बुधवार 5 फ़रवरी 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-02-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 05/02/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - is śharīr rūpī kapṛē kō yahā̃ hī chhōṛnā hai , isliē issē mamatva miṭā dō , kōī bhī mitra-sambandhī yād na āyē ' '

1Essence: Sweet children, you definitely have to discard those costumes, your bodies, here. 2Therefore, finish your attachment to them. 3Do not remember your friends and relatives.

Question

2Praśhna  : jin bachchō̃ mē̃ yōgbal hai , unkī niśhānī kyā hōgī  ?

4Question: What things indicate the children who have the power of yoga?

Answer

3Uttar  : unhē̃ kisī bhī bāt mē̃ thōṛā bhī dhakkā nahī̃ āyēgā , kahā̃ bhī lagāv nahī̃ hōgā .

5Answer: They aren’t even slightly disturbed by any situation. 6They have no attachment to anyone.

4Samjhō āj kisī nē śharīr chhōṛā tō duḥkh nahī̃ hō saktā , kyōṅki jāntē haĩ inkā drama mē̃ itnā hī part thā . 5Ātmā ēk śharīr chhōṛ jāē dūsrā śharīr lēgī .

7For example, if someone leaves his body today, they won’t feel any sorrow, because they know that that soul only had that much of a part in the drama, that souls discard their bodies and take others.

Murli

6Ōm śhānti .

8Om shanti.

7Yah gyān baṛā gupta hai , ismē̃ namastē bhī nahī̃ karnī paṛtī .

9This knowledge is very incognito. 10You don’t even need to say “Namaste”.

8Duniyā mē̃ namastē athavā rām-rām ādi kahtē haĩ .

11People in the world greet one another and say “Namaste” or “Ram, Ram”.

9Yahā̃ yē sab bātē̃ chal nahī̃ saktī kyōṅki yah ēk family hai .

12None of those things can go on here because this is a family.

10Family mē̃ ēk-dō kō namastē vā good morning karē̃ - itnā śhōbhtā nahī̃ hai .

13It doesn’t seem right to say "Namaste" or "Good morning" in a family.

11Ghar mē̃ tō khān-pān khāyā office mē̃ gayā , phir āyā , yah chaltā rahtā hai .

14In a home, one eats, goes to the office and comes back; this continues all the time.

12Namastē karnē key|kī darkār nahī̃ rahtī .

15There is no need to say “Namaste”.

13Good morning kā fashion bhī european sē nikalā hai .

16The fashion of saying “Good morning” was started by the Europeans.

14Nahī̃ tō āgē kuchh chaltā nahī̃ thā .

17Otherwise, there was nothing like that previously.

15Kōī satsaṅg mē̃ āpas mē̃ miltē haĩ tō namastē kartē haĩ , pāṅw paṛtē haĩ .

18When people meet one another at devotional gatherings, they say “Namaste” and bow to each other’s feet.

16Yah pāṅw ādi paṛnā namratā kē liē sikhlātē haĩ .

19This custom of bowing to someone’s feet is taught for humility.

17Yahā̃ tō tum bachchō̃ kō dēhī-abhimānī bannā hai .

20Here, you children have to become soul conscious.

18Ātmā , ātmā kō kyā karēgī  ?

21What would a soul do to a soul?

19Phir bhī kahnā tō hōtā hai .

22Nevertheless, this has to be said.

20Jaisē bābā kō kahē̃gē - bābā namastē .

23For example, you would say “Namaste” to Baba.

21Ab bāp bhī kahtē haĩ - maĩ sādhāraṇ brahmā tan dvārā tumkō paṛhātā hū̃ , in dvārā sthāpanā karātā hū̃ .

24Now, the Father says: I teach you through the ordinary body of Brahma. 25I carry out establishment through him.

22Kaisē  ?

26How?

23Sō tō jab bāp sammukh hō tab samajhāvē , nahī̃ tō kōī kaisē samajhē .

27Only when the Father is personally in front of you can that be explained by Him. 28Otherwise, how could anyone understand?

24Yah bāp sammukh baiṭh samjhātē haĩ tō bachchē samajhtē haĩ .

29The Father sits here in front of you face to face and explains and you children understand.

25Dōnō̃ kō namastē karnī paṛē - bāpdādā namastē .

30You would have to say “Namaste” to both: “BapDada, namaste.”

26Bāhar vālē agar yah sunē̃ tō mūnjhē̃gē ki yah kyā kahtē haĩ ' bāpdādā ' .

31If those from outside were to hear this, they would become confused and ask what you’re saying when you say “BapDada”.

27Double nām bhī bahut manuṣhyō̃ K|kē hōtē haĩ nā .

32Many human beings also have double names.

28Jaisē lakṣhmī-nārāyaṇ athavā rādhēkr̥iṣhṇa … bhī nām haĩ .

33For example, Lakshmi-Narayan and Radhe-Krishna are also names.

29Yah tō jaisē strī-purūṣh ikaṭṭhē hō gayē .

34It is as though a man and woman become combined.

30Ab yah tō hai bāpdādā .

35Now, this one here is BapDada.

31In bātō̃ kō tum bachchē hī samajh saktē hō .

36Only you children can understand these things.

32Jarūr bāp baṛā ṭhaharā|ṭhahrā .

37The Father is definitely greater.

33Vah nām bhal double hai parantu hai tō ēk nā .

38Although they have a double name, it is one person.

34Phir dōnō̃ nām kyō̃ rakh diyē haĩ  ?

39So, why do they keep both names?

35Abhī tum bachchē jāntē hō yah wrong nām hai .

40You children now know that those names are wrong.

36Bābā kō aur tō kōī pahchān na sakē .

41No one else can recognise Baba.

37Tum kahē̃gē namastē bāpdādā . 38Bāp phir kahē̃gē namastē jismānī rūhānī bachchē , parantu itnā lambā śhōbhtā nahī̃ hai . 39Akṣhar tō right hai .

42You say, “Namaste BapDada,” and the Father would reply, “Namaste to you physical, spiritual children”. 43Such a long greeting doesn’t seem appropriate, but the words are right.

40Tum abhī jismānī bachchē bhī hō tō rūhānī bhī hō .

44All of you are physical children and also spiritual children.

41Śhivbābā sabhī ātmāō̃ kā bāp hai aur phir prajāpitā bhī jarūr hai .

45Shiv Baba is the Father of all souls and then Prajapita too is needed.

42Prajāpitā brahmā key|kī santān bhāī-bahan haĩ .

46The children of Prajapita Brahma are brothers and sisters.

43Pravr̥itti mārg hō jātā hai .

47It is a family path.

44Tum hō sab brahmākumār-kumāriyā̃ .

48You are all Brahma Kumars and Kumaris.

45Brahmākumār-kumāriyā̃ hōnē sē prajāpitā bhī siddha hō jātā hai .

49Prajapita Brahma’s existence is validated through the existence of you Brahma Kumars and Kumaris.

46Ismē̃ andhaśhraddhā key|kī kōī bāt nahī̃ .

50This is not a matter of blind faith.

47Bōlō brahmākumār-brahmākumāriyō̃ kō bāp sē varsā miltā hai . 48Brahmā sē nahī̃ miltā , brahmā bhī śhivbābā kā bachchā hai .

51Tell them that the Brahma Kumars and Kumaris receive the inheritance from the Father; they don’t receive it from Brahma. 52Brahma too is child of Shiv Baba.

49Sūkṣhmavatan-vāsī brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar - yah hai rachnā .

53The residents of the subtle region, Brahma, Vishnu and Shankar, are creations.

50Inhō̃ kā rachayitā hai śhiv .

54Their Creator is Shiva.

51Śhiv kē liē tō kōī kah na sakē ki inkā creator kaun  ?

55No one can ask who Shiva’s creator is.

52Śhiv kā creator kōī hōtā nahī̃ .

56No one can be Shiva’s creator.

53Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar yah hai rachnā .

57Brahma, Vishnu and Shankar are part of creation.

54Inhō̃ K|kē bhī ūpar hai śhiv , sab ātmāō̃ kā bāp .

58Even higher than them is Shiva, the Father of all souls.

55Ab creator hai tō phir praśhna uṭhtā hai kab create kiyā  ?

59Now, if He is the Creator, the question arises, “When did He create?”

56Nahī̃ , yah tō anādi hai .

60No; this creation is eternal.

57Itnī ātmāō̃ kō kab create kiyā  ? 58Yah praśhna nahī̃ uṭh saktā .

61The question “When did He create so many souls?” cannot arise.

59Yah anādi drama chalā ātā hai , bēant hai . 60Iskā kabhī ant nahī̃ hōtā .

62This eternal drama continues; it is infinite; it never comes to an end.

61Yah bātē̃ tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār samajhtē haĩ .

63All of these things are in you children, numberwise.

62Yah hai bahut sahaj .

64This is very easy.

63Ēk bāp K|kē sivāē aur kisī sē lagāv na hō , kōī bhī marē vā jiyē .

65Whether anyone lives or dies, you should have no attachment to anyone but the one Father.

64Gāyan bhī hai ammā marē tō bhī haluā khānā . . . . . . . samjhō kōī bhī mar jātā hai , phikra key|kī bāt nahī̃ hōtī kyōṅki yah drama anādi banā huā hai .

66There is a song: Even if your mother dies, eat halva… 67For instance, even if someone dies, there is nothing to worry about because this drama is predestined.

65Ḍrāmānusār unkō is samay jānā hī thā , ismē̃ kar hī kyā saktē haĩ .

68According to the drama, he had to go at that time. 69What can anyone do about that?

66Zarā bhī duḥkhī hōnē key|kī bāt nahī̃ .

70There is no need to be sad at all.

67Yah hai yōgbal key|kī avasthā .

71This is the stage of the power of yoga.

68Law kahtā hai zarā bhī dhakkā nahī̃ ānā chāhiē .

72The law says that you shouldn’t be even slightly disturbed.

69Sab actors haĩ nā .

73Everyone is an actor.

70Apnā-apnā part bajātē rahtē haĩ .

74Each one continues to play his own part.

71Bachchō̃ kō gyān milā huā hai .

75You children have received this knowledge.

72Bāp sē kahtē haĩ - hē parampitā paramātmā ākar hamkō lē jāō .

76They say to the Father: O Supreme Father, Supreme Soul, come and take us away!

73Itnē sab śharīrō̃ kā vināśh karāē sab ātmāō̃ kō sāth mē̃ lē jānā , yah tō bahut bhārī kām huā .

77It is a very big job to have all of these bodies destroyed and to take all souls back with Him.

74Yahā̃ kōī ēk martā hai tō 12 mās rōtē rahtē haĩ .

78Here, if someone dies, people continue to cry for 12 months.

75Bāp tō itnī sārī ḍhēr ātmāō̃ kō lē jāyēṅgē .

79The Father will take so many souls back with Him.

76Sabkē śharīr yahā̃ chhūṭ jāyēṅgē .

80Everyone’s body will be left behind here.

77Bachchē jāntē haĩ mahābhārat laṛāī lagtī hai tō machchharō̃ sadr̥iśhya jātē rahtē haĩ .

81You children know that when the Mahabharat War begins, they will continue to leave like swarms of mosquitoes.

78Natural calamities bhī ānē kī hai .

82Natural calamities too are to come.

79Yah sārī duniyā badaltī hai .

83This whole world has to be transformed.

80Abhī dēkhō England , Russia ādi kitnē baṛē-baṛē haĩ .

84Look how large the population of England and Russia etc. are now.

81Satyug mē̃ yah sab thē kyā  ?

85Did all of them exist in the golden age?

82Duniyā mē̃ yah bhī kiskī buddhi mē̃ nahī̃ ātā ki hamārē rājya mē̃ yah kōī bhī thē nahī̃ .

86It doesn’t even enter the intellect of anyone in the world that none of them existed in our kingdom.

83Ēk hī dharm , ēk hī rājya thā , tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ jinkī buddhi mē̃ achchhī rīti baiṭhtā hai .

87There was only one religion and one kingdom. 88Even you are numberwise in keeping this in your intellects very well.

84Agar dhārṇā hō tō vah naśhā sadaiv chaṛhā rahē .

89If it is imbibed by you, your intoxication remains constantly high.

85Naśhā kōī kō bahut muśhkil chaṛhā rahtā hai .

90Only a few maintain such high intoxication, and that is with great difficulty.

86Mitra-sambandhī ādi sab taraph sē yād nikālkar ēk bēhad key|kī khuśhī mē̃ ṭhahar jāē̃ , baṛī kamāl hai .

91To remove one’s remembrance of friends, relatives and everyone else and to become stable in unlimited happiness is a great wonder.

87Hā̃ , yah bhī ant mē̃ hōgā .

92Yes, this too will happen at the end.

88Pichhāṛī mē̃ hī karmātīt avasthā kō pā lētē haĩ .

93Only at the end is the karmateet stage attained.

89Śharīr sē bhī bhān ṭūṭ jātā hai .

94The consciousness of bodies will then be broken.

90Bas abhī ham jātē haĩ , yah jaisē common hō jāyēgā .

95“That’s it! 96We are now going home.” 97It is as though this becomes common.

91Jaisē nāṭak vālē part bajāē phir jātē haĩ ghar .

98When actors in a play finish playing their parts, they go home.

92Yah dēh rūpī kapṛā tō tumkō yahā̃ hī chhōṛnā hai .

99You have to leave those costumes, your bodies here.

93Yah kapṛē yahā̃ hī lētē haĩ , yahā̃ hī chhōṛtē haĩ .

100You adopted those costumes here and you have to leave them behind here.

94Yah sab naī bātē̃ tumhārī buddhi mē̃ haĩ , aur kiskī buddhi mē̃ nahī̃ .

101All of these new aspects are in your intellects. 102They are not in anyone else’s intellect.

95Alpha aur bē .

103Alpha and beta.

96Alpha hai sabsē ūpar mē̃ .

104Alpha is highest of all.

97Kahtē bhī haĩ brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh , viṣhṇu dvārā pālnā .

105It is said: Establishment through Brahma, destruction through Shankar and sustenance through Vishnu.

98Achchhā , bākī śhiv kā kām kyā hai  ?

106Achcha, so what is Shiva’s task?

99Ūñch tē ūñch śhivbābā kō kōī bhī jāntē nahī̃ .

107No one knows Shiv Baba, the Highest on High.

100Kah dētē vah tō sarvavyāpī hai . 101Yah sab unkē hī rūp haĩ .

108They just say, “He is omnipresent and all of those are His forms anyway.”

102Sārī duniyā key|kī buddhi mē̃ yah pakkā hō gayā hai , isliē sab tamōpradhān banē haĩ .

109This has become firm in the intellect of everyone in the world and this is why they have become tamopradhan.

103Bāp kahtē haĩ - sārī duniyā durgati kō pāī huī hai .

110The Father says: The whole world has reached degradation.

104Phir ham hī ākar sabkō sadgati dētē haĩ .

111Then, I alone have to come and give salvation to all.

105Agar sarvavyāpī hai tō kyā sab bhagvān hī bhagvān haĩ  ?

112If He were omnipresent, it would be that all are God and God alone.

106Ēk taraph kahtē all brothers , phir kah dētē all fathers , samajhtē nahī̃ haĩ .

113On the one hand, they say “All are brothers”, and then, on the other, they say “All are the Father”.

107Ab tum bachchō̃ kō bēhad kā bāp kahtē haĩ , bachchē , mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

114They have no understanding. 115The unlimited Father says to you children: Children, remember Me and your sins will be absolved.

108Tumhē̃ is dādā kō vā mama kō bhī yād nahī̃ karnā hai .

116Baba says: Do not even remember this Dada or Mama.

109Bāp tō kahtē haĩ ki na mama , na bābā , kōī key|kī mahimā kuchh bhī nahī̃ .

117The Father says: No one should be praised, neither Mama nor Baba.

110Śhivbābā na hōtā tō yah brahmā bhī kyā kartā  ?

118If Shiv Baba didn’t exist, what could this Brahma do?

111Inkō yād karnē sē kyā hōgā  !

119What would happen by remembering this one?

112Hā̃ , tum jāntē hō in dvārā ham bāp sē varsā lē rahē haĩ , insē nahī̃ .

120Yes, you know that you are claiming the inheritance from the Father, not from this one, but through this one.

113Yah bhī unsē varsā lētē haĩ , tō yād unkō karnā hai .

121This one also claims the inheritance from that One, and so you should remember that One.

114Yah tō bīch mē̃ dalāl hai .

122This one is just an agent in the middle.

115Bachchē aur bachchī key|kī sagāī hōtī hai , tab yād tō ēk-dūsrē kō karē̃gē nā .

123When a couple become engaged, they remember each other.

116Śhādī karānē vālā tō bīch mē̃ dalāl ṭhaharā|ṭhahrā .

124The one who arranges the marriage is the agent between them.

117In dvārā bāp tum ātmāō̃ key|kī sagāī apnē sāth karātē haĩ isliē gāyan bhī hai satgurū milā dalāl K|kē rūp mē̃ .

125The Father has your engagement to Him arranged through this one. 126This is why there is the praise: I found the Satguru through the agent.

118Satgurū kōī dalāl nahī̃ hai . 119Satgurū tō nirākār hai .

127The Satguru is not the agent, the Satguru is incorporeal.

120Bhal gurū brahmā , gurū viṣhṇu , kahtē haĩ parantu vah kōī gurū hai nahī̃ .

128They may say: Guru Brahma, Guru Vishnu, but they are not gurus.

121Satgurū ēk bāp hī hai jō sarv key|kī sadgati kartē haĩ .

129Only the one Father is the true Guru (Satguru) who grants salvation to all.

122Bāp nē tumkō sikhāyā hai tab tum aurō̃ kō bhī rāstā batātē hō aur sabkō kahtē hō ki dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhō .

130The Father teaches you. 131You then show this path to others and tell them: Even whilst seeing, don’t see!

123Buddhi śhivbābā sē lagī rahē .

132Keep your intellects connected to Shiv Baba.

124In āṅkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē hō kabradākhil hōnā hai .

133Everything that you see with those eyes is to turn into a graveyard.

125Yād ēk bāp kō karnā hai , na ki inkō .

134Remember the one Father, not this one.

126Buddhi kahtī hai insē thōṛēhī varsā milēgā .

135The intellect says: I cannot receive the inheritance from this one.

127Varsā tō bāp sē milnā hai .

136The inheritance will be received from the Father.

128Jānā bhī bāp kē pās hai .

137You have to go to the Father.

129Student , student kō thōṛēhī yād karē̃gē .

138A student wouldn’t remember a student.

130Student tō teacher kō yād karē̃gē nā .

139A student would surely remember the teacher.

131School mē̃ jō tīkhē bachchē hōtē haĩ vah phir aurō̃ kō bhī uṭhānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .

140Clever children at school would also try to uplift others.

132Bāp bhī kahtē haĩ ēk-dō kō ūñchā uṭhānē key|kī kōśhiśh karō parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō purūṣhārth bhī nahī̃ kartē haĩ .

141The Father says: Try to uplift one another. 142However, if it isn’t in their fortune, they don’t even make the effort.

133Thōṛē mē̃ hī rāzī hō jātē haĩ .

143They become content with a little.

134Samjhānā chāhiē pradarśhanī mē̃ bahut ātē haĩ , bahutō̃ kō samjhānē sē unnati bahut hōtī hai .

144You should explain to others. 145Many come to the exhibitions. 146There can be a great deal of progress by explaining to many others.

135Nimantraṇ dēkar maṅgātē haĩ . 136Tō baṛē-baṛē samajhdār ādmī ātē haĩ .

147Send out invitations and invite them and many important, sensible people will then come.

137Bigar nimantraṇ sē tō kaī prakār K|kē lōg ā jātē haĩ .

148Many varieties of people turn up without an invitation.

138Kyā-kyā ulṭā-sulṭā baktē rahtē haĩ .

149They continue to say such wrong things.

139Royal manuṣhyō̃ key|kī chāl-chalan bhī royal hōtī hai .

150The behaviour of royal people is also royal.

140Royal ādmī royalty sē andar ghusē̃gē .

151Royal people will enter with royalty.

141Chalan mē̃ bhī bahut fark rahtā hai .

152There is a big difference in their behaviour too.

142Unmē̃ chalnē key|kī , bōlnē key|kī kōī phazīlat nahī̃ rahtī .

153Others have no manners in the way they behave and talk to others.

143Mēlē mē̃ tō sabhī prakār K|kē ā jātē haĩ , kiskō manā nahī̃ kī jātī hai isliē kahā̃ bhī pradarśhanī mē̃ nimantraṇ card par maṅgāyēṅgē tō royal achchhē-achchhē lōg āyēṅgē .

154All types turn up at the gatherings (melas). 155No one is refused admittance. 156Therefore, if you send people an invitation card inviting them to the exhibitions, many good, royal people will come.

144Phir vah aurō̃ kō bhī jākar sunāyēṅgē .

157Then, they will also go and tell others.

145Kabhī females kā programme rakhō tō sirph females hī ākar dēkhē̃ kyōṅki kahā̃-kahā̃ females bahut pardē naśhīn hōtī haĩ .

158Sometimes, have a programme just for females so that only females come and see, because, in many places, many females are behind a veil.

146Tō sirph females kā hī programme hō .

159Therefore, have a programme for only females.

147Male|mail|mēl kōī bhī na āyē .

160No males should be allowed to come to that.

148Bābā nē samjhāyā hai pahlē-pahlē tumkō yah samjhānā hai ki śhivbābā nirākār hai .

161Baba has told you: First of all, you have to explain that Shiv Baba is incorporeal.

149Śhivbābā aur prajāpitā brahmā dōnō̃ bābā huē .

162Shiv Baba and Prajapita Brahma are both “Babas”.

150Dōnō̃ ēkras tō hō na sakē̃ , jō dōnō̃ bābāō̃ sē varsā milē .

163The two cannot become one, so you do not receive the inheritance from both Babas.

151Varsā dādē kā yā bāp kā milēgā .

164You would receive an inheritance from a grandfather or a father.

152Dādē key|kī milkiyat par hak lagtā hai .

165One has a right to the property of a grandfather.

153Bhal kaisā bhī kapūt bachchā hōgā tō bhī dādē kā varsā mil jāyēgā .

166No matter how unworthy a child may be, he would still receive his grandfather’s inheritance.

154Yah yahā̃ kā kāydā hai .

167This is the law here.

155Samajhtē bhī haĩ inkō paisā milnē sē ēk varṣh K|kē andar uṛā dēgē . 156Lēkin government K|kē law aisē haĩ jō dēnā paṛtā hai .

168It is also understood that when some people receive that money, they would squander it within a year, but government laws are such that it has to be handed over.

157Government kuchh kar nahī̃ saktī hai .

169The Government cannot do anything.

158Bābā tō anubhavī hai .

170Baba, however, is experienced.

159Ēk rājā kā bachchā thā , ēk krōṛ rūpayā 12 mās mē̃ khatm kar diyā .

171There was a child of a king who squandered 10 million rupees in 12 months.

160Aisē bhī hōtē haĩ .

172There are some who are like that.

161Śhivbābā tō nahī̃ kahē̃gē ki hamnē dēkhā hai .

173Shiv Baba would not say that He has seen such cases.

162Yah ( dādā ) kahtē haĩ hamnē bahut aisē misāl dēkhē haĩ .

174This one (Brahma) says: I have seen many such examples.

163Yah duniyā tō baṛī gandī hai .

175This world is very dirty.

164Yah hai hī purānī duniyā , purānā ghar .

176This is an old world, an old house.

165Purānē ghar kō hamēśhā tōṛnā hōtā hai .

177An old house usually has to be demolished.

166In lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājāī ghar dēkhō kaisē first class haĩ .

178Look how first class the royal palaces of Lakshmi and Narayan are.

167Abhī tum bāp dvārā samajh rahē hō aur tum bhī nar sē nārāyaṇ bantē hō .

179You are now being given understanding by the Father and are becoming Narayan from an ordinary human.

168Yah hai hī satya nārāyaṇ kī kathā .

180This is the story of the true Narayan.

169Yah bhī tum bachchē hī samajhtē hō .

181Only you children understand this.

170Tumhārē mē̃ bhī pūrē flowers abhī banē nahī̃ haĩ , ismē̃ royalty baṛī achchhī chāhiē .

182Amongst you too, some haven’t become complete flowers yet. 183You need to have very good royalty in this.

171Tum unnati kō din-pratidin pātē rahtē hō .

184You continue to make progress day by day.

172Flowers bantē jātē hō .

185You continue to become flowers.

173Tum bachchē pyār sē kahtē hō «  bāpdādā ' ' .

186You children say with love: “BapDada”.

174Yah bhī tumhārī naī bhāṣhā hai , jō manuṣhyō̃ key|kī samajh mē̃ nahī̃ ā saktī .

187This language of yours is new and it cannot be understood by other human beings.

175Samjhō bābā kahā̃ bhī jāyē tō bachchē kahē̃gē bāpdādā namastē . 176Bāp respond dēgē rūhānī jismānī bachchō̃ kō namastē .

188For instance, when Baba goes somewhere and children say, “BapDada, namaste”, Baba responds, “Namaste to you spiritual, physical children.”

177Aisē kahnā paṛē nā .

189He would have to respond in that way.

178Kōī sunē̃gē tō kahē̃gē yah tō kōī naī bāt hai , bāpdādā ikaṭṭhē kaisē kahtē haĩ .

190If others were to hear this, they would say that this is something new. 191How can “BapDada” be said to be one?

179Bāp aur dādā dōnō̃ ēk kabhī hōtē haĩ kyā  ?

192Can both Bap and Dada ever be one?

180Nām bhī dōnō̃ K|kē alag haĩ .

193The name of each is also different.

181Śhivbābā , brahmā dādā , tum in dōnō̃ K|kē bachchē hō .

194You are the children of both Shiv Baba and Brahma Dada.

182Tum jāntē hō inkē andar śhivbābā baiṭhā hai . 183Ham bāpdādā K|kē bachchē haĩ .

195You know that Shiv Baba is sitting in this one, that you are BapDada’s children.

184Yah bhī buddhi mē̃ yād rahē tō khuśhī kā pārā chaṛhā rahē aur drama par bhī pakkā rahnā hai .

196If your intellects remember even this much, your mercury of happiness will remain high. 197You also have to remain stable in regard to the drama.

185Samjhō kōī nē śharīr chhōṛā , jākar dūsrā part bajāyēṅgē .

198For instance, when someone leaves his body, he will go and play another part.

186Har ēk ātmā kō avināśhī part milā huā hai , ismē̃ kuchh bhī khyāl hōnē key|kī darkār nahī̃ .

199Each and every soul receives an eternal part. 200There is no need to have any thoughts about this.

187Unkō dūsrā part jāē bajānā hai .

201He had to go and play another part.

188Vāpis tō bulā nahī̃ saktē .

202He cannot be called back.

189Drama hai nā .

203That is in drama.

190Ismē̃ rōnē key|kī kōī bāt nahī̃ .

204There is nothing to cry about in this.

191Aisī avasthā vālē hī nirmōhī rājā jākar bantē haĩ .

205Only those with such a stage will go and become kings without attachment (King Nirmohi).

192Satyug mē̃ sab nirmōhī hōtē haĩ .

206In the golden age, everyone is without attachment.

193Yahā̃ kōī martā hai tō kitnā rōtē haĩ .

207Here, when someone dies, they cry so much.

194Bāp kō pā liyā tō phir rōnē key|kī darkār hī nahī̃ .

208There is absolutely no need to cry when you have found the Father.

195Bābā kitnā achchhā rāstā batātē haĩ .

209Baba shows you such a good path.

196Kanyāō̃ kē liē tō bahut achchhā hai .

210For the kumaris, it is very good.

197Bāp phāltū paisē kharcha karē aur tum jākar nark mē̃ paṛō .

211Your father would spend money wastefully and you would fall into hell.

198Issē tō bōlō ham in paisō̃ sē rūhānī university cum|kam hospital khōlē̃gē .

212Instead of this, tell him: “I will open a spiritual university-cum-hospital with that money.

199Bahutō̃ kā kalyāṇ karē̃gē tō tumhārā bhī puṇya , hamārā bhī puṇya hō jāyēgā .

213If I bring benefit to many, that will be charity done by you and also by me.”

200Bachchē khud bhī utsāh mē̃ rahnē vālē hō̃ ki ham bhārat kō svarg banānē kē liē tan-man-dhan sab kharcha karē̃gē .

214Children, you, yourselves, should remain enthusiastic and spend everything - body, mind and wealth – in making Bharat into heaven.

201Itnā naśhā rahnā chāhiē .

215There should be so much intoxication.

202Dēnā hō tō dō , na dēnā hō tō na dō .

216If you want to give it, then give it.

203Tum apnā kalyāṇ aur bahutō̃ kā kalyāṇ karnē nahī̃ chāhtē hō  ?

217If you don’t want to, then don’t. 218Do you not want to bring benefit to yourselves and to many others?

204Itnī mastī hōnī chāhiē .

219There should be this much intoxication.

205Khās kumāriyō̃ kō tō bahut khaṛā hōnā chāhiē .

220Kumaris should especially be very alert.

206Achchhā  !

221Achcha.

207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

222To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father and BapDada.

208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

223The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

209Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

224Essence for dharna:

2101 ) apnī chāl chalan bahut royal rakhnī hai .

225 1. Let your activity and behaviour be very royal.

211Bahut phazīlat sē bātchīt karnī hai .

226Speak with good manners.

212Namratā kā guṇ dhāraṇ karnā hai .

227Imbibe the virtue of humility.

2132 ) in āṅkhō̃ sē jō kuchh dikhāī dētā hai - yah sab kabradākhil hōnā hai isliē iskō dēkhtē bhī nahī̃ dēkhnā hai .

228 2. Everything you see with those eyes is to turn into a graveyard. 229Therefore, do not see whilst seeing.

214Ēk śhivbābā kō hī yād karnā hai . 215Kisī dēhdhārī kō nahī̃ .

230Remember Shiv Baba alone and no bodily being.

Blessing

216Vardān  : master gyān sāgar ban guḍiyō̃ kā khēl samāpt karnē vālē smr̥iti sō samarth svarūp bhav

231Blessing: May you be an embodiment of awareness and so an embodiment of power by finishing those games of dolls and becoming a master ocean of this knowledge.

217Jaisē bhakti mārg mē̃ mūrti banākar pūjā ādi kartē haĩ , phir unhē̃ ḍubō dētē haĩ tō āp usē guṛiyō̃ kī pūjā kahtē hō .

232 On the path of devotion, they make idols, worship them and then drown them, and you call that the worship of dolls.

218Aisē āpkē sāmnē bhī jab kōī nirjīv , asār bātē̃ īrṣhyā , anumān , āvēśh ādi kī ātī haĩ aur āp unkā vistār kar anubhav kartē yā karātē hō ki yahī satya haĩ , tō yah bhī jaisē unmē̃ prāṇ bhar dētē hō .

233In the same way, lifeless situations of no essence, such as jealousy, imagination, force etc. come in front of you. 234You expand them and you then yourself, experience them to be the truth and you make others too experience them to be the truth. 235So, that is like putting life into those situations.

219Phir unhē̃ gyān sāgar bāp kī yād sē , bītī sō bītī kar , svaunnati key|kī laharō̃ mē̃ ḍubōtē bhī hō lēkin ismē̃ bhī time tō west|waste jātā hai nā , isliē pahlē sē hī master gyān sāgar ban smr̥iti sō samarthī bhav K|kē vardān sē in guṛiyō̃ K|kē khēl kō samāpt karō .

236Therefore, by having remembrance of the Father, the Ocean of Knowledge, you can let the past be the past and drown it in the waves of self-progress. 237However, time is wasted even in that. 238Therefore, become a master ocean of this knowledge beforehand and finish those games of dolls with the blessings of awareness and power.

Slogan

220Slōgan  : jō samay par sahyōgī bantē haĩ unhē̃ ēk kā padamguṇā phal mil jātā hai .

239Slogan: Those who are co-operative at a time of need receive multimillion-fold fruit of one.

240*** Om Shanti ***

221Avyakt-iśhārēḥ ēkāntpriy banō ēktā aur ēkāgratā kō apnāō

241Have love for solitude and imbibe unity and concentration.

222Jō bhī rājnētāyē̃ vā dharmanētāyē̃ haĩ unhō̃ kō «  pavitratā aur ēktā ' ' kā anubhav karāō .

242Give all the religious and political leaders an experience of purity and unity.

223Isī key|kī kamī K|kē kāraṇ dōnō̃ sattāyē̃ kamjōr haĩ .

243Because they lack this, both of those authorities are weak.

224Dharmsattā kō dharmsattā hīn banānē kā viśhēṣh tarīkā hai-pavitratā kō siddh karnā aur rājya satā vālō̃ kē āgē ēktā kō siddh karnā .

244The special way to make the authority of religion free from this is to prove purity and to prove unity in front of the authority of politics.