मंगलवार 4 फ़रवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

004-02-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 04/02/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp tumhē̃ avināśhī gyān ratnō̃ kā dān dētē haĩ , tum phir aurō̃ kō dān dētē rahō , isī dān sē sadgati hō jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, the Father donates the imperishable jewels of this knowledge to you, which you then continue to donate to others. 2It is by donating these that you will receive salvation.

Question

2Praśhna  : kaun-sā nayā rāstā tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī bhī nahī̃ jāntā hai  ?

3Question: Which new path does no one but you children know about?

Answer

3Uttar  : ghar kā rāstā vā svarg jānē kā rāstā abhī bāp dvārā tumhē̃ milā hai .

4Answer: The Father has now shown you the path to return home and to go to heaven.

4Tum jāntē hō śhāntidhām ham ātmāō̃ kā ghar hai , svarg alag hai , śhāntidhām alag hai .

5You know that the land of peace is the home of you souls. 6Heaven is separate from the land of peace.

5Yah nayā rāstā tumhārē sivāē kōī bhī nahī̃ jāntā .

7No one but you knows this new path.

6Tum kahtē hō ab kumbhakaraṇ key|kī nīnd chhōṛō , āṅkh khōlō , pāvan banō .

8You say: Now renounce the sleep of Kumbhakarna. 9Open your eyes and become pure.

7Pāvan bankar hī ghar jā sakē̃gē .

10Only when you have become pure can you return home.

Song

8Gīt  : jāg sajniyā̃ jāg …

11Song: Awaken O brides, awaken!

Murli

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Bhagvānuvāch .

13God speaks.

11Yah tō bāp nē samjhāyā hai ki manuṣhya kō vā dēvtāō̃ kō bhagvān nahī̃ kahā jātā kyōṅki inkā sākārī rūp hai .

14The Father has explained that neither human beings nor deities should be called God because they have corporeal forms.

12Bākī parampitā paramātmā kā na ākārī , na sākārī rūp hai isliē unkō śhiv paramātmāē namaḥ kahā jātā hai .

15The Supreme Father, the Supreme Soul, neither has a subtle form nor a corporeal form. 16This is why it is said: Salutations to the Supreme Soul, Shiva.

13Gyān kā sāgar vah ēk hī hai .

17He alone is the Ocean of Knowledge.

14Kōī manuṣhya mē̃ gyān hō nahī̃ saktā .

18No human being can have this knowledge.

15Kiskā gyān  ?

19Which knowledge?

16Rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān athavā ātmā aur paramātmā kā yah gyān kōī mē̃ nahī̃ hai .

20The knowledge of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation. 21No one has this knowledge of souls or the Supreme Soul.

17Tō bāp ākar jagātē haĩ - hē sajniyā̃ , hē bhaktiyā̃ jāgō .

22Therefore, the Father comes and awakens you: O brides, O devotees, wake up!

18Sabhī male|mail|mēl athavā female bhaktiyā̃ haĩ . 19Bhagvān kō yād kartē haĩ .

23All males and females are devotees; they remember God.

20Sabhī brides yād kartī haĩ ēk bridegroom kō .

24All brides remember the one Bridegroom.

21Sabhī āśhik ātmāyē̃ parampitā paramātmā māśhūk kō yād kartī haĩ .

25All the lovers, the souls, remember the Supreme Father, the Supreme Soul, the Beloved.

22Sabhī sītāyē̃ haĩ , rām ēk parampitā paramātmā hai .

26All are Sitas, and the one Supreme Father, the Supreme Soul, is Rama.

23Rām akṣhar kyō̃ kahtē haĩ  ?

27Why is the term "Rama" used?

24Rāvaṇrājya hai nā .

28This is now the kingdom of Ravan.

25Tō uskī bhēṇṭ mē̃ rāmrājya kahā jātā hai .

29In comparison with this, it is said that the other is the kingdom of Rama.

26Rām hai bāp , jiskō īśhvar bhī kahtē haĩ , bhagvān bhī kahtē haĩ .

30Rama is the Father, who is called Ishwar (God) and also Bhagawan (God).

27Aslī nām unkā hai śhiv .

31His original name is Shiva.

28Tō ab kahtē haĩ jāgō , ab navyug ātā hai .

32The Father now says: Wake up! 33The new age is about to come.

29Purānā khatm hō rahā hai .

34The old age is coming to an end.

30Is mahābhārat laṛāī kē bād satyug sthāpan hōtā hai aur in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hōgā .

35After this Mahabharat War, the golden age will be established and there will be kingdom of Lakshmi and Narayan.

31Purānā kaliyug khatm hō rahā hai isliē bāp kahtē haĩ - bachchē , kumbhakaraṇ key|kī nīnd chhōṛō .

36The old iron age is coming to an end. 37This is why the Father says: Children, renounce the sleep of Kumbhakarna!

32Ab āṅkh khōlō .

38Now open your eyes!

33Naī duniyā ātī hai .

39The new world is coming.

34Naī duniyā kō svarg , satyug kahā jātā hai .

40The new world is called heaven, the golden age.

35Yah hai nayā rāstā .

41This path is new.

36Yah ghar vā svarg mē̃ jānē kā rāstā kōī bhī jāntē nahī̃ haĩ .

42No one knows the path to return home or to go to heaven.

37Svarg alag hai , śhāntidhām jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ , vah alag hai .

43Heaven is separate from the land of peace where souls reside.

38Ab bāp kahtē haĩ jāgō , tum rāvaṇrājya mē̃ patit hō gayē hō .

44The Father now says: Wake up! 45You have become impure in Ravan’s kingdom.

39Is samay ēk bhī pavitra ātmā nahī̃ hō saktī .

46At this time, not a single soul can be pure.

40Puṇya ātmā nahī̃ kahē̃gē .

47They cannot be called pure charitable souls.

41Bhal manuṣhya dān-puṇya kartē haĩ , parantu pavitra ātmā tō ēk bhī nahī̃ hai .

48Although people give donations and perform charity, not a single soul can be called a pure soul.

42Yahā̃ kaliyug mē̃ haĩ patit ātmāyē̃ , satyug mē̃ haĩ pāvan ātmāyē̃ , isliē kahtē haĩ - hē śhivbābā , ākar hamkō pāvan ātmā banāō .

49Here, in the iron age, there are impure souls. 50In the golden age, there are pure souls. 51This is why they say: O Shiv Baba, come and make us into pure souls.

43Yah pavitratā key|kī bāt hai .

52This is an aspect of purity.

44Is samay bāp ākar tum bachchō̃ kō avināśhī gyān ratnō̃ kā dān dētē haĩ .

53The Father comes now to donate the imperishable jewels of knowledge to you children.

45Kahtē haĩ tum bhī aurō̃ kō dān dētē rahō tō 5 vikārō̃ kā grahaṇ chhūṭ jāē .

54He says: Continue to donate these to others and the eclipse of the five vices will be removed.

465 vikārō̃ kā dān dō tō duḥkh kā grahaṇ chhūṭ jāē .

55Donate the five vices and the eclipse of sorrow will be removed.

47Pavitra ban sukhdhām mē̃ chalē jāyēṅgē .

56You will then become pure and go to the land of happiness.

485 vikārō̃ mē̃ number one hai kām , uskō chhōṛ pavitra banō .

57Lust is the foremost of the five vices. 58Renounce that and become pure.

49Khud bhī kahtē haĩ - hē patit-pāvan , hamkō pāvan banāō .

59People themselves say: O Purifier, purify us!

50Patit vikārī kō kahā jātā hai .

60Those who indulge in vice are called impure.

51Yah sukh aur duḥkh kā khēl bhārat kē liē hī hai .

61This play of happiness and sorrow only applies to Bharat.

52Bāp bhārat mē̃ hī ākar sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kartē haĩ phir inkī bhī biography baiṭh sunātē haĩ .

62The Father comes in Bharat and enters an ordinary body and then tells us the biography of this one.

53Yah haĩ sab brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ , prajāpitā brahmā key|kī aulād .

63All of you are Brahmins, children of Prajapita Brahma.

54Tum sabkō pavitra bannē key|kī yukti batātē hō .

64He shows you all the methods to become pure.

55Brahmākumār aur kumāriyā̃ tum vikār mē̃ jā nahī̃ saktē hō .

65You Brahma Kumars and Kumaris must not indulge in vice.

56Tum brāhmaṇō̃ kā yah ēk hī janm hai .

66You only have this one birth as Brahmins.

57Dēvtā varṇa mē̃ tum 20 janma lētē hō , vaiśhya , śhūdra varṇa mē̃ 63 janm .

67You take 20 births in the deity clans and 63 births in the merchant and shudra clans.

58Brāhmaṇ varṇa kā yah ēk antim janm hai , jismē̃ hī pavitra bannā hai .

68This final birth is in the Brahmin clan during which you become pure.

59Bāp kahtē haĩ pavitra banō . 60Bāp kī yād athavā yōgbal sē vikarma bhasma hōṅgē .

69The Father says: Become pure by having remembrance of the Father and burn your sins away with the power of yoga.

61Yah ēk janm pavitra bannā hai .

70Become pure in this one birth.

62Satyug mē̃ tō kōī patit hōtā nahī̃ .

71No one in the golden age is impure.

63Abhī yah antim janm pāvan banē̃gē tō 21 janm pāvan rahē̃gē .

72By becoming pure in this final birth, you will stay pure for 21 births.

64Pāvan thē , ab patit banē hō .

73You were pure and have now become impure.

65Patit haĩ tab tō bulātē haĩ .

74You call out because you are impure.

66Patit kisnē banāyā hai  ?

75Who made you impure?

67Rāvaṇ key|kī āsurī mat nē .

76The devilish instructions of Ravan.

68Sivāē mērē tum bachchō̃ kō rāvaṇ rājya sē , duḥkh sē kōī bhī liberate kar nahī̃ saktē .

77No one, except I, Myself, can liberate you children from sorrow and the kingdom of Ravan.

69Sabhī kām chitā par baiṭh bhasma hō paṛē haĩ .

78Everyone has been burnt by sitting on the pyre of lust.

70Mujhē ākar gyān chitā par biṭhānā paṛtā hai .

79I have to come to make you sit on the pyre of this knowledge.

71Gyān jal ḍālnā paṛtā hai .

80I have to pour the water of this knowledge.

72Sabkī sadgati karnī paṛē .

81All of you have to be granted salvation.

73Jō achchhī rīti paṛhāī paṛhtē haĩ unkī hī sadgati hōtī hai .

82Those who study well are the ones who experience salvation.

74Bākī sab chalē jātē haĩ śhāntidhām mē̃ .

83All the others go to the land of peace.

75Satyug mē̃ sirph dēvī-dēvtāyē̃ haĩ , unkō hī sadgati milī huī hai .

84There are only deities in the golden age. 85They are the ones who have received salvation.

76Bākī sabkō gati athavā mukti miltī hai .

86All others receive liberation.

775 hazār varṣh pahlē in dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

87Five thousand years ago, there was the kingdom of deities.

78Lākhō̃ varṣh key|kī bāt hai nahī̃ .

88It isn’t a question of hundreds of thousands of years.

79Ab bāp kahtē haĩ mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , mujh bāp kō yād karō .

89The Father says: Sweetest children, remember Me, the Father.

80Manmanābhav akṣhar tō prasiddh hai .

90The word “Manmanabhav” is very well known.

81Bhagvānuvāch - kōī bhī dēhdhārī kō bhagvān nahī̃ kahā jātā .

91God speaks: No bodily being should be called God.

82Ātmāyē̃ tō ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī haĩ .

92Souls shed bodies and take others.

83Kabhī strī , kabhī purūṣh bantī haĩ .

93Sometimes they are female ones, and sometimes male ones.

84Bhagvān kabhī bhī janm-maraṇ K|kē khēl mē̃ nahī̃ ātā .

94God doesn’t enter this play of birth and death.

85Yah drama anusār nūndh hai .

95This is fixed according to the drama.

86Ēk janm na milē dūsrē sē .

96One birth cannot be the same as the next.

87Phir tumhārā yah janm repeat hōgā tō yahī act , yahī features phir lē̃gē .

97This birth of yours will repeat again. 98Each act and feature of yours will be the same again.

88Yah drama anādi banā-banāyā hai . 89Yah badal nahī̃ saktā .

99This drama is eternally predestined; it never changes.

90Śhrīkr̥iṣhṇa kō jō śharīr satyug mē̃ thā vah phir vahā̃ milēgā .

100Shri Krishna will receive an identical body to the one he had before, in the golden age.

91Vah ātmā tō abhī yahā̃ hai .

101That soul is now here.

92Tum abhī jāntē hō ham sō banē̃gē .

102You know that you will become like that again.

93Yah lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē features accurate nahī̃ haĩ . 94Banē̃gē phir bhī vahī .

103The features of Lakshmi and Narayan that are portrayed in the picture are not accurate, but they will be created like that again.

95Yah bātē̃ nayā kōī samajh na sakē .

104Anyone new would not understand these aspects.

96Achchhī rīti jab kiskō samjhāō tab 84 kā chakra jānē̃gē aur samajhē̃gē barōbar harēk janm mē̃ nām , rūp , features ādi alag-alag hōtē haĩ .

105Only when you explain to everyone very clearly will they understand the cycle of 84 births and also understand that the name, form and features etc. are definitely different in every birth.

97Abhī inkē antim 84 vē̃ janm K|kē features yah haĩ isliē nārāyaṇ K|kē features karīb-karīb aisē dikhāyē haĩ .

106These features are of this one's final, 84th birth. 107This is why Narayan is portrayed with similar features.

98Nahī̃ tō manuṣhya samajh na sakē̃ .

108Otherwise, people wouldn’t be able to understand.

99Tum bachchē jāntē hō - mammā-bābā hī yah lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

109You children understand that Mama and Baba are the ones who become Lakshmi and Narayan.

100Yahā̃ tō 5 tatva pavitra haĩ nahī̃ .

110The five elements here are not pure.

101Yah śharīr sab patit haĩ .

111All of these bodies are impure.

102Satyug mē̃ śharīr bhī pavitra hōtē haĩ .

112Bodies in the golden age are pure.

103Śhrīkr̥iṣhṇa kō most beautiful kahtē haĩ . 104Natural beauty hōtī hai .

113Shri Krishna is known as the most beautiful one; he has natural beauty.

105Yahā̃ vilāyat mē̃ bhal gōrē manuṣhya haĩ parantu unkō dēvtā thōṛēhī kahē̃gē . 106Daivīguṇ tō nahī̃ haĩ nā .

114People abroad may be fair but they cannot be called deities; there are no divine virtues.

107Tō bāp kitnā achchhī rīti baiṭh samjhātē haĩ .

115The Father sits here and explains so clearly.

108Yah hai ūñch tē ūñch paṛhāī , jissē tumhārī kitnī ūñch kamāī hōtī hai .

116You earn such an elevated income by studying this most elevated study.

109Anginat hīrē javāhar , dhan hōtā hai .

117There were countless diamonds, jewels and wealth there.

110Vahā̃ tō hīrē javāharō̃ K|kē mahal thē .

118The palaces there were embedded with diamonds and jewels.

111Abhī vah sab gum hō gayā hai .

119All of that has disappeared.

112Tō tum kitnē dhanvān bantē hō .

120You become so wealthy.

113Aparamapār kamāī hai 21 janmō̃ kē liē , ismē̃ bahut mēhnat chāhiē .

121You are earning an unlimited income for 21 births, but this does require a great deal of effort.

114Dēhī-abhimānī bannā hai , ham ātmā haĩ , yah purānā śharīr chhōṛ ab vāpas apnē ghar jānā hai .

122Become soul conscious. 123I am a soul. 124I now have to shed this old body and return home.

115Bāp abhī lēnē liē āyē haĩ .

125The Father has now come to take you back with Him.

116Ham ātmā nē 84 janm ab pūrē kiyē , ab phir pāvan bannā hai , bāp kō yād karnā hai .

126I, a soul, have now completed 84 births and I have to remember the Father and become pure once again.

117Nahī̃ tō kayāmat kā samay hai . 118Sajāyē̃ khākar vāpis chalē jāyēṅgē .

127Otherwise, there will be punishment because this is now the time of settlement before you return home.

119Hisāb-kitāb tō sabkō chuktū karnā hī hai .

128All souls have to settle their karmic accounts.

120Bhakti mārg mē̃ kāśhī kalvaṭ khātē thē tō bhī kōī mukti kō nahī̃ pātē .

129On the path of devotion, people sacrifice themselves at Kashi, but none of them receives liberation by doing that.

121Vah hai bhakti mārg , yah hai gyān mārg .

130That is the path of devotion whereas this path is of this knowledge.

122Ismē̃ jīvghāt karnē key|kī darkār nahī̃ rahtī .

131Here, there is no question of committing suicide.

123Vah hai jīv-ghāt .

132That is suicide.

124Phir bhī bhāvnā rahtī hai ki mukti kō pāvē̃ isliē pāpō̃ kā hisāb-kitāb chuktū hō phir chālū hōtā hai .

133Nevertheless, because of their deep desire for liberation, their accounts of sin are settled; they then begin again.

125Abhī tō kāśhī kalvaṭ kā kōī muśhkil sāhas rakhtē haĩ .

134People now no longer have the courage to sacrifice themselves at Kashi.

126Bākī mukti vā jīvanmukti nahī̃ mil saktī .

135However, no one can receive liberation or liberation-in-life by doing that.

127Bāp bigar jīvanmukti kōī dē hī nahī̃ saktē .

136No one but the Father can grant liberation or liberation-in-life.

128Ātmāyē̃ ātī rahtī haĩ phir vāpas kaisē jāyēṅgē  ?

137Souls are continuing to come down, so how can souls return home?

129Bāp hī ākar sarv key|kī sadgati kar vāpis lē jāyēṅgē .

138The Father is the One who comes and grants salvation to all and takes them back home.

130Satyug mē̃ bahut thōṛē manuṣhya rahtē haĩ .

139There are very few human beings in the golden age.

131Ātmā tō kabhī vināśh nahī̃ hōtī hai .

140Souls are never destroyed.

132Ātmā avināśhī hai , śharīr vināśhī hai .

141Souls are imperishable; bodies are perishable.

133Satyug mē̃ āyu baṛī hōtī hai . 134Duḥkh key|kī bāt nahī̃ .

142People in the golden age have long lifespans; there is no question of sorrow.

135Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lē lētē haĩ .

143Souls shed their bodies and take their next ones.

136Jaisē sarp kā misāl hai , uskō marnā nahī̃ kahā jātā hai . 137Duḥkh key|kī bāt nahī̃ .

144There is the example of snakes. 145Shedding the body is not called dying; there is no question of sorrow in that.

138Samajhtē haĩ ab time pūrā huā hai , is śharīr kō chhōṛ dūsrā lē̃gē .

146Each one understands that the time has come for him to shed that body and take his next one.

139Tum bachchō̃ kō is śharīr sē detach hōnē kā abhyās yahā̃ hī ḍālnā hai .

147You children instil the habit of remaining detached from your bodies here. 148I am a soul.

140Ham ātmā haĩ , ab hamkō ghar jānā hai phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē , naī khāl lē̃gē , yah abhyās ḍālō .

149I now have to return home and I will then go to the new world. 150I will take a new skin. 151Practise this!

141Tum jāntē hō ātmā 84 śharīr lētī hai .

152You souls understand that you take 84 bodies.

142Manuṣhyō̃ nē phir 84 lākh kah diyā hai .

153However, people speak of 8.4 million species.

143Bāp kē liē tō phir anginat ṭhikkar bhittar mē̃ kah dētē haĩ .

154They say of the Father that He is in the pebbles and stones, in countless things.

144Uskō kahā jātā hai dharm key|kī glāni .

155That is called defamation of religion.

145Manuṣhya svachchha buddhi sē bilkul tuchchh ban jātē haĩ .

156The intellects of human beings have changed from clean to degraded.

146Ab bāp tumkō svachchha buddhi banātē haĩ .

157The Father is now making your intellects clean.

147Svachchha bantē hō yād sē .

158They are made clean by your having remembrance.

148Bāp kahtē haĩ ab navyug ātā hai , uskī niśhānī yah mahābhārat laṛāī hai .

159The Father says: The new age is now about to come. 160The sign of that is this Mahabharat War.

149Yah vahī mūsalō̃ vālī laṛāī hai , jismē̃ anēk dharm vināśh , ēk dharm key|kī sthāpanā huī thī , tō jarūr bhagvān hōgā nā .

161This war is the same one that took place with missiles through which all the many religions were destroyed and the one religion established. 162Therefore, God must surely be there too.

150Śhrīkr̥iṣhṇa yahā̃ kaisē ā sakē  ?

163How could Shri Krishna have come here?

151Gyān kā sāgar nirākār yā śhrīkr̥iṣhṇa  ?

164Is Shri Krishna the Ocean of Knowledge or is it the incorporeal One?

152Śhrīkr̥iṣhṇa kō yah gyān hī nahī̃ hōgā .

165Shri Krishna will not even have this knowledge.

153Yah gyān hī gum hō jātā hai .

166This knowledge disappears.

154Tumhārē bhī phir bhakti mārg mē̃ chitra banē̃gē .

167Your images too are created on the path of devotion.

155Tum pūjya hī pujārī bantē hō , kalā kam hō jātī hai . 156Āyu bhī kam hōtī jātī hai kyōṅki bhōgī ban jātē hō .

168You become worshippers from being worthy of worship. 169Your celestial degrees decrease and your lifespans also decrease because you become bhogis (indulge in sensual pleasures).

157Vahā̃ haĩ yōgī .

170There, they are all yogis.

158Aisē nahī̃ ki kiskī yād mē̃ yōg lagātē hō .

171This doesn’t mean that they have yoga in remembrance of someone.

159Vahā̃ hai hī pavitra .

172They are pure there anyway.

160Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī yōgēśhvar kahtē haĩ .

173Shri Krishna is also called Yogeshwar (Lord of Yoga).

161Is samay śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā bāp kē sāth yōg lagā rahī hai .

174At this time, the Shri Krishna soul has yoga with the Father.

162Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā is samay yōgēśhvar hai , satyug mē̃ yōgēśhvar nahī̃ kahē̃gē .

175The Shri Krishna soul is Yogeshwar at this time. 176He wouldn’t be called Yogeshwar in the golden age.

163Vahā̃ tō prince bantī hai .

177There, he is called a prince.

164Tō tumhārī pichhāṛī mē̃ aisī avasthā rahnī chāhiē jō sivāē bāp K|kē aur kōī śharīr key|kī yād na rahē .

178By the end, your stage should have become such that you only have remembrance of one the Father alone and no one’s body.

165Śharīr sē aur purānī duniyā sē mamatva miṭ jāē .

179All of your attachment to bodies and the old world should end.

166Sannyāsī rahtē tō purānī duniyā mē̃ haĩ parantu gharbār sē mamatva miṭā dētē haĩ .

180Sannyasis live in this old world but they end their attachment to their households.

167Brahm kō īśhvar samajh unsē yōg lagātē haĩ .

181They believe that the brahm element is God and they have yoga with that.

168Apnē kō brahm gyānī , tatva gyānī kahtē haĩ .

182They call themselves brahm gyani and tattwa gyani (knowledge of brahm and the element of light).

169Samajhtē haĩ ham brahm mē̃ līn hō jāyēṅgē .

183They believe that they will merge into the brahm element.

170Bāp kahtē haĩ yah sab wrong hai .

184The Father says: All of that is wrong.

171Right tō maĩ hū̃ , mujhē hī truth kahā jātā hai .

185I am the One who is right. 186I am the One called the Truth.

172Tō bāp samjhātē haĩ yād kī yātrā baṛī pakkī chāhiē .

187The Father says that your pilgrimage of remembrance has to be very firm.

173Gyān tō baṛā sahaj hai . 174Dēhī-abhimānī bannē mē̃ hī mēhnat hai .

188This knowledge is very easy, but it does take effort to become soul conscious.

175Bāp kahtē haĩ kiskī bhī dēh yād na āyē , yah hai bhūtō̃ key|kī yād , bhūt pūjā .

189The Father says: You mustn’t remember anyone’s body. 190That remembrance is of an evil spirit; it is worship of an evil spirit.

176Maĩ tō aśharīrī hū̃ , tumkō yād karnā hai mujhē .

191I am bodiless; you have to remember Me.

177In āṅkhō̃ sē dēkhtē huē buddhi sē bāp kō yād karō .

192Even whilst seeing them with your eyes, keep remembering the Father with your intellect.

178Bāp K|kē direction par chalō tō dharmarāj key|kī sajāō̃ sē chhūṭ jāyēṅgē .

193Follow the Father's directions and become liberated from any punishment by Dharamraj.

179Pāvan banē̃gē tō sajāyē̃ khatm hō jāyēṅgī , baṛī bhārī mañzil hai .

194If you become pure, there will be no punishment. 195The destination is very high.

180Prajā bannā tō bahut sahaj hai , usmē̃ bhī sāhūkār prajā , garīb prajā kaun-kaun ban saktē haĩ , sab samjhātē haĩ .

196It is very easy to create subjects, but, within that, it is also explained to you as to who will become wealthy subjects and who will become poor subjects.

181Pichhāṛī mē̃ tumhārē buddhi kā yōg rahnā chāhiē bāp aur ghar sē .

197At the end, your intellects should only remain in yoga with the Father and the home.

182Jaisē actors kā nāṭak mē̃ part pūrā hōtā hai tō buddhi ghar mē̃ chalī jātī hai .

198When actors finish acting their parts in a play, their intellects go to their homes.

183Yah hai bēhad key|kī bāt .

199This is an unlimited aspect.

184Vah hōtī hai had key|kī āmdanī , yah hai bēhad key|kī āmdanī .

200There, they earn limited incomes. 201Here, your incomes are unlimited.

185Achchhē actors key|kī āmdanī bhī bahut hōtī hai nā .

202Good actors earn very good incomes.

186Tō bāp kahtē haĩ gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē buddhiyōg vahā̃ lagānā hai .

203Therefore, the Father says: Whilst living at home with your families, let your intellects be linked in yoga up there.

187Vah āśhik-māśhūk hōtē haĩ ēk-dō K|kē .

204Human beings are lovers of one another.

188Yahā̃ tō sab āśhik haĩ ēk māśhūk K|kē .

205Here, all of you are lovers of the one Beloved.

189Unkō hī sab yād kartē haĩ .

206Everyone remembers Him.

190Wonderful musāphir hai nā .

207He is the wonderful Traveller.

191Is samay āyē haĩ sab duḥkhō̃ sē chhuṛākar sadgati mē̃ lē jānē liē .

208He comes at this time to liberate everyone from sorrow and grant them salvation.

192Unkō kahā jātā hai sachchā-sachchā māśhūk .

209He is called the true Beloved.

193Vah ēk-dō K|kē śharīr par āśhik hōtē haĩ , vikār key|kī bāt nahī̃ . 194Uskō kahē̃gē dēh-abhimān kā yōg .

210People fall in love with one another’s bodies. 211It is not a question of vice but it is called the yoga of body consciousness.

195Vah bhūtō̃ key|kī yād hō gaī .

212It is remembrance of evil spirits.

196Manuṣhya kō yād karnā mānā 5 bhūtō̃ kō , prakr̥iti kō yād karnā .

213To remember human beings means to remember the five evil spirits which are elements of matter.

197Bāp kahtē haĩ prakr̥iti kō bhūl mujhē yād karō .

214The Father says: Forget the five elements and remember Me!

198Mēhnat hai nā aur phir daivīguṇ bhī chāhiē .

215This does take effort. 216You also need divine virtues.

199Kōī sē badalā|badlā lēnā , yah bhī āsurī guṇ hai .

217To take revenge on someone is also a devilish trait.

200Satyug mē̃ hōtā hī hai ēk dharm , badalē|badlē key|kī bāt nahī̃ .

218In the golden age, there is only the one religion. 219There is no question of taking revenge on anyone.

201Vah hai hī advēt dēvtā dharm jō śhivbābā bigar kōī sthāpan kar na sakē .

220That is the undivided deity religion. 221No one but Father Shiva can establish it.

202Sūkṣhmavatanvāsī dēvtāō̃ kō kahē̃gē fariśhtē .

222The deities who reside in the subtle region are called angels.

203Is samay tum hō brāhmaṇ phir fariśhtā banē̃gē .

223You are now Brahmins and you later become angels.

204Phir vāpis jāyēṅgē ghar phir naī duniyā mē̃ ākar daivī guṇ vālē manuṣhya arthāt dēvtā banē̃gē .

224You will return home and then go down into the new world and become human beings with divine virtues, which means that you will become deities.

205Abhī śhūdra sē brāhmaṇ bantē hō .

225You are now changing from shudras into Brahmins.

206Prajāpitā brahmā kā bachchā na banē̃ tō varsā kaisē lē̃gē .

226If you do not become the children of Prajapita Brahma, how would you claim the inheritance?

207Yah prajāpitā brahmā aur mama , vah phir lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

227This Mama and Prajapita Brahma later become Lakshmi and Narayan.

208Ab dēkhō tumkō jainī lōg kahtē haĩ hamārā jain dharm sabsē purānā hai . 209Ab vāstav mē̃ mahāvīr tō ādi dēv brahmā kō hī kahtē haĩ .

228Jains tell you that their Jain religion is the oldest of all, but it is really Adi Dev Brahma who is called Mahavir.

210Hai brahmā hī , parantu kōī jain muni āyā tō usnē mahāvīr nām rakh diyā .

229It is Brahma, but a Jain monk came and gave the name Mahavir.

211Abhī tum sab mahāvīr hō nā . 212Māyā par jīt pā rahē hō . 213Tum sab bahādur bantē hō .

230All of you are now mahavirs (great warriors); you are conquering Maya. 231You are all becoming courageous.

214Sachchē-sachchē mahāvīr-mahāvīrniyā̃ tum hō .

232You are the true mahavirs.

215Tumhārā nām hai śhiv śhakti , śhēr par savārī hai aur mahārathiyō̃ key|kī hāthī par .

233You are also called Shiv Shaktis; you ride lions. 234Maharathis ride elephants.

216Phir bhī bāp kahtē haĩ baṛī bhārī mañjil hai .

235Even then, the Father says: The destination is very high.

217Ēk bāp kō yād karnā hai tō vikarma vināśh hō̃ , aur kōī rāstā nahī̃ haĩ .

236You have to remember the one Father so that your sins can be absolved. 237There is no other way.

218Yōgbal sē tum viśhva par rājya kartē hō .

238You rule the world with the power of yoga.

219Ātmā kahtī hai , ab mujhē ghar jānā hai , yah purānī duniyā hai , yah hai bēhad kā sannyās .

239This soul says: I now have to return home. 240This world is old. 241This renunciation is unlimited.

220Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra bannā hai aur chakra kō samajhnē sē chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

242Whilst living at home with your families, remain pure. 243Then, by understanding this cycle, you will become the rulers of the globe.

221Achchhā  !

244Achcha.

222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

245To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

246The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

224Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

247Essence for dharna:

2251 ) dharmarāj key|kī sajāō̃ sē bachnē kē liē kisī key|kī bhī dēh kō yād nahī̃ karnā hai , in āṅkhō̃ sē sab kuchh dēkhtē huē ēk bāp kō yād karnā hai , aśharīrī bannē kā abhyās karnā hai .

248 1. In order to be saved from being punished by Dharamraj, don't remember anyone's body. 249Whilst seeing everything with your physical eyes, only remember the one Father. 250Practise becoming bodiless.

226Pāvan bannā hai .

251Become pure.

2272 ) mukti aur jīvanmukti kā rāstā sabkō batānā hai .

252 2. Show everyone the path to liberation and liberation-in-life.

228Ab nāṭak pūrā huā , ghar jānā hai - is smr̥iti sē bēhad key|kī āmdanī jamā karnī hai .

253Now that the play is ending, you have to return home. 254By having this consciousness, you can accumulate an unlimited income.

Blessing

229Vardān  : ēk second key|kī bājī sē sārē kalp key|kī takdīr banānē vālē śhrēṣhṭh takdīrvān bhav

255Blessing: May you become greatly fortunate by creating your fortune for the whole cycle by making a deal of a second.

230Is saṅgam K|kē samay kō vardān milā hai jō chāhē , jaisā chāhē , jitnā chāhē utnā bhāgya banā saktē haiṅkyōṅki bhāgya vidhātā bāp nē takdīr banānē key|kī chābī bachchō̃ K|kē hāth mē̃ dī hai .

256 You have received the blessing at the time of this confluence of making as much fortune as you want and how you want because the Father, the Bestower of Fortune, has put the key of you making your fortune in your own hands.

231Last vālā bhī fast jākar first ā saktā hai .

257Even the last one can go fast and come first.

232Sirph sēvāō̃ K|kē vistār mē̃ svayã key|kī sthiti second mē̃ sār svarūp banānē kā abhyās karō .

258For this, in the expansion of doing service, simply practise putting your stage into its essence in a second.

233Abhī-abhī direction milē ēk second mē̃ master bīj hō jāō tō time na lagē .

259The moment you receive the direction to become a master seed in a second, it should not take you any time.

234Is ēk second key|kī bājī sē sārē kalp key|kī takdīr banā saktē haĩ .

260By making this deal of a second, you can create your fortune for the whole cycle.

Slogan

235Slōgan  : double sēvā dvārā powerful vāyumaṇḍal banāō tō prakr̥iti dāsī ban jāyēgī .

261Slogan: Make the atmosphere powerful with your double service and the elements of matter will become your servants.

262*** Om Shanti ***

236Avyakt-iśhārē - ēkāntpriy banō ēktā aur ēkāgratā kō apnāō

263Have love for solitude and imbibe unity and concentration.

237Anēk vr̥ikṣhō̃ key|kī ḍāliyā̃ ab ēk hī chandan kā vr̥ikṣha hō gayā .

264The branches of many trees have now become one sandalwood tree.

238Lōg kahtē haĩ - dō chār mātāyē̃ bhī ēk sāth ikaṭṭhī nahī̃ rah saktī aur abhī mātāyē̃ sārē viśhva mē̃ ēktā sthāpan karnē kē nimitt haĩ .

265People say: Two to four women cannot live together whereas you women are now instruments to establish unity in the world.

239Mātāō̃ nē hī bhinnatā mē̃ ēktā lāī hai .

266It is you women who are instruments to bring about unity in diversity.

240Dēśh bhinn hai , bhāṣhā bhinn-bhinn hai , culture bhinn-bhinn hai lēkin āp lōgō̃ nē bhinnatā kō ēktā mē̃ lāyā hai .

267While coming from different countries, having different languages and different cultures, you have brought about unity amongst diversity.