

182Do you know what amusing game that is?

161Vah khēl hai - būṛhē-būṛhē guṛiyō̃ kā khēl kar rahē haĩ .

183It is a game where old ones play with dolls.

162Haĩ būṛhē lēkin khēl kartē haĩ guṛiyō̃ kā , tō hansī kā khēl hai nā .

184They are old, but they play with dolls, and so that is an amusing game, is it not?

163Tō abhī jō chhōṭī-chhōṭī bātē̃ suntē haĩ , dēkhtē haĩ nā tō aisē hī lagtā hai , vānaprasth avasthā vālē aur bātē̃ kitnī chhōṭī haĩ  !

185So, the trivial things that you now hear about and see feels just like that. 186They are in their stage of retirement, but look at the things they do!

164Tō yah record bāp kō achchhā nahī̃ lagtā .

187Therefore, the Father doesn’t like that record.

165Iskē bajāē , card kē bajāē record dō - nirvighna , chhōṭī bātē̃ samāpt .

188Instead of that, instead of cards, give a record of being free from obstacles. 189Let all of your trivial things end.

166Baṛē kō chhōṭā banānā sīkhō aur chhōṭī kō khatm karnā sīkhō .

190Learn how to make big things small and how to finish all small things.

167Bāpdādā ēk-ēk bachchē kā chēhrā , bāpdādā kā mukhṛā dēkhnē kā darpaṇ banānē chāhtē haĩ .

191BapDada wants to make the face of each of you children into a mirror in which BapDada’s face is seen.

168Āpkē darpaṇ mē̃ bāpdādā dikhāī dē .

192Let BapDada be visible in your mirror.

169Tō aisā vichitr darpaṇ bāpdādā kō gift mē̃ dō .

193So, give such a unique mirror to BapDada as a gift.

170Duniyā mē̃ tō aisā kōī darpaṇ hai hī nahī̃ jismē̃ paramātmā dikhāī dē .

194In the world, there is no such mirror in which they can see God.

171Tō āp is nayē varṣh key|kī aisī gift dō jō vichitr darpaṇ ban jāō .

195So, give such a gift for the New Year that you become a unique mirror.

172Jō bhī dēkhē , jō bhī sunē tō uskō bāpdādā hī dikhāī dē , sunāī dē .

196Whoever sees you, whoever hears anything from you, let them only see and hear BapDada.

173Bāp kā āvāj sunāī dē .

197Let them hear the Father’s sound.

174Tō saugāt dēgē  ?

198So, will you give this gift?

175Dēgē  ?

199Will you?

176Jō dēnē kā dr̥iṛh saṅkalp kartē haĩ , vah hāth uṭhāō .

200Those who have the determination to give this, raise your hands!

177Dr̥iṛh saṅkalp kā hāth uṭhāō .

201Raise your hands for having the determination.

178Double foreigners bhī uṭhā rahē haĩ .

202Even the double foreigners are raising their hands.

179Sindhī group bhī uṭhā rahā hai .

203The Sindhi group are also raising their hands.

180Sōch K|kē uṭhā rahē haĩ .

204You are raising them after carefully considering it. 205The Sindhi group are raising their hands after that consideration.

181Achchhā hai - bāpdādā kō sindhī group mē̃ ummīnd hai , batāyē̃ kaun see|sī|C ummīnd hai  ?

206It is good. 207BapDada has hopes in the Sindhi group. 208Should Baba tell you about them?

182Yahī ummīnd hai ki sindhī group mē̃ sē ēk aisā mike nikalē jō challenge karē ki kyā thā aur kyā ban gayē haĩ . 183Jō sindhiyō̃ kō jagāvē .

209Which hopes does Baba have? 210Baba has the hope that a mike emerges from the Sindhi group who can challenge everyone as to what he was and what he has now, become someone who can awaken the Sindhis.

184Bichārē , bichārē haĩ . 185Pahchāntē hī nahī̃ haĩ .

211The poor things are helpless; they don’t recognise God.

186Dēśh K|kē avatār kō hī nahī̃ jāntē haĩ .

212They don’t even recognise the Incarnation in their country.

187Tō sindhī group mē̃ aisā mike nikalē jō challenge sē kahē ham sunātē haĩ yathārth kyā hai .

213So, let a mike emerge from the Sindhi group who can challenge everyone and say what the truth is.

188Ṭhīk hai  ?

214Is this OK?

189Ummīnd pūrī karē̃gē  ?

215Will you fulfil this hope?

190Achchhā .

216Achcha.

191Chārō̃ ōr K|kē sadā akhaṇḍ mahādānī bachchō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē bāp K|kē right hand , āgyākārī bhujāō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē sadā sarv ātmāō̃ kō himmat K|kē paṅkh lagānē vālē himmatvān ātmāō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē sadā bāp samān her|har karma mē̃ follow karnē vālē brahmā bāp aur jagat ambā key|kī śhikṣhāō̃ kō sadā practical jīvan mē̃ lānē vālē sarv bachchō̃ kō bahut-bahut yādpyār , duāyē̃ aur namastē .

217To all the constant great donor children everywhere, to all the Father’s right-hand obedient arms, to all the courageous souls who give all souls everywhere the wings of courage, to all the children everywhere who constantly follow Father Brahma in every action, to all the children who constantly put the teachings of Father Brahma and Jagadamba into their practical lives, lots and lots of love, remembrance, blessings and namaste.

192Double vidēśhiyō̃ kē prati aur bhārat K|kē bachchō̃ kē prati double good night aur good morning dōnō̃ hī dē rahē haĩ .

218To all the double-foreign children and the children of Bharat, double good night and good morning.

193Jaisē abhī khuśh hō rahē hō nā  !

219You are happy now, are you not?

194Tō jab kōī bāt aisī āvē tō āj K|kē din kō yād karkē khuśhī mē̃ jhūmnā .

220So, when any situation arises, remember this day and dance in happiness.

195Khuśhī K|kē jhūlē mē̃ sadā jhūltē rahnā .

221Constantly continue to swing in the swing of happiness.

196Kabhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ āvē .

222Let no waves of sorrow come.

197Duḥkh dēnē vālē tō duniyā mē̃ anēk ātmāyē̃ haĩ , āp sukh dēnē , sukh lēnē vālē , sukhdātā K|kē bachchē sukh svarūp hō .

223There are many souls in the world who cause sorrow. 224You children are embodiments of happiness, the children of the Bestower of Happiness, who see happiness and give happiness.

198Kabhī sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūlō , kabhī pyār K|kē jhūlē mē̃ jhūlō , kabhī śhānti K|kē jhūlē mē̃ jhūlō .

225Sometimes, swing in the swing of happiness, sometimes, swing in the swing of love, sometimes, swing in the swing of peace.

199Jhūltē hī rahō .

226Just continue to swing.

200Nīchē miṭṭī mē̃ pāṅw nahī̃ rakhnā .

227Do not allow your feet to step in the mud.

201Jhūltē hī rahnā .

228Just continue to swing.

202Khuśh rahnā aur sabhī kō khuśh rakhnā aur lōgō̃ kō khuśhī bāṇṭnā .

229Remain happy and make everyone happy and distribute happiness to everyone.

203Achchhā . 204Ōm śhānti .

230Achcha.

Blessing

205Vardān  : phariśhtēpan key|kī sthiti dvārā bāp K|kē snēh kā return dēnē vālē samādhān svarūp bhav

231Blessing: May you give the Father the return of His love with your angelic stage and thereby become an embodiment of solutions.

206Phariśhtē pan key|kī sthiti mē̃ sthit hōnā - yahī bāp K|kē snēh kā return hai , aisā return dēnē vālē samādhān svarūp ban jātē haĩ .

232 To remain stable in your angelic stage is to give the Father the return of His love. 233Those who give such a return become embodiments of solutions.

207Samādhān svarūp bannē sē svayã key|kī vā anya ātmāō̃ key|kī samasyāyē̃ svataḥ samāpt hō jātī haĩ .

234By becoming an embodiment of solutions, your own problems and the problems of others automatically finish.

208Tō ab aisī sēvā karnē kā samay hai , lēnē kē sāth dēnē kā samay hai .

235So, it is now the time to do such service; it is now the time to give as well as take.

209Isliē ab bāp samān upkārī ban , pukār sunkar apnē phariśhtē rūp dvārā un ātmāō̃ kē pās pahuñch jāō aur samasyāō̃ sē thakī huī ātmāō̃ key|kī thakāvaṭ utārō .

236So, now like the Father become one who uplifts everyone. 237Listen to their call and reach those souls in your angelic form and remove the tiredness of souls who have become tired from their problems.

Slogan

210Slōgan  : vyarth sē bēparvāh banō , maryādāō̃ mē̃ nahī̃ .

238Slogan: Remain carefree of waste, not of the codes of conduct.

211Avyakt-iśhārē - ēkāntpriy banō ēktā aur ēkāgratā kō apnāō

239*** Om Shanti *** Have love for solitude and imbibe unity and concentration.

212Āpas K|kē saṅskārō̃ mē̃ jō bhinnatā hai usē ēktā mē̃ lānā hai .

240We have to bring about unity in the differences of sanskars among ourselves.

213Ēktā kē liē vartamān key|kī bhinnatā kō miṭākar dō bātē̃ lānī paṛē̃gī - ēk - ēknāmī ban sadaiv her|har bāt mē̃ ēk kā hī nām lō|low , sāth-sāth saṅkalpō̃ key|kī , samay aur gyān khajānē key|kī economy karō .

241For unity, we have to finish the differences of the present time and imbibe two things: a) Be one who belongs to only the One and takes the name of the One alone. b) Be economical with your treasures of thought, time and knowledge.

214Phir maĩ samākar ēk bāp mē̃ sabhī bhinnatā samā jāyēgī .

242Then, “I” will become merged in the Father and all differences will finish.